मंगलवार 1 फ़रवरी 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

001-02-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 01/02/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - sārē kalp mē̃ baṛē sē baṛī hastī yah brahmā hai , ismē̃ hī bāp pravēśh kartē haĩ , inhē̃ hī tumhē̃ follow karnā hai ' '

1Essence: Sweet children, the biggest personality of all in the whole cycle is this Brahma. 2The Father enters him and you have to follow him.

2Praśhna  : bāp aur dādā dōnō̃ kā viśhēṣh guṇ kaun sā hai , jisē tumhē̃ follow karnā hai  ? 3Uttar  : bāp nirākārī sō nirahaṅkārī hai tō dādā bhī sākār mē̃ hōtē sadā nirahaṅkārī hai .

3Question: What special virtue of Bap and Dada do you children have to imbibe? 4Answer: The Father is incorporeal and egoless and Dada, although in a corporeal form, is also constantly egoless.

4Itnī baṛī hastī hōtē huē bhī kitnā sādhāraṇ rahtē haĩ .

5While being such a big personality, he remains so simple.

5Ēk ōr kahtē yah ūñchē sē ūñch , hīrā banānē vālē bābā key|kī ḍibbī hai tō dūsrī ōr kahtē yah purānē tē purānī long boot hai , jismē̃ bāp nē pravēśh kiyā hai .

6On the one hand, this one is the container of Baba, the Highest on High, who makes you into diamonds and on the other hand, you say that this one is the oldest of all, the long boot whom the Father enters.

6Dōnō̃ hī bachchō̃ key|kī sēvā mē̃ hāzir haĩ .

7Both are present to serve you children.

7Tō aisē hī bachchō̃ kō bhī follow father kar nirahaṅkārī hō sēvā karnī hai .

8You children have to follow the Father and serve while being egoless in the same way.

8Gīt  : ōm namō śhivāē …

9Song: Salutations to Shiva.

9Ōm śhānti .

10Om shanti.

10Bachchō̃ nē kiskī mahimā sunī  ?

11Whose praise did you children hear?

11Sab bachchē kahē̃gē ki ūñchē tē ūñch bhagvān , unkā nām hai śhiv .

12All the children would say that the Highest on High is God and that His name is Shiva.

12Śhivāē namaḥ kahtē haĩ nā , yah tō bhāratvāsī jāntē haĩ śhiv jayantī bhī manātē haĩ .

13It is said: Salutations to Shiva. 14The people of Bharat know this and they also celebrate the birthday of Shiva.

13Mahimā bhī bahut kartē haĩ tvamēv mātāśhcha pitā . . . parantu sirph itnē tak hī kahtē haĩ śhivāē namaḥ . . vah māt-pitā kaisē haĩ , varsā kaisē dētē haĩ - yah duniyā bhar mē̃ kōī nahī̃ jāntē .

15They sing a lot of praise too: You are the Mother and Father. 16However, it is just for the sake of saying it that they say salutations to Shiva because no one in the world knows how He is the Mother and Father or how He gives the inheritance.

14Yah tō ēk wonderful hastī hai .

17This one is a wonderful personality.

15Śhivbābā hai nirākār .

18Shiv Baba is incorporeal.

16Jab tak śhivbābā kō śharīr na milē tō śhivbābā kyā karē̃gē  !

19What would Shiv Baba do until He takes a body?

17Śhivbābā tō nirākār hai .

20Shiv Baba is incorporeal.

18Nirākār key|kī hī mahimā gātē haĩ .

21They sing praise of the incorporeal One.

19Sabsē ūñchē tē ūñchā unkā ṭhā̃v ( rahnē kā sthān ) hai .

22His place of residence is the highest of all. 23Which place?

20Kaun sā ṭhā̃v  ? 21Mūlvatan .

24The incorporeal world.

22Phir brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā kaun sā ṭhā̃v hai  ?

25Then, what is the place of residence of Brahma, Vishnu and Shankar?

23Sūkṣhmavatan  !

26The subtle region.

24Phir jagat ambā kā ṭhā̃v hai - yah sthūlvatan .

27The residence of the World Mother is this corporeal world.

25Yah tō sab jāntē haĩ ki jagat ambā tō yahā̃ key|kī rahnē vālī hōgī . 26Jagat mānā hī manuṣhya sr̥iṣhṭi .

28Everyone knows that the World Mother would have to be a resident of this place; jagad means the human world.

27Nām tō bahut achchhā hai - jagat ambā , parantu vah kaun hai  ?

29Her name, Jagadamba (World Mother), is very good, but who is she?

28Kahā̃ sē I|āī|eye  ?

30Where did she come from?

29Yah kuchh bhī jāntē nahī̃ .

31They don't know anything.

30Jān pahchān kahā̃ sē milī  ?

32From where can they receive her introduction?

31Jarūr kōī manuṣhya hastī sē milnī chāhiē , jismē̃ parampitā paramātmā āvē .

33It must definitely be received from a human personality whom the Supreme Father, the Supreme Soul, can enter.

32Nirākār ātmāyē̃ bhī sākār hastī mē̃ ātī haĩ .

34Incorporeal souls enter corporeal personalities (bodies).

33Bhal ātmā tō jānvar mē̃ bhī hai parantu unkā kuchh bhī gāyan nahī̃ haĩ .

35Although animals too have souls, there is no praise of them.

34Gāyan kis hastī kā hōtā hai  ?

36Which personality is remembered?

35Nirākār śhivbābā kā .

37Incorporeal Shiv Baba.

36Vah jab tak hastī mē̃ na āyē tō kuchh kar na sakē .

38Until He enters a personality, He cannot do anything.

37Ātmā kō bhī jab tak hastī ( śharīr ) na milē tō part bajā na sakē .

39Until a soul receives a personality (body), he cannot play his part.

38Sirph hastī kā gāyan nahī̃ .

40There isn't praise of just the personality.

39Hastī mē̃ jab ātmā ātī hai tab hī unkā gāyan hōtā hai .

41There is praise of the personality when a soul enters it.

40Bāp kahtē haĩ mērī mahimā tō sab kartē haĩ patit-pāvan , parantu mujhē bhī manuṣhya tan chāhiē , jismē̃ maĩ pravēśh karū̃ .

42The Father says: Everyone praises Me as the Purifier, but I too need a human body that I can enter.

41Bigar hastī kuchh kar na sakē .

43He cannot do anything without a body.

42Tō bāp bhī ākar hastī lētē haĩ .

44So the Father comes and takes a body.

43Vah garbh mē̃ nahī̃ ātē haĩ .

45He doesn't enter a womb.

44Śhiv jayantī bhī gāī jātī hai parantu śhivbābā kis hastī mē̃ aur kab āyā , yah nahī̃ jāntē .

46The birthday of Shiva is also remembered, but they don't know which body Shiv Baba entered or when He came.

45Achchhā rātri mē̃ āyā parantu kis hastī mē̃ āyā , yah nahī̃ jāntē .

47OK, He came in the night, but they don't know which body He entered.

46Gātē bhī haĩ bhāgīrath arthāt bhāgyaśhālī rath tō jarūr manuṣhya hastī hōgī .

48They remember the Lucky Chariot and so it would definitely be a human personality.

47Yah jō hastī hai , jismē̃ parampitā paramātmā pravēśh kartē haĩ , yah kitnī ūñchī hastī hai .

49The personality whom the Supreme Father, the Supreme Soul, enters is such a high personality.

48Abhī tum jāntē hō ki śhivbābā brahmā K|kē sivāē kisī bhī hastī mē̃ ā nahī̃ saktā .

50You now know that Shiv Baba cannot enter any personality other than Brahma.

49Parampitā paramātmā brahmā dvārā hī ākar manuṣhya sr̥iṣhṭi rachtē haĩ , jab-jab bhārat bahut duḥkhī aur bhraṣhṭāchārī hō jātā hai , tab parampitā paramātmā is hastī mē̃ pravēśh kar tumhē̃ sukhī , śhrēṣhṭhāchārī banātē haĩ .

51The Supreme Father, the Supreme Soul, comes and creates the human world through Brahma. 52When Bharat becomes very unhappy and degraded, the Supreme Father, the Supreme Soul, enters this personality and makes you happy and elevated.

50Is bhāgīrath bigar śhivbābā bhī kuchh kar nahī̃ saktē .

53Even Shiv Baba cannot do anything without this Lucky Chariot.

51Kōī tō chāhiē nā .

54Someone is needed.

52Yah hastī śhivbābā kī hai .

55This is Shiv Baba's personality (body).

53Yah na hō tō tum śhivbābā sē varsā pā nahī̃ saktē . 54Gāyā bhī jātā hai prajāpitā brahmā athavā trimūrti brahmā .

56If this one weren't here, you would be unable to receive the inheritance from Shiv Baba. 57Prajapita Brahma and Trimurti Brahma are remembered.

55Dēv dēv mahādēv kahtē haĩ .

58They say: Deity, Deity, Great Deity.

56In tīnō̃ mē̃ bhī brahmā kā nām ūñchā kyō̃  ?

59Why is the name of Brahma the highest of the three?

57Brahmā tō yahā̃ hī hai , jiskē rath mē̃ ātē haĩ .

60Brahma exists here and Baba enters in his chariot.

58Viṣhṇu aur śhaṅkar kō tō dēvtā kahtē haĩ .

61Vishnu and Shankar are called deities.

59Achchhā jō brahmā hai unkō dēvtā kahnā chāhiē  ?

62OK, should Brahma be called a deity?

60Vah tō hai prajāpitā brahmā .

63He is Brahma, the Father of People.

61Manuṣhya tan chāhiē .

64A human body is needed.

62Gāyā bhī huā hai prajāpitā brahmā dvārā sr̥iṣhṭi rachtē haĩ .

65It is remembered that the world is created through Brahma, the Father of People.

63Tō jarūr brahmā mukh sē hī brāhmaṇ rachē̃gē .

66So, Brahmins would surely be created through the mouth of Brahma.

64Tō yah kitnī baṛī hastī hai parantu hai kitnī sādhāraṇ .

67Therefore, this one is such a big personality, and yet he is so ordinary!

65Itnī baṛī hastī , inkā rahan-sahan dēkhō kitnā sādhāraṇ hai .

68He is such a big personality and yet look how simple his way of living is!

66Kitnā nirahaṅkārī hai .

69He is so egoless!

67Abhī ākar tumhārī sēvā mē̃ upasthit huā hai .

70He has come and is here to serve you.

68Dēkhō kaisē baiṭh paṛhātē haĩ .

71Look how He sits and teaches you!

69Tum kyā paṛhtē hō  ?

72What are you studying?

70Tum kahē̃gē ham rājyōg key|kī paṛhāī paṛhtē haĩ , kaun paṛhātē haĩ  ?

73You would say that you are studying Raja Yoga. 74Who is teaching you?

71Parampitā paramātmā .

75The Supreme Father, the Supreme Soul.

72Tō chhōṭē , baṛē , būṛhē , javān , sab paṛhtē haĩ .

76Little ones, young ones, old ones and mature ones are all studying.

73Yah īśhvarīy college hai - manuṣhya sē dēvtā athavā viśhva kā mālik bannē kā .

77This is the Godly college to change from humans into deities, that is, to become the masters of the world.

74Yahā̃ ham āyē hī haĩ paṛhnē athavā viśhva kī bādśhāhī lēnē .

78We have come here to study and claim the sovereignty of the world.

75Lakṣhmī-nārāyaṇ jab viśhva par rājya kartē thē tō aur kōī dharm nahī̃ thā , na kōī khaṇḍ thā . 76Ēk hī bhārat khaṇḍ thā .

79There were no other religions or kingdoms when Lakshmi and Narayan used to rule the world; there was just the land of Bharat.

77Ab phir vah pad prāpt karnē kē liē tum yahā̃ kaisē baiṭhē hō .

80Look how you are sitting here to reclaim that status once again.

78Is paṛhāī bigar tum viśhva K|kē mālik ban na sakō . 79Bhārat śhivālay ban na sakē .

81You cannot become the masters of the world and Bharat cannot become Shivalaya without you studying this.

80Śhivbābā hī gāyā huā hai nirākār , nirahaṅkārī .

82Shiv Baba is remembered as the incorporeal and egoless One.

81Jab tak hastī mē̃ pravēśh na karē tō nirahaṅkārīpanā kaisē dikhāvē .

83How can He show how egoless He is unless He enters a personality (body)?

82Kitnī mahimā hai - akālmūrt , . . . parantu aisē nahī̃ ki vah murdē kō bhī jindā kar saktē haĩ .

84There is so much praise: The Immortal Image… 85However, it isn't that He can bring the dead back to life.

83Tum bachchō̃ kō bahut naśhā hōnā chāhiē ki hamkō parampitā paramātmā paṛhā rahē haĩ .

86You children should have a lot of intoxication that the Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching you.

84Prajāpitā brahmā dvārā rājyōg sikhlā rahē haĩ .

87He is teaching you Raja Yoga through Brahma, the Father of People.

85Brahmā bigar prajāpitā kiskō kah nahī̃ saktē .

88No one except Brahma can be called the Father of People.

86Aisē nahī̃ ki śhiv yā viṣhṇu prajāpitā haĩ . 87Nahī̃ .

89It isn't that either Shiva or Vishnu is the Father of People; no.

88Brahmā hī sārē manuṣhya sr̥iṣhṭi kā pitā hai aur ātmāō̃ kā pitā hai śhivbābā , bākī us pitā kō tō kōī jāntē hī nahī̃ .

90Only Brahma is the Father of the whole human world whereas the Father of souls is Shiv Baba. 91However, no one knows the Father.

89Apnī ātmā kō hī nahī̃ jāntē .

92No one knows his own soul.

90Kahtē haĩ puṇya ātmā , pāp ātmā phir kyō̃ kahtē ham hī paramātmā haĩ .

93They speak of a pure and charitable soul and a sinful soul. 94So, why do they then say: I am the Supreme Soul?

91Kitnī ṭhagī hai .

95There is so much deceit.

92Tum bachchē jāntē hō āj sē 5 hajār varṣh pahlē peace|pīs , purity , prosperity thī .

96You children know that 5000 years ago there was peace, purity and prosperity.

93Ab bāp kahtē haĩ maĩ ākar sabkō knowledge dētā hū̃ , pahlē tum kuchh nahī̃ jāntē thē , ab sab kuchh jāntē hō .

97The Father says: I come and give you all the knowledge. 98Previously, you didn’t know anything and now you know everything.

94Bāp key|kī biography bāp sē hī jānī jātī hai .

99The biography of the Father can only be known from the Father.

95Ab nirākār key|kī biography kaisē hō saktī hai .

100How can the incorporeal One have a biography?

96Jarūr jab sākār mē̃ āyē tab biography hō .

101There can only be a biography when He enters a corporeal body.

97Sirph ātmā key|kī biography nahī̃ hō saktī hai .

102There cannot be a biography of just a soul.

98Jīv ātmā banē̃ tab punarjanma mē̃ āvē aur biography bhī hō .

103It is only when a soul enters a body and takes birth that there can be a biography.

99Vē|way lōg kahtē haĩ 84 lākh yōniyā̃ haĩ .

104Those people speak of 8.4 million species.

100Bāp kahtē haĩ 84 lākh janm thōṛēhī hōtē haĩ .

105The Father says: There aren't 8.4 million births.

101Yah sab gapōṛē haĩ .

106Those are all lies.

102Bāp khud kahtē haĩ maĩ brahmā K|kē tan mē̃ ākar tumkō vēdō̃ kā sār samjhātā hū̃ .

107The Father Himself says: I enter the body of Brahma and explain the essence of the Vedas and scriptures to you.

103Sāth-sāth rājyōg sikhlātā hū̃ aur rachayitā rachnā K|kē ādi madhya ant kā rāz bhī samjhātā hū̃ . 104Jab pahlē-pahlē baṛē-baṛē r̥iṣhi muni hī nahī̃ jāntē thē , tō unhō̃ key|kī aulād phir kaisē jān saktī .

108Together with that, I teach you Raja Yoga and also explain the secrets of the Creator and the beginning, the middle and the end of creation to you. 109Since the rishis and munis did not know this themselves, how could their children know?

105Tō dēkhō baṛē tē baṛī hastī kitnē sādhāraṇ rūp mē̃ hai .

110Therefore, look how ordinary the greatest personality of all is!

106Ūñchē tē ūñch hīrā banānē vālā bāp hai .

111The Father is the One who makes you into the highest-on-high diamonds.

107Unkī yah ḍibbī hai .

112This one is His container.

108Rath kahō , purānī juttī kahō , sabsē purānī juttī yah hai .

113Whether you call him a chariot or an old shoe, he is the oldest shoe of all.

109Pahlē-pahlē jab ātmā ātī hai tō bilkul number one thī , śhrī nārāyaṇ kō number one rakhē̃gē .

114When the soul first comes, he is absolutely number one. 115Shri Narayan would be placed as number one.

110Śhrī lakṣhmī bhī plus mē̃ hai .

116In addition, Shri Lakshmi is also number one.

111Unhō̃ nē bhī punarjanma liē .

117They have taken rebirth.

112Pahlē sūryavanśhī phir chandravanśhī mē̃ . . . aisē janm lētē 84 kā bhī hisāb chāhiē nā .

118There is first the sun dynasty and then the moon dynasty. 119In this way, there has to be the calculation of 84 births of taking rebirth.

11384 lākh kā hisāb tō kōī batā na sakē .

120No one could tell you about an account of 8.4 million births.

11484 lākh janmō̃ K|kē kāraṇ phir kalp key|kī āyu bhī lākhō̃ varṣh likh dī hai .

121Because of saying 8.4 million births, they have written that the duration of the cycle is hundreds of thousands of years.

115Agar lākhō̃ varṣh hōtē tō bhāratvāsī hindū bahut hōtē .

122If it were hundreds of thousands of years, there would be many more Hindus in Bharat.

116Parantu yah tō saṅkhyā aur hī cum|kam hai .

123However, this population is still less.

117Bhārat kā dēvī dēvtā dharm prāyaḥlōp hō gayā hai .

124The deity religion of Bharat has disappeared.

118Kōī bhī apnē kō dēvtā nahī̃ kah saktē kyōṅki dēvtā tō sarvguṇ sampann thē .

125No one can call himself a deity because they were full of all virtues; they are not that now.

119Ab vah haĩ nahī̃ . 120Rāvaṇrājya hai na ki rāmrājya .

126It is now the kingdom of Ravan, not the kingdom of Rama.

121Duniyā vālē na rām key|kī , na rāvaṇ key|kī biography kō jāntē haĩ .

127People of the world neither know the biography of Rama nor of Ravan.

122Dinpratidin rāvaṇ key|kī pāg baṛhtī jātī hai .

128Day by day, Ravan’s status continues to grow.

123Duniyā patit hōtī jātī hai .

129The world continues to become impure.

12416 kalā sē girtē-girtē no|know kalā .

130Having come down from 16 celestial degrees, they have no degrees remaining.

125Sab kahtē mujh nirguṇ hārē mē̃ kōī guṇ nāhī .

131Everyone says: I am without virtue and I have no virtues.

126Āpēhī taras karō .

132Have mercy on me!

127Tō ham sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ banē̃ .

133We were full of all virtues, 16 celestial degrees full.

128Bhārat pahlē paristān thā .

134Bharat was at first the land of angels.

129Kahnē mātra tō kahtē haĩ parantu sr̥iṣhṭi chakra kō kuchh jāntē nahī̃ .

135They say it for the sake of saying it, but no one knows about the world cycle at all.

130Bāp kahtē haĩ tumkō māyā nē tuchchh buddhi banā diyā hai .

136The Father says: Maya has made your intellects degraded.

131Parantu apnā ghamaṇḍ kitnā hai .

137However, people have so much pride in themselves.

132Tum bachchō̃ kō bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchē - tum rām kō yād karō tō mālā mē̃ pirōnē lāyak ban jāyēṅgē .

138The Father says to you children: Sweet children, remember Rama and you will become worthy of being threaded in the rosary.

133Rūdra mālā kē bād hōtī hai viṣhṇu mālā .

139After the rosary of Rudra, there is the rosary of Vishnu.

134Bhagat mālā mē̃ bhaktō̃ key|kī mahimā hōtī hai .

140In the rosary of devotees, there is praise of devotees.

135Yah rūdra mālā phir viṣhṇu mālā mē̃ pirōnī hai yānī viṣhṇu K|kē rājya mē̃ jātē haĩ .

141This rosary of Rudra then has to be threaded in the rosary of Vishnu, that is, all of those souls go into the kingdom of Vishnu.

136Kitnā ūñchā gyān hai .

142This knowledge is so elevated!

137Sannyās bhī dō prakār kā hai .

143There are two types of renunciation.

138Vah hai haṭhyōg sannyās .

144That is hatha yoga renunciation.

139Karma sannyās tō kabhī hō nahī̃ saktā .

145There can never be renunciation of action.

140Karma bigar tō manuṣhya rah nahī̃ saktā .

146Human beings cannot stay without doing anything.

141Prāṇāyām chaṛhākar baiṭh jāē̃ phir bhī karma tō karē̃gē nā .

147Even if they sit doing their breathing exercises, they are still doing something.

142Anēk prakārō̃ sē practice kartē haĩ .

148They practise yoga in so many different ways.

143Vah kōī rājyōg nahī̃ .

149That is not Raja Yoga.

144Vah hai had kā sannyās , haṭhyōg sannyās .

150That is limited renunciation, hatha yoga renunciation.

145Vah bhī bhārat kā dharm hai pavitratā kā .

151The religion of Bharat is that of purity.

146Parantu dēvī-dēvatāō̃ jitnā pavitra aur kōī dharm hō nahī̃ saktā .

152However, there cannot be any other religion as pure as that of the deities.

147Vahā̃ kōī sannyās nahī̃ karnā paṛtā kyōṅki ātmā pavitra hai tō unkō śharīr bhī pavitra miltā hai .

153You don't have to renounce anything there because souls are pure and they also receive pure bodies.

148Ātmā mē̃ hī khād paṛtī hai .

154Alloy becomes mixed into souls.

149Kalā cum|kam hōtē-hōtē patit bannā hai .

155While the degrees are decreasing, souls become impure.

150Abhī sabhī ātmāyē̃ iron age mē̃ haĩ , sab sānvarē haĩ .

156All souls are now iron aged; all are ugly.

151Ātmā jab pavitra thī tō gōrī thī .

157When souls were pure, they were beautiful.

152Abhī ātmā apavitr hai tō śharīr bhī apavitr kālē haĩ .

158Now that souls are impure, their bodies are also impure and ugly.

153Gāyā bhī jātā hai śhyām-sundar .

159“The ugly and beautiful one” has been remembered.

154Kr̥iṣhṇa kā chitra bhī kālā aur gōrā banātē haĩ .

160They make an ugly and beautiful picture of Krishna.

155Abhī tum sabhī śhyām-sundar hō .

161All of you are the ones who were ugly and are now becoming beautiful.

156Pahlē bhārat golden aged thā , ab iron aged hai .

162At first, Bharat was golden aged. 163It is now iron aged.

157Ab phir bābā gyān chitā par biṭhāē gōrā banātē haĩ .

164Baba now sits you on the pyre of knowledge and makes you beautiful.

158Agar mukti aur jīvanmukti chāhiē tō vah vikārō̃ kā hathiyālā cancel karnā hai .

165If you want liberation and liberation-in-life, then cancel the bond of vices.

159Pavitratā key|kī rākhī bā̃dhō .

166Tie a rakhi of purity.

160Yah abhī key|kī hī bāt hai jabki tum brahmā K|kē bachchē hō .

167That refers to this time when you become the children of Brahma.

161Brāhmaṇ bannē bigar kōī bhī yahā̃ ā nahī̃ saktē .

168No one can come here without becoming a Brahmin.

162Tum hō brahmā mukh vaṅśhāvalī .

169You are the mouth-born creation of Brahma.

163Śhivbābā kahtē haĩ mujh nirākār key|kī mahimā tō gātē haĩ , parantu śharīr jab tak na lē̃ tō kar hī kyā saktē .

170Shiv Baba says: People sing praise of Me, the incorporeal One, but what can I do until I take a body?

164Maĩ bahut janmō̃ K|kē ant K|kē janm mē̃ ātā hū̃ .

171I enter this one at the end of the last of his many births.

165Abhī sabkā vināśh hōnā hai .

172Everyone now has to be destroyed.

166Brahmā dvārā sthāpanā , kiskī  ?

173Establishment takes place through Brahma.

167Kaliyug key|kī sthāpanā tō kabhī hōtī nahī̃ .

174Of what? 175The iron age is never established.

168Sthāpanā hōtī hai satyug key|kī , saṅgam par .

176It is the golden age that is established at the confluence age.

169Bāp kahtē haĩ maĩ ātā hū̃ saṅgamyug par .

177The Father says: I come at the confluence age.

170Tum brāhmaṇō̃ kē liē yah saṅgam hai , bākī sabkē liē hai kaliyug .

178For you Brahmins, this is the confluence age, whereas for everyone else it is the iron age.

171Is samay sab ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .

179At this time, everyone is in extreme darkness.

172Tō ghōr andhiyārē kō hī bāp ākar ghōr sōjharā kartē haĩ .

180The Father comes and changes extreme darkness into extreme light.

173Tum bachchē jāntē hō yah tō vichitr chīz hai .

181You children know this is something unique.

174Kr̥iṣhṇa tō chhōṭā bachchā hai , vah tō kuchh samjhā na sakē .

182Krishna is a small child; he cannot explain anything.

175Kr̥iṣhṇa key|kī ātmā bhī bhinn nām rūp mē̃ insē samajh rahī hai , antim janm mē̃ , isliē inkō śhyām sundar bhī kahtē haĩ .

183The Krishna soul is in a different name and form in his last birth and is understanding everything from that One. 184This is why he is called the ugly and beautiful one.

176Achchhā  !

185Achcha.

177Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

186To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

178Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

187The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

179Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

188Essence for dharna:

1801 ) bāpdādā K|kē samān nirahaṅkārī aur nirākārī bannā hai .

189 1. Become as egoless and incorporeal as BapDada.

181Sabkī sēvā karnī hai .

190Serve everyone.

1822 ) mukti-jīvanmukti kē liē pavitratā key|kī rākhī bāndhnī hai .

191 2. Tie a rakhi of purity for liberation and liberation-in-life.

183Gyān chitā par baiṭhnā hai .

192Sit on the pyre of knowledge.

184Vardān  : powerful brake dvārā second mē̃ vyakt bhāv sē parē hōnē vālē avyakt phariśhtā va aśharīrī bhav

193Blessing: May you become an avyakt angel and bodiless by applying a powerful brake and going beyond any gross consciousness.

185Chārō̃ ōr āvāj kā vāyumaṇḍal hō lēkin āp ēk second mē̃ fullstop lagākar vyakt bhāv sē parē hō jāō , ēkdam brake lag jāē tab kahē̃gē avyakt phariśhtā vā aśharīrī .

194 You can put a full stop in a second even in the midst of a noisy atmosphere all around and go beyond any gross consciousness. 195When you have fully applied the brake, you will be said to be an avyakt angel and bodiless.

186Abhī is abhyās key|kī bahut āvaśhyaktā hai kyōṅki achānak prakr̥iti key|kī āpdāyē̃ ānī haĩ , us samay buddhi aur kahā̃ bhī nahī̃ jāyē , bas bāp aur maĩ , buddhi kō jahā̃ lagānē chāhē̃ vahā̃ lag jāē .

196You need to practise this a lot now because natural calamities can come suddenly. 197At that time, do not let your intellect go anywhere else. 198Let it be: simply the Father and I, keep your intellect focused on where you want it to be.

187Iskē liē samānē aur samēṭnē kī śhakti chāhiē , tab uṛtī kalā mē̃ jā sakē̃gē .

199For this, you need the powers to accommodate and to pack up and you will then be able to go into the flying stage.

188Slōgan  : khuśhī key|kī khurāk khātē rahō tō man aur buddhi śhaktiśhālī ban jāyēgī . 189Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya - «  duniyā mē̃ anēk prakārō̃ key|kī mat sē paramātmā key|kī śhrēṣhṭh mat ' ' 190Is duniyā mē̃ tīn prakār key|kī mat hai ēk hai manmat , dūsrī hai gurū mat , tīsrī hai śhāstra mat . 191Ab vichār key|kī bāt hai man mat , gurū mat athavā śhāstra mat , sabhī ātmāō̃ key|kī mat ṭhaharī na dēvtā mat ṭhaharī , na paramātmā key|kī mat ṭhaharī .

200Slogan: Continue to eat the nourishment of happiness and your mind and intellect will become powerful.

192Bhal kōī dēvtā key|kī mat milē̃ parantu vō manuṣhya ātmā key|kī mat huī parantu dēvtāyē̃ tō sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ haĩ , unhē̃ gurū mat , śhāstra mat key|kī jarūrat nahī̃ hai .

201*** Om Shanti *** 202Invaluable elevated versions of Mateshwari 203God’s elevated directions as distinct from all the many types of directions in the world. 204In the world there are three types of directions (dictates): dictates of the mind, dictates of the gurus and dictates of the scriptures.

193Unhē̃ gurū kī bhī jarurat nahī̃ thī .

205This is something to think about.

194Gurū kiyā jātā hai sadgati K|kē liyē . 195Tō jō adhōgati mē̃ haĩ vō gurū kar saktē haĩ parantu satyug trētā mē̃ adhōgati nahī̃ hai nā , tō vahā̃ gurū karnē key|kī jarurat nahī̃ hai .

206The dictates of one’s mind, the dictates of gurus and the dictates of scriptures are all dictates of souls; they are neither dictates of the deities nor of God. 207Even when you receive directions from deities, those are also directions from human beings, but deities are filled with all virtues, 16 celestial degrees full.

196Vāstav mē̃ sachchā gurū ēk paramātmā hai jō sarv ātmāō̃ kō sadgati dēnē is drama K|kē ant mē̃ ātā hai .

208They do not need directions from any gurus or scriptures. 209They don’t even need gurus. 210Gurus are adopted to receive salvation.

197Bākī tō sabhī nām mātra gurū haĩ kyōṅki kōī bhī manuṣhya ātmā mukti aur jīvanmukti kā rāstā batā nahī̃ saktī .

211Those who are in a lesser state (than of salvation) can adopt gurus. 212However, in the golden and silver ages, there is no lesser state, so there is no need to adopt gurus there.

198Dēvtāyē̃ bhī manuṣhya sē dēvtā banē haĩ , bākī vē|way kōī tīsrī ôkh vālē yā chār bhujādhārī nahī̃ thē .

213In fact, the true Guru is one God who comes here at the end of the drama to grant salvation to all souls.

199Lōg tō samajhtē haĩ ki dēvtāyē̃ kōī manuṣhya sē bhinn hōṅgē , hā̃ bhinnatā yah hai ki vō 16 kalā sampūrṇ hōnē K|kē kāraṇ bahut pavitra haĩ , unhō̃ K|kē saṅskār śhuddha thē , bākī manuṣhya tō manuṣhya thē .

214All others are gurus in name only because no human being can show any soul the path to liberation or liberation-in-life. 215Deities have also changed from human beings to deities, but it isn’t that they have a third eye or that they have four arms. 216People think that deities are different to human beings.

200Manuṣhya mē̃ jab daivī-guṇ haĩ tō unhē̃ dēvtā kahtē haĩ .

217Yes, they are different, and that is because they are 16 celestial degrees full.

201Ab yah mat hamkō paramātmā dvārā mil rahī hai , ham manuṣhya mat yā gurū mat par nahī̃ haĩ .

218They were very pure, their sanskars were very pure, but they were human beings like human beings. 219When human beings have divine virtues, they are called deities.

202Ham chal rahē haĩ paramātmā key|kī mat par , sabhī ātmāō̃ sē paramātmā key|kī jarūr śhrēṣhṭh mat hōgī .

220We are receiving these directions from God, so we are not following human dictates or the dictates of gurus. 221We are following God’s directions.

203Achchhā - ōm śhānti .

222Definitely God’s directions are elevated compared the dictates of souls. 223Achcha.