शुक्रवार 11 फ़रवरी 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
011-02-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 11/02/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - māyā key|kī bīmārī sē chhūṭnē kē liē gyān aur yōg kā apple ( sēb ) rōz khātē rahō . 2' '
1Essence: Sweet children, in order to become free from the illness of Maya, continue to eat an apple of knowledge and yoga every day.
3Praśhna : karmātīt avasthā mē̃ jānē kā purūṣhārth kyā hai ? 4Uttar : aisā abhyās karō jō buddhi mē̃ sivāē bāp K|kē aur kōī key|kī yād na rahē .
2Question: What effort must you make in order to go into the karmateet stage?
5Ant matī sō gati … jab aisī avasthā hō jō buddhi mē̃ kōī bhī yād na rahē tab sadā harṣhit bhī rahē̃gē aur karmātīt avasthā kō bhī pā lē̃gē .
3Answer: Practise not keeping anyone except the one Father in your intellects. 4Your final thoughts will lead you to your destination.
6Tumhārā purūṣhārth hī hai ātma-abhimānī bannē kā . 7Ātmā , ātmā kō dēkhē , ātmā sē bāt karē tō khuśhī hōtī rahēgī .
5When your stage becomes such that your intellects don't remember anyone else, you will remain constantly cheerful and also reach your karmateet stage.
8Sthiti achal hō jāyēgī .
6Your efforts lie in becoming soul conscious.
9Gīt : tumhī hō mātā . . .
7You souls should see souls and talk to souls and you will then always be happy and your stage will become unshakeable. 8Song: You are the Mother and You are the Father.
10Ōm śhānti .
9Om shanti.
11Gāyan tō yathārth hai kyōṅki sārī sr̥iṣhṭi kā rachayitā aur phir jin dvārā rachnā kartē haĩ uskō hī kahā jātā hai māt-pitā .
10The song is accurate because the Creator of the whole world and the one through whom He creates creation are called the Mother and Father.
12Rachtā kōī bhī sākār va ākār kō nahī̃ kahā jātā .
11No corporeal or subtle being can be called the Creator.
13Rachtā ēk nirākār kō hī kahā jātā hai .
12Only the incorporeal One is called the Creator.
14Abhī yah samajh tum bachchō̃ kō āī hai vah tō sirph gātē haĩ .
13You children have now understood this, whereas those people simply continue to sing it.
15Bhaktō̃ key|kī buddhi mē̃ sirph yahī rahtā ki bas bhakti karnī hai , parantu kiskī bhakti karnī hai , kuchh bhī patā nahī̃ .
14The intellects of devotees just think that they have to perform devotion, but they don't know whom they have to worship.
16Bhakti karnī chāhiē ēk bhagvān key|kī , jisē māt-pitā kahtē haĩ , na ki saikṛō̃ key|kī .
15Only the one God who is also called the Mother and Father should be worshipped. 16Many should not be worshipped.
17Kahtē haĩ bhagvān ākar bhaktō̃ kō bhakti kā phal dēgē . 18Phal athavā varsā ēk hī bāt hai .
17They say that God will come and give the devotees the fruit of their devotion: fruit or inheritance, it is the same thing.
19Bachchā paidā hōtā hai tō māt-pitā K|kē varsē kā phal miltā hai .
18When a child is born, he receives the fruit of the inheritance from his parents.
20Bākī yah gāyan tō hai bhakti mārg kā .
19This is remembered on the path of devotion.
21Yād kartē haĩ ki ākarkē hamkō bhakti kā phal dō .
20They remember Him in order for Him to come and give them the fruit of their devotion.
22Gyān aur bhakti bhī kahtē haĩ .
21It is also said: Knowledge and devotion.
23Bhakti kā phal hai gyān .
22The fruit of devotion is knowledge.
24Barōbar tum ab jāntē hō bhakti kab sē śhurū huī hai .
23You truly know when devotion began. 24No one else knows this.
25Yah kōī kō patā nahī̃ , gyān kā samay hai din .
25The time of knowledge is the day and the time of devotion is the night.
26Bhakti kā samay hai rāt .
26Day and night would definitely be half and half.
27Din aur rāt sō tō jarūr ādhā-ādhā hōgā , śhāstrō̃ mē̃ kalp key|kī āyu lambī likh dī hai .
27In the scriptures, they have written that the duration of each cycle is long. 28They have given knowledge a long time and devotion a shorter time.
28Gyān kō bahut samay dē diyā hai aur bhakti kō thōṛā samay diyā hai .
29They have shown the duration of the copper and iron ages to be shorter.
29Dvāpar kaliyug key|kī āyu cum|kam dikhāī hai .
30That is not an accurate calculation of the day and night.
30Yah rāt aur din kā pūrā hisāb tō ṭhaharā|ṭhahrā nahī̃ .
31They even speak of the Krishna era and the Shukla era.
31Kr̥iṣhṇa pakṣha aur śhukla pakṣha bhī kahtē haĩ .
32(Relating to the half-way stage of the waning of the moon).
32Śhāstrō̃ mē̃ yah akṣhar haĩ .
33These words are mentioned in the scriptures.
33Kahtē haĩ tum lōg śhāstrō̃ kō nahī̃ māntē hō phir śhāstrō̃ K|kē akṣhar kyō̃ lētē hō .
34They say that you don't believe in the scriptures and ask why you quote from the scriptures.
34Tō tumkō samjhānā hai - śhāstrō̃ kā sār tō bābā hī batātē haĩ .
35You have to explain to them that Baba tells you the essence of the scriptures.
35Phalānē śhāstra mē̃ yah right nahī̃ hai , yah right hai .
36In such-and-such a scripture this is not right, that is right.
36Reference tō jarūr dēnā paṛē .
37References definitely have to be given.
37Jaisē ab pradarśhanī mē̃ chitra dikhātē haĩ hanūmān , gaṇēśh , vāman avatār ādi ādi . . . samjhānē liē dikhānā tō paṛē nā .
38In the exhibitions, you show pictures of Hanuman, Ganesh, the midget incarnation, etc. etc. 39These have to be shown in order to explain to them.
38Jō bātē̃ wrong haĩ vah varṇan kar phir right kyā hai , vah samjhātē haĩ .
40You speak about the things that are wrong and then explain what is right.
39Ab bābā key|kī mahimā gātē haĩ śhivāē namaḥ phir likhā hai tvamēv mātāśhcha pitā . . nām tō dēnā paṛē nā .
41They sing Baba's praise, “Salutations to Shiva”, and then they have written: You are the Mother and You are the Father.
40Manuṣhyō̃ kō yah patā nahī̃ ki hamārā bāp kaun hai .
42He has to be given a name. 43People don't know who their Father is.
41Kahtē bhī haĩ ō god father .
44They say: O God, the Father!
42Buddhi udhar jātī hai .
45Their intellects go there.
43Manuṣhya prārthanā ādi kartē haĩ tō jāntē haĩ parampitā paramātmā parlōk mē̃ nivās kartē haĩ .
46When people pray, etc., they know that the Supreme Father, the Supreme Soul, resides in the land beyond.
44Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō yād karē̃gē tō buddhi sūkṣhmavatan mē̃ jāyēgī .
47When they remember Brahma, Vishnu or Shankar, their intellects go to the subtle region.
45First , second phir third floor hai .
48There are the first, second and third floors.
46Ab mukhya bāt hai bāp kō bhūlē haĩ .
49The main thing is that they have forgotten the Father.
47Bāp ākar ulhanā dētē haĩ . 48Tumnē hamārī kitnī glānī kī hai .
50The Father comes and complains that you have defamed Him so much.
49Bāp jō sarv kō sadgati dēnē vālā hai , unkī phir sarv nē baiṭh glānī kī hai .
51The Father who bestows salvation on all has been defamed by everyone.
50Bhagvānuvāch hai nā yadā yadāhi . . . bhāratvāsī apnē dharm key|kī glānī kartē haĩ . 51Kahtē haĩ īśhvar sarvavyāpī hai .
52God speaks: Whenever there is extreme irreligiousness, I come. 53The people of Bharat defame their own religion; they say that God is omnipresent.
52Kyā sabmē̃ īśhvar hai ?
54Is God in everyone?
53Tō kah dētē hai kachchha avatār , machchha avatār , vārāh avatār . . . bāp tō bhāratvāsī bachchō̃ kō hī kahtē haĩ kyōṅki bachchē hī glānī kartē haĩ .
55They say that God incarnates as a fish and a crocodile, etc. 56The Father tells the children who belong to Bharat, because it is those children who defame Him.
54Yah murabbī bachchā ( brahmā ) bhī glānī kartā thā .
57Even this especially beloved child (Brahma) used to defame Him.
55Yah glānī bhī drama mē̃ nūndhī huī thī . 56Tab tō pāp ātmā bantē haĩ .
58This defamation is fixed in the drama; it is how you become sinful souls.
57Bāp nē tō sabkō pāvan banāyā thā kyōṅki patit-pāvan hai .
59The Father purified everyone because He is the Purifier.
58Pāvan banākar viśhva kā mālik banātē haĩ .
60He purifies you and makes you into the masters of the world.
59Banānē vālē bāp kō kitnī gālī dētē haĩ .
61The Father makes you become those and yet they insult Him so much.
60Jab samjhātē haĩ tō us samay mān lētē haĩ , samāchār bhī ātā hai , itnō̃ nē sahī key|kī ki barōbar āpkī bāt right hai .
62When you explain to them, and they receive news that so many people have agreed in writing that what you say is right, they believe you.
61Ab kahtē haĩ śhrīmat bhagavat gītā , tō bhagvān kī hai śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh mat , . . . ūñchē tē ūñchē key|kī mat bhī ūñchī hōgī nā .
63They even speak of the Shrimad Bhagawad Gita; so the directions of God are the highest on high. 64The directions of the One who is the Highest on High would also be elevated.
62Vah ākar patit bhraṣhṭāchārī kō śhrēṣhṭhāchārī banātē haĩ .
65He comes and makes impure, degraded people into elevated beings.
63Tō pahlē-pahlē ēk kā parichay dēnā paṛtā hai .
66First of all, you have to give the introduction of the One.
64Tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār tō haĩ hī .
67Among you children too it is numberwise.
65Bahut bachchē likhtē haĩ bābā kyā karē̃ , māyā kā tūphān hamkō ṭhaharnē nahī̃ dētā hai .
68Many children write: Baba, what can I do? 69The storms of Maya don't allow me to stay here.
66Hamkō yah-yah vikār taṅg kartē haĩ .
70These particular vices trouble me.
67Bāp kahtē haĩ tumkō in par vijay pānī hai .
71The Father says: You have to conquer them.
68Nahī̃ tō pad bhraṣhṭa hō jāyēgā .
72Otherwise, your status will be destroyed.
69Śhikṣhak hī agar aisā kuchh kām karē̃gē tō jarūr aurō̃ kō sanśhay paṛēgā ki khud key|kī chalan tō aisī hai , aur dūsrō̃ kō aisē samjhātē haĩ .
73If a teacher does something wrong, others would definitely have doubts about the teacher's behaviour even though she tells others something different.
70Vikār bhī kōī semi hōtā hai , satō rajō tamō her|har bāt mē̃ hōtā hai .
74Some vices are semi; there are the stages of sato, rajo and tamo in everything.
71Satyug kō satō ūñch kahā jātā hai , kaliyug kō tamō nīch kahā jātā hai . 72Duniyā bhraṣhṭāchārī kahtē haĩ .
75The golden age is said to be sato, the highest, and the iron age is said to be tamo, the lowest.
73Parantu apnē kō kōī bhraṣhṭāchārī samajhtē nahī̃ haĩ .
76The world is said to be corrupt, but no one considers himself to be corrupt.
74Bāp samjhātē haĩ is rāvaṇ rājya mē̃ ēk bhī śhrēṣhṭhāchārī nahī̃ hai .
77The Father explains: Not a single person in this kingdom of Ravan is elevated.
75Samjhō kōī sē pūchhā jātā hai ūñchē tē ūñchā kaun ? 76Tō kahē̃gē bhagvān hai .
78For instance, when you ask someone who the Highest on High is, he would reply: God.
77Unkā occupation jāntē hō ?
79Do you know His occupation?
78Nahī̃ .
80No.
79Yā tō kahē̃gē sannyāsī hī ūñch haĩ kyōṅki pavitra rahtē haĩ . 80Khud bhī sannyāsiyō̃ kō follow kartē haĩ .
81Or else, they would say that sannyasis are elevated because they remain pure; they follow the sannyasis.
81Namastē kartē haĩ tō unhō̃ sē pūchhnā chāhiē , sannyāsiyō̃ sē bhī jarūr kōī ūñchā hōgā ! 82Sannyāsī bhī bhagvān key|kī sādhnā kartē haĩ .
82They salute sannyasis and so you should ask them: There must definitely be someone higher than sannyasis, because even they make spiritual endeavour to attain God.
83Ājkal tō chitra bhī bahut banāyē haĩ .
83Nowadays, they have made many pictures.
84Sabsē ūñchā paramātmā kō hī rakhtē haĩ .
84They place God as the highest.
85Ab rām vā kr̥iṣhṇa kē āgē śhivliṅg rakhnā yah bhī baṛāī hai .
85To place a Shiv lingam in front of Rama or Krishna means to show God as the highest.
86Nahī̃ tō vah kōī śhiv key|kī pūjā thōṛēhī kartē haĩ .
86Otherwise, those people don't worship Shiva.
87Vah tō khud hī rājya kartē haĩ .
87Those people rule the kingdom themselves.
88Jab vah patit bantē haĩ tab pūjnē lagtē haĩ .
88When they become impure, they begin worshipping.
89Ūñchē tē ūñch nirākār paramātmā kō hī kahā jātā hai - patit-pāvan sarv kā sadgati dātā , sabkā liberator .
89The incorporeal Supreme Soul is called the Highest on High. 90He is the Purifier, the Bestower of Salvation for All and the Liberator.
90Apnē sāth sabkō lē jāyēṅgē .
91He will take everyone back home with Him.
91Tum jāntē hō vah hamārā bāp hai .
92You know that He is your Father.
92Ham sab is samay bīmār haĩ , gyān sē ever healthy aur ever wealthy ban jātē haĩ .
93We are all ill at this time. 94We become ever healthy and ever wealthy through knowledge.
93Kahtē bhī haĩ rōz apple khāō tō ever healthy ban jāyēṅgē .
95It is said: Eat an apple a day and you will remain ever healthy.
94Yah tō tum practical dēkh rahē hō .
96You see this in a practical way.
95Māyā nē sabkō bīmār banā diyā hai .
97Maya has made everyone ill.
96Ab sabkō healthy , wealthy banānē vālā ēk bāp hī hai .
98Only the one Father makes everyone healthy and wealthy.
97Sūkṣhmavatan mē̃ bhī ātmāyē̃ healthy haĩ .
99Even the souls in the subtle region are healthy.
98Yahā̃ unhealthy ātmāyē̃ haĩ phir mūlvatan sē pahlē jab ātmāyē̃ āyēṅgī tō sukh hī dēkhē̃gī .
100Here, souls are unhealthy, but when souls first come down from the incorporeal world they only see happiness.
99Tō bāp brahmā dvārā hamkō bahut sukh dētē haĩ .
101The Father gives us a lot of happiness through Brahma.
100Ab vināśh tō hōnā hī hai .
102Destruction has to take place now.
101Is yagya sē hī vināśh jvālā nikalī hai .
103The flames of destruction emerged from this sacrificial fire.
102Vō lōg rāy kar rahē haĩ śhānti kaisē hō , parantu yah bhī gāyā jātā hai nar chāhat kuchh aur . . . śhānti bhī tab hōgī jab vināśh hōgā .
104Those people are discussing how there can be peace, but it is also remembered that people want one thing but something completely different happens. 105There will be peace when destruction takes place.
103Phir sabhī ātmāyē̃ muktidhām mē̃ chalī jāyēṅgī .
106All souls will then go back to the land of liberation.
104Vināśh hōnē K|kē sivāē aur kōī upāya tō hō hī nahī̃ saktā .
107There is no other method for this than for destruction to take place.
105Yah bhī unhō̃ kō batāvē kaun ?
108Who would tell them this?
106In bhīṣhma-pitāmah ādi kō tō pichhāṛī mē̃ gyān milnā hai .
109Bhishampitamai, etc. are to receive knowledge at the end.
107Manuṣhya śhānti kē liē upāya ḍhūṇḍhtē haĩ ki āpas mē̃ milkar ēk hō jāē̃ .
110People are seeking ways for peace, so that they can all come together and become one.
108Parantu aisā tō hōnā hī nahī̃ hai .
111However, that is not going to happen.
109Āgē bhī vināśh huā thā .
112Destruction took place earlier too.
110Yādav aur kaurav bhī thē .
113There were the Yadavas and the Kauravas too.
111Gītā kā bhagvān bhī āyā thā .
114The God of the Gita also came.
112Ab patit duniyā hai , ismē̃ śhrēṣhṭhāchārī kōī hō na sakē .
115Now that the world is impure, no one in it can be elevated.
113Sabsē śhrēṣhṭh haĩ lakṣhmī-nārāyaṇ , yahī satyug mē̃ rājya kartē thē .
116Lakshmi and Narayan are the most elevated of all; they used to rule in the golden age.
114Ab tō bhraṣhṭāchār key|kī vr̥iddhi hōtī gaī hai , tō jarūr vināśh hōnā hī hai .
117Corruption has now increased a great deal and so destruction definitely has to take place.
115Vināśh kē bād hī sab sukh śhānti kō pā sakē̃gē .
118Only after destruction will everyone be able to attain peace and happiness.
116Sabkō samjhānā hai ki ham ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē haĩ .
119Explain to everyone that you belong to the original, eternal deity religion.
117Pahlē vahī dharm thā , ab nahī̃ hai . 118Phir sē uskī sthāpanā hō rahī hai .
120Only that religion existed in the beginning and it doesn't exist now.
119Is samay ham brāhmaṇ haĩ na ki dēvtā .
121It is being established once again.
120Jab kōī bhāṣhaṇ karnē kē liē stage par ātē haĩ tō kuchh na kuchh khyāl karkē , vichār karkē ātē haĩ , tō yah-yah bōlē̃gē .
122At this time we are Brahmins, not deities. 123When someone goes onto a stage to give a lecture, he or she would generally have prepared what to say beforehand.
121Hamārē bachchē tō samajhtē haĩ kyā bōlnā hai .
124My children understand what has to be said.
122Śhānti sthāpan karnē vālā tō ēk hī sarv kā sadgati dātā bāp hai , vahī liberator hai .
125Only the one Father, the Bestower of Salvation, establishes peace. 126He is the Liberator.
123Yah samay hī hai - sabkō vāpis lē jānē kā .
127This is the time to take everyone back home.
124Bābā bachchō̃ sē pūchhtē haĩ bachchē , tum apnē kō satyug mē̃ chalnē K|kē lāyak samajhtē hō ?
128The Father asks the children: Children, do you consider yourselves worthy of going to heaven?
125Rāvaṇ par vijay pāī hai ?
129Have you conquered Ravan?
126Kahtē haĩ bābā vijay pānē kē liē purūṣhārth kar rahē haĩ .
130They say: Baba, we are making effort to conquer Ravan.
127Hāth tō sab uṭhātē haĩ kyōṅki lajjā ātī hai .
131Everyone raises his or her hand because they are ashamed.
128Bābā kahtē haĩ apnī śhakla tō dēkhō , kitnā samay bāp kō yād kartē hai ?
132Baba says: Look at your face. 133For how long do you remember the Father?
129Aisī avasthā chāhiē jō ant mē̃ kōī bhī yād na āyē , tab ant mati sō gati hōgī .
134Let your stage be such that, at the end, you don't remember anyone else. 135Your final thoughts then lead you to your destination.
130Karmātīt avasthā K|kē samīp jā sakē̃gē .
136Only then will you be able to come close to your karmateet stage.
131Sadā harṣhit bhī tab rah sakē̃gē jab dūsrō̃ key|kī sēvā karē̃gē .
137Only when you serve others will you be able to remain cheerful.
132Tum rūhānī social worker hō .
138You are spiritual social workers.
133Tumhārē bigar rūh kō injection kōī bhī lagā na sakē .
139No one apart from you can give souls an injection.
134Gāyā bhī jātā hai gyān añjan satgurū diyā . . . ātmā kō ab mālūm paṛā hai ki mujhē sārī sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kā gyān mil gayā hai .
140It is remembered that the Satguru gave the ointment of knowledge. 141The soul now knows that he has received the knowledge of the beginning, the middle and the end of the whole world.
135Yah ātmā nē kahā śharīr dvārā - gyān sāgar kō . 136Ab hamkō vāpas jānā hai - yah bahut khuśhī key|kī bāt hai .
142The soul says through this body to the Ocean of Knowledge, “I now have to return home.” 143This is a matter of great happiness.
137Purānā chōlā chhōṛkar nayā chōlā lēnā hai .
144You have to shed the old costume and take a new one.
138Is kāraṇ nām hī hai śhyām sundar .
145Because of this, there is the name: The ugly and beautiful one.
139Tum jāntē hō ham sundar thē , ab śhyām banē haĩ phir sundar banē̃gē .
146You know that you were beautiful and that you have now become ugly. 147You are going to become beautiful again.
140Bābā sundar banātē haĩ , māyā rāvaṇ śhyām banātā hai .
148Baba makes you beautiful, whereas Maya, Ravan, makes you ugly.
141Kām chitā par baiṭhnē sē śhyām ban jātē haĩ .
149You become ugly by sitting on the pyre of lust.
142Yah baṛī samajhnē key|kī sahaj bātē̃ haĩ .
150These are easy matters to understand.
143Knowledge tō student key|kī buddhi mē̃ number-vār hī dhāraṇ hōtī hai .
151The intellects of students imbibe knowledge, numberwise. 152Some are dull heads to a great extent.
144Kōī tō bahut dullhead haĩ . 145Teacher kahtē haĩ paṛhnē vālē bahut dull haĩ .
153The Teacher says that those who are studying are very dull; they have a lot of body consciousness.
146Dēh-abhimān bahut hai . 147Ātma-abhimānī rahē̃ tō sadā harṣhit rahē̃ .
154If you stayed soul conscious, you would remain constantly cheerful.
148Ātmā , ātmā kō dēkhē arthāt apnē bhāī kō dēkhkar khuśh hōtī rahē .
155You souls should see souls, that is, let there be happiness seeing your brothers.
149Bābā bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ .
156Baba is happy to see you children.
150Bābā kahtē haĩ bachchē maĩ āyā hū̃ tumkō māyā sē liberate kar vāpis sāth lē jānē .
157Baba says: Children, I have come to liberate you from Maya and take you back home.
151Is tan mē̃ śhivbābā key|kī pravēśhtā hōtī hai ; vah bhī jarūr bhrakuṭī kē bīch mē̃ hī āyēṅgē .
158Shiv Baba enters another being. 159He would definitely sit in the centre of the forehead.
152Aisē thōṛēhī ūpar sē gaṅgā bahēgī .
160It isn't that the Ganges would flow through the head.
153Śhiv key|kī savārī bail par dikhātē haĩ .
161They show Shiv riding a bull.
154Bail key|kī bhrakuṭī mē̃ śhiv kā chitra dikhāyā hai .
162They have shown an image of Shiv in the centre of the forehead of a bull.
155Ātmā tō jarūr bhrakuṭī mē̃ hī rahēgī .
163Each soul would definitely stay in the centre of a forehead.
156Jō ātmā kā sthān hai jarūr vahā̃ hī baiṭhēgī .
164Each soul would definitely sit in the place that is fixed for the soul.
157Gurū lōg apnē chēlē kō bājū mē̃ biṭhātē haĩ .
165Gurus make their disciples sit beside them.
158Tō vah satgurū bhī ākar bājū mē̃ baiṭhtē haĩ .
166Therefore, that Satguru would also come and sit beside this one.
159Gurū brahmā kahtē haĩ , viṣhṇu kō vā śhaṅkar kō gurū nahī̃ kahē̃gē .
167It is said, “Guru Brahma”. 168Vishnu and Shankar are not called gurus.
160Vahī brahmā phir viṣhṇu K|kē dō rūp bantē haĩ .
169That same Brahma becomes the dual-form of Vishnu.
161Gurū tō śhiv kō kah saktē haĩ kyōṅki sabkī sadgati kartē haĩ .
170Shiva can be called the Guru because He grants everyone salvation.
162Ūñchē tē ūñch phir bhī bhagvān hai .
171The Highest on High is still God.
163Kitnā achchhī rīti samjhāyā jātā hai .
172All of this is explained to you so clearly.
164Achchhā !
173Achcha.
165Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
174To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
166Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
175The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
167Dhārṇā kē liē mukhya sār :
176Essence for dharna:
1681 ) sadā harṣhit rahnē kē liē ātma-abhimānī bannā hai .
177 1. In order to stay constantly cheerful, become soul conscious.
169Ham ātmā bhāī haĩ , yah dr̥iṣhṭi pakkī karnī hai .
178We souls are brothers; make this vision firm.
1702 ) rūhānī social worker ban ātmā kō gyān kā injection lagānā hai .
179 2. Become spiritual social workers and give souls an injection of knowledge.
171Sabkī rūhānī sēvā karnī hai .
180Serve everyone spiritually.
172Vardān : santuṣhṭatā K|kē ādhār par duāyē̃ dēnē aur lēnē vālē sahaj purūṣhārthī bhav
181Blessing: May you be an easy effort-maker who gives and receives blessings on the basis of contentment. 182 Those who stay content and make everyone content receive everyone’s blessings. 183Where there is contentment, there are blessings.
173Sarv key|kī duāyē̃ unhē̃ miltī haĩ jō svayã santuṣhṭ rahkar sabkō santuṣhṭ kartē haĩ . 174Jahā̃ santuṣhṭatā hai vahā̃ duāyē̃ haĩ .
184If you find it hard work to imbibe all the virtues or have control over all the powers, then leave it. 185Simply give blessings and receive blessings from amrit vela till night time and everything will be included in this.
175Yadi sarv guṇ dhāraṇ karnē vā sarv śhaktiyō̃ kō control karnē mē̃ mēhnat lagtī hō , tō usē bhī chhōṛ dō , sirph amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak duāyē̃ dēnē aur duāyē̃ lēnē kā ēk hī kārya karō tō ismē̃ sab kuchh ā jāyēgā . 176Kōī duḥkh bhī dē tō bhī āp duāyē̃ dō tō sahaj purūṣhārthī ban jāyēṅgē . 177Slōgan : jō samarpit sthiti mē̃ rahtē haĩ unkē āgē sarv kā sahyōg svataḥ samarpit hō jātā hai .
186Even if someone causes you sorrow, just give them blessings and you will become an easy effort-maker. 187Slogan: Everyone automatically surrenders their co-operation to those who are surrendered.
178Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya - « manuṣhya ātmā apnī pūrī kamāī anusār bhaviṣhya prālabdh bhōgtā hai ' '
188*** Om Shanti *** 189Invaluable versions of Mateshwariji 190Human souls experience their future reward based on their total earnings.
179Dēkhō , bahut manuṣhya aisē samajhtē haĩ hamārē pūrva janmō̃ key|kī achchhī kamāī sē abhī yah gyān prāpt huā hai parantu aisī bāt hai hī nahī̃ , pūrv janm kā achchhā phal hai yah tō ham jāntē haĩ .
191Look, many people think they have received this knowledge as a good return from their previous birth, but it is not like that. 192We know that they have good fruit from their previous birth.
180Kalp kā chakra phirtā rahtā hai satō , rajō , tamō badlī|badalī hōtā rahtā hai parantu drama anusār puruṣhārth sē prālabdh bannē key|kī margin rakhī hai tab tō vahā̃ satyug mē̃ kōī rājā-rānī , kōī dāsī , kōī prajā pad pātē haĩ .
193The cycle continues to turn and changes from sato to rajo to tamo but, according to the drama, there is still some margin for creating a reward by making effort. 194This is why, in the golden age, some receive the status of kings and queens, others receive the status of servants and others receive the status of a subject.
181Tō yahī puruṣhārth key|kī siddhi hai , vahā̃ dvait , īrṣhyā hōtī nahī̃ , vahā̃ prajā bhī sukhī hai .
195This is the result of their effort. 196There is no duality or jealousy there; even the subjects there are happy.
182Rājā-rānī prajā key|kī aisī sambhāl kartā hai jaisē mā̃ bāp apnē bachchō̃ key|kī sambhāl kartā hai , vahā̃ garīb sāhūkār sab santuṣhṭ hai .
197The king and queen look after their subjects well, just as parents look after their children. 198There, poor and wealthy are all content.
183Is ēk janm K|kē puruṣhārth sē 21 pīṛhī kē liē sukh bhōgē̃gē .
199By making effort in this one birth, you will experience happiness for 21 generations.
184Yah hai avināśhī kamāī , jō is avināśhī kamāī mē̃ avināśhī gyān sē avināśhī pad miltā hai .
200This is an imperishable income. 201From this imperishable income with this imperishable knowledge, you receive an imperishable status.
185Ham abhī satyugī duniyā mē̃ jā rahē haĩ , yah practical khēl chal rahā hai , yahā̃ kōī chhū mantra key|kī bāt nahī̃ hai .
202All of us are going to the golden-aged world. 203This play continues in a practical way. 204It is not a question of any magic here.
186Achchhā - ōm śhānti .
205Achcha.