शुक्रवार 25 फ़रवरी 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

025-02-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 25/02/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - kadam-kadam par bāp key|kī śhrīmat par chalnā , bāp key|kī śhikṣhāō̃ kō dhāraṇ karnā , yahī apnē ūpar kr̥ipā karnā hai ' '

1Essence: Sweet children, follow the Father’s shrimat at every step and imbibe the Father’s teachings; this is having mercy for yourselves.

Question

2Praśhna  : bachchū bādśhāh aur pīrū vajīr dōnō̃ is samay harēk K|kē aṅg-saṅg haĩ - kaisē  ?

2Question: How are the child emperor and the master, the adviser, all together at this time?

Answer

3Uttar  : bachchū bādśhāh hai kām vikār aur pīrū vajīr hai krōdh .

3Answer: The child emperor is the vice of lust and the master, the adviser, is anger. 4The two are deeply connected with one another.

4Dōnō̃ kā āpas mē̃ bahut gahrā sambandh hai .

5All human beings are at present under the influence of these two.

5Sabhī manuṣhya is samay in dō K|kē vaśhībhūt haĩ . 6Agar kōī bāp kā bachchā kahlākar phir kām yā krōdh K|kē vaśhībhūt hōtā hai tō bāp kā nindak ban jātā hai .

6Someone who becomes a child of the Father, but then comes under the influence of lust or anger, would become one who gives the Father a bad name.

7Nindak bachchē apnī takdīr kō lakīr lagātē haĩ .

7Such children cross out their fortune.

8Bābā kahtē mīṭhē bachchē , in duśhmanō̃ kō jītō .

8Baba says: Sweet children, conquer these enemies.

9Krōdh kē liē tō kahā jātā - jahā̃ krōdh hai vahā̃ pānī kē maṭkē bhī sūkh jātē haĩ .

9It is said of anger: Wherever there is anger, even the water urn dries up.

Song

10Gīt  : bachpan K|kē din bhulā na dēnā …

10Song: Do not forget the days of your childhood!

Murli

11Ōm śhānti .

11Om shanti.

12Bachchē jāntē haĩ ki sabhā mē̃ kaun āyā  ?

12Do you children know who has come into the gathering?

13Bāp aur dādā ikaṭṭhē . 14Agar sākārī hōtā tō bāp alag , dādā alag hōnā chāhiē .

13Bap and Dada, both together; if He were corporeal, then Bap would be separate from Dada.

15Yah hai wonderful niśhānī .

14This is a wonderful sign.

16Kaun āyā  ?

15Who has come?

17Bachchō̃ key|kī buddhi kahtī hai śhivbābā āyā .

16The intellects of the children say that Shiv Baba has come.

18Svarg kā rachayitā ēk hī bāp hōtā hai , dō nahī̃ .

17Only the one Father, not two fathers, is the Creator of heaven.

19Hā̃ madadgār jarūr miltē haĩ .

18Yes, He definitely has helpers.

20Bāp aur bachchē - dōnō̃ sē kām chaltā hai .

19Both the Father and the children do the work.

21Balihārī bāp key|kī , sō balihārī bachchō̃ key|kī , yah dādā bhī bachchā hō gayā nā .

20It is the greatness of the Father, and so it is also the greatness of the children.

22Yahā̃ tum class mē̃ ātē hō .

21This Dada is also a child. 22You come here to class.

23Sabhā akṣhar bhī common hai .

23The word ‘gathering’ is common.

24Sabhāyē̃ tō bahut hōtī haĩ , yah hai bhagvān key|kī pāṭhśhālā .

24There are many gatherings. 25This is the study place of God.

25Sab taraph dēkhā jātā hai ki barōbar yah knowledge sunkar dhāraṇ kar rahē haĩ , inkā mukhṛā praphullit hō rahā hai .

26It is seen everywhere that each one is listening to the knowledge and imbibing it. 27Their faces are blooming.

26Suntē-suntē khuśhī kā pārā chaṛhtā hai .

28While listening, their mercury of happiness rises.

27Had K|kē bāp teacher gurū bhī hōtē haĩ .

29There are also limited fathers, teachers and gurus.

28Yah hai bēhad kā bāp teacher .

30That One is the unlimited Father and Teacher.

29Vah āj tumkō paṛhā rahē haĩ tō kitnā khuśhī kā pārā chaṛhnā chāhiē .

31Today, He is teaching you, and so how high should the mercury of happiness rise?

30Bachchē bhī ḍhēr haĩ .

32There are many children.

31Śhiv bhagvānuvāch vā śhivāchārya bhī kah saktē haĩ . 32Vah hai gyān kā sāgar .

33It is said: God Shiva speaks, or even Shivacharya (Shiva, the Teacher) is teaching us.

33Śhivāchārya kē bād phir śhaṅkarāchārya ātē haĩ .

34He is the Ocean of Knowledge. 35After Shivacharya comes Shankaracharya.

34Sannyās bhī dō prakār kā hai .

36There are two types of renunciation.

35Yah hai satōpradhān dēvī-dēvtā bannē kē liē sannyās .

37This renunciation is for becoming satopradhan deities.

36Sahaj yōg hai .

38It is easy yoga.

37Tum jāntē hō bāp is dādā K|kē tan mē̃ āyā huā hai , isliē bāpdādā kahnā paṛē .

39You know that the Father has entered the body of this Dada. 40This is why you have to say, “BapDada”.

38Grand children hōtē haĩ nā .

41There are the grandchildren.

39Vah tō sākār father hī grand father , great grand father bantē haĩ .

42There, a corporeal father becomes a grandfather and then a great-grandfather.

40Yahā̃ hai nirākār grand father .

43Here, the Grandfather is incorporeal.

41Bābā ismē̃ pravēśh kar tumkō sunātē haĩ .

44Baba enters this one and speaks the knowledge to you.

42Jō brāhmaṇ kul K|kē banē haĩ vah īśhvarīy santān ṭhaharē .

45Those who belong to the Brahmin clan are God’s children.

43Kahtē haĩ hē parampitā paramātmā ham āpkē thē phir 84 janm kā part bajāyā .

46You say: O Supreme Father, Supreme Soul, we belonged to You, and then played our parts of 84 births.

44Kitnī sahaj bāt hai .

47It is such an easy aspect!

45Laukik mē̃ bhī bāp kō 5-7 bachchē hōtē haĩ tō unmē̃ sē ēk dō kapūt nikal paṛtē haĩ .

48In the world, when a father has five or seven children, one or two of them would be unworthy.

46Is bāp kō kitnē bachchē haĩ , tō kitnē kapūt aur sapūt hōṅgē .

49This Father has so many children, and so there would be some worthy as well as some unworthy children.

47Kōī mē̃ kām key|kī , kōī mē̃ krōdh key|kī pravēśhtā hōgī .

50Some have the influence of lust and some the influence of anger.

48Ghar mē̃ kisī ēk kō bhī krōdh hōtā hai tō laṛāī hō jātī hai , krōdhī ghar kō baṛā duḥkhī kar dētā hai .

51If even one person in a home has anger, there would be fighting. 52An angry person makes a household very unhappy.

49Yahā̃ bhī kōī mē̃ krōdh kā bhūt hai tō śhivbābā kā nindak ṭhaharā|ṭhahrā nā .

53Here, too, if some have an evil spirit of anger, they become those who spoil Shiv Baba’s name.

50Bāp kā nām badnām kar dētē haĩ arthāt apnī takdīr kō lakīr lagā dētē haĩ .

54They give the Father a bad name, that is, they cross out their own fortune.

51Krōdh bahut baṛā bhārī duśhman hai , jahā̃ krōdh , kalah-klēṣ hōtī hai unkō nark kahā jātā hai .

55Anger is a very great enemy. 56Where there is anger and sorrow, that is called hell.

52Kahtē haĩ krōdh ghar K|kē maṭkē kā pānī bhī sukhā dētā hai .

57It is said that anger even dries up the water in the urn in one's home.

53Tō bāp samjhātē haĩ jinmē̃ krōdh hai unkō śhrīmat miltī hai ki krōdh sē kiskō duḥkhī mat karō , nahī̃ tō takdīr mē̃ lakīr lag jāyēgī .

58So, the Father explains that those who have anger receive the shrimat: Do not make others unhappy due to your anger. 59Otherwise, your fortune will be crossed out and your status destroyed.

54Pad bhraṣhṭa hō jāyēgā . 55Īśhvarīy santān kē badlē āsurī santān ban jāyēṅgē .

60Instead of being God’s children, you would become the Devil’s children.

56Yahā̃ tō likhā hī jātā hai deity sovereignty is your god fatherly birth right .

61Here, it is written: "Deity sovereignty is your Godfatherly birthright.”

57Tumhārā hak hai satyug kā pūrā varsā lēnē kā .

62It is your right to claim the full inheritance of the golden age.

58Pūrā varsā lē lakṣhmī-nārāyaṇ bannā hai .

63You have to claim the full inheritance and become Lakshmi or Narayan.

59Agar kōī svarg mē̃ prajā mē̃ bhī āyē tō bhī ahō saubhāgya .

64If someone becomes even one of the subjects in heaven, that too is a great fortune.

60Āyēgā tō sahī nā .

65At least they would go there.

61Dhīrē-dhīrē sthāpanā hōtī jātī hai .

66Establishment takes place gradually.

62Phir unsē pratigyā karāī jātī hai . 63Kaṅgan bāndhō .

67They are then made to make a promise and have a rakhi tied on them.

64Kōī chhipā tō rah nahī̃ sakēgā .

68No one can remain hidden.

65Abhī tum brāhmaṇ hō īśhvarīy santān .

69You Brahmins are now God’s children.

66Bābā pūchhtē haĩ tumhārā kul baṛā yā daivī kul baṛā  ?

70Baba asks: Is your clan greater, or is the deity clan greater?

67Ūñchā kaun sā hai  ?

71Which clan is more elevated?

68 ( brāhmaṇō̃ kā ) ham dēvtāō̃ kō bhī itnā ūñch nahī̃ kahtē .

72(That of the Brahmins.) 73We cannot say that the deities are as elevated.

69Brāhmaṇ haĩ īśhvarīy kul K|kē . 70Yah bhārat kō svarg banātē haĩ .

74The Brahmins belong to God’s clan, and they make Bharat into heaven.

71Brāhmaṇō̃ kō chōṭī kahē̃gē .

75Brahmins are said to be the topknot.

72Vāstav mē̃ śhiv kā mandir banānā hī chāhiē ūñchī pahāṛī par . 73Parantu ājkal kōī jā nahī̃ saktē tō śhahar mē̃ banā dētē haĩ .

76In fact, they should build a temple to Shiva on a high mountain but, because no one nowadays would be able to climb up there, they build them in the cities.

74Ūñchē tē ūñchā hai śhivbābā tō unkā mandir bhī ūñchī chōṭī par hōnā chāhiē .

77Shiv Baba is the Highest on High, and so His temple should also be high, on a mountaintop.

75Ab dēkhō duniyā kā kyā hall|hāl hō gayā hai .

78Look at the state of the world! 79Everyone is completely ruined.

76Sabkī barbādī hō gayī hai . 77Bāp ākar sabkō ābād kartē haĩ .

80The Father comes and makes everyone prosperous again.

78Saṅgamyug par tum sab ābād hōtē hō .

81All of you become prosperous at the confluence age.

79Pūrē 63 janm narkvāsī banē̃ .

82You were residents of hell for a total of 63 births.

80Accurate hisāb hai .

83There is an accurate calculation.

8121 janm tumnē svarg mē̃ rājya kiyā phir 63 janm girtē ātē hō . 82Kalāyē̃ kamtī hōtī jātī haĩ .

84You ruled in heaven for 21 births and you then continued to descend for 63 births; your degrees continued to decrease.

83Abhī kōī kalā nahī̃ rahī hai .

85Now, no degrees remain.

84Dhūl mē̃ paṛē haĩ .

86All of you are in the dust.

85Kahāvat hai nā - sau sau karē śhrr̥iṅgār . . . yah bhī abhī kē liē kahāvat hai .

87There is a saying: Even if you decorate a donkey a hundred times, it will still go and roll in the dust.

86Bābā kahtē haĩ maĩ tumkō śhrr̥iṅgār kartā hū̃ ki aisā lakṣhmī-nārāyaṇ banō phir vikār miṭṭī mē̃ girā dētē haĩ .

88That refers to this time. 89Baba says: I decorate you so that you become like Lakshmi or Narayan, but the vices then make you fall into the dust.

87Krōdh key|kī dhūl taṅg kartī rahtī hai , krōdhī bahut hōtē haĩ .

90The dust of anger continues to distress you. 91There are many who have a lot of anger.

88Hiṅsā bhī krōdh hai nā .

92Violence is also a form of anger.

89Krōdh K|kē bigar chaṛhāī kar na sakē̃ .

93Without anger they cannot attack anyone.

90Property kā hissā na milā , gussā lagā tō bhāī kō bhī mār dētē haĩ .

94If someone doesn’t receive a share of the property, he gets angry and a brother would kill a brother.

91Yah laṛāī krōdh sē śhurū hōtī hai .

95This fighting begins with anger.

92Bāp samjhātē haĩ lāḍlē bachchē krōdh nahī̃ karō , nahī̃ tō takdīr kō lakīr lag jāyēgī aur jō sāthī hōṅgē unkī takdīr kō bhī lakīr lag jāyēgī .

96The Father explains: Beloved children, do not get angry. 97Otherwise, you will cross out your line of fortune and the fortune of your companions (with whom you are angry) will also be crossed out.

93Krōdh mē̃ ākar kahtē tum agar hamārē ghar mē̃ āyē tō mār ḍālū̃gā .

98Out of anger, people say: “If you come to my house, I will kill you!”

94Abhī bāp tum mātāō̃ kō āgē rakhtē haĩ .

99The Father now puts you mothers in the front.

95Tum jāntē hō ham śhiv śhaktiyā̃ kalp-kalp bantī haĩ .

100You know that you become Shiv Shaktis every cycle.

96Śhivbābā ākar hamkō apnā banātē haĩ .

101Shiv Baba comes and makes you belong to Him.

97Tum bachchē na hō tō akēlā śhivbābā bhī kyā karēgā .

102If you children didn’t exist, what could Shiv Baba do by Himself?

98Tum śhiv śhaktiyā̃ bhārat mē̃ maśhhūr hō .

103You Shiv Shaktis are very well known in Bharat.

99Apnā yādgār mandir na dēkhā hō tō ābū mē̃ dēkhō .

104If you haven't seen a temple built as your memorial, you can see one in Abu.

100Hūbahū tumhārā yādgār hai .

105It is your accurate memorial.

101Hāthī par savārī karnē vālō̃ kā bhī chitra hai .

106There are also the images of the elephant riders.

102Wonder hai jō tumhārā bhī nivās yahā̃ ākar huā hai .

107It is a wonder that you have come and taken up residence here.

103Śhiv jayantī manātē haĩ tō jarūr āyā hōgā nā .

108Since you celebrate the birthday of Shiva, He must definitely have come here.

104Kab aur kaisē āyā , mālūm hai  ?

109Do you know when and how He came?

105Jisnē bhārat kō hīrē jaisā banāyā , unkē occupation kō nahī̃ jāntē hō  !

110You do not know the occupation of the One who made Bharat as valuable as a diamond.

106Dēvtā hī pahlē brāhmaṇ thē jō hīrē jaisā bantē haĩ , jin brāhmaṇō̃ nē madad key|kī vah dēvtā banē .

111The deities were at first Brahmins who then became as valuable as diamonds. 112The Brahmins who helped Baba became deities.

107Tum sabkā occupation samjhā saktē hō .

113You can explain about their occupation to everyone.

108Parantu samajhē̃gē bahut thōṛē kyōṅki rājdhānī key|kī limit hai nā , isliē kōṭō̃ mē̃ kōī kahā jātā hai .

114However, only a few will understand because there is a limit to the kingdom. 115This is why it is said: “a handful out of many millions”.

109Mama bābā kahkar bhī phir bhūl jātē haĩ . 110Ahō māyā tum kitnī duśhtar hō .

116Even after speaking of Mama and Baba, some children forget Baba.

111Yah tō hōtā hī hai .

117O Maya! 118You are so powerful!

112Baṛē-baṛē commanders bhī mar paṛtē haĩ , gōlī lag jātī hai .

119This continues to happen. 120Even great commanders die when they are shot.

113Sipāhī tō ḍhēr martē haĩ .

121Many soldiers also die.

114Jab baṛē-baṛē martē haĩ tō hāhākār hō jātā hai .

122When important ones die, there are cries of distress.

115Śhiv śhakti sēnā mē̃ phalānē kō māyā nē mār ḍālā .

123Maya killed so-and-so in the Shiv Shakti army!

116Yah phir bhī hōnā hī hai .

124This has to happen.

117Pyādā mar jāyē , unkā itnā khyāl nahī̃ . 118Mahārathī kē liē sab kahē̃gē hāy māyā nē inkō mār ḍālā .

125There isn't as much concern when someone from the infantry dies but, for a maharathi - everyone would say: Oh!

119Aisē nahī̃ ki svarg mē̃ nahī̃ jāyēgā . 120Bhal āyēgā parantu pad bhraṣhṭa hō paṛēgā isliē bābā kahtē haĩ us line mē̃ nahī̃ jānā .

126Maya has killed that one! 127It isn't that he won’t go to heaven; he will go but his status will be reduced. 128This is why Baba says: You must not go into that line.

121Kalp pahlē jō gayē haĩ vah tō jāyēṅgē hī .

129Those who went away a cycle ago will do so again.

122Samāchār likhtē haĩ phalānā 4 varṣh sē regular ātā thā phir māyā nē pakaṛ liyā hai .

130Some write: So-and-so came regularly for four years, but Maya has now caught hold of him.

123Jaisē makkhī martī hai tō chīṇṭiyā̃ usē ēkdam khākar khalās kar dētī haĩ . 124Māyā K|kē 5 bhūt unkī satyānāśh kar dētē haĩ .

131Just as when a fly dies, ants eat it and it is completely finished, so the five evil spirits of Maya totally destroy that person.

125Ab tum bachchē sabkā occupation jāntē hō .

132You children now know the occupation of everyone.

126Islāmī , bauddhī , kriściyan kitnē janma lētē haĩ , vah bhī tum jāntē hō .

133How many births do those of Islam, the Buddhists and the Christians take? 134You know this too.

127Kitnā buddhi kā tālā khul gayā hai , gyān kā tīsrā nētra jabardast milā huā hai .

135The locks on your intellects have opened so much. 136Each of you has received a powerful third eye of knowledge.

128Bābā kahtē haĩ - gītā hai sabsē mukhya .

137Baba says: The Gita is the main one and the rest are its children.

129Bākī sab haĩ unkē bāl bachchē .

138The Gita is the mother and father.

130Gītā hai māī|my bāp . 131Māī|my gītā aur bāp śhiv . 132Unsē ham paidā hō rahē haĩ .

139The Gita is the mother and Shiva is the Father and we are created through the Gita.

133Vaisē hī aur śhāstra bhī sab unsē paidā hōtē haĩ .

140In fact, all the other scriptures are also created through this.

134Jaisē ātmāō̃ kā head śhivbābā sabsē ūpar mē̃ hai vaisē sab śhāstrō̃ sē ūpar hai sarv śhāstramaī śhirōmaṇī śhrīmat bhagavat gītā .

141Just as the head of souls, Shiv Baba, is at the very top, in the same way, the head of all the scriptures is the Shrimad Bhagawad Gita, the jewel of all the scriptures.

135Sirph kr̥iṣhṇa bhagvānuvāch ḍālnē sē sārā gītā kā prabhāv uṛā diyā hai . 136Yah bhī drama mē̃ hai .

142It is just that by saying that they are the versions of God Shri Krishna, they have made the impact of the whole of the Gita disappear.

137Mūl bāt hai nirantar śhivbābā kō yād kartē rahō .

143This too is fixed in the drama. 144The main thing is to remember Shiv Baba constantly.

138Jō bāp key|kī śhrīmat par pūrī rīti chaltē rahtē haĩ , unkī yād bhī vr̥iddhi kō pātī rahēgī .

145Those who follow the Father’s shrimat accurately will continue to increase their remembrance of Shiv Baba.

139Jitnā āgyākārī , vaphādār hōkar rahē̃gē , kahē̃gē bābā maĩ āp par balihār jātā hū̃ .

146The more obedient and faithful you remain, the more you will be able to surrender yourself to Baba. 147Baba, I now surrender myself to You.

140Dēh sahit sab kuchh bhūl akēlā bannā hai .

148You have to forget everything including your body and become completely alone.

141Itnā sannyās karnā paṛē .

149You have to have renunciation to that extent.

142Bahut bachchē haĩ jō bilkul bandhanmukt haĩ . 143Ātē rahtē haĩ tō bhī jaisē mōh K|kē kīṛē .

150Many children are completely free from any bondage, whereas others who have attachment continue to come here like ants.

144Pati vā bachchō̃ kē sāth mōh hai tō śhivbābā kē sāth buddhiyōg lagā na sakē̃ . 145Jab tak sachchī dil sē sāhēb par balihār na jāyē̃ .

151If you have attachment to your husband or your children, you cannot have your intellect connected in yoga with Shiv Baba, that is until you surrender yourself with an honest heart to the Lord.

146Gapōṛē tō bhal lagāvē̃ parantu ismē̃ balihārī pūrī chāhiē .

152Many tell lies, but you have to sacrifice yourself completely.

147Pūrā trustee bannā hai . 148Kadam-kadam par śhrīmat lēnī paṛē .

153You have to become a complete trustee and take shrimat at every step.

149Bahut bachchē haĩ jō śhivbābā kō pōtāmēl bhēj dētē haĩ . 150Phir pūchhtē haĩ śhādī karāyē̃ , makān banāyē̃ .

154Many children send their accounts to Shiv Baba and then they ask: “Should I get my children married?” 155Or: “Should I build a house?”

151Bābā kahē̃gē bhal banāō harjā nahī̃ .

156Yes, you may do that. 157It doesn’t matter.

152Kabhī nā nahī̃ key|kī jātī .

158You are never told “No” to anything.

153Jab naṣhṭōmōhā ban jātē haĩ tō pūchhnē key|kī bhī darkār nahī̃ .

159When you become completely free from attachment, you even then have no need to ask.

154Aisē nahī̃ ki kōī pūchhē vikār mē̃ jāū̃ . . . tō kahē̃gē hā̃ bhalē jāō .

160However, this doesn't mean that if you ask whether you can indulge in vice, you would be told 'Yes'.

155Nahī̃ , yah tō phir mūrkhtā kahē̃gē .

161No! 162That would be foolishness.

156Bākī kōī bāt mē̃ nuksān nahī̃ hai tō bhalē karō .

163However, if there would be no loss or damage in something, yes, you may do that.

157Naṣhṭōmōhā hō , phir tō jō chāhē sō karō .

164Conquer attachment and you can then do whatever you want.

158Bāp jāntē haĩ tum service mē̃ tatpar rahē̃gē , bāp kō follow kartē rahē̃gē .

165The Father knows that you will stay busy doing service and that you will continue to follow the Father.

159Yah purānē bachchē sab bali chaṛhē huē thē nā .

166The older children sacrificed themselves.

160Balihārī key|kī bhī mahimā hai .

167There is also praise of their sacrifice.

161Hai tō sab garīb .

168All are poor.

162Mātāyē̃ baṛī achchhī haĩ - inhō̃ kō kyā bali chaṛhnā hai .

169The mothers are very good. 170They do not need to surrender themselves.

163Bali chaṛhnā hōtā hai sāhūkārō̃ kō .

171Only those who are wealthy have to surrender themselves.

164Strī kō tō kuchh dētē nahī̃ haĩ .

172People do not give anything to women.

165Kōī virlē strī K|kē nām par sab will kar jātē haĩ .

173Hardly anyone wills everything to his wife.

166Nahī̃ tō bachchē ādi sab lūṭ lētē haĩ .

174Otherwise, their children would take everything away.

167Ājkal tō kōī bhī kuchh suntā nahī̃ , dō paisā dō , kām nikal jāyēgā .

175Nowadays, no one listens to anyone. 176“Give me a little money and I will put everything right.”

168Judgement bhī jhūṭhī dē dēgē phir bhal kōī kā bēṛā gark hō jāē .

177They even give a false judgment and it doesn't even matter to them if someone is totally ruined.

169Bābā kō tō kahā jātā hai supreme justice , supreme teacher , supreme satgurū . 170Phir supreme dharmarāj bhī kahā jātā hai .

178Baba is called the Supreme Justice, the Supreme Teacher and the Supreme Satguru and He is also then the Supreme Dharamraj.

171Unkī judgement mē̃ nīchē ūpar kuchh nahī̃ hō saktā .

179There cannot be any fluctuation in His judgement.

172Drama mē̃ aisī nūndh hī nahī̃ .

180There isn’t anything like that fixed in the drama.

173Bākī yahā̃ tō ēk dō kē ūpar bahut kōrṭē̃ ( nyāyālay ) haĩ .

181However, here, there are many courts, each one higher than the next.

174Kahā̃-kahā̃ tō president key|kī bhī nahī̃ chaltī .

182In some places, no one even listens to the President.

175Bāp kahtē haĩ lāḍlē bachchē - aśharīrī bannā hai .

183Therefore, the Father says: Beloved children, you have to become bodiless.

176Bāp kē sāth chalnā hai .

184You have to return home with the Father.

177Bāp guide hai nā .

185The Father is the Guide.

178Liberator bhī unkō kahtē haĩ .

186He is also called the Liberator.

179Sab title unkē haĩ .

187All the titles are His.

180Peace maker bhī vahī hai .

188He is also called the Peacemaker.

181Ājkal yahā̃ bhī peace|pīs prize dētē rahtē haĩ .

189Nowadays, people give peace prizes.

182Peaceless banānē vālī hai māyā .

190It is Maya that makes you peaceless.

183Peace|pīs hōtī hai satyug mē̃ vā muktidhām mē̃ .

191Peace exists in the golden age and the land of liberation.

184Nirvāṇdhām mē̃ tō bilkul hī peace|pīs hai .

192In the land beyond sound there is total peace.

185Satyug mē̃ bhī 100 pratiśhat peace|pīs , purity aur prosperity hai .

193In the golden age, too, there is one hundred per cent peace, purity and prosperity.

186Nām hī hai sukhdhām .

194The very name is the land of happiness.

187Duḥkhdhām mē̃ peace|pīs kahā̃ sē I|āī|eye .

195How could there be peace in the land of sorrow?

188Sannyāsiyō̃ kō thōṛī bahut śhānti hai . 189Parantu vah tō hai kāg viṣhṭā samān .

196Perhaps sannyasis have a little peace, but that is like the droppings of a crow.

190Satyug mē̃ aisē nahī̃ kahē̃gē .

197You wouldn’t say that in the golden age.

191Yahā̃ kā tō rājya bhī kāg viṣhṭā samān hai .

198Here, even a kingdom is like the droppings of a crow.

192Bābā samjhātē haĩ - māyā bahut thappaṛ mārēgī .

199Baba explains: Maya will slap you a great deal.

193Andar ghuṭkā khātē rahtē haĩ . 194Sach nahī̃ batlātē .

200You will then continue to choke internally and not tell the truth.

195Avināśhī surgeon kē āgē tō batlānā paṛē nā .

201You must tell the truth to the eternal Surgeon.

196Nahī̃ tō pāp baṛhtē jāyēṅgē . 197Phir baṛī sajā hai . 198Sach nahī̃ bōltē .

202Otherwise, if you do not speak the truth, your sins will continue to increase and there would be severe punishment.

199Achchhā āgē tō pāp nahī̃ karē̃ nā .

203Achcha, so you should not commit any sin in the future.

200Badnāmī karnē key|kī sajā bahut bhārī hai .

204The punishment for bringing a bad name to Baba is very severe.

201Bāp āyē haĩ svarg kā mālik banānē . 202Ismē̃ jō vighna ḍāltē haĩ vah sajā lāyak ban paṛtē haĩ .

205The Father has come to make you into the masters of the world and those who create obstacles in this bring punishment upon themselves.

203Asur vighna ḍāltē haĩ .

206Devils create obstacles.

204Tum bachchō̃ kō tō nahī̃ ḍālnā chāhiē .

207You children should not create obstacles.

205Ismē̃ hī tum bachchō̃ kā kalyāṇ hai .

208There is benefit in this for you children.

206Krōdhī kā mũh dēkhnā bhī pāp hō jātā hai .

209It is a sin even to look at the face of an angry person.

207Hear no evil . . . krōdhī kā mũh bhī nahī̃ dēkhnā chāhiē .

210Hear no evil, see no evil..! 211You must not even look at the face of an angry person.

208Lōbh mōh bhī cum|kam nahī̃ hai .

212Greed and attachment are no less.

209Bachchū bādśhāh hai kām , pīrū vajīr hai krōdh .

213The child emperor is lust, and the master, the adviser, is anger.

210Yah dōnō̃ baṛē ḍākū haĩ .

214Both of them are great bandits.

211Krōdh baṛā gandā ḍākū hai .

215Anger is a very dirty bandit.

212Sapūt bachchē vah haĩ jō bāp sē pūrā varsā lēkar nām bālā kartē haĩ .

216Those who claim the full inheritance from the Father and glorify His name are worthy children.

213Yah bābā kahtē ki bachchiyā̃ hamsē hōśhiyār haĩ .

217This Baba says: The daughters are cleverer than I am.

214Śhivbābā sē tō hōśhiyār kōī hō na sakē .

218No one can be cleverer than Shiv Baba.

215Bāp hī bachchō̃ kō sir par chaṛhātē haĩ .

219The Father places the children on His head.

216Bēhad K|kē bāpdādā kō bhī bachchō̃ kē liē regard pyār hai .

220Unlimited BapDada has love and regard for the children.

217Chāhtē haĩ har ēk bachchā apnā rājya bhāgya lē . 218Sadā sukhī banē̃ .

221He desires each child to claim his fortune of the kingdom and to be constantly happy.

219Bāp tō kahē̃gē bachchē jītē rahō .

222The Father would say: Child, may you stay alive!

220Āyuśhvān bhav .

223May you have a long life!

221Bāp jō śhikṣhā dētē haĩ vah dhāraṇ karnē key|kī apnē ūpar kr̥ipā karō .

224Have mercy for yourself by imbibing the teachings that the Father gives you!

222Śhrīmat par nahī̃ chalē̃gē tō takdīr kō lakīr lagāyēṅgē .

225If you do not follow shrimat, you cross out your line of fortune.

223Tum jāntē hō śhivbābā paramdhām sē āyē haĩ svarg kā varsā dēnē phir jitnā jō purūṣhārth karēgā . 224Jitnā apnē ūpar kr̥ipā karē̃gē utnā apnē kō ūñchā banāyēṅgē .

226You know that Shiv Baba has come from the supreme abode to give you your inheritance of heaven. 227To the extent that each of you makes effort, to the extent that you have mercy for yourself, you will accordingly make yourself elevated.

225Vikār mē̃ gayā tō dīpak bujh jāyēgā . 226Phir gyān ghr̥it dhāraṇ nahī̃ hōgā .

228If you indulge in vice, your light will be extinguished and you will not then be able to imbibe the oil of knowledge.

227Achchhā  !

229Achcha.

228Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

230To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

229Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

231The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

230Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

232Essence for dharna:

2311 ) dil sē sāhēb par pūrā-pūrā balihār jānā hai .

233 1. You must completely surrender yourself to the Lord from deep within your heart.

232Pūrā trustee ban kadam-kadam śhrīmat par chalnā hai .

234Become a complete trustee and follow shrimat at every step.

233Dēh sahit sab kuchh bhūl akēlā ban jānā hai .

235Forget everything including your body and be alone.

2342 ) bachchā bannē kē bād bāp K|kē kārya mē̃ vighna nahī̃ ḍālnā hai .

236 2. After becoming a child of the Father, you must not create any obstacles in the Father’s task.

235Kōī bhī badnāmī kā kārya nahī̃ karnā hai .

237You must not do anything that would bring spoil Baba's name.

236Āgyākārī , vaphādār bannā hai .

238Become obedient and faithful.

Blessing

237Vardān  : samay aur vāyumaṇḍal kō parakhkar svayã kō parivartan karnē vālē sarv K|kē snēhī bhav

239Blessing: May you transform yourself by discerning the time and the atmosphere and become loved by all.

238Jismē̃ parivartan śhakti hai vō sabkā pyārā bantā hai , vah vichārō̃ mē̃ bhī sahaj hōgā .

240 Those who have the power of transformation are loved by all. 241They are easy in their ideas too.

239Usmē̃ mould hōnē key|kī śhakti hōgī .

242They have the power to mould themselves.

240Vah kabhī aisē nahī̃ kahēgā ki mērā vichār , mērā plan , mērī sēvā itnī achchhī hōtē huē bhī mērā kyō̃ nahī̃ mānā gayā . 241Yah mērāpan āyā mānā alloy mix huā .

243They would never ask, “My idea, my plan, my service were so good and so why were they not accepted?” 244To have this consciousness of “mine” means that there is alloy mixed with them.

242Isliē samay aur vāyumaṇḍal kō parakhkar svayã kō parivartan kar lō - tō sarv K|kē snēhī , number one vijayī ban jāyēṅgē .

245So, discern the time and the atmosphere and transform yourself and you will be loved by all and become a number one victorious soul.

Slogan

243Slōgan  : samasyāō̃ kō miṭānē vālē banō - samasyā svarūp nahī̃ .

246Slogan: Become one who finishes problems, not one who is an embodiment of problems.

247*** Om Shanti ***