बुधवार 2 फ़रवरी 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

002-02-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 02/02/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum abhī īśhvarīy khajānē sē pal rahē hō , tumhārā kartavya hai - gyān kā khajānā bāṇṭkar sabkā kalyāṇ karnā ' '

1Essence: Sweet children, you are now being sustained with God's treasures. 2Your duty is to distribute the treasures of knowledge and benefit everyone.

Question

2Praśhna  : māyā key|kī grahachārī ānē sē bachchē kaun sā wonderful khēl kartē haĩ  ?

3Question: What wonderful games do you children play when there are omens of Maya?

Answer

3Uttar  : jab grahachārī ātī hai tō aisē ūñchē tē ūñchē bāp , teacher aur satgurū tīnō̃ kō hī bhūl jātē haĩ .

4Answer: When there are bad omens, you forget all three, the highest-on-high Father, the Teacher and the Guru. 5The wonder is that even very good children whose intellects had faith say, “I don't believe this.

4Wonder hai jō achchhē-achchhē niśhchaybuddhi bachchē bhī kahtē - ham nahī̃ māntē .

6They are amazed by the knowledge when they hear it, they relate it and then they run away!

5Āśhcharyavat sunantī , kathantī bhāgantī hō jātē haĩ .

7Today, they say “Mama, Baba” and tomorrow, they disappear.

6Āj mama bābā kahtē kal gum hō jātē .

8One can’t even say anything!

7Patā hī nahī̃ chaltā lēkin bābā kahē phir bhī sab āyēṅgē kyōṅki sabkō śharaṇāgati tō ēk bāp kē pās hī milnī hai .

9However, Baba says they will all still come because they all have to receive refuge from the one Father.

Song

8Gīt  : ōm namō śhivāē …

10Song: Salutations to Shiva!

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Yah gīt tō bachchē samay prati samay suntē bhī haĩ aur apnē pārlaukik parampitā paramātmā kō yād bhī kartē haĩ .

12You children hear this song from time to time and you also remember your Supreme Father, the Supreme Soul, the One from beyond this world.

11Yād hamēśhā unkō kiyā jātā hai jissē kuchh na kuchh sukh miltā hai .

13You always remember someone from whom you receive one type of happiness or another.

12Banāras mē̃ śhiv K|kē mandir haĩ .

14In Benares there is a Shiva Temple.

13Vahā̃ bahut jātē haĩ aur nirākār bāp kō yād kartē haĩ .

15Many people go there and remember the incorporeal Father.

14Jaisē lakṣhmī-nārāyaṇ kō sab yād kartē haĩ kyōṅki unkē rājya mē̃ sukh thā , tab hī rājā rānī key|kī mahimā nikaltī hai .

16Similarly, everyone remembers Lakshmi and Narayan because there was happiness in their kingdom. 17This is why there is praise of the king and queen.

15Sārī duniyā yād kartī hai ō god father .

18The whole world remembers: O God, the Father.

16Vah ēk hī world kā father hai aur kōī tō world kā father nahī̃ hai , world kā father hai nirākār god , us ēk kō hī avatār arthāt reincarnation bhī kahtē haĩ .

19He alone is the Father of the World. 20No one else is the Father of the World. 21Incorporeal God is the Father of the World. 22That One alone is called the Avatar, the Reincarnation.

17Vah ēk hī bāp hai jiskō apnā sūkṣhma vā sthūl śharīr nahī̃ hai .

23He is the only Father who doesn't have a subtle or a physical body of His own.

18Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō bhī sūkṣhma śharīr hai .

24Even Brahma, Vishnu and Shankar have their own subtle bodies.

19Unkō bhī avatār nahī̃ kahē̃gē .

25They wouldn't be called the Incarnation either.

20Avatār akṣhar bahut ūñchā hai .

26The word ‘incarnation’ is very elevated.

21Vah sabkā bāp , sabkō sukh dēnē vālā patit-pāvan hai .

27He is the Father of all, the Purifier who gives everyone happiness.

22Sarv manuṣhya ātmāyē̃ jō bhī ātī haĩ vah pahlē satōpradhān phir satō rajō tamō̃ mē̃ ātī haĩ .

28All human souls are at first satopradhan when they come and then they go through the stages of sato, rajo and tamo.

23Unkō patit duḥkhī hōnā hī hai .

29Souls have to become impure and unhappy.

24Punarjanma tō sab lētē haĩ nā .

30Everyone takes rebirth.

25Brahmā kō bhī manuṣhya kahā jātā , viṣhṇu K|kē dō rūp lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhī manuṣhya kahā jātā .

31Even Brahma is called a human being. 32Even the dual-form of Vishnu – Lakshmi and Narayan – are called human beings.

26Tō unhō̃ kō bhī ham avatār nahī̃ kah saktē haĩ .

33We cannot call them the Incarnation either.

27Avatār tō sirph ēk hī hai .

34Only the One is the Incarnation.

28Bāp ātē hī haĩ bachchō̃ kō varsā dēnē .

35The Father comes to give you children the inheritance.

29Ātē bhī tab haĩ jab sārī duniyā patit hō jātī hai .

36He comes when the whole world has become impure.

30Jō bhī manuṣhya mātra haĩ , sab god father key|kī rachnā haĩ .

37All human beings are the creation of God, the Father.

31Bhinn nām rūp sē sab god father jarūr kahtē haĩ .

38Everyone definitely speaks of God, the Father, by different names and forms.

32Har ēk ātmā key|kī buddhi us bāp kō yād kartī hai .

39The intellect of every soul remembers that Father.

33Aisē nahī̃ brahmā viṣhṇu śhaṅkar kō yād kartē haĩ .

40It isn't that they remember Brahma, Vishnu or Shankar.

34Brahmā viṣhṇu śhaṅkar kō bāp nahī̃ kahē̃gē .

41Neither Brahma, nor Vishnu or Shankar would be called the Father.

35Bāp tō ēk creator kō hī kahē̃gē .

42Only the one Creator is called the Father.

36Jab saṅgamyug hōtā hai , sabhī manuṣhya patit hō jātē haĩ tab bāp avatār lētē haĩ , kalp K|kē saṅgamyug par , kaliyug kō satyug banānē .

43When it is the confluence age of the cycle and all human beings have become impure, the Father incarnates in order to make the iron age into the golden age.

37Creator hai nā .

44He is the Creator.

38Dikhātē haĩ brahmā dvārā sthāpanā karātē haĩ , śhaṅkar dvārā vināśh , viṣhṇu dvārā pālnā karātē haĩ .

45It is shown that He carries out establishment through Brahma, destruction through Shankar and sustenance through Vishnu.

39Ātē bhī haĩ bhārat mē̃ .

46He comes in Bharat.

40Śhivrātri bhī bhārat mē̃ hī manāī jātī hai . 41Parantu jāntē nahī̃ ki śhiv kā nām rūp dēśh kāl kyā hai  !

47Shiv Ratri too is only celebrated in Bharat, but people don't know what the name, form, land or time of Shiv is.

42Bāp kahtē haĩ mujhē na jān sarvavyāpī kah dētē haĩ .

48The Father says: Because of not knowing Me, they say that I am omnipresent.

43Mērī bahut glānī kar dētē haĩ , jis kāraṇ bhāratvāsī bilkul hī patit hō gayē haĩ .

49They defame Me a great deal and, because of that, the people of Bharat have become completely impure.

44Jab bhārat mē̃ sab patit ātmāyē̃ ban jātī haĩ tab phir maĩ ātā hū̃ .

50I come when everyone in Bharat has become an impure soul.

45Kaliyug mē̃ kōī bhī puṇya ātmā , pavitra ātmā nahī̃ hō saktī .

51There cannot be any pure or charitable soul in the iron age. 52Pure souls reside in the pure world.

46Pavitra duniyā mē̃ pavitra ātmāyē̃ rahtī haĩ , uskō kahā jātā hai sampūrṇ nirvikārī duniyā .

53That is called the completely viceless world. 54In comparison, the iron age is the vicious world.

47Uskī bhēṇṭ mē̃ kaliyug hai vicious duniyā . 48Kaliyug K|kē ant aur satyug K|kē ādi kō kahā jātā hai saṅgam .

55The confluence of the end of the iron age and the beginning of the golden age is called the confluence age.

49Dvāpar aur trētā kō nahī̃ milāyēṅgē .

56The silver and copper ages are not compared in the same way.

50Ant mānā sārī purānī duniyā kā ant aur naī duniyā kā ādi .

57The end means the end of the whole of the old world and the beginning of the new world.

51Satyug hai pāvan duniyā phir kalāyē̃ kamtī hōtī jātī haĩ .

58The golden age is the pure world and then the degrees continue to decrease.

52Satyug trētā kō bhī ēk samān nahī̃ rakhē̃gē .

59Even the golden and silver ages are not said to be equal.

53Bāp kahtē haĩ mujhē bachchō̃ nē number-vār hī pahchānā hai - is samay hī yah kahā jātā hai kyōṅki māyā sāmnē khaṛī hai , ghaṛī-ghaṛī bhulā dētī hai .

60The Father says: You children recognise Me, numberwise. 61This is said at this time because Maya is in front of you. 62She repeatedly makes you forget.

54Kahtē haĩ ham brahmā K|kē bachchē śhiv K|kē pōtrē haĩ .

63You say that you are the children of Brahma and the grandchildren of Shiva.

55Yah kahtē bhī bhūl jātē haĩ .

64Even though you say this, you forget.

56Agyān mē̃ aisī bāt kabhī nahī̃ bhūlē̃gē .

65On the path of ignorance, you would never forget something like this.

57Yahā̃ sāmnē kah dētē haĩ ki ham brahmā K|kē bachchē nahī̃ haĩ .

66Here, sitting in front of him, you say to him that you are not the children of Brahma.

58Ēkdam bhūl jātē haĩ .

67You completely forget.

59Itnā bhūl jātē haĩ jō phir kabhī yād bhī nahī̃ kartē haĩ .

68You forget to such an extent that you never remember him again.

60Yah ēk baṛā wonder hai .

69This is a great wonder.

61Bhāratvāsī yah bhī jāntē haĩ ki svarg banānē vālā parampitā paramātmā hai aur nark banānē vālā māyā rāvaṇ hai .

70You people of Bharat know it is the Supreme Father, the Supreme Soul, who creates heaven and it is Maya, Ravan, who creates hell.

62Phir dōnō̃ hī bātē̃ bhūl jātē haĩ .

71You then forget both these things.

63Na bāp kō jāntē , na rāvaṇ kō jāntē .

72You neither know the Father nor Ravan.

64Śhiv kō pūjtē haĩ aur rāvaṇ kō jalātē haĩ . 65Parantu wonder yah hai jinhō̃ kō pūjtē haĩ unkē occupation , biography kā patā nahī̃ aur rāvaṇ jiskō jalātē haĩ unkā bhī patā nahī̃ ki rāvaṇ kyā chīz hai .

73People worship Shiva and burn an effigy of Ravan, but the wonder of it is that they don't know the occupation or biography of the One they worship. 74They also don't know who Ravan, whom they burn, is.

66Manuṣhya mātra yathā rājā rānī tathā prajā usmē̃ sab ā jātē haĩ , sab tuchchh buddhi haĩ .

75All the kings, queens and subjects are included in ‘human beings’. 76All have degraded intellects.

67Bāp samjhātē haĩ aur jō dharm sthāpan karnē ātē haĩ , unkō reincarnation nahī̃ kahē̃gē .

77The Father explains: None of the others who come to establish a religion is called a re-incarnation.

68Avataraṇ ēk bāp kā hī hōtā hai bhārat mē̃ . 69Parantu bhāratvāsī khud hī bhūl jātē haĩ .

78Only the one Father incarnates in Bharat, but the people of Bharat forget this.

70Bhal parampitā paramātmā key|kī pūjā kartē haĩ parantu vah kab āyā , kyā kiyā , kuchh bhī jāntē nahī̃ .

79Although they worship the Supreme Father, the Supreme Soul, they don't know when He came or what He did when He came.

71Na bāp kō , na rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē haĩ , na dēvī-dēvatāō̃ key|kī biography kō jāntē haĩ , isliē hī duḥkhī haĩ .

80They do not know the Father, the beginning, the middle, or the end of creation or the biography of the deities and this is why they are unhappy.

72Bhāratvāsī pahlē kitnē sukhī thē , bilkul hī viśhva K|kē mālik thē .

81The people of Bharat were so happy at first. 82They were the complete masters of the world.

73Ab vah bhāratvāsī yah nahī̃ jāntē ki ham sab pāvan śhrēṣhṭhāchārī thē .

83Now those people of Bharat do not know they were pure and elevated.

74Agar thē tō kaisē banē̃ , kuchh bhī nahī̃ jāntē , yah hai wonder .

84If they do know it, the wonder is that they don’t know how they became it.

75Bāp kitnā clear kar samjhātē haĩ .

85The Father explains everything so clearly!

76Kiskō samjhāyēṅgē  ?

86To whom would He explain?

77Apnē bachchō̃ kō samjhātā hū̃ .

87I explain to My children.

78Bachchō̃ K|kē hī sāmnē pratyakṣha hōtā hū̃ .

88I reveal Myself in front of My children.

79Parantu bachchē bhī pratyakṣha hō , mammā-bābā kahkar phir bhūl jātē haĩ .

89However, even the children should also be revealed. 90They say "Mama, Baba" and then forget.

80Yahī wonder hai .

91This is a wonder.

81Agyānkāl mē̃ kabhī bāp teacher gurū kō bhūl na sakē̃ .

92On the path of ignorance, one can never forget the father, teacher or guru.

82Yahā̃ yah pārlaukik bāp jō itnā baṛā hai , jō sab duḥkh dūr kartē haĩ , unkō bhūl jātē haĩ , tab kahā jātā hai āśhcharyavat sunantī , kathantī ahō mam māyā tum kitnī prabal hō .

93Here, you forget the parlokik Father who is so great and who removes all your sorrow. 94This is why it is said: There are those who were amazed by the knowledge when they heard it, they related it and then, oh!

83Bēhad bāp K|kē banantī , teacher samajh unsē paṛhtē huē , patit-pāvan satgurū pakkā samajhtē huē phir tīnō̃ kō hī bhūl jātē haĩ . 84Ēk kō bhūlē tō tīnō̃ kō hī bhūlē .

95Maya! 96You are so powerful! 97You are those who belonged to the unlimited Father, you considered Him to be the Teacher and studied with Him and you also considered Him to be your true Satguru and then you forgot all three!

85Ēk kō yād karō tō tīnō̃ hī yād paṛē̃gē kyōṅki yah tīnō̃ hī combined haĩ .

98When you forget one, you forget all three. 99When you remember one, you remember all three because all three are combined.

86Khud hī bāp teacher aur satgurū hai , sō bhī accurate hai .

100He Himself is the Father, Teacher and Satguru and He is accurate.

87Kahtē haĩ maĩ bāp hū̃ tumkō jarūr apnē paramdhām mē̃ lē jāūṅgā .

101He says: I am the Father and I will definitely take you to the supreme abode.

88Maĩ tumhārā śhikṣhak hū̃ , paṛhākar tumkō jarūr rājāō̃ kā rājā banāūṅgā .

102I am your Teacher and I will definitely teach you and make you into kings of kings.

89Maĩ satgurū hū̃ , tum bachchō̃ kō number-vār purūṣhārth anusār sabkō vāpis jarūr lē jāūṅgā .

103I am the Satguru and I will definitely take all of you children back home, numberwise, according to the efforts you make.

90Yah guarantee kartē haĩ .

104He guarantees this.

91Aisē bāp kō bhī chaltē-chaltē bhūl jātē haĩ .

105While moving along you forget such a Father.

92Māyā key|kī grahachārī aisī hai jō āj kahē̃gē bābā , kal kahē̃gē hamkō sanśhay paṛtā hai .

106The bad omens of Maya are such that, today, you say "Baba" and, tomorrow, you say that you have doubts.

93Aisē hī hōtā rahtā hai .

107This continues to happen.

94Hā̃ kōī tō phir ant mē̃ ākar varsā lē̃gē .

108Yes, some will come and claim the inheritance at the end.

95Grahachārī utarēgī tō ā jāyēṅgē . 96Aisē drama mē̃ nūndh hai .

109When the omens are removed, they will come here; it is fixed in the drama.

97Vināśh tō hōnā hī hai , phir kiskī śharaṇ lē̃gē  ?

110Destruction has to take place. 111Whose refuge would you seek at that time?

98Sabkā sadgati dātā tō ēk hī hai .

112The Bestower of Salvation for all is One.

99Sabkō śharaṇ mē̃ lēnē vālā bhī hai , sab ākar māthā jhukānē vālē haĩ . 100Parantu us samay kyā kar sakē̃gē .

113He also takes everyone into His refuge. 114Everyone will come and bow their heads, but what will they be able to do at that time?

101Phir aisā hōgā tō itnī bhīṛ ikaṭṭhī ā na sakē .

115At that time, such big crowds will not be able to come here.

102Yah khēl hī baṛā wonderful banā huā hai .

116This play that has been created is very wonderful.

103Itnī bhīṛ ākar kyā karēgī  ?

117What would so many big crowds of people come here and do?

104Phir śhīghra hī vināśh samānē ā jāyēgā .

118Destruction will then very quickly come in front of you.

105Hā̃ , āvāj sunē̃gē ki bāp kahtē haĩ mujhē yād karō , ab vāpis jānā hai .

119Yes, they will hear the sound the Father says: Remember Me; you now have to return home.

106Bākī milnē sē kyā phāydā .

120However, what would be the benefit of meeting at that time?

107Bābā direction dētē haĩ ki bhal kōī vilāyat mē̃ hai tō bhī bāp kō yād kartē rahō tō vikarma vināśh hōṅgē .

121Baba gives the direction that even if someone is abroad, he can continue to remember the Father so his sins can be absolved.

108Ant matī sō gati hō jāyēgī .

122His final thoughts will then lead him to his destination.

109Sabkō paigām tō milnā hī hai .

123Everyone is to receive the message.

110Ēk jagah par itnē thōṛēhī mil sakē̃gē .

124How could so many people meet in one place?

111Parantu drama baṛā wonderful banā huā hai .

125A very wonderful drama has been created.

112Sabkō patā paṛēgā ki father āyā huā hai .

126Everyone will know that the Father has come.

113Kriściyan sab thōṛēhī pope sē miltē haĩ .

127Not all Christians meet the Pope. 128They can't all go there.

114Sab pahũch na sakē̃ . 115Yah bhī sabkō ant mē̃ patā paṛēgā ki bāp āyā hai , sabkō liberate kar lē jāyēṅgē .

129Here, too, everyone will know at the end that the Father has come and that He will liberate everyone and take them back home.

116Kitnā baṛā vināśh hōnā hai .

130Such a huge destruction is to take place.

117Rudra mālā kitnī jabardast hai .

131The rosary of Rudra is so big.

118Unkī bhēṇṭ mē̃ viṣhṇu key|kī mālā kitnī chhōṭī hai .

132In comparison to that, the rosary of Vishnu is so small.

119Yū̃ tō kahē̃ ki yah sārī mālā viṣhṇu kī hai .

133In fact, it could also be said that the whole rosary is that of Vishnu.

120Pahlā-pahlā tō viṣhṇu ṭhaharā|ṭhahrā nā .

134First of all, there is Vishnu.

121Humanity kā great-great grand father brahmā hī ṭhaharā|ṭhahrā .

135The great-great-grandfather of humanity is Brahma.

122Brahmā hī phir viṣhṇu bantē haĩ .

136Brahma then becomes Vishnu.

123Viṣhṇu K|kē dō rūp haĩ lakṣhmī-nārāyaṇ . 124Fark kuchh bhī nahī̃ .

137The dual-form of Vishnu are Lakshmi and Narayan; there is no difference.

125Yah baṛī wonderful bātē̃ haĩ , iskō simraṇ kartē rahō tō khuśhī bhī rahē .

138These are very wonderful things. 139Continue to churn these things and you will stay happy.

126Bābā nē samjhāyā hai - reincarnation sirph ēk kō hī kahā jātā hai kyōṅki unkō apnā śharīr nahī̃ hai aur sabkō apnā-apnā śharīr hai .

140Baba has explained to you that only the One is said to be the Reincarnation, because He doesn't have a body of His own; everyone else has their own.

127Bābā kō tō śharīr kā loan lēnā paṛē .

141Baba has to take a body on loan; the others have their own bodies.

128Aurō̃ kō tō apnā-apnā śharīr hai .

142Anything that is taken on loan belongs to someone else.

129Loan lēnē vālī chīz dūsrē key|kī hōtī hai .

143No soul would say that he has taken a loan.

130Kōī bhī ātmā thōṛēhī kahēgī ki ham loan lētē haĩ .

144The soul says: This is my body. 145Shiv Baba cannot say: This is My body.

131Ātmā tō kahtī hai - mērā śharīr hai . 132Śhivbābā tō kah na sakē ki yah mērā śharīr hai .

146He simply takes the support of it to give you children knowledge and to teach you yoga.

133Vah sirph ādhār lētē haĩ , bachchō̃ kō knowledge dēnē aur yōg sikhlānē . 134Bachchē bhī jāntē haĩ ki bābā nē ādhār liyā hai phir bhī ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .

147You children also know that Baba has taken the support of this body and yet you repeatedly forget this. 148When you become body conscious, that regard for Him is lost.

135Dēh-abhimānī bantē haĩ tō vah regard gum hō jātā hai .

149Otherwise, if you knew who Baba is, you would definitely obey His orders.

136Nahī̃ tō bābā kyā chīz hai , agar jānē tō unkē pharmān par jarūr chalē̃ .

150You have to take shrimat at every step, but Maya makes you forget.

137Kadam-kadam śhrīmat lēnī paṛē . 138Parantu māyā bhulā dētī hai .

151You then sometimes follow shrimat and, at other times, you follow devilish directions.

139Kabhī śhrīmat par , kabhī āsurī mat par chal paṛtē haĩ .

152Sometimes, that side is heavy and the other side is light.

140Kabhī vah taraph bhārī , vah halkā . 141Kabhī unkī mat par , kabhī unkī mat par .

153You sometimes follow His directions and, at other times, Maya's directions.

142Ēk hī śhivbābā key|kī śhrīmat par chaltē rahē̃ tō ṭhīk , ūpar bhī chaṛhtē rahē̃ .

154If you continue to follow the shrimat of Shiv Baba alone, that is fine. 155You then continue to ascend.

143Parantu apnī mat par bhī chal paṛtē haĩ .

156However, some still follow their own dictates.

144Bāp jō direction ādi dētē haĩ unkō amal mē̃ jarūr lānā paṛē .

157You definitely have to put into practice the directions the Father gives you.

145Phir kuchh bhī hō jātā hai tō kahē̃gē drama mē̃ aisā thā .

158Then, whatever happens is said to be fixed in the drama in that way.

146Rājdhānī tō sthāpan hōnī hī hai , ismē̃ zarā bhī fark nahī̃ paṛ saktā .

159The kingdom has to be established. 160There cannot be the slightest difference in that.

147Milnē liē tō bahut ātē haĩ phir ghar gayē tō khalās .

161Many come to meet Baba but when they go back home, everything is finished.

148Pūrē niśhchay sē thōṛēhī ātē haĩ .

162They don't come with full faith.

149Kōī kō 5 pratiśhat niśhchay hai tō kōī kō 15 pratiśhat .

163Some have 5% faith and others have 15% faith.

150Agyānkāl mē̃ jab patā lag jātā hai yah mērā chāchā hai , māmā hai tō phir sanśhay thōṛēhī paṛtā hai .

164On the path of ignorance, when you realise someone is your paternal uncle or maternal uncle, you wouldn't have any doubt about it.

151Yahā̃ tō māyā sanśhay mē̃ lākar girā dētī hai . 152Gōyā niśhchay baiṭhā hī nahī̃ hai .

165Here, Maya brings doubts and makes you fall, which means that there wasn't any faith at all.

153Niśhchay baiṭhē-baiṭhē bhī phir gum hō jātē haĩ .

166Even while they are developing faith, they disappear.

154Wonder hai nā .

167It is a wonder!

155Yah ēk hī bāp teacher satgurū hai .

168That One is the Father, Teacher and Satguru.

156Har ēk number-vār purūṣhārth anusār kalp pahlē muāphik uṭhātē haĩ .

169Each one takes knowledge, numberwise, according to the effort they make, as in the previous cycle.

157Kalp pahlē jisnē jitnā varsā liyā hai , har ēk key|kī vahī act chal rahī hai .

170However much inheritance each one took in the previous cycle, each one acts according to that.

158Is samay ham brāhmaṇō̃ key|kī mālā nahī̃ ban saktī kyōṅki grahachārī ātī rahtī hai tō ṭūṭ paṛtē haĩ .

171A rosary of Brahmins cannot be created at this time because there continues to be bad omens and so they break away.

159Phir prajā key|kī mālā mē̃ ā jātē haĩ .

172They then go into the rosary of subjects.

160Prajā mē̃ bhī kab kaisē , kab kaisē .

173In the subjects too, they are sometimes one thing and sometimes another.

161Mālā hai tō jarūr .

174There is definitely a rosary.

162Rudra mālā aur viṣhṇu key|kī mālā - vah hai rūhānī mālā , vah hai jismānī mālā .

175There is the rosary of Rudra and the rosary of Vishnu. 176One is a spiritual rosary and the other is a physical rosary.

163Iskō samajhnē key|kī baṛī achchhī viśhāl aur svachchha buddhi chāhiē .

177A very good unlimited and clean intellect is needed to understand this.

164Vaphādār , pharmānbardār chāhiē jō śhrīmat par pūrā dhyān dētā rahē .

178You need to be faithful and obedient so that you continue to pay full attention to shrimat.

165Śhivbābā key|kī kitnī baṛī service hai .

179Shiv Baba's service is so great.

166Kahtē haĩ patit-pāvan āō .

180People say: O Purifier, come!

167Bābā pāvan duniyā sthāpan kartē haĩ .

181Baba establishes the pure world and it then becomes impure.

168Vahī phir patit bantē haĩ .

182Then the Father has to come to purify it.

169Phir unkō hī pāvan banānē bāp kō ānā paṛtā hai .

183Such a wonderful part is played at this time.

170Kitnā wonderful part bajtā hai is samay , isliē balihārī is samay parampitā paramātmā K|kē part bajānē kī hai .

184This is why the greatness is of the Supreme Father, the Supreme Soul, playing His part. 185The number one memorial is of the One.

171Number one yādgār hai hī ēk kā .

186People celebrate the birthday of the One who does everything.

172Jō sab kuchh kartē haĩ , unkī hī jayantī manātē haĩ .

187There is also so much praise of the one whom He makes like that.

173Jiskō banātē haĩ unkī kitnī mahimā hai .

188All human beings at this time are impure and corrupt.

174Bākī is samay jō bhī manuṣhya mātra haĩ sab patit , bhraṣhṭāchārī haĩ .

189In the golden age they were elevated and residents of the land of angels (Paristhan).

175Satyug mē̃ thē śhrēṣhṭhāchārī , paristānī , kitnā rāt-din kā fark hai .

190There is the difference of day and night. 191We are now claiming the inheritance from Shiv Baba.

176Abhī ham śhivbābā sē varsā lē rahē haĩ .

192What do we have to celebrate at this time?

177Ab hamkō kyā manānā hai  ? 178Manānā hōtā hai bhakti mārg mē̃ .

193Celebrations take place on the path of devotion.

179Is samay śhrīmat par tumkō khūb purūṣhārth karnā hai , service karnī hai .

194At this time, you have to make a lot of effort to follow shrimat and also to do service.

180Yah pradarśhanī par samjhānē key|kī rasam baṛī achchhī nikalī hai .

195A very good system has been invented to explain at the exhibitions.

181Īśhvarīy service par bachchō̃ kō pūrā dhyān dēnā hai .

196You children have to pay full attention to doing Godly service.

182Jō īśhvarīy khajānē sē paltē haĩ unkō tō pūrī service karnī hai , jō jaldī-jaldī manuṣhyō̃ kā kalyāṇ hō jāē .

197Those who are being sustained with Godly treasures have to do full service so that human beings can quickly benefit.

183Achchhā  !

198Achcha.

184Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

199To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

185Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

200The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

186Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

201Essence for dharna:

1871 ) chaṛhtī kalā mē̃ jānē kē liē kadam-kadam śhrīmat par chalnā hai .

202 1. In order to go into the ascending stage, follow shrimat at every step.

188Bāp kō yathārth pahchān kar , dēhī-abhimānī ban pūrā regard rakhnā hai .

203Recognise the Father accurately, be soul conscious and have full regard for Him.

1892 ) īśhvarīy service par pūrā-pūrā dhyān dēnā hai .

204 2. Pay full attention to doing Godly service.

190Yād sē buddhi kō svachchha aur viśhāl banānā hai .

205Make your intellect clean and unlimited with remembrance.

Blessing

191Vardān  : knowledge key|kī light aur might dvārā soul conscious rahnē vālē smr̥iti svarūp bhav

206Blessing: May you be soul conscious and with the light and might of knowledge become an embodiment of remembrance.

192Āpkā anādi rūp nirākār jyōti svarūp ātmā hai aur ādi svarūp hai dēv ātmā .

207 The eternal form of a soul is an incorporeal form of light and your original form is a deity.

193Dōnō̃ svarūp sadā smr̥iti mē̃ tab rahē̃gē jab knowledge key|kī light-might K|kē ādhār sē soul conscious sthiti mē̃ rahnē kā abhyās hōgā .

208You will be able to keep both forms in your awareness when you practise having the soul- conscious stage on the basis of the light and might of knowledge.

194Brāhmaṇ bannā arthāt knowledge key|kī light-might K|kē smr̥iti svarūp bannā .

209To be a Brahmin means to be an embodiment of remembrance with the light and might of knowledge.

195Jō smr̥iti svarūp haĩ , vah svayã bhī santuṣhṭ rahtē aur dūsrō̃ kō bhī santuṣhṭ kartē haĩ .

210Those who are embodiments of remembrance are content themselves and also make others content.

Slogan

196Slōgan  : sādhāraṇtā mē̃ mahāntā kā anubhav karnā hī mahān ātmā bannā hai .

211Slogan: To experience greatness in ordinariness is to be a great soul.

212*** Om Shanti ***