मंगलवार 15 मार्च 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

015-03-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban 1 «  mīṭhē bachchē - tumhē̃ aisā bāp milā hai jō bāp teacher satgurū tīnō̃ hī ēk hai isliē ab bhaṭaknā chhōṛ sachchī-sachchī kamāī mē̃ lag jāō ' '

0 15/03/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

2Praśhna  : naī duniyā mē̃ rājya karnē K|kē lāyak kaun bantē haĩ  ?

1Essence: Sweet children, you have found the Father who is the Father, Teacher and Satguru, all three in one. 2Therefore, now stop wandering around and engage yourselves in earning a true income.

3Uttar  : jō abhī sarvśhaktimān bāp sē sarvśhaktiyā̃ prāpt kartē haĩ . 4Tum bachchē rūhānī warriors hō .

3Question: Who can become worthy enough to rule the kingdom in the new world?

5Bāp key|kī mat par apnī rājdhānī sthāpan kar rahē hō . 6Bāp tumhē̃ śhrīmat dētē haĩ ki yōgbal sē tum vijay prāpt karō .

4Answer: Those who attain all powers at this time from the Father, the Almighty Authority, the One with all powers. 5You children are spiritual warriors.

7Praśhna  : kin bachchō̃ K|kē her|har kadam mē̃ kamāī jamā hōtī hai  ? 8Uttar  : jō her|har karma śhrīmat par kartē haĩ unkē her|har kadam mē̃ kamāī hī kamāī hai .

6You are establishing your kingdom by following the Father's directions. 7The Father gives you shrimat: Gain victory with the power of yoga. 8Question: Which children accumulate an income at every step?

9Yād mē̃ rahnā bhī kamāī , service karnā bhī kamāī , yagya sēvā karnā bhī kamāī .

9Answer: Those who perform every action according to shrimat earn an income at every step.

10Gīt  : ōm namō śhivāē …

10To stay in remembrance, to do service and to serve the yagya are all earning an income. 11Song: Salutations to Shiva.

11Ōm śhānti .

12Om shanti.

12Abhī tum bachchō̃ kō yah mālūm huā ki ēk hōtā hai laukik bāp , dūsrā hōtā hai pārlaukik bāp .

13You children now know that those are worldly fathers and the other is the Father from beyond this world.

13Jab kōī bhī duḥkh hōtā hai tō pārlaukik māt-pitā kō yād kiyā jātā hai .

14When someone experiences sorrow, he remembers the Mother and Father from beyond this world.

14Kōī sirph paramātmā kō yād kartē haĩ , kōī kahtē haĩ tum māt-pitā . . . . chāhē kōī mātā kō yād karē yā na karē , lēkin jab god father kahtē haĩ tō mātā jarūr hai hī .

15Some simply remember the Supreme Soul and some say, “You are the Mother and Father”. 16Whether someone remembers the Mother or not, when they speak of God, the Father, the Mother is also definitely included.

15Bachchē mātā bigar tō paidā hō bhī nahī̃ saktē .

17Children cannot even be born without a mother.

16Tō pārlaukik māt-pitā hai , jinkō yād kiyā jātā hai .

18So that One is the Mother and Father from beyond whom you remember.

17Jarūr vah kuchh sukh dēkar gayē haĩ .

19He definitely gave you happiness.

18Yād ātā hai bhārat sukhdhām thā , svarg thā .

20You remember that Bharat was the land of happiness and heaven.

19Laukik mā̃-bāp sē duḥkh miltā hai tab tō pārlaukik kō yād kiyā jātā hai kyōṅki unsē bahut sukh miltā haĩ .

21Sorrow is received from worldly parents and this is why the One from beyond is remembered because you receive a lot of happiness from Him.

20Nark mē̃ haĩ tab yād kartē haĩ ki phir sē svarg mē̃ jākar sukh ghanērē pāvē̃ .

22People remember Him when they are in hell, “We once again want to attain the limitless happiness of heaven.”

21Gurū lōg tō kahtē haĩ - jap-tap-bhakti ādi karō .

23Gurus say, “Chant mantras, do tapasya and perform devotion etc.”

22Bābā tō aisī mat nahī̃ dētē haĩ .

24Baba doesn't give you such directions.

23Laukik bāp tō kahē̃gē paṛhnē kē liē teacher kē pās jāō , phir vānaprasth avasthā hōgī tō kahē̃gē gurū kē pās jāō .

25A worldly father would say, “Go to a teacher to study.” 26Then, when it is your stage of retirement he would ask you to go to a guru.

24Bābā tō tumkō aisā nahī̃ kahtē haĩ . 25Dēkhō , laukik aur pārlaukik mē̃ kitnā fark hai .

27Baba doesn’t tell you this. 28Look how much difference there is between a worldly father and the Father from beyond!

26Vah kitnā bhaṭkātē , yah tō kahtē haĩ maĩ tumhārā bāp bhī hū̃ , teacher bhī hū̃ , gurū bhī hū̃ , tō phir tumkō bhaṭakāūṅgā kaisē  ?

29That one makes you wander around so much, whereas this One says: I am your Father, Teacher and Guru. 30So, how could I make you wander around?

27Yah tō tīnō̃ hī khud hai , isliē inkō sab yād kartē haĩ .

31This One is Himself all three. 32It is why everyone remembers Him.

28Manuṣhya tō bhakti mārg mē̃ bahut dhakkē khātē haĩ .

33People stumble around a great deal on the path of devotion.

29Gyān mārg mē̃ dhakkē khānē key|kī bāt hī nahī̃ .

34There is no question of stumbling on the path of knowledge.

30Yah bhakti aur gyān , duḥkh aur sukh kā khēl banā huā hai , jō bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

35This play which is being explained to you children has been made of devotion and knowledge, sorrow and happiness.

31Had kā teacher had key|kī paṛhāī paṛhātē haĩ .

36A limited teacher teaches you a limited education.

32Maĩ bēhad kā teacher tumkō bēhad key|kī paṛhāī paṛhātā hū̃ .

37I, the unlimited Teacher, am teaching you an unlimited education.

33Tum jāntē hō yah hai mr̥ityulōk .

38You know that this is the land of death.

34Vō jō paṛhāī paṛhātē haĩ , purānī duniyā kē liē aur ham jō kuchh paṛhtē haĩ naī duniyā kē liē .

39Whatever those people teach is for the old world, whereas whatever we study is for the new world.

35Yah duniyā din-pratidin purānī hōtī jātī hai , inmē̃ sukh kabhī bhī milnā hī nahī̃ hai .

40This world continues to become older day by day. 41You are never going to find happiness in this world.

36Sukh aur duḥkh , yah khēl kaisē banā huā hai , yah bāp hī samjhātē haĩ .

42Only the Father explains to you how this play of happiness and sorrow has been created.

37Bāp ātmāō̃ sē bāt kartē haĩ ki bachchē tum hī sukh mē̃ thē phir jab rāvaṇ key|kī pravēśhtā hōtī hai tab dhīrē-dhīrē duḥkh śhurū hōtā hai .

43The Father talks to you souls: Children, you were in happiness and then, when Ravan came into existence, sorrow gradually began.

38Phir kalp K|kē saṅgam par ākar tumkō sukh mē̃ lē jātā hū̃ .

44I then come at the confluence age of the cycle and take you into happiness.

39Abhī tumhārī buddhi kā tālā khulā huā hai , jō tum jāntē hō yah sab bātē̃ yathārth haĩ , yah bāp K|kē sivāē kōī sunā nahī̃ saktē .

45The locks on your intellects have now opened. 46This is why you know that all things are right. 47No one, apart from the Father, can tell us these things.

40Bābā hī ākar tum bachchō̃ kō sukh dētā hai .

48Baba alone comes and gives happiness to you children.

41Abhī tum jāntē hō ātmā avināśhī hai . 42Yah śharīr tō badalnā paṛtā hai .

49You now know that souls are imperishable and bodies have to be changed.

43Paramātmā bhī param ātmā hai , unkā nām śhiv hai , jō sabhī manuṣhya mātra haĩ , unkā rachayitā hai .

50God is the Supreme Soul and His name is Shiva. 51He is the Creator of all human beings.

44Yahā̃ sab haĩ had K|kē creator . 45Bābā hai bēhad kā creator .

52Here, all are limited creators whereas Baba is the unlimited Creator.

46Satyug sē lēkar kaliyug tak tumkō jō bāp milē haĩ vah haĩ had K|kē .

53All the fathers you have had from the golden age to the iron age have been limited fathers.

47Satyug mē̃ tumhārī prālabdh hai .

54In the golden age, you experience your reward.

48Vahā̃ tumkō ēk bāp aur ēk bachchā miltā hai .

55There, you have one father and one son.

49Kaliyug mē̃ ēk bāp kō 8-10 bachchē hōṅgē .

56In the iron age there is one father and eight or ten children.

50Prajāpitā brahmā kō dēkhō kitnē ḍhēr bachchē haĩ .

57Look how many children Brahma, the Father of People, has!

51Parantu vah haĩ mukh vaṅśhāvalī , jō be|B . K|kē . bantē haĩ , phir satyug mē̃ jākar dēvtā banē̃gē .

58However, they are a mouth-born creation who become BKs and they will go to the golden age and become deities.

52Vō laukik bāp , teacher , gurū sab had key|kī bātē̃ sunātē haĩ , yah pārlaukik bāp bēhad key|kī bātē̃ sunātē haĩ .

59Those fathers, teachers and gurus tell you limited things, whereas this Father from beyond tells you unlimited things.

53Naī bātē̃ bāp bachchō̃ kē āgē hī bōltē haĩ .

60Only in front of you children does the Father speak new things.

54Bhal ghar mē̃ rahtē bhī tum yah naī śhikṣhā prāpt karō .

61You can receive these new teachings while living at home.

55Yah bhagvān key|kī pāṭhśhālā hai .

62This is God's school.

56Yah hai śhrīmad bhagavat gītā pāṭhśhālā athavā gyān K|kē gīt , jō tum hī suntē hō .

63This is the school of the Shrimad Bhagawad Gita, that is, of the song of knowledge, which only you hear.

57Gyān-sāgar bāp hī ākar tumkō gyān-gyānēśhvarī banātē haĩ .

64The Father, the Ocean of Knowledge, comes and makes you into gods and goddesses of knowledge.

58Mama kō kahē̃gē gyān-gyānēśhvarī .

65Mama is called the goddess of knowledge.

59Humanity kā sijarā śhurū hōtā hai .

66The genealogical tree of humanity starts here.

60Pahlē hai prajāpitā brahmā phir hai jagat ambā . 61Pahlē-pahlē brāhmaṇ rachtē haĩ phir haĩ dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra .

67First is Prajapita Brahma, the Father of People, and then there is Jagadamba, the World Mother. 68Brahmins are created first and then deities, warriors, merchants and shudras.

62Jagat ambā kā bhī baṛā martabā hai . 63Parantu unkō kōī jāntē hī nahī̃ haĩ .

69The status of the World Mother is also very high, but no one knows her.

64Ḍhērō̃ K|kē ḍhēr dēviyō̃ K|kē chitra banā diyē haĩ .

70They have made pictures of so many goddesses.

65Vāstav mē̃ 8-10 bhujā vālē kōī manuṣhya hōtē hī nahī̃ .

71In fact, there are no human beings with eight or ten arms.

66Viṣhṇu kō 4 bhujāyē̃ dikhātē haĩ , parantu 4 ṭāṅgē nahī̃ dikhātē haĩ .

72They have portrayed Vishnu with four arms, but they don't show him with four legs.

67Yah sab hai guṛiyō̃ kā khēl .

73All of that is playing with dolls.

68Kalkattē mē̃ bahut dēviyā̃ banātē haĩ , bahut kharchā kartē haĩ .

74They make images of many goddesses in Calcutta. 75They spend so much money on them.

69Khilā-pilākar phir jākar ḍubōtē haĩ , yah sab hai bhakti mārg .

76They feed the images and then sink them. 77All of that belongs to the path of devotion.

70Tum jāntē hō ham sō dēvī-dēvtā thē phir asur banē̃ phir bāp ākar sō dēvī-dēvtā banātē haĩ .

78You know you were deities, that you then became devils and the Father has now come to make you into deities once again.

71Abhī yah bhraṣhṭāchārī duniyā hai .

79This world is now corrupt.

72Government bhī kahtī hai , parantu sīdhā pūchhō tum patit hō  ? 73Tō mānē̃gē nahī̃ .

80Even the Government says this too, but if you tell people directly that they are impure they won't believe you.

74Arē tum patit-pāvan kō bulātē hō , sab bulātē haĩ yathā rājā-rānī tathā prajā .

81Oh! but you are calling out to the Purifier. 82Everyone, from kings and queens to the subjects, is calling out.

75Sannyāsī pavitra bantē haĩ , yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

83The sannyasis becoming pure is also fixed in the drama.

76Bhārat jaisā pavitra khaṇḍ kōī hōtā hī nahī̃ isliē unkō kahā jātā hai sachkhaṇḍ , phir vahī jhūṭhkhaṇḍ bantā hai .

84There is no other land as pure as Bharat was. 85This is why it is called the land of truth and it is that which then becomes the land of falsehood.

77Bhārat kō pāvan banānē bāp bhārat mē̃ hī ātē haĩ .

86The Father comes in Bharat to make it pure.

78Bhārat mē̃ hī śhiv kā avataraṇ hōtā hai .

87The incarnation of Shiva takes place in Bharat.

79Sōmnāth kā mandir kitnā bhārī banāyā hai .

88They built such a huge temple to Somnath.

80Bhāratvāsiyō̃ nē hī banāyā hai , jiskō bāp nē itnā sāhūkār banāyā hai .

89It was the people of Bharat whom the Father made so wealthy who built it.

81Bāp tō yahā̃ patit duniyā aur patit śharīr mē̃ ātē haĩ pāvan banānē . 82Lēkin kaī bachchē pahchāntē hī nahī̃ haĩ kyōṅki sādhāraṇ hai .

90The Father comes here, into the impure world in an impure body, to make it pure but some children don't recognise Him at all because He is ordinary.

83Phir bhakti mārg mē̃ tumhārē pās|pass paisē bahut hōtē haĩ tō hīrē javāharō̃ K|kē tum mandir banātē hō .

91On the path of devotion you have a lot of wealth and this is why you build temples studded with diamonds and jewels.

84Satyug mē̃ tō anginat paisē hōtē haĩ .

92In the golden age you have unlimited wealth.

85Vahā̃ paisē key|kī gintī nahī̃ , bēśhumār dhan rahtā hai .

93There, you don't even count money; there is so much wealth there.

86Tō bāp jinkō sāhūkār banātē haĩ vah kitnā baṛā yādgār banātē haĩ .

94The ones whom the Father makes so wealthy create such a big memorial.

87Jō pahlē lakṣhmī-nārāyaṇ thē , vahī 84 janm bhōgtē haĩ .

95Those who were Lakshmi and Narayan take 84 births.

88Number one mē̃ vō girtē haĩ , bhakta bantē haĩ .

96They are the first ones to fall and they then become devotees.

89Tō jisnē banāyā , uskā hī yādgār banātē haĩ .

97They build a memorial to the One who made them become like that.

90Lakṣhmī-nārāyaṇ vikarmājīt banē̃ phir sō vikarmī bantē haĩ .

98Lakshmi and Narayan became conquerors of sin and then they became those who perform sinful actions.

91Tō unhō̃ kā farj hai pahlē jisnē aisā banāyā , unkī pūjā karnā .

99So, it is first of all their duty to worship the One who made them become like that.

92Sōmnāth kā mandir kitnā first class thā - jinhōnnē lūṭā , vah tō mar gayē .

100It was such a first-class Somnath Temple. 101Those who looted it died, but signs of them are still there.

93Bākī niśhāniyā̃ lagī huī haĩ . 94Ab tum jāntē hō ham sō pūjya ban rahē haĩ , phir pujārī banē̃gē phir mandir banānā śhurū karē̃gē .

102You know you are now becoming worthy of worship and that you will then become worshippers and then begin to build temples.

95Sirph ēk mandir tō nahī̃ hōgā .

103There won't be just one temple.

96Rājāyē̃ apnē ghar mē̃ bhī mandir banātē haĩ , jaisē ghar mē̃ gurudvārā banātē haĩ .

104Kings also build temples in their own homes, just as they have gurudwaras in their homes.

97Pahlā number kisnē gurudvārā banāyā hōgā phir bhakti mārg śhurū hō jātā hai .

105Someone must have built a gurudwara first for the path of devotion to begin.

98Pahlē avyabhichārī bhakti kartē haĩ phir vyabhichārī .

106First they perform unadulterated worship and then it becomes adulterated.

99Ājkal tō manuṣhya apnī bhī pūjā karātē haĩ , unkō kahā jātā hai bhūt pūjā .

107Nowadays, people even have themselves worshipped. 108That is called worship of the elements.

100Bhūt pūjā bhī duniyā mē̃ athāh hai , jō āyā sō chitra banātē jātē haĩ . 101Bhakti mārg hai nā .

109There is a lot of worship of the elements the world. 110They make images of whatever enters their minds: that is the path of devotion.

102Abhī tumhārī buddhi mē̃ sārā gyān hai .

111You now have all the knowledge in your intellects.

103Bāp saṅgam par ēk hī bār ākar knowledge dētē haĩ .

112The Father only comes once at the confluence age and gives knowledge.

104Śhāstrō̃ mē̃ tō anēk avatār likh diyē haĩ .

113In the scriptures they have written of many incarnations.

105Avatār ēk hōtā hai .

114There is just the one incarnation.

106Avatarit tō ātmā bhī hōtī hai parantu avatār manuṣhya kō nahī̃ kahā jātā hai .

115Even though that Soul incarnates, human beings do not incarnate.

107Avatār ēk hī nirākār bāp hai jiskō sārī duniyā bulātī hai .

116Only the incorporeal Father, to whom the whole world calls out, incarnates.

108Father tō ēk hī hōgā nā , jō paramdhām mē̃ rahtē haĩ .

117There would be just the one Father residing in the supreme abode.

109Tō mother bhī chāhiē .

118So a mother is also needed.

110Kyā mother bhī paramdhām mē̃ rahtī hai  ?

119Would the mother also reside in the supreme abode?

111Nahī̃ .

120No.

112Mother father kā praśhna yahā̃ hōtā hai .

121The question of mother and father is here.

113Father kō yahā̃ create karnā hai , isliē bēhad K|kē bābā kō yād kartē haĩ . 114Bābā ākar svarg key|kī rachnā karō , uskō kahā jātā hai heavenly god father .

122The Father has to create here. 123This is why they remember the unlimited Father: Baba, come and create heaven! 124He is called Heavenly God, the Father.

115Abhī tō kitnā duḥkh , laṛāī , mārāmārī hai isliē bulātē haĩ hē god father rahm karō .

125There is now so much sorrow, battling and violence and this is why they call out, “O God, the Father, have mercy!

116Hē patit-pāvan āō .

126O Purifier, come!

117Ham sab duḥkhī patit haĩ .

127All of us are unhappy and impure.

118Hē bābā phir ākar svarg , śhrēṣhṭāchārī banāō .

128O Baba, come and once again create heaven and make us elevated.”

119Tum sab bhraṣhṭāchārī thē , ab śhrēṣhṭhāchārī ban rahē hō .

129All of you were degraded and are now becoming elevated.

120Bhraṣhṭāchārī kō śhrēṣhṭāchārī banānā - ēk bāp kā hī kām hai .

130To make degraded ones elevated is the task of the Father alone.

121Jō world god father hai , vah jāntē haĩ sab bachchē is samay nidhankē ban gayē haĩ .

131The World God the Father knows that, at this time, all the children have become orphans.

122Unhō̃ kō dhankā , śhrēṣhṭāchārī banānā hai .

132They have to be made to belong to the Lord and Master and be elevated.

12310-20 manuṣhyō̃ kō tō śhrēṣhṭāchārī nahī̃ banāyēṅgē .

133It wouldn't be just 10 or 20 people who would be made elevated.

124Bhārat śhrēṣhṭāchārī thā tō deity government thī .

134When Bharat was elevated, there was the deity Government.

125Ab rāvaṇrājya hai tō 5 vikārō̃ key|kī pravēśhtā hai .

135Now, it is the kingdom of Ravan and so there is the existence of the five vices.

126Bhagvānuvāch , ēk nirākār kō hī bhagvān kahā jātā hai .

136God speaks: Only the incorporeal One is called God.

127Ēk gītā kō khaṇḍan karnē sē sab śhāstra khaṇḍan hō jātē haĩ .

137By the one Gita being falsified, all scriptures have become false.

128Bāp kahtē haĩ mainē tumkō jab rājyōg sikhāyā thā tō bhārat svarg ban gayā thā .

138The Father says: When I taught you Raja Yoga, Bharat became heaven.

129Gītā mainnē sunāī thī .

139I spoke the Gita.

130Kr̥iṣhṇa kō sārī duniyā kā bhagvān kah na sakē̃ .

140Krishna cannot be called the God of the whole world.

131Ham ātmāō̃ kā bāp tō nirākār bhagvān hai .

141The Father of us souls is incorporeal God.

132Bākī yah kaisē kahā - gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa hai .

142So how can you say that Shri Krishna is the God of the Gita?

133Kahtē haĩ vyās nē likhā hai . 134Parantu bāp kahtē haĩ nayē viśhva kā rachayitā gyān kā sāgar , patit-pāvan maĩ hū̃ .

143They say that Vyas wrote it, but the Father says: I am the Creator of the new world, the Ocean of Knowledge and the Purifier.

135Mujhē hī sabhī ātmāē̃ pukārtī haĩ hē patit-pāvan paramātmā āō , ākar mujhē pāvan banāō .

144All souls call out to Me, “O Purifier, Supreme Soul, come and purify us!”

136Nirākār bāp hī brahmā dvārā pāvan duniyā key|kī sthāpanā , patit duniyā kā vināśh karātē haĩ .

145The incorporeal Father establishes the pure world through Brahma and has the impure world destroyed.

137Phir jō pavitra bantē , vahī rājya-bhāgya kartē haĩ .

146Then, those who become pure have that fortune of the kingdom.

138Tum hō śhiv śhakti sēnā , jagat ambā nimitt banī huī hai .

147You are the Shiv Shakti Army. 148Jagadamba, the World Mother, has been made the instrument.

139Vah bhī śhivbābā sē yōg lagāē śhakti lē rahī hai , rāvaṇ par vijay pānē .

149She too is having yoga with Shiv Baba and taking power in order to gain victory over Ravan.

140Bhārat mē̃ hī rāvaṇ rājya hai , bhārat mē̃ hī rāvaṇ kō jalātē haĩ .

150The kingdom of Ravan is in Bharat and it is in Bharat that they burn an effigy of Ravan.

141Bhārat śhrēṣhṭāchārī thā , yahā̃ kaliyug mē̃ bhārat bhraṣhṭāchārī hai .

151Bharat was elevated and now, here, in the iron age, Bharat is corrupt.

142Yahī khēl hai . 143Bhraṣhṭāchārī sē śhrēṣhṭāchārī aur śhrēṣhṭāchārī sē bhraṣhṭāchārī .

152This is a play about becoming elevated from corrupt and corrupt from elevated.

144Yah chakra kaisē phirtā hai , yah baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

153How this cycle turns is something to be understood very well.

145Tum bachchē jāntē hō ham sab kuchh kartē huē bhārat kō svarg banā rahē haĩ , bāp key|kī śhrīmat par .

154You children know you are creating heaven by doing everything while following the Father's directions.

146Tum hō rūhānī warriors , yōgbal vālē .

155You are spiritual warriors who have the power of yoga.

147Sarvśhaktimān bāp key|kī mat par apnī rājdhānī sthāpan kar rahē hō .

156By following the directions of the Almighty Authority Father, the One with all powers, you are establishing your own kingdom.

148Bāp mat dētē haĩ ki yōgbal sē tum vijay pā saktē hō .

157The Father directs you to gain victory with the power of yoga.

149Yōg mē̃ rahnā - yah bhī kamāī hai .

158To stay in yoga is also to earn an income.

150Yagya service karnā , yah bhī kamāī hai .

159To serve the yagya too is earning an income.

151Aur sab chal rahē haĩ manuṣhyō̃ key|kī mat par aur tum hō sarvśhaktimān bāp key|kī mat par , aur kōī viśhva par jīt pā na sakē .

160All others are following the dictates of human beings, whereas you are following the directions of the Almighty Authority Father.

152Drama mē̃ unkā part hī nahī̃ hai , world par rājya karnē kā .

161No one else can conquer the world. 162It is not in their parts in the drama to rule the world.

153Kitnī baṛē tē baṛī aur sādhāraṇ bātē̃ haĩ .

163These are such important and simple matters.

154Pradarśhanī sē abhī tak itnā samajhtē nahī̃ haĩ tō bhī prajā nikaltī rahtī hai .

164Even though they don't understand that much from the exhibitions, some subjects continue to emerge.

155Achchhā  !

165Achcha.

156Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

166To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

157Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

167The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

158Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

168Essence for dharna:

1591 ) her|har karma śhrīmat par karnā hai .

169 1. Perform every action according to shrimat.

160Yād mē̃ rahkar yagya sēvā kar apnī kamāī jamā karnī hai .

170Serve the yagya while staying in remembrance and accumulate your income.

1612 ) bhaṭaknā chhōṛ bhaviṣhya naī duniyā kē liē paṛhāī paṛhnī hai .

171 2. Stop wandering around and study this knowledge for the future new world.

162Gyān kō dhāraṇ kar gyān-gyānēśhvar , gyān-gyānēśhvarī bannā hai .

172Imbibe this knowledge and become gods and goddesses of knowledge.

163Vardān  : amr̥itvēlē apnē mastak par vijay kā tilak lagānē vālē svarājya adhikārī sō viśhva rājya adhikārī bhav

173Blessing: May you apply a tilak of victory on your forehead at amrit vela and become a self-sovereign with a right to the kingdom of the world. 174 Every day at amrit vela, apply a tilak of victory, that is, a tilak of remembrance on your forehead.

164Rōz amr̥itvēlē apnē mastak par vijay kā tilak arthāt smr̥iti kā tilak lagāō .

175The sign of devotion is a tilak and a sign of being married is also a tilak.

165Bhakti key|kī niśhānī tilak hai aur suhāg key|kī niśhānī bhī tilak hai , rājya prāpt karnē key|kī niśhānī bhī rājtilak hai .

176The sign of receiving a kingdom is also the tilak of sovereignty. 177When someone is going to attain victory in an auspicious task, a tilak is applied on him before he goes.

166Kabhī kōī śhubh kārya mē̃ saphaltā prāpt karnē jātē haĩ tō jānē K|kē pahlē tilak dētē haĩ . 167Āp sabkō bhī bāp kē sāth kā suhāg hai isliē avināśhī tilak hai .

178All of you are married to the Father and this is why you have an imperishable tilak. 179Now, have the tilak of self-sovereignty and you will receive the tilak of the kingdom of the world in the future.

168Abhī svarājya K|kē tilakdhārī banō tō bhaviṣhya mē̃ viśhva K|kē rājya kā tilak mil jāyēgā . 169Slōgan  : gyān , guṇ aur śhaktiyō̃ kā dān karnā hī mahādān hai . 170Anmōl gyān ratna ( dādiyō̃ key|kī purānī diary sē ) 171Jis samay kōī daivī vats samajhtā hai ki maĩ tan , man , dhan sahit yagya mē̃ svāhā arthāt arpaṇmay hō chukā us samay us arpaṇ huē vats mē̃ kuchh bhī apnāpan nahī̃ rahtā hai .

180Slogan: To give a donation of knowledge, virtues and powers is a great donation.

172Sab yagya key|kī service mē̃ ā jātā hai .

181*** Om Shanti *** 182Invaluable jewels of knowledge from Dadis’old diaries.

173Usmē̃ bhī tan aur man tō najdīk rahtā hai , dhan phir bhī alag hai . 174Tō tan man kō yagya key|kī service mē̃ lagānā hī śhuddha sēvā hai .

183When someone considers himself/herself to have surrendered to the yagya with their body, mind and wealth, then the child doesn’t have anything belonging to him/her. 184Everything is used for the service of the yagya.

175Yadi kahtā hai tan man dhan yagya mē̃ arthāt īśhvar prati hai , tō phir apnē liē kuchh bhī rah nahī̃ saktā aur man kōī bhī māyā K|kē aśhuddh saṅkalp taraph dauṛ nahī̃ saktā kyōṅki īśhvar kō arpaṇ kiyā tō īśhvar hai śhuddha , śhānt .

185In that, the body and mind remain close, but wealth is separate. 186So, using your body and mind for service in the yagya is pure service. 187If you say that body, mind and wealth are all for the yagya, that is, for God, then nothing remains for you and your mind cannot run towards any impure thoughts of Maya because you have surrendered it to God and God is pure and peaceful.

176Tō vah man rūpī ghōṛē kō kōī bhī aśhuddh saṅkalp taraph na dauṛākar apnē vaśh mē̃ kartā hai .

188So, you cannot make the horse of your mind run towards any impure thought, but you keep it under your control.

177Yadi māyā K|kē hāth mē̃ dētā hai tō māyā variety hōnē kāraṇ bhinn-bhinn prakār sē aṅgūrī lagātī hai .

189If you put it in Maya’s hands, then because there is a variety of Maya, she pokes you in many different ways.

178Phir anēk prakār K|kē vikalp ākar man par chaṛhāī kartē haĩ .

190Then many types of sinful thoughts come and attack your mind.

179Tō uskō samajhnā chāhiē ki kyā abhī bhī mērē mē̃ kuchh apnāpan rahā huā hai  ?

191So, then understand whether you still have something belonging to you.

180Kyōṅki yadi yagya prati svāhā huā tō phir pavitra hō gayā .

192Because if you have surrendered everything to the yagya, then it becomes pure.

181Phir yagya key|kī service bigar kōī bhī taraph tan man work kar nahī̃ saktā isliē is ati guhya aur mahīn rāz kō samajhkar apnē par bahut hī attention rakh khabardārī sē chalnā hai . 182Achchhā - ōm śhānti .

193Then your mind and body cannot work for anything other than service of the yagya. 194This is why you have to understand this deep secret and move along while paying a lot of attention to yourself. 195Achcha.