शनिवार 26 मार्च 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
026-03-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 26/03/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - ab bēhad key|kī rāt pūrī hō rahī hai , din ānē vālā hai , vāpis ghar chalnā hai isliē ab dar-dar bhaṭaknā band karō ' '
1Essence: Sweet children, the unlimited night is now ending and the day is about to come. 2You have to return home. 3Therefore, stop wandering to every doorstep.
2Praśhna : kis practice K|kē ādhār par tum bachchē service bahut achchhī kar saktē hō ? 3Uttar : yadi kam sē kam 8 ghaṇṭē tak yād banī rahē , yah practice hō jāē tō service bahut achchhī kar saktē kyōṅki yād sē hī sārē viśhva mē̃ pavitratā aur śhānti K|kē vibration phailtē haĩ . 4Yād sē hī vikarma bhī vināśh hōṅgē aur pad bhī ūñch milēgā isliē is rūhānī yātrā mē̃ kabhī bhī thaknā nahī̃ hai .
4Question: On the basis of what practice will you children be able to do very good service? 5Answer: If you are able to maintain the practice of having at least eight hours’ remembrance, you can do very good service, because it is by having remembrance that you are able to spread vibrations of peace and purity into the atmosphere of the whole world.
5Jism kā bhān chhōṛ dēhī-abhimānī bannē kā nirantar abhyās kartē rahnā hai .
6It is only by having remembrance that your sins will be absolved and you will receive a high status.
6Gīt : rāt K|kē rāhī thak mat jānā …
7This is why you must never become tired while on this spiritual pilgrimage. 8Renounce any awareness of your bodies and practise being constantly soul conscious. 9Song: O traveller of the night, do not become weary! 10The destination of the dawn is not far off.
7Ōm śhānti .
11Om shanti.
8Bachchō̃ nē sāvadhānī sunī .
12You children heard the caution.
9Bāp nē bachchō̃ kō sāvadhānī dī|the ki hē rāt K|kē rāhī . . . . kyōṅki ab tumhārē liē din ā rahā hai .
13The Father cautioned the children: O travellers of the night, do not become weary, because, for you, the day is now coming.
10Yah hai bēhad key|kī rāt aur din .
14This is the unlimited night and day.
11Bēhad key|kī rāt pūrī hōtī hai aur bēhad K|kē din key|kī sthāpanā hō rahī hai .
15The unlimited night is coming to an end and the unlimited day is now being established.
12Ab tum bachchō̃ ( ātmāō̃ ) kō jānā hai apnē ghar .
16You children, you souls, now have to return home.
13Jiskē liē tumnē ādhākalp bhakti key|kī , parantu tum bāp kō ḍhūṇḍh na sakē kyōṅki unkē nām rūp kō badal diyā hai .
17This is what you had been performing devotion for half a cycle for. 18However, you weren’t able to find the Father because you changed His name and form.
14Ab tum jāntē hō bāp din mē̃ athavā kaliyug sē satyug mē̃ jānē kā rāstā batā rahē haĩ .
19You now know that the Father is showing you the path to go into the day, that is, to go from the iron age into the golden age.
15Bābā nē samjhāyā hai - bhraṣhṭāchārī unkō kahā jātā hai jō vikār sē paidā hōtē haĩ .
20Baba has explained that those who are born through vice are called corrupt.
16Bhāratvāsī bāp kō hī bhūl gayē haĩ , gītā kā bhagvān nirākār , uskē badalē|badlē sākār kr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai .
21The people of Bharat have forgotten the Father. 22The God of the Gita is incorporeal but they have inserted the name of corporeal Krishna instead.
17Yah hai baṛē tē baṛī bhūl , jis kāraṇ ādhākalp duḥkh bhōgnā paṛā hai .
23That was the greatest mistake, and it was due to this that you have had to experience sorrow for half a cycle.
18Bhūl nimitt banī hai duḥkh bhōgavānē K|kē .
24This mistake is instrumental in making you experience sorrow.
19Yah bhī drama kā part nūndhā huā hai , bhaktimārg mē̃ bhaṭaktē rahtē haĩ .
25This part is of the drama is recorded. 26You continued to wander along on the path of devotion.
20Agar bāp kō jān lē̃ tō bhaṭaknē key|kī darkār nahī̃ .
27If you know the Father, there is no need to wander.
21Tumnē ab bāp kō jānā hai .
28You now know the Father.
22Śhrīkr̥iṣhṇa agar isī rūp mē̃ āyē phir tō unkō pahchānnē mē̃ kōī taklīph na hō . 23Jhaṭ sab jān jāyē̃ .
29If Shri Krishna were to come in that same form, no one would have any difficulty in recognising him; everyone would know him very quickly.
24Parantu yah tō itnā gupta hai jō tum bachchē bhī bhūl jātē hō .
30However, Baba is so incognito that even you children forget Him. 31No one would forget Krishna.
25Kr̥iṣhṇa kō tō kōī bhūl na sakē .
32The whole world would be completely attached to him.
26Sārī duniyā ēkdam chaṭak paṛē . 27Samajhē śhrīkr̥iṣhṇa tō hamkō svarg mē̃ lē chalēgā kyōṅki vah tō svarg kā mālik hai .
33They would think that, because Shri Krishna is the master of heaven, he would take them to heaven; they would not leave him alone. 34However, you need tact to explain to others.
28Unkō kōī chhōṛē hī nahī̃ , parantu samjhānē key|kī baṛī yukti chāhiē .
35If you do not know the way to explain to others, then, in some cases, disservice is done.
29Agar samjhānē key|kī yukti nahī̃ ātī hai tō kahā̃-kahā̃ disservice kar dētē haĩ kyōṅki khud hī pūrā samjhā huā nahī̃ hai - jō kiskō achchhī rīti siddh kar hisāb-kitāb batā sakē .
36This is because you have not understood enough yourself to be able to prove this and give an accurate account to anyone. 37At present, all are impure and they sing: “The Purifier is Rama who belongs to Sita.”
30Is samay sab patit haĩ .
38However, no one knows who makes you pure.
31Gātē bhī haĩ patit-pāvan sītārām .
39They believe Shri Krishna to be the God of the Gita.
32Parantu pāvan banānē vālā kaun hai - yah kōī nahī̃ jāntē .
40There is no scripture of Rama; the Ramayana is not a scripture of Ramachandra.
33Gītā kā bhagvān kr̥iṣhṇa samajh liyā hai .
41Rama did not establish the warrior religion.
34Rām kā tō kōī śhāstra nahī̃ hai . 35Aisē nahī̃ rāmāyaṇ kōī rāmachandra kā śhāstra hai .
42Shiv Baba establishes the Brahmin, the deity and the warrior religions at the same time.
36Kṣhatriya dharm kōī rām nē nahī̃ sthāpan kiyā .
43Among you too, there are very few who can understand this aspect.
37Brāhmaṇ , dēvtā aur kṣhatriya tīnō̃ dharm ēk sāth hī śhivbābā sthāpan kartē haĩ .
44There is only one king and queen, but many become subjects and maids and servants.
38Tumhārē mē̃ bhī thōṛē haĩ jō is bāt kō samajh saktē haĩ .
45Previously, kings had many maids and servants.
39Rājā rānī tō ēk hōtā hai , bākī prajā aur dās dāsiyā̃ tō anēk bantē haĩ .
46They used to have some people to entertain them, some people to dance for them, etc.
40Āgē rājāō̃ kē pās ḍhēr dās dāsiyā̃ thī , kōī bahlānē kē liē , kōī dance karnē kē liē . 41Dance kā śhauk tō vahā̃ bhī bahut hī rahtā hai .
47There, too, there are those who have a lot of interest in dancing, etc., but there are very few who become kings and queens.
42Bākī rājā rānī bahut thōṛē nikaltē haĩ . 43Jō achchhī rīti samajh aur samjhā saktē haĩ .
48Those are the ones who are able to understand clearly and also able to explain to others.
44Pradarśhanī key|kī service sē mālūm paṛ jātā hai ki kaun-kaun achchhī rīti samjhā saktē haĩ .
49You can know from exhibition service which children are able to explain very clearly.
45Pahlī bāt yah samjhānī hai ki bhagvān kō na jānnē K|kē kāraṇ sarvavyāpī kah diyā hai .
50The first thing you have to explain is that, because of them not knowing God, they have said that He is omnipresent.
46Dūsrā kr̥iṣhṇa kō bhagvān kahnē sē svarg rachnē vālē śhivbābā kā nām gum kar diyā hai .
51Secondly, by calling Krishna God, they have made the name of Shiv Baba, the One who creates heaven, disappear.
47Nirākār bāp hī sabkā rachayitā hai .
52Only the incorporeal Father is the Creator of all.
48Us ēk kō hī yād karnā hai , vahī rājyōg sikhlātē haĩ .
53That One has to be remembered. 54He is the One who teaches you Raja Yoga.
49Parantu gītā mē̃ jō kr̥iṣhṇa bhagvānuvāch likh diyā hai , is kāraṇ hī hāth mē̃ gītā uṭhāē jhūṭhī kasam lētē haĩ .
55However, they have written in the Gita that God Krishna speaks and this is why people hold a Gita in their hand and take a false oath.
50Ab batāō kyā śhrīkr̥iṣhṇa hāzir nāzir hai ! 51Vā nirākār paramātmā hāzir nājir hai !
56Now, tell Me, is Shri Krishna present everywhere or is the Incorporeal, the Supreme Soul, present everywhere?
52Sab mūñjhē huē haĩ .
57All are confused.
53Ab tum bachchō̃ kō savērē uṭh practice karnī hai samjhānē key|kī .
58You children now have to wake up early in the morning and practise explaining.
54 ( rājā janak kā misāl ) kahtē haĩ aṣhṭāpā nē janak kō gyān diyā !
59It is said that Asthavakra (cripple with eight deformities) gave knowledge to Janak.
55Parantu yah kōī brahm gyān tō hai nahī̃ , yah hai brahmā gyān .
60However, this is not the knowledge of the brahm element; this is the knowledge given through Brahma.
56Brahmākumāriyā̃ yah gyān dē rahī haĩ .
61Brahma Kumaris, and not brahm kumaris, give this knowledge.
57Brahm-kumāriyā̃ nahī̃ . 58Vah lōg brahm kō īśhvar samajhtē haĩ , parantu nahī̃ .
62Those people consider the brahm element to be God, but no; God is the Father.
59Īśhvar tō bāp hai .
63The name of the Father is Shiva.
60Bāp kā nām hī śhiv hai .
64Brahm is the element of light.
61Brahm tō tatva hai . 62Yah sab bātē̃ mōṭī buddhi vālē samajh na sakē̃ .
65None of these things can be understood by those with gross intellects.
63Number-vār dās dāsiyā̃ bhī bantē haĩ .
66Maids and servants are created, numberwise.
64Samajhnā chāhiē agar ham kiskō achchhī tarah samjhā nahī̃ saktē haĩ tō hamārā part pichhāṛī mē̃ hai .
67You should understand that if you are unable to explain very clearly, your part is at the end.
65Tō phir puruṣhārth karnā chāhiē .
68So, you should then make effort!
66Sārī duniyā mē̃ jō jō kuchh sikhlātē haĩ , vah dēh-abhimān sē hī sikhlātē haĩ .
69Whatever people in the world teach, they teach through body consciousness. 70No one, except you Brahmins, is soul conscious.
67Dēhī-abhimānī sivāē tum brāhmaṇō̃ K|kē kōī hai nahī̃ .
71Among you also, those who become soul conscious are numberwise. 72I am speaking to souls.
68Tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ , jō ātma-abhimānī bantē haĩ , ham ātmāō̃ kō sunātē haĩ .
73The soul speaks through these organs. 74The soul says: I am not able to hear because my organs are bad.
69Ātmā in organs dvārā bōltī hai .
75There is effort in becoming soul conscious.
70Ātmā kahtī hai maĩ nahī̃ sun saktī hū̃ , mērē organs kharāb haĩ . 71Tō dēhī-abhimānī bannē mē̃ mēhnat hai .
76In the golden age, although you do not have the knowledge of the Supreme Soul, you do remain soul conscious.
72Satyug mē̃ dēhī-abhimānī rahtē haĩ .
77The Father says: No one thinks of Me there.
73Bākī paramātmā kā gyān nahī̃ hai .
78There is no need to think of Me there.
74Bāp kahtē haĩ mērā simraṇ vahā̃ kōī nahī̃ kartē , vahā̃ darkār hī nahī̃ .
79Having remembrance and thinking of God are the same thing.
75Simraṇ athavā yād ēk hī bāt hai . 76Vō lōg mālā hāth mē̃ lētē haĩ , mukh sē rām rām kahtē haĩ . 77Yahā̃ tō rām akṣhar kahnā bhī wrong hō jātā hai .
80Those people take a rosary in their hands and chant the name of Rama with their mouths. 81They say “Rama, Rama” with their mouths, but it is wrong here even to say “Rama, Rama”.
78Right akṣhar hai śhivbābā .
82The right words are “Shiv Baba”.
79Parantu śhiv śhiv bhī kahnā nahī̃ hai .
83However, you mustn’t even say “Shiva, Shiva”.
80Bāp kō yād karnē kē liē nām thōṛēhī liyā jātā hai .
84You do not have to mention the name in order to remember the Father.
81Bāp kō yād karnā - yah hai yātrā .
85To remember the Father is the pilgrimage.
82Jismānī yātrā par jātē haĩ tō bhī yād rakhtē haĩ - ham amarnāth par jātē haĩ .
86When people go on a physical pilgrimage, they remember that they are going to Amarnath.
83Vō nām tō lēnā paṛtā hai nā !
87They have to mention that name.
84Tumkō kuchh bhī japnā nahī̃ hai .
88You do not have to chant anything.
85Tum jān gayē hō - nāṭak pūrā hōnā hai .
89You know that the play is about to end.
86Hamārē 84 janm pūrē huē .
90Our 84 births are now ending.
87Yah purānā chōlā chhōṛnā hai .
91We have to shed these old costumes.
88Part bajātē-bajātē patit hōnā hī hai .
92We have become impure while playing our parts.
89Bāp kahtē haĩ yah jō manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ hai , unkā thur saṛ gayā hai . 90Bākī ṭāl , ṭāliyā̃ bachī haĩ .
93The Father says: The trunk of this human world tree is now decayed, but the branches and twigs still remain.
91Yah bhī tamōpradhān hō gayē haĩ , jhāṛ key|kī āyu ab pūrī hōtī hai .
94They have also become tamopradhan. 95The lifespan of the tree is now ending.
92Phir sē nāṭak repeat hōnā hai .
96The play has to repeat once again.
93Har ēk apnā-apnā part bajāyēṅgē .
97Each one will play his own part.
94Dūsrī kōī duniyā nahī̃ hai .
98There is no other world.
95Agar hōtī tō ham paṛhtē kyō̃ ?
99If there were, why then would we be studying?
96Kahtē haĩ bābā phir sē ākar rājyōg sikhlāō , gītā gyān sunāō , pāvan banāō .
100You say: Baba, come and teach us Raja Yoga once again. 101Give us the knowledge of the Gita and purify us.
97Parantu patit ham kaisē banē haĩ , yah kōī jāntā nahī̃ hai .
102However, no one knows how they became impure.
98Ab tum jāntē hō ham hī pāvan thē . 99Phir history repeat hōtī hai .
103You now know that you were pure and that history repeats again.
100Ab bāp kahtē haĩ vāpis ghar chalnā hai .
104The Father says: You now have to return home.
101Ghar mē̃ tō bāp hī rahtā hai .
105The Father resides in the home.
102Kahtē haĩ paramdhām mē̃ rahtē haĩ phir bhūl jātē haĩ .
106He says: You reside in the supreme abode, but you then forget this.
103Ātmāyē̃ bhī brahmāṇḍ mē̃ rahtī haĩ .
107Souls reside in Brahmand.
104Yah sr̥iṣhṭi hai , ismē̃ manuṣhya rahtē haĩ . 105Brahmāṇḍ mē̃ ātmāyē̃ rahtī haĩ , phir ātī haĩ yahā̃ part bajānē .
108This is the world where human beings reside, whereas souls reside in Brahmand (the region of the element of light).
106Ūpar mē̃ ākāśh tatva hai .
109They then come here to play their parts.
107Pair sabkē pr̥ithvī par haĩ .
110Up above is the element of sky.
108Bākī śharīr kahā̃ hai ? 109Vah tō ākāśh tatva mē̃ hī hai .
111Everyone's feet are on the ground, but where are the rest of the bodies?
110Vahā̃ tō ātmāyē̃ stars rahtī haĩ . 111Vahā̃ girnē key|kī chīz nahī̃ jō ham gir paṛē̃gē .
112They are in space. 113The souls, the stars, reside up there (up above the sky). 114There is nothing there that would fall.
112Science vālē rocket mē̃ jātē haĩ , chakra lagānē phir bāhar bhī nikaltē haĩ .
115Scientists travel in rockets and some even come out of the rocket into space.
113Likhtē bhī haĩ , girnē kā ḍar nahī̃ , itnī ākarṣhaṇ hai jō manuṣhya ākāśh tatva mē̃ ṭhahar jātē haĩ .
116They even write: There is no fear of falling. 117There is that much attraction (no pull of gravity) there that people can stay there.
114Tō itnī chhōṭī see|sī|C ātmā mahatatva mē̃ kyō̃ nahī̃ ṭhahar saktī .
118So, why should such a tiny soul not be able to stay in the great element of light?
115Rahnē kā sthān vahā̃ hī hai , yah sūrya , chānd , stars bahut baṛē haĩ .
119Their place of residence is there. 120The sun, moon and stars are very big.
116Yah kaisē ṭhaharē huē haĩ .
121Look how they remain up there!
117Kōī rassī ādi tō nahī̃ hai .
122They are not connected by a string.
118Yah sārā drama banā huā hai .
123The whole drama has been created.
119Ham 84 K|kē chakra mē̃ ātē haĩ .
124We go around the cycle of 84 births.
120Yah jhāṛ hai . 121Kitnī baṛī ṭāl-ṭāliyā̃ haĩ .
125This is a tree and it has so many big branches and twigs.
122Bākī chhōṭē-chhōṭē thōṛēhī dēkh sakē̃gē .
126However, you cannot see the small ones.
123Bābā bhī nutshell mē̃ samjhātē haĩ , jō pīchhē-pīchhē ātē haĩ vah jarūr thōṛē janm hī lē̃gē . 124Bākī ēk ēk kā hisāb nahī̃ batāyēṅgē .
127Baba explains to you in a nutshell. 128Those who come later will certainly take fewer births, but Baba would not tell you the account of each and every one.
125Tum jāntē hō brahmā dvārā brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya dharm key|kī sthāpanā hō rahī hai .
129You know that the Brahmin, deity and warrior religions are being established through Brahma.
126Jissē sthāpanā huī unkō hī phir pālnā karnī hai .
130Those who carry out establishment then have to sustain it.
127Brahmā viṣhṇu śhaṅkar tīnō̃ hī dēvtāyē̃ alag-alag haĩ .
131Brahma, Vishnu and Shankar are three separate deities.
128Bākī aisē nahī̃ brahmā kō 3 mukh haĩ . 129Aisē hō na sakē .
132This doesn’t mean that Brahma has three faces; that is not possible.
130Bāp kahtē haĩ - bachchē tum bilkul bēsamajh ban gayē hō .
133The Father says: Children, you became completely senseless.
131Bāp ākar samajhdār banātē haĩ .
134The Father comes and makes you sensible.
132Abhī tum sab sītāyē̃ rāvaṇ key|kī kaid mē̃ hō .
135All of you Sitas are now in Ravan’s jail.
133Tum hī bandar thē , tumhārī sēnā lī . 134Tumkō hī mandir lāyak banāyā .
136You were monkeys and Rama took your army and made you worthy of being in a temple.
135Ab rājdhānī sthāpan hō rahī hai , jitnā jō śhrīmat par chalē̃gē utnā hī ūñch pad pāyēṅgē .
137The kingdom is now being established. 138The more you follow shrimat, the higher the status you will claim.
136Tum jāntē hō hamārē mama bābā number one mē̃ jātē haĩ .
139You know that your Mama and Baba claim number one.
137Sthūl vatan mē̃ tumhārē sāmnē baiṭhē haĩ .
140They are sitting in front of you in the corporeal world.
138Sūkṣhmavatan mē̃ bhī dēkhtē hō baiṭhē haĩ , aur phir baikuṇṭh mē̃ bhī dēkhtē hō .
141You can also see them sitting in the subtle region and you can see them in Paradise as well.
139Pahlē bahutō̃ kō sākṣhātkār karāyā gayā phir sab thōṛēhī kr̥iṣhṇa ban jāyēṅgē .
142Many were granted visions at the beginning, but not all of them will become Krishna.
140Bāl-līlā ādi dikhāī jātī hai , puruṣhārth karānē kē liē .
143The divine activities are shown to inspire you to make effort.
141Bigar puruṣhārth mahārājā mahārānī tō nahī̃ banē̃gē .
144You cannot become emperors and empresses without making effort.
142Jō pakkē niśhchaybuddhi haĩ vah ēk-dam tham ( ṭhahar ) jātē haĩ .
145Those whose intellects have firm faith remain here and say firmly: “Baba, I will never leave You.”
143Bābā ham tō āpkō kabhī nahī̃ chhōṛē̃gē .
146Some say this and then leave Baba.
144Kaī phir aisē kahtē-kahtē chhōṛ bhī dētē haĩ . 145Āśhcharyavat sunantī , kathantī , bhāgantī hō jātē haĩ .
147They are amazed by the knowledge, they listen to the knowledge and relate it to others and then they run away.
146Pahlē key|kī kahāvat hai . 147Abhī bhī yah sab kuchh hōtā hī rahtā hai .
148This used to be said in the beginning, but it happens now as well.
148Kahtē haĩ kalp pahlē bhī aisē bhāgantī huē thē , kis par bhī bharōsā nahī̃ . 149Jaisē śhvāṅs par bharōsā nahī̃ .
149It is said that they ran away in this way a cycle ago too. 150You cannot trust anyone, just as you cannot trust your life.
150Bābā kā bankar phir bhī mar jātē haĩ .
151They belong to Baba and then they die.
151Īśhvarīy janm din manākar bhī mar jātē haĩ athavā hāth chhōṛ dētē haĩ .
152They even celebrate their Godly birthdays and then die, that is, they let go of Baba's hand.
152Bābā ghaṛī-ghaṛī kahtē rahtē haĩ tum aisē samjhō tō hamkō ab apnē sweet home mē̃ jānā hai isliē bāp aur ghar yād paṛtā hai .
153Baba repeatedly tells you: You have to think that you have to go to your sweet home. 154That is why you remember the Father and your home.
153Bhakti mārg mē̃ bhī ādhākalp yād kiyā hai .
155On the path of devotion, you had been remembering God for half a cycle.
154Parantu vāpis kōī jā nahī̃ saktē . 155Jāntē hī nahī̃ tō jā kaisē sakē̃gē .
156However, no one can return home because they do not know the home. 157So, how could they return there?
156Vah rūhānī rāhī ban kaisē saktē !
158How could they become spiritual travellers?
157Tum ab pūrē rāhī banē hō .
159You have now become real travellers.
158Jō jāstī yād kartē haĩ unkē pāp kaṭtē jātē haĩ .
160The sins of those who stay in remembrance for a long time are cut away.
159Yātrā kā bhī dhyān rakhnā hai .
161You must also pay attention to the pilgrimage.
160Pichhāṛī mē̃ 8 ghaṇṭā tumhārī yah service rahē tō bhī bahut achchhā hai .
162It will be very good if you are able to maintain this service of yours for eight hours by the end.
161Yah hai śhānti aur pavitratā K|kē vibration phailānā .
163Through this, you spread the vibrations of peace and purity.
162Yād sē vikarma bhī vināśh hōṅgē aur pad bhī ūñchā milēgā isliē kahā jātā hai - rāt K|kē rāhī thak mat jānā .
164By having remembrance your sins will be absolved and you will claim a high status. 165This is why it is said: O traveller of the night, do not become weary.
163Kaliyug kā ant mānā brahmā kī rāt pūrī hōnā .
166The end of the iron age means that the night of Brahma is ending.
164Sabkō vāpis jarūr jānā hai .
167Everyone definitely has to return home.
165Rūhānī ghar kō yād karnā hai .
168Remember the spiritual home.
166Rūh kō ab jānā hai .
169Your spirits now have to return home.
167Jism kā bhān chhōṛnā hai , dēhī-abhimānī bannā hai .
170Remove all consciousness of your bodies! 171Become soul conscious!
168Yah hai yād kī yātrā .
172This is the pilgrimage of remembrance.
169Achchhā !
173Achcha.
170Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
174To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
171Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
175The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
172Dhārṇā kē liē mukhya sār :
176Essence for dharna:
1731 ) pakkā niśhchaybuddhi ban dr̥iṛh saṅkalp karnā hai ki bāp kā hāth kabhī nahī̃ chhōṛē̃gē . 174Bāp aur ghar kō ghaṛī-ghaṛī yād karnā hai .
177 1. Make your intellect have firm faith and maintain the determination never to let go of the Father's hand and repeatedly to remember the Father and your home.
1752 ) dēhī-abhimānī bannē key|kī mēhnat karnī hai .
178 2. 179 3. Make effort to become soul conscious.
1765 vikārō̃ rūpī rāvaṇ key|kī kaid sē chhūṭnē kē liē śhrīmat par chalnā hai .
180In order to be liberated from Ravan’s jail, the five vices, follow shrimat.
177Mandir lāyak bannē kā puruṣhārth karnā hai .
181Make effort to become worthy of being in a temple.
178Vardān : gyān yukta bhāvnā aur snēh sampann yōg dvārā uṛtī kalā kā anubhav karnē vālē bāp samān bhav
182Blessing: May your feelings be filled with knowledge and your yoga filled with love and experience the flying stage and become equal to the Father.
179Jō gyān svarūp yōgī tū ātmāyē̃ haĩ vē|way sadā sarvśhaktiyō̃ key|kī anubhūti kartē huē vijayī bantī haĩ .
183 Those who are yogi souls and embodiments of knowledge constantly experience all powers and become victorious.
180Jō sirph snēhī vā bhāvnā svarūp haĩ unkē man aur mukh mē̃ sadā bābā-bābā hai isliē samay prati samay sahyōg prāpt hōtā hai .
184Those who are just loving embodiments of feelings constantly have “Baba, Baba” in their minds and on their lips and this is how they receive co-operation from time to time.
181Lēkin samān bannē mē̃ gyānī-yōgī tū ātmāyē̃ samīp haĩ , isliē jitnī bhāvnā hō utnā hī gyān svarūp hō .
185However, in order to become equal, gyani and yogi souls, you have to be close and this is why, you have to have the feelings and, be embodiments of knowledge to the same extent.
182Gyānyukt bhāvnā aur snēh sampann yōg - in dōnō̃ kā balance uṛtī kalā kā anubhav karātē huē bāp samān banā dētā hai .
186Feelings filled with knowledge; yoga filled with love: having a balance of the two will give you the experience of the flying stage and make you equal to the Father.
183Slōgan : sadā snēhī vā sahyōgī bannā hai tō saraltā aur sahanśhīltā kā guṇ dhāraṇ karō . 184Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya - ōm śhivōham , ham sō sō ham in śhabdō̃ kā yathārth arth|earth 185Ōm śhānti , yah jō śhabda uchchāraṇ kartē haĩ ham sō , sō ham , śhivōham , aham ātmā sō paramātmā ab yah mahāvākya kaun uchchāraṇ kartē haĩ aur in śhabdō̃ kā yathārth arth|earth kyā hai ?
187Slogan: In order to be constantly loving and co-operative, imbibe the virtues of easiness and tolerance. 188*** Om Shanti ***
186Jab ōm akṣhar kahtē haĩ tō ōm kā arth|earth hai maĩ ātmā śhānt svarūp hū̃ , yah niśhchay hōnē sē phir maĩ ātmā sō paramātmā hū̃ , yah akṣhar nahī̃ kah saktē haĩ .
189Invaluable elevated versions of Mateshwariji 190The real meaning of “Om, Shivohum, Hum so, so hum (I am what I was). 191Om shanti. 192We say the words “Hum so, so hum, Shivohum, I, the soul, am the Supreme Soul.
187Phir tō aisē hī samajhtē haĩ ki maĩ ātmā paramātmā key|kī santān hū̃ , tō yah ōm śhabda kahnā ātmāō̃ kā adhikār hai .
193Who says these elevated versions and what is the real meaning of these words? 194When we say “Om”, it means I, the soul, am an embodiment of peace.
188Phir jab ham sō , sō ham śhabda kahtē haĩ , tō us śhabda kā arth|earth hai ham sō pūjya , sō ab pujārī banē . 189Ham sō pūjya , ab yah śhabda bhī ātmā hī kah saktī hai .
195By having this faith, you cannot say the words “I, the soul, am the Supreme Soul.” 196We can then understand that I, the soul, am a child of the Supreme Soul. 197To say the word “om” is a right of souls.
190Yah jō manuṣhya kahtē haĩ aham ātmā sō paramātmā , ab yah śhabda sirph paramātmā hī kah saktā hai kyōṅki vahī ēk ātmā , param ātmā hai , phir yah jō śhivōham śhabda kahtē haĩ vō bhī paramātmā kah saktē haĩ kyōṅki vō śhiv haĩ .
198When we say “Hum so, so hum”, these words mean “We who were worthy of worship have now become worshippers.” 199I was worthy of worship”. 200Only souls can say these words. 201People say “I, the soul, am the Supreme Soul”.
191Tō in śhabdō̃ K|kē arth|earth kō bhī tab jāntē haĩ jab paramātmā ākar yah knowledge dētē haĩ , bākī aur dharm vālō̃ kō , kriściyan ādi kō yah mālūm nahī̃ ki ham sō pope banū̃gā .
202Only God can say these words because He is the only soul, who is the Supreme Soul. 203Only God can say “Shivohum” because He is Shiva. 204We can only know the meaning of these words when God comes and gives us this knowledge.
192Unhō̃ kō yah knowledge hī nahī̃ hai .
205Those of other religions do not have this knowledge.
193Abhī hamkō yah knowledge milī hai ki ham sō dēvtā banē̃gē , hamārē sāmnē dēvtāō̃ kā yādgār chitra hai aur sāth-sāth unhō̃ K|kē jīvan charitra history , gītā bhāgavat sāmnē haĩ kyōṅki ham ādi sē ant tak sārē kalp K|kē chakra mē̃ haĩ aur vō dharm pitāyē̃ jab ātē haĩ tō vō kalp K|kē bīch mē̃ ātē haĩ , isliē vē|way ham sō śhabda nahī̃ kah saktē , ōm śhabda kah saktē haĩ .
206We have now received the knowledge that we will become deities. 207We have the memorial pictures of the deities in front of us, and we also have the history of their life stories, the Gita Bhagawad in front of us because we are in the whole cycle from the beginning to the end. 208When those fathers of other religions come, they come in the middle of the cycle and this is why they cannot say the words “hum so”.
194Achchhā - ōm śhānti .
209They can say the word “om”. 210Achcha.