बुधवार 2 मार्च 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

002-03-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 02/03/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhē̃ niśhchay hai ki ham saṅgam par bhaviṣhya key|kī kamāī kē liē paṛhtē haĩ , bāp hamē̃ paṛhākar K|kē 21 janmō̃ kā varsā dētē haĩ ' '

1Essence: Sweet children, you have the faith that you are studying at the confluence age in order to earn an income for the future. 2The Father teaches us and gives us the inheritance for 21 births.

Question

2Praśhna  : apnē āp par kr̥ipā vā āśhīrvād karnē key|kī vidhi kyā hai  ?

3Question: What is the way to have mercy and blessings for yourself

Answer

3Uttar  : apnē āp par kr̥ipā vā āśhīrvād karnē kē liē bāp key|kī paṛhāī rōz paṛhtē rahō .

4Answer: In order to have mercy and blessings for yourself, continue to study the Father’s knowledge every day. 5Never become careless in studying by being influenced by bad company.

4Kabhī bhī saṅgdōṣh mē̃ ākar paṛhāī mē̃ gaphlat nahī̃ karō .

6Those who constantly follow shrimat have mercy for themselves.

5Jō sadā śhrīmat par chaltē haĩ vah apnē āp par kr̥ipā kartē haĩ , unhē̃ bāp key|kī bhī āśhīrvād miltī rahtī hai .

7They also continue to receive blessings from the Father.

Song

6Gīt  : maĩ ēk nanhā sā bachchā hū̃ …

8Song: I am a small child; You are Almighty God.

Murli

7Ōm śhānti .

9Om shanti.

8Śhiv bhagvānuvāch , jab manuṣhya gītā sunātē haĩ tō hamēśhā kahtē haĩ sākār kr̥iṣhṇa bhagvānuvāch .

10God Shiva speaks. 11When people relate the Gita, they always say, “Corporeal God Krishna speaks.”

9Bāp ākar samjhātē haĩ ki tumkō ab maĩ rājāī prāpt karā rahā hū̃ - is rājyōg aur gyān dvārā .

12The Father comes and explains He is now enabling us to claim the kingdom through this Raja Yoga and knowledge.

10Kr̥iṣhṇa tō thā hī satyug kā prince .

13Krishna was a prince of the golden age.

11Mukhya hai yah bhūl gītā mē̃ .

14This is the main mistake in the Gita.

12Tum bachchē jāntē hō śhiv bhagvān hamkō paṛhā rahē haĩ is śharīr dvārā .

15You children know God Shiva is teaching us through this body.

13Śhiv jayantī bhī gāī jātī hai .

16The birth of Shiva is also remembered.

14Yū̃ bhī janm din manāyā jātā hai .

17A birthday is always celebrated.

15Ātmā kā tō ēk hī nām chalā ātā hai .

18Only the one name ‘soul’ has continued from the beginning.

16Bāp kahtē haĩ maĩ garbh sē janm nahī̃ lētā hū̃ . 17Maĩ sādhāraṇ śharīr mē̃ pravēśh kartā hū̃ .

19The Father says: I do not take birth through a womb; I incarnate in an ordinary body.

18Ātmā jab śharīr mē̃ pravēśh kartī hai tō andar churpur kartī hai .

20When a soul enters a body, it moves inside and makes a sound.

19Mālūm paṛtā hai - andar ātmā nē pravēśh kiyā hai . 20Bachchē K|kē organs chalnē lagtē haĩ .

21You can then know that a soul has entered the womb, for the organs of the baby begin to move.

21Yah bāt achchhī rīti samajhnī hai .

22This has to be understood very clearly.

22Aur jō bhī manuṣhya sunātē haĩ vah kab aisē nahī̃ kahtē ki ham ātmā tumkō samjhātē haĩ .

23All other human beings who relate something never say, “I, the soul, am explaining to you.”

23Vah prasiddh haĩ śharīr sē . 24Yah bābā tō vichitr hai , inkō apnā śharīr nahī̃ hai .

24They are known by their bodies, whereas Shiv Baba is without image. 25He doesn't have a body of His own.

25Śharīrdhārī kō kabhī bhagvān nahī̃ kahnā chāhiē . 26Sthūl vā sūkṣhma kōī bhī hō  !

26No bodily being can ever be called God, no matter whether he is a physical or a subtle bodily being.

27Ātmā in organs dvārā yād kartī hai parampitā paramātmā kō .

27This soul remembers the Supreme Father, the Supreme Soul, through these organs.

28Vah tō baiṭhkar manuṣhyō̃ K|kē banāyē huē śhāstra sunātē haĩ .

28Those people sit and relate the scriptures written by human beings.

29Yahā̃ yah naī bāt hai .

29Here, this is a new aspect.

30Bhagvānuvāch , bhagvān kaun  ?

30God speaks. 31Who is God?

31Jiskō sab bhagat hē bhagvān kahkar yād kartē haĩ .

32The One whom all the devotees remember by saying, “O God!”

32Brahmā viṣhṇu śhaṅkar K|kē tō nām jāntē haĩ .

33They know the names of Brahma, Vishnu and Shankar.

33Hē brahmā , hē viṣhṇu kah pukārtē haĩ , vah haĩ dēvtāyē̃ .

34They call out, “Hey Brahma!” 35“Hey Vishnu!” 36They are deities.

34Bhagvān kahnē sē nirākār hī yād ātē haĩ .

37When you speak of God, you remember the incorporeal Being.

35Nirākār paramātmā key|kī hī bandgī kartē haĩ .

38They sing praise of the incorporeal Supreme Soul.

36Vah kahtē haĩ maĩ bhī hū̃ ātmā parantu supreme hū̃ .

39He says: I too am a soul, but I am the Supreme.

37Mērā bhī chitra banātē haĩ . 38Tum ātmāō̃ K|kē bhī chitra banātē haĩ .

40People create images of Me and they also create images of you souls.

39Mandirō̃ mē̃ baṛā śhivliṅg bhī rakhtē haĩ aur chhōṭē sāligrām bhī , jissē siddha hōtā hai ki vah ātmāyē̃ haĩ ēk paramātmā K|kē bachchē .

41They place a large oval image in a temple as well as small saligrams (oval images) to represent souls, children of the one Supreme Father, the Supreme Soul.

40Bāp hamēśhā bachchō̃ sē baṛā hōtā hai isliē baṛā liṅg banātē haĩ .

42A Father is always senior to the children and this is why they create a large oval image.

41Vāstav mē̃ maĩ kōī sāligrām baṛā nahī̃ hū̃ . 42Ātmā size mē̃ chhōṭī baṛī nahī̃ hōtī hai .

43In fact, I am not a big saligram. 44Souls are no bigger or smaller in size, but human beings are big or small.

43Manuṣhya chhōṭā baṛā hōtā hai , bākī ātmā jaisī tērī vaisī mērī .

45My soul is just the same as you souls. 46However, My soul is Supreme.

44Par mērī ātmā param hai , parē tē parē paramdhām mē̃ rahnē vālī hai .

47I reside in the supreme abode, the land beyond.

45Ūñchē tē ūñchā parampitā paramātmā manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai .

48The highest-on-high Supreme Father is the Seed of the human world tree.

46Bīj rachayitā kō kahā jātā hai .

49The Creator is called the Seed.

47Jaisē jaṛ bīj lagāyā jātā hai ussē pahlē jhāṛ nikal ātā hai . 48Vaisē ātmā kā rūp dēkhō kaisā hai .

50Just as a non-living seed is sown and a plant emerges from it, in the same way, look what the form of a soul is!

49Śharīr kā kitnā vistār hai .

51The body is so large.

50Tō pahlē naī bāt yah hai ki yahā̃ paramātmā bāp paṛhātē haĩ .

52The first new aspect is that, the Father, the Supreme Soul, is here teaching you.

51Ūñchē tē ūñch bhagvānuvāch tō jarūr imtahān bhī ūñchē tē ūñchā hōgā . 52Bhagvān kahtē haĩ maĩ tumkō rājyōg sikhlātā hū̃ , jissē bhaviṣhya 21 janmō̃ kē liē tumkō dēvtā banātā hū̃ .

53The versions of God, the Highest on High, are the highest on high, and so the exams would also be the highest on high. 54God says: I teach you Raja Yoga through which I make you into deities for your future 21 births.

53Phir unmē̃ tum sūryavanśhī banō vā chandravanśhī banō .

55You can become part of the sun dynasty or the moon dynasty.

54Martabē tō bahut haĩ .

56There is a variety of status.

55Yah sārī rājdhānī sthāpan hōtī hai .

57The whole kingdom is being established.

56Yah hai saṅgamyug .

58This is the confluence age.

57Bāp samjhātē haĩ ki tum is janm kē liē nahī̃ paṛhtē .

59The Father explains that you are not studying for this birth.

58Yah hai bhaviṣhya key|kī kamāī aur jō bhī kuchh kartē haĩ vah sab is janm kē liē .

60This income is for the future. 61Whatever everyone else does is for this birth.

59Manuṣhya samajhtē haĩ āgē kā abhī kyō̃ sōchē̃ , jō hōnā hōgā dēkhā jāyēgā .

62People think: Why should we think about the future now? 63We will see what is to happen.

60Tum bachchē niśhchay kartē hō ham aglē janma-janmāntar kē liē paṛhtē haĩ .

64You children have the faith that you are studying for your many future births.

61Bāp ānē vālē 21 janmō̃ kā varsā dētē haĩ , is niśhchay sē tum paṛhtē hō .

65The Father is giving you the inheritance for your future 21 births. 66You are studying with this faith.

62Bigar niśhchay kōī yahā̃ baiṭh na sakē .

67No one without faith can sit here.

63Yahā̃ kōī paṇḍit ādi nahī̃ paṛhātē haĩ , parantu nirākār bhagvān paṛhātē haĩ .

68Here, it is not a pundit etc. who is teaching you, but it is incorporeal God who is teaching you.

64Ātmā kō khuśhī hōtī hai ki hamkō bēhad kā bāp paṛhātē haĩ , inkō apnā manuṣhya tan tō hai nahī̃ .

69This soul experiences happiness that the unlimited Father is teaching him. 70He does not have His own human body.

65Khud kahtē haĩ mujh nirākār kō is brahmā tan mē̃ hī ānā hai .

71I, the incorporeal One, have to enter this body of Brahma.

66Yah anādi banā banāyā drama hai .

72This drama is eternally predestined.

67Tumkō buddhi mē̃ sārā yād ātā hai .

73You remember everything with your intellect.

68Mūlvatan mē̃ ham ātmāyē̃ rahtī haĩ aur kōī manuṣhya key|kī buddhi mē̃ yah nahī̃ ātā hōgā ki hamārī ātmā paramdhām mē̃ bāp kē sāth rahnē vālī hai , jiskō brahmāṇḍ kahtē haĩ .

74We souls reside in the incorporeal world. 75It does not enter the intellects of other human beings that souls reside with the Father in the supreme abode, the place that is also called Brahmand.

69Ham ātmā haĩ bilkul chhōṭā star . 70Pūjā kē liē baṛā banāyā hai .

76We souls are very tiny stars, but they have created large images in order to worship them.

71Bākī itnī baṛī ātmā yahā̃ bhrakuṭī mē̃ tō baiṭh na sakē .

77Such a big soul would not be able to sit in the forehead.

72Kahtē haĩ bhrakuṭī kē bīch chamaktā hai ajab sitārā . . . . . star kitnā chhōṭā hai .

78However, there is a wonderful star sparkling in the centre of the forehead. 79A star is so tiny!

73Yah banā banāyā avināśhī drama hai .

80This drama is predestined - the eternal drama.

74Har ēk ātmā mē̃ apnā-apnā avināśhī part nūndhā huā hai , jō har ēk apnā-apnā part repeat kartā hai .

81Each soul has his own imperishable part recorded within him and each one repeats his own part; there cannot be the slightest difference.

75Ismē̃ jarā bhī fark nahī̃ paṛ saktā hai .

82Once a part is recorded in a film, it repeats.

76Film mē̃ jō ēk bār part huā hai vah phir repeat hōgā , ismē̃ bhūl chūk hō nahī̃ saktī .

83There cannot be any mistakes in that. 84These aspects are completely new.

77Yah bātē̃ bilkul naī haĩ .

85A handful out of multimillions understand them.

78Kōṭō̃ mē̃ kōī hī samajhtē haĩ . 798-10 varṣh vālē bhī paṛhāī kō chhōṛ dētē haĩ , saṅgdōṣh lag jātā hai .

86Even those who have been studying for eight or ten years stop studying; they become influenced by bad company.

80Yah paṛhāī aisī hai jō jahā̃ tak jītē rahō , vahā̃ tak pītē rahō .

87This study is such that you have to continue to drink the nectar of knowledge for as long as you live.

81Ant tak yah paṛhāī chaltī rahēgī .

88This study will continue until the end.

82Yah paṛhāī ham ānē vālē 21 janmō̃ kē liē paṛhtē haĩ .

89I am teaching you this study now for your future 21 births.

83Bachchō̃ kō yah naśhā chaṛhtā hai ki hamkō bhagvān paṛhātē haĩ .

90You children have the intoxication that God is teaching you.

84Kōī rājā kā bachchā hō aur rājā hī baiṭh unkō paṛhāvē tō kahē̃gē hamārā bābā , mahārājā hamkō paṛhātē haĩ .

91If a child of a king is being taught by the king himself, the child would say, “My father, the king, is teaching me.”

85Yahā̃ hai patit-pāvan bāp , jō hamkō paṛhātē haĩ .

92Here, it is the Purifier Father who is teaching us.

86Rājyōg sikhātē haĩ .

93He is teaching us Raja Yoga.

87Andar sadaiv bahut khuśhī rahnī chāhiē .

94You should constantly have internal happiness.

88Ham godly student , god father parampitā paramātmā sē svarg kā svarājya lē rahē haĩ .

95We Godly students are claiming the sovereignty of heaven from God, the Father, the Supreme Father, the Supreme Soul.

89Kitnī sahaj bāt hai .

96This is such an easy aspect!

90Parantu is paṛhāī mē̃ māyā K|kē vighna bhī bahut paṛtē haĩ .

97However, there are many obstacles created by Maya in this study.

91Chaltē-chaltē paṛhāī kō chhōṛ bhī dētē haĩ .

98While moving along, some leave the study.

92Yah rūhānī paṛhāī rōz paṛhnī paṛē , iskē liē hī yah tape ādi kā prabandh rakhā hai .

99You should study this spiritual knowledge every day. 100These tapes have been provided for this.

93Manuṣhya paṛhnē kē liē America , London mē̃ bhī jātē haĩ .

101People even go to America or London in order to study.

94Yahā̃ tō ghar mē̃ rahnē vālē pūrā nahī̃ paṛhtē .

102Here, those who live at home do not study fully.

95Samajhtē nahī̃ ki paramātmā hamkō rājyōg sikhlā rahē haĩ .

103They do not understand that the Supreme Soul is teaching them Raja Yoga.

96Bhagvān jō trilōkīnāth hai , world almighty hai , liberator hai , guide hai , unkī mahimā dēkhō kitnī hai .

104Look how much praise there is of God, who is the Master of the Three Worlds, the World Almighty, the Liberator and the Guide!

97Parantu bāp kō tumhārē mē̃ bhī kōī virlē jāntē haĩ .

105However, even among you, only some rare children understand the Father.

98Is samay tum gupta hō .

106At this time, you are incognito.

99Tum jāntē hō ham mūlvatan K|kē rahnē vālē haĩ phir sūkṣhmavatan bhī hai .

107You know that you are residents of the incorporeal world.

100Us sūkṣhmavatan mē̃ bachchiyā̃ jātī haĩ .

108Then, there is also the subtle region.

101Manuṣhya sākṣhātkār kartē haĩ .

109Some children go to that subtle region.

102Tum tō practical mē̃ jātē hō . 103Sūkṣhmavatan mē̃ tum brāhmaṇ aur dēvtāō̃ kā milan hōtā hai .

110People have visions, whereas you actually go there; you Brahmins meet the deities in the subtle region.

104Vah hai brāhmaṇ aur dēvtāō̃ kā saṅgam . 105Yah hai brāhmaṇ aur kṣhatriyō̃ kā saṅgam .

111That is a confluence of Brahmins and deities and this is the confluence of Brahmins and shudras.

106Vahā̃ bhōg lēkar jātē hō .

112You take bhog there.

107Ant mē̃ bahut sākṣhātkār hōṅgē .

113At the end, you will have many visions.

108Jaisē kanyā piyarghar sē sasurāl ghar mē̃ jātī hai tō bahut dhūmdhām sē bājē gājē bajātē haĩ . 109Aisē ant mē̃ bahut sākṣhātkār hōṅgē .

114Just as when a kumari goes from her parents’ home to her in-laws’ home and they beat drums with a lot of pomp, in the same way, you will have many such visions at the end.

110Śhurū śhurū mē̃ tumnē bahut kuchh dēkhā hai phir pichhāṛī mē̃ bhī bahut kuchh dēkhē̃gē .

115You saw a lot in the beginning and you will also see a lot at the end.

111Paṛhtē rahē̃gē tab hī tō dēkhē̃gē .

116Only if you continue to study will you see these visions.

112Agar kōī kā karmbandhan nahī̃ hai tō paṛhāī par pūrā dhyān dēnā hai .

117If someone doesn’t have any karmic bondages, he should pay full attention to studying this.

113Kōī kā kōī mar jātā hai , samjhā jātā hai ab yah achchhī tarah sē paṛh sakē̃gē kyōṅki badhann chhūṭ gayā .

118When someone’s relative dies, it is understood that he will be able to study very well because he has been liberated from his bondage.

114Ab khūb puruṣhārth karō achchhā pad pāō .

119You must now make a lot of effort and claim a good status.

115Yah knowledge baṛī wonderful hai .

120This knowledge is so wonderful!

116Bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ - kahtē haĩ bachchē ab gaphlat mat karō .

121The Father sits here and explains to the children. 122He says: Children, don’t be careless!

117Māyā tumhārā dīvā jhaṭ bujhā dēgī , isliē bāp kō achchhī tarah yād karnā hai aur paṛhnā hai .

123Maya will very quickly extinguish your light. 124This is why you have to remember the Father very well and also study.

118Jab tak yahā̃ baiṭhē hō tō direct sunnē sē naśhā chaṛhtā hai .

125While you are sitting here, you become intoxicated by listening to Baba directly.

119Bāhar gayē tō naśhā gum hō jātā hai .

126As soon as you go outside, this intoxication disappears.

120Jaisā saṅg vaisā raṅg lag jātā hai .

127As is the company, so you are coloured.

121Bandhan nahī̃ hai tō baiṭh paṛhē aur paṛhāyē .

128If you have no bondage, you can study and also teach others.

122Chitra bahut achchhē banē huē haĩ .

129Many good pictures have been created.

123Bābā yuktiyā̃ rach rahē haĩ . 124Gānvaṛē vālē kaisē sīkhē̃  !

130Baba is creating methods so the villagers can learn all of this.

125Yah tō slide sē bhī sīkh saktē haĩ .

131They can even learn through slides.

126Din pratidin improvement hōtī rahtī hai .

132Day by day, there continues to be improvement.

127Tumhārī buddhi mē̃ sārā din svadarśhan chakra phirnā chāhiē .

133The discus of self-realization should turn around in your intellects throughout the whole day.

128Buddhi mē̃ hōgā tab tō kiskō samjhāyēṅgē .

134Only if it is in your intellects will you be able to explain to someone.

129Nahī̃ tō teacher samajh jātē haĩ ki iskā paṛhāī mē̃ dhyān nahī̃ hai . 130Dēh-abhimān bahut hai .

135Otherwise, the Teacher can understand that you do not pay any attention to studying and you have a lot of body consciousness.

131Mitr sambandhī , śharīr kā bhān ādi yād rahtā hai , tabhī dhārṇā nahī̃ hōtī .

136You have the consciousness of friends, relatives and your own bodies etc. 137This is why you’re unable to imbibe knowledge.

132Phir ham kahē̃gē takdīr mē̃ nahī̃ hai .

138It would then be said it is not in your fortune.

133Kitnā māthā mārtē haĩ tō bhī śhrīmat par nahī̃ chaltē .

139No matter how much you beat your head, they do not follow shrimat.

134Bachchē pūchhtē haĩ bābā kyā hōtā hai  ?

140Some children ask: Baba, what happens?

135Bābā kahē̃gē tum ṭhīk paṛhtē nahī̃ hō , ismē̃ āśhīrvād key|kī tō bāt hī nahī̃ .

141Baba would say: You are not studying well. 142There is no question of giving blessings in this.

136Ham paṛhātē haĩ , tum apnē ūpar paṛhnē key|kī kr̥ipā karō .

143I am teaching you and so you should have mercy for yourself and study.

137Śhrīmat par chalnā - yahī kr̥ipā hai .

144To follow shrimat is to have mercy for yourself.

138Nahī̃ chaltē gōyā apnē ūpar akr̥ipā kar śhrāpit kartē haĩ .

145If some children do not follow shrimat, it means they do not have mercy for themselves and curse themselves.

139Bāp sē varsā na lē , rāvaṇ key|kī mat par chal apnē kō śhrāpit kartē haĩ .

146Instead of claiming their inheritance from the Father, they follow the dictates of Ravan and curse themselves.

140Bāp tō varsā dēnē āyē haĩ .

147The Father has come to give you your inheritance.

141Āśhīrvād kartē haĩ chiranjīvī bhav , jītē rahō arthāt svargvāsī bhav , svarg kō hī amarpurī kahā jātā hai .

148He gives you the blessing: May you have a long life! 149May you live for ever! 150That is: May you become a resident of heaven! 151Only heaven is called the land of immortality.

142Amarnāth hī aisī āśhīrvād kartē haĩ .

152Only the Lord of Immortality can give you such blessings.

143Amarpurī K|kē dēvtāyē̃ pavitra thē nā .

153The deities of the land of immortality were pure.

144Had K|kē sambandhō̃ ādi sē mōh kā tyāg karnā hī hai .

154You must definitely renounce your attachment to limited relations.

145Ab bābā kē pās jānā hai .

155You now have to go to Baba.

146Bābā kahtē dēh K|kē mōh sē tumkō yahā̃ key|kī yād paṛtī hai isliē dēhī-abhimānī banō tō ant mē̃ tumkō muktidhām tathā sukhdhām key|kī yād paṛēgī . 147Śhāntidhām aur sukhdhām , yah hai duḥkhdhām .

156Baba says: You remember all of them because of your attachment to their bodies. 157This is why you now have to become soul conscious so that, at the end, you will remember the land of liberation and the land of happiness.

148Ādi madhya ant , naī duniyā , bīch key|kī duniyā aur purānī duniyā . 149Jab ādhā samay pūrā hōtā hai phir purānī duniyā kā nām śhurū hōtā hai .

158There is the land of peace, the land of happiness and this land of sorrow; the beginning, the middle and the end; the new world, the world in the middle and the old world.

150Yah purānī duniyā ab naī hō rahī hai .

159When half the time has passed, the name ‘old world’ begins.

151Phir sē naī kaisē hō rahī hai , vah ākar dēkhō .

160This old world is now being made new.

152Samjhō . 153Parantu kōṭō mē̃ kōī dhyān dēkar samajhē̃gē .

161Come and see how it is being made new once again. 162Come and understand.

154Hajārō̃ lākhō̃ ātē haĩ unmē̃ sē 2-4 nikaltē haĩ .

163However, only a handful out of multimillions pay attention and understand this.

155Phir bhī ḍhīlē hō jātē haĩ . 156Ēk pradarśhanī sē 2-4 bhī ṭhahar jāyē̃ tō ahō saubhāgya .

164Hundreds of thousands come here, but only two or four emerge from them and, even they then become slack!

157Din pratidin yah pradarśhanī bhī vr̥iddhi kō pāyēgī .

165If even two or four emerge from an exhibition and stay, it is great fortune.

158Chaltē-chaltē phir rōz 10 hajār bhī āyēṅgē .

166Day by day, this exhibition will expand.

159Baṛē baṛē hall|hāl , baṛē baṛē chitra bhī hōṅgē .

167As you progress further, even 10,000 will come every day.

160Samjhānē vālē bhī tīkhē hōṅgē . 161Ant mē̃ mahimā tō nikalnī hai .

168There will be big halls and big pictures, and those who explain will be very clever.

162Kahē̃gē hē prabhū , āpkī patit duniyā kō pāvan banānē key|kī gati sabsē nyārī hai .

169You will be praised at the end. 170They will say: O Prabhu! 171Your ways of making the impure world pure are unique!

163Bhakti key|kī bahut ādat paṛī huī hai .

172Their habit of devotion is very deep.

164Dēvālā mārā yā kōī mar gayā tō gurū lōg kahē̃gē dēkhā - bhakti chhōṛ dī tab aisā huā .

173If they become bankrupt or if someone dies, their guru would tell them, “Look, this happened because you stopped performing devotion.”

165Māyāvī vighna paṛtē haĩ , śhrīmat chhōṛnī nahī̃ hai .

174There are obstacles created by Maya. 175You must not stop following shrimat.

166Māyā baṛī mōhanī hai , kitnē fashionable hō gayē haĩ .

176Maya is very attractive. 177People have become so fashionable!

167Samajhtē haĩ hamārē liē yah svarg hō gayā hai .

178They think that this is heaven for them.

168Māyā kā pomp fall of|off rāvaṇ rājya hai .

179This is the pomp of Maya, the fall of the kingdom of Ravan.

169Science K|kē kāraṇ māyā kā bhabhkā bahut hai .

180Because of science, there is a lot of splendor of Maya at this time.

170Samajhtē haĩ gāndhī nē svarg banāyā .

181They think that Gandhiji created heaven.

171Tumkō ab svarg kā gyān milā hai tab samajhtē haĩ yah nark hai .

182You have now received the knowledge of heaven, and so you understand this is hell.

172Yah rājya ruṇya K|kē pānī misal ( mr̥ig tr̥iṣhṇā samān ) hai .

183This kingdom is like a mirage. 184(The example of Duryodhan.)

173 ( duryōdhan kā misāl ) yah rājya gayā ki gayā . 174Kalp key|kī bāt hai .

185This kingdom is about to end; it is a question of the cycle.

175Kalp-kalp naī duniyā hōtī rahtī hai aur purānī duniyā khatm hōtī hai .

186The world becomes new every cycle and then the old world ends.

176Trimūrti śhiv bhī hai .

187There is also Trimurti Shiva.

177Brahmā dvārā sthāpanā kar rahē haĩ , śhaṅkar dvārā vināśh hōnā hai .

188Establishment is being carried out through Brahma and destruction has to take place through Shankar.

178Phir jō rājyōg sīkhtē haĩ vahī rājya chalāyēṅgē .

189Then, those who study Raja Yoga will rule the world.

179Daivī rājya sthāpan kar unkī janma-janmāntar pālnā kartē haĩ .

190They will establish the deity kingdom and sustain it for birth after birth.

180Yah buddhi mē̃ dhārṇā karnī hai phir service karnī hai .

191You have to inculcate this into your intellects and then do service.

181Sachchī gītā K|kē tum pāṭhī hō .

192You are students of the true Gita.

182Sunnā , sunānā , kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānā .

193You have to listen to this knowledge and relate it to others.

183Tum ādhākalp kē liē duḥkh sē chhūṭtē hō .

194You are changing from thorns into flowers. 195You are being liberated from sorrow for half a cycle.

184Jaisē itvār K|kē din sabhī key|kī chhuṭṭī hōtī hai nā . 185Aisē ādhākalp tum duḥkh sē , rōnē pīṭnē sē chhūṭ jātē hō .

196Just as everyone becomes free and has a holiday on Sunday, so, you too become free from sorrow, weeping and wailing for half a cycle.

186Achchhā  !

197Achcha

187Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

198To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the 199Mother, the Father, BapDada.

188Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

200The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

189Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

201Essence for dharna:

1901 ) karmbandhan sē mukt hō rūhānī paṛhāī rōz paṛhnī hai .

202 1. Become free from your karmic bondages and study this spiritual knowledge every day.

191Jahā̃ tak jīnā hai , paṛhāī jarūr paṛhnī hai .

203Definitely study for as long as you live.

1922 ) had K|kē sambandhō̃ vā dēh sē mōh kā tyāg kar apnē śhāntidhām aur sukhdhām kō yād karnā hai .

204 2. Finish your attachment to your limited relations and your own body and remember your land of peace and land of happiness.

193Saṅg-dōṣh sē apnī sambhāl karnī hai .

205Guard yourself against any influence of bad company.

Blessing

194Vardān  : man-buddhi-sanskār vā sarv karmēndriyō̃ kō nīti pramāṇ chalānē vālē svarājya adhikārī bhav

206Blessing: May you have a right to self-sovereignty and make your mind, intellect, sanskars and all your physical organs work with the right codes of conduct.

195Svarājya adhikārī ātmāyē̃ apnē yōg key|kī śhakti dvārā her|har karmēndriy kō order K|kē andar chalātī haĩ .

207 Souls who are the masters of themselves make all their physical organs work under their orders with the power of their yoga.

196Na sirph yah sthūl karmēndriyā̃ lēkin man-buddhi-sanskār bhī rājya adhikārī K|kē direction athavā nīti pramāṇ chaltē haĩ .

208Not just physical organs, but also the mind, intellect and sanskars follow the directions of the one who is their master, that is, they follow all the codes of conduct.

197Vē|way kabhī saṅskārō̃ K|kē vaśh nahī̃ hōtē lēkin saṅskārō̃ kō apnē vaśh mē̃ kar śhrēṣhṭh nīti sē kārya mē̃ lagātē haĩ , śhrēṣhṭh saṅskār pramāṇ sambandh-sampark mē̃ ātē haĩ .

209They are never influenced by their old sanskars, but keep those sanskars under their control and use them with the highest codes of conduct. 210They form connections and relationships with others with their elevated sanskars.

198Svarājya adhikārī ātmā kō svapn mē̃ bhī dhōkhā nahī̃ mil saktā .

211A soul who is the master of himself would never be deceived, even in his dreams.

Slogan

199Slōgan  : nirmāntā key|kī viśhēṣhtā kō dhāraṇ kar lō tō saphaltā miltī rahēgī .

212Slogan: Imbibe the speciality of humility and you will continue to receive success.

213*** Om Shanti ***