बुधवार 27 अप्रैल 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
027-04-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 27/04/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - śhrīmat par chalkar apnē karmō̃ kō sudhārō , vikarmō̃ kō bhasma karō , mālā kā dānā bannā hai tō ēk bāp K|kē sivāē dūsrā kōī yād na āyē ' '
1Essence: Sweet children, follow shrimat, reform your behaviour and burn your sins away. 2In order to become a bead of the rosary, remember no one but the one Father.
Question
2Praśhna : kin bachchō̃ key|kī rakṣhā bāp svataḥ kartā hai ?
3Question: Which children does the Father automatically protect?
Answer
3Uttar : jō jitnā saphāī sē chaltē haĩ , bāp sē sadā sachchē rahtē haĩ , unkī rakṣhā svataḥ hōtī rahtī hai .
4Answer: Those who are very clean and honest and are constantly true to the Father are automatically protected. 5Those who have falsehood in them cannot be protected. 6Maya continues to pull them a great deal.
4Jhūṭhā chalnē vālō̃ key|kī rakṣhā hō nahī̃ saktī . 5Māyā unhē̃ bahut khīñchtī rahtī hai . 6Unkē liē phir sajā kāyam hō jātī hai .
7Punishment also becomes fixed for them.
Question
7Praśhna : bachchē rūhānī surgeon sē apnī bīmārī chhipātē kyō̃ haĩ ? 8Uttar : kyōṅki unhē̃ apnī ijjat kā ḍar rahtā hai .
8Question: Why do some children hide their illness from the spiritual Surgeon? 9Answer: Because they are afraid of losing their honour.
9Jāntē bhī haĩ māyā nē hamē̃ dhōkhā diyā hai . 10Ôkhē criminal hō gaī haĩ phir bhī bāp sē chhipā lētē haĩ .
10They know they have been deceived by Maya and their eyes have become criminal, so they hide this from the Father.
11Bābā kahtē haĩ bachchē jitnā tum chhipāyēṅgē utnā nīchē girtē jāyēṅgē . 12Māyā khā lēgī .
11Baba says: Children, the more you hide something, the lower you will continue to fall.
13Phir paṛhāī chhūṭ jāyēgī , isliē bahut khabardār rahnā .
12Maya will eat you and you will then stop studying.
14Manmat vā āsurī mat par nahī̃ chalnā . 15Ōm śhānti .
13This is why you have to remain very cautious.
16Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ , bachchō̃ nē yah niśhchay tō kiyā hai ki rūhānī bāp hī ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ isliē gāyan hai ki ātmā paramātmā alag rahē … mūlvatan mē̃ tō sabhī ātmāyē̃ ikaṭṭhī rahtī haĩ .
14Don't follow the dictates of your own minds or devilish dictates. 15Om shanti. 16The spiritual Father explains to you spiritual children. 17You children have developed the faith that only the spiritual Father teaches you souls.
17Alag nahī̃ rahtī phir vahā̃ sē ātmāyē̃ bichhuṛtī haĩ . 18Ākarkē apnā-apnā part bajātī haĩ .
18This is why it is sung: Souls remained separated from the Supreme Soul for a long time.
19Satōpradhān sē utartē-utartē tamōpradhān ban jātī haĩ .
19In the incorporeal world, all souls stay together; they don't stay separately.
20Bulātē bhī haĩ hē patit-pāvan āō , ākar pāvan banāō .
20Souls then separate; they come from there to play their own parts.
21Bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ ham her|har 5 hajār varṣh bād ātē haĩ .
21From being satopradhan, they come down and become tamopradhan.
22Yah sr̥iṣhṭi chakra hī 5 hajār varṣh kā hai .
22People call out, “O Purifier, come! 23Come and purify us!”
23Nirākār śhivbābā bhī jarūr tan dvārā hī sunāyēṅgē .
24The Father explains to you children that He comes every 5000 years.
24Ūpar sē kōī prērṇā ādi nahī̃ kartē haĩ .
25This world cycle is 5000 years.
25Jaisē tum ātmāyē̃ śharīr dhāraṇ kar bātchīt kartī hō , bāp bhī kahtē haĩ maĩ is tan dvārā tumsē bāt kartā hū̃ .
26The incorporeal Father also definitely has to speak to you through a body. 27He doesn’t give inspiration from up above.
26Tum bachchō̃ kō direction dētā hū̃ , jitnā jō direction par chaltē haĩ vah apnā hī kalyāṇ kartē haĩ .
28Just as you souls adopt bodies and speak, so the Father too says: I speak to you through this body. 29I give directions to you children.
27Bāp tō samjhātē haĩ phir kōī śhrīmat par chalē vā na chalē .
30To the extent that someone follows His directions, so he benefits himself.
28Teacher key|kī sunē vā na sunē . 29Vah tō apnē liē hī phāydā athavā nuksān kartē haĩ . 30Nahī̃ sunēgā tō fail hō jāyēgā . 31Śhivbābā tō achchhī rīti samjhātē haĩ .
31The Father explains that it is then up to you whether you follow shrimat or not and whether you listen to the Teacher or not; you benefit yourselves or incur a loss for yourselves.
32Śhivbābā sē tum bachchō̃ kō sīkhkar phir sikhānā hai .
32If you don't listen to Him you will fail. 33Shiv Baba explains very clearly.
33Son shows father , ismē̃ jismānī bāp key|kī bāt nahī̃ hai .
34You children learn from Shiv Baba and you then have to teach others.
34Yah hai rūhānī bāp key|kī bāt .
35Son shows Father.
35Bachchē samajhtē haĩ jitnā jō śhrīmat par chaltē haĩ utnā varsā pātē haĩ .
36This is not a question of a physical father; this refers to the spiritual Father.
36Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē janma-janmāntar K|kē pāp kaṭ jāyēṅgē kyōṅki rāvaṇ-rājya mē̃ pāp ātmāyē̃ , puṇya ātmāō̃ kē āgē māthā ṭēktī haĩ . 37Parantu yah nahī̃ jāntī ki yahī puṇya ātmāyē̃ phir pāp ātmāyē̃ bantī haĩ .
37You children understand that you claim your inheritance to the extent that you follow shrimat. 38The Father says: Remember Me and your sins of many births will be cut away. 39In the kingdom of Ravan, although sinful souls bow their heads to the charitable souls (idols), they don't know that those charitable souls then become sinful souls.
38Samajhtē haĩ vah sadaiv puṇya ātmāyē̃ haĩ .
40They think they are always charitable souls.
39Bāp samjhātē haĩ punarjanma lētē-lētē puṇya ātmā sē pāp ātmā bantē haĩ .
41The Father explains: While taking rebirth, they change from charitable souls to sinful souls.
4084 janma lētē haĩ tō satōpradhān sē tamōpradhān mē̃ ātē haĩ . 41Pāp ātmā bantē haĩ phir bāp kō yād kartē haĩ , jab puṇya ātmā haĩ tō bāp kō yād karnē key|kī darkār nahī̃ .
42They take 84 births and therefore, from being satopradhan, they become tamopradhan; they become sinful souls and so they remember the Father. 43When they are charitable souls, there is no need to remember the Father.
42Ab yah sab bātē̃ sabkō bāp tō nahī̃ baiṭh samjhāyēṅgē .
44The Father doesn't sit and explain all of these things to everyone.
43Bachchē service kartē haĩ .
45You children do service.
44Manuṣhya tō is samay asur bantē jātē haĩ , is kāraṇ buddhi mē̃ baiṭhtā hī nahī̃ ki paramātmā sarvavyāpī nahī̃ hai .
46At this time, human beings have become devils and, because of this, it doesn't sit in their intellects that God is not omnipresent.
45Sārā madār is bāt par hai .
47Everything depends on this.
46Śhrīkr̥iṣhṇa tō dēhdhārī haĩ , unkō dēvtā kahā jātā hai .
48Krishna is a bodily being; he is called a deity.
47Ātmāō̃ kā father tō nirākār bāp hai , unkō hī yād karnā hai .
49The Father of souls is the incorporeal Father. 50He has to be remembered.
48Bhal prajāpitā bhī kahtē haĩ lēkin vah tō sākār hai .
51Although you speak of the Father of People, he is a corporeal being.
49Yah sab bātē̃ achchhī tarah samjhāī jātī haĩ . 50Parantu kaī bachchē na samajhkar ulṭā rāstā lē jaṅgal mē̃ jākar paṛtē haĩ .
52All of these things are explained to you very clearly, but some children don't understand them; they take the wrong path and end up in the forest.
51Bābā rāstā batātē haĩ - śhahar kā athavā svarg mē̃ jānē kā parantu na samajhnē K|kē kāraṇ jaṅgal mē̃ jākar paṛtē haĩ .
53Baba shows you the path to the city, that is, to go to heaven but, because of not understanding, some end up in the forest.
52Jaṅgal mē̃ chalē jātē haĩ tō kāṇṭē ban jātē haĩ .
54When they go into the forest they become thorns.
53Yahā̃ rahtē bhī rāstā pūrā pakaṛtē nahī̃ haĩ . 54Bīch mē̃ rah jātē haĩ .
55Even while staying here, they don't follow the path properly; they remain in-between.
55Phir vahā̃ bhī pichhāṛī mē̃ ā jātē haĩ .
56Then they come at the end there, too.
56Tum yahā̃ āyē hō svarg mē̃ jānē kē liē .
57You have come here to go to heaven.
57Trētā kō bhī vāstav mē̃ svarg nahī̃ kahē̃gē . 5825 pratiśhat kam hō gayā nā .
58In fact, the silver age cannot be called heaven because it has decreased by 25%.
59Abhī tum hō saṅgam par .
59You are now at the confluence age.
60Bāp kahtē haĩ purānī duniyā kō tyāg naī duniyā kō yād karō .
60The Father says: Renounce the old world and remember the new world.
61Aisē tō nahī̃ kahē̃gē purānī duniyā kō bhūl trētā kō yād karō .
61He doesn't say: Forget the old world and remember the silver age.
62Trētā kō thōṛēhī naī duniyā kahē̃gē .
62The silver age can hardly be called the new world.
63Rāstā ṭhīk na pakaṛnē K|kē kāraṇ nīchē-ūpar hōtē rahtē haĩ .
63Because of not following the path properly, they continue to fluctuate.
64Drama anusār kalp pahlē jinhōnnē pūrā imtahān pās|pass kiyā hai vahī karē̃gē .
64According to the drama, those who fully passed the exam in the previous cycle will do so again.
65Trētā mē̃ jānē vālō̃ kō nā-pass hī kahē̃gē .
65Those who go into the silver age will have failed.
66Jō svargvāsī bantē haĩ vahī pūrē pās|pass hōtē haĩ .
66Those who are to become residents of heaven will pass fully.
67Kalp kalpāntar , janma-janmāntar saṅgam par vahī imtahān pās|pass kartē haĩ . 68Jaisē ab kar rahē haĩ .
67For cycle after cycle and birth after birth, you will pass the same exam at the confluence age as you are doing now.
69Jō fool|phūl bannē kā nahī̃ hōgā , unkō bhal kitnā bhī jōr sē khīñchē̃gē lēkin vah nahī̃ banē̃gē .
68Those who are not going to become flowers will not become flowers no matter how hard one pulls them.
70Ak tō phir bhī fool|phūl hai nā . 71Kāṇṭē tō chubhtē rahtē haĩ .
69An uck is also a flower; thorns would still prick you.
72Sārā madār paṛhāī par hai .
70Everything depends on how you study.
73Māyā achchhē-achchhē bachchō̃ kō bhī kāṇṭā banā dētī hai .
71Maya makes even good children into thorns; they become traitors.
74Traitor ban jātē haĩ . 75Jō apnē ghar kō chhōṛ dūsrī taraph jāyē unkō traitor kahā jātā hai .
72Those who leave their homeland and go to the other side are called traitors.
76Bāp tō māyā sē chhuṛānē āyē haĩ .
73The Father has come to liberate you from Maya.
77Kahtē haĩ bābā , māyā baṛī dustar hai .
74Children say: Baba, Maya is very powerful.
78Apnī taraph khīñchtī hai .
75She pulls us to her.
79Māyā cum|kam chumbak nahī̃ hai .
76Maya is no less a magnet.
80Is samay dēkhō khūbsūrtī bhī kitnī baṛh gaī hai , kitnē fashionable bantē haĩ .
77Nowadays, look how much superficial beauty has increased and this is why people have become so fashionable.
81Bioscope mē̃ kyā-kyā dikhātē haĩ .
78Look at what they show in films.
82Āgē yah bioscope nahī̃ thē .
79Earlier, there were no films.
83100 varṣh K|kē andar hī nikalē haĩ .
80Everything has been invented in the last 100 years.
84Ismē̃ drama K|kē rāz kō bhī samjhānā hai .
81The secrets of the drama have to be understood.
85100 varṣh K|kē andar jaisē bahiśht ban gayā hai .
82It is as though heaven has been created in 100 years.
86Vahā̃ tō yah science bhī bahut sukh dēnē vālī hōtī hai .
83There, even science will give a lot of happiness.
87Vahā̃ science kā ghamanḍ nahī̃ hōtā hai .
84There, they have no arrogance of science.
88Kitnā sukh dētī hai .
85Science gives so much happiness.
89Parantu vah sukh sthāī hō jāē isliē purānī duniyā kā vināśh hōtā hai .
86However, destruction of the old world has to take place so that that happiness can become permanent.
90Bāp bachchō̃ kō ūñch chaṛhānē kē liē dēkhō kitnī mēhnat kartē haĩ . 91Parantu kōī-kōī tō māntē hī nahī̃ haĩ ki bābā hamkō paṛhātē haĩ .
87Look how the Father makes so much effort to make you children elevated, but some children don't believe at all that Baba is teaching us.
92Achchhē-achchhē bhī māyā K|kē chambē mē̃ ā jātē haĩ .
88Even good children are caught in the claws of Maya.
93Māyā pūrā hī vaśh kar lētī hai .
89Maya then completely controls them.
94Parantu phir bhī ēk bār jō gyān sunā hai tō svarg mē̃ jarūr āyēṅgē , parantu ūñch pad nahī̃ pāyēṅgē .
90However, once those who have even heard this knowledge, they will definitely go to heaven, but won't claim a high status.
95Kahtē tō sab haĩ ham nārāyaṇ banē̃gē .
91You all say that you will become Narayan.
96Tō puruṣhārth bhī itnā karnā hai , parantu hai sārā drama kā khēl .
92Therefore, you also have to make that much effort. 93However, everything is a game in the drama.
97Kōī chaṛhtē haĩ , kōī girtē haĩ .
94Some climb, others fall. 95You continue to fluctuate.
98Nīchē ūpar hōtā hī rahtā hai .
96Everything depends on the pilgrimage of remembrance.
99Sārā madār yād kī yātrā par hai .
97The Father gives us limitless treasures.
100Bāp tumkō akhuṭ khajānā dētē haĩ . 101Vahā̃ karmabhōg key|kī bāt hī nahī̃ .
98There is no question of them suffering for their karma there.
102Is samay yahā̃ jō jamā kartē haĩ vahī pūrā varsā pātē haĩ .
99Those who accumulate here at this time will claim the full inheritance.
103Yah khyāl nahī̃ karnā chāhiē ki chaṛhē̃gē tō phir girē̃gē bhī .
100You mustn’t think that because you climb you will also fall.
104Jāstī girē haĩ tō ab tō chaṛhnā hī hai .
101You have fallen very low and so you can now only go up.
105Drama anusār puruṣhārth tō hōtā hī rahtā hai .
102According to the drama you continue to make effort.
106Śhiv key|kī sabsē jāstī pūjā hōtī hai .
103Look how both of them are worshipped so much.
107Unkō phir ṭhikkar bhittar mē̃ kah dētē haĩ .
104Shiva is worshipped the most, but then they say He is in the pebbles and stones.
108Kitnā agyān hai .
105There is so much ignorance!
109Bhal śhiv key|kī pūjā bhī kartē haĩ , bali bhī chaṛhātē haĩ , parantu phir bhī śhiv kō kōī jāntē nahī̃ hai ki vah gyān kā sāgar bāp kaisē ākar paṛhātē haĩ .
106You children now know you were that and you are becoming so once again. 107Although they worship Shiva and offer Him sacrifices, no one knows how Shiva, the Father, the Ocean of Knowledge, comes and teaches us.
110Ab paṛhkar puruṣhārth kar ūñch pad pānā hai .
108You now have to study, make effort and claim a high status.
111Māyā bhī kiskō chhōṛtī nahī̃ hai , ēkdam pakaṛ lētī hai .
109Maya also doesn’t leave anyone alone. 110She catches hold of them completely.
112Bābā kahtē haĩ bachchē sachchā-sachchā chart likhō .
111Baba says: Children, write your chart honestly.
113Kaī bachchē sach nahī̃ batātē haĩ tō sajā bhī hō jātī hai .
112Some children don't tell the truth and so they accumulate punishment.
114Sajā K|kē samay tōbā̃-tōbā̃ kartē haĩ .
113Then, at the time of punishment, they cry out in distress.
115Kṣhamā karō phir aisē nahī̃ karē̃gē .
114“Forgive me! 115I will not do the same thing again.”
116Chhōṭā bachchā kōī burā kām kartē haĩ tō bāp mārtē haĩ tō tōbā̃-tōbā̃ kartē haĩ .
116When a small child does something wrong, his father scolds him, and so he cries in distress.
117Yah hai bēhad kā bāp .
117This is the unlimited Father.
118Itnā baṛā bāp kitnī namratā sē chaltē haĩ . 119Kitnā mulāyam hai .
118Such a great Father does everything with such humility.
120Jaisē chhōṭē bachchē mulāyam hōtē haĩ , kōī bhī bāt hōgī kahē̃gē achchhā ṭhīk hai kyōṅki drama par chaltē haĩ , achchhā bhāvī aisī thī .
119He is so gentle, just as little children are so soft and gentle. 120When something happens to them, you say: OK, it doesn't matter.
121Phir samjhātē haĩ - āgē aisā na hō .
121This is because they are following the path of the drama.
122Śhrīmat aur āsurī mat .
122It's OK. 123It was destined.
123Yah brahmā bhī alaukik bāp hai nā , phir bhī bēhad kā bāp hai .
124He then explains: Make sure it doesn't happen again in the future.
124Had K|kē bāp key|kī bhal kōī na mānē .
125There is shrimat and there are devilish directions.
125Bēhad K|kē bāp nē isē ( brahmā kō ) nimitt banāyā hai tō inkā jarūr mānnā chāhiē nā isliē yah bābā kahtē haĩ māyā kōī cum|kam nahī̃ hai , ulṭā kām karā lētī hai .
126This Brahma is the alokik father; there is then also the unlimited Father. 127Some may not listen to their limited father, but the unlimited Father has made this one (Brahma) an instrument and so you should listen to him.
126Samajhnā chāhiē - yah hai īśhvarīy mat .
128This is why this Baba says: Maya is no less.
127Bāp kahtē haĩ in dvārā agar aisī kōī mat mil gaī tō bhī maĩ ṭhīk kar dū̃gā .
129She makes you do wrong things. 130You should understand that these are God's directions.
128Bābā nē rath bhī anubhavī liyā hai . 129Kitnī gālī khāī hai .
131The Father says: If you receive a wrong direction from this one, I will still put it right.
130Bābā kē sāth bahut saphāī sē rahnā chāhiē .
132Baba has chosen an experienced chariot.
131Jitnā jō saphāī sē chalēgā , utnī unkī rakṣhā hōgī .
133He has taken so many insults. 134You should remain very clean and honest with Baba.
132Jhūṭhī chalan chalnē vālō̃ key|kī rakṣhā nahī̃ hōtī hai , unkē liē sajā kāyam hō jātī hai .
135The more honest and clean you are with Baba, the more you will be protected.
133Māyā nāk sē pakaṛ lētī hai . 134Bachchē jāntē haĩ - māyā khā gaī isliē hamnē paṛhāī chhōṛ dī .
136Those whose behaviour is false cannot be protected; punishment becomes fixed for them. 137Maya catches each of them by his nose.
135Bābā kahtē haĩ kuchh bhī hō parantu paṛhāī kabhī bhī band nahī̃ karō .
138Children know when Maya has eaten them, for this is why they stopped studying.
136Jō jaisā karēgā , vaisā pāyēgā . 137Kab pāyēgā ?
139Baba says: No matter what happens, never stop studying.
138Bhaviṣhya mē̃ , kyōṅki ab duniyā mē̃ change hōnē vālī hai .
140Whatever each one does, he will receive accordingly. 141When will he receive the reward?
139Yah kōī nahī̃ jāntē , sivāē tumhārē .
142In the future, because this world is now going to change.
140Tumhārē mē̃ bhī bahut bachchē bhūl jātē haĩ .
143No one, apart from you, knows this. 144Among you too, many children forget.
141Agar yād mē̃ rahē̃ tō khuśhī bhī rahē , parantu māyā ēkdam bhulā dētī hai .
145If you stay in remembrance you also remain happy. 146However, Maya makes you completely forget.
142Yah māyā sē laṛāī ant tak chaltī rahēgī .
147This war with Maya will continue till the end.
143Achchhē-achchhē bachchē bhī jāntē haĩ ki hamārē sē yah hō gayā phir sach nahī̃ batātē , ijjat kā ḍar rahtā hai .
148Even good children know when they have done something wrong, and they don't tell Baba because they are afraid of losing their honour.
144Ghuṭkā khātē rahtē haĩ .
149They then continue to choke.
145Hā̃ kōī yugal haĩ tō samajhtē haĩ ēk nē batāyā tō ham bhī batā dē̃ .
150Yes, if you are a couple and one of you has told the truth, then the other one would feel that he or she should also tell.
146Takdīr mē̃ ūñch pad nahī̃ hai tō surgeon sē chhipātē rahtē haĩ .
151If they don't have a high status in their fortune, they hide it from the Surgeon.
147Jitnā chhipāyēṅgē utnā nīchē girtē jāyēṅgē .
152The more you hide, the lower you will continue to fall.
148Yah ôkhē̃ aisī haĩ jō kriminal-panē kō chhōṛtī nahī̃ haĩ .
153The eyes of some are such that they don't stop being criminal.
149Kōī tō bahut achchhē bachchē haĩ - jō kabhī dūsrē kōī kō yād bhī nahī̃ kartē . 150Jaisē pativratā strī key|kī kab kōī par-puruṣ mē̃ dr̥iṣhṭi nahī̃ jātī hai .
154Some children are very good and they never remember anyone else, just as a faithful wife's vision never goes to any other man.
151Tō bāp samjhātē haĩ - agar mālā kā dānā bannā hai tō aisī avasthā chāhiē .
155The Father explains: If you want to become a bead of the rosary, your stage has to be like that.
152Viśhva kā mālik bannā kōī cum|kam bāt hai kyā ?
156It is not a small thing to become a master of the world!
153Bēhad kā bāp paṛhātē haĩ bākī kyā chāhiē .
157The unlimited Father is teaching you and so what more do you want?
154Bābā tumkō practical dikhātē haĩ ki phalānē-phalānē mē̃ yah khūbī hai , inmē̃ yah hai - tab number-vār yād-pyār dētē haĩ .
158Baba tells you practically that so-and-so has this speciality and that so-and-so has that speciality. 159This is why He gives you numberwise love and remembrance.
155Yahā̃ baiṭhē-baiṭhē bhī bābā key|kī buddhi serviceable bachchō̃ taraph rahtī hai .
160While sitting here, Baba's vision is on the serviceable children.
156Agyān kāl mē̃ bhī āgyākārī bachchō̃ par pyār rahtā hai .
161On the path of ignorance too, there is love for obedient children.
157Bābā jāntē haĩ mērē kaun sē bachchē achchhī service kartē haĩ .
162Baba knows which of His children are doing good service.
158Tum hō brahmākumār aur brahmākumāriyā̃ , śhivbābā K|kē pōtrē aur pōtriyā̃ dādē sē varsā tō jarūr milnā hai .
163You are Brahma Kumars and Kumaris, grandchildren of Shiv Baba, and so you should definitely receive your inheritance from your Grandfather.
159Brahmā kē pās varsā nahī̃ hai .
164Brahma doesn’t have the inheritance.
160Bāp khud kahtē haĩ maĩ tum ātmāō̃ kā bēhad kā bāp hū̃ .
165The Father Himself says: I am the unlimited Father of you souls.
161Tumkō bēhad kā varsā dētā hū̃ , isliē ab mērī śhrīmat par chalō .
166I give you the unlimited inheritance; therefore, now follow My shrimat.
162Maĩ āyā hū̃ tum bachchō̃ kō āp samān aśharīrī banāē vāpis lē chalnē kē liē .
167I have come to make you children bodiless, the same as I am, and to take you back.
163Ab tumhārī jyōti jagā rahē haĩ - gyān aur yōg sē .
168Your lights are now being ignited with knowledge and yoga.
164Agar gyān aur yōg mē̃ ṭhīk rīti na rahē tō dharmarāj K|kē mōchrē khānē paṛē̃gē , isliē pahlē apnē vikarmō̃ kō bhasma karō .
169If you don’t follow knowledge and yoga very well, there will have to be punishment from Dharamraj. 170This is why you must first have your sins burnt away.
165Is samay manuṣhya bhal apnē kō svarg mē̃ samajhtē haĩ parantu yah hai alpkāl kā sukh .
171Although some human beings think that they are in heaven at this time, it is temporary happiness.
166Unhō̃ kō bēhad kā bāp varsā bhī nahī̃ dētē haĩ .
172The unlimited Father doesn't give them the inheritance.
167Bāp kahtē haĩ maĩ garīb nivāj hū̃ .
173The Father says: I am the Lord of the Poor.
168Jō bilkul hī garīb , patit ahilyāyē̃ haĩ unhō̃ kō sāhūkār banā dētā hū̃ .
174I make wealthy those who are absolutely poor, impure and have stone intellects.
169Agar kōī patit sē pāvan nahī̃ bantē haĩ tō vijay mālā mē̃ ā nahī̃ sakē̃gē . 170Yah tō bēhad K|kē bāp sāth saudā karnā hōtā hai .
175Although someone still impure might come to you, he would attain a low status; he would not be able to become part of the rosary of victory.
171Bābā yah tō sab miṭṭī mē̃ mil jānā hai , isliē ham āpkē ūpar balihār jātē haĩ .
176Here, you make a bargain with the unlimited Father. 177Baba, all of this is going to turn to dust.
172Yah sab kuchh āp lē lō , hamē̃ svarg kā mālik banā dō .
178This is why I surrender myself to You. 179Take all of this and make me into a master of heaven.
173Bāp kahtē haĩ maĩ tō dātā hū̃ .
180The Father says: I am the Bestower.
174Yah rājāī sthāpan karnē mē̃ athavā viśhva kā mālik bannē mē̃ kōī kharchā nahī̃ hai .
181There is no expense in establishing a kingdom and becoming a master of the world.
175Vahā̃ dēkhō laṛāī kē liē kitnā kharchā hōtā hai .
182There, they spend so much in battling. 183What expenses do you have here?
176Yahā̃ tō tumhārā kyā kharchā hai ? 177Kyōṅki kōī bhī hathiyār pãvār hai nahī̃ .
184Here, you don't have any expenses because you don't have any weapons etc.
178Yōgbal sē viśhva K|kē mālik bantē haĩ .
185Through the power of yoga, you become the masters of the world.
179Vō lōg bāhubal sē itnā laṛtē haĩ - phir bhī viśhva kā mālik nahī̃ ban saktē haĩ .
186Those people fight so much with physical power and yet they cannot become the masters of the world.
180Drama mē̃ unhō̃ kā part hī nahī̃ hai .
187That isn't in their parts in the drama.
181Sachchā-sachchā rājyōg bēhad kā bāp hī sikhlātē haĩ .
188Only the unlimited Father teaches you true Raja Yoga.
182Tum jāntē hō rājyōg sē parampitā paramātmā nē svarg key|kī sthāpanā kī thī .
189You know that the Supreme Father, the Supreme Soul, established heaven through Raja Yoga.
183Abhī tum saṅgamyug par paṛh rahē hō aur paṛhāī anusār hī number-vār pad milēgā .
190You are now studying at the confluence age and you will receive a status, numberwise, according to how much you study.
184Achchhā !
191Achcha.
185Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
192To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
186Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
193The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
187Dhārṇā kē liē mukhya sār :
194Essence for dharna:
1881 ) bāp samān namratā kā guṇ dhāraṇ karnā hai .
195 1. Imbibe the virtue of humility, the same as the Father.
189Kisī kō bhī kāṇṭā nahī̃ cubhānā hai .
196Don't prick anyone.
190Fool|phūl ban khuśhbū dēnī hai .
197Become a flower and spread fragrance.
1912 ) sachchāī kā guṇ dhāraṇ kar surgeon sē kōī bhī bāt chhipānī nahī̃ hai .
198 2. Imbibe the virtue of honesty and don't hide anything from the Surgeon.
192Paṛhāī kisī bhī hālat mē̃ nahī̃ chhōṛnī hai .
199Never stop studying under any circumstances.
193Āgyākārī bannā hai .
200Become obedient.
Blessing
194Vardān : bāp dvārā milē huē vardānō̃ kō samay par kārya mē̃ lagākar phalībhūt banānē vālē vardānī mūrt bhav
201Blessing: May you use the blessings you receive from the Father at the appropriate time and, by making them fruitful, become an image that is blessed.
195Bāpdādā dvārā jō bhī vardān miltē haĩ unhē̃ samay par kārya mē̃ lagāō tō vardān kāyam rahē̃gē .
202 Use all the blessings you receive from BapDada at the appropriate time and these blessings will stay with you for all time.
196Vardān K|kē bīj kō phaldāyak banānē kē liē usē bār-bār smr̥iti kā pānī dō , vardān K|kē svarūp mē̃ sthit hōnē key|kī dhūp dō .
203In order to make the seed of blessings fruitful, repeatedly give it the water of remembrance and the sunshine of your stabilising in the form of the blessing.
197Tō ēk vardān anēk vardānō̃ kō sāth mē̃ lāyēgā aur phal svarūp vardānī mūrt ban jāyēṅgē .
204Each blessing will bring many blessings with it and, as a result, you will become an image that is blessed.
198Jitnā vardānō̃ kō samay par kārya mē̃ lagāyēṅgē utnā vardān aur śhrēṣhṭh svarūp dikhātā rahēgā .
205The more you use your blessings at the appropriate time, the more elevated the blessings will be seen to be.
Slogan
199Slōgan : attention natural hō tō tension svataḥ khatm hō jāyēgā .
206Slogan: When you pay natural attention, tension will automatically finish.
207*** Om Shanti ***