मंगलवार 26 अप्रैल 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
026-04-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 26/04/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - ūñch pad pānā hai tō ātmā mē̃ gyān kā petrol bhartē jāō , savērē-savērē uṭhkar bāp kō yād karō , kōī bhī ulṭī chalan nahī̃ chalō ' '
1Essence: Sweet children, in order to claim a high status, continue to fill yourselves, you souls, with the petrol of knowledge.
2Praśhna : bābā her|har bachchē key|kī janm-patrī jāntē huē bhī sunātē nahī̃ , kyō̃ ?
2Wake up early in the morning and remember the Father. 3Don’t perform any wrong action.
3Uttar : kyōṅki bābā kahtē maĩ hū̃ śhikṣhak , mērā kām hai tum bachchō̃ kō śhikṣhā dēkar sudhārnā , bākī tumhārē andar kyā hai , yah maĩ sunāūṅgā nahī̃ .
4Question: Although the Father knows the horoscope of each of you children, why doesn't He tell you anything about it?
4Maĩ āyā hū̃ ātmā kō injection lagānē na ki śhārīrik bīmārī ṭhīk karnē .
5Answer: Baba says: Because I am the Teacher, My duty is to give you children teachings and to reform you.
5Praśhna : tum bachchē abhī kis bāt sē ḍartē nahī̃ hō , kyō̃ ?
6However, I will not tell any of you what is in you. 7I have come to give you souls an injection, not to cure your physical illnesses.
6Uttar : tum abhī is purānē śharīr kō chhōṛnē sē ḍartē nahī̃ hō kyōṅki tumhārī buddhi mē̃ hai - ham ātmā avināśhī haĩ . 7Bākī yah purānā śharīr bhal chalā jāē hamē̃ tō vāpis ghar jānā hai .
8Question: What are you children no longer afraid of and why?
8Ham aśharīrī ātmā haĩ . 9Bākī is śharīr mē̃ rahtē bāp sē gyān amr̥it pī rahē haĩ isliē bābā kahtē bachchē sadā jītē rahō ; serviceable banō tō āyu baṛhtī jāyēgī .
9Answer: You children are no longer afraid of shedding your old bodies because it is in your intellects that you souls are imperishable. 10Even if you shed your old body, you have to return home. 11I am a bodiless soul.
10Gīt : bachpan K|kē din bhulā na dēnā …
12While living in this body, I am drinking the nectar of knowledge from the Father. 13This is why Baba says: Children, may you remain immortal. 14Become serviceable and your lifespans will continue to increase. 15Song: Do not forget the days of your childhood.
11Ōm śhānti !
16Om shanti.
12Bachchō̃ nē gīt sunā .
17You children heard the song.
13Jiskō ab mama bābā kahtē haĩ unkō bhulānā nahī̃ hai .
18You mustn't forget the One whom you call Mama and Baba.
14Gīt jinhōnnē banāyā hai vah tō arth|earth kō samajhtē nahī̃ haĩ .
19Those who composed the song do not understand the meaning of it.
15Yah niśhchay hī nahī̃ hai ki ham us parampitā paramātmā key|kī santān haĩ .
20They don't even have the faith that they are children of that Supreme Father, the Supreme Soul.
16Us parampitā paramātmā kō , patitō̃ kō pāvan banānē kē liē ānā paṛtā hai .
21That Supreme Father, the Supreme Soul, has to come here to purify the impure.
17Kitnī ūñchī service par ātē haĩ .
22He comes to do such elevated service.
18Unkō kōī abhimān nahī̃ hai , uskō kahā jātā hai niranhakārī .
23He doesn't have any arrogance. 24He is called egoless.
19Unkō niśhchaybuddhi vā dēhī-abhimānī hōnē key|kī bāt nahī̃ .
25There is no question of His intellect having faith or Him becoming soul conscious.
20Vah kab sanśhay mē̃ ātē nahī̃ .
26He never has doubts.
21Dēh-abhimānī bantē hī nahī̃ .
27He never becomes body conscious.
22Manuṣhya dēh-abhimānī bantē haĩ tō phir dēhī-abhimānī bannē mē̃ kitnī mēhnat lagtī hai .
28Human beings become body conscious and so they have to make so much effort to become soul conscious.
23Bābā kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō .
29Baba says: Consider yourselves to be souls.
24Manuṣhya tō kah dētē haĩ apnē kō paramātmā samjhō .
30Human beings say: Consider yourselves to be the Supreme Soul.
25Kitnā phark hai .
31There is so much difference!
26Ēk taraph yād kartē haĩ patit-pāvan kō , phir kahtē haĩ sabmē̃ paramātmā hai .
32On the one hand, they remember the Purifier and then they say that God is in everyone.
27Unkō jākar samjhānā hai .
33Go and explain to them.
28Bābā dēkhō kahā̃ sē āyā hai tum bachchō̃ kō sudhārnē kē liē .
34Look where Baba has come from in order to reform you children.
29Jinkō pakkā niśhchay hai vah tō kahtē haĩ barōbar āp hamārē māt-pitā hō .
35Those who have firm faith say: You truly are our Mother and Father.
30Ham āpkī śhrīmat par chal śhrēṣhṭh dēvtā bannē kē liē yahā̃ āyē haĩ .
36We have come here to follow Your shrimat and to become elevated deities.
31Paramātmā tō sadaiv pāvan hī pāvan hai .
37God is always pure.
32Unkō bulātē haĩ - patit duniyā mē̃ āō .
38People call out to Him: Come to the impure world.
33Tō jarūr patit śharīr mē̃ hī uskō ānā paṛēgā .
39So, He would definitely have to enter an impure body.
34Patit duniyā mē̃ tō pāvan śharīr hōtā hī nahī̃ .
40There is no one with a pure body in the impure world.
35Tō bāp dēkhō kitnā nirahaṅkārī hai , patit śharīr mē̃ ānā paṛtā hai .
41So, look how egoless the Father is! 42He has to enter an impure body.
36Ham apnē kō sampūrṇ nahī̃ kahē̃gē , ab ban rahē haĩ .
43We would not call ourselves complete; we are becoming that now.
37Ab bēhad kā bāp kahtē haĩ bachchē , śhrīmat par chalō .
44The unlimited Father now says: Children, follow shrimat!
38Bāp śhrīmat dētē haĩ - savērē uṭhkar yād karō tō pāp bhasma hō jāyē̃ .
45The Father gives shrimat: Wake up early in the morning so that your sins will be burnt away.
39Śhrīmat par nahī̃ chalē̃gē tō vikarma vināśh nahī̃ hōṅgē .
46If you don't follow shrimat, your sins cannot be absolved.
40Bandar K|kē bandar hī rah jāyēṅgē aur phir bahut kaṛī sazā khānī paṛēgī .
47You will remain monkeys and you will then have to experience very severe punishment.
41Jānvar ādi tō sajā nahī̃ khātē haĩ .
48Animals etc. don't experience punishment.
42Sazā manuṣhya kē liē hai .
49Punishment is for human beings.
43Agar bail kiskō mārtā hai , vah mar bhī jāyē tō kyā unkō jēl mē̃ ḍālē̃gē !
50If a bull killed someone, would it be jailed? 51They would instantly put a person in jail.
44Manuṣhya kō tō phauran jēl mē̃ ḍāl dēgē . 45Bāp samjhātē haĩ is samay manuṣhya tō unsē bhī badtar haĩ .
52The Father explains: At this time, human beings are even worse than animals.
46Unkō phir manuṣhya sē dēvtā bannā hai .
53They now have to change from humans into deities.
47Bābā samjhātē haĩ , yah lakṣhmī-nārāyaṇ bhī gītā kā gyān nahī̃ jāntē haĩ .
54Baba explains: Even Lakshmi and Narayan do not know the knowledge of the Gita.
48Vahā̃ darkār hī nahī̃ kyōṅki bāp hai rachayitā .
55There is no need for it there because the Father is the Creator.
49Vahā̃ kōī trikāldarśhī hōtē hī nahī̃ .
56No one there is a seer of the three aspects of time.
50Abhī yah lōg trikāldarśhī na hōtē huē bhī kah dētē haĩ ham bhagvān haĩ .
57Now, although human beings are not seers of the three aspects of time, they still say they are God.
51Tō baṛē akṣharō̃ mē̃ likh dō ki gītā kā bhagvān parampitā paramātmā hai na ki śhrīkr̥iṣhṇa .
58Therefore, write in large letters: The God of the Gita is the Supreme Father, the Supreme Soul, not Krishna.
52Mūl yah ēkaz bhūl hī kiskī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtī hai . 53Na bachchē kiskī buddhi mē̃ biṭhātē haĩ .
59It is this main mistake that just doesn't sit in anyone's intellect, nor do some children make it sit in anyone's intellect.
54Bhārat hī svarg thā , yah bhūl gayē haĩ .
60They have forgotten that Bharat itself was heaven.
55Kalp key|kī āyu hī lākhō̃ varṣh kah dī hai isliē kōī purānī chīz miltī hai tō kahtē haĩ yah lākhō̃ varṣh kī hai . 56Kabhī kōī-kōī kahtē bhī haĩ - Christ sē 3 hajār varṣh pahlē bhārat svarg thā .
61They have said that the duration of the cycle is hundreds of thousands of years. 62This is why, when they find some old remains, they say they must be hundreds of thousands of years old. 63Sometimes, some people even say that 3000 years before Christ, Bharat was heaven.
57Tum jāntē hō ham bhī dēvtā thē .
64You know that you were deities.
58Māyā nē bilkul hī kauṛī tulya banā diyā hai . 59Kōī bhī mūlya nahī̃ hai .
65Maya has totally made you worth shells; you now have no value.
60Tō ab tum bachchō̃ kō bhī ghōr andhiyārē sē nikalnā chāhiē .
66So you children should also now come out of the extreme darkness.
61Kabhī kōī aisā kartavya nahī̃ karnā chāhiē jō tumkō bhī kahnā paṛē ki tum kōī bandar hō .
67Never perform any such task that someone would have to ask you, “Are you a monkey?”
62Maĩ kitnā dūrdēśh sē ātā hū̃ , tumhārē mailē kapṛē dhōnē kē liē , tumhārī ātmā bilkul mailī hō gaī hai .
68I come from such a faraway land in order to wash you dirty clothes. 69You souls have become completely dirty. 70Now, remember Me and your lights will be ignited.
63Ab mujhē yād karō tō tumhārī jyōti jag jāyē . 64Gyān kā petrol bhartē jāō . 65Tō vahā̃ bhī kuchh pad pāō .
71Continue to fill yourselves, you souls, with the petrol of knowledge so that you claim some status there.
66Vahā̃ jākar dās-dāsī banō , yah tō achchhā nahī̃ hai .
72It is not good if you go there and become maids or servants.
67Yah hai rājyōg tō pad pānā chāhiē ūñchā .
73This is Raja Yoga and so you should claim a high status.
68Dās-dāsī jākar banē tō bhagvān sē kyā varsā pāyā , kuchh bhī nahī̃ .
74If you go and become maids or servants, what inheritance would you have claimed from God? 75None at all!
69Bābā sē kōī pūchhē tō phaṭ sē bābā batā saktē haĩ . 70Kām karnā chāhiē iśhārē sē .
76If someone were to ask Baba, Baba would instantly tell him: Do everything by just receiving a signal.
71Bigar kahē jō kām karē sō dēvtā . . . 72Kahnē sē jō karē sō manuṣhya .
77Whoever does something without even being told to do so is a deity.
73Tumkō ab śhrīmat miltī hai dēvtā bannē key|kī .
78Those who do something after being told to do it are human beings.
74Śhrēṣhṭh banānē vālā bāp kahtē haĩ ki pradarśhanī mē̃ baṛē-baṛē akṣharō̃ mē̃ aisā board lagā dō tō sabkī ôkh khulē ki śhrīkr̥iṣhṇa bhagvān nahī̃ hai , vah tō punarjanma mē̃ ātē haĩ .
79You have now received shrimat to become deities. 80The Father who makes you elevated says: Put up a board in large lettering at an exhibition so that people's eyes open to the fact that Krishna is not God.
75Vah samajhtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa janm-maraṇ mē̃ nahī̃ ātē haĩ , vah tō hāzirā-hajūr hai .
81He takes rebirth. 82People believe that Krishna doesn't take rebirth and he is present everywhere.
76Hanūmān kā pujārī kahēgā - hanumān hāzirā-hazūr hai .
83Worshippers of Hanuman would say that Hanuman is everywhere.
77Yahā̃ tō ēk hī bāp sē varsā lēnā hai .
84Here, you have to claim your inheritance from the one Father.
78Gītā kā bhagvān hīrē jaisā banātē haĩ .
85The God of the Gita makes you become like diamonds.
79Unkā nām badalnē sē bhārat kā yah hall|hāl huā hai . 80Yah bāt ajun ( abhī ) itnī jōr sē samjhāī nahī̃ hai .
86Because the name of the Sermoniser has been changed, this has become the state of Bharat. 87This is not explained so strongly as yet.
81Gyān kā sāgar tō ēk hī hai .
88Only the One is the Ocean of Knowledge.
82Vahī patit-pāvan hai .
89He is also the Purifier.
83Vō lōg phir gaṅgā kō patit-pāvnī kahtē haĩ .
90Those people say that the Ganges is the Purifier.
84Ab sāgar sē tō gaṅgā nikalī hai , tō kyō̃ nahī̃ sāgar mē̃ jākar snān karē̃ .
91The Ganges emerged from the ocean, so why do they not go and bathe in the ocean?
85Unkō samjhānē kē liē bachchō̃ mē̃ paristānī guṇ chāhiē .
92In order to explain this to them, you children have to have angelic qualities.
86Sabkō samjhānā chāhiē - ham tō bāp key|kī hī mahimā kartē haĩ .
93Explain to everyone: We only praise the one Father.
87Nirākār paramātmā kō tō sab māntē haĩ . 88Parantu sirph sarvavyāpī kah dētē haĩ .
94Everyone believes in incorporeal God, but they also say He is omnipresent.
89Kahtē bhī haĩ hē rām , hē paramātmā .
95They even say: O Rama! 96O Supreme Soul!
90Mālā simartē haĩ nā .
97They turn the beads of a rosary.
91Ūpar mē̃ hai fool|phūl .
98The tassel is at the top.
92Uskā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē .
99They don't understand the meaning of this.
93Fool|phūl aur mērū yugal dānā .
100There is the tassel and then the dual-bead.
94Mātā-pitā pravr̥itti mārg hai nā .
101That represents the mother and father of the family path.
95Rachnā rachē̃gē tō jarūr mātā-pitā chāhiē .
102If a creation is to be created, then a mother and father are surely needed.
96Tō in dvārā baiṭh lāyak banātē haĩ , jō phir mālā simarī jātī hai .
103He sits here and makes us worthy through this one and then the rosary is remembered.
97Paramātmā kā , ātmā kā rūp kyā hai . 98Vah bhī nahī̃ jāntē haĩ .
104They don’t even know the form of the Supreme Soul or of souls.
99Tumnē naī bāt sunī hai .
105You have heard something new.
100Paramātmā ēk chhōṭī bindī hai .
106God is just a tiny point. 107It is a wonder!
101Wonder hai nā - itnī chhōṭī bindī kō kōī gyān sāgar mānē̃gē ?
108Would anyone accept that such a tiny point is the Ocean of Knowledge?
102Manuṣhya kō māntē haĩ .
109They believe human beings to be that.
103Parantu vah tō manuṣhyō̃ kō manuṣhya dvārā hī gyān miltā hai - jissē durgati hī hō gaī hai .
110However, there, it is human beings receiving knowledge from human beings through which there has only been degradation.
104Yahā̃ tō bhagvān khud ākar gyān dē sadgati kartē haĩ arthāt rājāō̃ kā rājā banātē haĩ .
111Here, God, Himself, comes and gives you knowledge and grants you salvation, that is, He makes you into kings of kings.
105Tum wonder khātē hō . 106Ātmā chhōṭī see|sī|C bindī hai , ati sūkṣhma hai .
112You are amazed that a soul is a tiny point, that it is extremely subtle.
107Tō bāp bhī aisā hī hōgā nā . 108Aur hai kitnī baṛī authority .
113Therefore, the Father would also be the same and He is such a great Authority!
109Kaisē patit duniyā aur patit śharīr mē̃ ākar paṛhātē haĩ .
114Look how He comes into the impure world and enters an impure body and teaches you!
110Lōg kyā jānē̃ in bātō̃ kō .
115What do people know of these things?
111Vah tō ulṭē laṭakē huē haĩ .
116They are dangling upside-down.
112Ab bāp pharmān kartē haĩ jō mērī mat par chalē̃gē vahī svarg kā mālik banē̃gē , ismē̃ ḍarnē key|kī bāt hī nahī̃ .
117The Father orders you: Those who follow My directions will become the masters of heaven. 118There is nothing to be afraid of in this.
113Ham ātmā aśharīrī haĩ .
119I, the soul, am bodiless.
114Ab vāpis jānā hai .
120I now have to return home.
115Maĩ tō avināśhī ātmā hū̃ .
121I am an imperishable soul.
116Bākī yah purānā śharīr bhal chalā jāyē .
122However, it doesn't matter if this old body goes.
117Hā̃ bābā gyān amr̥it pilātē haĩ isliē bhal jītē rahē̃ .
123Yes, Baba gives you the nectar of knowledge to drink so that you may continue to live.
118Vah bhī jō serviceable hōṅgē unkī āyu baṛhēgī .
124The lifespans of those who are serviceable will increase.
119Pradarśhanī mē̃ bahut service hōnī hai , bahut improvement hōgī .
125A lot of service will take place at the exhibitions. 126There will be a lot of improvement.
120Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā aur paramātmā key|kī mahimā mē̃ bahut fark hai .
127There is a lot of difference between the praise of God and the praise of Krishna.
121Bāp kahtē haĩ tum svarg mē̃ pāvan thē .
128The Father says: You were pure in heaven.
122Ab patit kaisē banē hō , jānnā chāhiē nā .
129You should know how you have now become impure.
123Bāp ākar patthar buddhi kō pāras banātē haĩ .
130The Father comes and changes those with stone intellects into those with divine intellects.
124Īśhvarīy santān kō kabhī bhī kiskō mansā-vāchā-karmaṇā duḥkh nahī̃ dēnā chāhiē .
131The children of God should never cause sorrow for anyone through their thoughts, words or deeds.
125Bāp kahtē haĩ duḥkh dēgē tō mahān duḥkhī hōkar marē̃gē .
132The Father says: If you cause anyone sorrow, you will die in great sorrow.
126Hamēśhā sabkō sukh dēnā chāhiē .
133Always give happiness to others.
127Ghar mē̃ mēhmānō̃ key|kī bahut achchhī sēvā kī jātī hai .
134Guests who come to your home have to be served very well.
128Yah purānā śharīr hai , bhōgnā bhōg , hisāb-kitāb chuktū karnā hai , ismē̃ ḍarnā nahī̃ hai .
135This is an old body, so the suffering of karmic accounts has to be settled. 136There is nothing to be afraid of in this.
129Nahī̃ tō phir sajā khānī paṛēgī .
137Otherwise, there will have to be punishment.
130Bahut mīṭhā bannā hai .
138Become very sweet.
131Bāp kitnā pyār sē samjhātē haĩ .
139The Father explains with so much love.
132Kamāī mē̃ kabhī ubāsī vā jhuṭkā nahī̃ ānā chāhiē .
140While earning an income, never yawn or nod off.
133Bāp kahtē haĩ mujhē yād karnē sē tum sadā nirōgī ban jāyēṅgē .
141The Father says: Remember Me and you will become free from disease for all time.
134Tumkō svarg mē̃ lē chalnē āyā hū̃ , tō kōī bhī kukarm mat karō .
142I have come to take you to heaven. 143Therefore, don't do anything bad.
135Saṅkalp tō bahut āyēṅgē - phalānī chīz uṭhākar khā lē̃ .
144Many thoughts will come: “Let me take this and eat it”.
136Inkō bhākī pahan lēvē̃ .
145“Let me hug this one”.
137Arē bāp tō bachchō̃ key|kī janm-patrī jāntē haĩ , isliē manners achchhē dhāraṇ karnē haĩ .
146The Father knows the horoscope of the children and this is why you have to imbibe good manners.
138Bāp kahtē haĩ maĩ sabhī key|kī janm-patrī jāntā hū̃ .
147The Father says: I know everyone's horoscope.
139Parantu ēk-ēk kō baiṭh sunāūṅgā kyā ki tumhārē andar kyā hai .
148However, would I sit and tell each one what is in him or her?
140Mērā kām hai śhikṣhā dēnā .
149My duty is to give you teachings.
141Maĩ tō teacher hū̃ .
150I am the Teacher.
142Aisē nahī̃ bābā tō jāntē haĩ - hamārī davāī āpēhī bhēj dēgē .
151Don't think that Baba knows about you and that He would therefore send you the medicine by Himself.
143Bābā kahē̃gē bīmārī hai tō doctor kē pās jāō .
152Baba says: If you are ill, go to a doctor!
144Hā̃ sabsē achchhī davāī hai yōg . 145Bākī maĩ kōī doctor thōṛēhī hū̃ jō baiṭh davāī dū̃gā .
153Yes, the best medicine of all is yoga, but I am not a doctor that I would sit and give you medicine.
146Hā̃ kabhī dē bhī dētā hū̃ , drama mē̃ kuchh nūndh hai tō .
154Yes, I do give it sometimes if it is fixed in the drama.
147Bākī maĩ tumhārī ātmā kō injection lagānē āyā hū̃ .
155However, I have come to inject you souls.
148Drama mē̃ hai tō kabhī davā bhī dētē haĩ .
156If it is in the drama, Baba would sometimes also give you medicine.
149Bākī aisē nahī̃ bābā samarth hai , hamārī bīmārī kō kyō̃ nahī̃ chhuṛā saktē haĩ . 150Bhagvān tō jō chāhē sō kar saktā hai .
157Don't think: Since Baba is powerful and since God can do whatever He wants, why does He not liberate me from this illness?
151Nahī̃ , bāp tō āyē hī haĩ patitō̃ kō pāvan banānē .
158No, the Father has come to purify the impure.
152Achchhā !
159Achcha.
153Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
160To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
154Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
161The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
155Dhārṇā kē liē mukhya sār :
162Essence for dharna:
1561 ) mansā-vāchā-karmaṇā kisī kō kabhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .
163 1. Don't cause anyone sorrow through your thoughts, words or deeds.
157Karm-bhōg sē ḍarnā nahī̃ hai .
164Don't be afraid of the suffering of karma.
158Khuśhī-khuśhī sē purānā hisāb-kitāb chuktū karnā hai .
165Settle your old karmic accounts in happiness.
1592 ) saṅkalpō̃ K|kē vaśh hō kōī bhī kukarm nahī̃ karnā hai .
166 2. Don't do anything bad by being influenced by your thoughts. 167Imbibe good manners.
160Achchhē manners dhāraṇ karnē haĩ . 161Dēvtā bannē kē liē her|har bāt iśhārē sē samajh karnī hai . 162Kahalavānā nahī̃ hai .
168In order to become deities, understand everything through signals and then do it. 169It shouldn't be that someone has to tell you to do something.
163Vardān : bēhad K|kē sampūrṇ adhikār K|kē niśhchay aur rūhānī naśhē mē̃ rahnē vālē sarvaśhrēṣhṭha , sampattivān bhav
170Blessing: May you have the faith and intoxication of being the most elevated and wealthy and of having full and unlimited rights. 171 At present you children become those who have such elevated and full rights that you have a right to the Almighty Authority Himself.
164Vartamān samay āp bachchē aisē śhrēṣhṭh sampūrṇ adhikārī bantē hō jō svayã almighty authority kē ūpar āpkā adhikār hai .
172The children who have a right to God also claim a right to all relationships and total wealth. 173At this time you receive from the Father the blessing of having most elevated wealth.
165Paramātma adhikārī bachchē sarv sambandhō̃ kā aur sarv sampatti kā adhikār prāpt kar lētē haĩ .
174You have the imperishable wealth of all virtues, all powers and elevated knowledge. 175Therefore, no one is as wealthy as you.
166Is samay hī bāp dvārā sarvaśhrēṣhṭha sampatti bhav kā vardān miltā hai . 167Āpkē pās|pass sarv guṇō̃ key|kī , sarv śhaktiyō̃ key|kī aur śhrēṣhṭh gyān key|kī avināśhī sampatti hai , isliē āp jaisā sampattivān aur kōī nahī̃ . 168Slōgan : sadā alert rahō tō albēlāpan samāpt hō jāyēgā . 169Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya - « paramātmā kē bārē mē̃ anēk manuṣhyō̃ key|kī mat kā ākhrīn phaĩslā ' '
176Slogan: Remain constantly alert and carelessness will end.
170Abhī tō yah sārī duniyā jāntī hai ki paramātmā ēk hai , us hī paramātmā kō kōī śhakti māntē haĩ , kōī kudrat kahtē haĩ , matlab tō kōī na kōī rūp mē̃ jarur māntē haĩ .
177*** Om Shanti *** 178Mateshwariji’s invaluable elevated versions 179The final decision of the many human dictates about God. 180The whole world now knows that God is One.
171Tō jis vastu kō māntē haĩ avaśhya vah kōī vastu hōgī tab tō unkē ūpar nām paṛē haĩ parantu us ēk vastu kē bārē mē̃ is duniyā mē̃ jitnē bhī manuṣhya haĩ utnī matē̃ haĩ , parantu chīz phir bhī ēk hī hai .
181Some believe God to be power, some call Him Kudrat (Wonder). 182This means that they definitely believe in Him in one form or another. 183So, what they believe in must definitely exist and this is why it has a name.
172Usmē̃ mukhya chār matē̃ sunātē haĩ - kōī kahtā hai īśhvar sarvatra hai , kōī kahtā hai , brahm hī sarvatra hai .
184However, each human being on this earth has his own opinion about that One. 185Nevertheless, that One is just one. 186They have four main opinions.
173Kōī kahtā īśhvar satyam māyā mithyam , kōī kahtā īśhvar hai hī nahī̃ , kudrat hī kudrat hai .
187Some say that God is omnipresent. 188Some say the brahm element is everywhere. 189Some say that God is truth and Maya is an illusion.
174Vō phir īśhvar kō nahī̃ māntē . 175Ab yah haĩ itnī matē̃ .
190Some say that God doesn’t exist; that it is just the wonder of nature.
176Vō tō samajhtē haĩ jagat prakr̥iti hai , bākī kuchh hai nahī̃ .
191They do not believe in God. 192There are all these opinions.
177Ab dēkhō jagat kō māntē haĩ parantu jis paramātmā nē jagat rachā , us jagat K|kē mālik kō nahī̃ māntē !
193They think that the world is matter and nothing else. 194They believe in the world, but they do not believe in the Master who created the world.
178Duniyā mē̃ jitnē anēk manuṣhya haĩ , unhō̃ key|kī itnī matē̃ , ākhrīn bhī in sabhī matō̃ kā phaĩslā svayã paramātmā ākar kartā hai .
195However many human beings there are in the world, there are that many opinions. 196Ultimately, it is God who comes and makes a decision about all of these dictates.
179Is sārē jagat kā nirṇay paramātmā ākar kartā hai athavā jō sarvōttam śhaktivān hōgā , vahī apnī rachnā kā nirṇay vistārapūrvak samjhāyēgā , vahī hamē̃ rachtā kā bhī parichay dētē haĩ aur phir apnī rachnā kā bhī parichay dētē haĩ .
197God comes and decides about the whole world. 198He is the One who is the highest and most powerful, He will give a detailed explanation about His own creation. 199He gives us the introduction of the Creator and also gives us the introduction of the creation.
180Achchhā - ōm śhānti .
200Achcha.