सोमवार 18 अप्रैल 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

018-04-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 18/04/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - niśhchay karō , hamārā jō kuchh hai sō bāp kā hai , phir trustee hōkar sambhālō tō sab pavitra hō jāyēgā , tumhārī pālnā śhivbābā K|kē bhaṇḍārē sē hōgī ' '

1Essence: Sweet children, have the faith that whatever you have belongs to the Father. 2If you look after it all as trustees, everything will be purified. 3You will be sustained from Shiv Baba's treasure store.

Question

2Praśhna  : śhivbābā par pūrā bali chaṛhnē kē bād kaun see|sī|C sāvadhānī rakhnā bahut jarūrī hai  ?

4Question: What must you definitely be cautious about after you have completely surrendered yourself to Shiv Baba?

Answer

3Uttar  : tum jab bali chaṛhē tō sab kuchh śhivbābā kā hō gayā phir kadam-kadam par rāy lēnī paṛē .

5Answer: When you surrender yourself to Shiv Baba, everything belongs to Him.

4Agar kōī kukarm kiyā tō bahut pāp chaṛh jāyēgā .

6You then have to take advice at every step.

5Jō paisā śhivbābā kā hō gayā , ussē kōī pāp karma kar nahī̃ saktē kyōṅki ēk-ēk paisā hīrē misal hai , iskī bahut sambhāl karnī hai .

7If you perform any wrong action, you accumulate a lot of sin. 8You cannot commit sin with money that belongs to Shiv Baba, because each penny is worth a diamond.

6Kuchh bhī vyarth na jāyē .

9You must look after it very well.

7Bābā tumhārā kuchh lētē nahī̃ lēkin jō paisā tumhārē pās|pass hai , vah manuṣhyō̃ kō kauṛī sē hīrē jaisā banānē key|kī sēvā mē̃ lagānā hai .

10Nothing should be wasted. 11Baba doesn’t take anything from you, but you have to use whatever money you have to serve human beings in order to change them from worthless shells into valuable diamonds.

Song

8Gīt  : āj andhērē mē̃ hai insān …

12Song: People of today are in darkness.

Murli

9Ōm śhānti .

13Om shanti.

10Yah hai bhakti vālō̃ kē liē gīt .

14This is a song for the people on the path of devotion.

11Tum tō yah gīt nahī̃ gā saktē hō kyōṅki kahtē bhī haĩ bhagvān ākar pahchān dō .

15You cannot sing this song, because it asks God to come and give His own introduction.

12Prabhu hī ākar apnī pahchān dētē haĩ .

16God Himself comes and gives recognition of Himself.

13Prabhu , īśhvar , bhagvān bāt ēk hī hō jātī hai .

17Prabhu, Ishwar or God is the same thing.

14Prabhu kē badlē tum kahtē hō bābā , tō bilkul sahaj hō jātā hai .

18Instead of Prabhu, you say “Baba”, and so it becomes very easy.

15 «  bābā ' ' akṣhar family kā hai .

19The word ‘Baba’ means that this is a family.

16Sārī rachnā hai hī bāp key|kī , tō sab bachchē hō gayē .

20The whole of creation belongs to the Father, and so all are children.

17Bāp kahnā baṛā sahaj hai .

21It is very easy to say ‘Father’.

18Sirph prabhu vā god kahnē sē bāp nahī̃ samajhtē . 19Yah bāp kā love athavā bāp key|kī jāydād kā bhī patā nahī̃ lagtā .

22By simply saying ‘Prabhu’ or ‘God’ you neither have any realisation of the Father nor any awareness of the Father’s love or His property.

20Bāp tō svarg rachtē haĩ .

23The Father creates heaven.

21Itnī thōṛī see|sī|C bāt kō bhī kōī samajhtē nahī̃ haĩ .

24No one even understands such a simple matter!

22Ādhākalp dhakkē khānē mē̃ lag jātē haĩ .

25They have been busy stumbling around for half a cycle.

23Bābā ākar chapṭī mē̃ ( second mē̃ ) pahchān dētē haĩ .

26Baba comes and gives His own introduction in just an instant.

24Bābā K|kē sāmnē bachchē baiṭhē bhī haĩ phir bhī chaltē-chaltē niśhchay ṭūṭ paṛtā hai .

27You children are sitting in front of Baba but, even then, while moving along, the faith of some of you breaks.

25Agar pakkā niśhchay hō tō sachchē-sachchē brāhmaṇ ban jāyē̃ .

28If they had firm faith, they would become true Brahmins.

26Ham haĩ hī śhivbābā K|kē pōtrē , bābā K|kē ghar K|kē hō gayē .

29We are Shiv Baba's grandchildren. 30We now belong to Baba's home.

27Samajhtē haĩ - ham brāhmaṇ śhivbābā K|kē bhaṇḍārē sē khātē haĩ .

31We Brahmins understand that we are fed from Shiv Baba's treasure store.

28Brāhmaṇ hō gayē tō brāhmaṇō̃ kā hī brahmā bhōjan hō gayā .

32We have become Brahmins, and so Brahma bhojan is for Brahmins.

29Śhivbābā K|kē bhaṇḍārē kā bhōjan hō gayā , yah niśhchay hōnā chāhiē .

33It is food from Shiv Baba's treasure store. 34You should have this faith: We belong to Shiv Baba.

30Ham haĩ hī śhivbābā K|kē . 31Phārkatī key|kī bāt hī nahī̃ .

35There is no question of divorcing the Father.

32Ham brāhmaṇ haĩ śhivbābā K|kē bachchē .

36We Brahmins are the children of Shiv Baba.

33Hamārā sab kuchh bābā kā hai aur bāp kā sab kuchh hamārā hai .

37Everything we have belongs to Baba, and everything that belongs to the Father belongs to us.

34Vyāpāriyō̃ kō hisāb karnā chāhiē .

38Businessmen have to account for everything.

35Hamārā sab kuchh bāp kā hai aur bāp kā sab kuchh hamārā hai tō tarājū kiskī bhārī huī  ? 36Hamārē pās|pass tō kakhpan hai aur ham kahtē haĩ bābā kā rājya hamārā hai .

39Everything that belongs to me belongs to the Father and everything that belongs to the Father belongs to me; so which side of the scales is heavier?

37Tō fark hai nā . 38Tum jāntē hō ham īśhvar sē viśhva kā mālik ban jātē haĩ .

40We only have things worth straws and yet we say that Baba's kingdom belongs to us, and so there is a difference, is there not?

39Hamārē pās|pass jō kuchh hai vah dē dētē haĩ bāp kō .

41You know you are being made into the masters of the world by God.

40Bāp phir kahtē haĩ bachchē tum hī trustee hōkar sambhālō .

42We give the Father whatever we have. 43The Father says: Children, you must look after it as trustees.

41Samjhō yah śhivbābā kā hai .

44Consider all of it as belonging to Shiv Baba.

42Apnē kō bhī śhivbābā kā bachchā samajhkar chalō , tō sab kuchh pavitra hō gayā .

45Consider yourself to belong to Shiv Baba as you move along and everything is then purified.

43Ghar mē̃ jaisē brahmā bhōjan hōtā hai .

46It is as though you have prepared Brahma bhojan at home.

44Śhivbābā kā bhaṇḍārā hō jātā kyōṅki brāhmaṇ hī banātē haĩ .

47It becomes Shiv Baba's bhandara (kitchen), because it is Brahmins who prepare everything.

45Yū̃ tō sab kahtē haĩ īśhvar kā diyā huā hai , parantu yahā̃ tō bāp sammukh āyā hai . 46Jab ham unkē ūpar balihār jāyēṅgē .

48In fact, everyone says that whatever they have, it has been given by God. 49However, here, the Father has personally come in front of you and you surrender yourselves to Him.

47Ham ēk bār balihār gayē tō vah śhivbābā kā bhaṇḍārā hō gayā .

50Once we surrender ourselves to Him, everything becomes Shiv Baba's bhandara.

48Unkō hī brahmā bhōjan kahā jātā hai .

51This is called Brahma bhojan.

49Samjhā jātā hai ham jō khātē haĩ vah śhiv K|kē bhaṇḍārē kā hai .

52It is then understood that whatever we eat comes from Shiv Baba's bhandara.

50Pavitra tō jarūr rahnā hī hai .

53You definitely have to remain pure.

51Bhōjan bhī pavitra hō jātā hai parantu jab balihār jāyē nā .

54Then your food also becomes pure. 55However, you first have to sacrifice yourselves.

52Dēnā bhī kuchh nahī̃ hai , sirph vārī jānā hai .

56You do not have to give anything; you simply have to surrender yourselves.

53Bābā yah sab kuchh āpkā hai .

57"Baba, all of this belongs to You."

54Achchhā bachchē trustee hōkar sambhālō .

58Achcha, child, look after it as a trustee.

55Śhivbābā kā samajh kar khāyēṅgē tō jaisē śhivbābā K|kē bhaṇḍārē sē khātē hō . 56Agar śhivbābā kō bhūl gayē tō phir vah pavitra hō na sakē .

59If you eat everything while considering it as belonging to Shiv Baba, it is as though you are eating from Shiv Baba's treasure store. 60If you forget Shiv Baba, the food cannot be purified.

57Tum bachchō̃ kō apnā gharbār bhī sambhālnā hai .

61You children have to look after your homes.

58Parantu apnē kō trustee samajh ghar mē̃ baiṭhē bhī śhivbābā K|kē bhaṇḍārē kā hī khātē hō .

62However, even while sitting at home, you consider yourselves to be trustees, and so whatever you eat comes from Shiv Baba's bhandara.

59Jō bhī balihār huē vah śhivbābā kā hō gayā .

63All of those who have surrendered themselves now belong to Shiv Baba.

60Kuchh bhī samajh mē̃ na āyē tō pūchhō .

64If there is something you don’t understand, you can ask Baba.

61Aisē nahī̃ śhivbābā K|kē khajānē sē kharcha kar kōī pāp kar dō .

65It shouldn't be that you spend something from Shiv Baba's treasure store and commit sin with it.

62Śhivbābā K|kē paisē sē puṇya karnā hai .

66You have to perform charity with Shiv Baba's wealth.

63Ēk-ēk paisā hīrē misal hai .

67Each penny is worth a diamond.

64Unsē bahutō̃ kā kalyāṇ hōnā hai , isliē bahut sambhāl karnī hai .

68Many have to be given benefit through that. 69This is why you have to look after it very carefully.

65Kuchh bhī phāltū na jāyē kyōṅki is paisē sē manuṣhya kauṛī sē hīrē jaisā bantā hai . 66Bābā kahtē haĩ hamārā bhī tumhārā hai .

70Nothing should be wasted needlessly, because you have to use this money to change human beings from worthless shells into valuable diamonds.

67Ēk hī bāp hai jō niṣhkāmī hai .

71Baba says: Whatever I have belongs to you.

68Sab bachchō̃ key|kī sēvā kartē haĩ .

72Only the one Father is altruistic.

69Bāp kahtē haĩ maĩ kyā karū̃gā , sab kuchh tumhārā hī hai .

73He serves all the children. 74The Father says: What can I do?

70Tum hī rājya karē̃gē .

75Everything belongs to you.

71Hamārā part hī aisā hai , jō tum bachchō̃ kō sukhī kartā hū̃ .

76You will rule the kingdom. 77My part is such that I make you children happy.

72Śhrīmat bhī miltī rahtī hai .

78You continue to receive shrimat.

73Kōī kanyā śhādī karnē chāhtī hai tō kahē̃gē gyān mē̃ nahī̃ ātī hai tō jānē dō .

79If a kumari wishes to get married, you are advised: If she does not want to follow the path of knowledge, let her go and get married.

74Bachchā agar āgyākārī nahī̃ hai tō varsē kā hakdār nahī̃ hai .

80If your son is not obedient, he has no right to the inheritance.

75Śhrīmat par nahī̃ chaltē tō śhrēṣhṭh nahī̃ , hakdār nahī̃ .

81If he does not follow shrimat, he isn’t elevated and has no right.

76Phir sajā bhī khānī paṛēgī .

82There will then have to be punishment experienced.

77Bāp key|kī āgyā hai andhō̃ kī lāṭhī banō .

83The Father’s order is: Be a stick for the blind.

78Vah tō kuchh bhī samajhtē nahī̃ .

84Those people do not understand anything.

79Tum jāntē hō ham bhī pahlē bilkul bandar misal patit thē .

85You know that you too were previously impure and absolutely like monkeys.

80Bābā nē ab hamārī sēnā lī hai . 81Hamkō śhikṣhā dēkar mandir lāyak banā rahē haĩ , viśhva kā mālik banātē haĩ .

86Baba has now taken us as an army and He is giving us teachings to make us into the masters of the world and worthy to be in a temple.

82Bākī sabkō sajāyē̃ dēkar muktidhām mē̃ bhēj dētē haĩ .

87However, everyone else will experience punishment and be sent to the land of liberation.

83Bēhad K|kē bāp key|kī sab bātē̃ bēhad kī haĩ .

88Everything is unlimited for the unlimited Father.

84Ēk rām-sītā key|kī bāt nahī̃ .

89It is not a question of just one Rama and one Sita.

85Bāp baiṭh sab śhāstrō̃ kā sār samjhātē haĩ .

90The Father sits here and explains to you the essence of all the scriptures.

86Manuṣhya paṛhtē tō bahut haĩ parantu samajhtē kuchh bhī nahī̃ . 87Tō vah jaisē paṛhā na paṛhā hō jātā hai .

91People study a lot, but they don’t understand anything, so it is as though they haven't studied anything.

88Paṛhtē-paṛhtē aur hī kalāyē̃ cum|kam hōtē patit bhraṣhṭāchārī ban paṛē haĩ .

92Even while studying, their degrees decrease and they become even more impure and corrupt.

89Kahtē haĩ patit-pāvan āō .

93People say, “Purifier come!”

90Phir gaṅgā mē̃ khaṛē hōkar kahtē haĩ dān karō .

94Then they stand in the Ganges and ask people to donate something.

91Arē hamkō tō pāvan bannā hai , ismē̃ dān key|kī kyā bāt hai .

95However, we have to become pure. 96There is no question of donating.

92Gaṅgā K|kē pānī mē̃ dān kartē haĩ .

97People donate to the Ganges.

93Baṛē-baṛē rājāyē̃ aśarphī phēṅktē haĩ , phir pujārī lōg ājīvikā kē liē kuchh na kuchh sunātē haĩ .

98Maharajahs throw gold coins into it and the person who looks after the temple there relates something or other for his income.

94Tumhārī tō 21 janmō̃ key|kī ājīvikā bāp banā dētē haĩ .

99The Father now creates your income for 21 births.

95Bāp kitnā achchhī rīti samjhākar pāvan banātē haĩ .

100The Father explains to you so clearly and makes you pure.

96Bhārat hī pāvan thā , ab patit banā hai .

101Bharat was pure, and it has now become impure.

97Bābā baiṭh tum bachchō̃ kō parichay dētē haĩ ki tum jō bhī brāhmaṇ hō , surrender hō tō tum śhivbābā K|kē bhaṇḍārē sē khātē hō .

102Baba sits here and gives you children His introduction. 103All Brahmins who have surrendered themselves are being fed from Shiv Baba's bhandara.

98Surrender nahī̃ hō tō āsurī bhaṇḍārē sē khātē hō .

104If you are not surrendered, you are being fed from an impure bhandara.

99Bābā aisē thōṛēhī kahtē haĩ apnī jimmēvārī ādi yahā̃ lē āō , sambhālō tum parantu trustee hōkar .

105Baba doesn’t say: Bring all your responsibilities here. 106You must stay there and look after them as trustees.

100Niśhchaybuddhi hō tō tum jaisē śhivbābā K|kē bhaṇḍārē sē khātē hō .

107If your intellects have faith, it is as though you are being fed from Shiv Baba's bhandara.

101Tumhārā hr̥iday śhuddha hōtā jāyēgā .

108Your hearts will then be cleansed.

102Gātē bhī haĩ brāhmaṇ dēvī-dēvtā namaḥ , yahī brāhmaṇ namaḥ karnē lāyak haĩ .

109It is said: Salutations to the Brahmins who become deities. 110These Brahmins are the ones who are worthy of being saluted.

103Tum jāntē hō brahmā dvārā bābā hamkō śhūdra sē brāhmaṇ banātē haĩ .

111You know that Baba changes you from shudras into Brahmins through Brahma.

104Kalp-kalp bābā hamkō ākar rāvaṇ rājya sē chhuṛākar sukhī banātē haĩ .

112Every cycle, Baba comes and liberates you from Ravan’s kingdom and makes you happy.

105Vahā̃ duḥkh kā nām hī nahī̃ hai .

113There is no trace of sorrow there.

106Bhārat mē̃ kitnē ḍhērō̃ K|kē ḍhēr gurū vidvān paṇḍit haĩ .

114There are so many gurus, pundits and scholars in Bharat.

107Ēk-ēk strī kā pati bhī gurū hai .

115Every wife’s husband is her guru.

108Kitnē ḍhēr gurū hō gayē haĩ .

116There are so many gurus!

109Kitnī ulṭī kārōbār chalāī huī hai .

117They have started such a topsy-turvy business!

110Agreement karātē haĩ ki pati hī tumhārā sab kuchh hai . 111Inkī hī āgyā mē̃ rahnā hai .

118They make the wife have an agreement that her husband is everything to her and she must follow his orders.

112Pahlē āgyā key|kī kumārī jō pūjya thī vah phaṭ sē pujārī ban paṛtī hai .

119An order is given and the kumari, who was worthy of being worshipped, instantly becomes a worshipper.

113Sabkē āgē māthā ṭēknā paṛtā hai .

120She then has to bow down in front of everyone.

114Phir dūsrī āgyā key|kī kām kaṭārī chalāō .

121Then the second order given is to use the sword of lust.

115Tō kitnā fark hō gayā .

122Therefore, there is so much difference!

116Yahā̃ tō bāp kahtē haĩ mujhē madadgār bachchē chāhiē .

123Here, the Father says: I need children who will be My helpers.

117Vah pairō̃ par kyō̃ paṛē̃ .

124Why should she have to fall at anyone's feet?

118Bachchē vāris haĩ .

125Children are heirs.

119Namratā dikhānē kē liē pairō̃ par paṛnē key|kī darkār nahī̃ hai .

126There is no need to fall at anyone's feet in order to show humility.

120Namastē kah saktē haĩ .

127Instead, you can just say “Namaste”.

121Tum kahtē hō ham bābā sē varsā lēnē āyē haĩ phir māyā ēkdam bhulā dētī hai . 122Phārkatī dē dētē haĩ .

128Children say they have come to claim their inheritance from Baba. 129Then, Maya makes them completely forget everything and they divorce the Father.

123Buddhi kō māyā khatm kar dētī hai .

130Maya completely destroys their intellects.

124Āj bābā nē samjhāyā jisnē śhiv K|kē bhaṇḍārē sē khāyā , piyā , vah bhaṇḍārā bharpūr tō kāl kaṇṭak sab hō gayā dūr . 125Amar hō jātē haĩ .

131Today, Baba explained: Baba’s bhandara remains full and whoever eats and drinks from it has all their sorrow removed, remains full and becomes immortal.

126Tum bali chaṛhē tō śhivbābā kā sab kuchh hō gayā , pakkā niśhchay chāhiē .

132You surrender yourselves and so everything belongs to Shiv Baba. 133You have to have firm faith.

127Kōī kukarm kar diyā tō baṛā pāp chaṛh jāyēgā .

134If you perform a sinful act, you accumulate a lot of sin.

128Kadam-kadam par rāy lēnī hai , lambī chaṛhāī hai .

135You must take advice at every step.

129Kitnē gir paṛtē haĩ .

136It is a very steep climb, and so many fall.

130Bābā-bābā kah 8-10 varṣh rah phir bhī māyā thappaṛ lagā dētī hai .

137They say “Baba, Baba” and stay here for eight to ten years and then Maya slaps them.

131Bābā kahtē haĩ kadam-kadam par kahā̃ bhī mūnjhō tō rāy pūchhō .

138Baba says: If you get confused about anything, you must seek advice.

132Kaī bachchē pūchhtē haĩ ham military mē̃ service kartē haĩ . 133Vahā̃ kā bhōjan khānā paṛtā hai .

139Some children ask, “Baba, we are doing military service and we have to eat their food, so what can we do?”

134Bābā kahtē haĩ kar hī kyā saktē haĩ .

140Baba says: What can you do?

135Bāp sē mat lī tō responsible bābā hai .

141When you take advice from the Father, Baba is then responsible.

136Bahut pūchhtē haĩ bābā vilāyat mē̃ jānā hai , party mē̃ baiṭhnā paṛtā hai .

142Many children ask, “Baba, we have to go abroad, and we have to attend parties, etc”.

137Bhal vegetarian miltā hai , parantu haĩ tō vikārī nā .

143Even though it may be vegetarian food, it is that which is full of vice.

138Tum kōī bhī bahānā kar saktē hō . 139Achchhā chāy pī lētē haĩ .

144You can make an excuse and say, "I will just have a cup of tea."

140Anēk prakār key|kī yuktiyā̃ miltī rahtī haĩ .

145You continue to receive many types of tactic.

141Inkā right-hand dharmarāj bhī baiṭhē haĩ .

146That One's right hand, Dharamraj, is also sitting here.

142Is samay kadam-kadam par śhrīmat lēnī hai .

147At this time, you must take shrimat at every step.

143Baṛā ūñchā pad hai .

148It is a very high status.

144Kiskō svapn mē̃ bhī yād nahī̃ hōgā - ham viśhva K|kē mālik ban saktē haĩ .

149Even in your dreams you would not have remembered that you could become the masters of the world.

145Bilkul hī jāntē nahī̃ .

150You did not know this at all.

146Kitnē hīrē javāharō̃ K|kē mahal thē .

151There were so many palaces studded with diamonds and jewels.

147Sōmnāth mandir mē̃ kitnē māl thē , sab ūṇṭ bharkar lē gayē .

152There were so many treasures in the Somnath Temple. 153They carried away camel loads.

148Ab samay aisā ānē vālā hai jō kiskī dabī rahī dhūl mē̃ . . . , kahtē haĩ nā - rām nām satya hai .

154The time will come when some people's wealth will remain buried in the ground. 155People say, “May the name of Rama be with you!”

149Sachchī kamāī karnē vālō̃ kā hāth bharpūr rahēgā . 150Bākī sab hāth khālī jāyēṅgē .

156The hands of those who earn a true income will always remain full, but all others will return empty-handed.

151Bāp kahtē haĩ tumhārī chīz tō tumhārē liē hai .

157The Father says: Whatever you have is for yourself.

152Ham tō niṣhkāmī haĩ .

158I am altruistic.

153Aisā niṣhkāmī kōī hai nahī̃ .

159No one else can be as altruistic in this way.

154Is samay sabkō tamōpradhān patit bannā hai .

160Everyone has to become impure and tamopradhan at this time.

155Pūrā patit ban phir pūrā pāvan bannā hai .

161You have to become completely impure and then completely pure.

156Bāp kahtē haĩ mujhē saṅkalp uṭhā ki naī duniyā rachū̃ .

162The Father says: I had the thought that I should create the new world.

157Maĩ apnā part bajānē āyā hū̃ .

163I have come to play My own part.

158Jō bhī baṛē-baṛē mukhya haĩ vah sab aisē-aisē time par part bajātē haĩ .

164All the main ones play their own parts at their own time.

159Abhī tum jāntē hō knowledgeful bāp tum bachchō̃ kō bhī knowledgeful banā rahē haĩ .

165You now know that the Father, who is full of knowledge, is making you full of knowledge.

160Āgē thōṛēhī yah knowledge thī .

166Previously, you did not have this knowledge.

161Abhī tum sabkī biography kō jāntē hō .

167You now know everyone's biography.

162Dharm sthāpak bhī mukhya haĩ nā .

168The founders of religions are also the main ones.

163Ūpar sē lēkar ūñchē tē ūcā hai śhivbābā rachayitā .

169At the very top, the Highest on High is Shiv Baba, the Creator.

164Phir brahmā viṣhṇu śhaṅkar , phir brahmā dvārā brāhmaṇ rachtē haĩ .

170Then there are Brahma, Vishnu and Shankar. 171Brahmins are then created through Brahma.

165Aur kōī kyā jānē ki yah jagat ambā sarasvatī brāhmaṇī hai .

172How would others know that the World Mother is Saraswati, a Brahmin?

166Āgē bhī is hī samay isnē tapasyā kī thī . 167Rājyōg sikhāyā thā .

173Previously, she also did tapasya at this time; she studied Raja Yoga.

168Ab bhī vahī kārya kar rahē haĩ .

174Even now, she is doing the same thing.

169Is knowledge mē̃ ramaṇ karnā chāhiē .

175You should churn and play with this knowledge.

170Rahnā apnē ghar mē̃ haĩ .

176You have to live in your households.

171Sab yahā̃ tō nahī̃ baiṭh jāyēṅgē .

177You can’t all come and stay here.

172Hā̃ pichhāṛī mē̃ phir ākar sabhī vah rahē̃gē jō bāp key|kī service mē̃ tatpar rahtē haĩ .

178Yes, at the end, only those who remain engaged in the Father's service will come and stay here.

173Vah bahut wonderful part dēkhē̃gē .

179You will see that wonderful part then.

174Vaikuṇṭha K|kē jhāṛ najdīk ātē jāyēṅgē .

180The trees of heaven will continue to come closer.

175Baiṭhē-baiṭhē sākṣhātkār kartē rahē̃gē .

181Even while sitting at home you will continue to have visions.

176Tum pūrē phariśhtē yahā̃ hī bantē hō .

182You become complete angels here.

177Jō bhī manuṣhyātmāyē̃ haĩ sab śharīr chhōṛē̃gī . 178Ātmāyē̃ vāpis chalī jāyēṅgī .

183All human beings will shed their bodies and souls will return home.

179Bābā paṇḍā bankar sabkō vāpis lē jāyēṅgē .

184Baba will become the Guide and take everyone back home.

180Yah gyān bhī abhī hai .

185You have this knowledge at this time.

181Satyug mē̃ gyān kā nām nahī̃ hai .

186In the golden age, there is no mention of knowledge.

182Vahā̃ hai prālabdh , abhī hai puruṣhārth .

187There, you have the reward, whereas you now have the effort.

183Tum puruṣhārth kartē hō 21 janm bāp sē svarg kā varsā lēnē .

188You are making effort to claim your inheritance of heaven from the Father for 21 births.

184Tum samjhā saktē hō ham brāhmaṇ haĩ .

189You can explain that you are Brahmins.

185Mitr sambandhī ādi kō tum bāp kī yād mē̃ rah bhōjan banākar khilāō tō unkā hr̥iday bhī śhuddha hō jāyēgā .

190You should serve your friends and relatives food cooked in remembrance of the Father, and their hearts will also be cleansed.

186Pichhāṛī mē̃ jō bachē̃gē vah bahut majē dēkhē̃gē . 187Bābā ghaṛī-ghaṛī apnā ghar ādi sab kuchh dikhātē rahē̃gē .

191Those who remain until the end will see a lot of entertaining scenes at that time. 192Baba will continually show you your home etc.

188Śhurū-śhurū mē̃ tumnē bahut kuchh dēkhā hai phir ant mē̃ bahut kuchh dēkhnā hai .

193In the beginning, you saw many things, and you will have to see many things at the end too.

189Jō chalē jāyēṅgē vah kuchh bhī nahī̃ dēkhē̃gē .

194Those who have left Baba will not see anything.

190In vikārō̃ kō pūrī rīti tajnā hai tab hī hīrē javāharō̃ sē sajnā hai .

195You must fully renounce all of those vices; only then will you be able to be decorated with diamonds and jewels.

191Tajē̃gē nahī̃ tō itnā sajē̃gē bhī nahī̃ .

196If you don’t renounce them, you won’t be decorated as much either.

192Abhī tum gyān ratnō̃ sē saj rahē hō .

197You are now being decorated with the jewels of knowledge.

193Achchhā  !

198Achcha.

194Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

199To the sweetest beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

195Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

200The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

196Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

201Essence for dharna:

1971 ) sachchī kamāī kar hāth bhartū karkē jānā hai .

202 1. Earn a true income and go back with your hands full.

198Ēk bāp sē sachchā saudā karnē vālā sachchā vyāpārī bannā hai .

203Become a true businessman and make a true bargain with the one Father.

1992 ) hr̥iday kō śhuddha banānē kē liē bāp kī yād mē̃ rah brahmā bhōjan banānā hai .

204 2. In order to cleanse your heart, stay in remembrance of the Father as you prepare Brahma bhojan.

200Yōgyukt bhōjan khānā aur khilānā hai .

205Eat and serve others food that you cook while in yoga.

201Vikārō̃ kō taj gyān ratnō̃ sē sajnā aur sajānā hai

206Renounce the vices, become decorated and decorate others with the jewels of knowledge.

Blessing

202Vardān  : sab phikarātē̃ bāp kō dēkar bēphikr sthiti kā anubhav karnē vālē paramātma pyārē bhav

207Blessing: May you be loved by God and experience a carefree stage by handing over all your worries to the Father.

203Jō bachchē paramātma pyārē haĩ vah sadā diltakhta par rahtē haĩ .

208 The children who are loved by God are constantly seated on His heart throne.

204Kōī key|kī himmat nahī̃ jō dilārām K|kē dil sē unhē̃ alag kar sakē , isliē āp duniyā kē āgē phakhur sē kahtē hō ki ham paramātma pyārē ban gayē .

209No one would have the courage to separate them from the heart of the Comforter of Hearts. 210This is why you tell the world with intoxication that you now belong to God.

205Isī phakhur mē̃ rahnē K|kē kāraṇ sab phikarātō̃ sē phārig hō .

211Because of having this spiritual intoxication, you are free from all worries.

206Āp kabhī galatī|galtī sē bhī nahī̃ kah saktē ki āj mērā man thōṛā sā udās hai , mērā man nahī̃ lagtā . . . . . , yah bōl hī vyarth bōl haĩ .

212You cannot even say by mistake that your mind is a little sad today or that your mind cannot concentrate. 213These words are wasteful words.

207Mērā kahnā mānā muśhkil mē̃ paṛnā .

214To say “mine” means to create difficulties.

Slogan

208Slōgan  : kisī bhī prakār key|kī halchal kō samāpt karnē kā sādhan hai - drama par aṭal niśhchay .

215Slogan: The means to end any type of upheaval is to have firm faith in the drama.

216*** Om Shanti ***