शुक्रवार 6 मई 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

006-05-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 06/05/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum brāhmaṇō̃ kō īśhvar key|kī gōd milī hai , tumhē̃ naśhā rahnā chāhiē bāp nē is tan dvārā hamē̃ apnā banāyā hai ' '

1Essence: Sweet children, you Brahmins have taken the lap of God. 2You should have the intoxication that the Father has made you belong to Him through this (Brahma’s) body.

Question

2Praśhna  : bāp nē kaun sā divya kartavya kiyā hai  ? 3Jis kāraṇ unkī itnī mahimā gāī huī hai  ?

3Question: What divine tasks did the Father perform for which He has been praised so much?

Answer

4Uttar  : patitō̃ kō pāvan banānā .

4Answer: The tasks of changing impure ones into pure ones and liberating all human beings from the chains of Maya, Ravan. 5Only the Father performs these divine tasks.

5Sabhī manuṣhyō̃ kō māyā rāvaṇ key|kī jañjīrō̃ sē chhuṛānā - yah divya kartavya ēk bāp hī kartē haĩ .

6You receive from the unlimited Father the inheritance of unlimited happiness which lasts for half a cycle.

6Bēhad K|kē bāp sē hī bēhad sukh kā varsā miltā hai , jō phir ādhākalp tak chaltā hai .

7In the golden age there is the golden jubilee and in the silver age there is the silver jubilee.

7Satyug mē̃ hai golden jubilee , trētā mē̃ hai silver jubilee . 8Vah satōpradhān , vah satō .

8One is satopradhan and the other is sato; both are called the lands of happiness.

9Dōnō̃ kō hī sukhdhām kahā jātā hai . 10Aisē sukhdhām key|kī sthāpanā bāp nē kī hai , isliē unkī mahimā gāī jātī hai .

9The Father established that land of happiness, which is why His praise is sung.

Song

11Gīt  : insāph kā mandir hai yah …

10Song: This is the Temple of Justice, the home of God.

Murli

12Ōm śhānti .

11Om shanti.

13Bāp aur dādā mil karkē bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

12Bap and Dada together explain to you children.

14Kabhī bāp samjhātē haĩ , kabhī dādā bhī samjhātē haĩ kyōṅki yah śharīr dādā kā bhī ghar hai .

13Sometimes, the Father explains and at other times, Dada explains, because this body is also Dada's home.

15Parampitā paramātmā tō rahtē haĩ paramdhām mē̃ .

14The Supreme Father, the Supreme Soul, resides in the supreme abode.

16Jarūr kōī samay mē̃ unkā yah bhārat hī ghar hōtā hai tab tō śhivrātri manāī jātī hai .

15Surely, it is because Bharat becomes His home at some point that people celebrate the night of Shiva.

17Śhiv K|kē bahut mandir bhī haĩ . 18Tō siddha hōtā hai ki bhārat khaṇḍ mē̃ hī unkā ānā hōtā hai , patit kō pāvan banānē vā sabhī manuṣhyō̃ kō māyā rāvaṇ key|kī jañjīrō̃ sē chhuṛānē kyōṅki ab rāvaṇ kā rājya hai .

16There are many temples to Shiva, which proves that He only comes in the land of Bharat to purify the impure and to liberate all human beings from the chains of Maya, Ravan, because it is now Ravan’s kingdom.

19Rāvaṇ kō jalātē bhī bhārat mē̃ haĩ .

17Only in Bharat do they burn Ravan.

20Śhivrātri aur kr̥iṣhṇa jayantī bhī bhārat mē̃ hī manātē haĩ .

18The birth of Shiva and the birth of Krishna are also only celebrated in Bharat.

21Rāvaṇ kā rājya bhī ādhākalp chaltā hai . 22Phir bāp ātē haĩ patitō̃ kō pāvan banānē .

19The kingdom of Ravan lasts for half a cycle, then the Father comes to change impure ones into pure ones.

23Bas ēk hī bār pāvan banā dētē haĩ phir ātē hī nahī̃ .

20Once He has made you pure He doesn’t come again.

24Bāp kā nām bhārat mē̃ prasiddh hai .

21The Father's name is famous in Bharat.

25Jarūr kōī divya kartavya kiyā hai tab tō unkā nām hai .

22He must have performed a divine task, which is why His name is remembered.

26Manuṣhya , manuṣhya kō tō pāvan banā na sakē̃ .

23No human being can purify a human being.

27Patit-pāvan ēk hī bāp kō kahā jātā hai .

24Only the one Father is called the Purifier.

28Svarg nark yah nām bhī bhārat par hī paṛā hai .

25The names ‘heaven’ and ‘hell’ are only given to Bharat.

29Bhārat 5 hajār varṣh pahlē svarg thā , unkō paristān bhī kahā jātā hai , tō jarūr bāp sē varsā milā hai .

26Bharat was heaven 5000 years ago. 27It is also called the ‘land of angels’. 28Therefore, it must surely have received the inheritance from the Father.

30Bāp akṣhar bahut mīṭhā lagtā hai .

29The word ‘Father’ is very sweet.

31Unsē hī bēhad sukh kā varsā miltā hai jō sukh ādhākalp chaltā hai .

30It is from Him alone that you receive the inheritance of unlimited happiness and that lasts for half a cycle.

32Jiskī golden jubilee , silver jubilee manātē haĩ .

31Its golden jubilee as well as its silver jubilee are celebrated.

33Satyug kō golden jubilee , trētā kō silver jubilee kahtē haĩ .

32The golden age is called the golden jubilee and the silver age is called the silver jubilee.

34Vah satōpradhān , vah satō , dōnō̃ kō milākar sukhdhām kahā jātā hai .

33One is satopradhan and the other is sato and both together are called the land of happiness.

35Number one haĩ sūryavanśhī , second number chandravanśhī .

34Number one is the sun dynasty and the second number is the moon dynasty.

36Bāp jab is bhārat khaṇḍ mē̃ ātē haĩ tō bhārat kō pāvan banātē haĩ phir jab bhakti śhurū hōtī hai tō kalāyē̃ kamtī hōtī jātī haĩ . 37Jhāṛ jaṛjaṛībhūt tamōpradhān ban jātā hai .

35When the Father comes into this land of Bharat, He purifies it. 36However, when devotion starts, the celestial degrees begin to decrease; the tree becomes decayed and tamopradhan.

38Sab bhakta ban jātē haĩ . 39Sādhū bhī sādhnā kartē haĩ bāp kō pānē kē liē arthāt mukti jīvanmuktidhām jānē kē liē .

37Everyone becomes a devotee and sages make spiritual endeavour to meet God, that is, to go to the land of liberation and liberation-in-life.

40Ādhākalp bhakti kartē haĩ bāp kō pānē kē liē .

38You perform devotion for half a cycle in order to meet the Father.

41Jab vah samay pūrā hōtā hai tō phir bāp ātā hai bhaktō̃ kō sukhī banānē .

39When that time ends, the Father comes to make the devotees happy.

42Satyug mē̃ tō sukh-śhānti , sampatti sab hai .

40In the golden age, there is peace, happiness and prosperity.

43Vahā̃ kabhī akālē mr̥iityu nahī̃ hōtī hai . 44Kabhī rōtē , pīṭtē nahī̃ .

41Untimely death doesn’t take place there; no one ever weeps or wails.

45Yah kaun samjhātē haĩ  ?

42Who is explaining all of this?

46Bēhad kā bāp , unkā nām bhī chāhiē nā .

43The unlimited Father; He must have a name.

47Kaliyug mē̃ hai hī andhiyārā .

44In the iron age there is only darkness.

48Bhakti mārg key|kī ṭhōkarē̃ khātē rahtē haĩ .

45People continue to stumble around on the path of devotion.

49Svarg mē̃ tō duḥkh key|kī bāt hōtī nahī̃ , sab sukhī rahtē haĩ isliē bhagvān kō pukārtē nahī̃ .

46In heaven, there is no question of sorrow; everyone remains happy. 47This is why they don’t call out to God.

50Satyug kō sukhdhām , kaliyug kō duḥkhdhām kahā jātā hai .

48The golden age is called the land of happiness and the iron age is called the land of sorrow.

51Vallabhāchārī vaiṣhṇav lōg samajhtē haĩ ki satyug mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .

49Vallabhacharis, the Vaishnav people, understand that it was the kingdom of Lakshmi and Narayan in the golden age.

52Yathā rājā rānī tathā prajā sukhī thē , uskō golden age kahā jātā hai .

50The rulers as well as the subjects were happy. 51That is called the golden age.

53Satyug sē lēkar jō chakra mē̃ ātē haĩ unkē hī 84 janm hōṅgē .

52Those who come into the cycle in the golden age are the ones who take 84 births.

54Bachchō̃ kō samjhāyā hai ki yah jhāṛ hai .

53It has been explained to you children that this is a tree.

55Sab pattē ikaṭṭhē nahī̃ āyēṅgē .

54The leaves do not all emerge at the same time.

56Satyug mē̃ ēk hī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā , unkō hindū nahī̃ kahē̃gē .

55In the golden age, there was only the one original deity religion. 56That is not called the Hindu religion.

57Dēvī-dēvtāyē̃ tō sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ gāyē jātē haĩ . . jō unhō̃ K|kē pujārī haĩ tō vah jarūr usī dharm K|kē hōnē chāhiē .

57The deities are remembered as those who are full of all the divine virtues, 16 celestial degrees pure, completely viceless. 58Those who are worshippers of the deities must definitely also belong to that religion.

58Kriściyan Christ kō yād kartē tō us dharm K|kē haĩ nā .

59Christians remember Christ, so they belong to that religion.

59Phir bhāratvāsiyō̃ nē apnē dēvī-dēvtā dharm kā nām kyō̃ gum kar diyā hai  ?

60Then, why have the people of Bharat made the name of their deity religion disappear?

60Tum jāntē hō ham sō dēvtā thē .

61You understand that you were deities.

61Ham hī janm-maraṇ mē̃ ātē haĩ . 62Ham sō dēvtā , kṣhatriya bantē haĩ .

62You entered into birth and rebirth, you became deities and then warriors.

6384 janm lētē-lētē ant mē̃ ākar śhūdra bantē haĩ .

63Finally, having taken 84 births, you became shudras by the end.

64Śhūdra sē phir brāhmaṇ bannā paṛē .

64You have to become Brahmins from shudras.

65Brāhmaṇ bantē haĩ brahmā key|kī aulād .

65The children of Brahma become Brahmins.

66Sabhī ātmāyē̃ vāstav mē̃ śhiv key|kī aulād tō haĩ hī .

66In fact, all souls are the children of Shiva anyway.

67Vah hai bēhad kā bāp .

67He is the unlimited Father.

68Unkō parampitā paramātmā , ō god father athavā heavenly god father kahā jātā hai .

68He is called the Supreme Father, the Supreme Soul, God, the Father, and Heavenly God, the Father.

69Vah hai svarg kā rachayitā .

69He is the Creator of heaven.

70Ab buddhi sē bachchō̃ kō kām lēnā hai .

70You children should now use your intellects.

71Jabki bāp svarg sthāpan kartē haĩ tō ham kyō̃ na naī duniyā kā vāris banē̃ .

71Since the Father is establishing heaven, why should we not become heirs to the new world?

72Ab vah naī duniyā purānī hō gaī hai phir naī duniyā kaisē banē̃gī  ?

72The new world has now become old; how can it become new again?

73Gāndhī bhī gātē thē nā ki nayā rām-rājya , nayā bhārat hō .

73Gandhiji also used to say that there should be a new kingdom of Rama, a new Bharat.

74Ham jāntē haĩ ki ab vah sthāpan hō rahā hai .

74You understand that that is now being established.

75Abhī tum brāhmaṇō̃ kō īśhvarīy gōd milī hai , bēhad K|kē bāp kō apnā banāyā hai - practical mē̃ .

75You Brahmins have now taken God’s lap. 76You have made the unlimited Father belong to you in a practical way.

76Aisē tō sab kahtē rahtē haĩ ō god father rahm karō , parantu is samay bāp nē ākar is tan dvārā tumkō apnā banāyā hai .

77Everyone says, “O God, the Father, have mercy on us!” 78The Father comes at this time and makes you belong to Him through this body.

77Vah kaliyugī brāhmaṇ haĩ kukh key|kī santān , ham haĩ brahmā mukh vaṅśhāvalī .

79Brahmins of the iron age are those who become that through a physical birth, whereas you are the mouth-born creation of Brahma.

78Prajāpitā brahmā ṭhaharā|ṭhahrā tab tō itnē bachchē paidā karē̃gē nā .

80He is the Father of People and he therefore creates so many children.

79Tō yah hai mukh vaṅśhāvalī .

81They are the mouth-born creation.

80Parampitā paramātmā nē adopt kiyā hai - brahmā mukh dvārā , tō gōyā mātā bhī hō gaī .

82The Supreme Father, the Supreme Soul, has adopted you through the mouth of Brahma. 83Therefore, this Brahma is the mother.

81Tum māt-pitā . . . ō bābā āpnē hamkō brahmā mukh dvārā apnā banāyā hai .

84“You are our Mother and Father”. 85O Baba, you have made us belong to You through the mouth of Brahma.

82Yah bhī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

86These things must be understood.

83Gyān sāgar ēk hī bāp hai .

87The one Father is the Ocean of Knowledge.

84Gyān sē hī sadgati arthāt din hōtā hai .

88Only through knowledge is there salvation, which is the day.

85Agyān sē rāt hōtī hai .

89Through ignorance, there is the night.

86Kaliyug tō rāt hai nā , inkō bhaktimārg kahā jātā hai .

90The iron age is the night and it is called the path of devotion.

87Śhāstra sab bhaktimārg K|kē haĩ .

91All the scriptures belong to the path of devotion.

88Unsē kōī bāp kē pās pahuñchnē kā rāstā nahī̃ miltā hai . 89Bāp ātē hī haĩ kalp-kalp .

92No one can find the way to meet the Father through them. 93The Father comes cycle after cycle, and so people celebrate the night of Shiva.

90Śhivrātri manātē haĩ tō jarūr vah ātē haĩ .

94Therefore, He definitely does come. 95He doesn’t have a body of His own.

91Unkō apnā śharīr nahī̃ hai .

96Brahma,Vishnu and Shankar are also called deities.

92Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō bhī dēvtā kahā jātā hai . 93Brahmā dēvtā namaḥ , viṣhṇu dēvtā namaḥ phir śhiv paramātmā namaḥ .

97People say, “Salutations to the deity Brahma, salutations to the deity Vishnu”, and then they say, “Salutations to the Supreme Soul Shiva.”

94Brahmā hai is sākār sizarē kā baṛā .

98Brahma is the head of this corporeal tree.

95Abhī practical mē̃ hai .

99He is this in a practical way.

96Bāp ātē hī haĩ saṅgamyug par .

100The Father comes at the confluence age.

97Abhī yādav bhī haĩ , kaurav bhī haĩ aur pāṇḍav tō haĩ yōgbal vālē śhakti sēnā .

101At the moment there are the Yadavas, the Kauravas and the Pandavas, who are the Shakti Army with the power of yoga.

98Tō abhī tum bachchē jāntē hō śhivbābā practical mē̃ brahmā tan mē̃ padhārā hai .

102You children now understand that Shiv Baba has entered the body of Brahma in a practical way.

99Us nirākār śhiv kā mandir bhī hai .

103There is also a temple to incorporeal Shiva.

100Śhiv-rātri manāī jātī hai , parantu government nē śhiv jayantī key|kī chhuṭṭī bhī nikāl dī hai .

104Although the night of Shiva is celebrated, the Government has stopped the public holiday for Shiva’s birthday.

101Aurō̃ key|kī jayantiyā̃ manātē rahtē haĩ .

105They celebrate the birthdays of others.

102Dharm key|kī tākat tō hai nahī̃ isliē unrighteous , unlawful , insolvent ban paṛē haĩ .

106They no longer have the power of righteousness. 107This is why they have become unrighteous, unlawful and insolvent.

103No|know purity , no|know peace|pīs , no|know prosperity .

108There is no purity, no peace and no prosperity.

104Is hī bhārat mē̃ 5 hajār varṣh pahlē jab golden jubilee thī tō purity , peace|pīs , prosperity thī .

109In this same Bharat 5000 years ago, when it was the golden jubilee, there was purity, peace and prosperity.

105Kabhī akālē mr̥iityu nahī̃ hōtā thā .

110Untimely death didn’t take place then.

106Bhārat jaisā ūñch sampativān aur kōī hō nahī̃ saktā .

111No other land can be as elevated and wealthy as Bharat was.

107Bhārat khaṇḍ hai sabsē ūñch .

112The land of Bharat was the most elevated.

108Unkī history bhī banī huī hai .

113Its history is also written.

109Pāvan bhī yah bhārat tō patit bhī yah bhārat bantā hai .

114It is this Bharat that becomes pure and this Bharat that becomes impure.

110Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm vālē hī yah chakkar lagākar śhūdra varṇa mē̃ āyē .

115Those of the original, eternal deity religion have been around the cycle and have now become the shudra clan.

111Phir śhūdra varṇa sē ab brāhmaṇ varṇa mē̃ āyē hō .

116Then, from the clan of shudras they enter the clan of Brahmins.

112Dēvtāō̃ sē bhī brāhmaṇ varṇa ūñch chōṭī par hai .

117The clan of Brahmins is the topknot, even more elevated than the clan of deities.

113Satyugī dēvtāō̃ key|kī jō mahimā hai , vah bāp key|kī mahimā sē alag hai .

118The praise of the deities of the golden age is distinct from the Father's praise.

114Bāp kō kahtē haĩ gyān kā sāgar , ānand kā sāgar , phir dēvtāō̃ kō kahē̃gē sarvguṇ sampann . . vahā̃ vikār key|kī bāt nahī̃ .

119The Father is known as the Ocean of Knowledge, the Ocean of Bliss, whereas the deities are full of all divine virtues. 120There is no question of vice there.

115Śhāstrō̃ mē̃ tō bahut gapōṛē lagā diyē haĩ ki kr̥iṣhṇapurī mē̃ bhī kaṅs , rāvaṇ ādi thē .

121Many tall stories have been written in the scriptures of how Ravan and Kans existed in the land of Krishna.

116Vāstav mē̃ tō is samay kanspurī hai . 117Phir satyug mē̃ hōgī kr̥iṣhṇapurī .

122In reality, this is the land of Kans and then, in the golden age, there will be the land of Krishna.

118Yah hai saṅgam isliē hī unhōnnē kaṅs , jarāsandhī , rāvaṇ ādi kō satyugī dēvtāō̃ sē milā diyā hai .

123Because this is the confluence, they have mixed the devils Kans, Jarasandha and Ravan with the golden-aged deities.

119Yah hai hī āsurī rāvaṇ sampradāy .

124This is the devilish community of Ravan.

120Abhī tum īśhvarīy sampradāy banē hō .

125You have now come into the community of God.

121Īśhvarīy gōd mē̃ ākar pavitra ban phir 21 janmō̃ kē liē daivī gōd mē̃ jātē hō . 1228 janm daivī gōd phir 12 janm kṣhatriya gōd .

126After coming into the lap of God and becoming pure, you take a deity lap for 21 births: eight births in the deity lap and 12 in the warrior lap.

123Bhārat mē̃ hī yah gāyā huā hai ki kanyā vah jō 21 kul kā uddhār karē . 124Sō tum hī vah kumāriyā̃ hō .

127It is only in Bharat that it is remembered that a kumari uplifts 21 generations, and you are those kumaris.

125Abhī tum hō īśhvarīy kul K|kē .

128You now belong to the clan of God.

126Dādā hai śhivbābā , bāp hai brahmā .

129Shiv Baba is the Grandfather, and Brahma is the father.

127Tum hō brahmākumār kumāriyā̃ .

130You are the Brahma Kumars and Kumaris.

128Varsā us bēhad K|kē bāp sē miltā hai . 129Dēnē vālā vah hai .

131You receive your inheritance from that unlimited Father; He is the One who gives.

130Vah tō nirākār hai . 131Vah rājyōg ab kaisē sikhlāvē .

132However, He is incorporeal, and so how would He teach Raja Yoga?

132Nar sē nārāyaṇ banānē liē jarūr sākār śharīr chāhiē .

133Surely, a corporeal body is needed to change an ordinary man into Narayan.

133Tō is patit tan mē̃ ātē haĩ jisnē 84 janma liē haĩ .

134So He enters the impure body of the one who has taken 84 births.

134Yah baṛē sē baṛī university hai . 135Jahā̃ svayã god baiṭh rājyōg sikhlātē haĩ , rājāō̃ kā rājā banānē .

135This is the greatest university, where God Himself teaches Raja Yoga to make us into the kings of kings.

136Gītā kā rachayitā kr̥iṣhṇa nahī̃ .

136Krishna is not the Creator of the Gita.

137Gītā mātā nē kr̥iṣhṇa kō janm diyā .

137In fact, it is the Mother Gita that gives birth to Krishna.

138Jō dēvtā banē̃ unhō̃ kō janm milā śhivbābā sē .

138Those who become deities are given birth by Shiv Baba.

139Kriściyan kō janm milā Bible sē Christ dvārā .

139Christians take birth through the Bible, through Christ.

140Tumkō bhī brāhmaṇ sē dēvtā kisnē banāyā  ?

140Who changed you from Brahmins into deities?

141Śhivbābā nē brahmā mukh dvārā .

141Shiv Baba, through the mouth of Brahma.

142Yah tumhārā hai bēhad kā sannyās .

142This is your unlimited renunciation.

143Vah hai had kā rajōguṇī sannyās .

143Theirs is limited, rajoguni (semi-pure) renunciation.

144Vah nivr̥ttimārga kā sannyās .

144That renunciation belongs to the path of isolation.

145Tumkō vairāgya āyā hai is purānī chhī-chhī duniyā sē .

145You are disinterested in this dirty, old world.

146Tum jāntē hō ki yah tō ab khatm hōnē vālī hai .

146You understand that this world is about to end.

147Issē tō kyō̃ na ham svarg K|kē rachayitā bāp kō yād karē̃ .

147Instead, why not remember the Father, the Creator of heaven?

148Bāp kahtē haĩ lāḍlē bachchē , tum bahut janmō̃ kē bād ākar milē hō .

148The Father says: Beloved children, you have met Me after many births. 149You have completed 84 births.

149Tumnē 84 janm pūrē liē haĩ .

150You now have to go into the deity clan.

150Ab tumkō phir dēvtā varṇa mē̃ jānā hai . 151Ismē̃ parhēj bhī bahut hai , aśhuddh chīz khā na sakē̃ .

151So, you need to pay a great deal of attention to your diet; you cannot eat impure food.

152Bāp kahtē haĩ maĩ saṅgam par ātā hī hū̃ mūt palītī kapṛō̃ kō pāvan banānē .

152The Father says: I come at the confluence to purify the impure clothes. 153Death is standing just ahead.

153Ab maut sāmnē khaṛā hai .

154The Yadavas, the Kauravas and the Pandavas are here.

154Yādav , kaurav aur pāṇḍav bhī haĩ tō jarūr pāṇḍavpati bhī hōgā .

155Therefore, the Father of the Pandavas must also definitely be here.

155Pāṇḍav-pati / pitā paramātmā kō kahē̃gē . 156Tum phir hō paṇḍē .

156The Supreme Father, the Supreme Soul, is called Pandava Pati (Father of the Pandavas).

157Rāh batātē hō sukhdhām , śhānti-dhām key|kī , isliē tumkō pāṇḍav śhiv śhakti sēnā kahā jātā hai .

157You are guides because you show the path to the land of happiness and the land of peace. 158This is why you are called the Shiv Shakti Pandava Army.

158Yādav europe-vasi tō apnē hī kul kā nāśh kartē haĩ .

159The Yadavas, the residents of Europe, destroy their own clan.

159Bhārat mē̃ haĩ pāṇḍav aur kaurav - jinkē liē kahtē haĩ ki asur aur dēvtāō̃ key|kī yuddha chalī .

160The Pandavas and the Kauravas are in Bharat. 161It is of them that it is said a war between deities and devils took place.

160Tum abhī tō dēvtā nahī̃ hō , bannā hai .

162You are not deities now; you are to become deities.

161Śhrīmat sē tum svarg K|kē mālik bantē hō .

163By following shrimat you become the masters of the world.

162Bākī sabkī hai āsurī rāvaṇ mat .

164All others give devilish instructions.

163Ādhākalp rāvaṇ key|kī mat chaltī hai .

165The instructions of Ravan continue for half a cycle.

164Abhī tō sārī duniyā tamōpradhān hai .

166The world has now become tamopradhan.

165Yah hai rūdra gyān yagya , jahā̃ bāp baiṭh rājyōg sikhlātē haĩ .

167This is the sacrificial fire of the knowledge of Rudra, where the Father sits and teaches Raja Yoga.

166Jab rājāī sthāpan hō jātī hai tō yah vināśh jvālā prajjavalit hōtī hai , yah gyān prāyaḥ lōp hō jātā hai .

168When the kingdom is established, the flames of destruction will emerge and this knowledge will then disappear.

167Phir drama anusār jō bhī śhāstra haĩ bhakti mārg K|kē , vahī nikalē̃gē .

169Then, according to the drama, the same scriptures that are there on the path of devotion, will later emerge.

168Sannyāsiyō̃ K|kē followers bahut hōṅgē . 169Sabhī pāp dhōnē gaṅgā par jātē haĩ .

170Sannyasis have many followers, but sannyasis too go to the River Ganges to wash away their sins.

170Ab gaṅgā nadī tō kisī kō pāvan kar nahī̃ saktī .

171However, the water of the River Ganges does not purify anyone.

171Vah tō pānī K|kē sāgar sē nikalī huī hai .

172That comes from an ocean of water.

172Gyān gaṅgāyē̃ tum hō , jō gyān sāgar sē nikalī hō .

173You are the rivers of knowledge, the ones who have emerged from the Ocean of Knowledge.

173Bākī gaṅgā kōī patit-pāvnī hōtī nahī̃ hai .

174The water of the Ganges is not the Purifier.

174Bachchō̃ kō phir sē bhakti kā phal bēhad sukh kā varsā dēnē āyā hū̃ .

175I have come once again to give you children the fruit of your devotion, the inheritance of unlimited happiness.

175Jō bāp sē ākar paṛhē̃gē vahī svarg mē̃ āyēṅgē , bākī sab apnē-apnē section mē̃ chalē jāyēṅgē .

176Those who come to the Father to study are the ones who go to heaven. 177All others will go into their own sections.

176Is ḍrāmā-cakra kō bhī samajhnā hai .

178You must also understand the cycle of this drama.

177Chakra kō jānnē sē tum chakravartī rājā bantē hō .

179By understanding the cycle you will become rulers of the globe.

178Government nē bhī chakra nikālā hai . 1793 śhēr dikhākar phir nīchē likhtē haĩ satyamēv jayatē .

180The Government too has (as its emblem) a wheel in which three lions are shown, and it is written under that, "Victory in Truth".

180Ab śhivbābā tum sab pārvatiyō̃ kō ākar amar kathā sunā rahē haĩ - amarpurī kā mālik banānē .

181Shiv Baba now comes and tells all you Parvatis the story of immortality in order to make you into the masters of the land of immortality.

181Iskō hī satya nārāyaṇ kī kathā vā amar kathā kahā jātā hai .

182This is also known as the true story of becoming Narayan and the story of immortality.

182Yah kathā ēk hī bār sunkar tum svarg K|kē mālik bantē hō .

183You first listen to this story once, and you then become the masters of heaven.

183Bākī sab haĩ dant kathāyē̃ .

184All others are only tall stories.

184Achchhā  !

185Achcha.

185Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

186To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

186Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

187The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

187Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

188Essence for dharna:

1881 ) dēvtā varṇa mē̃ jānē kē liē bhōjan key|kī bahut parhēj rakhnī hai .

189 1. In order to enter the deity clan, be very cautious about your diet.

189Kōī bhī aśhuddh chīz nahī̃ khānī hai .

190Do not eat anything impure.

1902 ) is purānī chhī-chhī duniyā , jō ki ab khatm hōnē vālī hai , issē bēhad kā vairāgya rakh svarg K|kē rachayitā bāp kō yād karnā hai .

191 2. Have unlimited disinterest in this dirty old world which is about to end and remember the Father, the Creator of heaven.

Blessing

191Vardān  : apnī śhaktiyō̃ vā guṇō̃ dvārā nirbal kō śhaktivān banānē vālē śhrēṣhṭh dānī vā sahyōgī bhav

192Blessing: May you be a co-operative and elevated donor, who makes weak ones powerful with your powers and virtues.

192Śhrēṣhṭh sthiti vālē sapūt bachchō̃ key|kī sarv śhaktiyā̃ aur sarv guṇ samay pramāṇ sadā sahyōgī rahtē haĩ .

193 All the virtues and powers of the worthy children who have an elevated stage constantly co-operate at a time of need.

193Unkī sēvā kā viśhēṣh svarūp hai-bāp dvārā prāpt guṇō̃ aur śhaktiyō̃ kā agyānī ātmāō̃ kō dān aur brāhmaṇ ātmāō̃ kō sahyōg dēnā .

194The special form of service that they do is to donate the virtues and powers they receive from the Father to the souls who do not have this knowledge. 195They also give their co-operation to Brahmin souls.

194Nirbal kō śhaktivān banānā - yahī śhrēṣhṭh dān vā sahyōg hai .

196To make weak ones powerful is an elevated donation and form of co-operation.

195Jaisē vāṇī dvārā vā mansā dvārā sēvā kartē hō aisē prāpt huē guṇō̃ aur śhaktiyō̃ kā sahyōg anya ātmāō̃ kō dō , prāpti karāō .

197Just as you do service through your words and mind, in the same way, give the co-operation of the virtues and powers you have received to all souls and enable them to attain something.

Slogan

196Slōgan  : jō dr̥iṛh niśhchay sē bhāgya kō niśhchit kar dētē haĩ vahī sadā niśhchint rahtē haĩ .

198Slogan: Those who fix their fortune with determined faith remain constantly carefree.

199*** Om Shanti ***