शनिवार 23 अप्रैल 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

023-04-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 23/04/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - bāp kō yād karnē key|kī ādat ḍālō tō dēhī-abhimānī ban jāyēṅgē , naśhā vā khuśhī kāyam rahēgī , chalan sudhartī jāyēgī ' '

1Essence: Sweet children, instil the habit of remembering the Father and you will become soul conscious, you will remain happy and intoxicated all the time and your behaviour will be reformed.

2Praśhna  : gyān amr̥it pītē huē bhī kaī bachchē traitor ban jātē haĩ - kaisē  ? 3Uttar  : jō ēk ōr gyān amr̥it pītē dūsrī ōr jākar gand kartē arthāt āsurī chalan chal dis-service kartē , īśhvar K|kē bachchē bankar apnī chalan sudhārtē nahī̃ , āpas mē̃ māyāvī bātē̃ kartē , ēk dō kō duḥkhī kartē , vah haĩ traitor . 4Bābā kahtē bachchē , tum yahā̃ āyē hō asur sē dēvtā bannē , tō sadā ēk dō mē̃ gyān key|kī charchā karō , daivīguṇ dhāraṇ karō , andar jō bhī avguṇ haĩ unhē̃ nikāl dō .

2Question: While drinking the nectar of knowledge, how do some children become traitors? 3Answer: Children who, on the one hand, drink the nectar of knowledge and, on the other hand, perform dirty activities, that is, those who have devilish activity and do disservice, who don't reform their activities even after belonging to God, who talk about things of Maya among themselves and who cause sorrow for one another, are traitors.

5Buddhi kō svachchha , sāph banāō .

4Baba says: Children, you have come here to change from devils into deities.

6Gīt  : takdīr jagākar āī hū̃ …

5Therefore, talk about knowledge among yourselves, imbibe divine virtues and remove whatever devilish traits you have in yourselves. 6Make your intellect pure and clean. 7Song: My fortune having awakened, I have come.

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Bachchō̃ nē gīt sunā aur bachchō̃ nē hī gāyā .

9You children heard the song and children sang the song.

9Kōī bhī school mē̃ jab jātē haĩ tō takdīr buddhi mē̃ rahtī hai ki yah imtahān pās|pass karū̃gā .

10Anyone who goes to school keeps his fortune in his intellect and is aware that he will pass a particular examination.

10Buddhi mē̃ takdīr key|kī aim object rahtī hai .

11He has the aim and objective of that fortune in his intellect.

11Ab tum bachchē jāntē hō ham apnī takdīr mē̃ naī duniyā kō dhāraṇ kar baiṭhē haĩ .

12You children now know that you have already adopted the new world in your fortune.

12Naī duniyā kō rachnē vālē parampitā paramātmā sē ham varsā lēnē key|kī takdīr lē āyē haĩ .

13We have already brought with us the fortune of claiming our inheritance from the Supreme Father, the Supreme Soul, the Creator of the new world.

13Kaun sā varsā  ?

14Which inheritance?

14Manuṣhya sē dēvtā vā nar sē nārāyaṇ bannē kā varsā . 15Is rāvaṇ K|kē bhraṣhṭāchārī rājya sē lē jātē haĩ .

15The inheritance of changing from a human being into a deity, that is, of changing from an ordinary man into Narayan.

16Yah hai rāvaṇ kā bhraṣhṭāchārī rājya , bhraṣhṭāchārī vikār sē paidā hōtē haĩ aur vikārī kō hī bhraṣhṭāchārī kahā jātā hai .

16He takes you away from this corrupt kingdom of Ravan. 17This is the corrupt kingdom of Ravan. 18Those who are corrupt are born through vice and those who indulge in vice are called corrupt.

17Bhagvānuvāch , kām mahāśhatru hai , tumkō in par jīt pānī hai , tab hī śhrēṣhṭāchārī banē̃gē .

19God speaks: Lust is the greatest enemy. 20You have to conquer it. 21Only then will you become elevated.

18Bhārat hī bhraṣhṭāchārī , bhārat hī śhrēṣhṭāchārī banēgā .

22Bharat is corrupt and Bharat will become elevated.

19Mūt palītī kō hī bhraṣhṭāchārī kahā jātā hai .

23Dirty, impure clothes are called corrupt.

20Satyug mē̃ bhraṣhṭāchārī hōtē hī nahī̃ kyōṅki vahā̃ māyā kā rājya hī nahī̃ hai .

24There are no corrupt beings in the golden age because there is no kingdom of Maya there.

21Is samay hai hī rāvaṇ rājya .

25At this time it is the kingdom of Ravan.

22Sabmē̃ 5 vikār haĩ .

26Everyone has the five vices in him.

23Satyug mē̃ bhī agar rāvaṇrājya hōtā tō vahā̃ bhī rāvaṇ kō jalātē .

27If the kingdom of Ravan existed in the golden age, they would burn an effigy of him there too.

24Vahā̃ yah bātē̃ hōtī nahī̃ .

28These things do not exist there.

25Vahā̃ haĩ śhrēṣhṭhāchārī .

29There, they are elevated.

26Bhraṣhṭāchārī duniyā mē̃ kōī ūñch position par hai tō sab unkō māntē haĩ .

30In the corrupt world, when someone is in a high position, everyone accepts him.

27Jaisē sannyāsī bahut achchhī position par haĩ tō sab unkō māntē haĩ , kyōṅki vē|way pavitra rahtē haĩ tab hī sab manuṣhya unkō achchhā samajhtē haĩ .

31For instance, sannyasis are in a very good position and so everyone accepts them, because they remain pure and this is why everyone thinks that they are good.

28Government bhī apnē sē achchhā samajhtī hai .

32Even the Government believes the sannyasis to be better than them.

29Unhō̃ kō apnā rāz-gurū bhī banātī hai .

33They even make them their Raj-Guru (guru of the ruler).

30Satyug mē̃ tō gurū kā nām hōtā hī nahī̃ .

34There is no mention of gurus in the golden age.

31Gurū arthāt sadgati karnē vālē .

35A guru is someone who grants salvation.

32Śhāstrō̃ mē̃ tō kahāniyā̃ banā dī haĩ .

36They have made up stories in the scriptures.

33Rājā janak nē unhē̃ jēl mē̃ ḍāl diyā jinmē̃ brahm gyān , rājyōg kā gyān nahī̃ thā .

37King Janak jailed those who didn't have the knowledge of the brahm element or of Raja Yoga.

34Jab unhē̃ rājyōg kā gyān milā tab second mē̃ jīvanmukti kō pāyā .

38When he received the knowledge of Raja Yoga, he attained liberation-in-life in a second.

35Bhraṣhṭāchārī kā sirph yah arth|earth nahī̃ hai ki riśhvat ādi khātē haĩ .

39“Corrupt” doesn’t only mean those who accept bribes; no.

36Nahī̃ , bāp kahtē haĩ jō bhī manuṣhya mātra haĩ sab bhraṣhṭāchārī haĩ kyōṅki sabkē śharīr vikār sē paidā hōtē haĩ .

40The Father says: All human beings are corrupt, because everyone's body is created through vice. 41Your bodies have also been created through vice.

37Tumhārā śharīr bhī vikār sē paidā huā hai . 38Parantu abhī tum apnē kō ātmā samajh bāp K|kē banē hō , dēh-abhimān chhōṛ diyā hai isliē tum parampitā paramātmā key|kī mukh vaṅśhāvalī hō , īśhvarīy santān hō .

42However, you now consider yourselves to be souls and you belong to the Father and you have let go of body consciousness. 43Therefore, you are the mouth-born creation of the Supreme Father, the Supreme Soul; you are God's children.

39Parampitā paramātmā nē ākar tum ātmāō̃ kō apnā banāyā hai .

44The Supreme Father, the Supreme Soul, has made you souls belong to Him.

40Yah bahut guhya bātē̃ haĩ .

45These are very deep matters.

41Ham ātmā parampitā paramātmā key|kī vaṅśhāvalī banē haĩ .

46We souls have become the dynasty of the Supreme Father, the Supreme Soul.

42Ātmā kahtī hai - bābā .

47The soul says, “Baba!”

43Satyug mē̃ ātmā kōī paramātmā kō bābā nahī̃ kahēgī .

48In the golden age a soul will not say “Baba” to the Supreme Soul.

44Vahā̃ tō jīv ātmā , jīv ātmā kō bābā kahēgī .

49There, living beings will say “Baba” to living beings.

45Tum jīv ātmā hō .

50You are living beings.

46Ab bābā nē kahā hai apnē kō ātmā niśhchay kar paramātmā kō yād karō .

51Baba has now told you to have the faith that you are souls and to remember the Supreme Soul.

47Sabsē uttam janm tum brāhmaṇō̃ kā hai .

52The birth of you Brahmins is the most elevated of all.

48Ātmā kahtī hai ham āpkē bachchē banē haĩ .

53The soul says, “I have now become Your child.”

49Garbh sē thōṛēhī nikalē haĩ .

54You have not come out of a womb.

50Bābā kō pahchān kar unkē banē haĩ .

55You have become His by recognising Him.

51Śhivbābā ham āpkē hī haĩ aur āpkī hī mat par chalē̃gē .

56“Shiv Baba, I belong to You and I will follow Your directions.”

52Kitnī sūkṣhma bātē̃ haĩ .

57These are very subtle matters.

53Bābā nē kahā hai , jab bābā kē pās jātē hō tō yah niśhchay karō ki ham śhivbābā K|kē sāmnē baiṭhē haĩ .

58Baba has said: When you come to Baba, have the faith that you are sitting in front of Shiv Baba.

54Ātmā bhī nirākār hai tō śhivbābā bhī nirākār hai .

59Souls are incorporeal and Shiv Baba is also incorporeal.

55Śhivbābā key|kī yād sē hī vikarma vināśh hōtē haĩ .

60Only by your remembrance of Shiv Baba are your sins absolved.

56Yād nahī̃ kiyā tō bhraṣhṭāchārī banē̃ .

61If you don't remember Him, you become corrupt.

57Kitnī kaṛī bātē̃ haĩ , parantu bahut bachchō̃ kō yah bhūl jātā hai ki maĩ ātmā parampitā paramātmā key|kī gōd mē̃ baiṭhī hū̃ .

62This is such a serious matter, but children forget they are sitting in the lap of the Supreme Father, the Supreme Soul.

58Bhūlnē K|kē kāraṇ vah naśhā aur khuśhī nahī̃ rahtī hai .

63Because of forgetting, you don't have that intoxication or happiness.

59Bābā kō yād karnē key|kī ādat paṛ jāē tō dēhī-abhimānī ban jāvē̃ .

64If you instil the habit of remembering Baba, you will become soul conscious.

60Vilāyat mē̃ bahut bachchiyā̃ haĩ , sammukh nahī̃ haĩ . 61Parantu bābā kō yād kartī haĩ .

65There are many daughters abroad; they are not personally in front of the Father, but they still remember Baba.

62Bābā kō bahut pyār sē yād karnā hai . 63Jaisē sajnī sājan kō kitnā pyār sē yād kartī hai .

66You have to remember Baba with a lot of love, just as a bride remembers her bridegroom with a lot of love.

64Chiṭṭhī nahī̃ ātī hai tō sajnī bahut hairān hō jātī hai .

67When she doesn't receive a letter from him, she gets very distressed.

65Tum sajaniyō̃ kō tō dhakkā khā-khā kar sājan milā hai tō yād achchhī rahnī chāhiē .

68You brides have found the Bridegroom after a lot of stumbling around and so you should have very good remembrance.

66Chalan bhī baṛī achchhī chāhiē .

69Your behaviour also has to be very good.

67Āsurī chalan vālē kā galā hī ghuṭ jātā hai .

70The throats of those whose behaviour is devilish choke.

68Bābā chalan sē hī samajh jātē haĩ - yah yād nahī̃ kartē haĩ isliē dhārṇā nahī̃ hōtī hai .

71Baba can understand from someone's activity that he doesn't stay in remembrance and that is why he is unable to imbibe anything.

69Service nahī̃ kar saktē haĩ tō pad bhī nahī̃ pā sakē̃gē .

72If someone is unable to do service, he cannot claim a high status.

70Pahlē-pahlē tō bāp kā bannā hai .

73First of all, belong to the Father.

71Be|B . K|kē . bannā paṛē .

74First, you have to become a BK.

72Be|B . K|kē . kō jarūr śhivbābā hī yād rahēgā kyōṅki dādē sē varsā lēnā hai .

75A BK would definitely remember Shiv Baba, because you have to claim your inheritance from the Grandfather.

73Yād mē̃ rahnā baṛī mēhnat hai .

76It takes a lot of effort to stay in remembrance.

74Aisē kōī mat samajhē bhōg lagtā hai ham vah khātē haĩ tō buddhiyōg bābā sē lag jāyēgā .

77None of you should think that your intellect becomes connected in yoga to Baba just because you eat bhog that has been offered to Him.

75Nahī̃ , yah tō śhuddha bhōjan hai .

78No, that is just eating pure food.

76Parantu vah mēhnat na karē tō kuchh bhī nahī̃ huā .

79However, if you don't make that effort, you haven't done anything.

77Śhrēṣhṭāchārī yād sē hī banē̃gē . 78Pavitratā first hai .

80It is only by having remembrance that you will become elevated.

79Ātmā kō śhuddha banānē kē liē yōg kā bal chāhiē , pānī mē̃ snān ādi karnē sē tō pāvan ban nahī̃ saktē kyōṅki patit ātmā hī bantī hai .

81Purity is first. 82A soul needs the power of yoga in order to become pure. 83One cannot become pure by bathing in water because it is the soul that becomes impure.

80Aisē thōṛēhī kahē̃gē - zewar jhūṭhā hai , sōnā sachchā hai .

84You cannot say that the jewellery is false and that the gold is real.

81Vō lōg samajhtē haĩ ātmā śhuddha hai . 82Zewar ( śharīr ) jhūṭhā hai , unkō ham sāph kartē haĩ .

85Those people believe that the soul is pure whereas the body (jewellery) is false and that they are cleansing that.

83Parantu nahī̃ . 84Ātmā agar śhuddha hōtī tō śharīr bhī śhuddha hōtā .

86Not so; if the soul were pure, then his body would be pure.

85Yahā̃ ēk bhī śhrēṣhṭh nahī̃ hai .

87There isn't a single elevated being here.

86Satyug mē̃ aisē nahī̃ kahē̃gē .

88You would not say this in the golden age.

87Vah tō sampūrṇ nirvikārī haĩ , chōlā vikārī hō tō ātmā phir pavitra kaisē hō saktī .

89There, they are completely viceless. 90If the costume is impure, how can the soul be pure?

88Sōnā pavitra hai aur zewar jhūṭhē banē̃ , yah kaisē hō saktā .

91It is not possible that the gold would be real and the jewellery would be false.

89Yah achchhī tarah samjhānā hai , is samay kōī bhī śhrēṣhṭhāchārī nahī̃ hai .

92You must explain very clearly that, at this time, not a single one is elevated.

90Bāp kō bhī nahī̃ jāntē haĩ aur pavitra bhī nahī̃ haĩ .

93Neither do they know the Father nor are they pure.

91Tum bachchē jāntē hō ki garīb hī gupta puruṣhārth karkē rājya bhāgya lētē haĩ bākī tō sabkā vināśh hōnā hai .

94You children know that it is the poor ones who make incognito effort to claim their fortune of the kingdom. 95Everyone else is to be destroyed.

92Yah gyān hai bhārat kē liē .

96This knowledge is for Bharat.

93Bābā kahtē haĩ mērē bhaktō̃ kō yah gyān sunāō . 94Śhiv K|kē pujārī hō yā dēvtāō̃ K|kē pujārī hō̃ .

97Baba says: Give this knowledge to My devotees, whether they are worshippers of Shiva or of the deities.

95Dūsrē dharmō̃ mē̃ bhī bahut convert hō gayē haĩ .

98Some have even been converted into other religions.

96Unsē bhī nikal āyēṅgē .

99They will also emerge from there.

97Mūl bāt hai yahā̃ key|kī pavitratā , tab tō apavitr manuṣhya unhō̃ kō apnā gurū banāē māthā ṭēktē haĩ .

100The main thing here is purity. 101This is why impure human beings make those people their gurus and bow down to them.

98Paramātmā tō hai ever pavitra .

102The Supreme Soul is ever pure.

99Unkō sampūrṇ nirvikārī bhī nahī̃ kah saktē haĩ .

103You cannot call those people completely viceless.

100Paramātmā key|kī mahimā alag hai . 101Dēvtāō̃ key|kī mahimā alag gāī jātī hai - sampūrṇ nirvikārī . . . .

104The praise of the Supreme Soul is different from the praise of the deities. 105The praise of deities is, “completely viceless”.

102Unkō phir vikārī jarūr bannā hai .

106They then definitely have to become vicious.

103Yah bātē̃ buddhi mē̃ dhāraṇ kar phir aurō̃ kō bhī samjhānā hai .

107Imbibe these things in your intellects and then explain to others.

104Yādav aur kaurav . . . yathā rājā rānī tathā prajā sabnē vināśh kō pāyā hai .

108Yadavas and Kauravas… as was the king, so were the subjects; all were destroyed.

105Bākī jayjaykār pāṇḍav sēnā key|kī huī . 106Vah hai gupta .

109There were the cries of victory for the Pandava Army, but that is incognito.

107Śhāstrō̃ mē̃ tō dikhāyā hai - pāṇḍav pahāṛō̃ par gal gayē .

110In the scriptures, they have shown that the Pandavas melted on the mountains.

108Pralay kā hisāb nikāl diyā hai , parantu pralay tō hōtī nahī̃ hai .

111They have said that annihilation took place, but, there is in fact no annihilation.

109Gītā kā bhagvān kahtē haĩ maĩ dharm key|kī sthāpanā kartā hū̃ .

112The God of the Gita says: I establish religion.

110Patit duniyā mē̃ āyā hū̃ pāvan rājya banānē .

113I have come into the impure world to create the pure kingdom.

111Rājyōg sikhānē āyā hū̃ .

114I have come to teach Raja Yoga.

112Yah jō pradarśhanī hōtī hai , usmē̃ rājyōg bhī sikhāyā jātā hai .

115Raja Yoga is also taught at the exhibitions.

113Tumhārā sārā madār hai samjhānē par .

116Everything of yours depends on the way you explain.

114Bābā nē kahā thā yah chitra banāō ki kaisē ham rājyōg mē̃ rahtē haĩ .

117Baba had told you to make pictures of how we live while doing Raja Yoga.

115Ūpar mē̃ śhivbābā kā chitra hō .

118Let the picture of Shiv Baba be at the top.

116Ham śhiv-bābā key|kī yād mē̃ baiṭhē haĩ . 117Unkī mat par chaltē haĩ .

119We are sitting in remembrance of Shiv Baba and following His directions.

118Vah hai śhrī śhrī rudra , jō hamkō śhrēṣhṭh banātē haĩ .

120He is Shri Shri Rudra and is making us elevated.

119Śhrī śhrī kā title vāstav mē̃ unkā hī hai .

121In fact, the title ‘Shri Shri’ belongs to Him.

120Yah bhārat kyō̃ itnā girā hai  ?

122Why has Bharat fallen so far down?

121Ēk tō īśhvar kō sarvavyāpī samajh baiṭhē aur apnē kō īśhvar mān baiṭhē .

123It is mainly because they believe God to be omnipresent and also consider themselves to be God.

122Tum jāntē hō satgurū tō ēk hī bāp hai .

124You know that only the one Father is the Satguru.

123Unkī yah janm bhūmi hai .

125This is His birthplace.

124Sachchī-sachchī satya nārāyaṇ kī kathā bāp hī ākar sunāē bēṛā pār kartē haĩ .

126Only the Father comes and tells you the true story of Narayan and takes your boat across.

125Bāp kahtē haĩ - patit-pāvan tō tum mujhē hī kahtē hō nā .

127The Father says: You call Me alone the Purifier.

126Mujhē hī sabkō vāpis lē jānā hai .

128I alone have to take everyone back.

127Yah hai kayāmat kā samay , jabki hisāb-kitāb chuktū kar ham vāpis jātē haĩ .

129This is the time of settlement, when everyone settles their accounts and returns.

128Sab kahtē haĩ nav bhārat , nav dēhlī hō .

130Everyone says that there should be New Bharat and New Delhi.

129Ab nav bhārat tō svarg hī thā .

131However, New Bharat was heaven.

130Ab tō nark hai nā .

132It is now hell.

131Bhraṣhṭāchārī bantē jātē haĩ .

133People continue to become corrupt.

132Yah samajhnē aur samjhānē key|kī bātē̃ haĩ .

134These matters have to be understood and explained to others.

133Ātmā aur paramātmā kā rūp bhī kōī nahī̃ jāntē haĩ .

135No one knows the form of a soul or the Supreme Soul.

134Bhal kahtē haĩ ham ātmā , paramātmā key|kī santān haĩ parantu knowledge chāhiē nā .

136Although they say that souls are the children of the Supreme Soul, they need to have knowledge.

135Bāp mē̃ knowledge hai . 136Ātmā mē̃ knowledge kahā̃ hai .

137The Father has knowledge; souls do not have knowledge.

137Ham ātmā kitnē punarjanma lētī haĩ , kahā̃ rahtī haĩ , phir kaisē ātī haĩ , kyō̃ duḥkhī bantī haĩ . . . . . kuchh bhī samajh nahī̃ hai .

138They don't understand anything about how many rebirths souls take, where they reside, how they come here or how they become unhappy.

138Tum bachchē jāntē hō bābā ham ātmāō̃ kō pavitra banānē āyā hai .

139You children know that Baba has come to make you souls pure.

139Tō vah daivīguṇ bhī chāhiē .

140So, those divine virtues are also needed.

140Maĩ dēvtā ban rahā hū̃ , tō mērē mē̃ kōī bhī avguṇ nahī̃ hōnā chāhiē .

141I am becoming a deity and so I mustn't have any defects.

141Nahī̃ tō sau guṇā daṇḍ khānā paṛēgā .

142Otherwise, there will be one hundred-fold punishment.

142Pavitratā key|kī pratigyā karkē phir kōī burā kartavya kartē haĩ tō 100 pratiśhat apavitr bhī ban paṛtē haĩ .

143If someone makes a promise for purity and then performs wrong actions, he becomes 100% impure. 144Instead of doing service, he does even more disservice.

143Service kē badlē aur hī disservice kartē haĩ , isliē phir pad bhraṣhṭa hō jātā hai .

145Therefore, the status is destroyed. 146Always discuss knowledge among yourselves.

144Hamēśhā āpas mē̃ ēk dō mē̃ gyān key|kī charchā chalnī chāhiē . 145Ham bābā kē pās āyē haĩ kāṇṭē sē fool|phūl athavā manuṣhya sē dēvtā bannē , bāp sē svarg kā varsā lēnē .

147We have come to Baba to change from thorns into flowers, that is, from humans into deities and to claim our inheritance of heaven from the Father.

146Yahī bāt ēk dō kō sunānī chāhiē .

148Just tell one another this one thing.

147Ātmā aur paramātmā kā rūp bhī kōī jāntē hī nahī̃ . 148Bhal kahtē haĩ ātmā paramātmā key|kī santān hai .

149No one knows the form of a soul or the Supreme Soul, although they say that a soul is a child of the Supreme Soul.

149Parantu knowledge chāhiē , dhārṇā chāhiē , jō māyāvī bātē̃ kartē haĩ , kiskō duḥkhī kartē haĩ unkō traitor kahā jātā hai .

150However, there has to be knowledge and dharna. 151Those who speak about things of Maya or cause others sorrow are called traitors.

150Yah bhī dikhāyā hai nā ki asurō̃ kō gyān amr̥it pilāyā phir vah bāhar jākar gand kartē thē .

152It has been shown that devils were given the nectar of knowledge to drink and yet they went outside and performed dirty activities.

151Aisē bhī bahut haĩ jō gyān amr̥it pītē bhī rahtē haĩ aur dis-service bhī kartē rahtē haĩ .

153There are many who continue to drink the nectar of knowledge and also continue to do disservice.

152Vāstav mē̃ tum sab kanyāyē hō , arē adhar-kumārī K|kē tō mandir banē huē haĩ .

154In fact, all of you are kumaris and there are temples built to half-kumaris.

153Dēlvāṛā tō tumhārā accurate yādgār hai .

155The Dilwala Temple is your accurate memorial.

154Tumhārē mē̃ bhī kiskī buddhi mē̃ muśhkil baiṭhtā hai .

156Among you too, this sits in your intellects with great difficulty.

155Buddhi baṛī sāph chāhiē .

157The intellect has to be very clean.

156Tum abhī īśhvarīy parivār K|kē hō .

158You now belong to God's family.

157Tō khyāl karnā chāhiē ki hamārī chalan kitnī achchhī chāhiē . 158Jō manuṣhya samajhē̃ ki inkō barōbar śhrīmat miltī hai .

159Therefore, just consider how good your behaviour should be, so that people can believe that you truly do receive shrimat.

159Yahā̃ śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh banē̃ , tab vahā̃ pad milē .

160Only when you become the most elevated of all here can you receive a status there.

160Śhrēṣhṭh yahā̃ bannā hai .

161Become elevated here.

161Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē yah antim janm pavitra rahnā hai .

162While living at home and with your families, become pure in this final birth.

162Achchhā  !

163Achcha.

163Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

164To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

164Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

165The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

165Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

166Essence for dharna:

1661 ) śhuddha bhōjan khātē huē bhī ātmā kō pāvan banānē kē liē yād kī mēhnat jarūr karnī hai .

167 1. Although you eat pure food, you must definitely make effort for remembrance to make the soul pure.

167Yād sē hī śhrēṣhṭāchārī bannā hai . 168Vikarma vināśh karnē haĩ .

168Only by having remembrance will you become elevated and have your sins absolved.

1692 ) is kayāmat K|kē samay mē̃ jabki ghar vāpis jānā hai tō purānā sab hisāb-kitāb chuktū kar dēnā hai .

169 2. Now that you have to return home at this time of settlement, settle all your old karmic accounts.

170Āpas mē̃ gyān key|kī charchā karnī hai .

170Only talk about things of knowledge among yourselves.

171Māyāvī bātē̃ nahī̃ karnī hai .

171Don't speak about things of Maya.

172Vardān  : purity key|kī royalty dvārā brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā kō pratyakṣha karnē vālē sampūrṇ pavitra bhav

172Blessing: May you be completely pure and reveal the speciality of Brahmin life with the royalty of purity. 173 The royalty of purity is the speciality of Brahmin life. 174From the face and activity of a child of the royal family, you can tell that he is from a royal clan.

173Purity key|kī royalty hī brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā hai .

175In the same way, Brahmin life is recognised by the sparkle of purity.

174Jaisē kōī royal family kā bachchā hōtā hai tō uskē chēhrē sē , chalan sē mālūm paṛtā hai ki yah kōī royal kul kā hai . 175Aisē brāhmaṇ jīvan key|kī parakh purity key|kī jhalak sē hōtī hai .

176The sparkle of purity will be visible in your activity and on your face when there is no name or trace of impurity even in your thoughts. 177Purity means you do not have any type of influence of vice or any impurity, then you can be said to be completely pure.

176Chalan aur chēhrē sē purity key|kī jhalak tab dikhāī dēgī , jab saṅkalp mē̃ bhī apavitratā kā nām-niśhān na hō . 177Purity arthāt kisī bhī vikār vā aśhuddhi kā prabhāv na hō tab kahē̃gē sampūrṇ pavitra . 178Slōgan  : holy hans vah hai jō vyarth kō samarth mē̃ parivartan kar dē . 179Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya - yah īśhvarīy satsaṅg common satsaṅg nahī̃ hai

178Slogan: A holy swan is one who transforms anything wasteful and makes it powerful.

180Apnā yah jō īśhvarīy satsaṅg hai , common satsaṅg nahī̃ hai .

179*** Om Shanti *** 180Invaluable elevated versions of Mateshwariji

181Yah hai īśhvarīy school , college .

181This Godly spiritual gathering is not a common gathering.

182Jis college mē̃ apnē kō regular study karnī hai , bākī tō sirph satsaṅg karnā , thōṛā samay vahā̃ sunā phir tō jaisā hai vaisā hī ban jātā hai kyōṅki vahā̃ kōī regular paṛhāī nahī̃ miltī hai , jahā̃ sē kōī prālabdh banē̃ isliē apnā satsaṅg kōī common satsaṅg nahī̃ hai .

182This Godly spiritual gathering of ours is not a common gathering. 183This is a Godly school or college in which we have to study regularly. 184Otherwise, people simply go to a spiritual gathering, listen to the devotional songs there for a time and then return home as they were.

183Apnā tō īśhvarīy college hai , jahā̃ paramātmā baiṭh hamē̃ paṛhātā hai aur ham us paṛhāī kō pūrī dhāraṇ kar ūñch pad kō prāpt kartē haĩ .

185This is because they do not study regularly there through which they could create some reward. 186This is why our spiritual gathering is not a common spiritual gathering.

184Jaisē rōzānā school mē̃ master paṛhāē degree dētā hai , vaisē yahā̃ bhī svayã paramātmā guru , pitā , teacher K|kē rūp mē̃ hamkō paṛhāē sarvōttam dēvī dēvtā pad prāpt karātē haĩ isliē is school mē̃ jvāinṭa hōnā jarurī hai .

187Our college is a Godly college, where God sits and teaches us and we fully imbibe this study and attain a high status. 188A master teaches in a school every day and you earn a degree. 189In the same way, God in the form of the Guru, Father and Teacher teaches us and enables us to attain the deity status.

185Yahā̃ ānē vālē kō yah knowledge samajhnā jarur hai , yahā̃ kaunsī śhikṣhā miltī hai , is śhikṣhā kō lēnē sē hamkō kyā prāpti hōgī  ! 186Ham tō jān chukē haĩ ki hamkō khud paramātmā ākar degree pās|pass karātē haĩ aur phir ēk hī janm mē̃ sārā course pūrā karnā hai .

190This is why it is necessary to join this school. 191Those who come here definitely have to understand this knowledge, understand the teachings you receive here and what you will attain here by studying these teachings. 192We know that God Himself comes and enables us to attain a degree.

187Tō jō śhuru sē lēkar ant tak is gyān K|kē course kō pūrī rīti uṭhātē haĩ vō full pass hōṅgē , bākī jō course K|kē bīch mē̃ āyēṅgē vō tō itnī knowledge kō uṭhāyēṅgē nahī̃ , unhō̃ kō kyā patā āgē kā course kyā chalā  ?

193The whole course has to be completed in one birth. 194Those who take this course of knowledge from the beginning to the end pass fully. 195Those who join mid-way will not take that much knowledge. 196They would not know what the earlier course was.

188Isliē yahā̃ regular paṛhnā hai , is knowledge kō jānnē sē hī āgē baṛhē̃gē isliē regular study karnī hai . 189Achchhā - ōm śhānti .

197This is why you have to study here regularly. 198Only by studying this knowledge will you move forward and this is why you have to study regularly. 199Achcha.