शनिवार 26 फ़रवरी 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

026-02-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 26/02/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - rōz amr̥itvēlē gyān aur yōg key|kī vāsdhūp jagāō tō vikārō̃ rūpī bhūt bhāg jāyēṅgē . 2 « 

1Essence: Sweet children, every day at amrit vela light the incense stick of knowledge and yoga and the evil spirits of the vices will run away.

3Praśhna  : kaun see|sī|C ēk bhūl anēk bhūtō̃ kō andar mē̃ pravēśh kar dētī hai  ? 4Uttar  : maĩ ātmā hū̃ , yah bāt bhūlnē sē andar mē̃ anēk bhūt pravēśh hō jātē haĩ .

2Question: Which one mistake allows all the many evil spirits to enter you? 3Answer: When you forget that you are a soul, you let many evil spirits enter you.

5Dēh-abhimān kā bhūt sabsē baṛā hai , jiskē pīchhē sab ā jātē haĩ isliē jitnā hō sakē dēhī-abhimānī bannē kā purūṣhārth karō .

4The evil spirit of body consciousness is the biggest evil spirit of all, all the others come following after it.

6Gīt  : āj andhērē mē̃ haĩ insān …

5Therefore, make as much effort as possible to remain soul conscious. 6Song: People of today are in darkness!

7Ōm śhānti .

7Om shanti.

8Bāp baiṭh bachchō̃ kō is gīt par samjhātē haĩ , bhagat bhagvān sē chāhtē haĩ ki bhagvān ākar hamārī āṅkhō̃ kō apnā sākṣhātkār karā dē .

8The Father sits here and explains this song to you children. 9Devotees say to God, “God, come and grant our eyes a vision of You.”

9Ab tum bachchē tō sammukh baiṭhtē hō , tumnē īśhvar kō pāyā hai , in āṅkhō sē dēkhā hai .

10You children are now sitting personally in front of the Father and your eyes have found God.

10Īśhvar kō kaisē pānā hōtā hai , vah khud hī ākar batātē haĩ arthāt yah knowledge dētē haĩ .

11He Himself comes and tells you how to attain God, that is, He gives you this knowledge.

11Samjhātē haĩ is tan dvārā .

12He explains to you through this body.

12Tum sab ātmāyē̃ bhī is tan dvārā apnā-apnā part bajātī hō , bigar śharīr tō kōī part bajā na sakē .

13All of you souls are also now playing your parts through your bodies. 14No one can play a part without a body.

13Part ātmā hī bajātī hai śharīr dvārā .

15It is souls that play parts through bodies.

14Śharīr K|kē nām bhī bhinn-bhinn rakhē jātē haĩ .

16Many different names are given to the bodies.

15Ātmā tō ēk hī hai - ātmā khud kahtī hai aur bāp bhī samjhātē haĩ ki 84 janm ātmā lētī hai .

17The soul is the same. 18This soul himself says that the Father explains how it is the soul that takes 84 births.

16Ātmā kahtī hai ham ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ .

19The soul says: I shed a body and take another one.

17Śharīr tō nahī̃ kahēgā nā .

20The body would not say this.

18Ab tum bachchē tō jān gayē ki ham ātmā haĩ na ki śharīr .

21You children now know that you are souls and not bodies.

19Bābā ākar hamkō ātma-abhimānī banātē haĩ .

22Baba comes and makes us soul conscious.

20Is śharīr dvārā ātmā hī sab kuchh kartī hai .

23It is the soul that does everything through this body.

21Śharīr K|kē andar ātmā kahtī hai , is śharīr dvārā maĩ chaltā phirtā hū̃ .

24The soul in the body says: I walk and move around with this body.

22Maĩ ātmā judge , vakīl ādi bantā hū̃ .

25I, a soul, become a judge or a lawyer, etc.

23Ātmā kahtī hai ham is śharīr dvārā rājyōg sīkhtē haĩ .

26This soul says: I am studying Raja Yoga through this body.

24Phir jākar rājā-rānī key|kī libās pahanē̃gē .

27I will then go and wear the costume of a king or queen.

25Ab tumkō ātma-abhimānī banāyā jātā hai .

28You are now being made soul conscious.

26Dēh-abhimān mē̃ ānā - yahī pahlē number key|kī bhūl hai , jissē phir aur bhūlē̃ bhī hōtī haĩ .

29To become body conscious is the number one mistake which then leads to other mistakes.

27Iskō dēh-abhimān kā bhūt kahā jātā hai .

30That is called the evil spirit of body consciousness.

28Har ēk manuṣhya mē̃ 5 bhūt tō haĩ jarūr .

31There are definitely five vices in human beings.

29Bhūtō̃ kō bhagānē kē liē hī vāsdhūp kiyā jātā hai .

32Incense sticks are lit to chase away evil spirits.

30In 5 vikārō̃ rūpī bhūtō̃ kē liē vāsdhūp hai - gyān aur yōg .

33The incense sticks used against the evil spirits of the five vices are knowledge and yoga.

31Yah kōī jaldī nahī̃ bhāgtē haĩ .

34They don't go away that quickly.

32Unhō̃ kō bhaṭṭhī mē̃ ḍālā jātā hai kyōṅki yah 5 vikār baṛē purānē duśhman haĩ .

35You are put in a furnace because those five vices are very old enemies.

33Bāp kahtē haĩ bachchē tumhārē mē̃ in bhūtō̃ key|kī pravēśhtā huē ādhākalp huā hai , jabsē rāvaṇrājya chalā hai .

36The Father says: Children, it has been half a cycle since the kingdom of Ravan began, since those evil spirits entered you.

34Barōbar bhāratvāsī rāvaṇ kō duśhman samajhkar jalātē haĩ .

37People of Bharat burn an effigy of Ravan because they truly believe him to be their enemy.

35Ēk bār inkā khātmā huā hai tab phir rasam chalī ātī hai .

38He was burnt once and this is why the system has continued.

36Is samay tumnē in 5 vikārō̃ par vijay pāī thī .

39You gained victory at this time over those five vices.

37Rāvaṇ murdābād hō gayā thā - ādhākalp kē liē .

40Ravan was killed for half the cycle. 41Children ask Baba, “When does he become alive again?”

38Bachchē kahtē phir bābā - yah kab jindābād hōgā  ?

42He becomes alive again after half a cycle; he will rule his kingdom.

39Bachchē , phir ādhākalp kē bād jindābād hōgā .

43People say that they want the kingdom of Rama (God).

40Apnā rājya karē̃gē .

44So, whose kingdom is it now?

41Kahtē haĩ nā rāmrājya chāhiē .

45It is the kingdom of Ravan, is it not?

42Tō ab kaun sā rājya hai  ? 43Rāvaṇrājya hai nā , satyug mē̃ rāvaṇrājya hī nahī̃ hōgā , vahā̃ hōgā rāmrājya .

46In the golden age there won't be the kingdom of Ravan; it will be the kingdom of Rama there.

44Achchhā rām-rājya K|kē pahlē-pahlē rājā-rānī kaun thē  ?

47Achcha, who were the king and queen before the kingdom of Rama?

45Yah bhī kōī jāntē nahī̃ .

48No one knows this.

46Rām-rām kahtē haĩ tō rām kō ūpar lē gayē haĩ . 47Kr̥iṣhṇa kō nīchē lē gayē haĩ .

49They chant the name of Rama and have thereby taken him so high and put Krishna below him.

48Satyug kā tō jaisē unhō̃ kō patā hī nahī̃ hai .

50It is as though they don't know the golden age.

49Tum pradarśhanī mē̃ bhī likh dō ki har ēk manuṣhya mē̃ 5 bhūtō̃ key|kī pravēśhtā hai .

51You can write in the exhibition: The five evil spirits have entered every human being.

50Kam sē kam 7 rōz bhaṭṭhī mē̃ rahē̃ tab yah bhūt sab bhāgē̃ .

52Only when you stay in a furnace for a minimum of seven days will all those evil spirits go away.

51Unhō̃ kō gyān aur yōg kā dhūp chāhiē .

53They need the incense sticks of knowledge and yoga.

52Unkē sivāē kabhī mukti jīvanmukti pā nahī̃ sakē̃gē .

54You cannot receive liberation or liberation-in-life without them.

53Is gyān aur yōg kā injection ēk hī surgeon kē pās hai .

55Only the one Surgeon has the injection of knowledge and yoga.

54Ab yah gyān ātmā kō mil rahā hai .

56We souls are now receiving this knowledge.

55Ātmā samajhtī hai ki bābā hamkō samjhā rahē haĩ aur kōī bhāṣhā mē̃ aisē nahī̃ kahē̃gē ki parampitā paramātmā hamkō paṛhā rahē haĩ .

57We souls understand that Baba is explaining to us. 58In no other language would anyone say that the Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching you.

56Bhagvān khud bhī nirākār tō bachchē bhī nirākār .

59God Himself is incorporeal and so His children are also incorporeal.

57Nirākār is sākār dvārā , sākārī bachchō̃ kō gyān dē rahē haĩ .

60The incorporeal One is giving knowledge to the corporeal children through this corporeal one.

58Yah tum achchhī tarah jāntē hō .

61You know this very well.

59Parantu chaltē-chaltē kaī bachchē bhūl jātē haĩ .

62However, while moving along, some children forget this.

60Bhūlnē kā bhī pahlā-pahlā kāraṇ hai dēh-abhimān kā bhūt .

63The first and foremost reason for forgetting is the evil spirit of body consciousness.

61Uskō bhagānē kā amr̥itvēlē hī purūṣhārth karnā hai .

64Effort has to be made at amrit vela to chase it away.

62Amr̥itvēlē bābā key|kī yād achchhī rahtī hai .

65At amrit vela you can have very good remembrance of Baba.

63Kahtē haĩ - simar-simar sukh pāō . 64Amr̥itvēlē kā hī kāydā hai .

66It is said: Experience happiness by remembering God at every moment.

65Bhagat lōg bhī amr̥itvēlē hī simraṇ kartē haĩ .

67The system is to remember Him at amrit vela.

66Rām simar prabhāt mōrē man . . . ātmā buddhi kō kahtī hai ki rām simarō .

68Even devotees remember God at amrit vela: “O my mind, remember the name of Rama early in the morning!”

67Bhaktimārg mē̃ tō aisē hī ṭōṭkē banātē haĩ .

69The soul tells the intellect to remember Rama.

68Vah kōī reality mē̃ nahī̃ hai . 69Samajhtē nahī̃ ki kām bhī bhūt hai .

70On the path of devotion, they simply make up such slogans; that is not the reality.

70Tum likh saktē hō sabmē̃ 5 bhūt haĩ .

71They don't understand that lust is an evil spirit.

71Pahlā number hai dēh-abhimān .

72You can write that there are the five vices in everyone.

72Phir second number hai kām mahāśhatru .

73The first number is body consciousness.

73Āgē school mē̃ bhī paṛhātē thē ki tum ātmā hō yah śharīr 5 tatvō̃ kā banā huā hai . 74Ātmā avināśhī hai , śharīr vināśhī hai . 75Ab tō yah paṛhāī ādi kuchh nahī̃ hai .

74The second greatest enemy is lust. 75In earlier days, they used to teach you in school that you are a soul and that your body is made up of the five elements, that souls are imperishable and bodies are perishable.

76Ab tum bachchō̃ kō pūrā-pūrā parichay diyā jātā hai .

76Now, they don’t teach that any more.

77President kō jarūr president kahē̃gē .

77You children are now given the full introduction.

78Prime minister kō prime minister , dōnō̃ key|kī act apnī-apnī hai .

78You would definitely call the President, the President and the Prime Minister, the Prime Minister.

79Vaisē parampitā paramātmā aur phir trimūrti , unhō̃ key|kī bhī act apnī-apnī hai . 80Śhiv kō kahā hī jātā hai patit-pāvan .

79The acts of each are specific to himself or herself. 80In the same way, the Supreme Father, the Supreme Soul, and the Trimurti act in their own specific way.

81Vah brahmā dvārā patitō̃ kō pāvan banātē haĩ , unkī yah duty hai .

81Shiva is called the Purifier. 82He makes impure ones pure through Brahma; this is His duty.

82Ab baṛē tē baṛā tō hai śhiv .

83Shiva is the Highest on High.

83Śhivbābā kab janm-maraṇ mē̃ nahī̃ ātē haĩ . 84Bākī brahmā dvārā service kartē haĩ .

84Shiv Baba never enters the cycle of birth and death but he serves through Brahma.

85Śhivbābā hai ever pure .

85Shiv Baba is ever pure.

86Brahmā viṣhṇu punarjanma mē̃ ātē haĩ .

86Brahma and Vishnu enter the cycle of birth and rebirth.

87Śhivbābā tō karankarāvanhār hai .

87Shiv Baba is Karankaravanhar.

88Is samay bābā mīṭhē jhāṛ kā sapling lagā rahē haĩ , jō aur dharmō̃ mē̃ convert hō gayē hōṅgē vah sab nikal āyēṅgē .

88At this time, Baba is planting the sapling of the sweet tree. 89Those who have been converted to other religions will all emerge.

89Tō yah itnī samjhānī nayā kōī samajh na sakē .

90No one who is new can understand this explanation.

907 rōz bhaṭṭhī mē̃ paṛnē K|kē sivāē mukti-jīvanmukti kōī pā nahī̃ saktē .

91No one is able to attain liberation or liberation-in-life without staying in a furnace for seven days.

91Tumnē bhī bhūtō̃ kō nikālnē kē liē kitnī mēhnat kī hai .

92You make so much effort to remove the evil spirits.

92Buddhi jab pavitra hō tab gyān amr̥it ṭhahar sakē .

93When one’s intellect is pure, the nectar of knowledge can be retained in it.

93Tum bachchē samajh saktē hō tō barōbar bābā key|kī yād bhūl jātī hai .

94You children can understand that you truly do forget to remember Baba.

94Bahut dēh-abhimān ānē sē phir mitr-sambandhiyō̃ ādi taraph lav|love chalā jātā hai .

95By becoming body conscious a great deal, your love is drawn towards friends and relatives.

95Kōī kō bhī mōh kā bhūt na āyē .

96Let no one have the evil spirit of attachment.

96Bābā kō kitnē ḍhēr bachchē haĩ . 97Mōh key|kī bāt hī nahī̃ .

97Baba has so many children; there is no question of attachment.

98Jāntē haĩ ātmā kabhī martī nahī̃ .

98You know that souls never die.

99Marnē kā hī ḍar rahtā hai .

99People are afraid of dying.

100Ātmā bhī avināśhī hai , paramātmā bhī avināśhī hai , vah janm-maraṇ mē̃ nahī̃ ātā .

100Souls, however, are imperishable; the Supreme Soul is imperishable. 101He doesn’t enter into the cycle of birth and death.

101Bābā kahtē haĩ maĩ is śharīr kā loan lētā hū̃ .

102Baba says: I take this body on loan.

102Mērē rahnē sē inkō bahut phāydā hai .

103This one has a lot of benefit by My staying in him.

103Inkī āyu baṛh jātī hai , gul-gul hō jātā hai .

104His lifespan increases and he becomes beautiful.

104Inkī sab khāmiyā̃ khatm kar bilkul nayā banā dētā hū̃ .

105I end all his weaknesses and make him completely new again.

105Bābā tō hai hī sukh dātā , mērē kāraṇ yah yōg sīkhtē haĩ , tab tō tandurūsta ban jātē haĩ .

106Baba is the Bestower of Happiness. 107This one studies yoga because of Me and this is why he becomes healthy.

106Kiskō gālī dēnā , gussā karnā yah sab āsurī svabhāv hai .

108To insult someone or to become angry is to have a devilish nature.

107Satyug mē̃ yah gālī ādi hōtī hī nahī̃ .

109There are no insults, etc. in the golden age.

108Nām hī kitnā first class hai heaven , vaikuṇṭha , paradise , kahtē haĩ - Christ sē 3 hajār varṣh pahlē bhārat paradise thā .

110The name itself is so first-class – heaven, Vaikunth, Paradise. 111It is said: Bharat became Paradise 3000 years before Christ.

109Is hisāb sē barōbar 5 hajār varṣh hī huā .

112According to this calculation, it has now been 5000 years.

110Yah satya gyān aur satya nārāyaṇ kī kathā kitnī sahaj hai .

113This true knowledge and the story of the true Narayan are so easy!

111Ham abhī nar sē nārāyaṇ bannē key|kī satya kathā suntē haĩ - rājyōg key|kī . 112Phir yahā̃ key|kī bāt bhaktimārg mē̃ chalī jātī hai , wonder hai nā .

114We are now listening to the true story of Raja Yoga in order to change from ordinary humans into Narayan (deities). 115The things of here will then go on to the path of devotion.

113Bhāratvāsiyō̃ kō patā hī nahī̃ ki lakṣhmī-nārāyaṇ hī rādhē-kr̥iṣhṇa thē isliē ham yah chitra banātē rahtē haĩ tō manuṣhya samajhē̃ .

116It is a wonder that the people of Bharat do not know that Lakshmi and Narayan were Radhe and Krishna. 117Therefore, we continue to make these pictures, so that people can understand.

114Tum bachchō̃ K|kē centre vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .

118The centres of you children continue to increase.

115Bahut chāhtē haĩ centre khōlē̃ , jāñch karnī chāhiē ki kitnē paṛhnē vālē haĩ  ?

119Many people want to open a centre. 120You should find out how many people want to study this.

116School mē̃ student tō chāhiē nā .

121There have to be students in a school.

117Pahlē 2-4 āyēṅgē phir jāstī hōtē jāyēṅgē .

122First, there would be two or four and then more would come.

118Galī-galī mē̃ mandir , ṭikāṇē khultē rahtē haĩ .

123Temples and religious places continue to open on every street.

119Phir ēk dō kō dēkh bahut ā jātē haĩ .

124Seeing others go there, many more then also go.

120Centre khōlnē jaisā bhī chāhiē nā .

125It has to be a place that is worthy of being opened as a centre.

121Harjā nahī̃ hai khōlnē mē̃ , parantu vighna bahut paṛtē haĩ vikār K|kē kāraṇ .

126There isn't anything wrong in opening a centre but, because of vice, there are many obstacles.

122Ham tō sirph gītā sunātē haĩ , parantu śhurū sē is viṣh K|kē kāraṇ jhagaṛā|jhagṛā chaltā hī rahtā hai .

127You just relate the Gita. 128However, there have been battles from the beginning because of vice.

123Samajhtē haĩ yahā̃ jānē sē viṣh kā pyālā nahī̃ milēgā .

129They believe that they won't be able to get a glass of poison if they come here.

124Is par mīrā kā itihās bhī hai .

130The history of Meera is based on this.

125Aisē tō bahut kanyāyē̃ aur bālak brahmchārī rahtē haĩ unkō tō kōī kuchh nahī̃ kahtā .

131There are many kumaris and kumars who remain celibate from birth. 132No one says anything to them.

126Yah tō kalp pahlē bhī gālī khāī thī , yah tō hōnā hī hai .

133You were insulted in the previous cycle too; this has to happen.

127Kōī tō pavitratā key|kī pratigyā kartē haĩ phir hār bhī khā lētē haĩ .

134Some make a promise for purity and are then defeated.

128Kalp-kalp key|kī lottery hai .

135This is a lottery of cycle after cycle.

129Ismē̃ jāñch kī jātī hai ki kahā̃ tak varsā lētē haĩ phir kalp-kalp lētē rahē̃gē .

136It is seen that to whatever extent you claim your inheritance you will continue to do the same every cycle.

130Kahā̃ kām na milnē kāraṇ phir krōdh mē̃ ākar haṅgāmā kartē haĩ .

137Sometimes, because their desires aren't fulfilled, they create upheaval out of anger.

131Taklīph bahut dētē haĩ , mārtē bhī haĩ phir jab samajh jātē haĩ tō māphī bhī lētē haĩ .

138They cause many difficulties. 139They even beat others and then, when they understand this later, they ask for forgiveness.

132Phir bhī apkārī kē ūpar upkār karnā hōtā hai .

140You have to uplift even those who defame you.

133Kahē̃gē achchhā phir purūṣhārth karō .

141They would be told: OK, make effort again.

134Apkārī par upkār kar uṭhānā bēhtar hai .

142It is better to uplift those who have defamed you.

135Merciful bannā hōtā hai .

143You have to be merciful.

136Pahlē-pahlē mēhnat hai ātma-abhimānī bannē key|kī .

144The first effort is to become soul conscious.

137Dēh-abhimānī hōnē sē bāp kō bhūl jātē haĩ phir bhūlē̃ hōtī rahē̃gī .

145When you are body conscious, you forget the Father and you then continue to make mistakes.

138Har ēk key|kī chalan sē patā paṛ jātā hai .

146Each of you can be known from your behaviour.

139Mukh sē hamēśhā ratna nikalnē chāhiē , patthar nahī̃ .

147Let only jewels, not stones, always emerge from your lips.

140Āgē patthar nikaltē thē .

148Previously, stones used to emerge.

141Ab ratna nikalnē chāhiē .

149Now let jewels emerge.

142Tumhārā nām hī hai rūp-basant .

150Your name is rup and basant.

143Bābā bhī rūp-basant hai , gyān kā sāgar hai aur unkā rūp bhī jyōrtiliṅgam dikhāyā hai , parantu hai star .

151Baba too is Rup and Basant. 152He is the Ocean of Knowledge and His form is shown as an oval image of light, but He is a star.

144Pūjā kē liē baṛā rūp rakh diyā hai .

153They have kept a big image so that they can worship Him.

145Achchhā  !

154Achcha.

146Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē . 147Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

155To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada. 156The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

1481 ) pahlē-pahlē ātma abhimānī bannē key|kī mēhnat karnī hai , dēh-abhimān mē̃ kabhī nahī̃ ānā hai .

157Essence for dharna: 158 1. First of all, make effort to become soul conscious; never become body conscious.

149Merciful ban apkārī par bhī upkār karnā hai .

159Become merciful and uplift those who defame you.

1502 ) bhūtō̃ kō bhagānē kē liē amr̥itvēlē viśhēṣh yād mē̃ rahnē kā purūṣhārth karnā hai .

160 2. In order to chase away the evil spirits, make special effort to stay in remembrance at amrit vela.

151Mīṭhē jhāṛ kā sapling lagānē mē̃ bābā kā madadgār bannā hai .

161Become Baba's helpers in planting the sapling of the sweet tree.

152Vardān  : bēhad key|kī vairāgya vr̥itti dvārā mērē-pan K|kē royal rūp kō samāpt karnē vālē nyārē-pyārē bhav

162Blessing: May you finish any royal form of the consciousness of “mine” by having an attitude of unlimited disinterest and become detached and loving.

153Samay key|kī samīpatā pramāṇ vartamān samay K|kē vāyumaṇḍal mē̃ bēhad kā vairāgya pratyakṣha rūp mē̃ hōnā āvaśhyak hai .

163 According to the closeness of time, you must reveal your attitude of unlimited disinterest in the atmosphere of the present time.

154Yathārth vairāgya vr̥itti kā arth|earth hai - sarv K|kē sambandh-sampark mē̃ jitnā nyārā , utnā pyārā .

164The meaning of an accurate attitude of disinterest means to be just as loving as you are detached in your relationships and connections.

155Jō nyārā-pyārā hai vah nimitt aur nirmān hai , usmē̃ mērēpan kā bhān ā nahī̃ saktā .

165Those who are loving and detached are humble instruments. 166They cannot have any ego of the consciousness of “mine”.

156Vartamān samay mērāpan royal rūp sē baṛh gayā hai - kahē̃gē yē mērā hī kām hai , mērā hī sthān hai , mujhē yah sab sādhan bhāgya anusār milē haĩ . . . tō ab aisē royal rūp K|kē mērē pan kō samāpt karō .

167At present, royal forms of the consciousness of “mine” have increased. 168They would say: “This is my work.” 169“This is my place.” “ I have received all of these facilities according to my fortune.” 170So, now, finish these royal forms of the consciousness of “mine”.

157Slōgan  : parchintan K|kē prabhāv sē mukt hōnā hai tō śhubhchintan karō aur śhubhchintak banō . 158Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya - ham brāhmaṇ kul kā chhōṭā-sā saṅsār 159Gīt: mērā chhōṭā-sā dēkhō yē saṅsār hai . . . . 160Yah gīt kisī samay kā gāyā huā hai kyōṅki is saṅgam samay hī ham brāhmaṇ kul kā chhōṭā-sā saṅsār hai .

171Slogan: In order to be free from any influence of thinking about others, have pure and positive thoughts for yourself and others.

161Vō hamārā kaun-sā parivār hai  ?

172*** Om Shanti *** 173Invaluable versions of Mateshwariji

162Vah number-vār batlātē haĩ .

174A little world of our Brahmin clan.

163Ham parampitā paramātmā śhiv K|kē pōtrē haĩ .

175Song: Look at this little world of mine.

164Brahmā sarasvatī key|kī mukh santān haĩ , aur viṣhṇu śhaṅkar hamārē tāyā jī haĩ aur ham āpas mē̃ sabhī bhāī bahan ṭhaharē .

176This song has been sung at some time because it is only at this confluence age that we have a small world in our Brahmin clan.

165Yah hai apnā chhōṭā-sā saṅsār . . . inkē āgē aur sambandh rachā hī nahī̃ hai , is samay kā itnā hī sambandh kahē̃gē .

177Which family of ours is it? 178It is shown numberwise. 179We are the grandchildren of the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.

166Dēkhō , hamārā sambandh kitnī baṛī authority sē hai  ! 167Hamārā grand papa hai śhiv , inkā nām kitnā bhārī hai vō sārī manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai .

180We are the mouth-born children of Brahma and Saraswati and Vishnu and Shankar are our uncles; all of us are brothers and sisters. 181This is our little world. 182There are no other relationships.

168Sarv ātmāō̃ kā kalyāṇkārī hōnē kāraṇ unkō kahā jātā hai her|har her|har bhōlānāth , śhiv dēvō̃ K|kē dēv mahādēv .

183At this time, there would only be this many relationships. 184Look, our relationship is with such a big Authority.

169Vō sārī sr̥iṣhṭi kā duḥkh hartā , sukh kartā hai .

185Our Grand Papa is Shiva and His name is so great.

170Us dvārā hamē̃ sukh-śhānti-pavitratā kā baṛā hak miltā hai , śhānti mē̃ phir kōī karmbandhan kā hisāb kitāb nahī̃ rahtā .

186He is the Seed of the whole human world. 187Because He is benevolent to all souls, He is called the Innocent Lord who brings victory, Shiva, the Deity of all deities, the Great Deity.

171Parantu yah dōnō̃ vastu pavitratā K|kē ādhār par rakhtē haĩ .

188He is the Remover of Sorrow and Bestower of Happiness for the whole world.

172Jab tak pitā key|kī parvariśh kā pūrṇ varsā lē pitā sē certificate na milā hai , tab tak vō varsā mil nahī̃ saktā .

189We receive a huge right of happiness, peace and purity from Him. 190In this peace, there are no karmic accounts of any bondage of karma.

173Dēkhō , brahmā kē ūpar kitnā baṛā kām hai , mlēchchh 5 vikārō̃ mē̃ mailī apavitr ātmāō̃ kō gulgul banātē haĩ , jis alaukik kārya kā ujūrā phir satyug kā pahlā number śhrīkr̥iṣhṇa pad miltā hai .

191However, both of these things are based on purity. 192Until you claim the full inheritance of the Father’s sustenance and receive the Father’s certificate, you cannot claim that inheritance. 193Look, Brahma has such a huge task. 194He makes dirty, impure and unclean souls who have the five vices into flowers.

174Ab dēkhō , us pitā kē sāth tumhārā kitnā sambandh hai  !

195He receives as the return of this alokik task the first number Shri Krishna status.

175Tō kitnā bēphikar aur khuśh hōnā chāhiē .

196Now, look how many relationships you have with that Father!

176Ab har ēk apnī dil sē pūchhē ham unkē pūrṇ rīti hō chukē haĩ  ? 177Achchhā - ōm śhānti .

197So, you should be so carefree and happy! 198Now, let each one of you ask your heart: Do I belong to Him completely? 199Achcha.