गुरुवार 27 जनवरी 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

027-01-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 27/01/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban 1Essence: Sweet children, your days of happiness are now coming.

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārē sukh K|kē din ab ā rahē haĩ , lōk lāz , kaliyugī kul key|kī maryādāyē̃ chhōṛ ab tum kamāī karō , bāp sē pūrā varsā lō|low ' '

2Renounce being concerned about the opinions of others and the codes of conduct of iron-aged family clans and earn an income.

2Praśhna  : ant matī sō gati kis puruṣhārth sē hōgī  ?

3Claim the full inheritance from the Father.

3Uttar  : bābā kahtē bachchē , tumnē ab tak jō kuchh paṛhā hai usē bhūl sirph ēk bāt yād karō - chup rahō . 4Apnē kō ātmā samajh bāp kī yād mē̃ rahnē kā puruṣhārth karō , bāp bachchō̃ kō kōī taklīph nahī̃ dētē lēkin darbadar hōnē sē bachātē haĩ .

4Question: By making which effort will your final thoughts lead you to your destination? 5Answer: Baba says: Children, forget everything you have studied until now and simply remember one thing: Keep quiet!

5Garīb bachchē jō śhādī ādi kē liē karjā lētē haĩ , bābā ussē bhī chhuṛā dētē haĩ .

6Consider yourselves to be souls and make effort to remember the Father.

6Bābā kahtē haĩ bachchē , tum pavitra banō tō ant matī sō gati hō jāyēgī .

7The Father doesn’t give you children any difficulty but saves you from stumbling from door to door.

7Gīt  : dhīraj dhar manuā …

8He frees the poor children from incurring debts for weddings etc. 9Baba says: Children, become pure and your final thoughts will lead you to your destination. 10Song: Have patience O mind! 11Your days of happiness are about to come!

8Ōm śhānti .

12Om shanti.

9Yah gīt hai bhakti mārg kā .

13This is a song of the path of devotion.

10Vah inkā arth|earth samajhtē nahī̃ haĩ .

14Those people don't understand the meaning of it.

11Sirph bachchē hī jāntē haĩ .

15Only you children know it.

12Ab barōbar hamārē sukh K|kē din ā rahē haĩ jiskē liē ham puruṣhārth kar rahē haĩ .

16Our days of happiness, for which we are making effort, are now truly coming.

13Jitnā puruṣhārth karē̃gē utnā sukh milnā hai .

17The more effort you make, the more happiness you will receive.

14Śhrīmat par jhōlī bhartē haĩ .

18You are filling your aprons by following shrimat.

15Bhakti mārg kō kahā jātā hai brahmā kī rāt .

19The path of devotion is called the night of Brahma.

16Unhō̃ kō yah patā nahī̃ hai ki patit-pāvan bāp kab āyēṅgē .

20They don't know when the Father, the Purifier, will come.

17Ab tum bachchē jāntē hō ki kaliyug K|kē ant aur satyug K|kē ādi kō hī saṅgamyug kahā jātā hai , ab tum unhō̃ kō kumbhakaraṇ key|kī nīnd sē jagātē hō .

21You children know that the end of the iron age and the beginning of the golden age is called the confluence age. 22You are now awakening them from the sleep of Kumbhakarna.

18Manuṣhya yād kartē haĩ , ēk patit-pāvan , gyān sāgar bāp kō .

23Human beings remember the one Father, the Purifier, the Ocean of Knowledge.

19Us sāgar kō tō yād nahī̃ kartē jissē yah pānī key|kī nadiyā̃ nikaltī haĩ .

24They don't remember the ocean from which rivers of water have emerged.

20Vahā̃ tō nadiyō̃ kā saṅgam hai , sāgar aur nadiyō̃ kā nahī̃ hai .

25There, they have a meeting of rivers, not of the ocean and rivers.

21Khūbī hai tō sāgar aur nadiyō̃ K|kē mēlē mē̃ . 22Sāgar tō jarūr chāhiē nā .

26The speciality is the meeting of the Ocean with the rivers; there definitely has to be the Ocean.

23Satyug key|kī sthāpanā karnē vālā hī sachchā bāp sachchī kahānī nar sē nārāyaṇ bannē key|kī sunātē haĩ .

27The true Father who establishes the golden age is telling you the true story of changing from an ordinary man into Narayan.

24Yād bhī unkō hī kartē haĩ ki hē patit-pāvan āō .

28People remember Him and call out: O Purifier, come!

25Tō jab paramātmā āyē tab hī kahā jāē ātmāō̃ aur paramātmā kā mēlā saṅgam kā .

29Only when God comes at the confluence age can it be said that there is the meeting of souls with the Supreme Soul.

26Yah hai sachchā-sachchā mēlā .

30This is the true meeting.

27Tum likh saktē hō yah ātmā aur paramātmā kā ēk hī puruṣhōttam saṅgamyug par mēlā lagtā hai , jissē patit sr̥iṣhṭi badal pāvan jarūr bantī hai .

31You can write: This meeting of souls with the Supreme Soul only takes place once, at the most auspicious confluence age, when the impure world changes and definitely becomes pure.

28Vah hai pāvan duniyā , yah hai patit duniyā .

32That is the pure world and this is the impure world.

29Yah hai sachchā mēlā , jabki patit-pāvan bāp ākar patit ātmāō̃ kō pāvan banāē sāth lē jātē haĩ .

33This is the true meeting when the Purifier Father comes, purifies impure souls and takes them back home with Him.

30Paramātmā aur ātmāō̃ kā mēlā lagtā hai - patit duniyā kō pāvan banānē kē liē .

34The meeting of souls with the Supreme Soul takes place in order to make the impure world pure.

31Tō iskā cartoon bhī banānā chāhiē .

35A cartoon of this should be created.

32Bābā yah sab advance mē̃ samjhātē haĩ .

36Baba explains all of this to you in advance.

33Trivēṇī par aksar karkē śhivrātri par hī jātē haĩ .

37Generally, they go to the confluence of three rivers (Triveni) on Shiv Ratri.

34Tō yah sab samjhānē kā bhī naśhā chaṛhnā chāhiē .

38You should have the intoxication of explaining all these things.

35Jō achchhā samjhānē vālā hōgā vah yukti sē samjhāyēgā .

39Those who are able to explain well would also explain tactfully.

36Nahī̃ tō bit-bit kartā rahēgā .

40Otherwise, they would just continue to speak too much.

37Kumbha kā mēlā sachchā aur jhūṭhā siddh karnā chāhiē .

41You should explain the true and false meanings of the Kumbha mela.

38Yah hai saṅgam jabki patit duniyā pāvan duniyā bantī hai .

42This is the confluence age when the impure world becomes the pure world.

39Tō sachchā-sachchā mēlā yah hai .

43Therefore, this is the true meeting.

40Vah kumbhakaraṇ key|kī agyān nīnd mē̃ sōyē huē haĩ .

44Those people are sleeping in Kumbhakarna's sleep of ignorance.

41Paramātmā kē liē sarvavyāpī kah dētē haĩ .

45They say that God is omnipresent.

42Vah tō patit-pāvan hai , unkō tō ānā hai pāvan banānē .

46He is the Purifier, and so He has to come to purify everyone.

43Tum jāntē hō yah ēk hī puruṣhōttam saṅgamyug hai , jismē̃ chaṛhtī kalā hōtī hai .

47You know this is the only confluence age when there is the stage of ascent.

44Satyug kē bād phir nīchē girnā hī hai .

48After the golden age, you have to descend.

45Jō samay bītā vah kahē̃gē pūrā huā .

49All the time that has passed is said to be over.

46Purānā hōtē-hōtē bilkul hī purānē ban jāyēṅgē .

50After gradually becoming old, everything becomes completely old.

47Tumhārī svāstikā bhī aisī banāī huī hai .

51The symbol of your swastika is also made in that way: satopradhan, sato, rajo and tamo.

48Satōpradhān , satō rajō tamō . . . . . tum jāntē hō ham abhī bāp sē sadā sukh kā varsā pānē kā puruṣhārth kartē haĩ .

52You know you are now making effort to claim the inheritance of constant happiness from the Father. 53Baba inspires you to make very easy effort.

49Bābā puruṣhārth bhī bahut sahaj karātē haĩ . 50Kōī taklīph nahī̃ aur hī darbadar hōnē sē bachātē haĩ .

54He doesn't give you any difficulty but, in fact, He saves you from stumbling from door to door.

51Śhādī ādi mē̃ kitnā kharchā hōtā hai .

55There are so many expenses incurred for a wedding.

52Garībō̃ kō tō karjā lēkar bhī śhādī karānī paṛtī hai .

56The poor have to take loans in order to get their children married.

53Bābā in karjē ādi sē bhī chhuṛātē haĩ .

57Baba frees you from those debts etc.

54Nark mē̃ girnē sē bhī bachātē haĩ , tō kharchē ādi sē bhī bachātē haĩ isliē yahā̃ garīb bahut ātē haĩ .

58He saves you from falling into hell and also from expenditure. 59This is why many poor ones come here.

55Kitnī achchhī-achchhī kanyāyē̃ ātī thī , achānak kām kā tūphān āyā , sagāī key|kī , śhādī kar lī .

60So many very good kumaris used to come here. 61Then, suddenly, there were storms of lust; they got engaged and then got married.

56Śhādī karkē phir pachhtātī haĩ - yah baṛī bhūl hō gaī .

62After they had married, they repented that they had made a big mistake.

57Time lagtā hai nā .

63It takes time.

58Tō bāp kitnī bachānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ .

64The Father tries so hard to save you.

59Sāhūkār tō ā na sakē̃ .

65Wealthy ones cannot come here.

60Vah na khud varsā pātē , na rachnā kō sachchī kamāī karnē dētē .

66Neither do they claim the inheritance nor do they allow their creation to earn a true income.

61Garībō̃ mē̃ bhī bahut gandī rasam-rivāj hai .

67The poor too have many dirty customs and systems.

62Lōk-lāj , kul maryādā mār ḍāltī hai .

68The opinions of society and codes of conduct of family clans completely kill you.

63Kōī bachchē bachchiyā̃ ṭhīk nahī̃ paṛhtē haĩ tō dōzak mē̃ chalē jātē haĩ . 64Bāp dōzak sē nikālnē āyē haĩ .

69When some children don't study well, they end up in the extreme depths of hell. 70The Father has come to remove you from the extreme depths of hell. 71Some don't leave there.

65Kōī nahī̃ nikaltē haĩ . 66Jānvar tō nahī̃ jō nāk mē̃ rassī ḍāl bachāyē̃ .

72You are not animals that you would have to be pulled by a rope tied through your nose in order to be saved.

67Samjhātē rahtē haĩ .

73He continues to explain to you.

68Bāp bachchō̃ kā rachayitā hōnē kāraṇ samjhātē haĩ bachchē tum sachchī kamāī karō , bachchō̃ kō bhī karāō .

74Because the Father is the Creator, He explains to you children: Children, earn a true income and also inspire your children to do the same.

69Tō bhī kitnī khiṭpiṭ hōtī hai .

75Nevertheless, there are so many complications.

70Strī āyē tō pati na āyē , pati āyē tō bachchā na āyē - isīliē khiṭpiṭ hōtī hai .

76There is a conflict if the wife comes and her husband doesn't or if the husband comes and the children don't.

71Samjhātē tō bahut achchhī rīti hai .

77Everything is explained to you very clearly.

72Mūl bāt hai pavitratā key|kī .

78The main thing is purity.

73Bachchē likhtē haĩ bābā krōdh ā gayā .

79Children write to Baba: Baba, I became angry.

74Tō samjhāyā jātā hai tum bachchō̃ par krōdh kyō̃ kartē hō  !

80So, it is explained: Why do you become angry with your children?

75Kr̥iṣhṇa kē liē dikhātē haĩ - jaśōdā hāth bāndh ukharī sē bāndh dētī thī .

81It has been shown that Krishna’s mother, Jashoda, tied his hands and tied him to a wooden pole.

76Parantu aisī bāt hai nahī̃ .

82However, there was nothing like that.

77Vahā̃ tō maryādā purūṣhōttam baṛē ramaṇīk bachchē hōtē haĩ .

83There, children follow the highest codes of conduct and are very entertaining.

78Yahā̃ bhī kōī-kōī bachchē baṛē achchhē hōtē haĩ .

84Here, too, some children are very good.

79Bāt karnē key|kī bahut phajīlat rahtī hai . 80Yahā̃ tō ḍhēr bachchē haĩ .

85They have very good manners in the way they speak to others.

81Kōī-kōī tō śhrīmat par chaltē hī nahī̃ haĩ , kāydē par chaltē nahī̃ .

86There are so many children here. 87Some don't follow shrimat or obey the rules at all.

82Kāydē bhī tō haĩ nā .

88There are of course some laws.

83Military mē̃ kām karnē vālē pūchhtē haĩ - vahā̃ khānā paṛtā hai bābā kyā karē̃  ?

89Those who work in the military ask: Baba, we have to eat their food.

84Bābā kahtē haĩ kōśhiśh karō - śhuddha chīj khānē key|kī .

90What should we do? 91Baba says: Try to eat pure food.

85Lāchārī hālat mē̃ dr̥iṣhṭi dēkar khāō aur kyā karē̃gē .

92In desperate circumstances, eat your food after giving it drishti.

86Double rōṭī tō mil saktī hai .

93What else can you do? 94You can get bread.

87Śhahad , makkhan , ālū lē saktē hō .

95You can take honey, butter, potatoes etc.

88Jis chīz key|kī ādat paṛ gaī tō phir chaltā rahēgā .

96Whatever habit you have instilled will continue.

89Her|har bāt mē̃ pūchhnā paṛē .

97You have to ask in every situation.

90Bābā tō bahut sahaj kar dētē haĩ .

98Baba makes everything very easy.

91Sabsē achchhā hai pavitra bannā .

99The best is to become pure.

92Kōī-kōī bachchē aisē hōtē haĩ jō ghar kō hī uṛā dētē haĩ .

100Some children are such that they completely ruin their family.

93Bāp key|kī milkiyat kō uṛāē nām badnām kar dētē haĩ .

101They waste their father’s property and defame his name.

94Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ ab hai ki hamārē sukh K|kē din ā rahē haĩ tō kyō̃ na ham puruṣhārth kar ūñchē tē ūñchā pad pāyē̃ .

102It is in the intellects of you children that your days of happiness are coming. 103So, why not make effort and claim the highest-on-high status.

95Puruṣhārth sē hī martabā milēgā .

104Only by making effort will you claim a status.

96Mama bābā takhtnaśhīn hōtē haĩ .

105Mama and Baba are seated on the throne.

97Gyān-gyānēśhvarī sō phir rāj-rājēśhvarī banē̃gē .

106The god and goddess of knowledge then become the emperor and empress.

98Tumkō bhī īśhvar gyān dētē haĩ .

107God gives you knowledge too.

99Tō tum bhī yah gyān uṭhāē phir āp samān banāyēṅgē tō rāj-rājēśhvarī banē̃gē .

108If you take this knowledge and also make others the same as yourselves, you will become princes and princesses.

100Mā̃ bāp kō follow karnā chāhiē .

109You should follow the mother and father.

101Ismē̃ andhaśhraddhā key|kī kōī bāt nahī̃ .

110There is no question of blind faith in this.

102Sannyāsiyō̃ K|kē followers bantē haĩ , parantu follow tō kartē nahī̃ .

111Some become followers of sannyasis, but they don't truly follow them.

103Jinkō sannyās dharm mē̃ jānā hai vah ghar mē̃ ṭhaharē̃gē nahī̃ . 104Unsē sannyāsī bannē kā puruṣhārth jarūr hōgā .

112Those who want to belong to the religion of renunciation would not stay at home; they would definitely make effort to become sannyasis.

105Drama anusār hī bhakti mārg śhurū huā hai .

113The path of devotion began according to the drama.

106Satō rajō tamō mē̃ tō sabkō ānā hai .

114Everyone has to go through the stages of sato, rajo and tamo.

107Sabsē pahlē śhrīkr̥iṣhṇa kō dēkhō , unkō bhī 84 janma lēnē haĩ jarūr .

115First of all, look at Shri Krishna! 116He definitely has to take 84 births.

108Ab antim janm mē̃ hōṅgē tab tō phir śhurū mē̃ āyēṅgē .

117He too must now be in his last birth for only then could he come at the beginning.

109Lakṣhmī-nārāyaṇ number one sō phir last mē̃ haĩ phir number one mē̃ āyēṅgē .

118Lakshmi and Narayan are number one, and they are now at the end and will then claim number one.

110Unhō̃ kō jagat nāth kisnē banāyā  ?

119Who made them into the masters of the world?

111Kab varsā milā  ?

120When did they receive the inheritance?

112Tum bachchē jāntē hō saṅgam par unkō yah varsā milā hai .

121You children know that they received the inheritance at the confluence age.

113Sārī rājdhānī sthāpan hōnī hai .

122The whole kingdom is to be established.

114Brāhmaṇō̃ nē 84 janma liē haĩ , jō abhī part bajā rahē haĩ .

123You Brahmins have taken 84 births and you are now playing your parts.

115Yah baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

124These are matters that have to be understood very well.

116Parantu kōī kyā dhārṇā kartē , kōī kyā . . . ismē̃ hai puruṣhārth key|kī bāt .

125However, some imbibe certain things and others imbibe other things. 126This is a matter of making effort.

117Bāp prajāpitā brahmā K|kē mukh dvārā sammukh kahtē haĩ - maĩ āyā hū̃ mujhē yād karō tō yōg sē tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

127The Father personally tells you through the mouth of Prajapita Brahma: I have come. 128So, remember Me and your sins will be absolved by having this yoga.

118Ātmā kahtī hai hā̃ bābā maĩ in kānō̃ sē suntā hū̃ .

129The soul says: Yes Baba, I am listening through these ears.

119Śharīr bigar āp rājyōg kaisē sikhlāyēṅgē .

130How could You teach Raja Yoga without a body?

120Śhiv jayantī bhī hai jarūr .

131There is definitely the birth of Shiva.

121Maĩ ātā hū̃ parantu kōī kō patā nahī̃ paṛtā hai .

132I come but no one is aware of this.

122Bābā samjhātē haĩ mai kalp-kalp brahmā K|kē tan mē̃ hī ātā hū̃ , jisnē 84 janma liē haĩ , ismē̃ badalī hō na sakē .

133Baba explains: I only enter the body of Brahma every cycle. 134He has taken the full 84 births. 135There cannot be any change in this.

123Yah rāj-rājēśhvar thā phir ab gyān-gyānēśhvar ban phir rāj-rājēśhvar bannā hai .

136He was an emperor, then he became a lord of knowledge and he now has to become an emperor again.

124Yah banā banāyā drama hai .

137This drama is predestined.

125Gāyā bhī jātā hai - brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar .

138Brahma, Vishnu and Shankar are remembered.

126Prajāpitā tō brahmā kō hī kahē̃gē .

139Only Brahma would be called the Father of People.

127Viṣhṇu vā śhaṅkar kō tō nahī̃ kahē̃gē . 128Prajā mānā manuṣhya .

140Neither Vishnu nor Shankar would be called that. ‘People’ means human beings.

129Kahtē haĩ manuṣhya kō hī dēvtā banātā hū̃ .

141It is said: I change human beings into deities.

130Rachnā kōī naī nahī̃ kartē haĩ .

142He doesn't create a new creation.

131Bābā pūchhtē haĩ bachchē , abhī svarg mē̃ chalē̃gē  ?

143Baba asks: Children, will you now go to heaven?

132Vārī jāyēṅgē  ?

144Will you surrender yourselves?

133Maĩ āyā hū̃ - ab mujhē yād karō .

145I have now come. 146Therefore, remember Me.

134Jitnā hō sakē dēhdhāriyō̃ key|kī yād cum|kam kartē jāō .

147As much as possible, continue to reduce the remembrance of bodily beings.

135Hā̃ , tum karmayōgī hō , din mē̃ bhal sab kuchh karō parantu sāth-sāth aisī yād mē̃ rahō , jō ant mē̃ bhī mērī yād rahē .

148Yes, you are karma yogis. 149You may do everything during the day but, together with that, stay in such remembrance that you remember Me alone at the end.

136Nahī̃ tō jinkē sāth lagan hōgī vahā̃ janma lēnā paṛēgā .

150Otherwise, you will have to take birth where your love is connected.

137Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē bāp kō yād karnē mē̃ mēhnat lagtī hai .

151It takes effort to live at home with your family and remember the Father. 152The Father says: Stay awake at night.

138Bāp kahtē haĩ rāt kō jāgō .

153Your health will not be spoilt.

139Tumhārī tabiyat kharāb nahī̃ hōgī .

154In fact, you will receive more strength by having yoga.

140Yōg sē tō aur hī bal milēgā . 141Svadarśhan chakradhārī ban chakra phirāō .

155Become a spinner of the discus of self-realisation and spin the discus.

142Hē nīnd kō jītnē vālē lāḍlē bachchē , jiskā rath liyā hai - unkō kahtē haĩ .

156O beloved children who have conquered sleep, He is telling this to the one whose chariot He has taken.

143Tum jāntē hō rāj-rājēśhvar bhī yah bantē haĩ tō nīnd kō jītnā hai .

157You know that he becomes an emperor and so he has to conquer sleep.

144Din mē̃ tō service karnī hai . 145Bākī kamāī rāt kō hī karnī hai .

158Service has to be done during the day and you have to earn an income at night.

146Bhakta lōg subah savērē uṭhtē haĩ .

159Devotees wake up early in the morning.

147Gurū lōg unkō kahtē haĩ mālā phērnī hai .

160Their gurus tell them to turn the beads of a rosary.

148Dhandhē mē̃ tō nahī̃ phēr sakē̃gē .

161They wouldn't be able to do that at work.

149Kōī-kōī andar pocket mē̃ mālā phērtē haĩ .

162Some people turn the beads of a rosary in their pockets.

150Tō savērē uṭh yād karnā chāhiē .

163So, wake up early and remember Baba.

151Vichār sāgar manthan karnā chāhiē .

164You should churn the ocean of knowledge.

152Yād sē hī vikarma vināśh hōgē .

165Only by having remembrance will your sins be absolved.

153Ever healthy bannā hai tō ever yād karnā hai tab ant matī sō gati hō jāyēgī .

166In order to become ever healthy, stay in ‘ever remembrance’ (constant remembrance), for only then will your final thoughts lead you to your destination.

154Bahut bhārī pad mil jāyēgā , ismē̃ dhakkē khānē key|kī bāt nahī̃ .

167You will then receive a very high status. 168There is no need to stumble around.

155Chup rahnā hai aur paṛhnā hai .

169Remain in silence and just study.

156Bākī jō kuchh paṛhā hai , usē bhūl jānā hai .

170Forget everything else you have studied up to now.

157Bachchē apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .

171Children, consider yourselves to be souls and remember the Father.

158Ātmā hī śharīr dvārā kām karātī hai . 159Karankarāvanhār ātmā hai .

172It is the soul that makes the body do everything; each soul is karankaravanhar.

160Parampitā paramātmā bhī ākar in dvārā kām kartē haĩ .

173The Supreme Father, the Supreme Soul, too, comes and works through this one.

161Ātmā bhī kartī aur karātī hai .

174The soul acts and also inspires action.

162Yah sab points achchhī rīti dhāraṇ karē̃ tab lāyak banē̃ .

175Only when you imbibe these points very well will you become worthy.

163Jō samajhkar phir dūsrō̃ kō samjhātē haĩ - bābā unhē̃ lāyak samajhtē haĩ . 164Svarg mē̃ ūñch pad pānē K|kē vah lāyak haĩ .

176Baba considers those who understand everything and who then explain to others to be worthy; they are worthy of claiming a high status in heaven.

165Jō samjhātē hī nahī̃ , unkō na lāyak samajhē̃gē - ūñch pad pānē kā .

177He considers those who don't explain to others to be unworthy of a high status.

166Bāp tō kahtē haĩ lāyak banō , rājā-rānī bannē kē liē .

178The Father says: Become worthy of becoming kings and queens.

167Unkō hī sapūt bachchā kahē̃gē .

179Such children are called worthy children.

168Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ aur kuchh karnā nahī̃ hai .

180These matters have to be understood. 181You don't need to do anything else.

169Sab bātō̃ sē bābā chhuṛā dētē haĩ , sirph ēk bāt yād karnī hai . 170Ant kāl jō strī simarē . . .

182Baba frees you from everything else. 183Simply remember one thing: whatever you remember in your final moments…

171Jō serviceable bachchē hōṅgē vah bābā key|kī murlī sē jhaṭ cartoon banāyēṅgē .

184Serviceable children will quickly make cartoons from Baba's murlis.

172Vichār sāgar manthan karē̃gē .

185They will churn the ocean of knowledge.

173Bachchō̃ kō service karnī hai .

186You children have to do service.

174Bāp key|kī āśhīrvād , serviceable bachchō̃ par rahtī hai .

187Serviceable children receive blessings from the Father.

175Āśhīrvād bhī number-vār hōtī hai .

188Blessings are also numberwise.

176Yah bēhad kā bāp sabhī kē prati kahtē haĩ - follow mother-father .

189This unlimited Father says to all of you children: Follow the mother and father.

177Yah tō śhivbābā sē knowledge lētē haĩ .

190This one receives knowledge from Shiv Baba.

178Brahmā ūñch pad pātē haĩ tum kyō̃ nahī  ?

191Brahma claims a high status, so why not you?

179Ab follow karē̃gē tō kalp-kalpāntar ūñch pad pāyēṅgē .

192If you follow now, you will receive a high status for cycle after cycle.

180Abhī fail huē tō kalp kalpāntar fail hōṅgē .

193If you fail now, you will fail cycle after cycle.

181Achchhā  !

194Achcha.

182Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

195To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

183Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

196The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

184Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

197Essence for dharna:

1851 ) bāp key|kī āśhīrvād lēnē kē liē serviceable bannā hai .

198 1. In order to receive the Father's blessings, be serviceable.

186Āp samān banānē key|kī sēvā karnī hai .

199Do the service of making others the same as yourself.

187Abhī gyān-gyānēśhvarī ban phir rāj-rājēśhvarī bannā hai .

200Become a god of knowledge and then an emperor or empress.

1882 ) ēk bāp kī yād mē̃ rahnē key|kī mēhnat karnī hai .

201 2. Make effort to stay in remembrance of the one Father.

189Kisī dēhdhārī mē̃ lagāv nahī̃ rakhnā hai .

202Don't have attachment to any bodily being.

190Nīnd kō jītnē vālā ban rāt mē̃ kamāī jamā karnī hai .

203Become a conqueror of sleep and earn an income at night.

191Vardān  : apnē snēh K|kē śhītal svarūp dvārā vikarāl jvālā rūp kō bhī parivartan karnē vālē snēhīmūrta bhav

204Blessing: May you become a loving image by transforming your fierce fiery form with your cool form of love. 205 In return for your love, the Father, the Bestower of Blessings, gives you the blessing: “May you be a loving image at every moment, for every soul and in every situation.”

192Snēh K|kē return mē̃ vardātā bāp bachchō̃ kō yahī vardān dētē haĩ ki «  sadā her|har samay , har ēk ātmā sē , her|har paristhiti mē̃ snēhī mūrt bhav . 193' ' kabhī bhī apnī snēhī mūrt , snēh key|kī sīrat , snēhī vyavahār , snēh K|kē sampark-sambandha kō chhōṛnā , bhūlnā mat .

206Never abandon or forget your loving image, your loving face, your loving interactions connections and relationship of love. 207No matter how fearsome a person, matter or Maya may be, even if they come in front of you in the fiery forms, constantly continue to transform them with the coolness of love. 208Create a world of love with your loving drishti, attitude and actions.

194Chāhē kōī vyakti , chāhē prakr̥iti , chāhē māyā kaisā bhī vikarāl rūp , jvālā rūp dhāraṇ kar sāmnē āyē lēkin usē sadā snēh key|kī śhītaltā dvārā parivartan kartē rahnā . 195Snēh key|kī dr̥iṣhṭi , vr̥itti aur kr̥iti dvārā snēhī sr̥iṣhṭi banānā . 196Slōgan  : kaṭhināīyō̃ kō pār karnē sē tākat ātī hai isliē unsē ghabrāō mat .

209Slogan: You can develop power to overcome all difficulties, so never be afraid. 210*** Om Shanti ***

197Lavlīn sthiti kā anubhav karō

211Experience the stage of being merged in love.

198Lavlīn sthiti vālī samān ātmāyē̃ sadā K|kē yōgī haĩ .

212Souls who are equal and have a stage of being merged in love are always yogi.

199Yōg lagānē vālē nahī̃ lēkin haĩ hī lavlīn .

213They are not those who have to make effort to have yoga, but are merged in love.

200Alag hī nahī̃ haĩ tō yād kyā karē̃gē  ! 201Svataḥ yād hai hī .

214If they are not separate, they have no need to make effort to remember; they automatically have remembrance.

202Jahā̃ sāth hōtā hai tō yād svataḥ rahtī hai .

215Where there is the Company, there is natural remembrance.

203Tō samān ātmāō̃ key|kī stage sāth rahnē kī hai , samāyē huē rahnē kī hai .

216The stage of souls who are equal is of staying together, and of being merged.