शनिवार 9 अप्रैल 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

009-04-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban 1 «  mīṭhē bachchē - bāp manuṣhya sē dēvtā banānē āyē haĩ tō unkī dil sē śhukriyā mānō śhrīmat par chaltē rahō , ēk sē sachchī prīt rakhō ' '

0 09/04/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

2Praśhna  : jin bachchō̃ key|kī bāp sē prīt hai , unkī niśhāniyā̃ kyā hōṅgī  ?

1Essence: Sweet children, the Father has come to change human beings into deities. 2Therefore, give thanks to Him from your heart. 3Continue to follow shrimat and have true love for just the One.

3Uttar  : bāp sē sachchī prīt hai tō ēk unhē̃ hī yād karē̃gē , unkī hī mat par chalē̃gē .

4Question: What are the signs of children who love the Father?

4Mansā-vāchā-karmaṇā kisī kō bhī duḥkh nahī̃ dēgē . 5Kisī kē prati ghr̥iṇā nahī̃ rakhē̃gē .

5Answer: Those who truly love the Father remember Him alone and only follow His directions.

6Apnā sachchā-sachchā pōtāmēl bāp kō dēgē .

6They never cause anyone sorrow through their thoughts, words or deeds.

7Kusaṅg sē apnī sambhāl karē̃gē .

7They never have animosity towards anyone.

8Gīt  : dhīraj dhar manuā …

8They give their true accounts to the Father. 9They protect themselves from bad company. 10Song: Have patience o mind! 11Your days of happiness are about to come.

9Ōm śhānti .

12Om shanti.

10Brāhmaṇō̃ kō tō jarūr dhīraz hī hōgā kyōṅki brāhmaṇō̃ key|kī hī parampitā paramātmā kē sāth prīt hai - number-vār puruṣhārth anusār .

13Brahmins would definitely have patience, because it is only Brahmins who have love for the Supreme Father, the Supreme Soul, numberwise, according to the efforts they make.

11Sabkī ēk jaisī prīt nahī̃ hai . 12Jaisē bābā mama aur bachchē apnā-apnā anubhav sunātē haĩ .

14Not everyone loves Him to the same extent, just as Baba, Mama and the children share their own experiences.

13Aham ātmā apnē liē kahtē haĩ .

15They would say: I, the soul.

14Bābā phir aham paramātmā kahē̃gē .

16Baba would say: I, the Supreme Soul.

15Aham ātmā kahtī hai maĩ parampitā paramātmā kō bahut yād kartī hū̃ kyōṅki jāntī hū̃ - ādhākalp hamnē rāvaṇrājya mē̃ bahut duḥkh dēkhā hai .

17I, the soul, say: I am remembering the Supreme Father, the Supreme Soul, a great deal because I have seen a lot of sorrow in the kingdom of Ravan for half the cycle.

16Aisē bhī nahī̃ śhurū sē duḥkh hōtā hai . 17Nahī̃ .

18It isn't that there has been sorrow from the beginning; no.

18Rāvaṇ rājya mē̃ dhīrē-dhīrē duḥkh key|kī vr̥iddhi hōtī hai . 19Kalāyē̃ kam hōtī jātī haĩ .

19Sorrow increases gradually in the kingdom of Ravan; the degrees continue to decrease.

20Aham ātmā kō ab parampitā paramātmā batlātē haĩ ki pahlē tum avyabhichārī bhakti mē̃ thē sirph mujhē yād kartē thē .

20The Supreme Father, the Supreme Soul, tells you, souls: At first, you performed unadulterated worship and you remembered Me alone.

21Phir vyabhichārī rajōguṇī bhakti mē̃ āyē .

21You then went into adulterated, rajoguni worship.

22Abhī tō tamōguṇī bhakti hō gaī hai , jō āyā unkō pūjtē rahtē haĩ , iskō kahā jātā hai bhūt pūjā kyōṅki śharīr 5 tatvō̃ kā banā huā hai .

22Now, worship is tamoguni. 23People continue to worship whatever comes in front of them. 24That is called worship of the elements, because bodies are made of the five elements.

23Yah phalānā svāmī hai sirph 5 tatvō̃ K|kē śharīr kō dēkh kahtē haĩ . 24Unhō̃ K|kē charaṇō̃ mē̃ girtē haĩ .

25When they speak of a particular swami (guru), they only say that because of seeing that body of five elements; they fall at his feet.

25Yah hai tamōpradhān bhakti .

26That is tamopradhan worship.

26Abhī ham ātmā jāntē haĩ parampitā paramātmā phir sē āyē haĩ hamkō apnā varsā dēnē isliē jitnā hō sakē unkō yād kartē haĩ .

27I, the soul, now know that the Supreme Father, the Supreme Soul, has come once again to give us our inheritance.

27Unkā pharmān hai nirantar mujhē yād karō .

28Therefore, remember Him as much as possible.

28Dēhī-abhimānī bhav athavā ātma-abhimānī bhav .

29His orders are: Constantly remember Me alone.

29Bābā sunātē haĩ ghaṛī-ghaṛī bāp kā śhukriyā kartā hū̃ .

30May you be soul conscious! 31Baba tells you how he repeatedly thanks the Father.

30Bābā āpnē mujhē andhiyārē sē nikālā hai .

32“Baba, You have removed me from darkness.” 33I love Baba.

31Bābā kē sāth hamārī prīt hai . 32Aur sabkī hai vināśh kālē viparīt buddhi , vah pūrā varsā lē na sakē .

34All others have non-loving intellects at the time of destruction. 35They cannot claim their full inheritance.

33Laukik bachchō̃ key|kī bāp sē prīt hōtī hai .

36Physical children love their father.

34Bāp key|kī mat par chaltē haĩ tō bāp bhī rāzī hōtē haĩ . 35Agar bachchā mat par nahī̃ chaltā , tō bāp rāzī nahī̃ rahtā , jō mat par na chalē vah kapūt ṭhaharā|ṭhahrā .

37Their father is pleased with them when they follow his directions; but he is not pleased when his children don't follow his directions. 38Those who don't follow directions are said to be unworthy.

36Tō bēhad kā bāp bhī kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē vikarma bhasma hōtē jāyēṅgē .

39Therefore, the unlimited Father also says: Remember Me and then your sins will continue to be burnt away.

37Mērē banē hō tō kōī bhī pāp karma , karmēndriyō̃ sē nahī̃ karnā .

40Now that you belong to Me, don't commit any sin through your physical senses.

38Kabhī śhrīmat kā ullaṅghan nahī̃ karnā .

41Never disobey shrimat.

39Bāp tumhē̃ pujārī sē pūjya banā rahē haĩ tō bāp kā kitnā śhukriyā mānnā chāhiē .

42The Father is making you worthy-of-worship from a worshipper. 43Therefore, you should thank the Father so much!

40Unkī mat par nahī̃ chalē̃gē tō janma-janmāntar kē liē pad bhraṣhṭa kar dēgē .

44If you don't follow His directions, your status will be destroyed for birth after birth.

41Bhal ham yahā̃ bhraṣhṭa mūt palītī kō kahtē haĩ . 42Parantu vahā̃ cum|kam pad kō bhraṣhṭa pad kahtē haĩ .

45Although we say here that those who are impure are degraded, a low status there is said to be degraded.

43Bāp kahtē haĩ , achchhī rīti prīt lagāō .

46The Father says: Have true love for Me.

44Jaisē strī pati kō yād kartī hai vaisē tum mujhē yād karō .

47Just as a wife remembers her husband, remember Me in the same way.

45Mērī śhrīmat par chalō .

48Follow My shrimat.

46Mansā , vāchā , karmaṇā kiskō duḥkh na dō .

49Don't cause anyone sorrow through your thoughts, words or actions.

47Man mē̃ bhī kisī kē liē ghr̥iṇā nahī̃ rakhnā .

50Don't let your mind have any animosity for anyone.

48Her|har ātmā apnā part bajā rahī hai .

51Every soul is playing his own part.

49Tum jāntē hō abhī kā yah janm bhaviṣhya K|kē janm sē bhī ūñch haĩ .

52You know that your birth of the present time is even more elevated than that of the future.

50Yahā̃ ham īśhvarīy aulād banē haĩ .

53Here, we have become God’s children.

51Satyug mē̃ daivī aulād hōṅgē .

54In the golden age, we will be children of the deities.

52Yahā̃ key|kī mahimā jāstī hai .

55The praise of now is greater.

53Jagadambā sē 21 janmō̃ kā varsā miltā hai .

56You receive the inheritance of 21 births through the World Mother (Jagadamba).

54Lakṣhmī sē kyā miltā hai  ?

57What do you receive through Lakshmi?

55In bātō̃ kō nayā kōī samajh na sakē .

58A new person would not be able to understand these things.

56Ātē tō bahut haĩ parantu jinkō niśhchay nahī̃ , vah ṭhahar na sakē̃ .

59Many people come here, but those who don't have faith are unable to stay here.

57Bābā mama bachchō̃ K|kē mitr sambandhī ātē tō bahut haĩ athavā officers ādi ātē haĩ , tō allow kiyā jātā hai . 58Kahā̃ tīr lag jāyē , bichārō̃ kā kalyāṇ hō jāē .

60When friends and relatives of Baba, Mama and the children come here, or even officers, they are allowed to come in case the arrow strikes the target and the poor, helpless ones are benefited.

59Jhaṭ patā lag jātā hai ki īśhvarīy kul kā hai vā āsurī kul kā hai . 60Prīt lagtī hai vā nahī̃ .

61You can instantly know whether they belong to the Godly clan or the devilish clan and whether they are able to love the Father or not.

61Ātē yahā̃ bahut haĩ , ṭhīk hō jātē haĩ phir bāhar jākar kusaṅg mē̃ athavā māyā K|kē saṅg mē̃ vikārī ban jātē haĩ .

62Many come here and they are all right here but they become vicious again when they go outside into bad company or into the company of Maya.

62Likhtē haĩ hamnē hār khāī .

63Then they write: I was defeated.

63Lēkin agar na batāyē̃ tō aur vr̥iddhi hōtī jāyēgī .

64However, if they don't tell Baba about it, that would continue to increase.

64Tumhārī ab prīt buddhi hai - bāp kē sāth .

65Your intellects now have love for the Father.

65Hā̃ tumhārē mē̃ bhī number-vār puruṣhārth anusār prīt buddhi haĩ .

66Yes, among you too, your intellects have love numberwise, according to the efforts you make.

66Śhivbābā bachchō̃ kō samjhātē haĩ , kabhī bhī kōī vikarma nahī̃ karnā , śhrīmat par chalnā .

67Shiv Baba explains to you children: Never perform any sinful acts. 68Follow shrimat!

67Bābā K|kē banē hō tō tumhārī chalan bhī aisī hōnī chāhiē .

69You belong to Baba and so your activity should also be likewise.

68Bābā kō pūrā mālūm hōnā chāhiē .

70Baba should be told everything.

69Bābā mukti-jīvanmukti , viśhva kī bādśhāhī dētē haĩ aur bachchō̃ kē pās kyā hai , vah bāp kō patā nahī̃ hai .

71Baba grants you liberation and liberation-in-life and the sovereignty of the world and the Father doesn't even know what you children have!

70Bāp kē pās tō pūrā pōtāmēl ānā chāhiē .

72The Father should receive your full account.

71Mērē kō dēnē sē tumhārā nuksān nahī̃ hōgā .

73By giving that to Me, you will not incur a loss.

72Vah tō sab paisē ādi apnē kām mē̃ lē lētē haĩ , maĩ tō hū̃ nirākār . 73Tum bachchō̃ K|kē hī kām mē̃ lagātā hū̃ .

74Those people take all your money for themselves, but I am incorporeal; I use everything for you children.

74Jaisē gāndhī jī dēśh K|kē kām mē̃ lagātē thē , isliē unkā nām bālā hai .

75Gandhiji used everything for the country and this is why his name is glorified.

75Barōbar gāndhī nē congress rājya sthāpan kiyā .

76Gandhiji truly established the Congress Party.

76Nahī̃ tō yahā̃ rājāō̃ kā rājya thā .

77Otherwise, there was the rule of kings here.

77Abhī bāp phir sē naī rājdhānī , rāmrājya sthāpan kar rahē haĩ - yah bāt sabhī bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ baiṭhtī nahī̃ hai , agar baiṭhē tō khuśhī kā pārā bhī chaṛhē . 78Bābā kē sāth yōg lagātē rahē̃ .

78The Father is now once again establishing a new kingdom, the kingdom of Rama. 79This doesn't sit in the intellects of all the children. 80If it sat in their intellects, their mercury of happiness would rise and they would continue to have yoga with Baba.

79Bābā kahtē haĩ paramdhām mē̃ rahnē vālē bāp kō vahā̃ yād karō , jahā̃ jānā hai .

81Baba says: Remember the Father who stays in the supreme abode, where you have to go.

80Ab drama pūrā hōnā hai .

82The drama is now about to end.

81Drama kō kōī jāntē hī nahī̃ .

83No one knows the drama or has love for Me.

82Na kōī key|kī mērē sāth prīt hai . 83Kahtē haĩ ham paramparā sē gaṅgā snān kartē āyē haĩ .

84They say that they have been bathing in the Ganges from time immemorial.

84Kyā satyug mē̃ bhī kartē thē  ?

85Did they do that even in the golden age?

85Paramparā kā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .

86They don't even understand the meaning of ‘time immemorial’.

86Bābā kahtē haĩ ab tumhārē sukh K|kē din ā rahē haĩ .

87Baba says: Your days of happiness are now about to come.

87Tumhārī buddhi mē̃ dhīraj hai .

88Your intellects have patience.

88Kōī tō kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ .

89Some don't understand anything.

89Yahā̃ sē samajhkar jab bāhar jātē haĩ tō māyā sārā hī khā jātī hai .

90When they understand something here and then go outside, Maya completely swallows them.

90Jaisē makkhī martī hai tō cīṇṭiyā̃ sārā unkō hap kar lētī haĩ . 91Yahā̃ bhī martē haĩ tō cīṭĩyā̃ lēkar sārā hap kar lētī haĩ .

91Just as all the ants completely swallow a dead fly, so here, when you die, all the ants come and totally swallow you.

92Māyā bhī balvān hai , cum|kam nahī̃ hai .

92Maya is powerful as well; she is no less.

93Baṛī laṛāī lagtī hai .

93There is a big battle.

94Yahā̃ rahtē bhī class mē̃ nahī̃ ātē haĩ tō samjhā jātā hai yah svarg K|kē mālik nahī̃ ban saktē . 95Kr̥iṣhṇapurī mē̃ jā na sakē̃ .

94While staying here, if you don’t attend class, it is understood that you can’t become the masters of heaven and that you can’t go to the land of Krishna.

96Kuchh bhī value nahī̃ .

95You would have no value.

97Tum jō hīrē jaisē bantē hō unhō̃ key|kī hī value hai .

96You, who are becoming like diamonds, are valuable.

98Tum jāntē hō ham worth pound ban rahē haĩ .

97You know that you are becoming worth a pound.

99Ēk ghar mē̃ ēk hans , ēk bagulā hōgā tō khiṭpiṭ jarūr chalēgī .

98If there are a swan and a stork in the same house, there would definitely be conflict.

100Yahā̃ tō bagulē sē kinārā hōtā hai .

99Here, you step away from storks.

101Mūt palītī K|kē hāth kā tum khā bhī nahī̃ saktē hō .

100You cannot eat food prepared by those who are impure.

102Parantu bachchō̃ kā bāp sē itnā lav|love tō hai nahī̃ , isliē sōchtē haĩ ki pēṭ kahā̃ sē bharēgā .

101However, some children don't love the Father that much and this is why they think about how their stomachs would be satisfied.

103Arē bhīl lōg kahā̃ sē khātē haĩ .

102Ah! but how do natives survive?

104Ājkal tō kōī kaphnī pahan lē tō mupht mē̃ paisē miltē rahtē haĩ . 105Sab pāṅw paṛtē rahtē haĩ , jō āyēgā mūrti kē āgē paisā rakhtā jāyēgā , bahut easy .

103Nowadays, if someone puts on a saffron robe, he continues to receive everything free and everyone bows down to him. 104Anyone who goes there puts money in front of the idol; it is very easy for them.

106Yah duniyā hī aisī hai .

105Such is the world!

107Bachchō̃ kō khyāl karnā chāhiē . 108Yah duniyā jaldī khalās hō tō svarg mē̃ jāyē̃ , parantu lāyak bhī banē̃ nā .

106You children should think about this world ending soon, so that you can go to heaven, but you first have to become worthy.

109Pad bhī pānā hai nā .

107You have to claim a status.

110Vahā̃ bhī position kā fark rahtā hai .

108There, too, there is a difference in positions.

111Paṛhānē vālā ēk hī hai .

109The One who is teaching you is only One.

112Kōī rājā rānī , kōī naukar chākar , kōī sāhūkār prajā .

110Some become kings and queens, some become maids and servants and others become wealthy subjects.

113Rājdhānī sthāpan hō rahī hai aur dharm sthāpak rājāī nahī̃ sthāpan kartē haĩ isliē bābā kahtē haĩ khabardār rahō .

111A kingdom is being established. 112Other founders of a religion do not establish a kingdom. 113This is why Baba continues to tell you to remain cautious.

114Vināśh kālē pūrī prīt buddhi chāhiē .

114At the time of destruction, you must have totally loving intellects.

115Jitnī prīt hōgī utnā bāp sē varsā lē̃gē .

115The more love you have, the more inheritance you will accordingly claim from the Father.

116Yād karnē kā bhī sikhāyā jātā hai .

116You are also taught how to remember Baba.

117Bābā batlātē haĩ , bābā kō aur chakra kō yād karō .

117Baba tells you how you have to remember Baba and the cycle.

118Svardaśhan chakra phirāō .

118Spin the discus of self-realisation.

119Ham light house haĩ , khivaiyā hamārī naīyā kō pār lē jātā hai .

119We are light-houses. 120The Boatman is taking our boats across.

120Ēk ôkh mē̃ śhāntidhām , ēk ôkh mē̃ sukhdhām rakhnā hai .

121Keep the land of peace in one eye and the land of happiness in the other eye.

121Achchhā  !

122Achcha.

122Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

123To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

123Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

124The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

124Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

125Essence for dharna:

1251 ) har ēk pārṭdhārī K|kē part kō dēkhtē huē , kisī sē bhī ghr̥iṇā nahī̃ karnā hai .

126 1. See the part of every actor and don't have animosity towards anyone.

126Mansā-vāchā-karmaṇā kisī kō bhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .

127Don't cause anyone sorrow through your thoughts, words or actions.

1272 ) bāp kō apnā pūrā pōtāmēl dēnā hai .

128 2. Give your full account to the Father.

128Vināśh kālē pūrā prīt buddhi bannā hai .

129Have a totally loving intellect at the time of destruction.

129Śhrīmat par apnī chalan śhrēṣhṭh banānī hai .

130Let your activity be elevated according to shrimat.

130Kusaṅg sē sambhāl karnī hai .

131Be cautious of bad company.

131Vardān  : sūkṣhma pāpō̃ sē mukt ban sampūrṇ sthiti kō prāpt karnē vālē siddhi svarūp bhav

132Blessing: May you attain your complete stage by becoming free from performing subtle sins and become an embodiment of success.

132Kaī bachchē vartamān samay karmō key|kī gati K|kē gyān mē̃ bahut easy hō gayē haĩ isliē chōṭē-chōṇṭē pāp hōtē rahtē haĩ .

133 According to the present time, some children have become very easy in terms of the philosophy of karma and this is why they continue to perform small sins.

133Karma philosophy kā siddhānt hai - yadi āp kisī key|kī glānī kartē hō , kisī key|kī galatī|galtī ( burāī ) kō phailātē hō yā kisī kē sāth hā̃ mē̃ hā̃ bhī milātē hō tō yah bhī pāp K|kē bhāgī bantē hō .

134The principle of the philosophy of karma is: if you defame someone, if you tell others about someone’s mistake or if you are in agreement with someone about it, it is like becoming a partner in performing that sin.

134Āj āp kisī key|kī glānī kartē hō tō kal vah āpkī dugunī glānī karēgā .

135Today, you may defame someone and, tomorrow, that person would doubly defame you.

135Yah chhōṭē-chhōṭē pāp sampūrṇ sthiti kō prāpt karnē mē̃ vighna rūp bantē haĩ isliē karmō key|kī gati kō jānkar pāpō̃ sē mukt ban siddhi svarūp banō .

136These small sins become an obstacle to your attaining your complete stage and this is why you have to understand the philosophy of karma, become free from performing sins and become an embodiment of success.

136Slōgan  : ādi pitā K|kē samān bannē kē liē śhakti , śhānti aur sarvguṇō̃ K|kē stambh banō . 137Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya 138 «  nirākārī duniyā arthāt ātmāō̃ K|kē rahnē kā sthān ' ' 139Jab ham nirākārī duniyā kahtē haĩ tō nirākār kā arth|earth yah nahī̃ ki unkā kōī ākār nahī̃ hai , parantu kōī duniyā jarūr hai , uskā sthūl sr̥iṣhṭi muāphik ākār nahī̃ hai , jaisē paramātmā nirākār hai lēkin unkā apnā sūkṣhma rūp avaśhya hai .

137Slogan: In order to become the same as Adi Pita (first father), become a pillar of power, peace and all virtues.

140Ham ātmā aur paramātmā kā dhām nirākārī duniyā hai .

138*** Om Shanti *** 139Invaluable versions of Mateshwariji

141Tō jab ham duniyā akṣhar kahtē haĩ , tō issē siddha hai vō duniyā hai aur vahā̃ kōī rahtā hai tabhī tō duniyā nām paṛā hai .

140The incorporeal world means the residence of souls. 141When we speak of the incorporeal world, it does not mean that it does not have a shape, for there definitely is a world.

142Ab duniyāvī lōg tō samajhtē haĩ paramātmā kā rūp bhī akhaṇḍ jyōti tatva hai , lēkin vah tō paramātmā K|kē rahnē kā ṭhikānā hai , jiskō retired home kahtē haĩ .

142It doesn’t have a shape like the physical world. 143God is incorporeal but He definitely has His own subtle form. 144The land (dham) of souls and the Supreme Soul is the incorporeal world.

143Tō ham paramātmā K|kē ghar kō paramātmā nahī̃ kah saktē haĩ . 144Ab dūsrī hai ākārī duniyā , jahā̃ brahmā viṣhṇu śhaṅkar dēvtāyē̃ ākārī rūp mē̃ rahtē haĩ aur yah hai sākārī duniyā , jinkē dō bhāg haĩ - ēk hai nirvikārī svarg key|kī duniyā jahā̃ ādhākalp sadā pavitratā sukh aur śhānti hai .

145So, when we use the word “world”, it shows that it is a world where someone stays and that is why it is given the name “world”. 146Worldly people believe that God’s form is the element of constant light, but that is God’s residence, which is also called the “retired home”. 147We cannot call God’s home “God”.

145Dūsrī hai vikārī kaliyugī duḥkh aur aśhānti key|kī duniyā .

148The other world is the subtle world where Brahma, Vishnu and Shankar reside in their subtle forms.

146Ab yah dō duniyāyē̃ kyō̃ kahtē haĩ  ?

149This is the physical world which is split into two.

147Kyōṅki yah jō manuṣhya kahtē haĩ svarg aur nark dōnō̃ paramātmā key|kī rachī huī duniyā hai , is par paramātmā K|kē mahāvākya haĩ bachchē , mainnē kōī duḥkh key|kī duniyā nahī̃ rachī , jō mainnē duniyā rachī hai vō sukh key|kī rachī hai .

150One is the viceless world of heaven, where there is constant purity, happiness and peace for half the cycle. 151The other is the vicious, iron-aged world of sorrow and peacelessness. 152Why are these called two worlds? 153When people speak of heaven and hell, they say that both worlds are created by God.

148Ab yah jō duḥkh aur aśhānti key|kī duniyā hai , vō manuṣhya ātmāyē̃ apnē āpkō aur mujh paramātmā kō bhūlnē K|kē kāraṇ yah hisāb-kitāb bhōg rahē haĩ .

154However, God’s elevated versions for these are: Children, I did not create the world of sorrow. 155The world I created was a world of happiness.

149Bākī aisē nahī̃ jis samay sukh aur puṇya key|kī duniyā hai , vahā̃ kōī sr̥iṣhṭi nahī̃ chaltī .

156This world of sorrow, peacelessness and suffering of human souls is caused by them forgetting themselves and Myself, God.

150Hā̃ , avaśhya jab ham kahtē haĩ ki vahā̃ dēvtāō̃ kā nivās sthān thā , tō jarūr vahā̃ pravr̥itti chaltī thī parantu vikārī paidāis nahī̃ thī , jis kāraṇ kōī karm-bandhan nahī̃ thā . 151Us duniyā kō karmbandhan rahit svarg key|kī duniyā kahtē haĩ .

157It isn’t that when there is the world of happiness and charity, the world doesn’t continue. 158Yes, definitely, since we say that that is the residence of deities, then there is definitely the household, but it wasn’t a creation of vice there, and so there was no bondage of karma.

152Tō ēk hai nirākārī duniyā , dūsrī hai ākārī duniyā , tīsrī hai sākārī duniyā .

159That world is called the world of heaven that is free from any bondage of karma.

153 «  bhagvān K|kē ānē kā anādi rachā huā programme ' ' 154Yah jō manuṣhya gīt gātē haĩ ō gītā K|kē bhagvān apnā vachan nibhānē ā jāō .

160First is the incorporeal world, next is the subtle world and the third is this physical world. 161The eternally created programme of God’s coming.

155Ab vō svayã gītā kā bhagvān apnā kalp pahlē vālā vachan pālan karnē K|kē liyē āyē haĩ aur kahtē haĩ hē bachchē , jab bhārat par ati dharm glāni hōtī hai tab maĩ isī samay apnā anjām pālan karnē ( vāydā nibhānē ) K|kē liyē avaśhya ātā hū̃ , ab mērē ānē kā yah matlab nahī̃ ki maĩ kōī yugē yugē ātā hū̃ .

162People sing the song, “O God of the Gita, come and fulfil your promise”. 163So, God Himself, the God of the Gita, has come to fulfil His promise that He made a cycle ago. 164He says: O Children, when there is extreme irreligiousness in Bharat, I definitely come at that time to fulfil My promise. 165My coming does not mean that I come in every age.

156Sabhī yugō̃ mē̃ tō kōī dharm glāni nahī̃ hōtī , dharm glāni hōtī hī hai kaliyug mē̃ , tō mānō paramātmā kaliyug K|kē samay ātā hai .

166There isn’t defamation of religion in all ages. 167Defamation of religion takes place in the iron age, and so you have to understand that God comes in the iron age.

157Aur kaliyug phir kalp kalp ātā hai tō jarūr vah kalp-kalp ātā hai .

168The iron age comes every cycle, and so He definitely comes every cycle.

158Kalp mē̃ phir chār yug haĩ , uskō hī kalp kahtē haĩ .

169There are four ages in each cycle, and that is known as the cycle.

159Ādhākalp satyug trētā mē̃ satōguṇ satōpradhān hai , vahā̃ paramātmā K|kē ānē key|kī kōī jarurat nahī̃ .

170For half the cycle, it is the golden and silver ages where everything is satopradhan and satoguni. 171There is no need for God to come there.

160Aur dvāpar yug sē tō phir dūsrē dharmō̃ key|kī śhuruāt hai , us samay bhī ati dharm glāni nahī̃ hai , issē siddha hai ki paramātmā tīnō̃ yugō̃ mē̃ tō ātā hī nahī̃ hai , bākī rahā kaliyug , uskē ant mē̃ ati dharm glāni hōtī hai .

172The other religions start in the copper age and, even at that time, there isn’t extreme irreligiousness. 173This shows that God doesn’t come in those three ages; then the iron age remains. 174There is then extreme defamation of religion at the end of it.

161Usī samay paramātmā āē adharm vināśh kar sat dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .

175God comes at that time and destroys irreligiousness and establishes the religion of truth.

162Agar dvāpar mē̃ āyā huā hōtā tō phir dvāpar kē bād satyug hōnā chāhiē phir kaliyug kyō̃  ?

176If He were to come in the copper age, then, after the copper age, there would be the golden age, so why is it the iron age?

163Aisē tō nahī̃ kahē̃gē paramātmā nē ghōr kaliyug key|kī sthāpanā key|kī , ab yah tō bāt nahī̃ hō saktī isliē paramātmā kahtē haĩ maĩ ēk hū̃ aur ēk hī bār āē adharm kā vināśh kar kaliyug kā vināśh kar satyug key|kī sthāpanā kartā hū̃ tō mērē ānē kā samay saṅgamyug hai .

177You wouldn’t say that God established the iron age of extreme darkness. 178It cannot be like that and this is why God says: I am One and I only come once, destroy all irreligiousness, destroy the iron age and establish the golden age. 179So, My time of coming is the confluence age.

164Achchhā - ōm śhānti .

180Achcha.