बुधवार 19 जनवरी 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

019-01-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 19/01/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - kārya vyavahār kartē buddhiyōg ēk bāp sē lagā rahē , yahī hai sachchī yātrā , is yātrā mē̃ kabhī bhī thaknā nahī̃ ' '

1Essence: Sweet children, while doing your work, let your intellects remain connected in yoga with the one Father. 2This is the true pilgrimage.

2Praśhna  : brāhmaṇ jīvan mē̃ unnati kē liē kis bāt kā bal chāhiē  ?

3Never become tired of this pilgrimage.

3Uttar  : anēk ātmāō̃ key|kī āśhīrvād kā bal hī unnati kā sādhan hai . 4Jitnā anēkō̃ kā kalyāṇ karē̃gē , jō gyān-ratna bāp sē milē haĩ , unkā dān karē̃gē utnā anēk ātmāō̃ key|kī āśhīrvād milēgī .

4Question: What power do you need in Brahmin life in order to make progress? 5Answer: The power of the blessings of many souls is the way to make progress.

5Bābā bachchō̃ kō rāy dētē haĩ bachchē paisā hai tō centre khōltē jāō . 6Hospital cum|kam university khōlō .

6The more you benefit others by donating to them the jewels of knowledge you receive from the Father, the more blessings you will receive from many souls.

7Usmē̃ jiskā bhī kalyāṇ hōgā uskī āśhīrvād mil jāyēgī .

7Baba advises you children: Children, if you have money, continue to open centres.

8Gīt  : rāt K|kē rāhī thak mat jānā …

8Open a hospital-cum-university. 9You will receive blessings from whoever receives benefit there. 10Song: O traveller of the night, do not become weary! 11The destination of dawn is not far off!

9Ōm śhānti .

12Om shanti.

10Gīt kā arth|earth tō bachchō̃ kō āpēhī buddhi mē̃ ānā chāhiē .

13The meaning of the song should automatically enter the intellects of you children.

11Abhī ham sab haĩ rūhānī rāhī .

14We are all spiritual travellers at the moment.

12Bhagvān bāp kē pās ātmāō̃ kō jānā hai .

15Souls have to go to God, the Father.

13Aisē nahī̃ kahē̃gē ki jīv ātmāō̃ kō jānā hai .

16It wouldn't be said that embodied souls have to go to Him.

14Jīv ātmāō̃ kō śharīr chhōṛkar vāpas jānā hai .

17Embodied souls have to leave their bodies and return home.

15Manuṣhya martē haĩ tō kahtē haĩ phalānā vaikuṇṭhvāsī huā .

18When a person dies, people say he has become a resident of Paradise.

16Parantu tum jāntē hō - achchhē vā burē saṅskārō̃ anusār punarjanma lēnā paṛtā hai .

19However, you know that everyone has to take rebirth according to their good and bad sanskars.

17Burē saṅskārō̃ K|kē kāraṇ tumhārē sir par pāpō̃ kā bōjh chaṛhā huā hai .

20You have a burden of sins on your heads because of your bad sanskars.

18Chāhē is janm kā vā janma-janmāntar kā chaṛhā huā hai .

21It is a burden from this birth and from many other births.

19Vah ab tumkō yōgbal sē bhasma karnā hai .

22All of those sins have to be burnt away with the power of yoga.

20Bāp kō yād karnā - iskō hī yōg agni kahā jātā hai .

23To remember the Father is called the fire of yoga.

21Kām chitā par baiṭhnē sē pāp ātmā bantē haĩ aur is yōg agni sē phir chaṛhē huē pāp bhasma hōtē haĩ .

24By sitting on the pyre of lust you have become sinful souls and the sins that have accumulated have to be burned away in the fire of yoga.

22Tō brāhmaṇ bachchē jāntē haĩ ki ham rāhī haĩ .

25So, you Brahmin children know that you are travellers.

23Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē , dhandhā ādi kartē hamārā buddhiyōg bāp kē sāth hai tō jaisēki ham yātrā par haĩ . 24Ismē̃ thaknā nahī̃ hai , bahut purūṣhārth chāhiē .

26While living at home with the families and doing your business, your intellects are connected in yoga with the Father, and so it is as though you are on a pilgrimage.

25Gyān tō bahut sahaj hai .

27You mustn't become tired of this.

26Prāchīn bhārat K|kē yōg key|kī bahut mahimā hai .

28A lot of effort is required. 29Knowledge is very easy.

27Parantu vah gītā sunānē vālē kabhī bhī aisā nahī̃ kahtē ki śhivbābā nē yōg sikhāyā .

30There is a lot of praise of the yoga of ancient Bharat. 31However, those who relate the Gita never say Shiv Baba taught that yoga.

28Gītā mē̃ dikhāyā hai ēk arjun kō hī baiṭh kr̥iṣhṇa sunātē haĩ .

32In the Gita, Krishna is portrayed as sitting and speaking it to Arjuna alone.

29Aisī tō bāt hai nahī̃ .

33It isn't like that.

30Yah tō manuṣhya sē dēvtā bannā hai aur pāṇḍav sēnā hai jarūr , pāṇḍavō̃ key|kī sēnā kō hī knowledge miltī hai aur pāṇḍavpati hī dētē haĩ .

34This is changing from a human into a deity. 35There is definitely also the Pandava Army. 36It is the Pandava Army that receives knowledge, and it is the Father of the Pandavas who gives it.

31Manuṣhyō̃ kō kuchh bhī patā nahī̃ hai .

37People don't know anything.

32Āgē chalkar bahut lōg kahē̃gē barōbar gītā K|kē bhagvān nē 5 hajār varṣh pahlē gyān diyā thā .

38As you progress further, many people will say that the God of the Gita truly did give knowledge 5000 years ago.

33Parantu yah patā nahī̃ hai ki kisnē diyā thā .

39However, they don't know now who gave it.

34Kalp key|kī āyu kā bhī patā nahī̃ hai .

40They don't even know the duration of the cycle.

35Apnī-apnī mat dētē rahtē haĩ - gāndhī gītā , ṭaigōr gītā andar mē̃ nām yahī ḍāltē haĩ , kr̥iṣhṇa bhagvānuvāch arjun prati .

41They continue to have their own opinions. 42They have the Gandhi Gita, the Tagore Gita and all of them say God Krishna speaks to Arjuna.

36Laṛāī bhī dikhātē haĩ .

43They even show the war.

37Parantu laṛāī kī bāt hai nahī̃ .

44However, there is no question of a war.

38Yahā̃ tumhārī hai yōgbal key|kī bāt .

45Here, for you, it is a question of the power of yoga.

39Unhōnnē nām lagā diyā hai laṛāī kā . 40Jaisē chandravanśhī rām kō bāṇ ādi diyē haĩ .

46They have mentioned the name of a war, just as they have given the moon-dynasty Rama a bow and arrow.

41Vāstav mē̃ gyān bāṇ key|kī bāt hai . 42Vah nā-pass huā isliē niśhānī dē dī hai .

47In fact, it is a matter of the arrow of knowledge, but they gave him that symbol because he failed.

43Tō trētāyugī rām-sītā kā bhī chitra dēnā paṛē .

48Therefore, the picture of the silver-aged Rama and Sita also has to be shown.

44Gharānē hōtē haĩ nā . 45Sūryavanśhī gharānā , chandravanśhī gharānā .

49There are the different clans: the sun dynasty, the moon dynasty.

46Gītā mē̃ tō aisī bāt likhī huī nahī̃ hai ki bhagvān nē gītā sunākar sūryavanśhī , chandravanśhī rājdhānī sthāpan key|kī .

50It is not written in the Gita that God spoke the Gita and established the sun and moon-dynasty kingdoms. 51The Gita is definitely the scripture of the original eternal deity religion.

47Yah tō jarūr hai ki gītā hai ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kā śhāstra , vah hindū kah dētē haĩ .

52They call themselves Hindus. 53They cannot call themselves those of the deity religion because they are impure.

48Apnē kō dēvī-dēvtā dharm kā kah nahī̃ saktē kyōṅki apavitr haĩ .

54When they say, "Maya is false, the body is false and the world is false", that is absolutely correct.

49Yah jō kahtē haĩ jhūṭhī māyā , jhūṭhī kāyā . . . sō tō bilkul ṭhīk hai .

55Only those who are false would live in the world of falsehood. 56In the land of truth, there is truth.

50Jhūṭh khaṇḍ mē̃ jhūṭhē hī rahē̃gē . 51Sach-khaṇḍ mē̃ haĩ sach .

57The One who establishes the land of truth tells you the truth.

52Sachkhaṇḍ sthāpan karnē vālā sach batlātē haĩ .

58Bharat, that was worthy of worship, has now become a worshipper.

53Bhārat jō pūjya thā vahī ab pujārī ban gayā hai .

59They are worshipping the worthy-of-worship ones who existed in the past.

54Pūjya jō hōkar gayē haĩ , unhō̃ key|kī pūjā kar rahē haĩ .

60The clan of those who were worthy of worship has now become that of worshippers.

55Jō pūjya gharānā thā vah abhī pujārī hai isliē gāyā jātā hai āpēhī pūjya āpēhī pujārī . 56Pūjya dynasty thī , abhī kaliyug mē̃ haĩ pujārī , śhūdra dynasty .

61This is why it is sung: You yourself are worthy of worship and are also a worshipper. 62There used to be the dynasty of those who were worthy of worship and now, in the iron age, there is the dynasty of worshippers, the shudras.

57Sūryavanśhī kul , chandravanśhī kul .

63There are the sun-dynasty and moon-dynasty clans.

58Tum bachchō̃ kō samjhānā hai ki bhārat aisā thā .

64You children have to explain that Bharat was like that.

59Chitra tō haĩ nā .

65There are the images.

60Satyug mē̃ bhārat mālāmāl thā .

66In the golden age, Bharat was very prosperous.

61Yah bēhad key|kī history-geography kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .

67No one knows this unlimited history and geography.

62Yah varṇa bhī samjhānē kē liē jarūrī haĩ .

68It is essential to explain these clans.

63Ham brāhmaṇ haĩ ūñchē tē ūñchē , iskō kahē̃gē nayā ūñch varṇa .

69We Brahmins are the highest on high. 70This is called the new, elevated clan.

64Jab śhādī kartē haĩ tō bhī kul kō dēkhtē haĩ nā .

71When they arrange marriages, they look for the right clan.

65Tō tumhārā kul bahut ūñchā hai .

72Your clan is the most elevated.

66Bhal brāhmaṇ tō duniyā mē̃ vah bhī bahut haĩ parantu saṅgam par brahmā key|kī santān brāhmaṇ kul hōtā hai .

73Although there are many of those brahmins in the world, it is at the confluence age when the children of Brahma are the Brahmin clan.

67Vah yah nahī̃ jāntē , yah naī bāt hai nā .

74People don't know that; this is something new.

68Manuṣhya samajhtē haĩ inhō̃ key|kī śhāyad apnī naī gītā banī huī hai .

75People think we have perhaps created our own new Gita.

69Yah tō tum bachchē jāntē hō bāp rājyōg sikhā rahē haĩ .

76You children know that the Father is teaching you Raja Yoga.

70Ham sō dēvtā ban rahē haĩ .

77We are once again becoming deities.

71Ham rājāī sthāpan kar rahē haĩ , aisā aur kōī kah na sakē .

78No one else can say that they are establishing a kingdom.

72Vē|way tō jō past hō gayē haĩ unhō̃ key|kī kathāyē̃ baiṭh sunātē haĩ .

79They simply sit and relate stories of those who have been and gone in the past.

73Yahā̃ ham mahimā tō gītā key|kī hī kartē haĩ .

80Here, we sing praise of only the Gita.

74Tō manuṣhya samajhtē haĩ yah gītā kō māntē haĩ .

81This is why people think that we only believe in the Gita.

75Tum jāntē hō vah hai bhakti mārg key|kī gītā .

82You know that that is the Gita of the path of devotion.

76Parantu jisnē gītā sunāī , unsē tum ab direct sun rahē hō .

83However, you are now listening to the Gita directly from the One who spoke it.

77Bandar sēnā bhī maśhhūr hai .

84The army of monkeys is also very well known.

78Chitra bhī dikhātē haĩ hear no evil , see no evil . . . ab bandar kō tō yah nahī̃ kahē̃gē .

85They show the image: Hear no evil, see no evil… 86You wouldn't say this of monkeys; it must surely refer to human beings.

79Jarūr manuṣhya kē liē hōgā . 80Bhal sūrat manuṣhya kī hai parantu sīrat bandar kī hai isliē human bandarō̃ kō kahā jātā hai - burā mat sunō , kān band kar dō .

87Although their faces are like human beings, their characters are like those of monkeys. 88This is why it is said to human monkeys: Hear no evil! 89Close your ears!

81Tum bachchē jāntē hō yah hai purānā śharīr isē kuchh na kuchh hōtā rahtā hai .

90You children know this is an old body and that something or other will continue to happen.

82Kōī key|kī strī martī hai tō kahtē haĩ purānī juttī gaī , phir naī kharīd lē̃gē .

91When someone's wife dies, he would say: “The old shoe has gone”, and so he will buy another one.

83Śhivbābā kō tō chāhiē bhī purānī juttī .

92Shiv Baba wants an old shoe.

84Naī juttī arthāt nayā śharīr usmē̃ tō ānā nahī̃ hai .

93He is not going to enter a new shoe, that is, a new body.

85Jō nayē tē nayā thā vahī ab purānā huā hai .

94The one who was the newest of all has now become old.

86Bābā kahtē haĩ number one mē̃ 84 janm isnē liē haĩ . 87Jō number one pāvan , sarvguṇ sampann hai . . . unkō bhī patit bannā paṛē , tab phir pāvan banē̃ .

95Baba says: This one is the number one to take 84 births; the one who is the number one pure soul, full of all virtues, complete has to become impure; only then can he become pure again.

8884 janmō̃ kā hisāb hai nā .

96There is an account of 84 births.

89Āpē hī pūjya . . . vahī śhrī nārāyaṇ jab khud pujārī bantē haĩ tō nārāyaṇ key|kī baiṭh pūjā kartē haĩ .

97You yourself are worthy of worship and also a worshipper. 98When that Shri Narayan becomes a worshipper, he sits and worships the image of Narayan.

90Wonder hai nā .

99It is a wonder!

91Pichhāṛī K|kē janm mē̃ bhī lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī pūjā kartē thē .

100Even in his last birth, he used to worship Lakshmi and Narayan.

92Parantu dēkhā lakṣhmī dāsī ban pāṅw dabā rahī hai tō vah achchhā nahī̃ lagā .

101However, when he saw Lakshmi massaging Narayan's feet as though she were his servant, he didn't like that.

93Tō lakṣhmī kā chitra uṛākar sirph nārāyaṇ kā rakh diyā .

102So he had Lakshmi removed from that picture and kept the picture of just Narayan.

94Vahī ātmā phir pujārī sē pūjya bantī hai , tattvam .

103From being a worshipper that same soul then becomes worthy of worship.

95Sirph ēk tō nahī̃ hōgā nā .

104The same applies to you; there wouldn't be just one.

96Satyug mē̃ bachchē paidā hōṅgē tō vah bhī prince princess hōṅgē nā .

105The children born in the golden age would be princes and princesses.

97Ab tum bachchō̃ kā bāp śhrr̥iṅgār kar rahē haĩ vāpas lē chalnē kē liē .

106The Father is now decorating you children in order to take you back home.

98Jāntē hō ki ham svarg K|kē mālik ban rahē haĩ .

107You know you are becoming the masters of heaven.

99Punarjanma satyug mē̃ milēgā .

108You will take rebirth in the golden age.

100Ab sthāpanā hō rahī hai .

109Establishment is now taking place.

101Tum jāntē hō ki barōbar aisā aṭal-akhaṇḍ , sukh-śhānti kā rājya thā .

110You know there truly was an unshakeable, constant kingdom of peace and happiness.

102Tum kōī kō bhī yah samjhā saktē hō ki ham rājyōg practical mē̃ sīkh rahē haĩ .

111You can explain to anyone that you are studying Raja Yoga in a practical way.

103Kōī kahtē haĩ ki phalānē sant kē pās gayē , hamkō bahut śhānti milī parantu yē tō huī alpkāl kṣhaṇbhaṅgur key|kī śhānti .

112Some people say that when they went to a particular holy person they experienced a lot of peace. 113However, that is temporary, momentary peace.

104Karkē 10-20 kō milēgī .

114Perhaps 10 or 20 people would experience that.

105Yahā̃ tō duniyā kā savāl hai .

115Here, it is a question of the whole world.

106Sachchī-sachchī śhānti tō satyug mē̃ hī rahtī hai .

116Only in the golden age can there be true peace.

107Jō sayānē bachchē haĩ vah kalp pahlē muāphik apnā purūṣhārth kar rahē haĩ .

117The children who are sensible are making effort exactly as they did in the previous cycle.

108Kaī naī-naī gōpikāō̃ kō ghar baiṭhē ēk bār gyān miltā hai tō khuśhī kā pārā chaṛh jātā hai .

118When some of the new gopikas receive knowledge while sitting at home, the mercury of their happiness rises.

109Kal ēk yugal bābā kē pās āyā , bābā nē samjhāyā - bachchē tum bāp sē bēhad kā varsā nahī̃ lē̃gē .

119Yesterday, a couple came to meet Baba. 120Baba explained to them: Children, will you not claim your unlimited inheritance from the Father?

110Ādhākalp nark mē̃ gōtē khākar duḥkhī huē hō , ab ēk janm viṣh chhōṛ nahī̃ saktē hō  ?

121You have been choking in hell for half the cycle and have become unhappy. 122Now, can you not renounce poison for one birth?

111Svarg kā mālik bannē kē liē pavitra nahī̃ banē̃gē .

123Will you not become pure in order to become the masters of heaven?

112Bōlā - hai tō difficult .

124They said that it was difficult.

113Bābā nē kahā kām chitā par baiṭhnē liē jismānī brāhmaṇ nē tumhārā hathiyālā bāndhā , ab tum gyān chitā par baiṭh svarg K|kē mahārājā mahārānī banō .

125Baba said: A worldly brahmin tied you in bondage to sit on the pyre of lust. 126Now sit on the pyre of knowledge and become an emperor and empress of heaven.

114Tō kahā āpkō sahāyatā dēnī paṛēgī .

127They replied: You will have to help us.

115Bābā nē kahā - śhivbābā kō yād kartē rahē̃gē tō jarūr sahāyatā milēgī .

128Baba said: If you continue to remember Shiv Baba, you will definitely receive help.

116Bōlā hā̃ yād karū̃gā .

129They replied: Yes, I will remember Him.

117Jhaṭ bāp sē hathiyālā bāndhā , aṅgūṭhī bhī pahanī .

130He immediately tied a rakhi and also put a Shiv Baba ring on each of them.

118Yah bāpdādā hai nā .

131This is Bap and Dada.

119Bēhad kā bāp kahtē haĩ bachchē tum pavitra nahī̃ banōṅgē tō svarg mē̃ bhī nahī̃ chal sakōgē .

132The unlimited Father says: Children, if you don't become pure you won't be able to go to heaven.

120Yah antim janm pavitra nahī̃ bannē sē tum rājāī khō baiṭhē̃gē .

133By not becoming pure in this last birth, you will lose the kingdom.

121Itnā thōṛā samay bhī tum pavitra nahī̃ ban saktē hō  !

134Can you not become pure for this short time?

122Bābā tumhārā gyān-yōg sē śhrr̥iṅgār kar rahē haĩ . 123Tum aisē lakṣhmī-nārāyaṇ ban jātē hō .

135Baba is decorating you with knowledge and yoga and you then become like Lakshmi and Narayan.

124Agar bāp kā nahī̃ mānā tō samajhē̃gē in jaisā mahāmūrkh duniyā mē̃ kōī nahī̃ hai .

136If you don't listen to the Father, it would be understood that there is no greater fool in the world than you.

125Ēk hōtē haĩ had K|kē mūrkh , dūsrē hōtē haĩ bēhad K|kē mūrkh .

137One type are limited fools and the other type are unlimited fools.

126Yahā̃ par aisē nahī̃ baiṭh saktē haĩ , jō vāyumaṇḍal kō kharāb karē̃ .

138Those who spoil the atmosphere cannot sit here.

127Hans maṇḍlī mē̃ mlēchchh baiṭh na sakē̃ .

139Dirty, impure ones cannot sit in the gathering of swans.

128Bāp kitnā śhrr̥iṅgār kar lakṣhmī-nārāyaṇ jaisā banātē haĩ aur māyā phir bilkul kaṅgāl worth not penny banā dētī hai .

140The Father decorates you so much and makes you become like Lakshmi and Narayan. 141Maya then makes you completely poverty-stricken, not worth a penny.

129Bhal kōī kē pās 50 krōṛ haĩ tō bhī worth not penny hai kyōṅki yah sab tō bhasma hōnā hai .

142Even if someone has five million, he is not worth a penny because all of that is going to be burnt away.

130Sāth mē̃ tō sachchī kamāī hī chalēgī .

143Only the true income will go with you.

131Bābā rāy dētē haĩ bachchē centres khōltē jāō .

144Baba advises you: Children, continue to open centres.

132Manuṣhyō̃ kā baiṭh śhrr̥iṅgār karō .

145Sit and decorate human beings.

133Parantu university cum|kam hospital khōlnē vālā bhī achchhā hō , jō kiskō samjhā sakē yā dūsrē kō khōlkar dē tō vah baiṭh samajhāvē .

146However, those who open universities-cum-hospitals have to be good so that they can explain to others, or else, they can open one and then give it to others to sit and explain there.

134Tō unkī āśhīrvād sē bhī bharpūr hō jāyēṅgē . 135Bal tō miltā hai nā .

147The person who opened it would then also become filled with blessings from those who go there; he would receive power from that.

13621 janm kē liē phāydā hai .

148That would be benefit for 21 births.

137Aisā kōī hōgā jō bāp key|kī śhrīmat par na chalē .

149Is there anyone who would not follow the Father's shrimat?

138Kadam-kadam par bāp key|kī śhrīmat par chalnā chāhiē .

150You should follow the Father's shrimat at every step.

139Vighna tō paṛē̃gē hī .

151There will of course be obstacles.

140Bāndhēlī gōpikāō̃ par kitnē sitam hōtē haĩ , ismē̃ nirbhay hōnā hōtā hai .

152There are so many assaults on the gopikas in bondage. 153One has to be fearless here.

141Bāp key|kī mahimā hai - nirbhay , nirvair . . . hamārā kōī sē vair nahī̃ .

154The praise of the Father is: The Fearless One who is free from any animosity.

142Bāp śhrr̥iṅgār karātē haĩ tō unkī service svīkār karnī chāhiē .

155We don't have animosity towards anyone. 156The Father decorates you and so you should accept His service.

143Bābā kyō̃ nahī̃ ham āpkī śhrīmat par chalē̃gē  !

157Baba, why would we not follow Your shrimat?

144Hamārā tō ismē̃ bahut kalyāṇ hai . 145Hamārē pīchhē bachchō̃ ādi kā bhī kalyāṇ hai .

158There is a lot of benefit for us in doing that and our children etc. after us will even benefit.

146Har ēk kō sachchī yātrā par chalnē kā rāstā batānā chāhiē .

159Show everyone the path to go on the true pilgrimage.

147Jhagaṛā|jhagṛā hōgā , ablāō̃ kō sahan karnā paṛtā hai .

160If there is any quarrelling, the poor, innocent mothers have to tolerate it.

148Nahī̃ māntē haĩ tō samjhō hamārē kul kā nahī̃ hai .

161If they don't accept you, you can then understand that they don't belong to your clan.

149Mēhnat karnī paṛtī hai .

162You do have to make effort.

150Kahā̃ sē hamārē kul kā nikal paṛē phir bhal prajā lāyak bhī banē .

163There might be someone who belongs to our clan who may even become worthy of becoming a subject.

151Aurō̃ kō bhī prajā lāyak banāvē , yah bhī achchhā .

164Even if you make others worthy of becoming subjects, it is good.

152Prajā bhī tō banānī hai nā .

165Subjects have to be created as well.

153Manuṣhya sē dēvtā banānā , yah kārya bāp K|kē sivāē kōī kar nahī̃ saktā .

166No one, apart from the Father, can carry out the task of changing humans into deities.

154Tum brāhmaṇ hō ūñch tē ūñch .

167You Brahmins are the highest on high.

155Vah hai nīch tē nīch , tum hans vah bagulē .

168Those people are lower. 169You are swans and they are storks.

156Tō jarūr jhagaṛā|jhagṛā hōgā .

170Therefore, there will definitely be quarrels.

157Atyāchār hōṅgē .

171There will also be assaults.

158Māyā rāvaṇ nē sabkō barbād kar diyā hai , bāp ākar ābād kartē haĩ .

172Maya, Ravan has ruined everyone. 173The Father comes and makes you prosperous.

159Solvent banātē haĩ .

174He makes you solvent.

160Pichhāṛī mē̃ bādśhāhī tumhārī hōgī .

175Later, you will have your sovereignty.

161Laṛāī kē bād bhārat mālāmāl bantā hai , vah tō jāntē nahī̃ ki is mahābhārī laṛāī kē bād hī bhārat svarg bantā hai .

176Bharat becomes prosperous after the war. 177They don't know that Bharat becomes heaven after the great, violent war.

162Tō ab bachchō̃ kō bahut achchhā purūṣhārth karnā hai .

178So, you children now have to make very good effort.

163Bhāṣhaṇ bhī refine karnā chāhiē .

179Your lectures also have to be refined.

164Śhaṅkh dhvani karnī hai .

180Blow the conch shell.

165Nahī̃ tō kahē̃gē inkē pās|pass śhaṅkh nahī̃ hai .

181Otherwise, it would be said that you don't have a conch shell.

166Bhal kamal fool|phūl samān hai , chakra bhī hai parantu śhaṅkh nahī̃ hai .

182Although you might be like a lotus and also have a discus, you don't have a conch shell.

167Bābā kahtē gyānī tū ātmā hī mujhē priya hai .

183Baba says: I only love knowledgeable souls.

168Gōpiyā̃ bhī murlī par mast hōtī thī .

184Gopikas also became very intoxicated with the flute (murli).

169Kr̥iṣhṇa nē tō murlī nahī̃ sunāī .

185Krishna did not play the flute.

170Yah hai śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā kā antim janm . 171Jō chakra lagākar I|āī|eye , ab inkō knowledge milī hai .

186This is the final birth of the Shri Krishna soul who has been around the cycle and is now receiving knowledge.

172Tum jāntē hō yah hai purānī duniyā , inkō phārkatī dēnī hai .

187You know that this world is old and has to be divorced. 188You are now becoming the masters of the new world.

173Ab tum naī duniyā K|kē mālik ban rahē hō .

189You divorce the old world before destruction takes place.

174Vināśh sē pahlē purānī duniyā kō phārkatī dētē hō .

190If you don't divorce it, you won't be able to have yoga with the new world.

175Agar phārkatī nahī̃ dēgē tō naī duniyā sē yōg bhī nahī̃ lagēgā .

191You have experienced sorrow in the land of Ravan for 63 births. 192Now divorce it!

176Rāvaṇpurī mē̃ 63 janm duḥkh bhōgtē haĩ . 177Ab iskō phārkatī dē dō .

193Divorce everything including your own bodies and then, only you souls will come to Me.

178Dēh sahit jō kuchh bhī hai in sabhī kō phārkatī dō phir tum akēlī ātmā ban mērē pās|pass ā jāyēṅgē . 179Achchhā  !

194Achcha. 195To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

180Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

196The spiritual Father says namaste to the spiritual children. 197Essence for dharna:

181Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

198 1. Become a knowledgeable soul and blow the conch shell.

182Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

199Teach everyone the true pilgrimage.

1831 ) gyānī tū ātmā ban śhaṅkh-dhvani karnī hai . 184Har ēk kō sachchī yātrā sikhlānī hai .

200Create your subjects. 201 2. Remove the old world from your intellect and connect your intellect in yoga with the new world.

185Apnī prajā taiyār karnī hai .

202Become fearless and free from any animosity.

1862 ) buddhi sē purānī duniyā kō phārkatī dēnā hai , naī duniyā sē buddhiyōg lagānā hai . 187Nirbhay , niravair bannā hai . 188Vardān  : vyakt bhāv key|kī ākarṣhaṇ sē parē avyakt sthiti kā anubhav karnē vālē sarv bandhanmukt bhav

203Blessing: May you be free from all bondages and experience the avyakt stage by staying beyond any attraction of corporeal feelings. 204 In order to be free from bondage while staying in your household, do not become trapped in any relationship, by your own body or physical possessions even in your thoughts.

189Pravr̥itti mē̃ rahtē bandhanmukt bannē kē liē saṅkalp sē bhī kisī sambandh mē̃ , apnī dēh mē̃ aur padārthō mē̃ phansnā nahī̃ .

205Let no bondage attract you even in your thoughts because if it enters your thoughts, then, after your thoughts, it would be put into action too.

190Saṅkalp mē̃ bhī kōī bandhan ākarṣhit na karē kyōṅki saṅkalp mē̃ āyēgā tō saṅkalp kē bād phir karma mē̃ bhī ā jāyēgā isliē vyakt bhāv mē̃ ātē bhī , vyakt bhāv key|kī ākarṣhaṇ mē̃ nahī̃ ānā , tab hī nyārī aur pyārī avyakt sthiti kā anubhav kar sakē̃gē . 191Slōgan  : bāp K|kē sahārē kā anubhav karnā hai tō had K|kē kinārō̃ kā sahārā chhōṛ dō . 192Lavlīn sthiti kā anubhav karō

206Therefore, while coming into gross consciousness, do not be attracted by it for only then will you be able to experience a detached and loving, avyakt stage. 207Slogan: In order to experience the Father’s support, let go of the support of limited shores.

193Paramātma pyār mē̃ sadā lavlīn , khōyē huē rahō tō chēhrē key|kī jhalak aur falak , anubhūti key|kī kiraṇē̃ itnī śhaktiśhālī hōṅgī jō kōī bhī samasyā samīp ānā tō dūr lēkin āṅkh uṭhākar bhī nahī̃ dēkh saktī .

208*** Om Shanti *** 209Experience the stage of being merged in love. 210Always remain merged and lost in God’s love, then the sparkle and intoxication on your face and the rays of experience will be so powerful that let alone any problem coming to you, it will not even be able to look you in the eye.

194Kisī bhī prakār key|kī mēhnat anubhav nahī̃ hōgī .

211You will not experience any type of hard work.