बुधवार 30 मार्च 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

030-03-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 30/03/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum bāp K|kē banē hō is duniyā sē marnē kē liē , aisī avasthā pakkī karō jō ant mē̃ bāp K|kē sivāē kōī bhī yād na āyē ' '

1Essence: Sweet children, you now belong to the Father in order to be dead to this world. 2Therefore, make your stage so firm that, at the end, you remember no one but the Father.

Question

2Praśhna  : sabsē tīkhī āg kaun see|sī|C hai jō sārī duniyā kō is samay lagī huī hai , uskō bujhānē kā tarīkā sunāō  ?

3Question: What very intense fire is raging over the whole world at this time? 4What is the method to extinguish it?

Answer

3Uttar  : sārī duniyā mē̃ is samay «  kām ' ' key|kī āg lagī huī hai , yah āg sabsē tīkhī hai .

5Answer: At present, there is the fire of lust over the whole world; this fire is the most intense. 6There is only one spiritual mission that can extinguish this fire.

4Is āg kō bujhānē vālī rūhānī mission ēk hī hai , iskē liē svayã kō fire brigade banānā hai .

7For this, you have to make yourselves into a fire brigade. 8Without having the power of yoga, you cannot extinguish this fire.

5Sivāē yōgbal K|kē yah āg bujh nahī̃ saktī . 6Kām vikār hī sabkī satyānāśh kartā hai isliē is bhūt kō bhagānē kā pūrā puruṣhārth karō .

9The vice of lust totally destroys everyone and this is why you must make full effort to chase away this evil spirit.

Song

7Gīt  : mahaphil mē̃ jal uṭhī śhamā …

10Song: The Flame has ignited in the gathering for the moths.

Murli

8Ōm śhānti .

11Om shanti.

9Jō achchhē-achchhē serviceable bachchē haĩ , vah is gīt K|kē arth|earth kō achchhī rīti samajh jātē haĩ .

12Those who are very good, serviceable children understand the meaning of this song very well.

10Is gīt kō sunnē sē sārē sr̥iṣhṭi chakra , rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jānā jātā hai .

13By listening to this song, you can know the Creator and the beginning, the middle and the end of the whole of creation.

11Gīt bajāyā jātā hai ki manuṣhya jān jāyē̃ .

14These songs are played so that people can understand.

12Kis dvārā  ? 13Gyān K|kē sāgar dvārā .

15From whom do you understand all of this?

14Bachchē jāntē haĩ ki ham bāp K|kē bantē haĩ is purānī duniyā sē markar apnē paramdhām mē̃ jānē kē liē .

16From the Ocean of Knowledge. 17You children know that you belong to the Father in order to become dead to this world and to go to the supreme abode.

15Yah puruṣhārth aur kōī karā na sakē sivāē ēk bāp K|kē .

18No one except the one Father can inspire you to make this effort.

16Bāp kahtē haĩ mērā bannē sē tumkō is duniyā sē marnā hōgā .

19The Father says: By belonging to Me, you have to become dead to this world.

17Pichhāṛī mē̃ aisī avasthā pakkī hōnī chāhiē jō sivāē ēk bāp kī yād K|kē aur kiskī bhī yād na āyē .

20At the end, your stage has to be so firm that you remember no one except the one Father.

18Tum bachchē jāntē hō śhamā āī hai parvānō̃ kō sāth lē jānē kē liē .

21You children know that the Flame has come to take the moths back with Him.

19Parvānē tō ḍhērō̃ K|kē ḍhēr haĩ .

22There are limitless moths.

20Pradarśhanī mē̃ bhī dēkhō kitnē ḍhēr ātē haĩ .

23So many come to the exhibitions!

21Kaī bachchē tō pradarśhanī kā arth|earth bhī nahī̃ samajhtē hōṅgē .

24Many children probably don’t even understand the meaning of the exhibition.

22Purānī duniyā kō phir naī duniyā banānē key|kī pradarśhanī . 23Purānī duniyā kā vināśh hō naī duniyā key|kī phir sthāpanā kaisē hōtī hai .

25It is the exhibition to change the old world into the new world; how the new world is established and how the old world is destroyed.

24Yah saṅgam par hī dikhāyā jātā hai .

26This is only shown at the confluence age.

25Dōnō̃ ikaṭṭhē tō hō na sakē̃ . 26Ēk khatm hōnī hai jarūr .

27The two cannot exist together; one definitely has to end.

27Tumhārē mē̃ bhī jō achchhē-achchhē bachchē haĩ vah jāntē haĩ . 28Rāmrājya arthāt naī duniyā sthāpan hō rahī hai .

28Those among you who are also good children know that the kingdom of Rama, which is the new world, is being established.

29Rāmrājya sthāpan hōnē kē bād rāvaṇ rājya khatm hō jāyēgā .

29After the kingdom of Rama is established, the kingdom of Ravan will be destroyed.

30Jab tum rāmrājya K|kē bhātī bantē hō tō tumhārē mē̃ kōī bhī bhūt nahī̃ hōnā chāhiē .

30When you become members of the kingdom of Rama, you should have no evil spirits within you.

31Bhūtō̃ kō bhagānē key|kī kōśhiśh karnī chāhiē .

31Make effort to chase away the evil spirits.

32Pahlē-pahlē kām agni kō bujhānā hai .

32First of all, you have to extinguish the fire of lust.

33Apnē liē fire brigade bannā hai .

33You must become a fire brigade for yourself.

34Yah āg sabsē tīkhī aur bilkul gandī hai , sivāē yōgbal K|kē bujhā nahī̃ saktē .

34That fire is the most intense and it is very dirty. 35It cannot be extinguished without the power of yoga.

35Sō bhī yahī savāl hai sārī duniyā kā . 36Sabkō kām key|kī āg lagī huī hai .

36This is a question of the whole world, everyone is ablaze with lust.

37Is āg kō bujhānē vālī rūhānī mission ēk hī hai .

37There is only the one spiritual mission that can extinguish that fire.

38Unkō jarūr yahā̃ ānā paṛē .

38He definitely has to come here.

39Kahtē bhī haĩ hē patit-pāvan āō .

39People even say: O Purifier, come!

40Patit kāmī kō kahā jātā hai .

40Those who are lustful are called impure.

41Hē kām key|kī āg ( bhūt ) kō bhasma karnē vālē āō . 42Yahā̃ majority tō patit haĩ .

41They call out, "One who puts out the fire of lust, who burns the evil spirit of lust, come!"

43Bhal kōī pavitra rahtē haĩ .

42The majority here are impure.

44Tumkō yukti batātā hū̃ inkō kaisē bujhāō .

43Although some do stay pure, Baba says: I give you the method with which to extinguish it.

45Yah kām agni bhī satō , rajō , tamō mē̃ ātī hai .

44That fire of lust also goes through the stages of sato, rajo and tamo.

46Tamōpradhān vah haĩ jō bilkul rah nahī̃ saktē . 47Āg lagī rahtī hai .

45Those who cannot stay without it at all are tamopradhan; they continue to burn with that desire.

48Manuṣhya key|kī satyānāśh yah kām vikār kartā hai .

46It is this vice of lust that totally destroys human beings.

49Satyug mē̃ kōī duśhman hōtā nahī̃ . 50Vahā̃ na rāvaṇ hōtā , na manuṣhya K|kē duśhman hōtē .

47In the golden age, there are no enemies; neither Ravan nor any other enemies of human beings exist there.

51Tum samjhātē hō bhārat kā sabsē baṛā duśhman rāvaṇ hai .

48You explain that the greatest enemy of Bharat is Ravan. 49The entire play is based on Bharat.

52Khēl hī sārā bhārat par banā huā hai . 53Satyug mē̃ rāmrājya , kaliyug mē̃ rāvaṇrājya .

50In the golden age it is the kingdom of Rama and in the iron age it is the kingdom of Ravan.

54Cartoon mē̃ bhī dikhāyā hai - vah bhī manuṣhya , yah bhī manuṣhya .

51It has also been shown in a cartoon that those are human beings and that these too are human beings.

55Dēvtāō̃ kē āgē hāth jōṛkar jākar kahtē haĩ āp sarvguṇ sampann hō , ham pāpī duḥkhī haĩ .

52People go and put their palms together in front of the deity idols and say, "You are full of all virtues, whereas we are unhappy sinners."

56Yah bhārat śhrēṣhṭhāchārī pāvan thā jarūr . 57Jahā̃ dēvī dēvtāyē̃ rājya kartē thē .

53When the deities used to rule here, this Bharat was definitely elevated and pure.

58Lakṣhmī-nārāyaṇ aur rām sītā , dōnō̃ kā rājya thā . 59Hai unhō̃ kā gharānā .

54There used to be the kingdoms of both Lakshmi and Narayan and Rama and Sita; there were their dynasties.

60Prajā kā chitra tō nahī̃ banāyēṅgē .

55You would not create images of the subjects.

61Ab bāp kitnā sahaj karkē samjhātē haĩ .

56The Father now explains and makes everything so easy for you.

62Samjhākar phir kahtē haĩ buddhi mē̃ dhārṇā hōtī hai nā . 63Jaisē mērī buddhi mē̃ dhārṇā hai , jhāṛ , drama key|kī knowledge hamārē pās|pass hai isliē mujhē gyān kā sāgar kahtē haĩ .

57He explains to you and says: Your intellects are able to imbibe all of this, are they not, in the same way that I have it all in My intellect? 58I have the knowledge of the tree and the drama for this is why I am called the Ocean of Knowledge.

64Sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kā gyān mērē pās|pass hai .

59I have the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.

65Mujhē pavitratā kā bhī sāgar kahtē haĩ .

60I am also called the Ocean of Purity.

66Patit-pāvan bhī mujhē hī kahtē haĩ jō ākar sārē bhārat kō pāvan banātē haĩ .

61I am even called the Purifier who comes and purifies the whole of Bharat.

67Yah hai rājyōg aur gyān .

62This is Raja Yoga and knowledge.

68Bairisṭarī paṛhtē haĩ unkō kahē̃gē bairisṭarī yōg kyōṅki us paṛhāī sē hī barrister ban jātē haĩ .

63Those who study to become barristers study the yoga to become a barrister, because it is through that study that they become barristers.

69Yah bāp kahtē haĩ tum bachchō̃ kō ākar rājyōg sikhātā hū̃ .

64The Father says: I come and teach you children Raja Yoga.

70Rājāyē̃ bhī sab bhagvān kō yād kartē haĩ .

65All the kings remember God.

71Bhagvān sē kyā milēgā  ?

66What will they receive from God?

72Jarūr svarg kā varsā milnā chāhiē .

67They must definitely receive the inheritance of heaven.

73Tum sabsē pūchhtē hō ki parampitā paramātmā kā parichay hai  ?

68You ask everyone: Do you have the Supreme Father, the Supreme Soul’s introduction?

74Vah bāp rachayitā hai tō jarūr svarg rachtā hōgā aur svarg kī rājāī dētē haĩ , jō ham bachchō̃ kō milī thī . 75Ab nahī̃ hai phir lē rahē haĩ .

69That Father is the Creator, and so He must surely create heaven. 70He gave the kingdom of heaven to us children. 71We do not have it at present, but we are once again claiming it.

76Jaisē kalp pahlē bhāratvāsiyō̃ nē lī thī . 77Ab phir sē bhāratvāsiyō̃ kō lēnī hai .

72Just as the people of Bharat claimed it a cycle ago, so it has to be claimed once again.

78 ( nārad kā misāl ) tum bachchē bhī pūchhtē hō chalē̃gē vaikuṇṭha  ?

73You children also ask others: Will you come to heaven with us?

79Bhagvān sē naī duniyā kā varsā lē̃gē  ?

74Will you claim the inheritance of the new world from God?

80Bhārat kō hī varsā milā thā , ab nahī̃ hai aur kōī kō tō mil na sakē kyōṅki bhārat hī bhagvān key|kī janm bhūmi hai .

75Bharat received the inheritance, but it doesn't have it any more. 76No one else can receive it, because Bharat alone is the birthplace of God.

81Tō charity begins at home .

77Therefore, charity begins at home!

82Yahā̃ vālō̃ kō hī dēgē .

78He would only give it to those who belong here.

83Parantu bahut bachchiyā̃ samjhā nahī̃ saktī haĩ .

79However, many children are unable to explain.

84Bahut bachchō̃ kō sākṣhātkār bhī karātē haĩ .

80Many children are given visions by the Father.

85Dikhātē haĩ tum vaikuṇṭha K|kē prince princess bantē hō .

81It is shown how you become princes and princesses of Paradise.

86Yah hai hī manuṣhya sē prince bannē key|kī pāṭhśhālā .

82This is the school for changing from humans into princes.

87Prince bannā vā rājā bannā ēk hī bāt hai .

83To become a prince or a king, it is the same thing.

88Yah sākṣhātkār hōtā hai ki puruṣhārth kar aisā banō .

84You have these visions so that you can make effort and become like those.

89Bāp key|kī śhrīmat par chal puruṣhārth karō .

85You must follow the Father's shrimat and make such effort.

90Sirph kr̥iṣhṇa kō dēkhā yah kōī baṛī bāt nahī̃ hai .

86If you simply see Krishna, that is not a big thing.

91Aisē tō āgē bahut dēkhtē thē , phir chalē gayē .

87Many saw him in the beginning and then they went away.

92Sākṣhātkār huā phir paṛhtē nahī̃ haĩ , aisā bantē nahī̃ haĩ .

88They had visions and then they stopped studying. 89You cannot become this just like that.

93Itnā puruṣhārth nahī̃ kartē kyōṅki bhūtō̃ kā war|vār hai .

90They do not make as much effort because they are attacked by evil spirits.

94Dēh-abhimān kā kaṛā bhūt hai .

91They have an evil spirit of body consciousness.

95Buddhi mē̃ rahnā chāhiē ki khēl pūrā hōtā hai .

92It should stay in your intellects that the play is now ending.

96Hamnē 84 janmō̃ kā part pūrā kiyā , ab ham yah purānā chōlā chhōṛtā hū̃ .

93We have now completed our parts of 84 births. 94"I am now leaving this old costume."

97Yah bhī sirph yād paṛ jāyē tō ahō bhāgya , khuśhī kā pārā chaṛhā rahē .

95If you simply remember this much, it is great fortune. 96Your mercury of happiness should stay high.

98Ab ham jātē haĩ vāpis muktidhām mē̃ .

97We are now to return to the land of liberation.

99Yah kiskī bhī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭh saktā .

98This does not stay in anyone's intellect.

100Bhal sannyāsī haĩ vah kahtē haĩ ham śharīr chhōṛ brahm mē̃ līn hō jāyēṅgē . 101Parantu tatva kō yād karnē sē vikarma vināśh nahī̃ hōṅgē tō jā kaisē saktē haĩ .

99Although they may be sannyasis and say, “We will shed our bodies and merge into the brahm element”, their sins will not be absolved by remembering any element.

102Lē jānē vālā hai hī ēk rām , sabhī bachchō̃ kō lē jāyēgā .

100So, how can they return home? 101Only the one Rama can take you back home.

103Āpēhī tō kōī jā nahī̃ saktā .

102He will take all the children back with Him.

104Puruṣhārth kartē haĩ kyōṅki is duniyā mē̃ rahnā achchhā nahī̃ lagtā .

103None of them can return home just by themselves. 104They make effort because they do not like staying in this old world.

105Kōī phir kahtē haĩ ham is nāṭak mē̃ āyē hī nahī̃ , anēk mat-matāntar haĩ .

105Some then say: We do not want to come back into this play. 106There are many different opinions.

106Gurū gōsāī ādi karōṛō̃ key|kī andāj mē̃ haĩ . 107Sabkī apnī-apnī mat hai .

107There are millions of gurus, etc. and they all have their own directions.

108Bhal kahtē haĩ āpkā gyān bahut achchhā hai . 109Bāhar gayē aur khalās .

108Although they say that your knowledge is very good, as soon as they go outside, everything ends.

110Ātē tō bahut haĩ parantu unkī takdīr mē̃ nahī̃ hai .

109Many come here, but this is not in their fortune.

111Itnā martabā chhōṛkar āvē̃ , yah nahī̃ hō saktā hai , isliē garīb hī uṭhātē haĩ .

110It is not possible for them to let go of their status and come here. 111This is why only the poor take this knowledge.

112Yahā̃ tō ākar bachchā bannā paṛē .

112You have to become children when you come here.

113Kōī sannyāsī gurū itnē sab followers kō chhōṛ āvē , baṛā muśhkil hai . 114Sō bhī yah pravr̥itti mārg , male|mail|mēl female dōnō̃ kō ikṭṭhā rahnā paṛē .

113It is very difficult for sannyasis and gurus to let go of their followers and come here, especially as this is the family path; males and females have to live together.

115Niśhchaybuddhi vālō̃ key|kī jhaṭ parīkṣhā lī jātī hai . 116Dēkhē̃ gurūpanā chhōṛtē haĩ .

114Those whose intellects have faith are very quickly tested to see if they have let go of their status of a guru.

117Bābā kā bannā paṛtā hai nā .

115You have to belong to Baba.

118Bābā kiskō bhī samjhānē kā sahaj upāya bhī samjhātē haĩ .

116Baba tells you an easy way to explain to others.

119Sirph pūchhnā hai parampitā paramātmā sē tumhārā kyā sambandh hai  ?

117You must simply ask them: What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?

120Vah jarūr mukti jīvanmukti dēgē .

118He will definitely grant liberation and liberation-in-life.

121Manuṣhya , manuṣhya kō dē na sakē̃ .

119Human beings cannot give this to human beings.

122Bābā sē varsā lēnē kē liē , ākar sīkhnā paṛē , śhrīmat jō kahēgī sō karē̃gē  !

120In order to claim your inheritance from Baba, you have to come here to study all of this.

123Pahlē-pahlē niśhchaybuddhi chāhiē , phir śhrīmat jō milē .

121You have to do what shrimat says. 122First of all, your intellect has to have faith.

124Pahlē-pahlē parichay hī bāp kā dēnā hai .

123Then, you have to follow whatever shrimat you receive.

125Ḍhērō̃ K|kē ḍhēr ātē haĩ . 126Kahtē haĩ yah bahut achchhī chīz hai .

124First of all, you have to give the Father’s introduction.

127Parantu khud thōṛēhī khaṛē hōtē haĩ , sirph apnī rāy dēkar chalē jātē haĩ .

125Many come here and they say, “This is very good”, but they do not become alert themselves.

128Yah mālūm nahī̃ paṛtā ki yah kiskī mat par chal rahē haĩ .

126They simply give their opinion and leave. 127They do not know whose directions you are following.

129Kahtē haĩ aisī pradarśhanī tō jagah-jagah hōnī chāhiē .

128They say, “We should have such exhibitions at many places.”

130Mat dēnē lag paṛtē haĩ .

129They start giving their own opinions.

131Arē īśhvar kō thōṛēhī mat dī jātī hai .

130However, you cannot give directions to God.

132Parantu practice paṛī huī hai mat dēnē key|kī . 133Bākī khud baiṭh samajhē̃ , yah nahī̃ .

131They have the habit of giving directions; so they do not sit and understand anything for themselves.

134Yahā̃ kōī mat dēnī nahī̃ hai , śhrīmat par chalnā hai .

132Here, you must not give directions but follow shrimat.

135Pahlē bāp kā bannā hai phir vah jō śhrīmat dē ki aisē kōī kō samjhāō .

133Firstly, you have to belong to the Father and you then have to follow whatever shrimat He gives about how to explain to others.

136Phir jab kiskō samjhāvē̃ vah likhkar dē ki mujhē tō śhrīmat par chalnā hai , tab samajhē̃ ki kuchh ṭhīk samjhā hai .

134Those to whom you explain should put it in writing that they will follow shrimat. 135Only then would Baba understand that they have understood clearly.

137Ātē tō ḍhēr haĩ parantu achchhī tarah samajhtē nahī̃ haĩ .

136Many come here, but they do not understand anything very well.

138Gyān K|kē matvālē bantē nahī̃ .

137They do not become those who have love for knowledge.

139Is samay sab haĩ bhakti K|kē matvālē .

138At present, all have love for devotion.

140Jap , tap , pāṭh ādi sab bhakti kē liē kartē haĩ .

139They do penance, tapasya, read the scriptures, etc.

141Bhagvān kahtē haĩ ādhākalp tumnē bhakti kī hai - bhagvān sē milnē kē liē .

140All of that is devotion. 141God says: You have been performing devotion for half a cycle in order to meet God.

142Sab bhagat ṭhaharē . 143Bhagvān tō ēk hī hai .

142All are devotees but only the One is God.

144Ēk kō hī kahtē haĩ patit-pāvan .

143Only the One is called the Purifier.

145Tō khud bhī sab patit ṭhaharē .

144Therefore, they themselves are all impure.

146Yah hai rāvaṇrājya .

145This is the kingdom of Ravan.

147Is kalp K|kē saṅgam kā hī gāyan hai .

146There is praise of the confluence age of the cycle.

148Kalp K|kē saṅgamyugē yugē bāp ātē haĩ .

147The Father comes at the confluence age of each cycle.

149Satyug hai kalyāṇkārī svarg , kaliyug hai akalyāṇkārī nark .

148The golden age is benevolent heaven and the iron age is non-benevolent (malevolent) hell.

150Rāvaṇ hai akalyāṇkārī , rām hai kalyāṇkārī .

149Ravan is malevolent, whereas Rama is the Benefactor.

151Yah knowledge bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ ṭapaknī chāhiē .

150This knowledge should trickle into the intellects of you children.

152Ōnā rahnā chāhiē ki jākar bichārō̃ kā kalyāṇ karē̃ .

151You should have the concern to go and bring benefit to poor, helpless ones.

153Kōī-kōī mē̃ aisī khāmī hai jō unsē sab hairān hō jātē haĩ . 154Kahtē haĩ bābā phalānē mē̃ yah avguṇ hai .

152If some children have weaknesses, students become upset and they say, "Baba, So-and-so has this defect."

155Bahut samāchār ātē haĩ .

153A lot of such news comes to Baba.

156Bābā kā kahnā hai - samāchār dō tō sāvadhānī milē .

154Baba says: Give Me your news so that you can be cautioned.

157Kōī avguṇ hōgā tō service cum|kam karē̃gē .

155If you have any defects, you will do very little service.

158Ājkal paṛhē likhē - vidvān , paṇḍit tō bahut haĩ , vah bahut tīkhē haĩ .

156Nowadays, there are many educated scholars and pundits who are very shrewd.

159Kachchē bachchō̃ kā tō māthā hī kharāb kar dē̃ isliē tīkhē-tīkhē bachchō̃ kō bulātē haĩ .

157They would spoil the heads of weak children and this is why clever children are invited to go and do service.

160Samajhtē haĩ yah hamārē sē hōśhiyār haĩ .

158The weak ones understand that those others are cleverer than they are.

161Pradarśhanī sē bhī bābā samāchār maṅgātē rahtē haĩ . 162Kaun-kaun achchhī service kartē haĩ , ismē̃ baṛē hōśhiyār chāhiē .

159Baba also asks for news of the exhibitions and about who is doing very good service. 160You need to be very clever in this.

163Kōī bōlē tum śhāstra ādi paṛhtē hō  ? 164Bōlō , yah tō ham jāntē haĩ - yah vēd śhāstra , janma-janmāntar sab paṛhtē āyē haĩ .

161If people ask you if you study the scriptures, etc., tell them: We know that everyone has been studying the Vedas and scriptures for birth after birth.

165Abhī hamkō bābā kā direction hai ki kuchh nahī̃ paṛhō .

162We have now received Baba's directions. 163He says: You must not study anything.

166Maĩ jō sunāū̃ vah sunō .

164Only listen to the things I tell you.

167Mērī mat par chalō , mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

165Follow My directions. 166Remember Me and your sins will be absolved.

168Abhī maut sāmnē khaṛā hai .

167Death is now in front of you.

169Maĩ āyā hū̃ tumkō lē jānē kē liē , maĩ tumhārā bāp hū̃ .

168I have come to take you back home. 169I am your Father.

170Tumkō mukti jīvanmukti dū̃gā .

170I will give you liberation and liberation-in-life.

171Har ēk kō drama anusār pahlē mukti mē̃ jānā hai phir jīvanmukti , satōpradhān mē̃ ātē haĩ isliē kahā jātā hai sarv K|kē sadgati dātā , sarvōdayā .

171According to the drama, each of you first has to go into liberation and then into liberation-in-life, the satopradhan stage. 172This is why Baba is called the Bestower of Salvation for All, Sarvodaya (the One who has mercy for all).

172Sarv mē̃ sārī duniyā ā jātī hai . 173Sarv mānā sārī duniyā kā bāp samjhātē haĩ , vah sab haĩ alpkāl had key|kī service karnē vālē .

173The whole world is included in this term “sarvo” (all). 'All' means that the Father of the whole world is explaining to us. 174All of those others are ones who do temporary, limited service.

174Bēhad kā sarvōdayā leader tō ēk hī hai .

175The unlimited Leader, who has mercy for all, is only One.

175Sārī viśhva par dayā kar viśhva kō badalnē vālā hai .

176He has mercy for the whole world and changes the whole world.

176Tum jāntē hō bābā hamkō viśhva kā mālik banānē āyē haĩ .

177You know that Baba has come to make you into the masters of the world.

177Ever healthy , wealthy ban jāyēṅgē .

178You will become ever healthy and wealthy.

178Parantu itnā bhī kiskō buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtā .

179However, even this much doesn’t sit in anyone's intellect.

179Dō akṣhar bhī baiṭhē tō achchhā hai .

180If even two words sit in their intellects, it is good.

180Ham bhagvān bāp K|kē bachchē haĩ .

181We are the children of God, the Father.

181Bhagvān sē svarg kā varsā milnā chāhiē .

182We have to receive our inheritance of heaven from God.

182Milā huā thā , ab nahī̃ hai phir mil rahā hai .

183You did receive it, but you do not have it any more.

183Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō , varsē kō yād karō .

184You are receiving it once again. 185The Father says: Remember Me and remember the inheritance.

184Ēk dō kō yahī mantra dō maĩ tumhārā bēhad kā bāp hū̃ .

186Give everyone this mantra. 187I am your unlimited Father.

185Dharm sthāpanā kē liē dhakkē tō khānē paṛtē haĩ .

188Of course, you have to stumble around in order to establish a religion.

186Buddhi mē̃ yah rahnā chāhiē ki ab nāṭak pūrā hōtā hai .

189Your intellects should remember that this play is now coming to an end.

187Bākī thōṛā samay hai , jānā hai apnē ghar phir hamārā nayēsir part śhurū hōgā .

190Very little time now remains. 191We have to return home and then we will begin our parts from the beginning.

188Yah buddhi mē̃ rahē tō bahut achchhā .

192If they keep this much in their intellects, it is very good.

189Tum bachchō̃ K|kē kadam-kadam mē̃ padam bharē huē haĩ .

193Achcha. 194Every step of you children is filled with multimillions.

190Baṛī jabardast kamāī hai .

195This is a huge income.

191Khud bhagvān kamāī karnē key|kī rāy dētē haĩ .

196God Himself is advising you to earn an income.

192Rāy par chalnē sē svarg mē̃ tō pahũch jātē haĩ . 193Parantu svarg mē̃ bhī phir ūñch pad pānā chāhiē .

197By following His advice you will go to heaven, but you have to claim a high status in heaven.

194Yah kamāī hai cupacāp karnē key|kī .

198This is an income that you can earn silently.

195Karmēndriyō̃ sē karma karō parantu dil sāzan key|kī taraph hō , bas bēṛā pār hai .

199Perform actions with your physical organs, but your heart has to be with the Bridegroom.

196Baṛī jabardast kamāī hai .

200Your boat will then go across.

197Bāp key|kī service mē̃ rahnē sē automatically bahut āmdanī hōtī hai .

201The income is huge. 202By staying in the Father's service, you will automatically earn a huge income.

198Achchhā  !

203Achcha.

199Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

204To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

200Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

205The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

201Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

206Essence for dharna:

2021 ) ab yah nāṭak pūrā huā , hamē̃ vāpis muktidhām mē̃ jānā hai .

207 1. This play is now ending and we have to return to the land of liberation.

203Is khuśhī mē̃ rah purānī dēh kā abhimān chhōṛ dēnā hai .

208Stay in this happiness and renounce any arrogance of your old body.

2042 ) ēk bāp key|kī mat par chalnā hai .

209 2. Follow the directions of the one Father.

205Bāp kō apnī mat nahī̃ dēnī hai .

210Do not give the Father your own directions.

206Niśhchaybuddhi ban bāp key|kī jō śhrīmat milī hai , us par chaltē rahnā hai .

211Your intellect should have the faith and you must continue to follow the shrimat you receive from the Father.

Blessing

207Vardān  : bhinn-bhinn sthitiyō̃ K|kē āsan par ēkāgr hō baiṭhnē vālē rājyōgī , svarājya adhikārī bhav

212Blessing: May you become a RajaYogi and a self-sovereign who sits on the seats of the various stages with concentration (stability).

208Rājyōgī bachchō̃ kē liē bhinn-bhinn sthitiyā̃ hī āsan haĩ , kabhī svamān key|kī sthiti mē̃ sthit hō jāō tō kabhī phariśhtē sthiti mē̃ , kabhī light house , might house sthiti mē̃ , kabhī pyār svarūp lavlīn sthiti mē̃ .

213 For Raja Yogi children, the various stages are their seats. 214Sometimes, be stable in the stage of your self-respect, sometimes in the angelic stage, sometimes be stable in the stage of a lighthouse and might house and sometimes be an embodiment of love and be merged in love.

209Jaisē āsan par ēkāgr hōkar baiṭhtē haĩ aisē āp bhī bhinn-bhinn sthiti K|kē āsan par sthit hō variety sthitiyō̃ kā anubhav karō .

215Just as you sit on a seat with concentration (stability), in the same way, be stable on the seats of your various stages and experience those variety stages.

210Jab chāhō tab man-buddhi kō order karō aur saṅkalp kartē hī us sthiti mē̃ sthit hō jāō tab kahē̃gē rājyōgī svarājya adhikārī .

216Order your mind and intellect whenever you want and become stable in that stage whenever you want. 217You will then be called a Raj Yogi and a self-sovereign.

Slogan

211Slōgan  : vaphādār vah hai jisē saṅkalp mē̃ bhī kōī dēhdhārī ākarṣhit na karē .

218Slogan: Someone who is faithful is not attracted by any bodily beings even in his thoughts.

219*** Om Shanti ***