मंगलवार 19 अप्रैल 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
019-04-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 19/04/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - bāp hai bhaktō̃ aur bachchō̃ key|kī rakhvālī karnē vālā bhakt-vatsalam , patit sē pāvan banākar ghar lē jānē key|kī jimmēvārī bāp kī hai , bachchō̃ key|kī nahī̃ ' '
1Essence: Sweet children, the Father is Bhagat Vatsalam, the Protector of devotees and children. 2It is the Father's responsibility, not the children's, to make impure ones pure and take them home. 3Question: What is the Father's duty every cycle? 4Which concern does only the Father have?
2Praśhna : bāp kā kalp-kalp farj kyā hai ?
5Answer: It is the Father's duty to teach you children Raja Yoga, to purify you and to liberate everyone from sorrow. 6Only the Father has the concern to go and make His children happy.
3Kaun sā ōnā bāp kō hī rahtā hai ? 4Uttar : bāp kā farj hai bachchō̃ kō rājyōg sikhlākar pāvan banānā , sabhī kō duḥkh sē chhuṛānā . 5Bāp kō hī ōnā ( phikar ) rahtā hai ki maĩ jākar apnē bachchō̃ kō sukhī banāū̃ . 6Gīt : mukhṛā dēkh lē prāṇī …
7Song: Look at your face in the mirror of your heart.
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Yah kaun pūchh rahā hai ?
9Who is asking this?
9Bāp jiskō almighty authority kahtē haĩ .
10The Father, who is called the Almighty Authority.
10Bāp key|kī mahimā tō kartē haĩ vā liberator , guide bhī kahtē haĩ .
11People sing praise of the Father and they also call Him the Liberator and the Guide.
11Vah hai sabkī sadgati karnē vālā .
12He is the Bestower of Salvation for All.
12Vah sarv kā duḥkh-hartā sukh-kartā hai .
13He is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness for All.
13Samajhtē haĩ ki vah hai paramdhām kā rahnē vālā . 14Parantu agyān K|kē vaśh kah diyā hai , sarvavyāpī hai .
14People understand He is the Resident of the supreme abode but, through ignorance, they have said He is omnipresent.
15Sab bhagat haĩ bachchē aur bhagvān hai bāp .
15All devotees are children and God is the Father.
16Yah tō jarūr sab bachchō̃ kō samjhānā chāhiē ki duḥkh hartā sukh kartā hamārā bāp hai .
16It should definitely be explained to all the children that our Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
17Unkā nām gāyā jātā hai - bhagat vatsalam .
17His name is remembered as the Protector of devotees.
18Yah nām kōī gurū gōsāī kō nahī̃ dē saktē haĩ .
18None of the gurus, etc. can be given this name.
19Ab bachchē yā bhakta tō bahut haĩ un par rahm karnē vālā ēk hī bāp hai .
19There are many children and devotees but there is only one Father who has mercy for them all.
20Sārī duniyā kō ēk bāp hī ākar sukh śhānti dētē haĩ .
20Only the one Father comes and grants peace and happiness to the whole world.
21Samjhātē bhī haĩ lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē rājya kō baikuṇṭh vā svarg kahā jātā hai .
21He explains that the kingdom of Lakshmi and Narayan is called Paradise or heaven.
22Is samay kaliyug hai , tō bābā kō kitnā ōnā hōgā .
22It is now the iron age and so Baba is very concerned.
23Had K|kē bāp kō bhī phurnā hōtā hai .
23Even physical fathers are concerned.
24Yah hai bēhad kā bāp .
24That One is the unlimited Father.
25Mālūm hōnā chāhiē ki sabhī bhaktō̃ kā kalyāṇkārī ēk bāp hī hai , unkō hī phurnā rahtā hai ki bachchō̃ kō jākar sukhī banāū̃ .
25You should know that the Benefactor of all the devotees is the one Father. 26He has the concern to go and make His children happy.
26Jab manuṣhyō̃ par āphatē̃ ātī haĩ tō sabhī bhagvān kō yād kartē haĩ , pukārtē haĩ hē parampitā paramātmā bachāō .
27When people have difficulties, they all remember God. 28They call out, “O Supreme Father, Supreme Soul, save us!”
27Abhī tum bachchō̃ K|kē sammukh bāp baiṭhā hai .
29The Father is now sitting personally in front of you children.
28Bāp kahtē haĩ kyā mujhē khyāl nahī̃ hōgā ki abhī sab patit hō gayē haĩ . 29Maĩ jākar sabkō rājyōg sikhlākar pāvan banāū̃ .
30The Father says: Would I not have the thought: Now that everyone has become impure, I should go and teach them Raja Yoga and make them pure?
30Yah tō mērā kalp-kalp kā farj hai .
31This is My duty every cycle.
31Bhal is samay pukārtē tō sabhī haĩ parantu vah lav|love nahī̃ hai .
32Although everyone calls out at this time, they don't have that love.
32Ab tum sārē drama kō samajh gayē hō .
33You now understand the whole drama.
33Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō pāvan banānē āyā hū̃ .
34The Father says: I have come to purify you.
34Yah mērī bāt mānō̃ tō sahī nā .
35At least listen to what I say!
35Sannyāsī bhī in vikārō̃ kō chhōṛtē haĩ .
36Even sannyasis renounce these vices.
36Unhō̃ kā hai had kā sannyās .
37Their renunciation is limited.
37Hamārā hai bēhad kā sannyās , sārī purānī duniyā kā .
38Ours is unlimited renunciation of the whole old world.
38Bāp kitnā achchhī tarah samjhātē haĩ .
39The Father explains so well.
39Prajāpitā brahmākumār aur kumāriyā̃ practical mē̃ haĩ nā .
40You are the Brahma Kumars and Kumaris of the Father of People in a practical way.
40Board bhī lagā huā hai .
41A board has been put up.
41Kitnē ḍhēr bachchē haĩ , sab kahtē haĩ mama bābā .
42There are so many children and all of them say "Mama and Baba".
42Gāndhī kō bhī father of|off nation kahtē haĩ .
43Gandhiji was called the Father of the Nation.
43Vah bhī bhārat kā father thā , unkō sārī duniyā kā tō nahī̃ kahē̃gē nā .
44He was also the Father of Bharat; he would not be called the Father of the whole world.
44Sārī duniyā kā pitā tō ēk hī hai .
45Only the One is the Father of the whole world.
45Vah bāp kahtē haĩ kām mahāśhatru hai , tum in par jīt pahanō .
46The Father says: Lust is the greatest enemy. 47Conquer it!
46Inmē̃ kōī sukh nahī̃ hai .
48There is no happiness in it.
47Pavitra dēvī dēvtāō̃ kē āgē jākar sir jhukātē haĩ . 48Samajhtē kuchh nahī̃ .
49People go and bow their heads in front of the pure deity idols, but they don’t understand anything.
49Bāp sirph kahtē haĩ bachchē yah antim janm pavitra banō tō 21 janmō̃ kē liē tumhārī kāyā kalpatarū kar dū̃gā . 50Bahut sahaj hai .
50The Father simply says: Children, become pure in this last birth and your bodies will become eternal like the kalpa tree for 21 births.
51Parantu māyā aisī hai jō harā dētī hai .
51It is very easy but Maya is such that she defeats you.
52Bhal 4-6 mās pavitra rahtē haĩ phir bhī kamar ṭūṭ paṛtī hai .
52Some remain pure for four to six months and then they break.
53Tum jāntē hō bābā kalp pūrva K|kē samān samjhā rahē haĩ .
53You know that Baba is explaining to you as He did in the previous cycle.
54Kaurav pāṇḍav bhāī-bhāī dikhātē haĩ . 55Dūsrē gānv vā dēśh K|kē nahī̃ haĩ .
54They show the Kauravas and the Pandavas as brothers; they are not from different villages or countries.
56Patit-pāvan bāp , avināśhī khaṇḍ bhārat mē̃ hī ātē haĩ . 57Yah birth place hai .
55The Purifier Father only comes in the imperishable land of Bharat; this is His birthplace.
58Śhiv jayantī bhī manātē haĩ .
56People celebrate the birthday of Shiva.
59Nirākār śhiv paramātmā janm lētē , nām śhiv hai .
57Incorporeal Shiva, the Supreme Soul, takes birth and His name is Shiva.
60Śharīr tō nahī̃ hai .
58He doesn't have a body of His own.
61Aur sabkē brahmā viṣhṇu śhaṅkar K|kē bhī chitra haĩ .
59Even Brahma, Vishnu and Shankar have images.
62Ūñchē tē ūñchā ēk bhagvān hai , vah inmē̃ pravēśh kartē haĩ .
60The Highest on High is only the one God and He enters this one.
63Parantu āyā kaisē ? 64Kab āyā ?
61However, how does He come?
65Kiskō bhī yah mālūm nahī̃ hai .
62When does He come? 63No one knows this.
66Bhārat mē̃ hī śhiv jayantī manātē haĩ .
64It is only in Bharat that people celebrate the birthday of Shiva.
67Mandir bhī sabsē baṛā yahā̃ hī hai , ismē̃ bhī liṅg rakh diyā hai . 68Samjhānā chāhiē śhiv jarūr ātē haĩ .
65They have placed an oval image in even the biggest temple that is here: Explain that Shiva definitely comes.
69Śharīr bigar tō kuchh hōnā hī nahī̃ hai .
66You can’t do anything without a body.
70Sukh duḥkh ātmā śharīr kē sāth hī bhōgtī hai .
67Each soul experiences happiness and sorrow through a body.
71Ātmā alag hō jātī hai tō kuchh bhī kar nahī̃ saktī .
68When a soul becomes separated from his body, he cannot do anything.
72Śhivbābā nē bhī kuchh kiyā hōgā .
69Shiv Baba must also have done something.
73Vah patit-pāvan hai parantu kaisē ākar sabkō pāvan banātē haĩ , yah kōī jāntē nahī̃ .
70He is the Purifier, but no one knows how He comes and purifies everyone.
74Ab bābā sādhāraṇ tan mē̃ pravēśh kar part bajātē haĩ .
71Baba has now entered an ordinary body and is playing His part.
75Gātē bhī haĩ brahmā dvārā sthāpanā .
72It is remembered that establishment took place through Brahma.
76Tō patit duniyā mē̃ brahmā kahā̃ sē āyā ?
73So, where did Brahma come from in the impure world?
77Paramātmā svayã kahtē haĩ mērā śharīr tō hai nahī̃ .
74The Supreme Soul, Himself, says: I do not have a body.
78Mainnē inmē̃ pravēśh kiyā hai .
75I have entered this one.
79Mērā nām śhiv hai .
76My name is Shiva.
80Tum ākar mērē banē hō , tabhī tumhārā bhī nām badaltā hai .
77You have come to belong to Me. 78This is why your name was changed.
81Sannyāsiyō̃ kē pās jākar sannyās kartē haĩ tō unhō̃ K|kē bhī nām badlī|badalī hōtē haĩ .
79When people go and take up renunciation with sannyasis, their names also change.
82Ab bāp sammukh āyā hai .
80The Father has now come in front of you.
83Īśhvar jiskō ādhākalp tumnē yād kiyā phir chaltē-chaltē tum unkō bhī bhūl jātē hō .
81You have been remembering God for half the cycle and now, while moving along, you forget Him!
84Sannyāsī tō sukh kō māntē nahī̃ , vah sukh kō kāg viṣhṭā K|kē samān samajhtē haĩ .
82Sannyasis don’t believe in happiness. 83They consider it to be like the droppings of a crow.
85Svarg kā nām tō bālā hai .
84The name of heaven is glorified.
86Kōī martā hai tō bhī kahtē haĩ svarg gayā .
85When a person dies, others say he has gone to heaven.
87Naī duniyā kō sukhdhām , purānī duniyā kō duḥkhdhām kahā jātā hai .
86The new world is called the land of happiness and the old world is called the land of sorrow.
88Bāp itnā samjhātē haĩ tō kyō̃ nahī̃ unkī mat par pūrṇ rūp sē chalnā chāhiē .
87The Father explains so much to you, and so why should you not follow His directions fully?
89Bābā āyā hai sabkō mukti-jīvanmukti dēnē .
88Baba has come to grant everyone liberation and liberation-in-life.
90Bābā kā part hai bachchō̃ kō varsā dēnā .
89Baba's part is to give you children the inheritance.
91Nirākār rachayitā bāp sē varsā kaisē miltā hai , yah bhī tum jāntē hō .
90You know how you receive your inheritance from the incorporeal Father, the Creator.
92Mērā parichay tumkō kahā̃ sē milā ? 93Bhagvānuvāch .
91From whom did you receive My introduction?
94Kyā maĩ kr̥iṣhṇa hū̃ !
92God speaks: Am I Krishna?
95Maĩ brahmā hū̃ !
93Am I Brahma?
96Nahī̃ .
94No!
97Maĩ tō sabhī ātmāō̃ kā nirākār bāp hū̃ .
95I am the incorporeal Father of all souls.
98Aur kōī nahī̃ kah saktā .
96No one else can say this.
99Bhal apnē kō śhivōham kahtē haĩ parantu yah nahī̃ kah saktē ki maĩ sabhī ātmāō̃ kā bāp hū̃ .
97Although they say of themselves, “I am Shiva”, they cannot say they are the Father of all souls.
100Vah apnē kō gurū kahlātē haĩ .
98They call themselves gurus.
101Vahā̃ bāp tō milā nahī̃ , teacher milā nahī̃ , phaṭ sē gurū mil gayā .
99There, you don't find the Father or the Teacher, but you instantly find a guru.
102Yahā̃ kāydē kā gyān hai . 103Yahā̃ tumhārā bāp teacher gurū maĩ ēk hī hū̃ .
100This knowledge here is lawful; I alone am your Father, Teacher and Guru.
104Wonder khānā chāhiē - sārī patit duniyā kō kaisē pāvan banātē hōṅgē !
101You should be amazed at how He makes the whole impure world pure.
10521 janm kā varsā dēnē vālē bāp key|kī mat par kadam-kadam chalō .
102At every step, follow the directions of the Father who gives you the inheritance for 21 births.
106Māyā duśhtar hai .
103Maya is very powerful.
107Bābā-bābā kahtē haĩ , paṛhtē bhī haĩ , phir bhī ahō māyā vaśh bāp kō phārkatī dē dētē haĩ isliē kahtē haĩ khabardār rahnā .
104You say, "Baba, Baba!" 105You study and then, because of the influence of Maya, you divorce the Father.
108Bāp kō bachchē phārkatī dēvē tō kahē̃gē nā - mainnē tumhārī itnī pālnā key|kī phir bhī mujhē chhōṛ diyā .
106This is why you are told to remain cautious. 107When a child divorces his father, the father would say, “I sustained you and yet you left Me.”
109Yahā̃ tō aurō̃ key|kī sēvā karnī hai , aurō̃ kō āp samān banānē key|kī .
108Here, you have to serve others to make them similar to yourselves.
110Yah madad mērī nahī̃ karē̃gē ?
109Will you not help Me in this?
111Phārkatī dē nām badnām kar dētē haĩ .
110Instead, you divorce Me and defame My name.
112Kitnā muśhkil hōtī hai .
111There are so many difficulties.
113Ablāō̃ par bahut atyāchār hōtē haĩ .
112Innocent ones are assaulted a great deal too.
114Gyān yagya mē̃ vighna paṛtē haĩ .
113There are obstacles in the sacrificial fire of knowledge.
115Māyā kitnē tūphān lātī hai .
114Maya brings many storms.
116Bhakti mārg mē̃ yah nahī̃ hōtā .
115This doesn't happen on the path of devotion.
117Bāp kahtē haĩ - sayānē bachchē , tum mērī mat par chalō .
116The Father says: Sensible children follow My directions.
118Apnē dil rūpī darpaṇ mē̃ dēkhnā chāhiē ki mainnē kōī vikarma tō nahī̃ kiyā .
117Look in the mirror of your heart and check whether you have performed any sinful acts.
119Bāp kā ban thōṛā bhī vikarma kartē hō tō sau guṇā daṇḍ hō jātā hai .
118When you belong to the Father and perform even a slightly wrong act, one hundred-fold punishment is accumulated.
120Bahut nuksān kar dētē haĩ .
119It causes a great deal of loss.
121Dēkhnā hai ham apnā khātā jamā kartē haĩ yā nā kartē haĩ .
120Check whether you are crediting or debiting your account.
122Māyā K|kē bhūtō̃ kō bhagā dēnā chāhiē .
121Chase away the evil spirits of Maya.
123Aisī avasthā hō tab dil par caḍhē̃ tō takht par bhī baiṭhē̃gē .
122Only when you have such a stage will you be able to sit in the heart and then on the throne.
124Vah bhī samajhtē hō hamārā takht kyā hōgā .
123You can understand what your throne would otherwise be.
125Śhivbābā kā mandir banātē hō tō tumhārā mahal kitnā sundar aur ūñch hōgā .
124You build temples to Shiv Baba and so your palaces would also be so beautiful and elevated.
126Maĩ tumkō viśhva kā mālik banātā hū̃ , tumhārē pās|pass athāh dhan hōgā .
125I make you into the masters of the world. 126You will have limitless wealth.
127Phir tum mērā mandir banātē hō .
127You then build temples to Me.
128Sārā dhan mandir banānē mē̃ tō nahī̃ lagāyēṅgē .
128You will not use all the wealth building temples.
129Abhī tum jāntē hō ham viśhva K|kē mālik thē .
129You now know that you were the masters of the world.
130Vahā̃ viśhva mahārājan kō dhan dātā kahē̃gē , usnē bhakti mārg mē̃ kitnā baṛā mandir banāyā .
130There, the world emperor is called the Bestower of Wealth. 131He built such a big temple on the path of devotion.
131Tum bhī banātē hō .
132You also build them.
132Vahā̃ dvāpar mē̃ sabhī rājāō̃ kē pās mandir rahtā hai .
133There, in the copper age, all the kings have temples.
133Pahlē-pahlē banātē haĩ śhiv kā mandir phir dēvtāō̃ kā banātē haĩ .
134First of all, they build temples to Shiva and then to the deities.
134Abhī bāp tum bachchō̃ kō kitnā satya samāchār sunātē haĩ .
135The Father is now telling you children the real news.
135Tum bachchō̃ kō is paṛhāī sē bahut khuśhī hōnī chāhiē .
136You children should have a lot of happiness by studying this.
136Tum bachchē jāntē hō puruṣhārth sē ham yah banē̃gē , phir śhrīmat par kyō̃ nahī̃ chaltē .
137You children know you will become this by making effort. 138So then, why do you not follow shrimat?
137Tum bhūl kyō̃ jātē hō .
139Why do you forget?
138Yah tō kahānī hai .
140This is a story.
139Ghar mē̃ mitr sambandhī kahāniyā̃ sunātē haĩ .
141Friends and relatives tell stories at home.
140Bāp bhī tumkō sārē sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant key|kī kahānī sunātē haĩ .
142The Father also tells you the story of the beginning, middle and end of the whole world.
141Tum 5 hajār varṣh pahlē viśhva K|kē mālik thē .
143Five thousand years ago you were the masters of the world.
142Bābā rōz yah kahānī sunātē haĩ .
144Baba tells you this story every day.
143Tum bachchē ban jāō .
145Become His children.
144Apnē kō lāyak banāō - rājya-bhāgya lēnē K|kē .
146Make yourselves worthy of claiming your fortune of the kingdom.
145Yah hai satya-nārāyaṇ key|kī kahānī .
147This is the story of becoming true Narayan.
146Yah kahānī tumkō sunkar phir aurō̃ kō sunānī hai , amar banānē kē liē .
148Listen to this story and then relate it to others to make them immortal.
147Phir bhakti mārg mē̃ kathāyē̃ sunāyēṅgē .
149Then, on the path of devotion, you will relate religious stories.
148Phir satyug trētā mē̃ yah gyān bhūl jāyēgā .
150You will have forgotten this knowledge in the golden and silver ages.
149Bāp kitnā sādhāraṇ chaltē haĩ .
151The Father lives in such a simple way.
150Kahtē haĩ maĩ tum bachchō̃ kā servant hū̃ .
152He says: I am the Servant of you children.
151Jab tum duḥkhī bantē hō tō mujhē bulātē hō ki hamkō ākar viśhva kā mālik banāō . 152Patitō̃ kō pāvan banāō .
153When you become unhappy, you call out to Me to come and make you into the masters of the world and to come and make impure ones pure.
153Manuṣhya samajhtē thōṛēhī haĩ .
154People don't understand.
154Tum samajhtē hō ki bābā hamkō patit sē pāvan banā rahē haĩ , tō bābā kō bhūlnā nahī̃ chāhiē .
155You understand Baba is making you pure from impure and so you shouldn't forget Baba.
155Tumhē̃ ūñch service karnī hai .
156You have to do elevated service.
156Bāp kō yād karnā hai aur ghar chalnā hai .
157Remember the Father and return home.
157Achchhā !
158Achcha.
158Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
159To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
159Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
160The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
160Dhārṇā kē liē mukhya sār :
161Essence for dharna:
1611 ) rōz apnē dil rūpī darpaṇ mē̃ dēkhnā hai ki kōī bhī vikarma karkē apnā vā dūsrō̃ kā nuksān tō nahī̃ kartē haĩ !
162 1. Look in the mirror of your heart every day and check that you are not causing yourself or others a loss by performing sinful acts.
162Sayānā ban bāp key|kī mat par chalnā hai , bhūtō̃ kō bhagā dēnā hai .
163Become sensible and follow the Father's directions. 164Chase away the evil spirits.
1632 ) bāp jō satya samāchār vā kahānī sunātē haĩ vah sunkar aurō̃ kō bhī sunānī hai .
165 2. Listen to the real news and stories that the Father tells you and tell them to others.
164Vardān : her|har samay apnē dil mē̃ bāp key|kī pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharānē vālē dr̥iṛh saṅkalpdhārī bhav
166Blessing: May you have the determination to hoist the flag of the Father’s revelation in your heart at every moment.
165Jaisē snēh K|kē kāraṇ har ēk K|kē dil mē̃ ātā hai ki hamē̃ bāp kō pratyakṣha karnā hī hai .
167 Because of love, it emerges in all your hearts that you definitely have to reveal the Father.
166Aisē apnē saṅkalp , bōl aur karma dvārā dil mē̃ pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharāō , sadā khuśh rahnē key|kī dance karō , kabhī khuśh , kabhī udās - yah nahī̃ .
168In the same way, you must hoist the flag of revelation in your thoughts, words and deeds. 169Perform the dance of being constantly happy, and not that you are sometimes happy and sometimes sad.
167Aisā dr̥iṛh saṅkalp arthāt vrat dhāraṇ karō ki jab tak jīnā hai tab tak khuśh rahnā hai .
170To have such determination means you make a vow to remain happy for as long as you live.
168Mīṭhā bābā , pyārā bābā , mērā bābā-yahī gīt automatic bajtā rahē tō pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharānē lagēgā .
171“Sweet Baba, lovely Baba, my Baba.” 172Let this song automatically play and the flag of revelation will be hoisted.
169Slōgan : vighna vināśhak bannā hai tō sarv śhaktiyō̃ sē sampann banō . 170Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya - « paramātmā sukh dātā hai na ki duḥkh dātā ' ' 171Yah tō sabhī manuṣhya jāntē haĩ ki takdīr banānē vālā ēk hai vahī paramātmā hai . 172Kahāvat bhī hai ki takdīr banānē vālā jarā sāmnē tō ā . . tō yah sārī mahimā athavā gāyan ēk paramātmā kā hai .
173Slogan: To become a destroyer of obstacles, become full of all powers.
173Itnā samajhtē huē bhī jab kōī kaṣhṭa ātā hai , tō duḥkhī hōnē kāraṇ kah dētē haĩ yah duḥkh sukh , bhalā burā yah takdīr paramātmā nē banāī hai .
174*** Om Shanti *** 175Invaluable elevated versions of Mateshwariji 176God is the Bestower of Happiness, not the Bestower of Sorrow. 177Everyone knows it is only one God who creates our fortune.
174Phir kah dētē haĩ prabhu kā diyā huā mīṭhā karkē bhōgnā hai .
178It is sung: O Creator of Fortune, come in front of us. 179All this praise belongs to the one God.
175Ismē̃ hī apnē kō santuṣhṭ rakhē̃ , ab prabhu kā bhāṇā ( diyā huā phal ) bhī unkō mīṭhā rahnē thōṛēhī dētā hai , parantu manuṣhyō̃ kō itnī bhī buddhi nahī̃ hai ki ham paramātmā kō yah dōṣh kyō̃ dētē haĩ !
180While understanding this, when you have any sorrow, because you are unhappy, you say that God has created this destiny of happiness and sorrow, of good and bad. 181Then they say you have to experience with sweetness what God has given you.
176Yah dōṣh tō khud manuṣhya kā hai .
182You have to keep yourself content with that.
177Manuṣhya nē jō bhī karma kiyē haĩ , usē bhōgnā paṛtā hai .
183However, whatever fruits have been given by God do not allow you to be sweet too.
178Tō harēk apnē-apnē karmō̃ anusār bhōgtā hai .
184However, people do not have this much understanding of why they are blaming God.
179Phir agar kōī śhrēṣhṭh karma kartē haĩ tō sukh bhōgtē haĩ aur kōī bhraṣhṭa karma kartē haĩ tō duḥkhī bantē haĩ .
185It is human beings themselves who are to be blamed. 186Whatever actions human beings have performed, they have to face the consequences of them.
180Ab us bhāṇē kō bhī mīṭhā kar bhōgnē K|kē liyē manuṣhya kō pahlē samajh hōnī chāhiē isliē paramātmā ākar khud gyān aur yōg sikhlātē haĩ .
187Everyone receives the fruit of their karma. 188So, if they perform elevated actions, they receive happiness and if they perform corrupt actions, they become unhappy.
181Ab yah kāydā hai jō jō māyā kā sāth chhōṛ paramātmā kā sāth lētā hai , tō māyā phir unkā pīchhā nahī̃ chhōṛtī hai , bahut vighna ḍāltī hai .
189In order to accept these fruits as sweet, people first have to understand this is why God comes and teaches us knowledge and yoga.
182Ab paramātmā K|kē sadkē jō bhī kuchh sahan kartē haĩ , vō bhōgnā mīṭhī lagtī hai . 183Vō hamē̃ might aur light dē dētē haĩ .
190It is the law that those who leave Maya’s company and hold God’s hand and take His company, Maya will not leave them alone and will create many obstacles.
184Ab paramātmā kahtē haĩ bachchē , bigaṛī huī takdīr maĩ banātā hū̃ , tō maĩ takdīr kō banānē vālā hū̃ .
191Whatever you have to tolerate because of God should be a sweet experience. 192He gives us might and light.
185Bākī jō manuṣhya apnē āp vismr̥it kartē haĩ , vō apnī takdīr āpēhī bigāṛtē haĩ parantu jō manuṣhya mērē milnē arth|earth bhōgnā bhōgtē haĩ , unkē liyē javābdār maĩ hū̃ .
193God now says: Children, I come and put right your fortune that has been spoilt. 194So, I am the One who creates your fortune. 195Those people forget themselves and Baba and spoil their own fortune.
186Ab vō bhī tab hōgā jab aisē kahē̃gē ki paramātmā tērī mērī ēk marjī hō , bhalē lākhō̃ duniyā vālē kuchh bhī kahē̃ parantu unhō̃ kō pūrṇ niśhchay hai ki hamkō paṛhānē vālā svayã paramātmā hai , mainnē ussē saudā kiyā hai , ab maĩ kiskī parvāh rakhū̃ !
196I am responsible for those people who have to suffer because of wanting to meet Me. 197That will also only be when they say: God, Your wish and my wish are the same. 198No matter if even hundreds of thousands of people say something, they have the full faith God Himself is teaching them. 199“I have made a deal with Him.
187Tabhī tō kahtē haĩ parvāh rahī pār brahm key|kī vah mil gayā . . . . . ab paramātmā kahtē haĩ jō sirph mērī hī suntē haĩ aur mujhē hī dēkhtē haĩ , aisī sīṛhī par jisnē pāṅw rakhā hai , unhō̃ kō bhal māyā key|kī lahar hilāyēgī bhī , parantu jinkō pūrā niśhchay hō chukā hai vō tō prabhu kā hāth kabhī nahī̃ chhōṛē̃gē .
200So, who else should I be concerned about?” 201This is why it is sung: I was concerned about the One who resides in the element beyond and I have now found Him. 202God now says: Those who listen only to Me and only see Me, those who have stepped on this ladder, even though waves of Maya shake them, those who now have full faith will never let go of the Father’s hand.
188Bākī aisā na hō jarā see|sī|C māyā key|kī uchhal mē̃ āyē apnī takdīr kō lakīr lagā dēvē .
203Let it not be that you cross out your fortune because of the slightest jump of Maya.
189Takdīr kō bigāṛnā aur banānā yah manuṣhya K|kē hāth mē̃ hai .
204It is in the hands of human beings to create fortune and to spoil fortune.
190Achchhā - ōm śhānti .
205Achcha.