शनिवार 12 मार्च 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
012-03-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 12/03/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bēhad K|kē bāp sē sadā sukh kā varsā lēnā hai tō jō bhī khāmiyā̃ haĩ unhē̃ nikāl dō , paṛhāī achchhī rīti paṛhō aur paṛhāō ' '
1Essence: Sweet children, if you want to claim the inheritance of constant happiness from the unlimited Father, remove all the defects from within you. 2Study well and also teach others.
Question
2Praśhna : bāp samān service kē nimitt bannē kē liē kaun sā mukhya guṇ chāhiē ?
3Question: What special virtue do you need in order to become an instrument for doing service in the same way as the Father?
Answer
3Uttar : sahanśhīltā kā .
4Answer: Tolerance. 5Don't have too much attachment to your body. 6Do everything with the power of yoga.
4Dēh kē ūpar too much mōh nahī̃ rakhnā hai . 5Yōgbal sē kām lēnā hai . 6Jab yōgbal sē sab bīmāriyā̃ khatm hōṅgī tab bāp samān service kē nimitt ban sakē̃gē .
7When all your illnesses are finished with the power of yoga, you will be able to become an instrument and do service in the same way as the Father.
Question
7Praśhna : kaun sā mahāpāp hōnē sē buddhi kā tālā band hō jātā hai ?
8Question: By your committing which great sin does your intellect become locked?
8Uttar : yadi bāp kā bankar bāp key|kī nindā karātē haĩ , āgyākārī , vaphādār bannē kē bajāē kisī bhī bhūt K|kē vaśhībhūt hōkar disservice kartē haĩ , kālāpan nahī̃ chhōṛtē tō is mahāpāp sē buddhi kō tālā lag jātā hai .
9Answer: If, after belonging to the Father, you defame the Father and, instead of being obedient and faithful, you do disservice under the influence of an evil spirit and don't let go of that dirty activity, your intellect becomes locked by that huge sin. 10Song: Who has come to the door of my mind with the sound of ankle bells?
9Gīt : kaun āyā mērē man K|kē dvārē … 10Ōm śhānti .
11Om shanti.
11Bhagvānuvāch - bachchē jān chukē haĩ ki nirākār jō patit-pāvan , gyān kā sāgar hai vah baiṭh ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ .
12God speaks: You children know that the incorporeal One, the Purifier, the Ocean of Knowledge, sits here and teaches you souls.
12Śhāstra ādi paṛhnā - yah sab hai bhakti mārg .
13To study the scriptures, etc. belongs to the path of devotion.
13Satyug trētā mē̃ kōī paṛhtē nahī̃ .
14No one studies those in the golden and silver ages.
14Dvāpar sē lēkar manuṣhya yah paṛhtē rahtē haĩ .
15People have continued to study them from the copper age onwards.
15Manuṣhyō̃ nē hī śhāstra banāyē haĩ .
16It was human beings who wrote the scriptures.
16Bhagvān nē nahī̃ banāyē haĩ , na kōī vyās bhagvān hai .
17God did not write them and Vyas was not God.
17Vyās tō manuṣhya thā .
18Vyas was a human being.
18Nirākār parampitā paramātmā kō sabhī yād kartē haĩ .
19Everyone remembers the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.
19Bhūl sirph yah kī hai jō gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa kō samajh liyā hai .
20The mistake they have made is that they have considered Shri Krishna to be the God of the Gita.
20Bāp samjhātē haĩ gyān kā sāgar maĩ hū̃ , na ki śhrīkr̥iṣhṇa .
21The Father explains: I, not Shri Krishna, am the Ocean of Knowledge.
21Is bēhad K|kē duniyā key|kī history-geography ādi sē ant tak bāp hī jāntē haĩ ki kaisē yah ātmāyē̃ ātī haĩ .
22Only the Father knows the history and geography of this unlimited world, of how souls come down from the beginning to the end.
22Mūlvatan , sūkṣhmavatan aur yah hai sthūlvatan . 23Yah chakra kaisē phirtā rahtā hai .
23There is the incorporeal world, then the subtle region and then this corporeal world.
24Yah knowledge sivāē mujh nirākār bījrūp gyān sāgar K|kē aur kōī sunā nahī̃ saktē .
24No one, apart from Myself, the incorporeal Seed, the Ocean of Knowledge, can give you the knowledge of how this cycle turns.
25Phir jab bhakti mārg śhurū hōtā hai tō bhagat hī baiṭh yah śhāstra ādi banātē haĩ .
25Then, when the path of devotion begins, devotees sit and write those scriptures etc.
26Yah śhāstra tō phir bhī bannē haĩ .
26Those scriptures are going to be written again.
27Aisē nahī̃ ki yah bannā band hō jāyēṅgē .
27It isn't that they will stop writing them.
28Bhārat kā asul ādi sanātan dharm hai hī dēvī-dēvtā .
28The original, eternal religion of Bharat is the religion of the deities.
29Satyug ādi mē̃ dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .
29At the beginning of the golden age it was the kingdom of deities.
30Bhāratvāsī apnē dharm kō bhūl gayē haĩ .
30The people of Bharat have forgotten their religion.
31Jō pāvan thē , ab vah patit ban gayē haĩ , isliē bhagvān kahtē haĩ maĩ ākar tumkō patit manuṣhya sē pāvan dēvtā banātā hū̃ .
31Those who were pure have now become impure and that is why God says: I come and purify you impure human beings and make you into pure deities.
32Tum bhī jāntē hō dēvtā bannē kē liē ham paṛh rahē haĩ .
32You know that you are studying in order to become deities.
33Manuṣhya sē dēvtā bāp K|kē sivāē kōī banā nahī̃ saktā kyōṅki yahā̃ tō sab patit bhraṣhṭāchārī haĩ .
33No one, apart from the Father, can change you from humans into deities because everyone here is impure and corrupt.
34Vah phir pāvan śhrēṣhṭhāchārī kaisē banāyēṅgē .
34How will they then become pure and elevated?
35Yah patit āsurī duniyā rāvaṇ rājya hai .
35This impure devilish world is the kingdom of Ravan.
36Rājāī tō hai nahī̃ .
36There is no kingdom now.
37Gāyā bhī jātā hai rām rājya , rāvaṇ rājya .
37The kingdoms of Rama and Ravan are remembered.
38Bhagvān ākar rāmrājya key|kī sthāpanā kartē haĩ .
38God comes and establishes the kingdom of Rama.
39Kahtē bhī haĩ hē bhagvān gītā kā gyān phir sē ākar sunāō .
39People say: O God, come and tell us the knowledge of the Gita once again.
40Kr̥iṣhṇa tō nahī̃ sunāyēṅgē .
40Krishna would not tell it.
41Ab tum bachchē samajhtē hō ki hamkō kōī manuṣhya nahī̃ paṛhātē haĩ .
41You children now understand that it isn’t a human being who is teaching you.
42Manuṣhya key|kī ātmāyē̃ sab paṛhtī haĩ . 43Paṛhānē vālā nirākār bhagvān hai .
42It is all human souls who are studying and the One who is teaching you is incorporeal God.
44Kyā banātē haĩ ?
43What does He make you?
45Manuṣhya sē dēvtā .
44Deities from humans.
46Yah hai aim object .
45This is your aim and objective.
47School mē̃ aim object K|kē sivāē kōī kyā paṛh sakē̃gē .
46What would students be able to study at school without an aim and objective?
48Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai ki ham phir sē manuṣhya sē dēvtā bannē āyē haĩ .
47It is in the intellects of you children that you have come here once again to change from humans into deities.
49Paṛhānē vālē kō bhī pūrā jānnā chāhiē .
48You should also know very well the One who is teaching you.
50Unkā nām hai śhiv .
49His name is Shiva.
51Śhārīrik nām tō hai nahī̃ , aur paṛhānē vālī hōtī haĩ ātmāyē̃ , jō apnē-apnē śharīr dvārā paṛhātī haĩ .
50He doesn't have a bodily name. 51All other teachers are souls who teach through their bodies.
52Har ēk kō apnā śharīr hai .
52Each one has his own body.
53Yah ēk hī parampitā paramātmā hai jō kahtē haĩ mujhē apnā śharīr nahī̃ hai .
53That one is the Supreme Father, the Supreme Soul, who says: I don’t have a body of My own.
54Maĩ inkā ādhār lētā hū̃ , inkī ātmā bhī paṛhtī hai jō pahlē number mē̃ dēvtā bantī hai .
54I take the support of this one. 55His soul is also studying and becoming the number one deity.
55Jō new man thā vahī purānā hō gayā hai .
56The one who was the new man has now become old.
56Kr̥iṣhṇa hai sabsē pahlā new man , phir 84 janmō̃ kē bād ākar brahmā banā .
57Krishna is the first new man and then, after 84 births, he becomes Brahma.
57Yah apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē haĩ isliē maĩ baiṭh sunātā hū̃ .
58This one doesn’t know his own births and that is why I sit and tell him.
58Pahlē janm mē̃ yah śhrīkr̥iṣhṇa thā phir punarjanma lētē-lētē patit ban gayā .
59In his first birth, this one was Shri Krishna and he then became impure by taking rebirth.
59Ab phir maĩ inkō brahmā banākar sō śhrīkr̥iṣhṇa banātā hū̃ .
60I now make him Brahma and then Shri Krishna.
60Jhāḍ mē̃ bhī clear likhā huā hai .
61This is also written clearly in the picture of the tree.
61Nīchē yah tapasyā kar rahē haĩ brāhmaṇ rūp mē̃ .
62This one is doing tapasya as a Brahmin down below.
62Ūpar mē̃ vahī brahmā patit duniyā mē̃ khaṛē haĩ aur yahā̃ saṅgam par ab tapasyā kar rahē haĩ tattvam , tum bhī dēvtā thē phir punarjanma lētē-lētē patit śhūdra banē hō .
63This same Brahma is standing at the top of the tree in the impure world, and now, here, at the confluence age, he is doing tapasya. 64The same applies to you. 65You too were deities and have now become impure shudras by taking rebirth.
63Ab phir tum pāvan bantē hō .
66You are now once again becoming pure.
64Jāntē hō patit-pāvan parampitā paramātmā dvārā ham pāvan ban rahē haĩ .
67You know that you are becoming pure through the Purifier, the Supreme Father, the Supreme Soul.
65Bāp upāya batātē haĩ ki mujhē yād karō .
68The Father tells you the method: Remember Me!
66Mujhē yād karnē sē hī tum pāvan banē̃gē , ātmā aur śharīr dōnō̃ hī pāvan tō sirph satyug mē̃ hī hōṅgē .
69Only by remembering Me will you become pure. 70Only in the golden age are both souls and bodies pure.
67Yahā̃ śharīr sabkō patit miltā hai .
71Here, everyone receives an impure body.
68Sabsē kharāb bhraṣhṭāchār hai kām vikār .
72The worst corruption is the vice of lust.
69Viṣh sē paidā hōnē vālō̃ kō hī bhraṣhṭāchārī kahā jātā hai .
73Those who are born through vice are said to be corrupt.
70Satyug mē̃ kōī bhraṣhṭāchārī hōtā nahī̃ kyōṅki vahā̃ viṣh hī nahī̃ .
74No one is corrupt in the golden age because there is no vice there.
71Kr̥iṣhṇa kō sampūrṇ nirvikārī kahā jātā hai phir nirvikārī hī vikārī bantē haĩ .
75Krishna is said to be completely viceless and then those who are viceless become vicious.
72Satyug trētā mē̃ vikār hōtā hī nahī̃ isliē bāp kahtē haĩ in 5 bhūtō̃ par vijay pānī hai .
76There is no vice in the golden and silver ages and this is why the Father says: You have to conquer these five vices.
73Bāp hī vikārī duniyā kō nirvikārī banātē haĩ .
77The Father alone makes the vicious world viceless.
74Kaī haĩ jinkō dhārṇā bilkul hōtī hī nahī̃ hai .
78There are some who are unable to imbibe any virtues at all.
75Krōdh kā bhūt , lōbh kā bhūt , mōh kā bhūt ēkdam kālā kar dētā hai .
79The evil spirits of anger, greed and attachment make you completely ugly.
76Sabsē gandā hai kām vikār .
80The dirtiest vice of all is lust.
77Vah bhī tab ātā hai jab dēh-abhimān ātā hai .
81That too comes when there is body consciousness.
78Bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō .
82The Father says: Consider yourselves to be souls.
79Ātmā mē̃ hī saṅskār rahtē haĩ gyān K|kē .
83It is souls that have sanskars of knowledge.
80Abhī ātmā K|kē gyān K|kē saṅskār bilkul hī khatm hō gayē haĩ .
84The sanskars of knowledge in souls have now completely ended.
81Bābā kahtē haĩ mujhē yād karō .
85Baba says: Remember Me!
82Manuṣhya tō sākār kō hī yād kartē haĩ .
86Human beings only remember corporeal beings.
83Bhakti mē̃ hirē huē haĩ , gurū gōsāī vā kōī dēvtā kō yād karē̃gē .
87They are so used to devotion that they remember gurus and deities, etc.
84Badrīnāth , amarnāth par jāyēṅgē tō patthar key|kī baiṭh pūjā karē̃gē .
88When they go to Badrinath or Amarnath, they sit and worship stones.
85Śhiv K|kē mandir mē̃ bhī jātē haĩ parantu yah kiskō patā hī nahī̃ ki yah bāp hai .
89They also go to Shiva Temples, but none of them knows that He is the Father.
86Iskō kahā jātā hai andhaśhraddhā .
90That is called blind faith.
87Kōī jāntē hī nahī̃ ki bāp kab āyā , kaisē āyā !
91No one knows when the Father comes or how He comes.
88Ab tum bachchō̃ kō sab kuchh samjhāyā jātā hai .
92Everything is now explained to you children.
89Parantu tumhārē mē̃ bhī kōī thōṛē haĩ jō achchhē sayānē , vaphādār , pharmānbardār bachchē haĩ , jinmē̃ bhūtō̃ kā pravēśh nahī̃ hai .
93Among you, there are also a few who are good, sensible, faithful and obedient children who don't have any evil spirits in them.
90Bhūtō̃ key|kī pravēśhtā vālē baṛā taṅg kartē haĩ .
94Those who are influenced by evil spirits also distress others a lot.
91Bahut disservice kartē haĩ tō pad bhī nīch mil paṛtā hai .
95If someone does a lot of disservice, his status is lowered.
92Puṇya ātmā bannē kē badlē aur hī pāp ātmā ban paṛtē haĩ .
96Instead of becoming a pure and charitable soul, he becomes an even more sinful soul.
93Ēk tō dēh-abhimān hai . 94Dūsrā phir aur vikār bhī ā jātē haĩ .
97First, there is body consciousness and then the other vices also come.
95Lōbh kā bhūt ā jātā hai .
98Even an evil spirit of greed comes.
96Dil hōtī rahēgī yah rabṛī , malāī khāyē̃ .
99You would then want to eat special milk toli or cream, etc.
97Yah śhurū sē chaltā āyā hai .
100This has continued from the beginning.
98Abhī tō avasthā paripakva banānā hai .
101You now have to make your stage very strong.
99Lōbh kā bhūt bhī pad bhraṣhṭa kar dētā hai .
102The evil spirit of greed too destroys your status.
100Ādhākalp in bhūtō̃ nē hairān kiyā hai .
103These evil spirits have distressed you for half the cycle.
101Jō kahtē haĩ ham puṇya ātmā bantē aur banātē haĩ , vah khud hī pāp ātmā ban paṛtē haĩ aur dūsrō̃ kō bhī banānē lag jātē haĩ .
104Those who say that they are becoming pure and charitable souls and are making others the same become sinful souls themselves and then they also start making others the same.
102Nām badnām kar dētē haĩ .
105They then defame the name of the clan.
103Agar tumhārē mē̃ hī krōdh kā bhūt hai , tō tum dūsrō̃ kā phir kaisē nikālē̃gē .
106If you have an evil spirit of anger, how would you remove evil spirits from others?
104Kōī dēh-abhimān key|kī ulṭī chalan dēkhō tō report karō .
107When you see anyone's wrong activities of body consciousness, report that to Baba.
105Dharmarāj kē pās tō register rahtā hai phir sajā bhōgnē K|kē samay tumkō sab sākṣhātkār karāyēṅgē ki tumnē in bhūtō̃ K|kē vaśh bahutō̃ kō taṅg kiyā hai .
108Dharamraj keeps a register and He will give you visions of everything at the time of punishment and show you how, while under the influence of those vices, you caused a lot of trouble for others.
106Kaī bachchē krōdh key|kī agni mē̃ jal martē haĩ . 107Ātmā bilkul kālī ban jātī hai .
109Some children burn in an evil spirit of anger; their souls become completely dark.
108Disservice kartē tō bābā buddhi kā tālā band kar dētē haĩ .
110When you do disservice, Baba closes the locks on your intellects.
109Unsē phir kōī service hō na sakē .
111Such souls cannot then do any service.
110Ant mē̃ bābā sab sākṣhātkār karāyēṅgē phir bahut parēśhān hōṅgē isliē bachchē aisā kōī kām nahī̃ karnā chāhiē .
112At the end, Baba will give you many visions and you will then become very distressed. 113This is why you children mustn't perform any wrong actions.
111Bābā kah dētē haĩ agar ulṭī chalan chaltē haĩ tō report karō .
114Baba says: If you do perform any wrong activities, then report that to Baba.
112Bābā samajh jātē haĩ - dēh-abhimān K|kē kāraṇ yah dās dāsī jākar banē̃gē .
115Baba understands that, because of body consciousness, so-and-so will become a maid or a servant.
113Prajā mē̃ bhī cum|kam pad pāyēṅgē .
116They will also claim a low status among the subjects.
114Bābā tum bachchō̃ kō gyān śhrr̥iṅgār karātē haĩ , phir bhī sudhartē nahī̃ .
117Baba decorates you children with knowledge but, in spite of that, you don't reform yourselves.
115Is samay hī parampitā paramātmā ākar gyān kā śhrr̥iṅgār karāē satyug K|kē mahārājā mahārānī banātē haĩ .
118It is only at this time that the Supreme Father, the Supreme Soul, comes and decorates you with knowledge and makes you into emperors and empresses of the golden age.
116Ismē̃ sahanśhīltā baṛī achchhī chāhiē .
119There has to be great tolerance in this.
117Dēh kē ūpar too much mōh nahī̃ hōnā chāhiē .
120There shouldn't be too much attachment to bodies.
118Yōgbal sē kām lēnā hai .
121Do everything with the power of yoga.
119Bābā bhī būṛhā hai , parantu yōg mē̃ khaṛā hai .
122Baba himself is old, but he is still alert in yoga.
120Khā̃sī ādi hōtī hai phir bhī service par rahtē haĩ .
123He has a cough and yet he remains on service.
121Buddhi key|kī kitnī service karnī hōtī hai . 122Itnē bachchō̃ kō sambhālnā , mēhmānō̃ kē liē prabandh rakhnā - kitnā bōjhā rahtā hai .
124He has to do so much service with his intellect, to look after so many children, to make arrangements for guests, etc. 125He has so many burdens.
123Khyālāt bhī chaltī haĩ .
126He has many thoughts about all of that.
124Agar kōī bachchē key|kī badchalan hōgī tō nām badnām karāyēṅgē .
127If any of the children's activity is bad, they defame the Father's name.
125Kahē̃gē yah aisē brahmākumār kumārī haĩ !
128People would say: Is this one a Brahma Kumar or Kumari?
126Tō nām brahmā kā huā nā isliē kahā jātā hai gurū kā nindak . . hai satgurū kē liē .
129So, the name of Brahma is defamed. 130This is why it is said that anyone who defames the guru cannot attain a high status.
127In kaliyugī gurūō̃ nē phir apnē liē batā diyā hai isliē manuṣhya unsē ḍartē haĩ ki kahā̃ gurū jī śhrāp na dē dēvē̃ .
131This, in fact, refers to the Satguru. 132Those iron-aged gurus have then shown it as referring to themselves. 133This is why people are afraid of the gurus in case they curse them.
128Yahā̃ kōī aisī bāt nahī̃ .
134There isn’t anything like that here.
129Apnī chalan sē apnē ūpar bad-duā kartē haĩ .
135They attract bad wishes on to themselves with their own activity.
130Bachchō̃ kō apnē bhaviṣhya kā khyāl rakhnā chāhiē , ab puruṣhārth nahī̃ kiyā tō kalp-kalpāntar yahī hall|hāl hōgā .
136You children should be concerned about your own future. 137If you don't make effort now, this will be your state every cycle.
131Bāp kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ phir bhī kaī haĩ jō kālāpan chhōṛtē hī nahī̃ , phir ṭūṭ paṛtē haĩ athavā markar jahanum mē̃ gir jātē haĩ .
138The Father explains to you so clearly but, in spite of that, there are some who don't stop becoming ugly. 139Then they break, that is, they die and fall into hell.
132Paṛhāī chhōṛ dētē haĩ .
140They then stop studying.
133Kōī tō bachchē achchhē chaltē haĩ .
141Some children keep going very well.
134Kōī tō īśhvarīy janm lēkar 8-10 varṣh kē bād bhī mar paṛtē haĩ athavā phārkatī dē dētē haĩ .
142Some take birth to God and then die after eight or ten years and they divorce the Father.
135Laukik bāp bhī sapūt bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ .
143A physical father is also happy when he sees his obedient children.
136Phir bhī number-vār tō haĩ nā !
144They are all numberwise.
137Kōī-kōī centres par bhī taṅg kartē haĩ . 138Baṛē kāṇṭē ban jātē haĩ .
145Some even cause trouble at the centres; they become big thorns.
139Ghar K|kē bankar phir nindā karātē haĩ tō mahān pāp ātmā ban jātē haĩ isliē bābā samjhātē rahtē haĩ tō yahā̃ tum āyē hō bēhad K|kē bāp sē sukh kā varsā lēnē , tō khāmiyā̃ sab nikālnī chāhiē .
146They become part of the family here and then defame the name and thereby become greatly sinful souls. 147This is why Baba continues to explain to you: You have come here to claim your inheritance of happiness from the unlimited Father.
140School mē̃ pās|pass hōnē vālē student śhart rakhtē haĩ ki ham 80 marks sē pās|pass hōṅgē , 90 marks sē pās|pass hōṅgē phir jab pās|pass hōtē haĩ tō khuśhī mē̃ ēk dō kō tārē̃ kartē haĩ .
148Therefore, all your weaknesses have to be removed. 149Students who pass in school bet that they will pass with 80% or 90% marks. 150Then, when they do pass with those marks, they send telegrams to one another in great happiness.
141Yah hai bēhad key|kī paṛhāī .
151This is an unlimited study.
142Sūryavanśhī banē̃gē yā chandravanśhī , vah bhī mālūm paṛ jātā hai .
152It becomes known whether you will become part of the sun dynasty or the moon dynasty.
143Chandravanśhī rājā rānī jab bantē haĩ tō unkē āgē sūryavanśhī jaisē second number mē̃ hō jātē haĩ .
153When those of the moon dynasty become kings and queens, those who were in the sun dynasty then become the second number to them.
144Rām sītā kā jab rājya chaltā hai tō lakṣhmī-nārāyaṇ chhōṭē hō jātē haĩ . 145Sūryavanśhī nām hī khatm hō jātā hai .
154When it is the kingdom of Rama and Sita, Lakshmi and Narayan have become junior; the name of the sun dynasty has ended.
146Yah knowledge baṛī ramaṇīk hai .
155This knowledge is very entertaining.
147Dhārṇā achchhī unkō hōgī jō śhrīmat par chalē̃gē , vahī phir ūñch pad pā sakē̃gē .
156Those who follow shrimat will be able to imbibe knowledge well; they will be able to claim a high status.
148Śhivbābā kā bhakti mārg mē̃ bhī part hai aur gyān mārg mē̃ bhī part hai .
157Shiv Baba has a part on the path of devotion and also on the path of knowledge.
149Śhaṅkar kā kām hai sirph vināśh kā , unkā kyā varṇan karē̃gē .
158Shankar's job is just to destroy everything; so how can you speak of him?
150Śhivbābā kā aur brahmā bābā kā tō bahut varṇan hai .
159There is a lot said about Shiv Baba and Brahma Baba.
15184 K|kē chakra mē̃ sabsē number one part hai bābā kā .
160In the cycle of 84 births, Baba has the number one part.
152Unhōnnē phir śhiv śhaṅkar kō milā diyā hai .
161They have then mixed up Shiva and Shankar.
153Śhivbābā kā tō sabsē baṛā part hai , sabhī bachchō̃ kō sukhī karnā , kitnī mēhnat kā kām hai .
162Shiv Baba has the biggest part. 163To make all the children happy is something that requires so much work.
154Phir ārām kartē haĩ .
164He then goes to rest.
155Inkā ( brahmā kā ) tō 84 janmō̃ kā part hai .
165This one (Brahma) has a part for 84 births.
156Islāmī , bauddhī ādi tō bād mē̃ ātē haĩ .
166Those of Islam and the Buddhists, etc. come later.
157Vah kōī all-round part nahī̃ bajātē .
167They don't play all-round parts.
158All-round part vālō̃ kō sukh kitnā hai !
168Those who play all-round parts receive so much happiness.
159Ham hī svarg K|kē mālik ban jātē haĩ .
169We become the masters of heaven.
160Bhārat svarg kahlātā hai .
170Bharat is called heaven.
161Khuśhī kitnī hōtī hai , ham apnē liē svarg kā rājya sthāpan kar rahē haĩ .
171There is so much happiness that you are establishing the kingdom of heaven for yourselves.
162Aurō̃ kō bhī samjhānā hai jō vah ākar apnī jīvan banā lē̃ .
172You also have to explain to others so that they can make their lives worthwhile.
163Tum āyē hō parampitā paramātmā sē svarg kā varsā lēnē .
173You have come to the Supreme Father, the Supreme Soul, to claim your inheritance of heaven.
164Buddhi mē̃ agar aim object nahī̃ hōgī tō bākī yahā̃ baiṭh kyā karē̃gē .
174If you don't have that aim and objective in your intellect, what would you do while sitting here?
165Brāhmaṇ haĩ brahmā K|kē mukh vaṅśhāvalī .
175Brahmins are the mouth-born creation of Brahma.
166Bēhad kā bāp , bēhad K|kē bachchē lētē haĩ .
176The unlimited Father adopts (accepts) unlimited children.
167Kitnē ḍhēr bachchē haĩ .
177There are so many children.
168Brahmā kā bannē bigar śhivbābā sē varsā lē nahī̃ saktē .
178Unless you belong to Brahma you cannot claim your inheritance from Shiv Baba.
169Bhārat śhrēṣhṭhāchārī thā , vahā̃ kōī bhūt nahī̃ thā .
179Bharat was elevated and there were no evil spirits there.
170Ēk bhī bhūt hai tō vyabhichārī kahē̃gē .
180If there is even one evil spirit, that is said to be adulteration.
171Bhūtō̃ kō tō bilkul bhagānā hai .
181Evil spirits have to be completely chased away.
172Bābā kō bahut likh bhējtē haĩ - bābā kām kā bhūt āyā parantu bach gayē .
182Many write to Baba, “Baba, the evil spirit of lust came, but I was saved.”
173Bābā kahtē haĩ bachchē tūphān tō bahut āyēṅgē parantu karmēndriyō̃ sē kōī karma nahī̃ karnā , bhūtō̃ kō bhagānā hai .
183Baba says: Children, many storms will come, but don't perform any such action with your physical organs. 184Chase away the evil spirits.
174Nahī̃ tō sūryavanśhī chandravanśhī ban nahī̃ sakē̃gē .
185Otherwise, you won't be able to become part of the sun or moon dynasty.
175Dhyān mē̃ jānā bhī achchhā nahī̃ hai kyōṅki māyā bahut pravēśh hō jātī hai .
186It is not good to go into trance, because Maya interferes in that a great deal.
176Achchhā !
187Achcha.
177Mīṭhē mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
188To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
178Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
189The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
179Dhārṇā kē liē mukhya sār :
190Essence for dharna:
1801 ) karmēndriyō̃ sē kōī bhī vikarma nahī̃ karnā hai .
191 1. Don’t perform any sinful actions with your physical organs.
181Aisī kōī chalan nahī̃ chalnī hai jissē anēkō̃ key|kī bad-duāyē̃ nikalē̃ .
192Don't behave in any way that would make other people have bad wishes for you.
182Apnē bhaviṣhya kā khyāl rakh puṇya karma karnē haĩ .
193Keep your future in your mind and perform charitable actions.
1832 ) andar jō bhī kālāpan hai , dēh-abhimān K|kē kāraṇ bhūtō̃ key|kī pravēśhtā hai , unhē̃ nikāl dēnā hai .
194 2. Remove from within you whatever ugliness and interference of evil spirits there is due to body consciousness.
184Gyān sē apnā śhrr̥iṅgār kar sapūt bachchā bannā hai .
195Decorate yourself with knowledge and become a worthy child.
Blessing
185Vardān : busy rahnē K|kē sahaj purūṣhārth dvārā nirantar yōgī , nirantar sēvādhārī bhav
196Blessing: May you become a constant yogi and a constant server with the easy method of staying busy.
186Brāhmaṇ janm hai hī sadā sēvā kē liē .
197 Brahmin birth is for constantly serving.
187Jitnā sēvā mē̃ busy rahē̃gē utnā sahaj hī māyājīt banē̃gē .
198The busier you stay doing service, the more easily you will become a conqueror of Maya.
188Isliē jarā bhī buddhi kō phursat milē tō sēvā mē̃ juṭ jāō .
199So, whenever your intellect is free, engage yourself in doing service.
189Sēvā K|kē sivāē samay nahī̃ ganvāō .
200Do not waste your time in anything.
190Chāhē saṅkalp sē sēvā karō , chāhē vāṇī sē , chāhē karma sē .
201Just do service, whether you serve with your thoughts, words or actions.
191Apnē samparka aur chalan dvārā bhī sēvā kar saktē hō .
202You can also serve through your contacts and activity.
192Sēvā mē̃ busy rahnā hī sahaj purūṣhārth hai .
203To stay busy doing service is to make effort easily.
193Busy rahē̃gē tō yuddha sē chhūṭ nirantar yōgī nirantar sēvādhārī ban jāyēṅgē .
204If you are busy, you will become free from battling and become a constant yogi and a constant server.
Slogan
194Slōgan : ātmā kō sadā tandarūst rakhnā hai tō khuśhī key|kī khurāk khātē rahō .
205Slogan: In order to keep yourself, the soul, constantly healthy, continue to eat the nourishment of happiness.
206*** Om Shanti ***