बुधवार 11 मई 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
011-05-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 11/05/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - tum hī bahutkāl sē bichhuṛē huē hō , tumnē hī pūrē 84 janmō̃ kā part bajāyā , ab tumhē̃ duḥkh K|kē bandhan sē sukh K|kē sambandh mē̃ jānā hai , tō apār khuśhī mē̃ rahō ' '
1Essence: Sweet children, it is only you who have been separated for a long period of time and been playing your parts of the full 84 births. 2You now have to go from bondages of sorrow into relationships of happiness.
2Praśhna : apār khuśhī kin bachchō̃ kō sadā rah saktī hai ?
3Therefore, stay in limitless happiness.
3Uttar : jinhē̃ niśhchay hai ki 1 - bābā hamē̃ viśhva kā mālik banānē āyā hai . 42 - hamārā sachchā bābā vahī gītā kā sachchā-sachchā gyān sunānē āyā hai . 53 - ham ātmā ab īśhvar key|kī gōd mē̃ baiṭhē haĩ . 6Ham ātmā is śharīr sahit bāp key|kī banī hū̃ .
4Question: Which children can have constant, limitless happiness?
74 - bābā hamē̃ bhakti kā phal ( sadgati ) dēnē āyā hai . 85 - bābā nē hamē̃ trikāldarśhī banāyā hai .
5Answer: Those who have the faith that 1) Baba has come to make us into the masters of the world.
96 - bhagvān nē hamē̃ mā̃ bankar adopt kiyā hai .
62) Our true Baba has come to give us the true knowledge of that same Gita.
10Ham godly student haĩ .
73) We souls are now sitting in God's lap.
11Jō is smr̥iti vā niśhchay mē̃ rahtē unhē̃ apār khuśhī rahtī hai . 12Ōm śhānti .
8We souls now belong to the Father through our bodies. 94) Baba has come to give us salvation, the fruit of our devotion.
13Bachchō̃ kō niśhchay hai ki ham ātmā haĩ . 14Bābā bhagvān hamkō paṛhā rahā hai .
105) Baba has made us viewers of the three aspects of time (trikaldarshi).
15Tō bachchō̃ kō bahut khuśhī hōnī chāhiē .
116) God has become our Mother and adopted us.
16Sammukh ānē sē ātmā samajhtī hai ki bābā āyā huā hai - sabkī sadgati karnē .
12We are Godly students. 13Those who have this awareness and faith experience limitless happiness.
17Sarv K|kē sadgati dātā jīvan-mukti dātā vahī haĩ .
14Om shanti. 15You children have the faith that you are souls.
18Bachchē jāntē haĩ - māyā ghaṛī-ghaṛī bhulā dētī hai .
16Baba, God, is teaching us; therefore you children should have a lot of happiness.
19Parantu yah tō samajhtē haĩ nā - ham bābā K|kē sammukh baiṭhē haĩ . 20Nirākār bābā is rath par savār haĩ .
17By personally coming in front of Baba, you souls understand that Baba has come to grant salvation to everyone.
21Jaisē musalmān lōg paṭkā|paṭakā ghōṛē par rakhtē haĩ .
18He is the Bestower of Salvation for All and the Bestower of Liberation-in-Life.
22Kahē̃gē is ghōṛē par muhammad key|kī savārī thī .
19You children know that Maya repeatedly makes you forget Him.
23Niśhānī rakh dētē haĩ . 24Yahā̃ tō hai nirākār bābā key|kī pravēśhtā .
20However, you understand that you are sitting in front of Baba.
25Bachchō̃ kō bahut khuśhī hōnī chāhiē .
21Incorporeal Baba is sitting in this chariot.
26Svarg kā mālik banānē vālā bābā vā viśhva kā mālik banānē vālā bābā ā gayā hai .
22Muslims put a sash around a horse and they say that Mohammed used to ride that horse. 23They use that symbol.
27Bābā hai gītā kā sachchā-sachchā bhagvān .
24Here, incorporeal Baba has incarnated in this one.
28Ātmā key|kī buddhi bāp key|kī taraph chalī jātī hai .
25You children should experience a lot of happiness.
29Yah hai ātmāō̃ kā lav|love bāp kē sāth .
26Baba, who makes you into the masters of heaven and the world, has come.
30Yah khuśhī kinhō̃ kō chaṛhtī hai ?
27Baba is the true God of the Gita.
31Jō bahutkāl sē alag huē haĩ .
28The intellects of souls go to the Father.
32Bābā khud bhī kahtē haĩ mainnē tumkō sukh K|kē sambandh mē̃ bhējā thā , ab duḥkh K|kē bandhan mē̃ hō .
29This is the love of souls for the Father. 30Which children experience this happiness? 31Those who have been separated for a long time.
33Tum abhī samajhtē hō sab tō 84 janm nahī̃ lētē . 3484 lākh kā chakra tō kōī key|kī buddhi mē̃ baiṭh na sakē .
32Baba Himself says: I sent you into relationships of happiness and you are now in bondages of sorrow.
35Bābā nē 84 kā chakra bilkul ṭhīk batāyā hai .
33You now understand that not everyone takes 84 births.
36Bābā K|kē bachchē 84 janma lētē rahtē haĩ .
34A cycle of 8.4 million births couldn’t sit in anyone's intellect.
37Abhī tō tum jāntē hō ham ātmā in organs dvārā suntē haĩ .
35Baba has explained the cycle of 84 births to you very accurately.
38Bābā is mukh dvārā sunā rahē haĩ .
36Children of Baba continue to take 84 births.
39Khud kahtē haĩ mujhē in organs kā ādhār lēnā paṛtā hai , inkā nām brahmā rakhnā paṛē .
37You now know that you souls are listening through your organs. 38Baba is speaking to us through this mouth.
40Prajāpitā brahmā tō manuṣhya chāhiē nā .
39He Himself says: I have to take the support of these organs.
41Sūkṣhmavatan mē̃ thōṛēhī kahē̃gē prajāpitā brahmā .
40He has to be named Brahma. 41Prajapita Brahma has to be a human being.
42Sthūl vatan mē̃ ākar kahtē haĩ maĩ is brahmā tan mē̃ pravēśh kar tumkō adopt kartā hū̃ .
42You cannot say that Prajapita Brahma (Father of People) exists in the subtle region.
43Tum jāntē hō ham ātmāyē̃ īśhvar key|kī gōd mē̃ jātī haĩ .
43God comes into the corporeal world and says: I enter the body of Brahma and adopt you.
44Śharīr bigar tō gōd hō na sakē .
44You know that you souls are adopted by God.
45Ātmā kahtī hai maĩ śharīr dvārā unkī bantī hū̃ .
45You cannot be adopted without a body.
46Yah śharīr usnē loan liyā hai .
46The soul says: I belong to You through this body.
47Yah jīv ( śharīr ) unkā nahī̃ hai .
47That One has taken this body on loan.
48Paramātmā nē inmē̃ pravēśh kiyā hai .
48This body doesn’t belong to Him.
49Tum ātmā bhī śharīr mē̃ pravēśh huī hō nā !
49The soul has entered the body. 50You souls too have entered bodies.
50Yah bābā bhī kahtē haĩ - maĩ bhī ismē̃ hū̃ , kabhī bachchā ban jātā hū̃ , kabhī mā̃ bhī ban jātā hū̃ .
51Baba says: I have entered this one. 52Sometimes, I become the Child and sometimes I become the Mother.
51Jādūgar hai nā .
53He is the Magician.
52Kaī phir is khēlpāl kō jādūgarī samajhtē haĩ .
54Some consider these things to be magic.
53Duniyā mē̃ jhūṭhī riddhi siddhi kā kām bahut chaltā hai .
55There is a lot of false occult power in the world. 56They even become Krishna.
54Kr̥iṣhṇa bhī ban jātē haĩ , jinkā bhāv kr̥iṣhṇa mē̃ hōgā tō unkō jhaṭ kr̥iṣhṇa dikhāī paṛēgā . 55Unkō mān lē̃gē phir unkē followers bhī ban jāyēṅgē .
57Those who have faith in Krishna will quickly be able to see Krishna and will also believe in him and become his followers.
56Yahā̃ tō sārī gyān key|kī bāt hai .
58Here, everything is a question of knowledge.
57Pahlē yah pakkā niśhchay chāhiē ki maĩ ātmā hū̃ aur bābā tō kahtē haĩ maĩ tumhārā bāp hū̃ , tum bachchō̃ kō trikāldarśhī banātā hū̃ .
59First of all, each of you has to have the firm faith that you are a soul. 60Baba says: I am your Father. 61I make you children trikaldarshi (viewers of the three aspects of time).
58Aisī knowledge kōī dē na sakē .
62No one else can give such knowledge.
59Bhakti mārg kā jab ant hōtā hai tab bāp kō ānā paṛtā hai .
63The Father has to come when it is the end of the path of devotion.
60Bhal bahutō̃ kō śhiv K|kē liṅg kā , akhaṇḍ jyōti svarūp kā sākṣhātkār hōtā hai .
64Many people have visions of a Shiva lingam or a constant, eternal form of light.
61Jaisī jiskī bhāvnā hōtī hai tō vah maĩ pūrī kartā hū̃ .
65I fulfil whatever faith and devotion someone has.
62Parantu mērē sē kōī miltā hī nahī̃ .
66However, none of them can meet Me.
63Mērē kō tō pahchāntē hī nahī̃ haĩ .
67They don't recognise Me at all.
64Abhī tō tum samajhtē hō bābā bhī bindī hai , ham bhī bindī haĩ .
68You now understand that Baba is a point and that we are also points.
65Hamārī ātmā mē̃ yah knowledge hai , tumhārī ātmā mē̃ bhī knowledge hai .
69I, this Soul, have this knowledge within Me. 70You souls also have this knowledge within you.
66Yah kiskō mālūm nahī̃ hai ki ham ātmā paramdhām mē̃ rahnē vālī haĩ .
71No one knows that I, the Soul, reside in the supreme abode.
67Jab tum bābā K|kē sāmnē ākar baiṭh jātē hō tō rōmāñch khaṛē hō jātē haĩ .
72When you come and sit in front of Baba you have goose pimples of happiness.
68Ōhō !
73“Oh!
69Śhivbābā jō gyān kā sāgar hai vah ismē̃ baiṭh hamkō paṛhātē haĩ .
74Shiv Baba, who is the Ocean of Knowledge, is sitting in this one and is teaching us!”
70Bākī kr̥iṣhṇa vā gōpiyō̃ key|kī tō bāt hī nahī̃ hai .
75There is no question of Krishna or gopis.
71Na yahā̃ , na satyug mē̃ hōṅgē .
76They neither exist here nor in the golden age.
72Vahā̃ tō har ēk prince apnē mahalō̃ mē̃ rahtē haĩ .
77There, every prince would live in his own palace.
73In sab bātō̃ kō vahī samajhē̃gē jō ākar bāp sē varsā lē̃gē .
78Only those who come and claim their inheritance from the Father will understand these things.
74Tō yah khuśhī bhī andar rahnī chāhiē .
79You should have this happiness in you.
75Kahtē bhī haĩ tum māt pitā … parantu iskā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .
80They say, “You are the Mother and Father”, but they don't understand the meaning of that.
76Pitā tō ṭhīk hai phir mātā kiskō kahā jātā hai .
81He is the Father, so then, who is the Mother?
77Mātā tō jarūr chāhiē .
82The Mother is definitely needed.
78Is mātā key|kī kōī mātā hō na sakē .
83That Mother cannot have a mother.
79Yah rāz baṛā samajhnē kā hai aur bāp kō yād karnā hai .
84This secret has to be understood very clearly.
80Bāp kahtē haĩ tumhārē mē̃ bhī kōī avguṇ nahī̃ hōnā chāhiē .
85You also have to remember the Father. 86The Father says: You should not have any defects.
81Gātē bhī haĩ mujh nirguṇ hārē mē̃ kōī guṇ nāhī .
87They sing: I am virtueless and I have no virtues.
82Ab bachchō̃ kō guṇvān bannā paṛē .
88You children now have to become virtuous.
83Kōī kām nahī̃ , kōī krōdh nahī̃ . 84Dēh kā ahaṅkār bhī nahī̃ chāhiē .
89You mustn't have any lust, anger or arrogance of the body.
85Is samay tum yahā̃ baiṭhē hō , jāntē hō ham yahā̃ haĩ phir murajhāis ādi kyō̃ ānī chāhiē .
90You are now sitting here; you know that you are here, and so why should you wilt?
86Parantu yah paripakva avasthā ant mē̃ hī hōgī .
91However, only at the end will your stage become firm.
87Gāyā bhī huā hai atīndriya sukh pūchhnā hō tō gōp gōpiyō̃ sē pūchhō .
92It has been remembered: If you want to know about supersensuous joy, ask the gopes and gopis.
88Yah ant mē̃ hōgā , aisē kōī kah nahī̃ saktā ki ham 75 pratiśhat atīndriya sukh mē̃ rahtē haĩ .
93This will be at the end. 94None can say that they stay in supersensuous joy 75% of the time.
89Is samay pāpō̃ kā bōjhā bahut hai .
95At this time, there is a huge burden of sin.
90Gurū kr̥ipā sē vā gaṅgā snān sē pāp nahī̃ kaṭ saktē haĩ .
96Sins cannot be cut away by the blessings of a guru or by bathing in the Ganges.
91Bāp ant mē̃ hī ākar knowledge dētē haĩ .
97It is only at the end that the Father comes and gives you knowledge.
92Dikhātē haĩ kanyā dvārā bāṇ maravāyē aur mar gayē .
98They have shown a kumari shot arrows and that he (Bhishmapitamai) died.
93Phir marnē K|kē samay gaṅgā jal pilāyā .
99He was given the water of the Ganges to drink when he was dying.
94Tum yahā̃ jab bēhōśh hō jātē hō tō tumkō bābā key|kī yād dilāī jātī hai .
100When you become unconscious here, you are reminded of Baba: Constantly remember Me alone.
95Māmēkam , yah bachchō̃ kō ādat paṛ jānī chāhiē . 96Aisē nahī kōī yād karāyē .
101You children should instil this habit. 102You should not have to rely on someone to remind you.
97Śharīr chhōṛnē K|kē samay āpēhī yād āvē , bigar kiskī madad K|kē bāp kō yād karnā hai .
103At the time of leaving your body you should automatically remember Baba. 104You have to remember the Father without help from anyone.
98Vē|way lōg tō mantra dētē haĩ . 99Vah tō common bāt hai .
105Those people give mantras, but that is a common thing.
100Us samay bahut mārāmārī ādi hōtī hai .
106At that time, there will be a lot of fighting and violence etc.
101Tum bhinn-bhinn sthān par rahtē hō .
107You stay at different places.
102Us samay aisē nahī̃ kahē̃gē śhiv-śhiv kahō .
108At that time, you won’t be told to say "Shiva, Shiva".
103Us samay pūrī yād chāhiē , lav|love chāhiē , tab hī number one pad prāpt kar sakē̃gē .
109At that time, you will have to be in complete remembrance and also have love for Him.
104Tum bachchē jāntē hō maĩ tumhārā bāp hū̃ , kalp pahlē bhī tum bachchō̃ kō gul-gul banāyā thā .
110Only then can you claim a number one status. 111You children know that I am your Father.
105Satyug mē̃ yōgbal sē fool|phūl bachchē paidā hōṅgē .
112I even made you children into beautiful flowers in the previous cycle.
106Duḥkh dēnē vālī chīz kōī vahā̃ hōtī nahī̃ . 107Nām hī hai svarg .
113In the golden age, children will be like flowers and born through the power of yoga.
108Parantu vahā̃ kaun nivās kartē haĩ - yah bhārat-vāsī jāntē hī nahī̃ .
114Nothing that causes sorrow will exist there. 115The very name is heaven!
109Śhāstrō̃ mē̃ aisī bahut bātē̃ likh dī haĩ ki vahā̃ bhī hiraṇyakaśhyap ādi thē - yah sab hai bhakti key|kī sāmagrī .
116However, the people of Bharat do not know who resides there. 117They have written many stories in the scriptures such as that Hirnakashapa existed there, etc.
110Bhakti bhī pahlē satōpradhān hōtī hai , pīchhē dhīrē-dhīrē tamōpradhān hōtī jātī hai .
118All of that is the paraphernalia of devotion. 119Devotion is at first satopradhan.
111Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō āsmān par chaṛhātā hū̃ .
120Then, later, it gradually becomes tamopradhan.
112Tum dhīrē-dhīrē nīchē ā jātē hō . 113Manuṣhya kōī key|kī mahimā hai hī nahī̃ .
121The Father says: I take you up to the sky and later you gradually come down.
114Sarv kā sadgati dātā ēk hī bāp hai .
122There is no praise of human beings.
115Bākī gurū lōg anēk prakār key|kī tīrtha yātrā ādi sikhlātē haĩ , phir bhī nīchē girtē rahtē haĩ .
123Only the one Father is the Bestower of Salvation for All. 124Those gurus teach you how to go on many types of pilgrimage etc.
116Bhakti mārg mē̃ mīrā kō bhal sākṣhātkār huā . 117Parantu vah kōī viśhva key|kī mālik thōṛēhī banī .
125In spite of that, you continue to fall. 126Although Meera had visions on the path of devotion, she didn't become a master of the world.
118Tumkō tō bābā kahtē haĩ jinn banō .
127Baba tells you to become genies.
119Tumkō kām dētā hū̃ sirph alpha , bē kō yād kartē rahō .
128I give you something to do: Simply continue to remember Alpha and beta.
120Agar thak jāyēṅgē , yād nahī̃ karē̃gē tō māyā kachchā khā jāyēgī .
129If you become tired and don't remember Me, Maya will eat you raw.
121Ēk kahānī bhī hai jinn khā gayā .
130There is also the story of the genie eating someone raw.
122Bābā bhī kahtē haĩ tum yād nahī̃ karē̃gē tō māyā kachchā khā jāyēgī .
131Baba says: If you don't remember Me, Maya will eat you raw.
123Yād mē̃ baiṭhnē sē khuśhī chaṛhtī hai .
132When you sit in remembrance, you experience happiness.
124Bābā hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ .
133Baba is making us into the masters of the world.
125Bābā sāmnē baiṭhē haĩ .
134Baba is sitting in front of you.
126Tum ātmāyē̃ suntī hō .
135You souls are listening to Him.
127Mīṭhē lāṛlē bachchē maĩ tumkō muktidhām mē̃ lē chalnē āyā hū̃ .
136Sweet, beloved children, I have come to take you to the land of liberation.
128Bhal vāpis jānē key|kī kōśhiśh bahut kartē haĩ , parantu kōī jā nahī̃ saktē .
137Although many people try to go back home, no one is able to do so.
129Kaliyug kē bād satyug , rāt kē bād din ānā hī hai .
138The golden age has to come after the iron age; day has to follow night.
130Tum jāntē hō satyug mē̃ ham hī hōṅgē .
139You know that only we will exist in the golden age.
131Bābā phir sē hamkō rājya bhāgya dētē haĩ .
140Baba is once again giving us our fortune of the kingdom.
132Khuśhī kā pārā chaṛhēgā ant mē̃ .
141The mercury of happiness will rise at the end.
133Jab final hōṅgē , vināśh hō jāyēgā .
142Destruction will take place in the final moments.
134Tum sākṣhī hōkar dēkhtē rahē̃gē .
143You will continue to see everything as detached observers.
135Khūnē nāhēk khēl hai nā .
144There will be unnecessary bloodshed.
136Kyā gunāh kiyā hai , jō mārnē liē bombs ādi banāyē haĩ .
145What crime have people committed that bombs etc. have been manufactured to kill everyone?
137Marē̃gē tō sahī .
146Everyone will of course die.
138Vah bhī samajhtē haĩ hamkō kōī prēr rahē haĩ . 139Jō nahī̃ chāhtē bhī ham yah bombs ādi banātē haĩ .
147They believe that someone is inspiring them to make those bombs etc. against their conscious wish.
140Kharchā tō bahut hōtā hai .
148There is a lot of expense.
141Drama mē̃ nūndh hai , insē vināśh hōnā hī hai .
149It is fixed in the drama that destruction has to take place through them.
142Anēk dharm bīch ēk dharm rājya kar na sakē .
150One religion cannot rule amongst many other religions.
143Ab anēk dharmō̃ kā vināśh hō ēk dharm key|kī sthāpanā hōnī hai .
151The innumerable religions are now to be destroyed and the one religion established.
144Tum jāntē hō ham bābā key|kī śhrīmat par rājya sthāpan kar rahē haĩ .
152You know we are establishing the kingdom by following Baba's shrimat.
145Vah phir chalē jātē haĩ maidān par drill ādi sīkhnē kē liē .
153Those people go away to learn drill on a field.
146Samajhtē haĩ marnā aur mārnā hai .
154They believe they have to kill or be killed.
147Yahā̃ tō vah bāt nahī̃ .
155It is not like that here.
148Bahut khuśhī rahnī chāhiē ki bābā āyā hai .
156You should have a lot of happiness that Baba has come.
149Prāchīn bhārat kā rājyōg nirākār bhagvān nē hī sikhāyā thā .
157It was incorporeal God who taught the ancient Raja Yoga of Bharat.
150Nām badalkar kr̥iṣhṇa rakh diyā hai .
158They changed the name and mentioned the name of Krishna.
151Sannyāsī lōg samajhtē haĩ hamārā hī prāchīn yōg hai .
159Sannyasis believe their yoga is the ancient yoga.
152Tumkō kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .
160Everything is explained to you so clearly.
153Bachchē mujhē pahchāntē hō - maĩ tumhārā bāp hū̃ .
161Children, do you recognise Me? 162I am your Father.
154Mujhē hī patit-pāvan , gyān kā sāgar kahtē hō .
163I alone am called the Purifier and the Ocean of Knowledge.
155Kr̥iṣhṇa tō patit duniyā mē̃ ā na sakē .
164Krishna cannot come into the impure world.
156Kr̥iṣhṇa kō phir dvāpar mē̃ lē gayē haĩ .
165They have portrayed Krishna in the copper age.
157Kitnī galat-phahamī hai , bilkul tamōpradhān ban gayē haĩ .
166That is such a great mistake. 167They have become completely tamopradhan.
158Maĩ ātā hī tab hū̃ - jab sabkō muktidhām mē̃ lē jānā hai .
168I come when everyone has to be taken to the land of liberation.
159Tum jāntē hō ham paṛh rahē haĩ .
169You know that you are studying.
160Ham godly student haĩ .
170We are Godly students.
161Yah simraṇ kartē rahō tō rōmāñch khaṛē hō jāyēṅgē .
171Continue to churn this and you will have goose pimples of happiness.
162Bābā tum bachchō̃ kō gyān kā garbh dhāraṇ karā rahē haĩ .
172Baba is making you children understand concepts of knowledge.
163Phir tum yah bhūl kyō̃ jātē hō .
173So, why do you forget them?
164Bachchā paidā huā aur bābā kahnē lag paṛā .
174As soon as a child is born, he begins to say, “Baba”.
165Samajh jātē haĩ ham vāris haĩ .
175You understand that you are heirs.
166Tō nirantar dādē kō yād karō .
176Therefore, constantly remember the Grandfather.
167Bābā mat dētē haĩ bachchē kām mahāśhatru hai , isnē tumkō ādi-madhy-ant bahut duḥkh diyā hai .
177Baba is giving the direction: Children, lust is a great enemy. 178It has caused you a lot of sorrow from its beginning through the middle to the end.
168Yah hai mr̥ityulōk , vaiśhyālay .
179This is the land of death, the brothel.
169Rām śhivālay banātē haĩ , jismē̃ dēvī-dēvtā dharm kā rājya hōtā hai .
180Rama is creating Shivalaya, the temple in which there is the kingdom of deities.
170Parantu unhōnnē kaisē rājya liyā , kab liyā , yah tum ab jān gayē hō .
181However, how and when did they claim their kingdom? 182You now know this.
171Vah samajhtē god goddess kabhī punarjanma nahī̃ lētē haĩ .
183Those people think that gods and goddesses never take rebirth.
172Kis ēk baṛē kō samajh mē̃ ā jāyē tō āvāj phail jāyēgā .
184If one important person were to understand these things, the sound would spread.
173Garīb key|kī tō kōī bāt nahī̃ suntē .
185No one listens to the poor.
174Tumhārē mē̃ bhī number-vār dhārṇā vālē haĩ .
186Among you too, there are those who imbibe this, numberwise.
175School ēk hī hai . 176Teacher ēk hī hai . 177Bākī paṛhnē vālē sab number-vār haĩ .
187There is just the one school and the one Teacher but the students are all numberwise.
178Achchhā !
188Achcha.
179Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
189To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
180Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
190The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
181Dhārṇā kē liē mukhya sār :
191Essence for dharna:
1821 ) māyā K|kē war|vār sē bachnē kē liē jinn ban alpha aur bē kō yād kartē rahnā hai .
192 1. In order to be protected from any attacks of Maya, become a genie and continue to remember Alpha and beta.
183Sir par jō pāpō̃ kā bōjhā hai usē yōgbal sē utārnā hai .
193Remove the burden of sin on your head with the power of yoga.
184Atīndriya sukh mē̃ rahnā hai .
194Stay in supersensuous joy.
1852 ) mukh sē sirph śhiv-śhiv nahī̃ karnā hai .
195 2. Don't just chant the name of Shiva with your mouth.
186Bāp sē sachchā lav|love rakhnā hai .
196Have true love for the Father.
187Kāṇṭō̃ sē fool|phūl banānē key|kī sēvā mē̃ tatpar rahnā hai .
197Remain busy in doing the service of changing thorns into flowers.
188Vardān : niśhchint sthiti dvārā yathārth judgement dēnē vālē niśhchaybuddhi vijayī-ratna bhav
198Blessing: May you make accurate judgments with your carefree stage and become a victorious jewel with faith in your intellect.
189Sadā vijayī bannē kā sahaj sādhan hai - ēk bal , ēk bharōsā .
199 The easy way to become constantly victorious is to have one strength and one Support.
190Ēk mē̃ bharōsā hai tō bal miltā hai .
200When you have faith in One, you receive power.
191Niśhchay sadā niśhchint banātā hai aur jiskī sthiti niśhchint hai , vah her|har kārya mē̃ saphal hōtā hai kyōṅki niśhchint rahnē sē buddhi judgement yathārth kartī hai .
201Faith constantly makes you carefree and those who have a carefree stage are successful in every task they perform. 202By being carefree, your intellect is able to make accurate judgments.
192Tō yathārth nirṇay kā ādhār hai-niścayabuddhi , niśhchint .
203So, the basis of making accurate decisions is to have an intellect with faith and being carefree.
193Sōchnē key|kī bhī āvaśhyaktā nahī̃ kyōṅki follow father karnā hai , kadam par kadam rakhnā hai , jō śhrīmat miltī hai usī pramāṇ chalnā hai .
204You don’t even have to think because you just have to follow the Father, place your steps in His steps and move along according to the shrimat you receive.
194Sirph śhrīmat K|kē kadam par kadam rakhtē chalō tō vijayī ratna ban jāyēṅgē .
205Simply continue to place your steps in the steps of shrimat and you will become a victorious jewel.
195Slōgan : man mē̃ sarv kē prati kalyāṇ key|kī bhāvnā rakhnā hī viśhva kalyāṇkārī bannā hai . 196Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya 197Is saṅgam samay par īśhvarīy knowledge jō hamē̃ mil rahī hai kyā yahī knowledge phir sē satyug mē̃ milēgī ? 198Ab is par samjhāyā jātā hai ki satyug mē̃ tō ham svayã gyān svarūp haĩ .
206Slogan: For your mind to have benevolent feelings for everyone is to be a world benefactor.
199Dēvtāī prālabdh bhōg rahē haĩ , vahā̃ gyān key|kī lēn dēn nahī̃ chaltī , gyān key|kī jarurat hai ajñāniyō̃ kō .
207*** Om Shanti *** 208Invaluable elevated versions by Mateshwariji. 209Will we receive the Godly knowledge that we are receiving now at the confluence age in the golden age too?
200Satyug mē̃ tō sab gyān svarūp haĩ , vahā̃ kōī agyānī rahtā hī nahī̃ hai , jō gyān dēnē key|kī jarurat rahē .
210For this, it is explained that in the golden age, we ourselves will be embodiments of knowledge. 211We will be experiencing our deity reward.
201Is samay ham sārē virāṭ drama K|kē ādi madhya ant kō jāntē haĩ .
212There is no exchange of knowledge there. 213It is those who have no knowledge who need knowledge.
202Ādi mē̃ ham kaun thē , kahā̃ sē āyē aur madhya mē̃ karmbandhan mē̃ phansē phir kaisē girē , ant mē̃ hamkō karmbandhan sē atīt hō karmātīt dēvtā bannā hai .
214In the golden age, all are embodiments of knowledge. 215There is no one ignorant there that there would be a need to give them knowledge. 216At this time, we know the beginning, middle and end of the whole unlimited drama. 217Who were we in the beginning?
203Abhī jō puruṣhārth chal rahā hai , issē ham bhaviṣhya prālabdh satyugī dēvtā bantē haĩ .
218Where did we come from? 219How did we become trapped in the bondage of karma in the middle and then how did we fall?
204Agar vahā̃ hamkō yah mālūm hōtā ki ham dēvtāyē̃ girē̃gē tō yah khyāl ānē sē khuśhī gāyab hō jātī , tō vahā̃ girnē key|kī knowledge nahī̃ hai .
220At the end, we have to go beyond the bondage of karma and become karmateet deities. 221With the effort we are making now, we will have the future reward, that is, of being golden-aged deities.
205Yah khyālāt vahā̃ nahī̃ rahtī , hamkō is knowledge dvārā ab mālūm paṛā hai ki hamkō chaṛhnā hai aur sukh key|kī jīvan banānī hai .
222If we had the knowledge there that we deities would fall, our happiness would disappear with that thought. 223So, we don’t have the knowledge of our falling there.
206Ādhākalp apnī prālabdh bhōg phir apnē āpkō vismr̥it kar māyā K|kē vaśh hōkar gir jātē haĩ .
224We don’t have these thoughts there. 225Through this knowledge, we now know that we have to ascend and create our lives of happiness.
207Yah chaṛhnā aur girnā anādi banā banāyā khēl hai .
226We will experience our reward for half the cycle, then forget ourselves, be influenced by Maya and fall.
208Yah sārī knowledge abhī buddhi mē̃ hai , yah satyug mē̃ nahī̃ rahtī .
227This ascending and descending is an eternally predestined play. 228We have all of this knowledge in our intellects at this time.
209Achchhā - ōm śhānti .
229It doesn’t exist in the golden age. 230Achcha.