मंगलवार 8 मार्च 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-03-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 08/03/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban 1Essence: Sweet children, have true love for the one Father.

1 «  mīṭhē bachchē - ēk bāp sē sachchā-sachchā lav|love rakhō , unkī mat par chalō tō bākī sab mitr sambandhiyō̃ ādi sē mamatva ṭūṭ jāyēgā ' '

2Follow His shrimat and this will break your attachment away from all your friends and relatives. 3Question: Which words can only be spoken by the Father and by no human being?

2Praśhna  : bāp K|kē sivāē kaun sē śhabda kōī bhī manuṣhya bōl nahī̃ saktā hai  ?

4Answer: "I, the Father of you souls, have come to teach you. 5I will take you back home with Me." 6No human being, only the Father, has the power to speak these words. 7You have the faith that this new knowledge is for the new world and the spiritual Father, Himself, is teaching you.

3Uttar  : maĩ tum ātmāō̃ kā bāp tumhē̃ paṛhānē āyā hū̃ , maĩ tumhē̃ apnē sāth vāpis lē jāūṅgā .

8You are Godly students. 9Song: No one is unique like the Innocent Lord.

4Aisē śhabda bōlnē key|kī tākat bāp K|kē sivāē kisī bhī manuṣhya mē̃ nahī̃ . 5Tumhē̃ niśhchay hai - yah nayā gyān naī viśhva kē liē hai , jō svayã rūhānī bāp hamē̃ paṛhātē haĩ , ham godly student haĩ . 6Gīt  : bhōlēnāth sē nirālā … 7Ōm śhānti .

10Om shanti.

8Bachchō̃ kō dēnē vālā hamēśhā bāp hōtā hai .

11It is always the Father who gives to the children.

9Ēk bāp hōtā hai had kā , jō apnē 5-8 bachchō̃ kō varsā dētā hai . 10Bēhad kā bāp bēhad kā varsā dētē haĩ . 11Vah sabkā ēk hī bāp hai .

12On the one hand, there are limited fathers who give an inheritance to their five or eight children, whereas the unlimited Father gives an unlimited inheritance.

12Laukik bāp tō bahut haĩ .

13He is the one Father of all souls.

13Anēk bachchē hōtē haĩ , yah hai sab bachchō̃ kā bāp .

14There are many worldly fathers and there are also many children.

14Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō bhī bāp nahī̃ kahē̃gē .

15That One is the Father of all children.

15Śhaṅkar kā kārya hī alag hai . 16Vah dēnē vālā nahī̃ hai .

16Brahma, Vishnu and Shankar can not be called the Father either.

17Ēk hī nirākār bāp hai jissē varsā miltā hai .

17The task of Shankar is separate. 18He is not one who gives.

18Vah hai parampitā , mūlvatan mē̃ parē tē parē rahnē vālā .

19Only the incorporeal Father gives you your inheritance.

19Samjhānē key|kī baṛī yuktiyā̃ chāhiē , mīṭhī jabān bhī chāhiē .

20He is the Supreme Father, the One who resides in the incorporeal world, the land beyond.

20Kām mahāśhatru hai - in par jīt pānī hai .

21You need wise methods to explain all of this.

21Ab kanyāyē̃ tō svatantr haĩ .

22You also have to be very sweet.

22Aisē bahut manuṣhya hōtē haĩ jō brahmcharya mē̃ rahnā pasand kartē haĩ .

23Lust is the greatest enemy and you have to conquer it. 24Kumaris are free. 25Many people prefer to remain celibate.

23Vikārī kuṭumb parivār mē̃ nahī̃ jānā chāhtē haĩ tō aisē rah jātē haĩ , manā nahī̃ hai .

26They don’t want to be engaged in a vicious family path and so they remain celibate. 27They are not forbidden to do so.

24Kanyāō̃ kā kanhaiyā bāp tō maśhhūr hai . 25Kr̥iṣhṇa kōī kanyāō̃ kā bāp nahī̃ hai .

28Kanhaiya (Krishna), the father of kumaris, is very well known, but Krishna is not the father of kumaris.

26Yah tō brahmākumāriyā̃ haĩ .

29These are Brahma Kumaris.

27Kr̥iṣhṇa kumāriyā̃ hōtī nahī̃ .

30There are no Krishna Kumaris.

28Kr̥iṣhṇa kō prajāpitā nahī̃ kahtē .

31Krishna is not called the Father of People.

29Yah kanyāyē̃ , mātāyē̃ haĩ jinkō sahan karnā paṛtā hai .

32It is these kumaris and mothers who have to tolerate a great deal.

30Parantu dil sāph hōnī chāhiē .

33However, you should have clean hearts.

31Buddhi kā yōg ēk bāp sē achchhī rīti juṭā huā rahē tab anēkō̃ sē ṭūṭ saktā hai .

34Only when your intellects are firmly connected in yoga with the one Father can they be broken away from others.

32Pakkā niśhchay hō ki hamkō ēk bāp kā bannā hai . 33Unkī mat par chalnā hai .

35You should have the firm faith that you have to belong to the one Father and follow His directions.

34Bābā nē samjhāyā hai ki tum apnē pati kō bhī samjhāō ki ab kr̥iṣhṇapurī sthāpan hō rahī hai . 35Kanspurī K|kē vināśh key|kī taiyārī hō rahī hai .

36Baba has explained that you must explain to your husband: The land of Krishna is now being established and preparations for the destruction of the land of Kans (the demon king) are being made.

36Agar kr̥iṣhṇapurī mē̃ chalnā hai tō vikārō̃ kō chhōṛnā paṛēgā .

37If you wish to go to the land of Krishna, you have to renounce the vices.

37Kr̥iṣhṇapurī mē̃ chalnē kē liē sampūrṇ nirvikārī bannā hai .

38You have to become completely viceless in order to go to the land of Krishna.

38Abhī tumhē̃ mērā bhī aur apnā bhī kalyāṇ karnā hai aur ham tum dōnō̃ hī ēk bhagvān K|kē bachchē haĩ .

39Tell him: You now have to bring benefit to me and also to yourself. 40We are both children of the one God.

39Tum bhī kahtē hō bhagvān hamārā bāp hai , ham tō āpas mē̃ bhāī bahan ṭhaharē . 40Ab vikār mē̃ jā nahī̃ saktē .

41You say that God is your Father, and so we are brother and sister and we therefore cannot indulge in vice.

41Bhārat pavitra thā tō sab sukhī thē , abhī tō duḥkhī haĩ . 42Nark mē̃ gōtē khātē rahtē haĩ .

42When Bharat was pure, it was happy, but it is now unhappy and everyone continues to choke in hell.

43Bāp kahtē haĩ dōnō̃ hāth , hāth mē̃ dē pavitra ban svarg mē̃ chalō .

43The Father says: Both of us should put our hands in Baba's hand and become pure and go to heaven.

44Abhī bhalā ham kyō̃ 21 janmō̃ kā varsā gãvāyē̃ .

44Why should I now lose the inheritance of 21 births?

45Rōz samjhānē sē haḍḍī narm hō jāyēgī .

45When it is explained every day in this way to them, their bones will soften.

46Kanyāyē̃ tō svatantr haĩ , sirph unkā saṅg kharāb na hō .

46Kumaris are free, but they should be careful that they don’t keep bad company.

47Yah apavitr , bhraṣhṭāchārī duniyā khatm hōnī hai .

47This impure, corrupt world is to end.

48Bāp kahtē haĩ - pavitra banō tō pavitra duniyā kā mālik ban jāyēṅgē .

48The Father says: Become pure and you will become the masters of the pure world.

49Aisī yukti sē samjhānā hai , viṣhṭā K|kē kīṛē haĩ tō unhē̃ bhū̃ bhū̃ kar āp samān banānā hai .

49You have to explain with such tact. 50You have to buzz this knowledge to the insects and make them equal to yourselves.

50Śhakti sēnā mē̃ śhakti bhī chāhiē nā  !

51The Shakti Army also has to have power.

51Bachchō̃ ādi kō tō sambhālnā hī hai . 52Bākī mōh nahī̃ laṭkānā hai .

52You have to look after your children, but not become trapped by attachment.

53Buddhi kā yōg ēk sē hī rahē .

53Your intellects should be connected in yoga with the One alone.

54Yah sab chāchā , māmā , kākā ādi drama K|kē actors haĩ .

54Those maternal uncles, paternal uncles etc. are all actors in the drama.

55Ab khēl pūrā hōtā hai , vāpis jānā hai .

55The play is now ending and you have to return home.

56Vikarmō kā hisāb-kitāb chuktū karnā hai .

56You have to settle the karmic accounts of your sinful actions.

57Is purānī duniyā sē dil haṭānā hai . 58Ēk bāp kō yād karnā hai .

57You have to remove your hearts from this old world and remember the one Father.

59Bāp kahtē haĩ śhrīmat par chalē̃gē tō svarg kī bādśhāhī pāyēṅgē .

58The Father says: If you follow shrimat, you will receive the kingdom of heaven.

60Śhrīmat hai bhagvān key|kī .

59You are receiving shrimat from God.

61Rājyōg sē barōbar rājāō̃ kā rājā bantē haĩ .

60You truly do become the kings of kings by having Raja Yoga.

62Yah mr̥ityulōk tō ab khatm hōnā hai .

61This land of death now has to end.

63Tō kyō̃ na bāp sē 21 janmō̃ kā pūrā varsā lē lēvē̃ .

62Why should we not claim our full inheritance of 21 births from the Father?

64Student samajhtē haĩ - yadi ham achchhī rīti paṛhē̃gē tō achchhē number mē̃ pās|pass hōṅgē .

63Students understand that if they study well, they will pass with good marks.

65Yadi yahā̃ achchhē number mē̃ pās|pass hōṅgē tō vahā̃ svarg mē̃ ūñch pad pāyēṅgē .

64If you pass with a good number here, you will receive a high status there, in the heaven.

66Bannā tō prince-princess chāhiē .

65In fact, you should become princes and princesses.

67Sab tō nahī̃ banē̃gē . 68Prajā tō ḍhērō̃ key|kī ḍhēr bantī jātī hai .

66Though not all will become those; many subjects are being created.

69Pradarśhanī sē dhīrē-dhīrē bahut prabhāv nikaltā jāyēgā .

67A great deal of impact will gradually be created through the exhibitions.

70Tum jāntē hō jō act chaltā āyā hai vah 5 hajār varṣh pahlē bhī chalā thā .

68You know that all the acts taking place now also took place 5000 years ago.

71Bāp kahtē haĩ maĩ bhī drama K|kē bandhan mē̃ bāndhā huā hū̃ .

69The Father says: I too am bound by the bonds of the drama.

72Part bigar maĩ kuchh nahī̃ kar saktā .

70I too cannot do anything unless it is in My part.

73Aisē nahī̃ ki svadarśhan chakra sē kiskā sir kāṭ dū̃ .

71It isn't that I can cut off someone's head with the discus of self-realization.

74Svadarśhan chakra kā arth|earth bhī tum bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai .

72The meaning of the discus of self-realization has been explained to you children.

75Śhāstrō̃ mē̃ tō ḍhēr kathāyē̃ likh dī haĩ . 76Svadarśhan arthāt sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kō jānnā . 77Sva arthāt ātmā kō darśhan huā - sr̥iṣhṭi chakra kā ki barōbar ham 84 kā chakra lagātē haĩ .

73Many stories have been written in the scriptures. ‘Swadarshan’ means to know the beginning, the middle and the end of the world. ‘Swa’ means oneself, a soul has a vision of the world cycle, of how we truly go around the cycle of 84 births.

78Sūryavanśhī , chandravanśhī . . . ab chakra pūrā huā . 79Phir nayā chakra phirēgā . 80Bhārat kā hī yah chakra hai .

74First, there is the sun dynasty, then the moon dynasty etc., and then, when the cycle is complete, we start again from the beginning.

81Ādi sē ant tak bhāratvāsiyō̃ kā part hai . 82Bhārat K|kē dō yug pūrē hōtē haĩ .

75This cycle is of Bharat. 76The people of Bharat have parts from the beginning until the end.

83Tō jaisē ādhī duniyā pūrī huī , uskō hī paradise bhī kahtē haĩ .

77When the two ages of Bharat end, half of the world cycle ends. 78That is what was called Paradise.

84Bākī aur dharm tō ātē hī bād mē̃ haĩ .

79After that, all the other religions emerge.

85Bōlō , tumhārē pahlē yah svarg thā , naī duniyā thī , ab purānī duniyā hai .

80Tell them: Before you came, this was heaven. 81It used to be the new world and it is now the old world.

86Tum jāntē hō ādi mē̃ haĩ sūryavanśhī , chandravanśhī .

82You know that, in the beginning, there are the sun and moon dynasties.

87Vah rājdhānī pūrī hōtī hai tō madhya hōtā hai .

83When that kingdom ends, it is the middle: in between the new and the old.

88Naī aur purānī kā bīch . 89Pahlē ādhākalp bhārat hī thā .

84At first, there was just Bharat for half the cycle.

90Nāṭak sārā hamārē ūpar hī banā huā hai .

85The whole play is created about us.

91Ham sō śhrēṣhṭhāchārī double sirtāj rājāyē̃ thē .

86We were elevated, doubly-crowned kings, but we have now become corrupt.

92Ham sō bhraṣhṭāchārī banē , pūjya sō pujārī aur kōī aisī bāt kah na sakē .

87Those who were worthy of being worshipped then became worshippers. 88No one else can say this.

93Kitnī sahaj bāt hai samjhānē key|kī .

89This is such an easy aspect to explain.

94Yah rūhānī knowledge supreme rūh bachchō̃ kō dē rahē haĩ .

90Only the Supreme Spirit gives this spiritual knowledge to the children.

95Tum jāntē hō ham ātmāō̃ kō bāp gyān dē rahē haĩ .

91You know the Father is giving knowledge to you souls.

96Bāp kahtē haĩ maĩ ātmāō̃ kō paṛhātā hū̃ .

92The Father says: I teach souls.

97Ātmāō̃ kō sāth lē jāūṅgā aur kōī kō aisā kahnē key|kī tākat nahī̃ .

93I will take all souls back home with Me. 94No one else has the power to say this.

98Bhal apnē kō brahmā yā brahmākumār kumārī kahalāvē̃ . 99Kuchh yahā̃ kā gyān bhī copy kar lē̃ parantu vah chal na sakē .

95Though they may call themselves Brahma, or Brahma Kumars and Brahma Kumaris and they may even try to copy your knowledge, they wouldn’t be able use it.

100Sach phir bhī sach hōtā hai , sach kabhī chhip na sakē .

96The truth is, after all, the truth. 97The truth can never be hidden.

101Pichhāṛī mē̃ jarūr kahē̃gē - ahō prabhū āp jō batātē hō vah sach hai , bākī sab jhūṭh hai .

98At the end, they will definitely say: O God, whatever You tell us is the truth and all the rest is false.

102Parampitā paramātmā hai hī truth .

99The Supreme Father, the Supreme Soul, is the Truth.

103Vah nirākār hai .

100He is incorporeal.

104Śhiv rātri kā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .

101People do not know the meaning of the Night of Shiva.

105Agar kr̥iṣhṇa K|kē tan mē̃ āyē tō kahē ki maĩ kr̥iṣhṇa K|kē tan mē̃ ākar tumkō gyān dētā hū̃ , yah bhī hō nahī̃ saktā .

102If He were to enter the body of Krishna, He would say: I enter the body of Krishna and give you knowledge. 103That is not possible.

106Yah knowledge hai ismē̃ achchhī tarah attention dēnā hai .

104This is knowledge, and you have to pay attention to it very well.

107Ham godly student haĩ , yah buddhi mē̃ nahī̃ hai tō buddhi mē̃ kuchh bhī baiṭhēgā nahī̃ .

105If you don’t have it in your intellects that you are Godly students, it is as though nothing has entered your intellects.

108Tumhārē bahut janmō̃ K|kē ant kā yah antim janm hai .

106This is the last of your many births. 107The land of death now has to end.

109Yah mr̥ityulōk ab khatm hōnā hai . 110Tō maĩ āyā hū̃ ab amarpurī kā mālik banānē . 111Satya nārāyaṇ kī kathā arthāt nar sē nārāyaṇ bannē key|kī knowledge , kathā nahī̃ .

108I have now come to make you into the masters of the land of immortality. 109The story of the true Narayan means the knowledge of how to change from an ordinary man into Narayan; it isn’t a story.

112Kathā purānī , prāchīn kō kahā jātā hai .

110A story from the scriptures is one that is old or ancient.

113Yah knowledge hai .

111This is knowledge.

114Aim object bhī batātē haĩ .

112You also have an aim and objective.

115Yah college bhī ṭhaharā|ṭhahrā .

113This is a college.

116History , geography bhī purānī kathā huī .

114History and geography are also old stories. 115“So-and-so used to rule.”

117Phalānā-phalānā rājya kartā thā .

116The Father now says: I too have a part in the drama.

118Ab bāp kahtē haĩ mērā bhī drama mē̃ part hai .

117Establishment takes place through Brahma and destruction takes place through Shankar.

119Brahmā dvārā sthāpanā , śhaṅkar dvārā vināśh .

118The bombs etc. have to be created for destruction.

120Unhō̃ kō yah bombs ādi tō banānē hī haĩ vināśh kē liē .

119What are the Yadavas, the Kauravas and the Pandavas doing?

121Yādav , kaurav , pāṇḍav kyā karat bhayē .

120People have written many wrong stories in the scriptures.

122Śhāstrō̃ mē̃ tō ulṭā-sulṭā likh diyā hai .

121It is accurately written of the Yadavas that they destroyed their own clan.

123Yādavō̃ kē liē ṭhīk likhā hai ki apnē kul kā vināśh svayã hī kiyā .

122They have shown a violent war between the Pandavas and the Kauravas, but that doesn't take place.

124Bākī pāṇḍavō̃ , kauravō̃ key|kī hiṃsak yuddha dikhlāī hai .

123You have the Supreme Father, the Supreme Soul, with you.

125Yah tō huī nahī̃ hai .

124He is the main Guide.

126Tumhārē sāth hai parampitā paramātmā .

125He is also the Purifier and the Liberator.

127Vah hai mukhya paṇḍā aur guide hai , patit-pāvan bhī hai , liberator bhī hai .

126He liberates you from the kingdom of Ravan and is now taking you into the kingdom of Rama.

128Rāvaṇrājya sē chhuṛākar rāmrājya mē̃ lē chal rahē haĩ . 129Bāp kahtē haĩ yah rāvaṇ rājya khatm hō , murdābād hō phir pāvan śhrēṣhṭhāchārī satyugī rājya śhurū hō rahā hai .

127The Father says: This kingdom of Ravan will be defeated and end and then the pure, elevated, golden-aged kingdom will begin once again. 128Only you children know this. 129You can also explain to others.

130Yah tum bachchē hī jāntē hō aur kiskō samjhā bhī saktē hō aur kōī jān nahī̃ saktē .

130No one else knows this. 131Many people know the scriptures of the path of devotion.

131Bhaktimārg K|kē śhāstra tō bahut jāntē haĩ .

132They think they will find God by doing devotion.

132Samajhtē haĩ bhakti sē bhagvān kō pānā hai .

133The path of devotion lasts for half a cycle.

133Ādhākalp bhakti mārg . 134Bhakti K|kē ant mē̃ gyān sāgar ākar gyān kā injection lagāyēṅgē .

134Baba, the Ocean of Knowledge, comes at the end of devotion and gives you the injection of knowledge.

135Tum bachchō̃ key|kī patit-pāvan god fatherly student life hai .

135You children have a pure, Godfatherly student life.

136Patit-pāvan mānā satgurū .

136The Purifier means the Satguru.

137Ō god father mānā parampitā paramātmā aur vah phir śhikṣhak rūp mē̃ rājyōg sikhlātē haĩ .

137God, the Father, means the Supreme Father, the Supreme Soul, and He takes the form of the Teacher and teaches you Raja Yoga.

138Kitnī sahaj bāt hai .

138These are such easy things!

139Pahlē patit-pāvan jarūr likhnā chāhiē .

139First of all, you must definitely write: The Purifier.

140Gurū sabsē tīkhā hōtā hai .

140The Guru is the cleverest of all.

141Samajhtē haĩ gurū sadgati dētē haĩ , durgati sē chhuṛātē haĩ .

141People believe their guru will grant them salvation and will liberate them from degradation.

142Bāp kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ . 143Parantu yah kiskī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtā ki bhagvān K|kē ham bachchē haĩ tō jarūr varsā milnā chāhiē .

142The Father explains to you so clearly and yet it doesn’t sit in anyone's intellect that we are the children of God and we should definitely receive the inheritance.

144Bāp kahtē haĩ bachchē tum rāvaṇ par jīt pahanō tō jagatjīt ban jāyēṅgē .

143The Father says: Children, gain victory over Ravan and you will become conquerors of the world.

145Śhrīmat par chalnā hai .

144You have to follow shrimat.

146Jaisē bāp mīṭhā hai , vaisē bachchō̃ kō bhī mīṭhā bannā hai .

145Just as the Father is sweet, so you children also have to become equally sweet.

147Yukti sē samjhānā hai , āgē chalkar samajhē̃gē . 148Tum par bhī viśhvās karē̃gē .

146You have to explain with tact. 147As you progress further, they will understand you and begin to have faith in you.

149Dēkhē̃gē , laṛāī tō lag gaī hai , kyō̃ na bāp sē varsā lē lēvē̃ .

148They will see that the war has already begun and think, “Why shouldn’t we claim our inheritance from the Father?”

150Aisī laṛāī ādi K|kē samay vikār key|kī bāt yād nahī̃ rahtī .

149At the time of war, no one will remember the vices.

151Aisē kōī nahī̃ kahē̃gē ki vināśh hōnē sē pahlē viṣh key|kī taste tō lē lēvē̃ .

150None will say that they should taste poison before destruction takes place.

152Us samay apnī sambhāl kī jātī hai .

151At that time everyone will look after themselves.

153Janma-janmāntar sē yah kām kaṭārī chalānē sē tumhārī yah hālat hō gaī hai , duḥkhī hō gayē haĩ .

152Your present condition has come about by using the sword of lust for birth after birth. 153You have become unhappy.

154Pavitratā mē̃ hī sukh hai .

154There is happiness in purity.

155Sannyāsī pavitra haĩ tab tō pūjē jātē haĩ .

155Sannyasis are pure and this is why they are worshipped.

156Parantu is samay duniyā mē̃ ṭhagī bahut lagī paṛī hai .

156However, at this time there is a lot of cheating in the world.

157Dhanī-dhōṇī tō kōī hai nahī̃ .

157There is no Lord and Master.

158Prajā kā prajā par rājya hai .

158It is government of the people by the people.

159Svarg mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā kitnā number one rājya thā .

159Lakshmi and Narayan had the number one kingdom in heaven.

160Bhārat kaun kahlāvē  !

160What was Bharat called then?

161Yah sab bhūl gayē haĩ .

161Everyone has forgotten this.

162Rudra mālā hai , phir hai viṣhṇu key|kī mālā .

162There is the rosary of Rudra and then the rosary of Vishnu.

163Brāhmaṇō̃ key|kī mālā tō ban na sakē kyōṅki nīchē ūpar girtē chaṛhtē rahtē haĩ . 164Āj 5-6 number mē̃ , kal dēkhō tō hai hī nahī̃ .

163The rosary of Brahmins cannot be created because they continue to fluctuate. 164Today, they would be among the first five or six, whereas tomorrow, they would not even be here.

165Varsē sē bhī , rājāī sē bhī khatm hō jātē haĩ . 166Bākī rahā prajā pad .

165They deprive themselves of their inheritance and the kingdom and then, only the status of subjects remains for them.

167Yahā̃ rahkar bhī chhōṛ dētē tō prajā mē̃ bhī achchhā pad pā nahī̃ sakē̃gē .

166Even after living here, they leave Baba, and so they would not be able to claim a good status even among the subjects.

168Vikarma baṛē jōr sē hōtē haĩ .

167They then perform sinful actions with great force.

169Tumhē̃ bhagvān paṛhātē haĩ - kitnī wonderful bāt hai .

168God is teaching you. 169It is such a wonderful thing!

170Naī duniyā kē liē yah nayā gyān hai .

170This is new knowledge for the new world.

171Tum naī viśhva K|kē mālik thē , abhī purānī viśhva mē̃ kauṛī tulya hō .

171You were the masters of the new world. 172In the old world, you are as worthless as shells.

172Bāp kauṛī tulya kō phir sē hīrē tulya banātē haĩ .

173The Father makes you become like diamonds again from worthless shells.

173Tum kāṇṭō̃ sē fool|phūl ban rahē hō .

174You change from thorns into flowers.

174Achchhā  !

175Achcha.

175Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

176To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

176Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

177The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

177Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

178Essence for dharna:

1781 ) kisī bhī sambandh mē̃ mōh nahī̃ laṭkānā hai .

179 1. Do not become trapped by your attachment to any relations.

179Andar key|kī sachchāī saphāī sē nirbandhan bannā hai .

180You must become free from bondage by having internal honesty and cleanliness.

180Vikarmō kā hisāb chuktū karnā hai .

181You have to settle your account of sinful actions.

1812 ) mīṭhī jabān aur yuktiyukt bōl sē sēvā karnī hai .

182 2. You have to do service sweetly and with completely tactful words.

182Puruṣhārth kar achchhē number sē pās|pass hōnā hai .

183Make effort and pass with good marks.

183Vardān  : controlling power dvārā wrong kō right mē̃ parivartan karnē vālē śhrēṣhṭh purūṣhārthī bhav

184Blessing: May you transform wrong into right with your controlling power as an elevated effort-maker.

184Śhrēṣhṭh purūṣhārthī vah haĩ jō second mē̃ controlling power dvārā wrong kō right mē̃ parivartan kar dē .

185 An elevated effort-maker is one who transforms wrong into right in a second with his controlling power.

185Aisē nahī̃ vyarth kō control tō karnā chāhtē haĩ , samajhtē bhī haĩ yah wrong haĩ lēkin ādhā ghaṇṭē tak vahī chaltā rahē .

186Let it not be that you wish to control your wastefulness, that you understand something to be wrong, but it continues for another half an hour.

186Isē kahē̃gē thōṛā-thōṛā adhīn aur thōṛā-thōṛā adhikārī .

187This is known as being partly dependent and partly having a right.

187Jab samajhtē hō ki yah satya nahī̃ hai , ayathārtha vā vyarth hai , tō usī samay brake lagā dēnā - yahī śhrēṣhṭh purūṣhārth hai .

188When you understand that something is not right, that it is inaccurate and wasteful, you should apply a brake at that moment. 189This is elevated effort.

188Controlling power kā arth|earth yah nahī̃ ki brake lagāō yahā̃ aur lagē vahā̃ .

190Controlling power does not mean that you apply a brake at one point but it only takes effect after some distance.

189Slōgan  : apnē svabhāv kō saral banā dō tō samay vyarth nahī̃ jāyēgā . 190Anmōl gyān ratna ( dādiyō̃ key|kī purānī diary sē ) 191Is puruṣhārth K|kē samay har ēk mē̃ kuchh na kuchh kamī avaśhya rahtī hai , jiskō bharnē liē har ēk puruṣhārth kartā hai . 192Kōī mē̃ dhairyatā kā guṇ nahī̃ hai tō kōī mē̃ sahanśhīltā kā guṇ nahī̃ hai aur bhī anya guṇ nahī̃ haĩ , jinkī dhārṇā karnē arth|earth khud mālik ban un guṇō̃ kō apnē pās|pass khīñchnā hai .

191Slogan: Make your nature easy and your time will not be wasted.

193Aisē hī vah guṇ unkē pās|pass khaiñcakar nahī̃ ātē haĩ , mālik mē̃ kamī hōnē kāraṇ guṇ kahtē haĩ ki maĩ mitratā kissē rakhū̃ , unkā mālik sē pyār nahī̃ rahtā hai .

192*** Om Shanti *** 193Invaluable jewels from Dadis’ old diaries 194At this time of making effort, there is definitely some or other weakness in each one, and effort is made to remove that. 195Some may not have the virtue of patience, others may not have the virtue of tolerance, and they may not have some other virtues.

194Parantu jō mālik hō khaṛē haĩ , guṇ bhī unkō pyār kartē haĩ .

196To imbibe these, you have to become the master yourself and draw those virtues into yourself.

195Gyānī kō tō guṇ hī pyārē lagtē haĩ nā .

197These virtues will not come to you just by themselves.

196Vah guṇ kaśiśavān haĩ , jis kāraṇ mālik kō khaiñchtē haĩ , parantu aisā avaśhya hai ki svayã mālik hō sthit rahnē sē vē|way guṇ āpēhī usmē̃ ā jātē haĩ .

198Because the master is lacking these, the virtues would say “who can I have friendship with?", they do not have love for the master. 199However, for those who are here as the masters, the virtues love them.

197Tō apnē mālikpan kā pūrā niśhchay hōnā chāhiē . 198Aham ātmā paramātmā key|kī santān haĩ , yah niśhchay hōgā tō sampūrṇ daivī guṇ bhī ātē rahē̃gē .

200Knowledgeable souls love virtues. 201Those virtues are magnetic due to which they pull the master, but it is also guaranteed that when you become stable as a master, those virtues automatically come to you. 202So, you have to have full faith in being a master.

199Niśhchay sē hī daivī guṇ ātē haĩ . 200Gyān key|kī points uṭhānā , usmē̃ time nahī̃ lagtā hai parantu daivī guṇ dhāraṇ karnē mē̃ time lagtā hai .

203I the soul am a child of God – if you have this faith, all the divine virtues will come to you fully. 204The divine virtues only come with faith. 205To take points of knowledge does not take time, but it takes time to imbibe the divine virtues.

201Achchhā - ōm śāti .

206Achcha.