रविवार 17 अप्रैल 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

017-04-22 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 25-03-90 madhuban

0 17/04/22 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 25/03/1990

1Sarv anubhūtiyō̃ key|kī prāpti kā ādhār pavitratā

1The basis of attaining all experiences is purity.

2Āj snēh K|kē sāgar bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē rūhānī bachchō̃ K|kē rūhānī features dēkh rahē haĩ .

2Today BapDada, the Ocean of Love, is seeing the spiritual features of the spiritual children from all four directions.

3Har ēk brāhmaṇ bachchē K|kē features mē̃ rūhāniyat hai lēkin number-vār hai kyōṅki rūhāniyat kā ādhār pavitratā hai .

3There is spirituality in the features of every Brahmin child. 4It is in the features of all of you, but it is numberwise, because the basis of spirituality is purity.

4Saṅkalp , bōl aur karma mē̃ pavitratā key|kī jitnī-jitnī dhārṇā hai usī pramāṇ rūhāniyat key|kī jhalak sūrat mē̃ dikhāī dētī hai .

5To the extent you imbibe purity in your thoughts, words and deeds, accordingly, the sparkle of spirituality is visible on your face.

5Brāhmaṇ-jīvan key|kī chamak pavitratā hai .

6The sparkle of Brahmin life is purity.

6Nirantar atīndriya sukh aur sweet silence kā viśhēṣh ādhār hai - pavitratā .

7Purity is the main basis of constant, supersensuous happiness and of sweet silence.

7Pavitratā number-vār hai tō in anubhūtiyō̃ key|kī prāpti bhī number-vār hai .

8Purity is numberwise, and so the attainments from the experiences are also numberwise.

8Agar pavitratā number one hai tō bāp dvārā anubhūtiyō̃ key|kī prāpti bhī number one hai .

9If purity is number one, the attainment you receive from the Father is also number one.

9Pavitratā key|kī chamak svataḥ hī nirantar chēhrē par dikhāī dētī hai .

10The constant sparkle of purity is naturally visible on your face.

10Pavitratā key|kī rūhāniyat K|kē nayan sadā hī nirmal dikhāī dēgē .

11Eyes with the spirituality of purity are constantly seen as clean and pure.

11Sadā nayanō̃ mē̃ rūhānī ātmā aur rūhānī bāp key|kī jhalak anubhav hōgī .

12There is constantly the experience of the sparkle of the spiritual soul and the spiritual Father from your eyes.

12Āj bāpdādā sabhī bachchō̃ key|kī viśhēṣh yah chamak aur jhalak dēkh rahē haĩ .

13Today, BapDada is especially seeing the sparkle of all you children.

13Āp bhī apnē rūhānī pavitratā K|kē features kō knowledge K|kē darpaṇ mē̃ dēkh saktē hō kyōṅki viśhēṣh ādhār pavitratā hai .

14Because the main basis is purity, all of you can also see the features of your spiritual purity in the mirror of knowledge.

14Pavitratā sirph brahmcharya kō nahī̃ kahā jātā . 15Lēkin sadā brahmchārī aur sadā brahmāchārī arthāt brahmā bāp K|kē ācharaṇ par her|har kadam mē̃ chalnē vālē .

15Purity is not simply being brahmchari (being celibate), but constantly a brahmchari and a Brahmachari, that is, one who follows the activity of Father Brahma at each step.

16Uskā saṅkalp , bōl aur karma rūpī kadam natural brahmā bāp K|kē kadam par kadam hōgā , jiskō āp foot step kahtē hō . 17Unkē her|har kadam mē̃ brahmā bāp kā ācharaṇ dikhāī dēgā .

16The steps of Brahma Baba’s activity, which you call footsteps, will naturally be in their steps of thoughts, words and deeds: Brahma Baba's activity will be seen in their every footstep.

18Tō brahmchārī bannā muśhkil nahī̃ hai lēkin yah man-vāṇī-karm K|kē kadam brahmāchārī hō̃ - is par check karnē key|kī āvaśhyaktā hai .

17It is not difficult to become brahmchari, but it is essential to check that you are a Brahmachari in the steps of your mind, words and deeds.

19Aur jō brahmāchārī haĩ unkā chēhrā aur chalan sadā hī arntamukhī aur atīndriya sukh vālā anubhav hōgā .

18The face and activity of someone who is a Brahmachari are constantly experienced as introverted and thereby in supersensuous happiness.

20Ēk haĩ science K|kē sādhan aur brāhmaṇ-jīvan mē̃ haĩ gyān K|kē sādhan .

19The power of their happiness and pleasure is not based on the means of knowledge.

21Tō brahmāchārī ātmā science K|kē sādhan vā gyān K|kē sādhan K|kē ādhār par sadā sukhī nahī̃ hōtē . 22Lēkin sādhanō̃ kō bhī apnī sādhnā K|kē svarūp mē̃ kārya mē̃ lātē .

20On the one hand, there is science and in Brahmin life there is knowledge. 21A Brahmachari soul does not experience constant happiness on the basis of science or knowledge. 22He uses the method for a task in the form of spiritual endeavour.

23Sādhanō̃ kō ādhār nahī̃ banātē lēkin apnī sādhnā K|kē ādhār sē sādhanō̃ kō kārya mē̃ lātē - jaisē kōī brāhmaṇ-ātmāē̃ kabhī-kabhī kahtē haĩ hamē̃ yah chance nahī̃ milā , is bāt key|kī madad nahī̃ milī .

23He does not make the method his support, but he uses the method for a task on the basis of his spiritual endeavour. 24This is why some Brahmin souls sometimes say that they did not receive a chance, or that they did not receive help in a particular aspect, or that they did not receive co-operation.

24Yah sāth nahī̃ milā , isliē khuśhī kam hō gaī athavā sēvā kā , svayã kā umaṅg-utsāh kam hō gayā . 25Pahlē-pahlē tō bahut atīndriya sukh thā , umaṅg-utsāh bhī rahā - «  maĩ aur bābā ' ' aur kuchh dikhāī nahī̃ diyā .

25This was why their happiness decreased or why their zeal and enthusiasm in themselves or for service reduced, or that they had that experience at first - they experienced supersensuous happiness and also zeal and enthusiasm; they did not see anyone except Baba and the self.

26Lēkin majority 5 varṣh sē 10 varṣh K|kē andar apnē mē̃ kabhī kaisē , kabhī kaisē anubhav karnē lagtē haĩ .

26However, the majority has different experiences (ups and downs) in five to ten years. 27What is the reason for that?

27Iskā kāraṇ kyā hai  ? 28Pahlē varṣh sē 10 varṣh mē̃ umaṅg-utsāh 10 guṇā baṛhnā chāhiē nā .

28Ten years on, the zeal and enthusiasm of the first year should be ten times greater, but why have they reduced?

29Lēkin cum|kam kyō̃ hō gayā  ? 30Uskā kāraṇ yahī hai ki sādhnā key|kī sthiti mē̃ rah sādhanō̃ kō kārya mē̃ nahī̃ lagātē .

29The reason is that they do not use the method for a task whilst stabilised in their stage of making spiritual endeavour.

31Kōī-na-kōī ādhār kō apnī unnati kā ādhār banā dētē haĩ aur vah ādhār hiltā hai tō umaṅg-utsāh bhī hil jātā hai . 32Vaisē ādhār lēnā kōī burī chīz nahī̃ . 33Lēkin ādhār kō hī foundation banā dētē haĩ .

30They make one support or another the basis of their progress and when that support shakes, the zeal and enthusiasm also shake. 31It is not a bad thing to take a support, but making the support the foundation causes the Father to be removed from in between; you make the support your foundation.

34Bāp bīch sē nikal jātā hai aur ādhār kō foundation banā dētē haĩ , isliē halchal kyā hōtī  ? 35Yah hōtā tō aisā nahī̃ hōtā , yah hōgā tō aisē hōgā .

32Therefore, what is the fluctuation that takes place? 33"If it were like this, this would not happen”, “If I have this, this will happen”, “This is very essential”. 34You begin to have such experiences.

36Yah tō bahut āvaśhyak hai - aisē anubhav hōnē lagtā hai .

35So there isn't a balance between the method and the spiritual endeavour.

37Sādhnā aur sādhan kā balance nahī̃ rahtā . 38Sādhanō̃ key|kī taraph buddhi jyādā jātī hai .

36Your intellects are drawn more towards the method and less towards the spiritual endeavour.

39Sādhnā key|kī taraph buddhi kam hō jātī , isliē kōī bhī kārya mē̃ , sēvā mē̃ bāp key|kī blessing anubhav nahī̃ kartē . 40Aur blessing kā anubhav na hōnē K|kē kāraṇ sādhan dvārā saphaltā mil jātī tō umaṅg-utsāh bahut achchhā rahtā aur saphaltā cum|kam hōtī tō umaṅg-utsāh bhī kam hō jātā hai .

37This is why you do not receive or experience the Father's blessings for any task or service you do. 38When you do have success through the means, there is good zeal and enthusiasm, but because you do not experience blessings, and there is less success through the method, your zeal and enthusiasm also decrease. 39There are the method and the spiritual endeavour; powerful remembrance.

41Sādhnā arthāt śhaktiśhālī yād . 42Nirantar bāp kē sāth dil kā sambandh .

40Having a constant relationship of the heart with the Father is called making spiritual endeavour.

43Sādhnā iskō nahī̃ kahtē ki sirph yōg mē̃ baiṭh gayē lēkin jaisē śharīr sē baiṭhtē hō vaisē dil , man , buddhi ēk bāp key|kī taraph bāp K|kē sāth-sāth baiṭh jāē .

41Spiritual endeavour is not simply sitting in yoga, but, just as you sit with your body, so your heart, mind and intellect should sit in the same way, facing the Father; they should sit with the Father.

44Śharīr bhal yahā̃ baiṭhā hai lēkin man ēk taraph , buddhi dūsrē taraph jā rahī hai , dil mē̃ aur kuchh ā rahā hai tō iskō sādhnā nahī̃ kahtē .

42If the body is sitting there but the mind is running in one direction, the intellect is running in another direction and something else is entering the heart, that is not called making spiritual endeavour.

45Man , buddhi , dil aur śharīr chārō̃ hī sāth-sāth , bāp kē sāth samān sthiti mē̃ rahē̃ - yah hai yathārth sādhnā .

43All four, the mind, intellect, heart and body should be together in an equally constant stage with the Father. 44This is making accurate spiritual endeavour.

46Samjhā  ?

45Do you understand?

47Agar yathārth sādhnā nahī̃ hōtī tō phir ārādhnā chaltī hai .

46If you are not able to make accurate spiritual endeavour, you start to call out in prayer.

48Pahlē bhī sunāyā hai , kabhī tō yād kartē haĩ lēkin kabhī phir phariyād kartē haĩ .

47You heard earlier, too, that you sometimes remember Baba and you sometimes complain.

49Yād mē̃ phariyād key|kī āvaśhyaktā nahī̃ .

48It is not necessary to complain in remembrance.

50Sādhnā vālē kā ādhār sadā bāp hī hōtā hai .

49For those who make spiritual endeavour, the Father is always their support.

51Aur jahā̃ bāp hai vahā̃ sadā bachchō̃ key|kī uṛtī kalā hai .

50Wherever the Father is, the children there are always in the flying stage.

52Cum|kam nahī̃ hōgā lēkin anēk guṇā baṛhtā jāyēgā .

51It will not decrease; instead it will increase multifold.

53Kabhī ūpar , kabhī nīchē ismē̃ thakāvaṭ hōtī hai .

52When there is fluctuation (sometimes up, sometimes down) there is tiredness.

54Āp kōī bhī halchal K|kē sthān par baiṭhō tō kyā hōgā  ?

53What happens when you sit somewhere that shakes a lot?

55Train mē̃ bahut hilnē sē thakāvaṭ hōtī hai nā .

54When you are shaken a lot in a train, it makes you tired, does it not?

56Kabhī bahut umaṅg-utsāh mē̃ uṛtē hō , kabhī bīch mē̃ rahtē hō , kabhī nīchē ā jātē hō tō halchal hō gaī nā , isliē yā thak jātē hō yā bōr hō jātē hō .

55Sometimes you fly with a lot of zeal and enthusiasm, sometimes you stay in between and sometimes you come down. 56This is fluctuation, is it not? 57This is why you either get tired, or you get bored.

57Phir sōchtē haĩ kyā aisē hī chalnā hai  !

58You then think: Do we have to continue in this way?

58Lēkin jō sādhnā dvārā bāp kē sāth haĩ , uskē liē saṅgamyug par sab nayā hī nayā anubhav hōtā hai .

59However, those who are constantly with the Father through their spiritual endeavour experience everything to be new at the confluence age.

59Her|har ghaṛī mē̃ , her|har saṅkalp mē̃ navīntā kyōṅki her|har kadam mē̃ uṛtī kalā arthāt prāpti mē̃ prāpti hōtī rahtī .

60There is newness at every moment, newness in every thought because there is the flying stage at every step, that is, there is attainment after attainment.

60Her|har samay prāpti hai .

61There is attainment at every moment.

61Saṅgamyug mē̃ her|har samay bāp , varsē aur vardān K|kē rūp mē̃ prāpti karātē haĩ .

62At the confluence age, the Father gives you attainments at every moment in the form of an inheritance and blessings.

62Tō prāpti mē̃ khuśhī hōtī hai aur khuśhī mē̃ umaṅg-utsāh baṛhtā rahēgā .

63There is happiness in attainments and with happiness, your zeal and enthusiasm continue to increase.

63Kam hō hī nahī̃ saktā .

64It is not possible for them to decrease.

64Chāhē māyā bhī āyē tō bhī vijayī bannē key|kī khuśhī hōgī kyōṅki māyā par vijay prāpt karnē K|kē knowledgeful ban gayē hō .

65Even if Maya comes, there is the happiness of becoming victorious, because you have become knowledge-full about how to gain victory over Maya.

65Tō 10 sāl vālō̃ kō 10 guṇā , 20 sāl vālō̃ kā 20 guṇā hō rahā hai  ?

66Therefore, for those who are 10 years old, it is 10 times as much and for those who have been here for 20 years, it is 20 times as much.

66Tō kahnē mē̃ aisē ātā lēkin hai tō anēk guṇā .

67It is even greater, but you simply say that for the sake of saying it.

67Ab is varṣh mē̃ kyā karē̃gē  ?

68In fact, it is multifold. 69What will you now do this year?

68Umaṅg-utsāh tō bāp dvārā milī huī āpkī apnī jāydād hai .

70Zeal and enthusiasm are your property which you have received from the Father.

69Bāp key|kī property kō apnā banāyā hai , tō property kō baṛhāyā jātā hai yā cum|kam kiyā jātā hai  ?

71You have made the Father's property belong to you. 72So, do you increase your property or do you reduce it?

70Is varṣh viśhēṣh 4 prakār key|kī sēvā par attention underline karnā .

73This year, especially underline paying attention to four types of service.

71Pahlā number hai - sva key|kī sēvā . 72Dūsrā - viśhva key|kī sēvā . 73Tīsrā - mansā sēvā . 74Ēk hai vāṇī dvārā sēvā dūsrī mansā sēvā bhī viśhēṣh hai .

74Number one is the service of the self; second, service of the world; third, service through the mind - one thing is service through words but service through the mind is also special - and fourthly, service of the yagya.

75Chauthā - yajñ-sēvā . 76Jahā̃ bhī hō , jis bhī sēvāsthān par hō vah sab sēvāsthān yajñakuṇḍa hai .

75Wherever you may be, at whatever service place you may be, all the service places are the places where the sacrificial fire (yagya) is created.

77Aisē nahī̃ ki sirph madhuban yagya hai aur āpkē sthān yagya nahī̃ hai .

76It isn't that Madhuban is the only yagya and that your places are not the yagya.

78Tō yajñ-sēvā arthāt karmaṇā dvārā kuchh-na-kuchh sēvā jarūr karnī chāhiē .

77Therefore, to do service of the yagya means definitely to do one service or another with your deeds.

79Bāpdādā kē pās sēvā K|kē tīn prakār K|kē khātē sabkē jamā hōtē haĩ . 80Mansā-vāchā aur karmaṇā , tan-man aur dhan .

78BapDada keeps an account of three types of service for all the children: service through the mind, words and actions - body, mind and wealth.

81Kaī brāhmaṇ sōchtē haĩ ham tō dhan sē sahyōgī nahī̃ ban saktē , sēvā nahī̃ kar saktē kyōṅki ham tō samarpaṇ haĩ . 82Dhan kamātē hī nahī̃ tō dhan sē sēvā kaisē karē̃gē  ?

79Some Brahmins think that they are not able to become co-operative with wealth, that they are not able to do such service because they are surrendered, that they do not earn anything, and so how can they do service through wealth?

83Lēkin samarpit ātmā agar yagya K|kē kārya mē̃ economy kartī hai apnē attention sē , tō jaisē dhan key|kī economy key|kī , vah economy vālā dhan apnē nām sē jamā hōtā hai , yah sūkṣhma khātā hai .

80However, if a surrendered soul is economical in a task of the yagya, by paying attention and with his own efforts, the money saved by his economy is accumulated in his account. 81This is a subtle account.

84Agar kōī nuksān kartā hai tō khātē mē̃ bōjh jamā hōtā hai aur economy kartē tō uskā dhan K|kē khātē mē̃ jamā hōtā hai .

82If someone makes a loss, there is a burden accumulated in his account whereas if someone is economical, wealth is accumulated in his account.

85Yagya kā ēk-ēk kaṇā muhar K|kē samān hai .

83Every grain of the yagya is equal to a sovereign.

86Agar yagya key|kī dil sē ( dikhāvē sē nahī̃ ) economy kartē haĩ tō uskī muharē̃ ikaṭṭhī hōtī rahtī haĩ .

84If someone is economical for the yagya, not just for show, but from the heart, he continues to accumulate sovereigns.

87Dūsrī bāt - agar samarpit ātmā sēvā dvārā dūsrō̃ K|kē dhan kō saphal karātī hai tō usmē̃ sē uskā bhī share jamā hōtā hai , isliē sabhī kā 3 prakār kā khātā hai .

85Secondly, if a surrendered soul inspires others to use their money in a worthwhile way for service, he accumulates a share through that too. 86This is why everyone has three types of account.

88Tīnō̃ khātē key|kī percentage achchhī hōnī chāhiē .

87The percentage of all 3 accounts should be good.

89Kōī samajhtē haĩ ham tō vāchā sēvā mē̃ bahut busy rahtē haĩ . 90Hamārī duty hī vāchā kī hai , mansā aur karmaṇā mē̃ percentage kam hōtī hai lēkin yah bhī bahānā chalēgā nahī̃ .

88Some think that, because they are very busy doing service with words or that their duty is only to do service with words, they can have a smaller percentage in doing service with the mind and actions. 89This excuse will not do.

91Vāṇī K|kē samay agar mansā aur vāchā key|kī ikaṭṭhī sēvā karō tō kyā result hōgī  ?

90What would the result be if, at the time of doing service with words, you did service with words and also served with your mind as well?

92Mansā aur vāchā ikaṭṭhī sēvā hō saktī hai  ?

91Can you not do service with your mind and words together?

93Lēkin vāchā sahaj hai , mansā mē̃ attention dēnē key|kī bāt hai , isliē vāchā kā tō jamā hō jātā lēkin mansā kā khātā khālī rah jātā hai .

92Serving with words is easy but you have to pay a little more attention to serving with your mind. 93This is why you have been able to accumulate in your account of words, but your account of the mind has remained empty.

94Aur vāchā mē̃ tō bāp sē bhī sabhī hōśhiyār hō .

94All of you are even cleverer than the Father when it comes to words.

95Dēkhō ājkal baṛī dādiyō̃ sē achchhē bhāṣhaṇ chhōṭē-chhōṭē kartē haĩ kyōṅki new blood hai nā .

95The little ones of today give even better lectures than the Dadis. 96It is new blood.

96Bhalē āgē jāō , bāpdādā khuśh hōtē haĩ .

97It’s good; you can move forward. 98BapDada is happy.

97Lēkin mansā kā khātā khālī rah jāyēgā kyōṅki her|har khātē key|kī 100 marks haĩ .

99However, what would happen if your account of the mind remains empty because, there are 100 marks for each account?

98Sirph sthūl sēvā kō karmaṇā sēvā nahī̃ kahtē .

100Do not consider serving with actions to be simply physical service.

99Karmaṇā arthāt saṅgaṭhan mē̃ sampark-sambandha mē̃ ānā . 100Yah karma K|kē khātē mē̃ jamā hō jātā hai .

101Serving through your actions means to be part of a gathering, to have relationships and connections with others; all of this is accumulated in the account of actions.

101Tō kaīyō̃ K|kē tīnō̃ khātē mē̃ bahut fark hai aur vē|way khuśh hōtē rahtē haĩ ki ham bahut sēvā kar rahē haĩ , bahut achchhē haĩ . 102Khuśh bhalē rahō lēkin khātā khālī bhī nahī̃ rahnā chāhiē kyōṅki bāpdādā tō bachchō̃ K|kē snēhī haĩ nā .

102So, there is a lot of difference between all the three accounts of many, yet they continue to be happy that they are doing a lot of service, that they are very good. 103You may stay happy, but your account should not also stay empty.

103Phir aisā ulhanā nahī̃ dēnā ki hamkō iśhārā bhī nahī̃ diyā gayā ki yah bhī hōtā hai .

104BapDada has love for you children, but you cannot complain that you were not given a signal that this also happens.

104Us samay bāpdādā yah point yād karāyēgā .

105At that time, BapDada will remind you of this point.

105T . V|we . mē̃ chitra sāmnē ā jāyēgā , isliē is varṣh sēvā bhalē bahut karō lēkin yah tīnō̃ prakār K|kē khātē aur chārō̃ prakār key|kī sēvā sāth-sāth karō .

106This image will appear on the television. 107Therefore, this year you may do a lot of service, but keep these three accounts and, along with that, also do the four types of service.

106Vāchā kā taraph bhārī hō jāē aur mansā tathā karmaṇā halkā hō jāē tō kyā hōgā  ?

108If the side of service with words becomes heavy and the side of service with the mind and deeds becomes light, what would then happen?

107Balance nahī̃ rahēgā nā .

109There would not be a balance, would there?

108Balance na rahnē K|kē kāraṇ umaṅg-utsāh bhī nīchē-ūpar hōtā hai .

110Because there isn't a balance, zeal and enthusiasm also fluctuate.

109Ēk tō attention rakhnā lēkin bāpdādā bār-bār kahtē haĩ attention kō tension mē̃ nahī̃ badalnā .

111Firstly, you have to keep paying attention to this. 112However, BapDada repeatedly tells you not to change attention into tension.

110Kaī bār attention kō tension banā dētē haĩ - yah nahī̃ karnā .

113You often say that you have to pay attention, but you then change attention into tension. 114Do not do this.

111Sahaj aur natural attention rahē .

115There should be easy and natural attention.

112Double light sthiti mē̃ natural attention hōtā hī hai .

116There is natural attention in the stage of being double light.

113Achchhā  !

117Achcha.

114Sadā apnē chēhrē aur chalan mē̃ pavitratā K|kē rūhāniyat key|kī chamak vālē , sadā her|har kadam mē̃ brahmāchārī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sadā apnē sēvā K|kē sarv khātō̃ kō bharpūr rakhnē vālē , sadā dil sē apnī unnati kā dr̥iṛh saṅkalp karnē vālē , sadā sva-unnati prati svayã kō number one ātmā nimitt banānē vālē - aisē bāp K|kē pyārē aur viśhēṣh brahmā mā̃ K|kē pyārē , āj mā̃ kā din manāyā hai nā , tō brahmā mā̃ K|kē rājdulārē bachchō̃ kō brahmā mā̃ key|kī aur viśhēṣh bāp key|kī bhī dil sē yād-pyār aur namastē .

118To those who constantly have the spiritual sparkle of purity on their faces and in their activity, to the elevated souls who are Brahmacharis at every step, to those who keep all their accounts of service full, to those who have the determined thought in their hearts to make progress, to those who make themselves instruments to become number one in self-progress, to such souls who are loved by the Father and especially loved by Mother Brahma – because you celebrated Mother's day today, and so, to the princely children of Mother Brahma, especially from Mother Brahma and from Baba's heart, love, remembrance and namaste.

115Madhuban nivāsiyō̃ sē - madhuban nivāsiyō̃ kō achchhē aur golden chance miltē haĩ isliē drama anusār jinhē̃ bār-bār golden chance miltē haĩ unhē̃ bāpdādā baṛē-tē-baṛē chancellor kahtē haĩ .

119BapDada meeting Madhuban residents: 120Madhuban residents have received good golden chances and this is why, BapDada calls those who repeatedly receive golden chances, according to the drama, the biggest chancellors.

116Sēvā kā phal aur bal dōnō̃ hī prāpt hōtā hai .

121You receive both the fruit (fal) and power (bal) of service.

117Bal bhī mil rahā hai , vah bal sēvā kar rahā hai , aur phal sadā śhaktiśhālī banāē āgē baṛhā rahā hai .

122You receive power, and it is that power that does service, and the fruit you receive makes you constantly strong and enables you to move forward.

118Sabsē jyādā murliyā̃ kaun suntā hai  ?

123Who listens to the most murlis?

119Madhuban vālē .

124Those from Madhuban.

120Vō tō gintī sē murliyā̃ suntē haĩ aur āp sadā hī murliyā̃ suntē rahtē hō .

125Others listen to murlis that can be counted, whereas you constantly continue to listen to the murlis.

121Sunnē mē̃ bhī number one hō aur karnē mē̃  ?

126You are number one in listening to the murlis.

122Karnē mē̃ bhī one number hō yā kabhī two|to|too hō jātā hai  ?

127However, in doing that, are you number one in practising it or do you become second in that?

123Jō samīp hōtē haĩ un par viśhēṣh hujjat hōtī hai tō bāpdādā key|kī bhī viśhēṣh hujjat hai , karnā hī hai aur number one karnā hai .

128You have a special right over those who are close, and so BapDada also has a special right. 129You have to practise it and you have to do that as a number one.

124Kisī mē̃ bhī number pīchhē nahī̃ .

130You mustn’t have a number at the end in anything.

125Sab jamā K|kē khātē number one full hōnē chāhiē .

131All your accounts of accumulation have to be number one and full.

126Ēk bhī khātā jarā khālī nahī̃ hōnā chāhiē .

132Not a single account should be even a little empty.

127Jaisē madhuban mē̃ sarv prāptiyā̃ , chāhē ātmik , chāhē śhārīrik sab number one miltī hai - aisē ab karnē mē̃ sadā number one .

133Just as you have all attainments in Madhuban, whether it is spiritual or physical, you receive everything number one, in the same way, be number one in practising it.

128One key|kī niśhānī hai her|har bāt mē̃ win karnā .

134The sign of a number one is to win in every situation.

129Agar win ( vijayī ) haĩ tō one jarūr haĩ .

135If you win, then you are definitely one.

130Win kabhī-kabhī haĩ tō number one nahī̃ .

136If you only sometimes win, then you cannot be number one.

131Achchhā  !

137Achcha.

132Sēvā key|kī mubārakē̃ sēvā K|kē certificate tō bahut milē haĩ aur kaun sē certificate lēnē haĩ  ?

138You have received lots of congratulations and lots of certificates for service, so what more certificates do you have to claim?

133Ēk - apnē puruṣhārth mē̃ dilapasand hō , dūsrā - prabhu pasand hō aur tīsrā - parivār pasand hō .

1391) To like your own efforts. 1402) To be loved by God. 1413) To be loved by the family. 142Each one of you has to claim these three certificates.

134Yah tīnō̃ certificate harēk kō lēnē haĩ . 135Aisē nahī̃ ēk certificate hō dil-pasand kā dūsrē na hō̃ .

143It shouldn’t be that you have the first certificate of liking your own self, but you do not have the others.

136Tīnō̃ hī chāhiē .

144All three are needed.

137Tō bāp K|kē pasand kaun haĩ  ?

145Who is loved by the Father?

138Jō bāp nē kahā aur kiyā .

146Those who do what the Father says.

139Yah hai prabhu-pasand kā certificate .

147This is claiming the certificate of being loved by God.

140Aur apnē pasand arthāt jō āpkī dil hai vahī bāp key|kī dil hō . 141Apnē had K|kē dil-pasand nahī̃ lēkin bāp key|kī dil sō mērī dil .

148To like yourself means that whatever is in your heart is what is in the Father’s heart; not to have a liking for anything limited, but the Father’s heart means your heart.

142Jō bāp key|kī dil-pasand vahī mērī dil-pasand , iskō kahtē haĩ dil-pasand kā certificate aur parivār key|kī santuṣhṭatā kā certificate .

149Whatever the Father likes, you like that too. 150This is called the certificate of liking yourself, and the other certificate is of contentment of the family.

143Tō yah tīnō̃ certificate liē haĩ  ?

151Have you claimed all these three certificates?

144Certificate jō miltā hai usmē̃ verify bhī hōtā hai .

152Whatever certificates you receive also have to be verified.

145Baṛō̃ sē verify bhī karnā paṛē .

153These have to be verified by the seniors.

146Bāp tō jaldī rāzī hō jātē lēkin yahā̃ sabkō rāzī karnā hai .

154The Father is greatly merciful and so He would say, “Yes”. 155Achcha.

147Tō jō sāth rahtē haĩ unsē certificate kō verify karnā paṛē .

156Is everyone’s department free from obstacles? 157Are you also free from obstacles?

148Bāp tō jyādā merciful hai nā , tō hā̃ jī kah dēgē .

158The fragrance of service is spread across the world and also in the subtle region.

149Achchhā , sabhī key|kī department nirvighna haĩ , svayã bhī nirvighna haĩ  ?

159Now, you just have to have these three certificates verified. 160Achcha.

150Sēvā key|kī khuśhbū tō viśhva mē̃ bhī hai tō sūkṣhmavatan tak bhī hai . 151Abhī sirph in tīn certificate kō verify karnā .

161BapDada meeting Bharatwasis: 162Do you experience yourselves to have become the happy children of the Father, the Bestower of Happiness?

152Achchhā  ! 153Bhāratvāsiyō̃ sē - aisā anubhav hōtā hai ki sukhdātā bāp kē sāth sukhī bachchē ban gayē haĩ  ?

163If the Father is the Bestower of Happiness, the children would be embodiments of happiness, would they not?

154Bāp sukhdātā hai tō bachchē sukh svarūp hōṅgē nā  ?

164Do you ever have waves of sorrow?

155Kabhī duḥkh key|kī lahar ātī hai  ? 156Sukhdātā K|kē bachchō̃ kē pās duḥkh ā nahī̃ saktā kyōṅki sukhdātā bāp kā khajānā apnā khajānā hō gayā hai .

165Sorrow cannot come to the children of the Bestower of Happiness, because the treasures of the Father, the Bestower of Happiness, have become your treasures.

157Sukh apnī property hō gaī .

166Happiness is your property now.

158Sukh , śhānti , śhakti , khuśhī - āpkā khajānā hai .

167Happiness, peace, power and joy are all your treasures.

159Bāp kā khajānā sō āpkā khajānā hō gayā .

168The Father’s treasures have now become your treasures.

160Bālak sō mālik hō nā  ! 161Achchhā  !

169You are the children who are the masters, are you not?

162Bhārat bhī cum|kam nahī̃ hai .

170Achcha. 171Bharat is no less.

163Her|har group mē̃ pahũch jātē haĩ .

172You come here in all the groups.

164Bāp bhī khuśh hōtē haĩ .

173The Father is also pleased.

165Pāñch hajār varṣh khōyē huē phir sē mil jāē̃ tō kitnī khuśhī hōgī  !

174If someone has been lost for 5000 years and is found again, there would be so much happiness.

166Agar kōī 10-12 varṣh kā khōyā huā bhī phir sē miltā hai tō kitnī khuśhī hōtī hai .

175There is so much happiness if someone who has been lost for ten to twelve years is found again.

167Aur yah 5 hajār varṣh bāp aur bachchē alag hō gayē aur ab phir sē mil gayē , isliē bahut khuśhī hai nā .

176Here, the Father and children have been separated for 5000 years and have now met once again and so there is a lot of happiness.

168Sabsē jyādā khuśhī kiskē pās|pass hai  ?

177Who has the most happiness?

169Sabhī kē pās hai kyōṅki yah khuśhī kā khajānā itnā baṛā hai jō kitnē bhī lēvē̃ , jitnē bhī lē̃vē , akhuṭ hai .

178All of you have, because this treasure of happiness is so huge that no matter how many take from it, how much they take from it, it never finishes.

170Isīliē har ēk adhikārī ātmā hai .

179This is why each one of you is a soul who has a right.

171Aisē haĩ nā  ?

180It is like that, is it not?

172Saṅgam-yug kō kaun-sā yug kahtē haĩ  ?

181What age is the confluence age called?

173Saṅgamyug khuśhī kā yug hai .

182The confluence age is the age of happiness.

174Khajānē hī khajānē haĩ , jitnē khajānē chāhō utnā bhar saktē hō .

183There are treasures and only treasures, you can fill yourselves with as many treasures as you want.

175Dhanvān bhav kā , sarv khajānē bhav kā vardān milā huā hai .

184You have received the blessing of “May you be wealthy. 185May you have all treasures.”

176Sarv khajānō̃ kā vardān prāpt hai .

186You have the blessing of all treasures.

177Brāhmaṇ-jīvan mē̃ tō khuśiyā̃-hī-khuśiyā̃ haĩ .

187In Brahmin life, there is happiness and only happiness.

178Yah khuśhī kabhī gāyab tō nahī̃ hō jātī hai  ?

188This happiness doesn’t ever disappear, does it?

179Māyā chōrī tō nahī̃ kartī hai khajānō̃ key|kī  ?

189Maya does not steal your treasures, does she?

180Jō sāvdhān , hōśhiyār hōtā hai uskā khajānā kabhī kōī lūṭ nahī̃ saktā .

190The treasures of those who are careful and clever can never be looted.

181Jō thōṛā-sā albēlā hōtā hai uskā khajānā lūṭ lētē haĩ .

191Those who are a little careless can have their treasures looted.

182Āp tō sāvdhān hō nā  !

192You are careful, are you not?

183Yā kabhī-kabhī sō jātē hō  ?

193Or, do you sometimes fall asleep?

184Kōī sō jātē haĩ tō chōrī hō jātī hai nā . 185Albēlē hō gayē .

194When someone falls asleep, their things can then be stolen, because they became careless.

186Sadā hōśhiyār , sadā jāgtī jyōti rahē tō māyā key|kī himmat nahī̃ jō khajānā lūṭ kar lē jāē .

195If you are constantly clever and a constantly ignited light that is awake, Maya would not then have the courage to loot your treasures.

187Achchhā  !

196Achcha.

188Jahā̃ sē bhī āyē hō sab padmāpadma bhāgyavān hō  !

197Wherever you have come from, all of you are multimillion times fortunate.

189Yahī gīt gātē rahō - sab kuchh mil gayā .

198Continue to sing this song: I have found everything.

19021 janmō̃ kē liē guarantee hai ki yē khajānē sāth rahē̃gē .

199You have this guarantee for 21 births that you will always have these treasures.

191Itnī baṛī guarantee kōī dē nahī̃ saktā .

200No one else can give you such a guarantee.

192Tō yah guarantee card lē liyā hai nā  !

201So, you have claimed this guarantee card, have you not?

193Yah guarantee card kōī rivājī ātmā dēnē vālī nahī̃ hai .

202It is not an ordinary soul who has given you this guarantee card.

194Dātā hai , isliē kōī ḍar nahī̃ hai , kōī śhak nahī̃ hai .

203He is the Bestower and this is why you have no fear or doubt.

195Achchhā  !

204Achcha.

Blessing

196Vardān  : follow father kartē huē sapūt ban her|har karma mē̃ sabūt dēnē vālē saphaltā svarūp bhav

205Blessing: May you follow the Father and become worthy by giving the proof in every action and become an embodiment of success.

197Jō follow father karnē vālē bachchē haĩ vahī samān haĩ , kyōṅki jō bāp K|kē kadam vō āpkē kadam .

206 The children who follow the Father become equal because the Father’s steps are their steps.

198Bāpdādā sapūt unhē̃ kahtā - jō her|har karma mē̃ sabūt dē .

207BapDada calls the children who give the proof in every action worthy.

199Sapūt arthāt sadā bāp K|kē śhrīmat kā hāth aur sāth anubhav karnē vālē .

208Worthy means those who constantly experience the Father’s hand of shrimat and His company.

200Jahā̃ bāp key|kī śhrīmat va vardān kā hāth hai vahā̃ saphaltā hai hī , isliē kōī bhī kārya kartē yē smr̥iti mē̃ lāō ki bāp K|kē vardān kā hāth hamārē ūpar hai .

209Where there is the Father’s shrimat and hand of blessings, there will always be success. 210This is why, whatever task you carry out, keep it in your awareness that you have the Father’s hand of blessings over you.

Slogan

201Slōgan  : hīrē tulya ūñchī sthiti mē̃ sthit hōkar kiyē gayē karma hī mūlyavān karma haĩ .

211Slogan: Actions performed by someone stabilised in the highest stage of being as valuable as a diamond are precious actions.

202Sūchnā  : āj mās kā tīsrā ravivār hai , sabhī rājyōgī tapasvī bhāī bahinē̃ sāyã 6 . 30 sē 7 . 30 bajē tak , viśhēṣh yōg abhyās K|kē samay apnē īṣhṭ dēv , merciful , dātā svarūp mē̃ sthit hō bhaktō̃ key|kī manōkāmanāyē̃ pūrṇ karnē key|kī sēvā karē̃ .

212*** Om Shanti *** Notice: Today is the third Sunday of the month and all Raja Yogi brothers and sisters have special yoga from 6.30 to 7.30 pm. 213At this time, be stable in your special deity form, the merciful bestower form and do the service of fulfilling the desires of the devotees.