शनिवार 28 मई 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

028-05-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 28/05/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārā pyār ātmā sē hōnā chāhiē , chaltē-phirtē abhyās karō , maĩ ātmā hū̃ , ātmā sē bāt kartā hū̃ , mujhē kōī burā kām nahī̃ karnā hai .

1Essence: Sweet children, have love for souls. 2While walking and moving along, practise: "I am a soul.

2' '

3I talk to souls. 4I mustn't do anything bad."

Question

3Praśhna  : bāp dvārā rachā huā yagya jab tak chal rahā hai tab tak brāhmaṇō̃ kō bāp kā kaun sā pharmān jarūr pālan karnā hai  ?

5Question: Which of the Father’s orders must Brahmins definitely follow for as long as the sacrificial fire created by the Father continues?

Answer

4Uttar  : bāp kā pharmān hai - bachchē jab tak yah rūdra yagya chal rahā hai tab tak tumhē̃ pavitra jarūr rahnā hai . 5Tum brahmā K|kē bachchē brahmākumār kumārī kabhī vikār mē̃ nahī̃ jā saktē .

6Answer: The Father's order is: Children, for as long as this sacrificial fire continues, you definitely have to remain pure.

6Agar kōī is pharmān key|kī avagyā kartē haĩ tō bahut kaṛē daṇḍ K|kē bhāgī ban jātē haĩ .

7You Brahma Kumars and Kumaris who are the children of Brahma must never indulge in vice. 8Anyone who disobeys this order incurs severe punishment.

7Agar kisī mē̃ krōdh kā bhī bhūt hai tō vah brāhmaṇ nahī̃ .

9When someone even has an evil spirit of anger, he is not a Brahmin.

8Brāhmaṇō̃ kō dēhī-abhimānī rahnā hai , kabhī vikār K|kē vaśhībhūt nahī̃ hōnā hai .

10Brahmins have to remain soul conscious and never become influenced by vices.

Song

9Gīt  : ō dūr K|kē musāphir …

11Song: O Traveller from the faraway land.

Murli

10Ōm śhānti .

12Om shanti.

11Dūr K|kē musāphir kō tum brāhmaṇō̃ K|kē bigar kōī bhī manuṣhya mātra jāntē nahī̃ haĩ , bulātē haĩ hē paramdhām mē̃ nivās karnē vālē parampitā paramātmā āō .

13No one, apart from you Brahmins, knows the Traveller from the faraway land. 14People call out: “O Supreme Father, Supreme Soul, the One who resides in the supreme abode, come!”

12Pitā kahtē haĩ parantu buddhi mē̃ nahī̃ ātā hai ki pitā kā rūp kyā hai  ? 13Ātmā kyā hai  ?

15They call Him the Father but it doesn't enter their intellects what the Father’s form is or what a soul is.

14Bhal samajhtē haĩ ātmā bhrakuṭī kē bīch sitārē samān rahtī hai .

16They also understand that a soul is like a star in the centre of the forehead.

15Bas aur kuchh nahī̃ jāntē .

17They don’t know anything else.

16Hamārī ātmā mē̃ 84 janmō̃ kā part bharā huā hai .

18We souls have parts of 84 births recorded within us.

17In bātō̃ kā kuchh bhī gyān nahī̃ hai .

19People don't have any knowledge about any of these things.

18Ātmā is śharīr mē̃ kaisē pravēśh kartī hai , yah bhī nahī̃ jāntē haĩ .

20They don't even know how a soul enters a body.

19Jab andar cur-pur hōtī hai tab patā paṛtā hai ki ātmā nē pravēśh kiyā .

21It is when there is movement inside the womb that you become aware that a soul has entered.

20Phir jab parampitā paramātmā kahtē haĩ tō yah bhī ātmā hī pitā kahtī hai .

22When you say, "Supreme Father, Supreme Soul", it is the soul that says "Father".

21Ātmā jāntī hai yah śharīr laukik pitā kā hai .

23The soul knows that his body was given by a physical father.

22Hamārā bāp tō vah nirākār hai .

24Our Father is that incorporeal One.

23Jarūr hamārā bāp bhī hamārē jaisā bindī svarūp hōgā .

25Surely, our Father would also be a point like us. 26People also sing His praise.

24Unkī mahimā bhī gātē haĩ - manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp , gyān sāgar , patit-pāvan hai .

27He is the Seed of the human world tree. 28He is the Ocean of Knowledge and the Purifier.

25Parantu kitnā baṛā vā chhōṭā hai , yah sabkī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtā hai .

29However, it doesn't sit in anyone’s intellect how big or small He is.

26Pahlē tumhārī buddhi mē̃ bhī nahī̃ thā ki hamārī ātmā kyā hai .

30Previously, you too didn't have in your intellects what a soul is.

27Bhal paramātmā kō yād kartē thē ki hē parampitā . . . parantu kuchh bhī jāntē nahī̃ thē .

31Although you used to remember the Supreme Soul, you didn't know anything.

28Bāp tō nirākār hai phir vah patit-pāvan kaisē ṭhaharā|ṭhahrā .

32The Father is incorporeal. 33How is He then the Purifier?

29Kyā jādū lagātē haĩ  ?

34What magic does He perform?

30Patitō̃ kō pāvan banānē jarūr yahā̃ ānā paṛtā hai .

35He definitely has to come here to purify the impure.

31Jaisē hamārī ātmā bhī śharīr mē̃ rahtī hai vaisē bāp bhī nirākār hai unkō bhī jarūr śharīr mē̃ ānā paṛē , tab tō śhivrātri athavā śhiv jayantī manātē haĩ .

36Just as we souls reside in a body, similarly, the Father, who is incorporeal, also has to enter a body. 37This is why people celebrate the night of Shiva or the birthday of Shiva.

32Parantu vah pāvan kaisē ākar banātē haĩ , yah kōī bhī jāntē nahī̃ haĩ , isliē kah dētē haĩ sarvavyāpī .

38However, no one knows how He comes and purifies us and this is why people say that He is omnipresent.

33Pradarśhanī mē̃ athavā kahā̃ bhī bhāṣhaṇ ādi karnē jāō tō pahlē-pahlē bāp key|kī hī pahchān dēnī hai , phir ātmā key|kī .

39Whenever you go to an exhibition or to give a lecture somewhere, first of all give the introduction of the Father and then of souls.

34Ātmā tō bhrakuṭī kē bīch rahtī hai .

40Each soul resides in the centre of a forehead.

35Usmē̃ hī sārē saṅskār rahtē haĩ .

41All the sanskars are in the soul.

36Śharīr tō khalās hō jātā hai .

42The body is destroyed.

37Jō kuchh kartī hai vah ātmā hī kartī hai .

43Whatever you do, it is the soul that does it.

38Śharīr K|kē organs ātmā K|kē ādhār par hī chaltē haĩ .

44The organs of the body work with the support of the soul.

39Ātmā rāt kō aśharīrī hō jātī hai .

45The soul becomes bodiless at night.

40Ātmā hī kahtī hai āj mainnē ārām bahut achchhā kiyā hai .

46It is the soul that says, “Today, I had a very good rest.”

41Āj mujhē ārām nahī̃ āyā .

47Or, “Today, I wasn't able to rest at all.”

42Maĩ is śharīr dvārā yah dhandhā kartā hū̃ .

48“I am doing this business through this body.”

43Yah tum bachchō̃ kō ādat paṛ jānī chāhiē .

49You children should instil this habit.

44Ātmā hī sab kuchh kartī hai .

50It is the soul that does everything.

45Ātmā śharīr sē nikal jātī hai tō unkō murdā kahā jātā hai . 46Kōī kām kā nahī̃ rahtā hai .

51When a soul leaves his body, the body is called a corpse; it is then of no use.

47Ātmā nikalnē sē śharīr mē̃ jaisē bāns hō jātī hai .

52When a soul leaves his body, the body then has a bad odour.

48Śharīr kō jākar jalātē haĩ .

53They then take that body and burn it.

49Tō tumhārā ātmā kē sāth hī pyār hai .

54Therefore, your love is for souls.

50Tum bachchō̃ kō yah śhuddha abhimān hōnā chāhiē ki maĩ ātmā hū̃ .

55You children should have the pure pride that you are souls.

51Pūrā ātma-abhimānī bannā hai .

56You have to become completely soul conscious.

52Mēhnat sārī ismē̃ hī hai .

57All the effort is required for this.

53Mujh ātmā kō in organs dvārā kōī bhī burā kām nahī̃ karnā chāhiē .

58I, this soul, mustn't perform any bad actions through these organs.

54Nahī̃ tō sajā khānī paṛēgī .

59Otherwise, there will have to be punishment.

55Bhōgnā bhī tab bhōgī jātī hai jab ātmā kō śharīr hai .

60All the suffering is experienced by a soul when he has a body.

56Bigar śharīr ātmā duḥkh bhōg na sakē .

61A soul without a body cannot experience sorrow.

57Tō pahlē ātma-abhimānī phir paramātma-abhimānī bannā hai .

62So, first become soul conscious and then become God conscious.

58Maĩ parampitā paramātmā key|kī santān hū̃ .

63I am a child of the Supreme Father, the Supreme Soul.

59Kahtē bhī haĩ ki paramātmā nē hamkō paidā kiyā hai .

64People say that God created them.

60Vah rachayitā hai parantu vah rachtā kaisē hai , kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .

65He is the Creator, but no one knows how He creates.

61Abhī tum jāntē hō ki parampitā paramātmā naī duniyā key|kī kaisē sthāpanā kartē haĩ , purānī duniyā mē̃ rahtē haĩ .

66You now know how the Supreme Father, the Supreme Soul, establishes the new world while living in the old world. 67Just see what a wonderful method this is.

62Dēkhō kaisī yukti hai . 63Unhōnnē tō pralay dikhā dī .

68Those people have shown annihilation taking place.

64Kahtē haĩ pīpal K|kē pattē par ēk bālak āyā phir bālkī tō dikhātē nahī̃ .

69They say that a little baby boy came floating on a pipal leaf, but they don't show a little baby girl.

65Iskō kahā jātā hai agyān .

70That is called ignorance.

66Kahtē haĩ bhagvān nē śhāstra banāyē .

71They say that God created the scriptures.

67Vyās bhagvān tō hō na sakē .

72Vyas cannot be God.

68Bhagvān śhāstra baiṭh likhtē haĩ kyā  ?

73Does God sit and write scriptures?

69Unkē liē tō gāyā huā hai vah sab śhāstrō̃ kā sār samjhātē haĩ .

74It is remembered of Him that He explains the essence of all the scriptures.

70Bākī in vēd śhāstra paṛhnē sē kōī kā kalyāṇ nahī̃ hō saktā .

75However, no one can benefit from studying those Vedas or scriptures.

71Samjhō brahm gyānī haĩ . 72Samajhtē haĩ brahm mē̃ līn hō jāyēṅgē .

76For instance, those who have knowledge of the brahm element think that they will merge into the brahm element.

73Brahm tō mahatatva hai . 74Ātmāyē̃ vahā̃ rahtī haĩ .

77However, brahm is the element where souls reside.

75Yah na jānnē kāraṇ jō ātā hai sō bōltē rahtē haĩ aur manuṣhya bhī sat-sat kartē rahtē haĩ .

78Because of not knowing this, they say whatever enters their minds and other people continue to say that that is true.

76Bahut hī haṭhyōg , prāṇāyām ādi kartē haĩ , tum tō kar na sakō .

79Many people do hatha yoga and breathing exercises, etc. 80You cannot do that.

77Tum nāzuk kanyāō̃ , mātāō̃ kō kyā taklīph dēgē .

81Why should you delicate daughters and mothers be given that trouble?

78Pahlē tō mātāyē̃ rāj vidyā bhī nahī̃ paṛhtī thī .

82Earlier, women never studied politics.

79Thōṛī see|sī|C bhāṣhā sīkhnē kē liē school mē̃ bhējā jātā thā .

83They would be sent to school to learn a language, but they didn't have to go to work.

80Bākī naukrī tō karnī nahī̃ hai .

84Now, women have to study.

81Abhī tō mātāō̃ kō paṛhnā paṛtā hai . 82Kamāī karnē vālā na hō tō apnē pairō̃ par khaṛī hō sakē , bhīkh na lēnī paṛē .

85Otherwise, when there isn't anyone else to earn an income, the women wouldn’t be able to stand on their own feet.

83Nahī̃ tō kāydē anusār bachchiyō̃ kō ghar kā kām sikhāyā jātā hai .

86They shouldn't have to beg. 87Otherwise, generally, daughters are taught housework.

84Ab tō bairisṭarī , ḍôkṭarī ādi sīkhtī rahtī haĩ .

88Now they study to become barristers and doctors.

85Yahā̃ tō tumkō aur kuchh karnā nahī̃ hai , sirph pahlē-pahlē kōī kō bhī bāp kā parichay dēnā hai .

89Here, you don't have to do anything else. 90First of all, simply give the Father's introduction to anyone who comes.

86Nirākār kō tō sabhī śhivbābā kahtē haĩ , parantu unkā rūp kyā hai .

91Everyone calls the incorporeal One Shiv Baba, but no one knows what His form is.

87Kōī bhī jāntē nahī̃ haĩ .

92Brahm is an element.

88Brahm tō tatva hai . 89Jaisē yah ākāśh kitnā baṛā hai .

93For instance, the sky is so vast; you cannot reach its end.

90Ant nahī̃ pā saktē . 91Vaisē brahm tatva kā bhī ant nahī̃ hai .

94In the same way, there is no end to the element of brahm.

92Unkē aṅśhmātra mē̃ ham ātmāyē̃ rahtī haĩ .

95We souls reside in only a small part of it.

93Bākī tō polar hī polar hai .

96All the rest is just space.

94Sāgar bhī athāh hai , chaltē jāō .

97The ocean too is vast; it has no limits.

95Polar kā bhī ant nahī̃ pā saktē .

98You cannot reach the end of space.

96Kōśhiśh kartē haĩ ūpar jānē key|kī parantu jātē-jātē unkā sāmān hī khuṭ jātā hai .

99Scientists try to go up there, but while they are going there, their fuel is used up.

97Vaisē hī mahatatva bhī bahut baṛā hai .

100In the same way, the great element is very big.

98Vahā̃ jākar kuchh ḍhūṇḍhnē key|kī darkār nahī̃ hai .

101When you go there, there is no need to search for anything.

99Vahā̃ ātmāō̃ kō yah vichār karnē key|kī bhī darkār nahī̃ .

102There, souls don't even need to have that thought.

100Ḍhūṇḍhnē sē phāydā hī kyā hōgā .

103What would be the benefit of searching for something there?

101Samjhō stars mē̃ jākar duniyā ḍhūṇḍhtē haĩ , parantu phāydā hī kyā hai  ?

104For instance, they go to search for a world in the stars, but what benefit is there in that?

102Vahā̃ kōī bāp kō pānē kā rāstā nahī̃ hai .

105That is not the way to find the Father.

103Bhagat bhakti kartē haĩ bhagvān kō pānē kē liē .

106Devotees perform worship to find God.

104Tō unkō bhagvān miltā hai .

107So, they do find God.

105Vah mukti jīvanmukti dētē haĩ .

108He gives them liberation and liberation-in-life.

106Ḍhūṇḍhnā bhagvān kō hōtā hai , na ki polar kō . 107Jahā̃ sē kuchh miltā nahī̃ .

109You have to search for God, but not in space where you won't find anything.

108Kitnā government kā kharchā hōtā hai .

110The Government spends so much.

109Yah bhī almighty government hai .

111This is the Almighty Government.

110Pāṇḍav aur kaurav dōnō̃ kō tāj nahī̃ dikhātē haĩ .

112Neither the Pandavas nor the Kauravas are shown with a crown.

111Bāp ākar tumkō sab bātē̃ samjhātē haĩ .

113The Father comes and explains everything to you.

112Jabki tum itnī sab knowledge pātē hō tō tumkō bahut khuśh rahnā chāhiē . 113Tō hamkō paṛhānē vālā bēhad kā bāp hai .

114Since you receive so much knowledge, you should stay very happy that it is the unlimited Father who is teaching you.

114Tumhārī ātmā kahtī hai ham pahlē sō dēvī dēvtā thē .

115You souls say that you were previously deities.

115Bahut sukhī thē . 116Puṇya ātmā thē .

116You were very happy then, you were charitable souls.

117Is samay ham pāp ātmā ban paṛē haĩ kyōṅki yah rāvaṇ rājya hai .

117At this time, we have become sinful souls because this is Ravan’s kingdom.

118Yah rāvaṇ key|kī mat par haĩ .

118Everyone is following Ravan’s dictates.

119Tum hō īśhvarīy mat par .

119You are following God's directions.

120Rāvaṇ bhī gupta hai tō īśhvar bhī gupta hai .

120Ravan is incognito and God is incognito.

121Abhī īśhvar tumkō mat dē rahē haĩ .

121God is now giving you directions.

122Rāvaṇ kaisē mat dētē haĩ  ?

122How does Ravan give you directions?

123Rāvaṇ kā kōī rūp tō hai nahī̃ . 124Yah tō rūp dhartē haĩ .

123Ravan doesn't have a form, but he has been given a form.

125Rāvaṇ K|kē tō sabhī rūp haĩ .

124Ravan has many forms.

126Jāntē haĩ hamārī ātmā mē̃ 5 vikār haĩ . 127Ham āsurī mat par chal rahē haĩ .

125You souls know that you have the five vices, that you have been following devilish dictates.

128Male|mail|mēl female dōnō̃ mē̃ 5 vikār haĩ .

126Both males and females have the five vices.

129Yah sab bātē̃ manuṣhya key|kī buddhi mē̃ tab baiṭhē̃gī jab vah jānē̃gē ki hamkō paṛhānē vālā nirākār parampitā paramātmā hai .

127All of these things will sit in the intellects of human beings when they know that it is the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, who is teaching you.

130Paramātmā nirākār hai .

128God is incorporeal.

131Jab vah sākār mē̃ āvē tab tō ham brāhmaṇ banē̃ .

129Only when He comes into a corporeal form can we become Brahmins.

132Bāp bhī rāt kō hī ātā hai .

130The Father comes in the night.

133Śhivrātri sō brahmā key|kī rātri hō gaī .

131The night of Shiva also becomes the night of Brahma.

134Brahmā dvārā hī brāhmaṇ banē̃gē .

132Brahmins will be created through Brahma.

135Yagya mē̃ brāhmaṇ jarūr chāhiē .

133Brahmins are definitely needed for a sacrificial fire.

136Brāhmaṇō̃ kō jab tak yagya sambhālnā hai tab tak pavitra rahnā hai .

134Brahmins have to remain pure while they are looking after a sacrificial fire.

137Jismānī brāhmaṇ bhī jab yagya rachtē haĩ tō vikār mē̃ nahī̃ jātē .

135Even when worldly brahmins create a sacrificial fire, they don't indulge in vice.

138Bhal haĩ vikārī , parantu yagya rachnē samay vikār mē̃ nahī̃ jāyēṅgē .

136Although they do generally indulge in vice, when they create a sacrificial fire, they don't indulge in vice.

139Jaisē tīrthō par jātē haĩ tō jab tak tīrthō par rahtē haĩ tō vikār mē̃ nahī̃ jātē haĩ .

137Similarly, when people go on pilgrimages, while they are on the pilgrimage, they don't indulge in vice.

140Tum brāhmaṇ bhī yagya mē̃ rahtē hō phir agar kōī vikār mē̃ jātē haĩ tō baṛē pāp ātmā ban paṛtē haĩ .

138You Brahmins too are part of this sacrificial fire (yagya). 139Therefore, if you indulge in vice, you become sinful souls.

141Yagya chal rahā hai tō ant tak tumkō pavitra rahnā hai .

140The sacrificial fire is still continuing and so you have to remain pure until the end.

142Brahmā K|kē bachchē brahmākumār kumāriyā̃ kab vikār mē̃ nahī̃ jā saktē .

141Brahma Kumars and Kumaris, children of Brahma, must never indulge in vice.

143Bāp nē pharmān kiyā hai tum kab vikār mē̃ nahī̃ jānā .

142The Father has issued an order: Never indulge in vice!

144Nahī̃ tō bahut daṇḍ K|kē bhāgī ban jāyēṅgē .

143Otherwise, a lot of punishment will be incurred.

145Vikār mē̃ gayā tō satyānāśh huī .

144When you indulge in vice, everything is totally destroyed.

146Vah brahmākumār kumārī nahī̃ , parantu śhūdra mlēchchh hai .

145Such ones are not Brahma Kumars or Kumaris, but impure shudras.

147Bābā hamēśhā pūchhtē haĩ tumnē pavitra rahnē key|kī pratigyā kī hai .

146Baba constantly reminds you that you promised to remain pure.

148Agar bāp sē pratigyā kar brāhmaṇ ban phir vikār mē̃ gayē tō chaṇḍāl kā janm pāyēṅgē .

147If, after becoming a Brahmin and making a promise to the Father, you indulge in vice, the birth you receive will be that of a cremator.

149Yahā̃ vēśhyā jaisā gandā janm kōī hōtā nahī̃ .

148Here, there is no birth worse than that of a prostitute.

150Yah hai hī vaiśhyālay .

149This is a brothel.

151Dōnō̃ ēk dō kō viṣh pilātē haĩ .

150Both men and women give poison to one another.

152Bābā kahtē haĩ māyā bhal kitnē bhī saṅkalp lāvē parantu naṅgan nahī̃ hōnā hai .

151Baba says: No matter how many thoughts Maya brings, you mustn't allow yourself to be stripped. 152Some are forced.

153Kaī tō jabardastī bhī naṅgan kartē haĩ .

153Daughters don't have that much strength.

154Bachchiyō̃ kō tākat cum|kam rahtī hai - pavitratā kē sāth chalan bhī bahut achchhī chāhiē .

154As well as purity, your behaviour also has to be very good.

155Chalan kharāb hai tō vah bhī kām K|kē nahī̃ .

155If your behaviour is bad, you are of no use.

156Laukik mā̃ bāp mē̃ vikār haĩ tō bachchē bhī mā̃ bāp sē hī sīkhtē haĩ .

156When physical parents have vices, the children learn those from them.

157Tumkō pārlaukik bāp tō yah śhikṣhā nahī̃ dētē .

157The parlokik Father doesn't give you those teachings.

158Bāp tō dēhī-abhimānī banātē haĩ .

158The Father makes you soul conscious.

159Kabhī krōdh nahī̃ karnā .

159Never get angry.

160Usī samay tum brāhmaṇ nahī̃ chaṇḍāl hō kyōṅki krōdh kā bhūt hai .

160At that time, you are not Brahmins, but cremators, because there is an evil spirit of anger.

161Bhūt manuṣhya kō duḥkh dētē haĩ .

161Evil spirits cause sorrow for human beings.

162Bāp kahtē haĩ brāhmaṇ bankar kōī śhaitānī kām nahī̃ karnā hai .

162The Father says: Don't do anything devilish after becoming Brahmins.

163Vikār mē̃ jānē sē yagya kō tum apavitr banātē hō , ismē̃ baṛī khabardārī rakhnī hai .

163By indulging in vice you make the sacrificial fire impure. 164You have to remain very cautious about this.

164Brāhmaṇ bannā kōī māsī kā ghar nahī̃ hai .

165To become a Brahmin is not like going to your aunty's home!

165Yagya mē̃ kōī ganda nahī̃ karnā hai .

166No dirty actions must be performed in this sacrificial fire.

1665 vikārō̃ mē̃ sē kōī bhī vikār na hō .

167There should be none of the five vices.

167Aisē nahī̃ krōdh kiyā tō harjā nahī̃ .

168Don't think that it doesn't matter if you get angry.

168Yah bhūt āyā tō tum brāhmaṇ nahī̃ .

169If you allow that evil spirit to come, you are not a Brahmin.

169Kōī kahē yah tō mañjil bahut ūñchī hai .

170Some say that this destination is very high.

170Nahī̃ chal saktē hō tō jākar gandē banō .

171If you’re unable to continue here, you can go and become dirty.

171Is gyān mē̃ tō sadā pavitra harṣhit rahnā paṛē .

172You have to remain constantly pure and cheerful in this knowledge.

172Patit-pāvan bāp kā bachchā bankar bāp kō madad dēnī hai . 173Kōī bhī vikār nahī̃ hōnā chāhiē .

173After becoming a child of the Purifier Father, you have to help Him; there mustn't be any vice.

174Kōī tō ātē hī phaṭ sē vikārō̃ kō chhōṛ dētē haĩ .

174Some instantly renounce all vices as soon as they come here.

175Samajhnā chāhiē ham rūdra gyān yagya kā brāhmaṇ hū̃ .

175Understand that you are a Brahmin who belongs to the sacrificial fire of the knowledge of Rudra.

176Hamārē sē aisā kōī kām nahī̃ hōnā chāhiē jō dil khātī rahē .

176You mustn't perform any such action that would make your conscience bite.

177Dil rūpī darpaṇ mē̃ dēkhnā hai ki ham lāyak haĩ  ?

177Look in the mirror of your heart to see whether you are worthy.

178Bhārat kō pavitra banānē K|kē ham nimitt haĩ tō yōg mē̃ bhī jarūr rahnā hai .

178We are instruments to make Bharat pure. 179Therefore, definitely stay in yoga.

179Sanyāsī lōg sirph pavitra bantē haĩ , bāp kō tō jāntē hī nahī̃ .

180Sannyasis simply become pure, but they don't know the Father at all.

180Haṭhyōg ādi bahut kartē haĩ . 181Pātē kuchh bhī nahī̃ .

181Many people also do hatha yoga etc., but they don't attain anything.

182Tum jāntē hō bāp āyē haĩ - śhāntidhām mē̃ lē jānē liē .

182You know that the Father has come to take you back to the land of peace.

183Ham ātmāyē̃ vahā̃ key|kī nivāsī haĩ .

183We souls are residents of that place.

184Ham sukhdhām mē̃ thē , ab duḥkhdhām mē̃ haĩ .

184We were in the land of happiness and we are now in the land of sorrow.

185Abhī hai saṅgam . . . yah simraṇ chaltā rahē tō bhī sadā muskarātē rahē .

185It is now the confluence age. 186If you continue to churn this, you will constantly smile.

186Jaisē dēkhō yah aṅgnā bachchā ( Bangalore kā ) sadaiv muskarātā rahtā hai .

187Look at this child Angna (from Banglore) – he is always smiling.

187Bābā kahnē sē hī khuśhī mē̃ bharpūr hō jātā hai .

188As soon as he says "Baba", he becomes full of happiness.

188Inkō khuśhī hai ham bābā K|kē bachchē haĩ .

189He has the happiness that he is a child of Baba's.

189Jō bhī milē unkō gyān dētē rahō .

190Continue to give knowledge to whoever you meet.

190Hā̃ kōī hansī bhī uṛāyēṅgē kyōṅki naī bāt hai kōī bhī nahī̃ jāntē ki bhagvān ākar paṛhātē haĩ .

191Yes, some will even make fun of you, because this is something new. 192No one knows that God comes and teaches us.

191Kr̥iṣhṇa tō kabhī ākar paṛhātē nahī̃ haĩ .

193Krishna never comes and teaches. 194Achcha.

192Achchhā - 193Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

195To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

194Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

196The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

195Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

197Essence for dharna:

1961 ) rūdra gyān yagya kā brāhmaṇ bankar aisā kōī kām nahī̃ karnā hai - jō dil kō khātā rahē .

198 1. After becoming a Brahmin who belongs to the sacrificial fire of the knowledge of Rudra, don't perform any actions that would make your conscience bite.

197Kōī bhī bhūt K|kē vaśhībhūt nahī̃ hōnā hai .

199Never become influenced by any evil spirit.

1982 ) patit-pāvan bāp kā pūrā madadgār bannē kē liē sadā pavitra aur harṣhit rahnā hai .

200 2. In order to become a complete helper of the Purifier Father, remain constantly pure and cheerful.

199Gyān kā simraṇ kar muskarātē rahnā hai .

201Churn knowledge and continue to smile.

Blessing

200Vardān  : chit key|kī prasannatā dvārā duāō̃ K|kē vimān mē̃ uṛnē vālē santuṣhṭamaṇī bhav

202Blessing: May you be a jewel of contentment with happiness in your heart and fly in the plane of everyone’s good wishes.

201Santuṣhṭamaṇi unhē̃ kahā jātā jō svayã sē , sēvā sē aur sarv sē santuṣhṭ hō .

203 A jewel of contentment is someone who is content with himself, with service and with everyone else.

202Tapasyā dvārā santuṣhṭatā rūpī phal prāpt kar lēnā - yahī tapasyā key|kī siddhi hai .

204To receive the fruit of contentment by doing tapasya is the success of that tapasya.

203Santuṣhṭamaṇi vah hai jiskā chit sadā prasann hō .

205A jewel of contentment is someone whose heart is constantly happy.

204Prasannatā arthāt dil-dimāg sadā ārām mē̃ hō , sukh chain key|kī sthiti mē̃ hō .

206Happiness means that both the heart and the head are both constantly in a state of rest, in a state of happiness and comfort.

205Aisī santuṣhṭamaṇiyā̃ svayã kō sarv key|kī duāō̃ K|kē vimān mē̃ uṛtā huā anubhav karē̃gī .

207Such jewels of contentment will experience themselves to be flying in the plane of everyone’s good wishes.

Slogan

206Slōgan  : sachchē dil sē dātā , vidhātā , vardātā kō rāzī karnē vālē hī rūhānī mauj mē̃ rahtē haĩ .

208Slogan: Only those who please the Bestower, the Bestower of Fortunate and the Bestower of Blessings, with their true hearts can stay in spiritual pleasure.

209*** Om Shanti ***