मंगलवार 25 जनवरी 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
025-01-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 25/01/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban 1Essence: Sweet children, it is now your stage of retirement.
1 « mīṭhē bachchē - yah tumhārī vānaprasth avasthā hai isliē ēk bāp kō yād karnā hai , nirvāṇdhām mē̃ chalnē key|kī taiyārī karnī hai ' ' 2Praśhna : bāp kē pās kis bāt kā bhēd nahī̃ hai ? 3Uttar : garīb va sāhūkār kā .
2Therefore, remember the one Father, and make preparations to go to the land beyond sound (nirvana). 3Question: Who does the Father not discriminate between?
4Har ēk kō puruṣhārth sē apnā ūñch pad pānē kā adhikār hai .
4Answer: He doesn't discriminate between the poor and the wealthy.
5Āgē chal sabkō apnē pad kā sākṣhātkār hōgā .
5Each one of you has the right to claim a high status on the basis of the effort you make.
6Bābā kahtē haĩ maĩ hū̃ garīb nivāz isliē abhī garīb bachchō̃ key|kī sab āśhāyē̃ pūrī hōtī haĩ .
6As you progress further, each of you will have a vision of your status. 7Baba says: I am the Lord of the Poor and this is why all the desires of the poor children become fulfilled.
7Yah antim samay hai .
8This is the final period.
8Kiskī dabī rahēgī dhūl mē̃ … jō bāp kō insure kartē haĩ , unkā saphal hōtā hai .
9Some people's wealth will remain buried underground, some will be looted by the Government.
9Gīt : ākhir vah din āyā āj . . . .
10Those who insure everything with the Father make everything they have worthwhile. 11Song: At last the day for which we had been waiting has come!
10Ōm śhānti .
12Om shanti.
11Iskā arth|earth tō bilkul simple hai .
13The meaning of this is very simple.
12Har ēk bāt second mē̃ samajhnē kī hai .
14Everything has to be understood in a second.
13Second mē̃ bāp sē varsā lēnā hai .
15Claim your inheritance from the Father in a second.
14Bachchē jāntē haĩ ki bēhad kā bāp ā gayā hai . 15Parantu yah niśhchay bhī kōī-kōī kō sthāī baiṭhtā nahī̃ hai .
16You children know that the unlimited Father has already come, but not all of you have firm faith all the time.
16Jaisē laukik sambandh mē̃ mā̃ kō bachchā paidā hōtā hai tō jhaṭ samajh jātā hai ki yah janm dē aur pālnā karnē vālī hai .
17In worldly relationships, when a mother is to have a baby, it is immediately understood that the mother will give birth and then sustain the baby.
17Tō yahā̃ bhī jhaṭ samajhnā chāhiē nā .
18So, here, too, this should be understood very quickly.
18Ab tum bachchē jāntē hō bhakti kē bād hī bhagvān ātē haĩ .
19You children now know that God comes after the path of devotion.
19Ab bhakti kitnā samay chaltī hai , kab śhurū hōtī hai , yah duniyā mē̃ kōī nahī jāntē sivāē tum bachchō̃ K|kē .
20No one in the world, apart from you children, knows for how long the path of devotion continues or when it starts.
20Tum batā saktē hō - bhakti kab sē śhurū huī !
21You can tell everyone when the path of devotion began.
21Manuṣhya tō kahē̃gē paramparā sē chalī ātī hai .
22People say it has continued from time immemorial.
22Gyān aur bhakti dō chīzē̃ jarūr haĩ .
23There are definitely two things: knowledge and devotion.
23Kahtē haĩ yah anādi chaltī ātī haĩ . 24Parantu anādi kā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē .
24They say it has continued eternally but they don't understand the meaning of “eternal”.
25Yah drama kā chakra anādi kāl sē phirtā rahtā hai .
25The cycle of the drama continues to turn eternally; it has no end or beginning.
26Unkā ādi ant nahī̃ hai .
26People continue to tell lies.
27Manuṣhya tō gapōṛē lagātē rahtē haĩ . 28Kabhī kahtē itnē varṣh huē , kabhī kahtē itnē varṣh .
27Sometimes they say, "It has been this many years", and sometimes they say, "It has been that many years".
29Bāp ākar sab siddh kar batātē haĩ .
28The Father comes and tells you everything.
30Śhāstra ādi paṛhnē sē kōī bāp key|kī prāpti tō nahī̃ hōgī .
29No one can attain the Father by reading the scriptures etc.
31Bāp key|kī prāpti tō second mē̃ hōtī hai .
30The Father can be attained in a second.
32Second mē̃ jīvanmukti . . . yah bhī kiskō patā nahī̃ ki bāp kab ātē haĩ .
31It is said: “Liberation-in-life in a second”. 32No one knows when the Father comes.
33Kalp key|kī āyu lambī kar dī hai .
33They have lengthened the duration of the cycle.
34Ab bāp tō jāntē haĩ aur bachchē bhī sab kuchh jāntē haĩ parantu wonder yah hai jō 10-20 varṣh mē̃ bhī kōī kō pūrā niśhchay nahī̃ hōtā hai .
34The Father knows and the children know everything, but the wonder is that some don't have full faith even after 10 to 20 years.
35Niśhchay hōnē kē bād phir tō kabhī kah na sakē̃ ki yah hamārā bāp nahī̃ hai .
35When they have faith, no one can say: This is not my Father.
36Hai bhī bahut sahaj .
36It is very easy.
37Tumkō tō bachchā bannē mē̃ bhī bahut time lagā hai .
37It has taken some of you a long time to become the children.
3810-20 varṣh mē̃ bhī pūrā niśhchay nahī̃ huā hai .
38They don’t have full faith even after 10 or 20 years.
39Ab tum kiskō parichay dētē hō tō second mē̃ niśhchay hō jātā hai .
39When you give someone the introduction now, he is able to have faith in a second.
40Janak key|kī bāt bhī pichhāṛī kī hai kyōṅki din-pratidin bahut sahaj hōtā jātā hai .
40The story of King Janak is of the later period, because, day by day, everything continues to become easier.
41Aisī achchhī-achchhī points nikaltī haĩ jō jhaṭ kiskō niśhchay hō jāē .
41Very good points also continue to emerge and so someone is able to have faith very quickly.
42Bāp kahtē haĩ bachchē aśharīrī bhav .
42The Father says: Children, may you be bodiless!
43Yah jō anēk dēh K|kē dharm haĩ , unkō chhōṛō .
43Renounce all the innumerable bodily religions.
44Asul tō ēk dharm thā nā .
44Originally, there was just the one religion.
45Ēk sē hī vr̥iddhi hōgī nā .
45There is growth from one.
46Yah hai hī variety manuṣhya sr̥iṣhṭi jhāṛ , manuṣhyō̃ key|kī bāt hai .
46This is the human world variety tree; it refers to human beings.
47Variety dharmō̃ K|kē jhāṛ kō bhī jānnā paṛē .
47You also have to know the tree of the variety of religions.
48Dharmō̃ key|kī conference hōtī hai . 49Parantu unhō̃ kō patā hī nahī̃ ki pahlē-pahlē pūjya dharm kaun sā hai !
48They have religious conferences, but they don't know what the first worthy-of-worship religion is.
50Buddhi mē̃ ānā chāhiē . 51Bhārat prāchīn dharm vālā hai tō jarūr prāchīn dharm parampitā paramātmā nē hī rachā hōgā .
49It should enter your intellects that the ancient religion is of Bharat, and so the Supreme Father, the Supreme Soul, must definitely have created that ancient religion.
52Bhārat mē̃ gāyā bhī jātā hai śhiv jayantī .
50The birthday of Shiva is remembered in Bharat.
53Mandir bhī haĩ ṛhērō̃ K|kē ṛhēr . . tō sabsē baṛē sē baṛā mandir bāp kā hai - nirvāṇdhām . 54Jahā̃ ham ātmāyē̃ bhī bāp kē sāth rahtī haĩ .
51There are so many temples. 52The biggest temple, the land of nirvana, is that of the Father and you souls who also reside there with the Father.
55Mandir rahnē kā sthān hōtā hai nā .
53A temple is a place of residence.
56Tō yah mahatatva kitnā baṛā mandir hai .
54So that great element is such a big temple!
57Tumhārī buddhi mē̃ ānā chāhiē ki brahm tatva jō sabsē ūñchē tē ūñchā mandir hai , ham sab vahā̃ K|kē rahnē vālē haĩ .
55It should enter your intellects that the element of brahm, which is the highest temple of all, is the place of residence of all of us.
58Vahā̃ sūrya , chānd nahī̃ hōtē kyōṅki rāt-din nahī̃ hōtā .
56The sun and moon don't exist there because there is no night or day there.
59Asul hamārā rūhānī mandir vah nirvāṇdhām hai .
57In fact, our spiritual temple is the land of nirvana.
60Vahī śhivālay hai , jahā̃ ham śhivbābā kē sāth rahtē haĩ .
58That is Shivalaya, the Temple of Shiva, where we reside with Shiv Baba.
61Śhivbābā kahtē haĩ maĩ us śhivālay kā rahnē vālā hū̃ .
59Shiv Baba says: I am the Resident of Shivalaya.
62Vah hai bēhad kā śhivālay .
60It is the unlimited Shivalaya.
63Tum śhiv K|kē bachchē bhī vahā̃ rahtē hō .
61You children of Shiva also reside there.
64Vah hai incorporeal śhivālay .
62It is the incorporeal Shivalaya.
65Phir corporeal mē̃ ātē haĩ tō yahā̃ rahnē kā sthān banēgā .
63Then, when you come into the corporeal world, your place of residence would be created here.
66Abhī śhivbābā yahā̃ hai , is śharīr mē̃ baiṭhā huā hai .
64Shiv Baba is now here and is sitting in this body.
67Yah hai chaitanya śhivālay , jissē tum bātchīt kar saktē hō .
65This is the living Shivalaya to whom you can talk.
68Vah nirvāṇdhām bhī śhivbābā kā śhivālay hai , jahā̃ ham ātmāyē̃ rahtī haĩ .
66The land of nirvana is also Shiv Baba's Shivalaya where we souls reside.
69Vah ghar sabkō yād paṛtā hai .
67Everyone remembers that home.
70Vahā̃ sē ham ātē haĩ part bajānē - satō rajō tamō mē̃ , usmē̃ har ēk kō ānā hī hai .
68We come from there to play our parts. 69Everyone has to go through the stages of sato, rajo and tamo.
71Yah bāt duniyā mē̃ kiskī buddhi mē̃ nahī̃ hai , jō bhī ātmāyē̃ haĩ un sabkō apnā-apnā anādi part milā huā hai , jiskī na ādi hai , na ant hai .
70This is not in the intellect of anyone in the world. 71All souls have received eternal parts which have no beginning or end.
72Tum bachchē jāntē hō ham asul us śhivālay K|kē rahnē vālē haĩ .
72You children know that you are originally residents of Shivalaya.
73Śhivbābā jō svarg sthāpan kartē haĩ unkō bhī śhivālay kahā jātā hai . 74Śhivbābā kā sthāpan kiyā huā svarg .
73The heaven that Shiv Baba establishes is also called Shivalaya; it is heaven and is established by Shiv Baba.
75Vahā̃ bhī bachchē hī rahtē haĩ .
74It is the children who live there too.
76Unhō̃ kō yah rājya bhāgya kaisē milā !
75How did they receive their fortune of the kingdom?
77Vah hai satyug kā ādi , abhī hai kaliyug kā ant .
76That was the beginning of the golden age and it is now the end of the iron age.
78Tō satyug mē̃ dēvī-dēvatāō̃ kō heaven kā mālik kisnē banāyā .
77So, who created the deities, the masters of heaven of the golden age?
79Yahā̃ bhī kitnē achchhē-achchhē khaṇḍ haĩ .
78Here, too, there are so many beautiful lands.
80America sabsē first class khaṇḍ hai .
79America is a first-class land.
81Bahut paisē vālā aur tākat vālā bhī hai .
80They have a lot of money and also a lot of power.
82Is samay sabsē highest hai .
81It is the highest at this time.
83Brahaspati key|kī daśhā baiṭhī huī hai .
82It has the omens of Jupiter.
84Parantu unkē sāth-sāth rāhū kī daśhā bhī baiṭhī huī hai .
83However, together with that, it also has the omens of Rahu.
85Is samay rāhū kī daśhā tō sabkē ūpar baiṭhī huī hai .
84At this time, there are the omens of Rahu over everyone.
86Vināśh tō sabkā hōnā hai .
85There has to be destruction for everyone.
87Bhārat jō sabsē sāhūkār thā , ab bhārat garīb hai .
86Bharat, that was the wealthiest of all, has now become poor.
88Yah sab kuchh māyā kā bhabhkā hai .
87All of it is the pomp of Maya.
89Māyā kā full force hai isliē manuṣhya inkō svarg samajhtē haĩ .
88There is the full force of Maya and this is why people consider it to be heaven.
90America mē̃ dēkhō kyā lagā paṛā hai .
89Look at what there is in America!
91Manuṣhya ākarṣhit hō jātē haĩ .
90People are so attracted by it all.
92Bāmbē bhī dēkhō kitnā fashionable hō gayā hai .
91Look how fashionable Bombay has become!
93Āgē thōṛēhī aisā thā .
92It was not like that earlier.
94Māyā kā pūrā pomp hai .
93There is the full pomp of Maya.
95Kitnē 8-10 mañjil K|kē mahal banātē haĩ .
94They build eight or ten storey buildings.
96Svarg mē̃ thōṛēhī itnī mañjilē̃ hōtī haĩ .
95There won't be so many multi-storey buildings in heaven.
97Vahā̃ double story|storey bhī nahī̃ hōtī .
96There, there won't even be double-storey buildings.
98Yahā̃ hī banātē haĩ kyōṅki jamīn nahī̃ hai .
97They only build them here because there is no land.
99Jamīn kā bahut bhāv baṛh gayā hai .
98The cost of land has increased a great deal.
100Tō manuṣhya samajhtē haĩ yahī svarg hai . 101Plan banātē rahtē haĩ .
99Therefore, people think it is heaven; they continue to make plans.
102Parantu kahtē haĩ nar chāhat kuchh aur . . . manuṣhya kitnī chintā mē̃ rahtē haĩ .
100However, there is the saying: Man wants one thing and something else happens! 101People have so many worries.
103Maut tō sabkē liē hai .
102There is death for everyone.
104Sabkē galē mē̃ maut key|kī phānsī hai .
103There is a noose of death around everyone's neck.
105Abhī tum bhī phānsī par hō .
104You are also now on the gallows.
106Tumhārī buddhi vahā̃ naī duniyā mē̃ lagī huī hai .
105Your intellects are connected to the new world.
107Abhī sabkī vānaprasth avasthā mē̃ jānē kā samay hai isliē bāp kahtē haĩ ab mujhē yād karō .
106It is now the time for everyone to go into the stage of retirement which is why the Father says: Now, remember Me!
108Maĩ khud tumkō direction dētā hū̃ ki tum sabkī vānaprasth avasthā hai , maĩ sabkō lēnē liē āyā hū̃ .
107I Myself give you directions: It is now the stage of retirement for all of you and I have come to take all of you back home.
109Machchharō̃ sadr̥iṣhya tum sabkō jānā paṛēgā .
108You will all have to return like a swarm of mosquitoes.
11084 janmō̃ kā chakra pūrā huā , ab mujhē jītē jī yād karō .
109The cycle of 84 births has now come to an end. 110Now remember Me while alive.
111Ham jītē jī svarg mē̃ jānē kē liē taiyār baiṭhē haĩ .
111We are sitting here ready to go to heaven while alive.
112Aur kōī bhī svarg mē̃ jānē kē liē taiyārī nahī̃ kartē .
112No one else is making preparations to go to heaven.
113Agar svarg jānē key|kī khuśhī hō tō phir bīmārī mē̃ davāī ādi bhī na karē̃ .
113If they had the happiness of going to heaven, they wouldn't look for cures for their illnesses etc.
114Tum jāntē hō vah svarg mē̃ tō jātē nahī̃ haĩ .
114You know they don't go to heaven.
115Ab ham sweet home mē̃ jā rahē haĩ .
115We are now going to our sweet home.
116Vah hai god father kā home|hōm athavā rūhānī śhivālay .
116It is the home of God, the Father, the spiritual Shivalaya.
117Phir satyug kō jismānī śhivālay kahā jātā hai .
117The golden age is called the physical Shivalaya.
118Us svarg mē̃ jānē kē liē ham puruṣhārth kar rahē haĩ .
118We are making effort to go to that heaven.
119Bābā nē samjhāyā hai brahmā kā din aur brahmā kī rāt maśhhūr hai .
119Baba has explained that the day of Brahma and the night of Brahma are very well known.
120Jab rāt pūrī hōtī hai tō maĩ ātā hū̃ .
120I come when the night comes to an end.
121Lakṣhmī-nārāyaṇ kā din aur rāt nahī̃ kahē̃gē .
121It wouldn’t be said to be the day and night of Lakshmi and Narayan.
122Bhal haĩ vahī parantu brahmā kō din aur rāt kā gyān hai .
122Although they are the same ones, it is Brahma who has knowledge of the day and night.
123Vahā̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kō yah gyān nahī̃ isliē brahmā aur brāhmaṇ brāhmaṇiyā̃ samajhtē haĩ ki śhiv key|kī rātri kab hōtī hai .
123There, Lakshmi and Narayan don't have this knowledge and it is therefore Brahma and the Brahmins who understand when it is the night of Shiva.
124Duniyā tō in bātō̃ kō nahī̃ jāntī .
124The world does not know these things.
125Śhiv hai nirākār , vah kaisē āyē - yah bhī pūchhnā paṛē nā .
125Shiva is incorporeal, and so it has to be asked how He can come.
126Śhiv jayanti par tum bahut service kar saktē hō .
126You can do a lot of service on the birthday of Shiva.
127Rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
127A kingdom is being established.
128Abhī bahut chhōṭā jhāṛ hai aur is jhāṛ kō tūphān ātē haĩ , aur jhāṛō̃ kō itnē tūphān nahī̃ ātē .
128The tree is very small as yet and it does experience storms. 129Other trees don't experience as many storms.
129Usmē̃ tō ēk K|kē pichhāṛī aur sab ātē jātē haĩ .
130There, all continue to follow one after another.
130Yahā̃ tumhārā nayā janm hai .
131This is your new birth.
131Māyā K|kē tūphān bhī sāmnē khaṛē haĩ aur kiskō tūphān kā sāmnā nahī̃ karnā paṛtā .
132The storms of Maya are also in front of you. 133No one else has to face these storms.
132Yahā̃ dharm key|kī sthāpanā mē̃ māyā K|kē tūphān ātē haĩ .
134Here, you experience storms of Maya while you are establishing this religion.
133Bahut ūñchī mañjil hai .
135The destination is very high.
134Viśhva kā bādśhāh bannā , kōī naī bāt nahī̃ hai .
136To become an emperor of the world is not anything new.
135Anēk bār tumnē is tūphān sē pār hōkar apnā rājya bhāgya liyā hai .
137You have gone through these storms many times and claimed your fortune of the kingdom.
136Jō jis rīti puruṣhārth kartā hai , unkā sākṣhātkār hōtā jātā hai .
138In whatever way someone makes effort, others continue to have visions of them.
137Jitnā āgē chalē̃gē tumkō sākṣhātkār hōgā ki yah kaun sā pad pāyēṅgē .
139The more progress you make, the more you will have visions of what status each one will claim.
138Mālūm tō paṛtā hai nā ki yah kaisā puruṣhārth kartā hai .
140Everything can be known about what effort each one makes.
139Garīb athavā sāhūkār key|kī bāt nahī̃ hai .
141It is not a matter of being poor or rich.
140Gīt bhī sunā ki ākhir vah din āyā . . . garīb nivāz bābā āyā .
142You also heard the song: At last the day when Baba, the Lord of the Poor, has come!
141Bābā kahtē haĩ mujhē kōī sāhūkārō̃ kō dhan nahī̃ dēnā hai .
143Baba says: I don't have to give wealth to the wealthy; they are already wealthy.
142Vah tō haĩ hī sāhūkār .
144It is heaven for them here; they are millionaires.
143Unhō̃ kē liē tō svarg yahā̃ hai .
145Earlier, hardly anyone was a millionaire.
144Karōṛpati haĩ , āgē karōṛpati kōī muśhkil hōtā thā .
146Now, people have millions hidden away in walls.
145Abhī tō krōṛ manuṣhyō̃ kē pās dīvārō̃ mē̃ chhipē paṛē haĩ .
147However, none of it will be useful to anyone. 148The stomach doesn't need a lot.
146Parantu yah kiskē kām ānē nahī̃ haĩ .
149Those who accumulate wealth by cheating are probably unable to sleep.
147Pēṭ kōī jyādā nahī̃ khātā hai . 148Ṭhagī sē paisē ikaṭṭhē karnē vālō̃ kō nīnd nahī̃ ātī hōgī .
150They worry in case the Government comes to carry out a search. 151The Father says: Remember that this is the final time.
149Patā nahī̃ kahā̃ government chhāpā na mārē . 150Bāp kahtē haĩ - yād rakhnā - yah antim samay hai .
152Some people's wealth will now be buried underground, and some people's wealth will be looted by the Government.
151Ab kiskī dabī rahēgī dhūl mē̃ . . . saphalī hōgī sāī jō kharchē nām dhanī K|kē .
153Those who use it in the name of the Lord are able to use it in a worthwhile way.
152Dhanī tō ab svarg kā mālik banātē haĩ .
154The Lord is now making you into the masters of heaven.
153Ab tum bāp kē pās apnē kō insure karō .
155You now have to insure yourselves with the Father.
154Maut tō sāmnē khaṛā hai .
156Death is just ahead.
155Sab āśhāyē̃ tumhārī ab pūrī hōtī hai .
157All your desires are now being fulfilled.
156Bāp garībō̃ kō uṭhātē haĩ .
158The Father uplifts the poor.
157Sāhūkār kā ēk hajār , garīb kā ēk rūpayā - ēk samān .
159A thousand rupees of a wealthy person are equal to one rupee of a poor person.
158Aksar karkē garīb hī ātē haĩ .
160Generally, it is the poor ones who come.
159Kiskā 100 paghār , kiskā 150 . . duniyā mē̃ manuṣhyō̃ kē pās tō krōṛ haĩ , unhō̃ kē liē yah svarg hai .
161Some would earn 100 rupees and others would earn 150. Some people in the world have millions. 162It is heaven for them here.
160Vah kabhī nahī̃ āyēṅgē . 161Na bābā kō darkār hai .
163They would never come here, nor does Baba need them.
162Bābā kahē̃gē tum bhal apnā makān ādi banāō .
164Baba would say: You may build your buildings etc.
163Centre khōlō , ham paisā kyā karē̃gē .
165Open centres. 166What am I going to do with the money?
164Sannyāsī lōg tō bahut flat ādi banātē haĩ , unkē pās|pass bahut milkiyat rahtī hai .
167Sannyasis build many flats etc. 168They have a lot of property.
165Yah rath bhī anubhavī hai .
169This chariot is also experienced.
166Ab maĩ āyā hū̃ garībō̃ kō sāhūkār banānē , tō ab himmat karō .
170I have now come to make the poor ones wealthy. 171So, now have courage!
167Karōṛpati jō haĩ unkē paisē kōī kām mē̃ ānē vālē nahī̃ haĩ .
172The money that millionaires have is not going to be of any use.
168Yahā̃ paisē ādi key|kī kōī bāt nahī̃ .
173Here, there is no question of money.
169Bāp sirph kahtē haĩ manmanābhav .
174The Father simply says: Manmanabhav!
170Kharchē key|kī bāt nahī̃ .
175There is no question of any expense.
171Yah makān banāyā hai , vah bhī baṛā simple sō bhī ant samay tumhārē hī rahnē kē liē hai .
176These buildings that have been built are very simple and they are for you to live in till the end.
172Tumhārā yādgār yahā̃ khaṛā hai .
177Your memorial exists here.
173Abhī phir chaitanya mē̃ sthāpanā kar rahē hō .
178You are now carrying out establishment in the living form.
174Phir yah jaṛ yādgār khalās hō jāyēṅgē .
179Those non-living memorials will then be destroyed.
175Tumkō yah likhnā chāhiē ki ābū mē̃ ākar jisnē yē mandir nahī̃ dēkhā aur inhō̃ K|kē occupation kō nahī̃ jānā tō kuchh nahī̃ dēkhā . . tum kahē̃gē ham vahī chaitanya mē̃ ab baiṭhē haĩ .
180You should write that those who have been to Abu and haven't seen this temple and don’t know their occupation haven't seen anything. 181You would say that we are the same ones sitting here now in living forms.
176In jaṛ chitrō̃ kā rāz samjhā saktē haĩ .
182We can explain the significance of those non-living images.
177Kahē̃gē yah ham haĩ .
183We say that we are the same ones.
178Hamārā jaṛ yādgār banā huā hai .
184Our non-living memorial has been created.
179Wonderful mandir yah hai , wonder hai nā !
185This is a wonderful temple! 186It is a wonder!
180Mama , bābā aur bachchē yahā̃ chaitanya mē̃ baiṭhē haĩ .
187Mama, Baba and the children are sitting here in living forms.
181Vahā̃ jaṛ chitra khaṛē haĩ .
188There, there are the non-living images.
182Mukhya hai yah śhiv . 183Brahmā , jagat ambā aur lakṣhmī-nārāyaṇ .
189The main ones are Shiva, Brahma, Jagadamba and Lakshmi and Narayan.
184Kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .
190Everything is explained so well.
185Phir bhī bāp kā ban aur bāp kō phārkatī dē dētē haĩ .
191Nevertheless, some belong to the Father and then divorce Him.
186Yah bhī kōī naī bāt nahī̃ .
192This too is nothing new.
187Bāp kā ban phir bhāgantī hō jātē haĩ .
193Some belong to the Father and then run away.
188Bhāgantiyō̃ kā bhī ham chitra rakh saktē haĩ .
194We can even keep pictures of those who have run away.
189Agar pakkā niśhchay hai tō apnā rājāī kā chitra banā lō tō smr̥iti rahēgī ham bhaviṣhya mē̃ double sirtāj svarg K|kē mālik banē̃gē .
195If you have firm faith, then create a picture of your kingdom and you will remain aware that you are to become double-crowned masters of heaven in the future.
190Agar bāp kō chhōṛ diyā tō tāj gir paṛēgā .
196If you leave the Father, the crown will fall off.
191Yah baṛī wonderful bāt samajhnē kī hai .
197This too is a wonderful thing to understand.
192Bāp kō yād karō .
198Remember the Father!
193Unsē hī varsā miltā hai .
199You receive the inheritance from Him.
194Uskō hī second mē̃ jīvanmukti kahā jātā hai .
200This is called liberation-in-life in a second.
195Bhaviṣhya kē liē bābā tumkō lāyak banā rahē haĩ .
201Baba is making you worthy for the future.
196Manuṣhya dān-puṇya kartē haĩ dūsrē janm kē liē .
202People make donations and perform charity for their next birth.
197Vah hai alpkāl key|kī prāpti .
203That is temporary attainment.
198Tumhārī tō is paṛhāī sē bhaviṣhya 21 janmō̃ kē liē prālabdh bantī hai . 199Kōī is māt-pitā key|kī āgyā par pūrā chalē tō ēkdam tar jāyē̃ .
204Through this study, you create your reward for your future 21 births. 205If someone follows the directions of this Mother and Father fully, they will be able to go across completely.
200Māt-pitā bhī khuśh hōṅgē .
206The Mother and Father would also be happy.
201Amal mē̃ nahī̃ lātē hō tō pad bhī kam hō jātā hai .
207If you don't put this into practice, your status will be reduced.
202Śhivbābā kahtē haĩ maĩ niṣhkāmī hū̃ . . abhōktā hū̃ . . . maĩ yah ṭōlī ādi kuchh bhī nahī̃ khātā hū̃ .
208Shiv Baba says: I am altruistic. 209I am beyond any effect of experience (Abhogta). 210I don't eat this toli etc.
203Viśhva kī bādśhāhī bhī tumhārē liē hai .
211The sovereignty of the world is for you.
204Yah khān-pān bhī tumhārē liē hai , maĩ tō servant hū̃ .
212The food and drink too is for you. 213I am just the Servant.
205Mērē ānē kā time bhī mukarar hai .
214The time for Me to come is also fixed.
206Kalp-kalp apnē bachchō̃ kō rājya-bhāgya dēkar maĩ nirvāṇdhām mē̃ baiṭh jātā hū̃ .
215I give the fortune of the kingdom to My children every cycle and then go and sit in the land of nirvana.
207Bāp kō śhal kōī na bhūlē .
216No one should forget the Father.
208Bāp tō tumkō svarg kī bādśhāhī dēnē āyē haĩ , tō bhī tum unkō bhūl jātē hō !
217The Father has come to give you the sovereignty of heaven. 218Even then, you forget Him.
209Kiskō bāp kā parichay dēnē kā bhī bahut sahaj tarīkā batāyā hai - pūchhō , parampitā paramātmā sē āpkā kyā sambandh hai ?
219You have been shown a very easy method to give anyone the Father's introduction. 220Just ask them: What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?
210Prajāpitā brahmā sē āpkā kyā sambandh hai ?
221What is your relationship with Brahma, the Father of People?
211Dōnō̃ bāp hai .
222Both are fathers.
212Vah nirākār , yah sākār .
223That One is incorporeal and this one is corporeal.
213Bāp kō sarvavyāpī kahnē sē varsā kaisē milēgā .
224If you say that the Father is omnipresent, how could you receive the inheritance?
214Śhrīmat bhagvān key|kī miltī hai .
225You receive shrimat from God.
215Śhrīmat sē hī tum śhrēṣhṭh sē śhrēṣhṭh bantē hō .
226You become the most elevated ones by following shrimat.
216Achchhā !
227Achcha.
217Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
228To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
218Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
229The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
219Dhārṇā kē liē mukhya sār :
230Essence for dharna:
2201 ) māyā K|kē tūphānō̃ kō pār kartē huē bāp sē pūrā-pūrā varsā lēnā hai .
231 1. While overcoming the storms of Maya, claim your full inheritance from the Father.
221Māt-pitā key|kī āgyāō̃ kō amal mē̃ lānā hai .
232Put the directions of the Mother and Father into practice.
2222 ) purānī duniyā kō bhūl naī duniyā kō yād karnā hai .
233 2. Forget the old world and remember the new world. 234Insure yourself with the Father before you die.
223Maut K|kē pahlē bāp kē pās svayã kō insure kar dēnā hai . 224Vardān : bālak sō mālik key|kī sīṛhī chaṛhnē aur utarnē vālē bēphikr , double light bhav
235Blessing: May you be carefree and double light by going up and down the ladder of being a child and a master. 236 Always have the awareness: As well as being a master, I am also a child, and as well as being a child, I am also a master. 237By being a child, you will always be carefree and double light and by experiencing yourself to be a master you will have the spiritual intoxication of being a master.
225Sadā yah smr̥iti rahē ki mālik kē sāth bālak bhī haĩ aur bālak kē sāth mālik bhī haĩ .
238At the time of giving advice you are a master. 239Then, when the majority finalise everything, you are a child. 240Being a child and a master is also a ladder.
226Bālak bannē sē sadā bēphikr , double light rahē̃gē aur mālik anubhav karnē sē mālikpan kā rūhānī naśhā rahēgā .
241Sometimes climb the ladder and sometimes, come down the ladder. 242Sometimes be a child and sometimes, a master and you will not have any type of burden.
227Rāy dēnē K|kē samay mālik aur jab majority final kartē haĩ tō us samay bālak , yah bālak aur mālik bannē key|kī bhī ēk sīṛhī hai . 228Yah sīṛhī kabhī chaṛhō , kabhī utarō , kabhī bālak ban jāō , kabhī mālik ban jāō tō kisī bhī prakār kā bōjh nahī̃ rahēgā . 229Slōgan : jō purūṣh ( ātmā ) samajh , rath ( śharīr ) dvārā kārya karātē haĩ vahī sachchē purūṣhārthī haĩ .
243Slogan: Those who consider themselves to be “purush” (soul, being) and make everything happen through their “rath” (chariot, body) are true “Purusharthis” (effort-makers). 244*** Om Shanti ***
230Lavlīn sthiti kā anubhav karō
245Experience the stage of being merged in love.
231Sēvā vā svãy key|kī chaṛhtī kalā mē̃ saphaltā kā mukhya ādhār hai - ēk bāp sē aṭūṭ pyār .
246The main basis for success in service and for your own ascending stage is to have unbroken love for the Father.
232Bāp K|kē sivāē aur kuchh dikhāī na dē .
247Let nothing except the one Father be visible.
233Saṅkalp mē̃ bhī bābā , bōl mē̃ bhī bābā , karma mē̃ bhī bāp kā sāth , aisī lavlīn sthiti mē̃ rah ēk śhabda bhī bōlē̃gē tō vah snēh K|kē bōl dūsrī ātmā kō bhī snēh mē̃ bāndh dēgē .
248Baba in your thoughts, Baba in your words and the Father’s company in your actions. 249When you stay in the stage of being merged in love in this way and speak loving words, you will bind other souls with love.
234Aisī lavlīn ātmā kā ēk bābā śhabda hī jādū mantra kā kām karēgā .
250Just the one word “Baba” spoken by souls merged in love will work like a magic mantra.