सोमवार 23 मई 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

023-05-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 23/05/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bāp key|kī śhrīmat par chalnē sē ūñch banē̃gē , rāvaṇ key|kī mat par chalnē sē sārī ijjat hī miṭṭī mē̃ mil jāyēgī ' '

1Essence: Sweet children, by following the Father's directions, you become elevated. 2By following Ravan's dictates, all your honour turns to dust.

Question

2Praśhna  : īśhvarīy birth right lēnē vālē vāris bachchō̃ key|kī niśhānī sunāō  ?

3Question: What are the signs of heir children who claim their Godly birthright?

Answer

3Uttar  : aisē vāris bachchē - 1 - bāp kō pūrā-pūrā follow kartē huē chalē̃gē .

4Answer: Heir children: 1) They follow the Father fully. 52) They keep themselves very safe from the company of shudras.

42 - śhūdrō̃ K|kē saṅg sē bahut-bahut sambhāl rakhē̃gē . 5Kabhī bhī unkē saṅg mē̃ ākar bāp key|kī śhrīmat mē̃ apnī manmat mix nahī̃ karē̃gē .

6They never become influenced by their company and do not mix up the dictates of their own minds with the Father's directions.

63 - apnā sachchā-sachchā pōtāmēl bāp kō sunāyēṅgē .

73) They tell the Father their true chart.

74 - ēk dō kō sāvdhān kartē unnati kō pātē rahē̃gē .

84) They continue to make progress by cautioning one another.

85 - kabhī bhī bāp kā hāth chhōṛnē kā saṅkalp bhī nahī̃ karē̃gē .

95) They never think of letting go of the Father's hand.

Song

9Gīt  : mātā ō mātā tū sabkī bhāgya vidhātā …

10Song: Mother, o mother, you are the bestower of fortune for all.

Murli

10Ōm śhānti .

11Om shanti.

11Bachchō̃ nē yah gīt sunā .

12You children heard the song.

12Jagat ambā kāmdhēnu kā varṇan tō hai hī . 13Yah mahimā hai jagat ambā key|kī .

13This is the praise of the World Mother, Kamdhenu (cow that fulfils all desires).

14Vāstav mē̃ gupta rūp mē̃ tō yah brahmaputrā nadī bhī hai .

14This is the praise of Jagadamba. 15In fact, she too is the Brahmaputra River in an incognito way.

15Gāyā bhī jātā hai tum māt pitā . . . śhivbābā brahmā K|kē mukh kamal sē bachchē paidā kartē haĩ .

16It is sung: You are the Mother and Father and we are Your children. 17Shiv Baba creates children through the lotus mouth of Brahma.

16Tō yah mātā hō gaī nā .

18So he is the mother.

17Yah haĩ guhya bātē̃ .

19These are very deep matters.

18Yah bātē̃ śhāstrō̃ mē̃ nahī̃ haĩ .

20These things are not mentioned in the scriptures.

19Bābā nē samjhāyā hai śhāstra haĩ bhakti mārg kī sāmagrī .

21Baba has explained that the scriptures are the paraphernalia of the path of devotion.

20Bāp baiṭh sab śhāstrō̃ kā sār samjhātē haĩ .

22The Father sits here and explains to you the essence of all the scriptures.

21Aisē nahī̃ ki gītā par samjhātē haĩ .

23It isn't that He speaks the Gita.

22Nahī̃ , bāp tō khud hī gyān kā sāgar hai .

24No, the Father Himself is the Ocean of Knowledge.

23Bhal yah gītā bhāgavat ādi paṛhā huā hai . 24Śhivbābā kē liē aisē nahī̃ kahē̃gē ki vah sab paṛhā huā hai .

25Although this one has studied the Gita and the Bhagawad, you wouldn't say of Shiv Baba that He has studied everything.

25Nahī̃ , vah tō knowledgeful hai .

26No, He is knowledge-full.

26Kahtē haĩ maĩ is manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bīj hū̃ .

27He says: I am the Seed of this human world tree.

27Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā mērē mē̃ knowledge hai .

28I have the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.

28Bāp kahtē haĩ maĩ iskā varṇan kartā hū̃ - is brahmā dvārā .

29The Father says: I speak this through Brahma.

29Phir yah varṇan prāyaḥ lōp hō jāyēgā .

30Then, everything He has spoken will disappear.

30Yah sachchī gītā jō abhī tum banātē hō vah bhī hāth mē̃ nahī̃ āyēgī .

31The true Gita you have written now will not be with you either.

31Gītā ādi tō bhakti mārg K|kē śhāstra haĩ , vē|way hī phir nikalē̃gē .

32The Gita etc. are scriptures of the path of devotion and they will emerge again.

32In śhāstra ādi paṛhnē sē kiskō sadgati nahī̃ miltī .

33No one receives salvation by reading those scriptures etc.

33Tum bachchē jāntē hō yah jō bhī actors haĩ , pahlē sab bigar śharīr muktidhām mē̃ thē phir yahā̃ ākar śharīr dhāraṇ kar part bajātē haĩ .

34You children know that these actors are at first in the land of liberation without bodies. 35Then they come here, adopt bodies and play their parts.

34Vah bhī ātmā mē̃ avināśhī part bharā huā hai .

36Those imperishable parts are recorded in souls.

35Yah sr̥iṣhṭi kā chakra bhī ēk hai , inkā rachayitā bhī ēk hai .

37There is just one world cycle and its Creator is only One.

36Ēk hī sr̥iṣhṭi kā chakra phirtā rahtā hai .

38There is only one world cycle that continues to turn.

37Yah hai avināśhī banā banāyā drama .

39This drama is eternally predestined.

38Satyug mē̃ dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .

40In the golden age, there used to be the kingdom of deities.

39Abhī tum phir sē ban rahē hō .

41You are now becoming those once again.

40Parampitā paramātmā pahlē-pahlē brahmā mukh sē brāhmaṇ sr̥iṣhṭi rachtē haĩ .

42The Supreme Father, the Supreme Soul, first of all created the Brahmin world through the mouth of Brahma.

41Pahlē-pahlē naī sr̥iṣhṭi hai saṅgam key|kī .

43First of all, there is the new world of the confluence.

42Purānā aur nayā .

44There is the old and the new.

43Brāhmaṇ haĩ chōṭī .

45Brahmins are the topknot.

44Pair aur chōṭī , iskō saṅgam kahtē haĩ .

46The feet and the topknot are said to be the confluence.

45Tum brāhmaṇ bāp kē sāth viśhva key|kī rūhānī sēvā kartē hō .

47You Brahmins are doing spiritual service of the world with the Father.

46Bāp bhī rūhō̃ key|kī service kartē haĩ .

48The Father is serving the spirits.

47Tum bhī rūhō̃ key|kī service kartē hō arthāt jō tamōpradhān ban gayē haĩ unkō satōpradhān banātē hō .

49You too are serving spirits; you are making them satopradhan from tamopradhan.

48Tō bāp key|kī śhrīmat par chalnē vālē hī ūñch tē ūñch pad pāyēṅgē .

50Therefore, only those who follow the Father's shrimat will claim the highest-on-high status.

49Bachchō̃ kō śhrīmat sē hī śhrēṣhṭh bannā hai .

51You children have to become elevated by following shrimat.

50Tum bachchē jāntē hō ham sō dēvī-dēvtā , sūryavanśhī chandravanśhī thē phir māyā nē hamārī ijjat lē lī , pūjya sē pujārī patit banā diyā .

52You children know you were deities, the sun dynasty, and became the moon dynasty and then Maya made you lose your honour and, from being worthy of worship, made you into impure worshippers.

51Śhrīmat sē manuṣhya śhrēṣhṭh ban jātē haĩ phir rāvaṇ key|kī mat sē sārī ijjat miṭṭī mē̃ mil jātī hai .

53Human beings become elevated by following shrimat and then, by your following the dictates of Ravan, all your honour turns to dust.

52Ab phir śhivbābā key|kī mat par chalnē sē naī duniyā mē̃ dēvtā banē̃gē .

54Now, by following Shiv Baba's directions, you will become deities in the new world.

53Kadam-kadam śhrīmat par chalnā hai .

55Follow shrimat at every step.

54Gāndhī jī bhī nayā bhārat , nayā rājya chāhtē thē .

56Gandhiji also wanted a new Bharat and a new kingdom.

55Parantu naī duniyā tō satyug kō kahā jātā hai .

57However, the golden age is called the new world.

56Yahā̃ tō din-pratidin duḥkh baṛhtā hī jātā hai .

58Here, day by day, sorrow continues to increase.

57Bābā kahtē haĩ duḥkh baṛhnā hī hai , tab tō maĩ ātā hū̃ .

59Baba says: Sorrow has to increase. 60This is why I come.

58Maĩ apnē vāydē anusār phir sē ākar sahaj rājyōg sikhātā hū̃ .

61I come according to the promise I made and I teach you easy Raja Yoga once again.

59Śhāstra tō bād mē̃ bantē haĩ .

62The scriptures are created later.

60Yah gītā ādi bhī vahī banē̃gē .

63The same Gita etc. will be created again.

61Ab is vināśh jvālā mē̃ sab khatm hōṅgē .

64Now, everything is to be destroyed in the flames of destruction.

62Tum is chakra kō jāntē hō .

65You know this cycle.

63Tum bachchō̃ kō school mē̃ jākar samjhānā hai .

66You children have to go and explain in schools.

64Tumhārī hai had key|kī history-geography , iskō kōī world key|kī history-geography nahī̃ kahē̃gē .

67Your history and geography is limited. 68That cannot be called world history and geography.

65Bachchō̃ kō tō bēhad key|kī history - geography sikhlānī chāhiē , tab yah ūñch pad pā saktē haĩ .

69Children should be taught the unlimited history and geography so they can then claim a high status.

66Had key|kī history-geography sē had kā pad miltā hai .

70Through limited history and geography you receive a limited status.

67Yah hai bēhad key|kī .

71This is unlimited.

68Ismē̃ tīnō̃ lōkō̃ kā gyān ā jātā hai .

72The knowledge of all three worlds is included in this.

69Ādi mē̃ nirākārī duniyā mē̃ bahut ātmāyē̃ rahtī haĩ .

73At the beginning, there are many souls living in the incorporeal world.

70Ant mē̃ phir sabhī ātmāyē̃ nīchē ā jātī haĩ .

74By the end, all souls will have come down here.

71Sūkṣhmavatan vāsī brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā part bhī abhī hai .

75The parts of Brahma, Vishnu and Shankar, residents of the subtle region, exist at this time.

72Tō tum unhō̃ sē pūchh saktē hō ki tum jāntē hō ki satyug mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .

76So, you can ask people if they know that there used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan in the golden age.

73Phir kyā huā  ?

77What happened then?

74Kyā trētā K|kē ant tak ēk hī lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā  ?

78Was it the kingdom of just the one Lakshmi and Narayan till the end of the silver age?

75Kitnā samay rājya kiyā aur kitnī area par  ?

79For how long did they rule and over how large an area did they rule?

76Abhī tō āsamān-jamīn mē̃ bhī partition hō gayē haĩ .

80Now they have even partitioned the sky and the earth.

77Vahā̃ yah bātē̃ hōtī nahī̃ .

81These things do not exist there.

78Vahā̃ bhārat mē̃ bēhad kā rājya chaltā hai . 79Abhī tō kitnē ṭukṛē hō gayē haĩ .

82There, there is the unlimited kingdom in Bharat; it has now been divided into so many pieces.

80Yah sab milkar ēk hō̃ , sō tō hō nahī̃ saktā .

83It is not possible for all of them to become united and become one.

81Ab bāp bēhad key|kī history-geography sunātē haĩ .

84The Father is now telling you the unlimited history and geography.

8284 K|kē chakra mē̃ world key|kī history-geography ā jātī hai aur phir sāth mē̃ pavitratā bhī jarūr chāhiē .

85The world history and geography is included in the cycle of 84 births. 86Together with this, purity is also definitely needed.

83Abhī no|know purity , no|know peace|pīs , no|know prosperity hai .

87Now, there is no purity, no peace and no prosperity.

84Manuṣhya samajhtē haĩ sannyāsiyō̃ kē pās jānē sē śhānti miltī hai .

88People think they can receive peace by going to the sannyasis.

85Bāp kahtē haĩ śhānti tō tumhārē galē kā hār hai .

89The Father says: Peace is the garland around your neck.

86Vāstav mē̃ aham ātmā kā svadharm hai hī śhānt .

90In fact, the original religion of oneself, a soul, is peace.

87Ātmā kahā̃ key|kī rahnē vālī hai  ? 88Tō kahē̃gē nirvāṇdhām key|kī .

91Where do souls reside? 92They are said to reside in the land beyond sound (nirvana).

89Jab ātmā kā svadharm hī śhānt hai tō gurūō̃ ādi sē kyā śhānti milēgī  ?

93Since the original religion of souls is peace, what peace are you going to receive from gurus etc?

90Aśhānt karnē vālī hai māyā .

94It is Maya that makes you peaceless.

91Jab śhrīmat sē is māyā par jīt prāpt karē̃ tab satyug mē̃ pavitratā , sukh , śhānti kā varsā pāyē̃ .

95When you conquer Maya by following shrimat, you can receive your inheritance of purity, peace and happiness in the golden age.

92Vahā̃ kab kōī nahī̃ kahēgā ki maĩ aśhānt hū̃ , mērē kō śhānti chāhiē .

96There, no one would say that he is peaceless or that he needs peace.

93Bhārat mē̃ hī pavitratā-sukh-śhānti thī .

97There used to be purity, peace and happiness in Bharat alone.

94Abhī tum śhūdra sē badal brāhmaṇ banē hō .

98You have now changed from shudras into Brahmins.

95Is samay bhāratvāsiyō̃ kō yah bhī patā nahī̃ ki ham kis dharm K|kē haĩ .

99At this time, the people of Bharat don’t know which religion they belong to.

96Hamārā dharm kisnē aur kab rachā  ?

100Who created our religion and when?

97Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kā kiskō patā nahī̃ hai .

101No one knows about the original eternal deity religion.

98Ārya aur anārya .

102There is Aryan and Non-Aryan.

99Dēvtāō̃ kō bhagvān bhagvatī kahtē haĩ , kyōṅki bhagvān nē khud svarg key|kī sthāpanā kī hai .

103Deities are said to be gods and goddesses because God Himself established heaven.

100Parantu unhō̃ kā nām phir bhī dēvī-dēvtā hai .

104However, they are still called deities.

101Bhārat kā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm hai , na ki hindū .

105The religion of Bharat is the original eternal deity religion, not the Hindu religion.

102Yah bāp sārī bātē̃ samjhā rahē haĩ .

106The Father is explaining all of these things to you.

103Yah bhī tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ number-vār baiṭhtā hai .

107This sits in the intellects of you children, numberwise.

104Bahut bachchē haĩ jō śhivbābā kō haphtē mē̃ ēk bār bhī muśhkil yād kartē haĩ .

108There are many children who hardly remember Shiv Baba even once in a whole week.

105Saṅg sāth na hōnē K|kē kāraṇ yād bhūl jātī hai .

109Because of not having right company, they forget to remember Him.

106Ismē̃ tō saṅg chāhiē brāhmaṇō̃ kā , jō ēk dō kō sāvdhān kartē rahē̃ .

110Here, you need the company of Brahmins who continue to caution one another.

107Śhūdrō̃ kā saṅg hōgā tō kuchh asar jarūr paṛēgā .

111If you have the company of shudras, it will definitely affect you in some way.

108Bāp sē pūrā varsā lēnē kē liē follow karnā chāhiē .

112You should follow the Father in order to claim your full inheritance from Him.

109Dhandhē-dhōrī mē̃ rahtē bābā kō sach likhē̃ ki bābā ham vyavahār mē̃ rahtē , factory ādi mē̃ rahtē kitnā yād mē̃ rahē .

113While doing your business, tell Baba the truth: Baba, this is how much I stayed in remembrance while interacting with others, at the factory etc.

110Apnā-apnā yād kā chart bhējnā chāhiē tō bābā bhī samajhē ki yah achchhā purūṣhārthī hai .

114You should send your chart of remembrance to Baba so Baba can understand that you are a good effort-maker.

111Yahā̃ tō kaī bāpdādā kō patra bhī nahī̃ likhtē haĩ .

115Here, some don’t even write a letter to BapDada.

112Bābā samajhtē haĩ kōī satōpradhān purūṣhārth kartē haĩ , kōī rajō , kōī tamō .

116Baba understands that some make satopradhan effort, some make rajo effort and others make tamo effort.

113Tamō purūṣhārthī jō hōgā vah sūryavanśhiyō̃ kē pās ākar naukrī karēgā .

117Those who are tamo effort-makers will go and serve those who become the sun dynasty.

114Sāhūkār prajā kē āgē jākar naukar banēgā .

118They will also become servants of wealthy subjects.

115Insē bhī cum|kam pad uskā hōtā hai jō bāp K|kē bankar āśhcharyavat sunantī , kathantī , phārkatī dēvantī . . . unkī durgati sabsē burī hōtī hai .

119An even lower status than that is received by those who belong to the Father, who are amazed by the knowledge as they listen to it, who relate it to others and who then divorce the Father; their condition is the worst of all.

116Bāp kā pūrā varsā lēnā hai tō pōtāmēl bhējē̃ tab bābā result dēgē .

120If you want to claim your full inheritance, then send your chart to Baba so Baba can give you the result.

117Pūrā purūṣhārth nahī̃ kartē tō māyā ēkdam khā jātī hai isliē bābā kahtē haĩ saṅg bahut jarūrī hai .

121If you don't make full effort, Maya will completely swallow you. 122This is why Baba says: The right company is essential.

118Saṅg hōgā tō samajhē̃gē ham īśhvarīy kul K|kē haĩ .

123If you have the right company, you will understand that you belong to God’s clan.

119Bāp samjhātē haĩ strī purūṣh hō bhal sāth rahō .

124The Father explains: Husband and wife may live together.

120Agar āg lag gaī tō khalās hō jāyēṅgē .

125If fire breaks out, everything is finished.

121Bābā K|kē tō ḍhēr bachchē haĩ .

126Baba has many children.

122Āyēṅgē bhī aur marē̃gē bhī .

127Many will come and many will die.

123Īśhvarīy birth āsurī birth sē ūñch hai .

128The Godly birth is higher than a devilish birth.

124Ājkal āsurī birth day bahut manātē rahtē haĩ .

129Nowadays, many people celebrate their worldly birthdays.

125Unkō cancel kar īśhvarīy birth day manānā śhurū karnā chāhiē tō pakkā hō jāyē .

130That should be cancelled and spiritual birthdays should be celebrated so that it becomes firm.

126Bābā rāy dētē haĩ purānā birth manānā cancel kar nayā manāō .

131Baba advises: Cancel celebrating your old birthday and celebrate your new birthday.

127Ājkal śhādī kā ḍē|day bhī manātē haĩ .

132Nowadays, they even celebrate their wedding anniversaries.

128Vah bhī cancel kar dēnā chāhiē .

133They too should be cancelled.

129Change ānī chāhiē .

134There have to be some changes.

130Bāp sikīladhē bachchō̃ kō kahtē haĩ yah kōī naī bāt nahī̃ .

135The Father tells you long-lost and now-found children: This is not anything new.

131Tum anēk bār rājya bhāgya ganvātē aur lētē hō .

136You have lost your fortune of the kingdom many times and have then claimed it back again.

132Kalp-kalp bāp kē pās ēk janm sacrify kar 21 janm kā sukh pāyā hai tō kyō̃ na ham pavitra banē̃gē .

137Every cycle you sacrifice one birth to the Father and attain happiness for 21 births. 138Therefore, why should you not become pure?

133Bābā āpkī śhrīmat par chalē̃gē .

139Baba, I will follow Your shrimat.

134Ādhākalp āsurī mat par chalē haĩ , tō yahā̃ bahut khabardārī rakhnī hai .

140You have been following devilish directions for half the cycle and so you have to remain very cautious here.

135Baṛā bhārī varsā hai . 136Bāt mat pūchhō .

141The inheritance is so large; don't even ask!

137School mē̃ imtahān mē̃ nā-pass hōtē haĩ tō mũh hī pīlā hō jātā hai .

142When students fail their examinations at school, their faces grow pale.

138Yahā̃ bhī bahut sazā khānī paṛtī hai .

143Here, a lot of punishment has to be experienced.

139Bābā sākṣhātkār karātē haĩ . 140Ham khud tumkō paṛhātē thē aur kahtē thē śhrīmat par chalō phir bhī nahī̃ mānā .

144Baba gives you visions of that: I, Myself, taught you and told you to follow shrimat and you didn't obey Me.

141Kitnā gunāh kiyā , sau guṇā daṇḍ dētē haĩ kyōṅki bāp key|kī service mē̃ vighna ḍāltē haĩ .

145You committed such a crime that one hundred-fold punishment has accumulated because you created obstacles in the Father's service.

142Bāp key|kī nindā karātē haĩ .

146You have had the Father defamed.

143Śhrīmat par chalnē vālā sadā mīṭhā hōgā .

147Those who follow shrimat will always be very sweet.

144Kis par krōdh kiyā tō samjhō āsurī mat .

148If you become angry with someone, you can understand that you are following devilish dictates.

145Kōī samajhtē bābā nē sabhā mē̃ hamārī ijjat lī , sabkē āgē sunāyā .

149Some think Baba lost their honour in a gathering by saying something about them in front of everyone.

146Arē bēhad kā bāp tō sabkī ijjat baṛhātē haĩ .

150Oh! but the unlimited Father is making everyone increase their honour.

147Bābā kō itnē ḍhēr bachchē haĩ .

151Baba has so many children.

148Ēk-ēk kō chhipākar samjhāyēṅgē kyā  ?

152Would He explain to each one privately?

149Bāp tō sabkē sāmnē kah dētē haĩ .

153The Father says everything in front of everyone.

150Bāp key|kī śhrīmat sē hī śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh banē̃gē .

154It is only by following the Father's shrimat that you will become the most elevated of all.

151Apnī mat par chalē tō gir paṛē̃gē .

155If you follow your own dictates you will fall.

152Girtē-girtē mar paṛē̃gē .

156By falling, you will eventually die.

153Yahā̃ tō hai chintāō̃ key|kī chitā .

157Here, there is a pyre of worries.

154Bāp tō vahā̃ lē jātē haĩ jahā̃ chintā kā nām nahī̃ .

158The Father is taking you to a place where there is no mention of worry.

155Tō śhrīmat par chalnā paṛē .

159Therefore, you have to follow shrimat.

156Phir jō chāhē sō banō .

160You can then become whatever you want.

157Śhrī lakṣhmī kō varnē key|kī himmat chāhiē .

161You need courage to be able to marry Shri Lakshmi.

158Apnā mũh āinē mē̃ dēkhnā chāhiē - ham kahā̃ tak lāyak banē haĩ  !

162Look at your face in the mirror to see to what extent you are worthy.

159Jahā̃ tak jīnā hai tab tak knowledge lētē rahnā hai .

163Continue to take knowledge for as long as you live.

160Jagat ambā K|kē tum hō bachchē .

164You are children of Jagadamba (World Mother).

161Jō mama key|kī mahimā sō tum bachchō̃ key|kī .

165The praise of Mama is also the praise of you children.

162Jagat ambā phir mukhya hō jātī hai .

166Jagadamba becomes the main one.

16316 hajār , 108 key|kī bhī mālā hai . 164Rūdra yagya jab rachtē haĩ tō lākh sāligrām aur ēk śhiv kā chitra banātē haĩ .

167There is also the rosary of 16,108. When they create a sacrificial fire, they make hundreds of thousands of saligrams and one image of Shiva.

165Tō jarūr vah sab madadgār hōṅgē nā .

168Therefore, surely all of those were helpers.

166Tum sabhī hō rūhānī yātrā vālē , brahmā K|kē mukh vaṅśhāvalī , saṅgamyugī brāhmaṇ .

169All of you are those on the spiritual pilgrimage. 170You are the mouth-born creation of Brahma, the confluence-aged Brahmins.

167Parampitā paramātmā brahmā dvārā naī rachnā rachtē haĩ .

171The Supreme Father, the Supreme Soul, creates a new creation through Brahma.

168Dharm K|kē bachchē banātē haĩ .

172He has adopted you children.

169Tum śhūdra dharm sē badal ākar brahmā mukh vaṅśhāvalī bantē hō .

173You have converted from the shudra religion and become the mouth-born creation of Brahma.

170Māyā baṛī duśhman hai .

174Maya is a great enemy.

171Yōg lagānē nahī̃ dētī .

175She doesn't allow you to have yoga.

172Bābā kahtē aisē kabhī nahī̃ kahnā hai ki hamkō yōg mē̃ biṭhāō . 173Ēk jagah baiṭh yōg lagānē key|kī ādat paṛ jāyēgī , tō phir chaltē phirtē yōg lagēgā nahī̃ .

176Baba says: Never ask to be especially seated in yoga. 177If you instil the habit of especially sitting down in one place to have yoga, you won't be able to have yoga while walking and moving around.

174Kahē̃gē ki ham dīdī kē pās jākar yōg mē̃ baiṭhē̃gē .

178You would then say: I will go and sit with a Didi to have yoga.

175Bāp tō kahtē chaltē-phirtē bāp aur varsē kō yād karō . 176Bas .

179The Father says: Remember the Father and the inheritance while walking and moving around; that’s all!

177Vah gītā sunānē vālē aisē kah na sakē̃ .

180The people who relate the Gita cannot say this.

178Yah bāp hī kahtē haĩ - māmēkam yād karō .

181Only the Father says: Constantly remember Me alone!

179Svarg kā bhī tumnē sākṣhātkār kiyā hai .

182You have had visions of heaven.

180Bābā abhī jāstī karātē nahī̃ haĩ , nahī̃ tō nayē lōg samajhtē haĩ jādū hai .

183Baba doesn’t make you do a lot now. 184Otherwise, new people would think that there is magic here.

181Gīt thā mama key|kī mahimā kā .

185The song was about Mama's praise.

182Mama tō yah ( brahmā ) bhī hai .

186Even this one (Brahma) is a mama (mother).

183Parantu mātāō̃ kō sambhālnē kē liē jagat-ambā mukarar hai .

187However, Jagadamba has been appointed to look after the mothers.

184Drama mē̃ nūndh hai .

188It is fixed in the drama.

185Sabhī sē tīkhī bhī hai .

189She is the cleverest of all.

186Unkī murlī baṛī rasīlī hai .

190Each murli she conducts is very sweet and nourishing.

187Tum bachchē jāntē hō yah śhrīkr̥iṣhṇa prince sē ab beggar ban gayē haĩ .

191You children know that Prince Shri Krishna has now become a beggar.

188 ( śhrīkr̥iṣhṇa K|kē chitra kō dēkh ) batāō tumnē kyā karma kiyē jō svarg kā prince banē hō  ?

192(Looking at the picture of Shri Krishna). 193Tell me, what actions did you perform that you became a prince of heaven?

189Jarūr āgē janm mē̃ rājyōg sīkhā hōgā .

194You must definitely have studied Raja Yoga in your previous birth.

190Jarūr bāp hī svarg kā rachayitā hai , usnē sikhāyā hōgā .

195Surely, the Father is the Creator of heaven, and so He must have taught you.

191Achchhā  !

196Achcha.

192Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

197To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

193Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

198The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

194Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

199Essence for dharna:

1951 ) bāp key|kī service mē̃ vighna rūp nahī̃ bannā hai .

200 1. Don't become an obstacle in the Father's service.

196Śhrīmat par chal bahut-bahut mīṭhā bannā hai , kisī par bhī krōdh nahī̃ karnā hai .

201Follow shrimat and become very, very sweet. 202Don't be angry with anyone.

1972 ) māyā sē bachnē kē liē saṅg key|kī bahut sambhāl karnī hai , śhūdrō̃ kā saṅg nahī̃ karnā hai .

203 2. In order to protect yourself from Maya, be very careful of the company you keep.

198Bābā kō apnā sachchā-sachchā pōtāmēl dēnā hai .

204Don't keep the company of shudras. 205Give Baba your true account.

199Īśhvarīy birth day manānā hai , āsurī nahī̃ .

206Celebrate your Godly birthday, not your worldly birthday.

Blessing

200Vardān  : bāpdādā K|kē snēh K|kē return mē̃ samān bannē vālē tapasvīmūrt bhav

207Blessing: May you be an image of tapasya in return for BapDada’s love and become equal to Him.

201Samay key|kī paristhitiyō̃ K|kē pramāṇ , sva key|kī unnati vā tīvragati sē sēvā karnē tathā bāpdādā K|kē snēh kā return dēnē kē liē vartamān samay tapasyā key|kī ati āvaśhyaktā hai .

208 According to the situations of the current times in order to have self-progress, to do service at a fast speed and to give a return of BapDada’s love, you very much need to have tapasya at this time.

202Bāp sē bachchō̃ kā pyār hai lēkin bāpdādā pyār K|kē return svarūp mē̃ bachchō̃ kō apnē samān dēkhnā chāhtē haĩ .

209You children have love for the Father, but in return for His love, BapDada wishes to see you children become equal to Him.

203Samān bannē kē liē tapasvīmūrt banō .

210In order to become equal, become an embodiment of tapasya.

204Iskē liē chārō̃ ōr K|kē kinārē chhōṛ bēhad K|kē vairāgī banō .

211For this, move away from all four sides and have unlimited disinterest.

205Kinārō̃ kō sahārā nahī̃ banāō .

212Do not make any shore your support.

Slogan

206Slōgan  : śhītal ban dūsrō̃ kō śhītal dr̥iṣhṭi sē nihāl karnē vālē śhītal yōgī banō .

213Slogan: Become cool and cool yogis and take others beyond with your cool drishti.

214*** Om Shanti ***