रविवार 13 फ़रवरी 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

013-02-22 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 10-01-90 madhuban

0 13/02/22 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 10/01/1990

1Hōlīhans key|kī viśhēṣhatāyē̃

1The Specialities of Holy Swans.

2Āj sarv bachchō̃ kō viśhēṣh ātmā banānē vālē bāpdādā har ēk hōlīhans key|kī viśhēṣhtā dēkh rahē haĩ .

2Today BapDada, the One who makes all souls special, is seeing the specialities of each holy swan.

3Jaisē hans key|kī nirṇay-śakti aur parakhnē key|kī śhakti viśhēṣh hōtī hai isliē grahaṇ karnē key|kī śhakti bhī viśhēṣh hai jō mōtī aur kaṅkaṛ dōnō̃ kō parakhtā hai aur phir nirṇay kartā hai , uskē bād mōtī grahaṇ kartā hai , kaṅkaṛ-patthar chhōṛ dētā hai .

3A swan has the special powers of discernment and recognition. 4Therefore, it also has the special power of being able to imbibe, and so is able to recognise both a stone and a pearl. 5It then discriminates between the two and imbibes the pearl. 6It sets aside the pebbles, the stones.

4Tō parakhnā , nirṇay karnā aur grahaṇ karnā arthāt dhāraṇ karnā - tīnō̃ śhaktiyō̃ key|kī viśhēṣhtā K|kē kāraṇ saṅgamyugī sarasvatī mā̃ key|kī savārī hans dikhāyā hai .

7Because of having the specialities of all three powers - the powers to recognise, to decide and to adopt, that is, to imbibe, the confluence-aged mother Saraswati has been shown riding a swan.

5Tō ēk sarasvatī mā̃ kā yādgār nahī̃ lēkin mā̃ samān bannē vālī jñān-vīṇā vādinī āp sabhī hō .

8It is not a memorial of just the mother Saraswati, but all of you too, who become like the mother and play the veena (musical instrument) of knowledge.

6Is gyān kō dhāraṇ karnē kē liē bhī yah tīnō̃ viśhēṣhatāyē̃ ati āvaśhyak haĩ .

9In order to imbibe this knowledge, all these three specialities are very essential.

7Āp sabhī nē brāhmaṇ-jīvan dhāraṇ kartē hī gyān dvārā vivēk dvārā pahlē parakhnē key|kī śhakti K|kē ādhār kō pahchānā , apanē-āpakō pahchānā , samay kō pahchānā . 8Apnē brāhmaṇ parivār kō pahchānā , apnē śhrēṣhṭh kartavya kō pahchānā , iskē bād nirṇay kiyā tab hī brāhmaṇ-jīvan dhāraṇ kī .

10When all of you adopted Brahmin life, you first had recognition on the basis of the power of recognition from knowledge and from your understanding: you recognised yourself, the time, your Brahmin family and your elevated task. 11Only after having discerned this did you adopt Brahmin life.

9Yah vahī kalp pahlē vālā bēhad kā bāp hai , param ātmā hai , maĩ bhī vahī kalp pahlē vālī śhrēṣhṭh ātmā hū̃ , adhikārī ātmā hū̃ - is parakhnē kē bād nirṇay kiyā .

12You discerned that this is the same unlimited Father, the Supreme Soul of the previous cycle, and that you are an elevated soul of the previous cycle, a soul who has a right. 13After discerning this, you took a decision.

10Binā bāp kō parakhnē K|kē nirṇay nahī̃ kar saktē .

14Without recognising the Father, you are unable to decide.

11Kaī ātmāyē̃ abhī tak bhī sambandh-sampark mē̃ haĩ , bahut achchhā , bahut achchhā kahtī rahtī haĩ lēkin paramātm-pahacān vā parakhnē key|kī śhakti na hōnē kāraṇ nirṇay nahī̃ kar saktē ki kyā bannā hai vā kyā karnā hai , isliē brāhmaṇ-jīvan dhāraṇ nahī̃ kar saktē .

15Some souls who are still in relationship and contact with you continue to say, “This is very good, this is very good”, but, because they neither have the recognition of God nor the power of discernment, they are unable to decide what they have to become and what they have to do. 16This is why they are unable to adopt Brahmin life.

12Sahyōgī bantē haĩ lēkin sahaj yōgī jīvan nahī̃ banā saktē kyōṅki dōnō̃ śhaktiyā̃ nahī̃ haĩ , isliē holy hans nahī̃ ban saktē .

17They become co-operative but they are unable to create an easy yogi life, because they do not have the two aforementioned powers. 18This is why they are unable to become holy swans.

13Pavitratā rūpī mōtī aur apavitratā rūpī kaṅkaṛ - dōnō̃ kō alag nahī̃ samajhtē tō pavitratā kō grahaṇ karnē key|kī śhakti nahī̃ ā saktī .

19They do not consider purity (the pearls) to be distinct from impurity (pebbles) and this is why they are unable to have the power to imbibe purity.

14Tō holy hans key|kī viśhēṣhtā hai pahlē śhakti «  parakhnā ' ' arthāt pahchānnā .

20So, the speciality of holy swans is firstly to have the power of discernment, that is, of recognition.

15Āp hōlīhãsō̃ mē̃ yah dōnō̃ śhaktiyā̃ haĩ nā  ?

21Do all of you holy swans have both these powers?

16Kyōṅki bāp kō pahchānā , apanē-āpakō bhī pahchānā , nirṇay bhī ṭhīk kiyā tab tō brāhmaṇ banē aur chalē rahē hō .

22You have recognised the Father, you have recognised yourself and you have taken an accurate decision, for this is how you have become Brahmins and are moving forward.

17Is bāt mē̃ tō sab pakkē pās|pass hō .

23All of you have definitely passed in this.

18Lēkin jō sēvā kartē hō aur karma mē̃ ātē hō , sārē din key|kī dincharyā mē̃ jō karma kartē hō , sambandh-sampark mē̃ ātē hō , usmē̃ saphaltāpūrvak her|har karma rahē vā her|har samparka vālī ātmā K|kē sambandh mē̃ ānē mē̃ sadā saphaltā rahē .

24However, let there be the experience of success in every action throughout the day in the service you do and the actions you perform, in the actions of your daily timetable and when you form relationships and connections. 25Let the souls who come into contact with you experience success in their relationship with you.

19Her|har prakār key|kī sēvā mansā-vāchā-karmaṇā - tīnō̃ mē̃ sadā saphaltā anubhav hō , uskā bhī ādhār parakhnē key|kī śhakti aur nirṇay karnē key|kī śhakti hai . 20Ismē̃ full pass hō  ?

26Constantly experience success in every type of service you do, whether it is through the mind, words or actions. 27The basis of this are the powers of discernment and decision-making - have you fully passed in these?

21Sēvā key|kī saphaltā vā samparka mē̃ saphaltā sadā na hōnē kā kāraṇ check karō - tō kārya kō , vyakti kō , ātmā kō parakhnē key|kī śhakti mē̃ antar paṛ jātā hai .

28Check the reasons for not being constantly successful in service and relationships. 29So, there is a difference in having the power to discern the task, the person and the soul.

22Jis ātmā kō jis samay jis vidhipūrvak sahyōg chāhiē vā śhikṣhā chāhiē , snēh chāhiē , us samay agar parakhnē key|kī śhakti tīvr hai tō avaśhya sambandh mē̃ saphaltā prāpt hōgī .

30If your power of discernment is sharp at the time when a soul needs co-operation in a certain way, or if he needs certain instructions or he needs love, you would definitely be able to achieve success in that relationship.

23Lēkin hōtā kyā hai  ? 24Jis ātmā kō jō sahyōg vā vidhi us samay chāhiē vō na dēkar vā na parakhnē kāraṇ apnē ḍhaṅg sē uskō sahyōg dētē hō vā vidhi apnātē hō , isliē santuṣhṭatā key|kī saphaltā nahī̃ hōtī .

31However, what happens is that, because you neither discern nor give the type of co-operation or the method needed at that time, but you give him co-operation in your own way or you adopt your own method, there isn't success in the form of contentment.

25Jaisē śhārīrik bīmārī kō parakhnē key|kī doctor kō vidhi na āyē tō kyā hōtā hai  ?

32For instance, what happens when a doctor doesn't know how to diagnose your physical illness?

26Ṭhīk hōnē kē bajāē ēk sē anēk rōg aur paidā hō jātē haĩ .

33Instead of your getting well, many more illnesses are created from that one illness.

27Patient kō santuṣhṭatā key|kī saphaltā nahī̃ miltī .

34The patient does not receive the success in the form of contentment.

28Jiskō sādhāraṇ śhabdō̃ mē̃ bāpdādā kahtē haĩ ki har ēk key|kī nabz kō pahchānō . 29Chalnā aur chalānā bhī jarūrī hai .

35In simple words, BapDada is saying: Recognise each one's pulse. 36It is necessary for you to move along and make others move along too.

30Tō kyā karnā paṛēgā  ?

37What will you have to do?

31Pahchānnē arthāt parakhnē key|kī śhakti kō tīvr karnā paṛē .

38You have to increase the power to recognise, that is, the power to discern.

32Ismē̃ antar paṛ jātā hai , jiskō āp sādhāraṇ bhāṣhā mē̃ kahtē hō handling kā fark . 33Kahtē hō nā - inkī handling purānī hai , inkī naī hai … .

39There is a difference in this. 40In simple words, you say that there is a difference in the handling: This one's handling is the old way, that one's handling is the new way.

34Yah antar kyō̃ paṛā  ?

41Why is there this difference?

35Kyōṅki her|har samay her|har ātmā aur her|har kārya kō parakhnē key|kī śhakti chāhiē .

42It is because you need to have the power to discern each soul and each task at every moment.

36Total parakhnē key|kī śhakti ā gaī hai lēkin vistār sē aur bēhad K|kē parakhnē key|kī śhakti key|kī āvaśhyaktā hai - us samay ātmā key|kī grahaṇ śhakti kitnī hai , vāyumaṇḍal kyā hai aur us ātmā key|kī sunnē vā śhikṣhā lēnē key|kī mood|mūḍ kaisī hai . . .

43On the whole, you have the power to discern, but you still have a need for the detailed and unlimited power of discernment. 44How much power to imbibe does that soul have at that moment? 45What is the atmosphere like? 46What is the mood of the soul when listening or taking instructions?

37Jaisē kōī kamjōr śharīr vālā hō aur uskō jyādā-sē-jyādā tākat kā injection dē dēvē̃ tō kyā hālat hōgī  ?

47If someone who has a weak body is given an injection of maximum strength, what would happen? 48He would have heart failure and go into silence (coma).

38Vah tō heartfail hō jāyēgā , śhānti mē̃ chalā jāyēgā . 39Aisē agar sambandh mē̃ ānē vālī ātmā kamjōr hai , ātmā mē̃ himmat nahī̃ hai lēkin āp uskō śhikṣhā kā dose dētē jāō , uskā mood|mūḍ , samay vāyumaṇḍal parakh na sakē tō result kyā hōgī  ?

49Similarly, if a soul who comes into relationship with you is weak, if that soul doesn’t have courage at that time and you keep giving him a dose of teachings, if you have not been able to discern that soul's mood, the time and the atmosphere, what would the result be?

40Ēk tō dilśhikasta hō jāyēgā aur śhakti na hōnē kāraṇ grahaṇ nahī̃ kar sakēgā , aur hī jidda aur siddha karnē mē̃ uchhalēgā .

50Firstly, he would lose hope and, because he does not have any power, he would not be able to imbibe anything. 51Instead, he would be in a turmoil of stubbornness and try to prove himself right.

41Āpnē tō achchhī bhāvnā sē kiyā lēkin saphaltā na milnē kā kāraṇ parakhnē aur nirṇay karnē key|kī śhakti cum|kam hai , isliē saphaltāmūrt bannē mē̃ percentage hō jātī .

52Whatever you did, you did with good intentions, but the reason for a lack of success is your lack of the powers of discerning and judging. 53This is why there is a percentage in becoming an embodiment of success.

42Tō sārē din K|kē karma aur sambandh mē̃ parakhnē K|kē śhakti key|kī āvaśhyaktā huī nā isliē śhikṣhā bhal dō lēkin sab bātō̃ kō parakhkar phir kadam uṭhāō .

54In your actions and relationships throughout the day, there is a need for the power of discernment, is there not? 55By all means give teachings, but only take that step after having discerned all that you have been told.

43Aisē hī sēvā K|kē kṣhētra mē̃ bhī agar ātmāō̃ key|kī āvaśhyaktā aur ichchhā parakhnē K|kē binā kitnā bhī achchhā gyān dē dō , kitnī bhī mēhnat kar lō lēkin saphaltā nahī̃ hōgī .

56Therefore, on the field of service, if you do not discern the other soul's desires and needs, no matter how much you give knowledge clearly, no matter how much effort you make on that soul, there will not be success.

44 «  achchhā-achchhā ' ' kahnā tō ēk rīti-rasam hō gaī hai kyōṅki āp kōī burī bāt tō kahtē bhī nahī̃ hō .

57It has also become a custom to say, 'Achcha, achcha' (it is good, it is good), because you do not say anything bad anyway.

45Lēkin jō saphaltā kā lakṣhya rakhtē hō , usmē̃ samīp anubhav karō uskē liē parakhnē key|kī śhakti ati āvaśhyak hai .

58In order to experience closeness to your aim of having success, it is extremely necessary for you to have the power of discernment.

46Jaisē kōī mukti kā ichchhuk hai aur uskō āp jīvan mukti aur mukti - dōnō̃ bhī dē dō lēkin vah ruchi nahī̃ rakhēgā .

59If someone desires liberation, and you give him both liberation and liberation-in-life, he would not have that much interest.

47Pānī K|kē pyāsē kō 36 prakār kā bhōjan dē dō lēkin vah santuṣhṭ pānī key|kī bū̃d sē hī hōgā , na ki bhōjan sē .

60You can give 36 varieties of food to someone who is thirsty, but he will only be satisfied with just a drop of water, not with the food.

48Tō mukti K|kē ichchhuk kō parakhkar agar uskō mukti kē bārē mē̃ spaṣhṭīkaraṇ dēgē tō uskī ichchhā bhī baṛhēgī aur jīvanmukti mē̃ parivartan bhī hō jāyēṅgē .

61So, if you discern those who desire liberation and you give them clarification about liberation, their desire will then increase and it might even change into liberation-in-life.

49Kiskō dhārṇā key|kī bātē̃ sunnā achchhā lagtā hai , uskō āp kalp 5000 varṣh kā vā gītā kā bhagvān kaun - yah batānā śhurū kar dō tō aur hī interest khatm hō jāyēgā isliē sēvā mē̃ bhī ātmā key|kī sthiti vā uskī āsthā kyā hai - uskō parakhnā āvaśhyak hai .

62Some like to listen to things relating to dharna; if you start telling them about the duration of the cycle being 5000 years or about the God of the Gita, their interest will end. 63Therefore, the basis of success in doing service is the need to discern the stage and interest of each soul. 64It is necessary to discern this.

50Tō sēvā mē̃ saphaltā kā ādhār kis śhakti par huā  ?

65So, on the basis of which power is there success in doing service?

51Parakhnē key|kī śhakti chāhiē .

66You need the power to discern.

52Chāhē agyānī ātmāō̃ key|kī sēvā , chāhē sēvā-sāthiyō̃ key|kī sēvā - dōnō̃ mē̃ saphaltā kā ādhār ēk hī hai .

67Whether you are serving souls without this knowledge or your service companions, the basis of success in serving both is the same.

53Tō hōlīhans key|kī viśhēṣhtā - sabsē pahlē parakhnē key|kī śhakti kō baṛhāō .

68So, first of all, increase the power to discern, the speciality of a holy swan.

54Parakhnē key|kī śhakti yathārth hai , śhrēṣhṭh hai tō nirṇay bhī yathārth hōgā aur āp jiskō jō dēnā chāhtē haĩ vah usmē̃ grahaṇ karnē key|kī śhakti svataḥ hī hōgī .

69If your power to discern is accurate and elevated, your decision will also be accurate. 70Then, whatever you wish to give someone, that soul will automatically have the power to imbibe it.

55Aur kyā ban jāyēṅgē  ?

71So, what will you become?

56Number one saphaltāmūrt .

72A number one embodiment of success.

57Tō chāhē sēvā mē̃ , chāhē sambandh mē̃ lakṣhya kō prāpt karnē kē liē is lakṣhaṇ kō dhāraṇ karō .

73So, whether in doing service or in forming relationships, in order to achieve your aim, adopt this quality.

58Tō sārē din mē̃ yah check karō - sārē din key|kī dincharyā mē̃ parakhnē key|kī śhakti kahā̃ tak yathārth huī aur kahā̃ karēkśan-ēḍīśan karnē key|kī āvaśhyaktā rahī  ?

74Check throughout the day: to what extent was the power of discernment accurate in the timetable of the whole day? 75And, where was there a need for correction and addition?

59Karnē kē bād correction apanē-āp hōtī jarūr hai kyōṅki divya buddhi kā vardān sabkō milā huā hai .

76After doing that, there definitely is automatic correction, because everyone has definitely received the blessing of a divine intellect.

60Chāhē samasyā K|kē vaśh , samay vā paristhiti K|kē vaśh vā kōī ātmāō̃ K|kē saṅg K|kē vaśh vā māyā dvārā manmat K|kē vaśh , us samay parvaśh hō jātē haĩ lēkin samay , paristhiti , saṅg kā prabhāv , manmat kā prabhāv jab halkā hō jātā hai phir divya buddhi apnā kām kartī hai , jiskō āp lōg kahtē hō jōśh sē hōśh mē̃ ā gayē .

77If you are under the influence of some circumstance or situation at that time, under the influence of the company of a soul, or under the influence of the dictates of your own mind due to Maya, you are, at that time, under many external influences. 78However, when the influences of the time, circumstances, company and dictates of your mind become light, a divine intellect then does its own work. 79You people call this: becoming aware after having had strong feelings.

61Phir mahsūs hōtā hai ki yah correction vā addition hōnī chāhiē thī vā karnī hai .

80Then you would feel that you should have made this correction or addition or that you have to do it.

62Lēkin register mē̃ vā karmō̃ K|kē hisāb K|kē kitāb mē̃ dāg nahī̃ , lēkin bindī tō paṛ gaī , bilkul sāph tō nahī̃ rahā nā isliē kahā jātā hai , karmō key|kī līlā ati guhya hai .

81OK, there is no mark in the register or account book of karma, but there is a spot (dot). 82It is no longer completely clean, is it? 83This is why it is said that the philosophy of karma is extremely deep.

63Teachers tō karmō̃ key|kī līlā kō achchhī rīti jān gaī haĩ nā .

84You teachers know the wonderful game of karma very well, do you not?

64Teachers sārā din kyā gīt gātī hai ki «  vāh mērē śhrēṣhṭh karmō̃ key|kī līlā ' ' karmō̃ K|kē gahan gati key|kī līlā nahī̃ , śhrēṣhṭh karmō̃ key|kī līlā .

85What song do teachers sing throughout the day? 86You sing the song: Wah! the wonder of my elevated karma! 87It is not a song of the deep philosophy of karma, it is of the wonder of elevated karma.

65Duniyā vālē tō her|har karma mē̃ , her|har kadam mē̃ karmō̃ kō hī kūṭtē rahtē haĩ ki hāy mērē karma  ! 66Āp kahē̃gē - «  vāh śhrēṣhṭh karma ' '  !

88There, people of the world repent for their every action at every step, while saying, 'Hai karma, hai karma' (suffering of action.), whereas what do you say: Wah! 89Elevated karma!

67Ab ismē̃ aur āgē baṛhō ki sadā vāh śhrēṣhṭh karma hō , sādhāraṇ karma nahī̃ .

90Now, simply move forward in this and let it constantly be: Wah! 91Elevated karma - not ordinary karma.

68Karmō̃ kō kūṭnā tō khatm hō gayā lēkin śhrēṣhṭh karma hō̃ ismē̃ underline karnā .

92You have stopped repenting for your actions, but you now have to underline performing elevated actions.

69Agar mix karma hai - sādhāraṇ bhī haĩ , śhrēṣhṭh bhī haĩ tō saphaltā bhī mix hō jātī hai .

93If there are mixed actions, ordinary as well as elevated, then the success is also mixed.

70Abhī viśhēṣh attention yah dēnā hai ki sādhāraṇtā kō viśhēṣhtā mē̃ parivartan karō .

94The special attention you now have to pay is to transform anything ordinary into something special.

71Is par bhī kabhī sunāyēṅgē ki bāpdādā har ēk key|kī rōz key|kī dincharyā mē̃ kyā-kyā dēkhtē haĩ  ?

95BapDada will speak at some other time about what He sees in each one’s daily timetable.

72Sādhāraṇtā kitnī hai aur viśhēṣhtā kitnī hai - yah result dēkhtē rahtē haĩ .

96To what extent is it just ordinary and to what extent is there some speciality?

73Bāpdādā kē pās dēkhnē K|kē sādhan itnē haĩ jō ēk hī samay dēśh-vidēśh K|kē sabhī bachchō̃ kō dēkh saktē haĩ .

97He continues to see this result. 98BapDada has so many instruments that He is able to see all the children of this land and abroad at the same time.

74Alag-alag dēkhnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ , 5 minute mē̃ sabkā patā lag jātā .

99There is no need for Him to see them all separately. 100He can know about everyone in five minutes.

75Bachchō̃ K|kē «  vāh-vāh ' ' K|kē gīt bhī gātē haĩ , sāth-sāth samān banānē key|kī aim|M|am sē check bhī kartē haĩ .

101He sings songs of wonder of the children and, along with that, He also checks this against your aim of becoming like Him.

76Sunāyā thā nā ki bāp K|kē snēh vā bāp key|kī pahchān - ismē̃ tō sab pās|pass hō aur kabhī-kabhī tō kamāl K|kē kām bhī kartē hō . 77Achchhī kamāl hai , na ki dhamāl vālī kamāl .

102You have also heard previously that all of you have passed in having love for the Father and in recognising the Father and that sometimes, you even perform tasks of wonder (kamaal)!

78Kōī-kōī bachchē dhamāl key|kī bhī kamāl kartē haĩ nā  !

103You perform good wonders, not wonders with chaos (dhamaal).

79Hōtī dhamāl hai lēkin kahtē haĩ - yah tō hamārī kamāl hai isliē bāpdādā kahtē - parakhnē key|kī śhakti kō baṛhāō .

104Some children perform wonders of chaos. 105It is chaos, but they say: ‘No, this is our wonder.’ This is why BapDada says: Increase your power to discern.

80Apnē karmō̃ kō bhī parakh sakē̃gē aur dūsrō̃ K|kē karmō̃ kō bhī yathārth parakh sakē̃gē .

106You will then be able to discern your actions and also discern the actions of others accurately.

81Ulṭē kō sulṭā nahī̃ kahē̃gē .

107You will then not say that wrong is right.

82Yah parakhnē key|kī śhakti key|kī kamī hai .

108This is a lack of the power to discern.

83Aur sadā ēk bāt yād rakhō sabkē liē kah rahē haĩ - kabhī bhī kōī aisā vyarth vā sādhāraṇ karma kartē hō aur apanē-āpakō pahchān nahī̃ saktē hō ki yah right hai vā wrong hai , tō jab aisī paristhiti ātī hai , vaśhībhūt hō jātē haĩ , us samay aisī paristhiti mē̃ siddhi kō prāpt karnē key|kī śhrēṣhṭh vidhi kyā hai  ?

109Always remember one thing; Baba is saying this to everyone: Sometimes, some of you perform a wasteful or ordinary action and you are unable to discern for yourself whether that was right or wrong. 110When such a situation arises, that is, when you are under an external influence, what is the elevated way to attain victory over that situation?

84Kyōṅki us samay apnī buddhi tō vaśhībhūt hai . 85Right kō bhī wrong samajhtē hō , wrong kō wrong nahī̃ samajhtē hō , right samajhtē hō . 86Phir jidda karē̃gē yā siddh karē̃gē .

111When you perform such an action, your intellect is under an influence at that time, and that is why you consider wrong to be right; you do not understand wrong to be wrong but you understand it to be right.

87Yah niśhānī hai vaśhībhūt buddhi key|kī . 88Aisē samay par sadaiv ēk bāpdādā key|kī śhrēṣhṭh mat yād rakhō ki jinhō̃ kō bāp nē nimitt banāyā hai , vah nimitt ātmāyē̃ jō direction dētī haĩ , uskō mahatva dēnā chāhiē .

112You are then stubborn or try to justify something; this indicates an intellect under an external influence. 113At such times, constantly remember the elevated instructions of one BapDada. 114You must give importance to the directions given by the souls whom BapDada has made His instruments.

89Us samay yah nahī̃ sōchō ki nimitt banē huē śhāyad kōī K|kē kahnē sē kah rahī haĩ , ismē̃ dhōkhā khā lētē hō .

115At that time, do not think that those who are instruments are saying something to you because someone has told them something.

90Nimitt banī huī śhrēṣhṭh ātmāō̃ dvārā jō śhikṣhā vā direction miltē haĩ , uskō us samay mahatva dēnē sē agar kōī burī bāt bhī hōgī tō āp jimmēvār nahī̃ .

116You are deceived by that. 117By giving importance to the teachings and directions at the time they are given to you by the elevated souls who are instruments, even though those things might be bad, you are not responsible.

91Jaisē brahmā bāp kē liē sadā kahtē haĩ ki agar brahmā dvārā kōī galatī|galtī bhī hōgī tō vah galatī|galtī bhī badal K|kē āpkē prati sahī hō jāyēgī .

118Baba always said about Father Brahma that if a mistake was made by Brahma, that mistake would change and be corrected for you.

92Tō aisē nimitt banī huī ātmāō̃ prati kabhī bhī yah vyarth saṅkalp nahī̃ uṭhnā chāhiē .

119Let there never be any of these waste thoughts about souls who have been made instruments.

93Mānō kōī aisā phaĩslā bhī dē dētē haĩ jō āpkō ṭhīk nahī̃ lagtā hai . 94Lēkin āp usmē̃ jimmēvār nahī̃ haĩ .

120If an instrument soul gives you a decision which you do not feel is correct, you are not responsible; your sins will not increase.

95Āpkā pāp nahī̃ banēgā . 96Āpkā kām ṭhīk hō jāyēgā kyōṅki bāp baiṭhā hai .

121Your work will be done accurately because the Father is there.

97Bāp , pāp kō badal lēgā .

122He will change that sin.

98Yah guhya rahasya hai . 99Gupta machinery hai .

123This is a deep secret, incognito machinery.

100Isliē nimitt banī huī śhrēṣhṭh ātmāō̃ K|kē śhrēṣhṭh direction kō mahatva sē kārya mē̃ lagāō .

124Therefore, make important use of the elevated directions given by the elevated souls who are instruments.

101Ismē̃ āpkā phāydā hai , nuksān bhī badalkar phāydē mē̃ hō jāyēgā .

125There is benefit for you in doing that. 126Loss will change into benefit.

102Yah bāp key|kī guarantee hai .

127This is the Father’s guarantee.

103Samjhā  ?

128Do you understand?

104Isliē sunāyā ki karmō̃ key|kī līlā baṛī vichitr hai .

129This is why you are told that this wonderful play is really unique.

105Bāp jimmēvār hai .

130The Father is responsible.

106Jinkō nimitt banāyā hai uskā bhī jimmēvār bāp hai .

131The Father is also responsible for those He has made instruments.

107Āpkē pāp kō badalnē kā bhī jimmēvār hai .

132He is also responsible for changing your sin.

108Aisē hī nimitt nahī̃ banāyā hai , sōch-samajh K|kē drama K|kē lā-mujīb nimitt banāyā gayā hai .

133They have not been made instruments just like that; they have been made instruments after consideration and thought, according to the law of the drama.

109Samjhā  !

134Do you understand?

110Teachers kō achchhā lagtā hai nā .

135You teachers like this (what Baba has said), do you not?

111Ismē̃ phāydā hai , bōjh halkā hō gayā .

136There is benefit in this, is there not? 137So much of your burden is lightened.

112Kōī bhī bāt āyēgī tō kahē̃gē - nimitt banē huē baṛē jānē .

138If anything comes up, you would say: The seniors who have been made instruments know about it.

113Halkē hō gayē nā .

139You become light, do you not?

114Lēkin sirph kahnē mātra nahī̃ , samajhanē-mātra , snēh-mātra , svamān-mātra hō .

140However, this is not just for the sake of saying it, but it also has to be understood in this way with love and self-respect.

115In guhya bātō̃ kō bāp jānē aur jō samajhdār bachchē haĩ vah jānē̃ .

141The Father and the children who are sensible know about these deep aspects.

116Nimitt banī huī ātmāō̃ kē liē kuchh bhī kahnā arthāt bāp kē liē kahnā .

142To say anything about souls who are instruments is to say that about the Father.

117Nimitt bāp nē banāyā hai nā .

143The Father has made them instruments, has He not?

118Bāp sē jyādā āpkō parakhnē key|kī śhakti hai  ?

144Do you have greater power to discern than the Father?

119Bāpdādā kā ati snēh sabhī bachchō̃ sē hai .

145BapDada has deep love for all of you children.

120Aisē nahī̃ ki nimitt banē huē sē hī pyār hai . 121Dūsrō̃ sē nahī̃ hai .

146It is not that He has love for only the instruments and not for others.

122Yah bhī pyār K|kē kāraṇ hī direction dētē haĩ .

147It is because of love that He gives directions.

123Pyār nahī̃ hōtā tō kahtē - jaisē chal rahē haĩ , chaltē rahē̃ .

148If He didn't have love, He would say: Let them carry on the way they are.

124Jab itnī himmat rakhī hai aur brāhmaṇ-jīvan mē̃ chal rahē hō , uṛ rahē hō tō chhōṭī-sī kamjōrī bhī kyō̃ rah jāē .

149However, this is not so; since you have had so much courage and are following Brahmin life and flying, why should there be even a small weakness?

125Yah hai pyār .

150This is love.

126Pyār vālē key|kī kamī kabhī nahī̃ dēkhī jātī hai .

151One cannot bear to see weaknesses in someone for whom there is love.

127Yah hai pyār key|kī niśhānī .

152This is a sign of love.

128Jissē dil kā sachchā pyār hōtā hai uskī kamī kō hamēśhā apnī kamī samajhtē haĩ .

153You always consider a weakness in the one you truly love with your heart to be your own weakness.

129Achchhā .

154Achcha.

130Kōī bhī kārya karō tō kabhī bhī kōī halchal K|kē vātāvaraṇ K|kē prabhāv mē̃ nahī̃ āō .

155Whatever task you perform, never become influenced by an atmosphere of upheaval.

131Apnā prabhāv ḍālō tō vah āpkē prabhāv mē̃ ā jāyēṅgē aur dil sē yahī nikalēgā ki saphaltā hamārā janmasiddh adhikār hai .

156Let there be your influence and they will then come under your influence and it will emerge in your hearts that success is your birthright.

132Himmat kā bahut mahatva hai .

157Courage is very important.

133Kabhī kisī bāt mē̃ ghabarāō̃ nahī̃ .

158Do not be frightened about anything.

134Hajār bhujāō̃ vālē āp bhī hō .

159You are also the ones with a thousand arms.

135Bāp key|kī hajār bhujāyē̃ āpkī bhī tō huī nā .

160Baba's thousand arms are also yours, are they not?

136Achchhā -

161Achcha.

137Chārō̃ ōr K|kē sadā parakhnē key|kī śhakti key|kī viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā her|har karma aur sambandh mē̃ śhrēṣhṭh saphaltā prāpt karnē vālī saphaltāmūrt ātmāō̃ kō , sadā himmat aur śhubhbhāvnā aur śhubhkāmnā dvārā parivartan karnē vālī śhaktiśhālī ātmāō̃ kō , sadā «  vāh mērē śhrēṣhṭh karma ' ' K|kē khuśhī K|kē gīt gānē vālē bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē .

162To the special souls everywhere who constantly have the power to discern, to the souls who are embodiments of success and attain elevated success in their every action and relationship, to the powerful souls who bring about transformation with courage, good wishes and pure feelings, to the children who constantly sing the song of happiness “How wonderful my elevated karma is!”, BapDada's love, remembrance and namaste.

Blessing

138Vardān  : śhānti key|kī śhakti sē , saṅskār milan dvārā sarv kārya saphal karnē vālē sadā nirvighna bhav

163Blessing: May you be constantly free from obstacles and successful in all your activities with the powers of silence and of harmonising sanskars.

139Sadā nirvighna vahī rah saktā hai jō see|sī|C father , follow father kartā hai .

164 Only those who see the Father and follow the Father are constantly free from obstacles.

140See|sī|C sister , see|sī|C brother karnē sē hī halchal hōtī hai isliē ab bāp kō follow kartē huē bāp samān saṅskār banāō tō saṅskār milan key|kī rās kartē huē sadā nirvighna rahē̃gē .

165There is upheaval when you see a sister or see a brother. 166Therefore, by following the Father, make your sanskars the same as the Father’s and, by performing the dance of harmonising sanskars, you will constantly be free from obstacles.

141Śhānti key|kī śhakti sē athavā śhānt rahnē sē kitnā bhī baṛā vighna sahaj samāpt hō jātā hai aur sarv kārya svataḥ sampann hō jātē haĩ .

167With your power of silence, that is, by your being quiet, all obstacles, no matter how big, will finish and all your activities will automatically be accomplished.

Slogan

142Slōgan  : trikāldarśhī vah hai jō kisī bhī bāt kō ēk kāl key|kī dr̥iṣhṭi sē nahī̃ dēkhtē , her|har bāt mē̃ kalyāṇ samajhtē haĩ .

168Slogan: Someone who is trikaldarshi will not look at anything in just one way, but will understand that there is benefit in everything.

169*** Om Shanti ***