शनिवार 22 जनवरी 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
022-01-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 22/01/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban 1Essence: Sweet children, you mustn’t have any type of greed.
1 « mīṭhē bachchē - kisī bhī prakār key|kī habach ( lālach ) tum bachchō̃ kō nahī̃ rakhnī hai , kisī sē bhī kuchh māṅgnā nahī̃ hai , kyōṅki tum dātā K|kē bachchē dēnē vālē hō . 2' '
2Don’t ask anyone for anything, because you are bestowers, children of the Bestower. 3Question: You are Godly students and so what is your aim and what is not your aim?
3Praśhna : tum godly student hō , tumhārā lakṣhya kyā hai , kyā nahī̃ ?
4Answer: Your aim is to imbibe the knowledge that you receive from the Father and to pass with honours. 5However, it is not your aim to have desires and think, “I want this” or “I want that”. 6Don’t have any exchange with human beings and thereby create further karmic accounts. 7Stay in remembrance of the Father and make effort to become karmateet.
4Uttar : tumhārā lakṣhya hai - bāp dvārā jō knowledge mil rahī hai , usē dhāraṇ karnā , pass with honour bannā .
8Song: Do not forget the days of your childhood!
5Bākī yah chāhiē , yah chāhiē … aisī ichchhāyē̃ rakhnā tumhārā lakṣhya nahī̃ . 6Tum kisī bhī manuṣhya ātmā sē lēn-dēn karkē hisāb-kitāb nahī̃ banāō . 7Bāp kī yād mē̃ rah karmātīt bannē kā puruṣhārth karō . 8Gīt : bachpan K|kē din bhulā na dēnā . . .
9Om shanti.
9Ōm śhānti . 10Bachchē jāntē haĩ ki yah hai rūhānī bāp aur bachchō̃ kā sambandh .
10You children know that this is a relationship between the Supreme Father and the children.
11Rūhānī bāp ab baiṭhē haĩ aur bachchē bhī baiṭhē haĩ .
11The spiritual Father is sitting here and the children are also sitting here.
12Sannyāsī ādi hōṅgē - apnē āśhram sē kahā̃ jāyēṅgē tō kahē̃gē phalānā sannyāsī phalānī jagah rahnē vālā hai . 13Gītā śhāstra ādi sunātē haĩ .
12When sannyasis go somewhere from their ashrams, it would be said that such-and-such a sannyasi is a resident of such-and-such a place and that he relates the Gita and scriptures, etc.
14Vah kōī naī bāt nahī̃ .
13That is not anything new.
15Īśhvar sarvavyāpī kahnē sē sārā gyān hī khatm hō jātā hai .
14Because it is said that God is omnipresent, all knowledge comes to an end.
16Ab yah tō hai rūhānī bāp jiskō sab rūhē̃ yād kartī haĩ .
15That One is the spiritual Father whom all spirits remember.
17Rūh hī kahtī hai - ō parampitā paramātmā .
16It is the spirit that says: O Supreme Father, Supreme Soul.
18Jab duḥkh hōtā hai tō laukik kō kuchh nahī̃ kahē̃gē . 19Bēhad K|kē bāp kō hī yād karē̃gē .
17When someone experiences sorrow, he wouldn’t say anything to his physical father; he would remember the unlimited Father.
20Sannyāsī hōṅgē tō brahm tatva kō yād karē̃gē . 21Vah haĩ hī brahm gyānī .
18Sannyasis would remember the brahm element; they are the ones who have knowledge of the brahm element.
22Bāp kō hī yād nahī̃ kartē .
19They don’t remember the Father at all.
23Śhivōham kahtē haĩ , maĩ ātmā sō paramātmā hū̃ .
20They say, “Shivohum, I, the soul, am the Supreme Soul.”
24Phir brahm athavā tatva tō rahnē kā sthān hai .
21The brahm element is a place of residence.
25Yah bātē̃ bilkul naī haĩ .
22These things are completely new.
26Yah gyān prāyaḥlōp hō jātā hai .
23This knowledge disappears.
27Yah jō śhāstra haĩ , unmē̃ mērā gyān nahī̃ hai .
24My knowledge is not in those scriptures.
28Mērā gyān na hōnē kāraṇ tum jab kiskō samjhātē hō tō kahtē haĩ yah tō naī bāt hai .
25Because My knowledge is not in the scriptures, when you relate it to others, they say that this is something new.
29Nirākār paramātmā gyān dētē haĩ , yah unhō̃ key|kī buddhi mē̃ hī nahī̃ ātā hai .
26It doesn’t enter their intellects that the incorporeal Supreme Soul is giving knowledge.
30Vah tō samajhtē haĩ kr̥iṣhṇa nē gyān sunāyā hai tō mūnjh paṛtē haĩ .
27They believe that Krishna spoke the knowledge and so they have become confused.
31Bāp tō ēk-ēk bāt siddha karkē batlātē haĩ .
28Baba proves everything, one by one, to you.
32Bhakti mārg mē̃ tum sab yād kartē hō .
29All of you remember God on the path of devotion.
33Bhagat tō sab bhagat haĩ . 34Bhagvān tō ēk hōnā chāhiē .
30Devotees are all devotees, but there has to be one God.
35Sarv mē̃ bhagvān samajhnē sē sabhī kō pūjnē lag jātē haĩ .
31By considering God to be in everyone, they began to worship everyone.
36Pahlē avyabhichārī ēk śhiv key|kī bhakti hōtī hai parantu gyān nahī̃ rahtā ki vah kyā karkē gayē haĩ , kab āyē thē , yah nahī̃ jāntē haĩ .
32First of all, there is unadulterated worship of Shiva, but they don’t have any knowledge of what He did before He went away. 33They don’t know when He came.
37Parantu vah hai satōpradhān bhakti .
34However, that is satopradhan devotion.
38Pūjā uskī hōtī hai jissē sukh miltā hai .
35The One from whom happiness is received is worshipped.
39Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē rājya mē̃ bhī apār sukh thā .
36There was also limitless happiness in the kingdom of Lakshmi and Narayan.
40Vah svarg K|kē dēvtāyē̃ thē .
37They were the deities of heaven.
41Lakṣhmī-nārāyaṇ kō satyug kā pahlā-pahlā mahārājā-mahārānī māntē haĩ . 42Parantu satyug key|kī āyu nahī̃ jāntē haĩ .
38Although Lakshmi and Narayan are believed to be the first empress and emperor of the golden age, no one knows the duration of the golden age.
43Bāp har ēk bāt bachchō̃ kō hī samjhātē haĩ .
39The Father explains everything to you children.
44Bachchē hī brāhmaṇ banē̃gē .
40Only you children become Brahmins.
45Yah naī rachnā hai nā .
41This is the new creation.
46Tum sabkō samjhā saktē hō ki parampitā paramātmā prajāpitā brahmā dvārā naī sr̥iṣhṭi rachtē haĩ , yah tō sab samajhtē haĩ .
42You can explain to everyone that the Supreme Father, the Supreme Soul, is creating the new world through Brahma, the Father of People. 43Everyone understands this.
47Nahī̃ tō prajāpitā kyō̃ kahtē haĩ ?
44Why else would he be called the Father of People?
48Yah bātē̃ tum bachchē hī jāntē hō dūsrā kōī nahī̃ jāntē .
45Only you children know these things; no one else knows them.
49Unhō̃ kō yah naī-naī bātē̃ samajh mē̃ nahī̃ ātī .
46They’re unable to understand these new things.
50Jab suntē-suntē pakkē hō jātē haĩ tab samajhtē haĩ ham kitnā ghōr andhiyārē mē̃ thē . 51Na bhagvān kō jāntē thē , na dēvtāō̃ kō jāntē thē .
47When they become firm after hearing these things, they then realise how much darkness they were in, they neither knew God nor the deities.
52Jō past hō jātē haĩ unhō̃ key|kī hī bhakti kī jātī hai .
48Devotion is performed of those who existed in the past.
53Phir pūchhō parampitā paramātmā jiskī tum jayantī manātē hō uskē sāth tumhārā kyā sambandh hai ?
49Then, ask them: What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul, whose birthday you celebrate?
54Vah kyā karkē gayē haĩ ?
50What did He do when He came?
55Kuchh bhī batā nahī̃ sakē̃gē .
51They won’t be able to tell you anything.
56Kr̥iṣhṇa kē liē sirph kahtē haĩ makkhan churāyā , yah kiyā , gyān diyā .
52They simply say of Krishna that he stole butter, that he did this and that and gave knowledge.
57Kitnā ghōṭālā hai .
53There is so much confusion.
58Dātā tō ēk īśhvar hī hai .
54Only the one God is the Bestower.
59Kr̥iṣhṇa kē liē tō dātā nahī̃ kahē̃gē .
55Krishna wouldn’t be called the Bestower.
60Vah tō mūñjhē huē haĩ .
56They are all confused!
61Yah sab drama mē̃ nūndh hai .
57All of this is fixed in the drama.
62Bāp kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .
58The Father explains so clearly.
63Nutshell mē̃ thōṛī bātē̃ bhī manuṣhyō̃ key|kī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtī .
59Even a few things in a nutshell don’t sit in the intellects of human beings.
64Agar ēk-ēk K|kē 84 janmō̃ kā vr̥itānt baiṭh nikālē̃ tō patā nahī̃ kitnā hō jāē .
60If you were to sit and write the story of the 84 births of each one, you couldn’t tell how long it would be.
65Bāp kahtē haĩ in sab bātō̃ kō chhōṛ māmēkam yād karō .
61The Father says: Put aside all of those things and constantly remember Me alone.
66Thōṛā vistār sē kabhī samjhāyā jātā hai tō manuṣhyō̃ kā sanśhay miṭ jāē .
62Everything is explained and expanded on a little, so that people’s doubts are removed.
67Bākī bāt tō thōṛī hai - mujhē yād karō .
63However, it is such a small matter: Remember Me!
68Jaisē mantra dētē haĩ īśhvar kō yād karō .
64It is just like a mantra that is given to remember God.
69Parantu vah aisē nahī̃ kahē̃gē ki īśhvar kō yād karnē sē tumhārē vikarma vināśh hōṅgē aur īśhvar kē pās jāyēṅgē .
65However, they wouldn’t say, “By remembering God your sins will be absolved and you will go to God.”
70Yah tō bāp hī samjhātē haĩ tō gaṅgā snān sē vikarma vināśh nahī̃ hōṅgē .
66Only the Father explains that your sins are not absolved by bathing in the Ganges.
71Is samay har ēk par vikarmō̃ kā bōjhā bahut bhārī hai .
67At this time, the burden of sin on each one is very great.
72Sukarm thōṛē hōtē haĩ bākī vikarma tō janma-janmāntar K|kē bahut haĩ .
68There are very few pure actions, but there are many sinful actions for many births.
73Kitnā gyān aur yōg mē̃ rahtē haĩ tō bhī itnē vikarma haĩ jō chhūṭtē hī nahī haĩ . 74Jab karmātīt ban jāyēṅgē phir tō tumkō nayā janm naī duniyā mē̃ milēgā .
69You have knowledge and you stay in yoga so much but, in spite of that, you have performed so many sins that you are unable to get rid of them. 70When you become karmateet, you will receive a new birth in the new world.
75Agar kuchh vikarma rahē huē hōṅgē tō purānī duniyā mē̃ hī dūsrā janma lēnā paṛēgā .
71If any sins are still left, rebirth will have to be taken in the old world.
76Gyān tō bachchō̃ kō bahut achchhā mil rahā hai .
72You children are receiving very good knowledge.
77Bāp kahtē haĩ aur kuchh nahī̃ samajhtē hō tō bāp kō yād karō issē bhī second mē̃ svarg kī bādśhāhī mil jāyēgī .
73The Father says: If you don’t understand anything, just remember the Father. 74Even by just doing this much, you can receive the sovereignty of heaven in a second.
78Ēk kahānī bhī hai - khudā-dōsta key|kī .
75There is the story of Khuda Dost (God, the Friend).
79Ēk rōz kē liē bādśhāhī dētē thē .
76God gave someone the kingdom for a day.
80Ab tum jāntē hō bābā hī tvamēv mātāśhcha pitā , bandhū . . . . hō gayā , tō khudā dost huā nā .
77You now know that Baba is the Mother, the Father, the Friend, the Brother, etc., and so God is the Friend, is He not?
81Allāh avaldīn , khudā dost , yah sab bātē̃ is samay kī haĩ . 82Bābā tumhē̃ ēk second mē̃ svarg kī bādśhāhī dētē haĩ .
78The stories of Allah-Avaldin (God, the One who establishes the first religion), of Khuda Dost (God, the Friend) are all of this time. 79Baba gives you the sovereignty of heaven in a second.
83Bachchiyā̃ jab dhyān mē̃ jātī thī tō vahā̃ prince princess ban jātī thī , vahā̃ K|kē sab samāchār ākar sunātī thī̃ .
80When daughters used to go into trance, they would become princes and princesses. 81Then they would relate all the news of that place.
84Tum bāp kō ab jāntē hō .
82You now know the Father.
85Sab kahtē haĩ heavenly god father , jarūr naī duniyā svarg hī rachē̃gē .
83Everyone speaks of Heavenly God, the Father, and so He would definitely only create the new world of heaven.
86Bhārat hī golden age thā .
84Bharat alone was the golden age.
87Us samay aur kōī dharm nahī̃ thā .
85There were no other religions at that time.
88Kriściyan bhī kahtē haĩ - Christ sē 3 hajār varṣh pahlē bhārat svarg thā .
86Christians too say that 3000 years before Christ Bharat was heaven where Lakshmi and Narayan used to rule the kingdom.
89Jahā̃ lakṣhmī-nārāyaṇ rājya kartē thē isliē pūchhtē haĩ inhō̃ kō yah varsā kahā̃ sē milā ?
87This is why it is asked where they received their inheritance from. 88What connection do the people of Bharat have with them?
90Bhāratvāsiyō̃ kā insē kyā sambandh hai ?
89They were the masters of heaven in the beginning.
91Svarg K|kē mālik pahlē yah thē .
90It is now hell and so where did they go?
92Ab tō nark hai , yah kahā̃ gayē .
91You do believe in birth and death, do you not?
93Janm-maraṇ kō tō māntē haĩ nā . 94Ātmā janm-maraṇ mē̃ ātī hai tab tō 84 janma lē̃gē .
92It is only when a soul enters the cycle of birth and death that he takes 84 births.
95Nahī̃ tō kaisē lē̃gē .
93How else would he take them?
96Duniyā mē̃ anēk mat haĩ .
94There are innumerable opinions in the world.
97Kōī punarjanma kō māntē haĩ , kōī nahī̃ māntē haĩ .
95Some believe in rebirth whereas others don’t.
98Pūchhnā chāhiē parampitā paramātmā śhiv sē tumhārā kyā sambandh hai ?
96You should ask: What is your relationship with Shiva, the Supreme Father, the Supreme Soul?
99Yah brahmā viṣhṇu śhaṅkar kaun haĩ ?
97Who are Brahma, Vishnu and Shankar?
100Kahā̃ K|kē rahnē vālē haĩ ?
98Where do they reside?
101Tum kahē̃gē sūkṣhmavatan K|kē .
99You would reply: They reside in the subtle region.
102Aur tō kōī batā na sakē .
100No one else can tell you this.
103Tumhārē liē tō kitnā sahaj hai .
101It is so easy for you!
104Mātāō̃ kō tō kōī naukrī ādi kā phurnā nahī̃ hai .
102Mothers don’t have any concerns about jobs, etc.; they simply stay at home.
105Ghar mē̃ rahnē vālī haĩ . 106Kōī dhandhēdhōrī kā haṅgāmā nahī̃ hai . 107Bāp sē varsā lēnā hai .
103They don’t have any complications of employment; they just have to claim the inheritance from the Father.
108Puruṣhō̃ kō tō phurnā hai .
104Men have many concerns.
109Tumkō tō bābā kahtē haĩ tum apnā martabā lō|low , viśhva K|kē mālik banō .
105Baba tells you: You claim your status and become the masters of the world.
110Sāhūkārō̃ kō tō kitnī chintā rahtī hai .
106Wealthy people have so many worries.
111Duniyā mē̃ riśhvatkhōrī bhī bahut hai .
107There is a lot of bribery in the world.
112Tumkō riśhvat lēnē key|kī kōī darkār hī nahī̃ .
108You don’t need to take bribes. 109That is what businessmen do.
113Vah tō vyāpāriyō̃ kā kām hai .
110You are free from all of that.
114Tum insē chhūṭē huē hō . 115Phir bhī māyā aisī hai jō chōṭī sē pakaṛ lētī hai isliē phir kuchh na kuchh habach ( lōbh-lālac ) rahtī hai tō jigyāsuō̃ sē māṅgtē rahtē haĩ .
111Nevertheless, Maya is such that she catches hold of you by your plait, and this is why you have some greed or attachment and you then keep asking your students for something. 112Baba says: Don’t ask anyone for anything.
116Bābā kahtē haĩ bachchē kisī sē bhī māṅgō mat .
113You are children of the Bestower, are you not?
117Tum dātā K|kē bachchē hō nā .
114You have to give and not ask for anything.
118Tumkō dēnā hai na ki māṅgnā hai .
115You can take whatever you want from Shiv Baba.
119Tumkō jō kuchh chāhiē śhivbābā sē mil saktā hai . 120Aur kōī sē lē̃gē tō unkī yād rahēgī .
116If you take something from anyone else, you will continue to remember that person.
121Har ēk chīz śhivbābā sē lē̃gē tō śhivbābā tumkō ghaṛī-ghaṛī yād paṛēgā .
117If you take everything from Shiv Baba, you will repeatedly remember Shiv Baba.
122Śhivbābā kahtē haĩ - tumhārē lēn-dēn kā hisāb mērē sāth hai .
118Shiv Baba says: Your account of give and take is with Me.
123Yah brahmā tō bīch mē̃ dalāl hai .
119This Brahma is just the agent in between.
124Dēnē vālā maĩ hū̃ .
120I am the One who gives.
125Mērē sē tum connection rakhō through brahmā .
121Stay in connection with Me through Brahma.
126Kōī bhī chīz aurō̃ sē lē̃gē tō tumkō unkī yād āyēgī aur tum vyabhichārī ban jāyēṅgē .
122If you take anything from others, you will remember those people and become adulterated.
127Śhivbābā K|kē bhaṇḍārē sē tum chīz lē lō aur kisī sē māṅgō mat .
123Take things from Shiv Baba’s treasure store and don’t ask anyone else for anything.
128Nahī̃ tō dēnē vālē kō nuksān paṛtā hai kyōṅki usnē śhivbābā key|kī bhaṇḍārī mē̃ nahī̃ diyā .
124Otherwise, the one who is giving also incurs a loss, because that person did not give to Shiv Baba’s treasure store.
129Dēnā chāhiē śhivbābā key|kī bhaṇḍārī mē̃ .
125Everything should be given to Shiv Baba’s treasure store.
130Manuṣhyō̃ sē lēn-dēn kā connection tō bahut samay rakhā , ab tumhārā connection direct śhivbābā sē hai .
126You have had a relationship of give and take with human beings for a long time. 127Your connection is now directly with Shiv Baba.
131Lēkin bābā jāntē haĩ bachchō̃ mē̃ lōbh kā bhūt hai .
128However, Baba knows that some children have an evil spirit of greed in them.
132Kaī bachchē kahtē haĩ hamnē śhivbābā kō dēkhā nahī̃ hai .
129Many children say that they haven’t seen Shiv Baba.
133Arē tum apnē kō dēkhtē hō ?
130Oh! 131But can you see yourself?
134Tumkō apnī ātmā kā sākṣhātkār huā hai , jō kahtē hō hamkō śhivbābā kā sākṣhātkār hō ?
132Have you had a vision of yourself, a soul, that you are asking to have a vision of Shiv Baba?
135Tum jāntē hō hamārī ātmā bhrakuṭī kē bīch mē̃ rahtī hai .
133You know that you, a soul, reside in the centre of the forehead.
136Śhivbābā bhī bhrakuṭī kē bīch mē̃ hī hōgā .
134Shiv Baba would also be in the centre of the forehead.
137Tum jāntē hō ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .
135You know that a soul sheds a body and takes another.
138Kis samay ātmā kā sākṣhātkār hō bhī saktā hai .
136Sometimes, it is possible to have a vision of a soul.
139Ātmā star hai , sākṣhātkār bhī divya dr̥iṣhṭi sē hī hōgā .
137A soul is a star. 138Visions would be had in a divine vision.
140Achchhā kr̥iṣhṇa key|kī tum bhakti karō , sākṣhātkār hō saktā hai phir phāydā kyā ?
139OK, so you worshipped Krishna and you had a vision of him, but what was the benefit of that?
141Paramātmā kā bhī sākṣhātkār huā phāydā kyā ?
140Even if you did have a vision of God, what would be the benefit of that?
142Phir bhī tumkō tō paṛhnā hai nā .
141You still have to study anyway.
143Bhakti mārg mē̃ sākṣhātkār hōtā hai tō unkā kitnā gāyan kartē haĩ . 144Parantu miltā kuchh bhī nahī̃ hai .
142When someone on the path of devotion has a vision, there is a lot of praise about that, but they don’t receive anything.
145Śhivbābā hai gyān kā sāgar .
143Shiv Baba is the Ocean of Knowledge.
146Brahmā kō tō gyān kā sāgar nahī̃ kahē̃gē nā .
144Brahma is not called the Ocean of Knowledge, is He?
147Brahmā kō bhī unsē gyān miltā hai .
145Brahma also receives knowledge from that One.
148Ājkal śhivliṅg sabkē āgē rakh dētē haĩ , samajhtē kuchh bhī nahī̃ .
146Nowadays, they place a Shivalingam in front of everyone, but they don’t understand anything.
149Pūjā kartē haĩ parantu kōī key|kī bhī biography batā na sakē̃ .
147They perform worship, but they can’t tell you anyone’s biography.
150In gyān ratnō̃ kō samajh na sakē̃ .
148They can’t understand these jewels of knowledge.
151Ratna lētē-lētē kaīyō̃ kō māyā bandar banā dētī hai .
149Whilst you are receiving jewels of knowledge, Maya turns some of you into monkeys.
152Kahtē haĩ hamkō ratna nahī̃ chāhiē .
150You say: I don’t want jewels of knowledge.
153Bābā samjhātē haĩ phir bhī śhivālay mē̃ tō āyēṅgē parantu prajā pad .
151Baba explains: You will still go to Shivalaya (the Temple of Shiva) but with the status of a subject.
154Puruṣhārth kar ūñch pad pānā chāhiē .
152You should make effort to claim a high status.
155Bāp kahtē haĩ maĩ baikuṇṭh key|kī bādśhāhī dēnē āyā hū̃ , tum puruṣhārth kar āp samān banāō .
153The Father says: I have come to give you the sovereignty of heaven. 154Just make effort and make others the same as you.
156Pujāriyō̃ sē bhī tum pūchh saktē hō yah kaun haĩ ?
155You can also ask the priests of the temples: Who are they?
157Kahtē haĩ nā - āyē āg lēnē aur babōrchī ( mālik ) ban baiṭhē . 158Kōī pujāriyō̃ key|kī bhī buddhi mē̃ achchhī rīti baiṭh jātā hai .
156There is a saying: Someone came to borrow a piece of burning coal and ended up as the master of the kitchen (head cook). 157All of this enters the intellects of some priests very well.
159Ham bhī pujārī thē , ab pūjya banē haĩ .
158We too were worshippers and have now become worthy of worship.
160Yah lakṣhmī-nārāyaṇ pūjya kis purūṣhārth sē banē haĩ , tum samjhā saktē hō .
159You can explain what effort Lakshmi and Narayan made to become worthy of worship.
161Bābā kahtē haĩ - jahā̃ mērē bhagat haĩ unkō samjhāō .
160Baba says: Go and explain at places where My devotees are.
162Bhagat hōṅgē śhiv K|kē mandir mē̃ , lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ , jagat ambā K|kē mandir mē̃ jāō . 163Pujāriyō̃ kō samjhāō - vah phir aurō̃ kō samjhāyē̃ .
161Devotees would be in the temples of Shiva. 162Go to the Lakshmi and Narayan temples and the Jagadamba Temple and explain to the priests there, so that they can then explain to others.
164Pujārī baiṭh kiskō jagat ambā kā occupation batāyē̃ tō sab khuśh hō jāē̃ .
163If the priests were to sit and tell everyone Jagadamba’s occupation, everyone would be very happy.
165Unkō kahnā chāhiē tum in sab bātō̃ kō samjhō .
164Tell them: You have to understand all of these things.
166Tum kiskō baiṭh in dēvtāō̃ key|kī jīvan kahānī batāyēṅgē tō tumkō bahut paisē milē̃gē .
165If you were to sit and tell someone the biographies of the deities, you would receive a lot of money.
167Yah bhī samjhā vahī saktā hai jō dēhī-abhimānī hai .
166Only those who are soul conscious are able to say this.
168Dēh-abhimānī kō tō sārā din yah chāhiē , yah chāhiē , habach ( lālach ) rahtī hai .
167Those who are body conscious constantly have desires throughout the day: “I want this, I want that”. 168They have that greed.
169Student kō tō knowledge key|kī habach hōnī chāhiē tō maĩ pass with honour hō jāū̃ .
169You students should have greed for knowledge, so that you can then pass with honours. 170This is the aim of your study.
170Yah hai paṛhāī kā lakṣhya .
171Understand the secrets of the drama.
171Drama K|kē rāj kō bhī samajhnā hai . 172Drama kōī lambā nahī̃ hai .
172The drama is not so long, but they have given it a long duration in the scriptures.
173Parantu śhāstrō̃ mē̃ inkī āyu lambī likh dī hai .
173Therefore, all this should enter your intellects.
174Tō yah sab buddhi mē̃ ānā chāhiē .
174There is a lot of service to do and someone just has to do it.
175Service tō bahut hai kōī karkē dikhāyē .
175You wouldn’t ask the Father for blessings.
176Bāp sē kōī kr̥ipā thōṛēhī māṅgī jātī hai .
176Some ask: God, give us a son so that our clan can grow! 177Oh!
177Kahtē haĩ bhagvān bachchā dō tō kul key|kī vr̥iddhi hōgī .
178But the Father is making His clan grow! 179At this time, the deity clan is growing.
178Arē bāp tō apnē kul key|kī vr̥iddhi kar rahē haĩ .
180God’s clan is now growing. 181You too are the children of God.
179Is samay phir dēvtā kul key|kī vr̥iddhi hō rahī hai . 180Abhī īśhvarīy kul key|kī vr̥iddhi hōtī hai .
182Therefore, the Father explains: Renounce all of those desires and remember the one Father.
181Tum bhī īśhvarīy santān hō .
183All bondages, etc. are accounts of karma.
182Tō bāp samjhātē haĩ yah sab ichchhāyē̃ chhōṛ ēk bāp kō yād karō .
184Look how many bondages Baba has! 185He has to think of so many children.
183Bandhan ādi haĩ , yah sab karma kā hisāb hai .
186There are so many complications. 187They defame him so much.
184Bābā kō dēkhō kitnā bandhan hai , kitnē bachchō̃ K|kē khyālāt rahtē haĩ , kitnī khiṭpiṭ hōtī hai .
188It is easy to do disservice, but very difficult to do service. 189When someone becomes spoilt, he spoils 10 or 20 others.
185Kitnī nindā kartē haĩ .
190Five or eight emerge with great difficulty.
186Disservice karnā sahaj hai , service karnā bahut muśhkil hai .
191Some continue to go to centres and also continue to make their faces dirty.
187Ēk kharāb hōtā hai tō 10-20 kō kharāb kar dētē haĩ .
192Such monkey intellects spoil the atmosphere. 193Why do you allow such ones to sit there?
188Bākī pāñch āṭh nikaltē baṛī mēhnat sē haĩ .
194Once someone has dirtied his face, the effect of that lasts for a long time.
189Kaī centres par ātē bhī rahtē haĩ phir kālā mũh bhī kartē rahtē haĩ .
195Everything is known from one’s register. 196They would come for four or five years and then stop coming.
190Aisē bandar buddhi vāyumaṇḍal kō kharāb kartē haĩ .
197Baba explains: You won’t be able to claim a royal status by doing that.
191Aisō̃ kō tum biṭhātē kyō̃ hō !
198There is the story of the Court of Indra.
192Kālā mũh kiyā tō uskā asar bahut samay chaltā hai . 193Register sē mālūm chal jātā hai .
199Someone was turned to stone. 200You too will become those with stone intellects and be unable to become those with divine intellects.
194Chār pāñch varṣh ākar phir ānā band kar diyā .
201In spite of that, you still don’t make effort. 202This too is fixed in the drama.
195Bābā samjhātē haĩ aisā karnē sē tum rājāī pad pā nahī̃ sakē̃gē .
203Everyone is needed in a kingdom, numberwise; maids, servants and cremators etc. are all needed.
196Indraprastha key|kī kahānī bhī hai , patthar ban gayē . 197Tum bhī pattharbuddhi ban paṛē̃gē . 198Pāras ban nahī̃ sakē̃gē .
204Achcha. 205To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
199Phir bhī purūṣhārth nahī̃ kartē , yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
206The spiritual Father says namaste to the spiritual children. 207Essence for dharna:
200Rājdhānī mē̃ number-vār chāhiē . 201Naukar , chaṇḍāl ādi sab chāhiē .
208 1. Renounce all worldly desires and become a helper in making God’s clan expand.
202Achchhā ! 203Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
209Don’t do anything to cause disservice. 210 2. Keep a connection of give and take with only the one Father, not with any bodily being.
204Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē . 205Dhārṇā kē liē mukhya sār : 2061 ) laukik sab ichchhāyē̃ chhōṛ īśhvarīy kul key|kī vr̥iddhi karnē mē̃ madadgār bannā hai , kōī bhī disservice kā kām nahī̃ karnā hai . 2072 ) lēn-dēn kā connection ēk bāp sē rakhnā hai , kisī dēhdhārī sē nahī̃ .
211Blessing: May you become victorious at the time of upheaval everywhere by practising the avyakt stage and the bodiless stage.
208Vardān : chārō̃ ōr key|kī halchal K|kē samay avyakt sthiti vā aśharīrī bannē K|kē abhyās dvārā vijayī bhav
212 In the last moments, there will be the upheaval and noise of people and the elements all around. 213The atmosphere will be one of crying out and of shaking. 214At such a time, your practice of becoming an avyakt angel and an incorporeal bodiless soul in a second will make you victorious. 215Therefore, practise this over a long period of time: As a master, play music through the instrument of your mouth and listen through your ears, and if you don’t want to, be able to stop in a second.
209Last samay mē̃ chārō̃ ōr vyaktiyō̃ kā , prakr̥iti kā halchal aur āvāj hōgā .
216This practice will make you worthy of being remembered, that is, it will take you into the rosary of victory.
210Chillānē kā , hilānē kā vāyumaṇḍal hōgā . 211Aisē samay par second mē̃ avyakt phariśhtā sō nirākārī aśharīrī ātmā hū̃ - yah abhyās hī vijayī banāyēgā isliē bahut samay kā abhyās hō ki mālik ban jab chāhē̃ mukh dvārā sāz bajāyē̃ , chāhē̃ tō kānō̃ dvārā sunē̃ , agar nahī̃ chāhē̃ tō second mē̃ stop - yahī abhyās simraṇī arthāt vijay mālā mē̃ lē āyēgā . 212Slōgan : purūṣhārth kō tīvr karnā hai tō albēlēpan K|kē loose screw kō tight karō .
217Slogan: In order to make your efforts intense, tighten the loose screw of carelessness. 218*** Om Shanti ***
213Lavlīn sthiti kā anubhav karō
219Experience the stage of being merged in love.
214Ādikāl , amr̥itvēlē apnē dil mē̃ paramātma pyār kō sampūrṇ rūp sē dhāraṇ kar lō .
220At the beginning of the day, at amrit vela, imbibe God’s love in your heart completely.
215Agar dil mē̃ paramātma pyār , paramātma śhaktiyā̃ , paramātma gyān full hōgā tō kabhī aur kisī bhī taraph lagāv yā snēh jā nahī̃ saktā .
221If your heart is full of God’s love, God’s powers and God’s knowledge, your attachment and love will never go to anyone else.