गुरुवार 2 जून 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

002-06-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban 1 «  mīṭhē bachchē - satya bāp tumhē̃ sab satya sunātē haĩ , aisē sachchē bāp sē sadā sachchē rahnā hai , andar mē̃ kōī bhī jhūṭh kapaṭ nahī̃ rakhnī hai ' ' 2Praśhna  : saṅgam par tum bachchē kis contrast kō achchhī tarah sē jāntē hō  ? 3Uttar  : brāhmaṇ kyā kartē aur śhūdra kyā kartē , gyān mārg kyā hai aur bhakti mārg kyā hai , us jismānī sēnā kē liē yuddha kā maidān kaun sā hai aur hamārā yuddha kā maidān kaun sā hai - yah sab contrast tum bachchē hī jāntē hō .

0 02/06/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

4Satyug athavā kaliyug mē̃ is contrast kō kōī nahī̃ jāntē .

1Essence: Sweet children, everything the true Father tells you is true.

5Gīt  : mātā ō mātā … 6Ōm śhānti .

2Remain truthful to such a true Father. 3Let there be no falsehood or cheating in you. 4Question: What contrasts do you children understand very clearly at the confluence?

7Yah hai bhārat mātāō̃ key|kī mahimā . 8Jaisē parampitā paramātmā śhiv key|kī mahimā hai . 9Sirph ēk mātā key|kī mahimā tō chal na sakē . 10Ēk tō kuchh kar na sakē .

5Answer: What Brahmins do and what shudras do; what the path of knowledge is and what the path of devotion is; what the battlefield of a physical army is and what your battlefield is.

11Jarūr sēnā chāhiē . 12Sēnā bigar kām kaisē chalē .

6Only you children understand all of these contrasts.

13Śhivbābā hai ēk . 14Vah ēk na hō tō mātāyē̃ bhī na hō̃ .

7No one else understands the contrast between the golden age and the iron age.

15Na bachchē hō , na brahmākumār aur kumāriyā̃ hō̃ . 16Majority mātāō̃ kī hai , isliē mātāō̃ kō hī mahimā dī gaī hai . 17Bhārat mātāyē̃ jō śhiv śhakti gupta sēnā haĩ aur ahiṃsak hai . 18Kōī bhī prakār key|kī hiṅsā nahī̃ kartī haĩ .

8Song: Mother, O mother, you are the bestower of fortune for all!

19Hiṅsā dō prakār key|kī hōtī hai .

9Om shanti. 10This is the praise of the mothers of Bharat.

20Ēk hai kām kaṭārī chalānā , dūsrā hai gōlī ādi chalānā , krōdh karnā , mārnā ādi .

11There is the praise of the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva. 12The praise of only one mother is not enough.

21Is samay jō bhī jismānī sēnāyē̃ haĩ , vah dōnō̃ hiṅsā kartī haĩ .

13Just one mother cannot do anything; definitely, a whole army is needed.

22Ājkal bandūk ādi chalānā mātāō̃ kō bhī sikhātē haĩ .

14How can anything happen without a whole army of them? 15Shiv Baba is only one.

23Vah haĩ jismānī sēnā key|kī mātāyē̃ aur yah haĩ rūhānī sēnā key|kī daivī sampradāy vālī mātāyē̃ .

16If it were not for the One, there couldn't be the mothers, there couldn't be the children, and so there would not be any Brahma Kumaris or Kumars.

24Vah kitnī drill ādi sīkhtī haĩ .

17The majority is of mothers; this is why the mothers are praised.

25Tum śhāyad kabhī maidān mē̃ gaī bhī nahī̃ hō . 26Vah bahut mēhnat kartē haĩ .

18The mothers of Bharat, the ones who are the incognito Shiv Shakti Army, are non-violent as well; they do not commit any type of violence.

27Kām vikār mē̃ bhī jātē haĩ , aisē kōī muśhkil hōṅgē jō śhādī nahī̃ kartē hōṅgē .

19There are two types of violence; one is to use the sword of lust and the other is physical violence, such as shooting, getting angry, killing etc.

28Us military mē̃ bhī bahut sīkhtē rahtē haĩ .

20At this time, all physical armies commit both types of violence.

29Chhōṭē-chhōṭē bachchō̃ kō bhī sikhātē haĩ .

21Nowadays, they even teach women how to use guns, etc.

30Vah bhī sēnā hai , yah bhī sēnā hai . 31Sēnā kā tō gītā mē̃ achchhā hī vistār likhā huā hai .

22Those mothers are of a physical army, whereas these mothers are of the divine community, of the spiritual army.

32Parantu practical mē̃ kyā hai - yah tō tum hī jāntē hō ki ham kitnē gupta haĩ .

23They learn how to do drill etc. 24You perhaps would never have gone onto a battlefield. 25They make a lot of effort.

33Śhiv śhakti sēnā kyā kartī hai  ?

26They even indulge in the vice of lust.

34Viśhva kā mālik kaisē bantē haĩ  ?

27There are scarcely any women there who do not get married.

35Iskō kahā jātā hai yuddhasthal .

28They learn a great deal in that military.

36Tumhārā yuddha kā maidān bhī gupta hai .

29Even young children are taught. 30That is an army and this too is an army.

37Maidān is māṇḍavē kō kahā jātā hai .

31A great many details of the armies have been written in the Gita.

38Āgē mātāyē̃ yuddha K|kē maidān mē̃ nahī̃ jātī thī . 39Abhī yahā̃ sē pūrī bhēṇṭ hōtī hai .

32However, only you know what happens in reality: how incognito you are, what the Shiv Shakti Army does and how you become the masters of the world.

40Dōnō̃ sēnāō̃ mē̃ mātāyē̃ haĩ .

33That is called the place of battle.

41Unmē̃ majority puruṣhō̃ kī hai , yahā̃ majority mātāō̃ kī hai . 42Contrast hai nā .

34Your battlefield is incognito. 35This stage is called the battlefield. 36Previously, women did not go onto a battlefield.

43Gyān mārg aur bhakti mārg kā .

37It can be compared to everything here.

44Yah last contrast hai . 45Satyug mē̃ contrast key|kī bāt nahī̃ hōtī .

38There are women in both armies, but the majority there is of men whereas the majority here is of women.

46Bābā ākar contrast batātē haĩ . 47Brāhmaṇ kyā kartē aur śhūdra kyā kartē haĩ  ?

39There is this contrast. 40This difference between the path of knowledge and the path of devotion is the last contrast.

48Dōnō̃ hī yahā̃ yuddha K|kē maidān mē̃ haĩ .

41There is nothing of contrast in the golden age.

49Satyug vā kaliyug key|kī bāt nahī̃ hai . 50Yah hai saṅgamyug key|kī bāt .

42Baba comes and shows the contrast between that which Brahmins do and that which shudras do.

51Tum pāṇḍav saṅgamyugī hō .

43Both are here on the battlefield.

52Kaurav haĩ kaliyugī . 53Unhōnnē kaliyug kā time bahut lambā kar diyā hai .

44It is not a question of it being in the golden age or the iron age; this is a question of the confluence age.

54Is kāraṇ saṅgam kā unhō̃ kō mālūm hī nahī̃ hai .

45You Pandavas belong to the confluence age whereas the Kauravas belong to the iron age.

55Dhīrē-dhīrē yah gyān bhī tumhārē dvārā samajhē̃gē .

46They have shown the duration of the iron age to be very long.

56Tō ēk mātā key|kī mahimā nahī̃ hai . 57Yah hai śhakti sēnā .

47For this reason, they do not know about the confluence.

58Ūñchē tē ūñch ēk bhagvān hai aur tum hūbahū kalp pahlē vālī sēnā hō .

48Gradually, they will come to understand this knowledge through you.

59Is bhārat kō daivī rājasthān banānā , yah tumhārā hī kām hai .

49So, it is not only the praise of one mother; this is the Shakti Army.

60Tum jāntē hō pahlē ham sūryavanśhī thē phir chandravanśhī , vaiśhya vãnśhī banē .

50One God is the Highest on High and you are the same army of a cycle ago.

61Parantu mahimā sūryavanśhī key|kī hī karē̃gē .

51It is your task to change this Bharat into the kingdom of divine rulers.

62Ham puruṣhārth hī aisā kar rahē haĩ jō ham pahlē sūryavanśhī arthāt svarg mē̃ āvē̃ .

52You understand you first belonged to the sun dynasty, then you belonged to the moon dynasty and then the merchant dynasty.

63Satyug kō svarg kahā jātā hai .

53However, only those who belonged to the sun dynasty are praised.

64Trētā kō vāstav mē̃ svarg nahī̃ kahā jātā hai .

54You are making such effort that you will first go into the sun dynasty, heaven.

65Kahtē bhī haĩ phalānā svarg padhārā .

55The golden age is called heaven.

66Aisē tō nahī̃ kahtē phalānā trētā mē̃ rām-sītā K|kē rājya mē̃ gayā .

56The silver age is not called true heaven. 57They even say so-and-so became a resident of heaven.

67Bhāratvāsī jāntē haĩ ki baikuṇṭh mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kā rājya thā .

58They do not say that a person has gone into the silver age, to the kingdom of Rama and Sita.

68Parantu śhrīkr̥iṣhṇa kō dvāpar mē̃ lē gayē haĩ . 69Manuṣhyō̃ kō satya kā patā hī nahī̃ hai .

59The people of Bharat know that the kingdom of Shri Krishna was in Paradise and yet they have taken Shri Krishna into the copper age.

70Satya batānē vālā satgurū kōī unkō milā hī nahī̃ hai , tumkō milā hai .

60Human beings don’t know what the truth is. 61They have not found the Satguru who tells them the truth.

71Vah sab sach batātē haĩ aur sachchā banātē haĩ .

62You have found One who tells you everything true and makes you truthful.

72Bachchō̃ kō kahtē haĩ , bachchē tum kabhī bhī jhūṭh kapaṭ nahī̃ karnā .

63He tells you children: Children, don’t ever tell lies or cheat.

73Tumhārā kuchh bhī chhipā nahī̃ rahēgā , jō jaisā karma kartē haĩ , aisā pātē haĩ .

64Nothing of yours will remain hidden. 65Whatever type of action someone performs, so will be the result.

74Bāp achchhē karma sikhlātē haĩ .

66The Father teaches you good actions.

75Īśhvar kē pās kōī kā vikarma chhip nahī̃ saktā . 76Karmabhōg bhī bahut kaṛā hōtā hai .

67No one's sins can remain hidden from God and the suffering of karma can be very severe.

77Bhal tumhārā yah antim janm hai tō bhī sajā tō khānī paṛēgī kyōṅki anēk janmō̃ kā hisāb-kitāb chuktū hōnā hai .

68Even though this is your last birth, you will have to experience punishment because the karmic accounts of many births have to be settled.

78Bābā nē samjhāyā hai kāśhī kalvaṭ khātē haĩ tō jab tak prāṇ nikalē̃ , tab tak bhōgnā bhōgnī paṛtī hai .

69Baba has explained how they sacrifice themselves at Kashi. 70Until life leaves someone’s body and the soul takes his next birth, he has to suffer.

79Bahut kaṣhṭa sahan karnā paṛtā hai .

71A lot of pain has to be tolerated.

80Ēk tō karmabhōg bīmārī ādi kā dūsrā phir vikarmō̃ key|kī sajā . 81Us samay kuchh bōl nahī̃ saktē , chillātē rahtē haĩ . 82Trāhi-trāhi kartē haĩ .

72One type of suffering of karma for sinful actions is that of sickness etc., and the other is that of punishment. 73The soul cannot say anything at the time but cries out in distress.

83Pāp ātmāō̃ kō yahā̃ bhī sajā vahā̃ bhī sajā miltī hai .

74Sinful souls experience punishment here as well as there.

84Satyug mē̃ pāp hōtā hī nahī̃ .

75In the golden age, there is no sin.

85Na court , na magistrate hōtē haĩ , na garbh jēl key|kī sajā hōtī hai .

76There is no court or magistrate, nor is there any punishment in the jail of a womb.

86Vahā̃ garbh mahal hōtā hai .

77There, a womb is like a palace.

87Dikhātē bhī haĩ pīpal K|kē pattē par kr̥iṣhṇa aṅgūṭhā chūstā huā āyā .

78Krishna has been shown floating on a pipal leaf in the ocean, sucking his thumb.

88Vah garbh mahal key|kī bāt hai .

79That refers to the palace of a womb.

89Satyug mē̃ bachchē baṛē ārām sē paidā hōtē haĩ . 90Ādi-madhy-ant sukh hī sukh hai .

80Children are born in great comfort in the golden age; from the beginning, through the middle to its end, there is nothing but happiness.

91Is duniyā mē̃ ādi madhya ant duḥkh hī duḥkh hai .

81In this world, there is nothing but sorrow from the beginning through the middle till the end.

92Abhī tum sukh key|kī duniyā mē̃ jānē kē liē paṛh rahē hō .

82You are now studying in order to go to the world of happiness.

93Yah gupta sēnā vr̥iddhi kō pātī rahēgī .

83This incognito army will continue to grow.

94Jitnā jō bahutō̃ kō rāstā batāyēṅgē . 95Vah ūñch pad pāyēṅgē .

84However many you show the path to, so you will accordingly claim a high status.

96Mēhnat karnī hai yād kī .

85Effort has to be made for remembrance.

97Bēhad kā varsā jō milā thā vah ab ganvāyā hai . 98Ab phir sē pā rahē haĩ .

86The unlimited inheritance you had received has been lost and you are receiving it once again.

99Laukik bāp pārlaukik bāp dōnō̃ kō yād kartē haĩ .

87Both lokik and parlokik Fathers are remembered at present.

100Satyug mē̃ ēk laukik kō yād kartē , pārlaukik kō yād karnē key|kī jarūrat hī nahī̃ . 101Vahā̃ sukh hī sukh hai .

88In the golden age, only lokik fathers are remembered; it isn't necessary to remember the parlokik Father, because there is nothing but happiness there.

102Yah gyān bhī bhāratvāsiyō̃ kē liē hai , aur dharm vālō̃ kē liē nahī̃ hai .

89This knowledge is for the people of Bharat; it is not for those of other religions.

103Parantu jō aur dharmō̃ mē̃ convert hō gayē haĩ vah nikal āyēṅgē .

90However, those who converted to other religions will emerge.

104Ākar yōg sīkhē̃gē .

91They will come and study yoga.

105Yōg par samjhānē kē liē tumkō nimantraṇ miltā hai tō taiyārī karnī chāhiē .

92You are invited to explain about yoga, and so you should prepare yourselves.

106Samjhānā hai kyā tum bhārat kā prāchīn yōg bhūl gayē hō  ?

93Explain to them: Have you forgotten the ancient yoga of Bharat?

107Bhagvān kahtē haĩ manmanābhav .

94God says: Manmanabhav!

108Parampitā paramātmā kahtē haĩ nirākārī bachchō̃ kō ki mujhē yād karō tō tum mērē pās|pass āyēṅgē .

95The Supreme Father, the Supreme Soul, says to the incorporeal children: Remember Me and you will come to Me.

109Tum ātmā in organs sē suntī hō .

96You souls listen through those organs.

110Maĩ ātmā in organs K|kē ādhār sē sunātā hū̃ .

97I, the Soul, speak with the support of these organs.

111Maĩ sabkā bāp hū̃ .

98I am the Father of all.

112Mērī mahimā sab gātē haĩ sarvśhaktimān gyān kā sāgar , sukh kā sāgar ādi ādi .

99Everyone sings My praise: The Almighty Authority, the Ocean of Knowledge, the Ocean of Happiness etc.

113Yah bhī topic achchhī hai . 114Śhiv paramātmā key|kī mahimā aur kr̥iṣhṇa key|kī mahimā batāō .

100Topics such as these are good: “What is the praise of Shiva, the Supreme Soul, and the praise of Krishna?

115Ab judge karō ki gītā kā bhagvān kaun  ?

101Now, judge for yourselves: Who is the Sermonizer of the Gita?”

116Yah jabardast topic hai .

102This is a very powerful topic.

117Is par tumhē̃ samjhānā hai .

103You have to explain this.

118Bōlō , ham jāstī samay nahī̃ lē̃gē .

104Tell them that you will not take too much time.

119Ēk minute dē̃ tō bhī ṭhīk hai .

105Even if they give you one minute, that is sufficient.

120Bhagvānuvāch manmanābhav , māmēkam yād karō tō svarg kā varsā milēgā .

106God says: Manmanabhav! 107Remember Me alone and you will receive the inheritance of heaven.

121Yah kisnē kahā  ?

108Who said this?

122Nirākār paramātmā nē brahmā tan dvārā brāhmaṇ bachchō̃ kō kahā , inkō hī pāṇḍav sēnā bhī kahtē haĩ .

109The incorporeal Supreme Soul said this to the Brahmin children through the body of Brahma. 110They are also known as the Pandava Army.

123Rūhānī yātrā par lē jānē kē liē tum paṇḍē hō .

111You are the guides to take people on a spiritual pilgrimage.

124Bābā nibandh ( yēsē ) dētē haĩ .

112Baba gives such essays.

125Unkō phir kaisē refine kar samjhāyē̃ , sō bachchō̃ kō khyāl karnā hai . 126Bāp kō yād karnē sē hī mukti-jīvanmukti kā varsā milēgā .

113You children should think about how to explain these matters in a refined way: Only by remembering the Father will you receive the inheritance of liberation and liberation in life.

127Ham brahmākumār aur kumāriyā̃ haĩ . 128Vāstav mē̃ tum bhī hō parantu tumnē bāp kō pahchānā nahī̃ hai .

114We are Brahma Kumars and Kumaris; in fact, you are also this but you have not recognised the Father.

129Tum bachchē abhī parampitā paramātmā dvārā dēvtā ban rahē hō .

115You children are being made into deities by the Supreme Father, the Supreme Soul.

130Bhārat mē̃ hī lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .

116Only in Bharat was there the kingdom of Lakshmi and Narayan.

131Chhōṭē-chhōṭē bachchē buland āvāj sē baṛī-baṛī sabhā mē̃ samjhāyē̃ tō kitnā prabhāv paṛēgā .

117Even if young children were to explain in a loud voice in large gatherings, there would be so much influence.

132Samajhē̃gē gyān tō inmē̃ hai . 133Bhagvān kā rāstā yah batātē haĩ .

118They would realise only you have knowledge, that only you show the path to God.

134Nirākār paramātmā hī kahtē haĩ hē ātmāyē̃ mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē . 135Gaṅgā snān , tīrtha ādi janma-janmāntar kartē-kartē patit hī bantē āyē .

119The incorporeal Supreme Soul says: O souls, remember Me and your sins will be absolved. 120While bathing in the Ganges and going on pilgrimages etc. for birth after birth you have continued to become more impure.

136Bhārat key|kī hī chaṛhtī kalā , utartī kalā hai .

121It is Bharat that goes through the stages of ascent and descent.

137Bāp rājyōg sikhlākar chaṛhtī kalā arthāt svarg kā mālik banātē haĩ phir māyā rāvaṇ nark kā mālik banātī hai tō utartī kalā kahē̃gē nā .

122The Father teaches Raja Yoga and brings about the stage of ascent, that is, He makes you into the masters of heaven. 123Then Maya, Ravan, makes you into the masters of hell, so that is the stage of descent.

138Janm by janm thōṛī-thōṛī utartī kalā hōtī jātī hai .

124Birth after birth, there is the stage of gradual descent.

139Gyān hai chaṛhtī kalā .

125Knowledge is the stage of ascent.

140Bhakti hai utartī kalā .

126Devotion is the stage of descent.

141Kahtē bhī haĩ bhakti kē bād phir bhagvān milēgā .

127They even say that one finds God from doing devotion.

142Tō bhagvān hī gyān dēgē nā . 143Vahī gyān kā sāgar hai .

128So, surely, God gives knowledge; He alone is the Ocean of Knowledge.

144Gyān añjan satgurū diyā , agyān andhēr vināśh .

129When the Satguru gives the ointment of knowledge, the darkness of ignorance is dispelled.

145Satgurū tō ēk parampitā paramātmā hī hai .

130The one Supreme Father, the Supreme Soul, is the Satguru.

146Mahimā satgurū kī hai na ki gurū kī .

131The Satguru, and not other gurus, is praised.

147Gurū lōg tō ḍhēr haĩ . 148Satgurū tō ēk hai .

132There are countless gurus but only one Satguru.

149Vahī sadgati dātā patit-pāvan , liberator hai .

133He alone is the Bestower of Salvation, the Purifier and the Liberator.

150Abhī tum bachchē bhagvānuvāch suntē hō .

134You children are now listening to the versions of God.

151Māmēkam yād karnē sē tum ātmāyē̃ , śhāntidhām chalī jāyēṅgī .

135By constantly remembering the One, you souls will go to the land of peace. 136That is the land of peace.

152Vah hai śhāntidhām , vah hai sukhdhām aur yah hai duḥkhdhām .

137The other is the land of happiness and this is the land of sorrow.

153Kyā itnā bhī nahī̃ samajhtē  !

138Do they not even understand this much?

154Bāp hī ākar patit duniyā kō pāvan duniyā banātē haĩ .

139Only the Father comes and purifies the impure world.

155Tum jāntē hō bēhad kā sukh dēnē vālā bēhad kā bāp hī hai .

140You understand that it is the unlimited Father who gives unlimited happiness.

156Bēhad kā duḥkh rāvaṇ dētē haĩ .

141Ravan gives you unlimited sorrow.

157Vah hai baṛā duśhman .

142He is the highest enemy.

158Yah bhī kōī kō patā nahī̃ hai ki rāvaṇ rājya kō patit rājya kyō̃ kahā jātā hai .

143No one knows why the kingdom of Ravan is known as an impure kingdom.

159Ab bāp nē sārā rāz hamkō samjhāyā hai .

144The Father has now explained the significance of all this.

160Har ēk mē̃ yah 5-5 vikār pravēśh haĩ , isīliē 10 śhīśh vālā rāvaṇ banātē haĩ .

145The five vices are present in everyone which is why the images of Ravan with ten heads are created.

161Yah bāt vidvān , paṇḍit nahī̃ jāntē haĩ .

146Even scholars and pundits do not know this.

162Ab bāp nē samjhāyā hai rāmrājya kab sē kahā̃ tak chaltā hai .

147The Father has now explained from when and for how long the kingdom of Rama (God) continues.

163Yah bēhad key|kī history-geography samjhātē haĩ .

148He explains this unlimited history and geography.

164Rāvaṇ hai bēhad kā duśhman bhārat kā .

149Ravan is the unlimited enemy of Bharat.

165Usnē kitnī durgati kī hai .

150He has brought about so much misery!

166Bhārat hī heaven thā jō bhūl gayē haĩ .

151People have forgotten that Bharat was heaven.

167Abhī tum bachchō̃ kō bāp key|kī śhrīmat miltī hai bachchē bāp kō yād karō . 168Alpha aur bē .

152You children now receive shrimat from the Father: Children, remember the Father, Alpha, and beta!

169Parampitā paramātmā svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ . 170Rāvaṇ phir nark sthāpan kartē haĩ .

153The Supreme Father, the Supreme Soul, establishes heaven and then Ravan establishes hell.

171Tumkō tō svarg sthāpan karnē vālē bāp kō yād karnā hai .

154You only have to remember the Father who establishes heaven.

172Bhal gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahō , śhādī ādi par jāō . 173Jab phursat milē tō bāp kō yād karō .

155Remain in your households, go to weddings etc., but when you have time, remember the Father.

174Śharīr nirvāh arth|earth karma kartē huē jiskē sāth tumhārī sagāī huī hai , usē yād karnā hai .

156While performing actions for your livelihood, remember the One to whom you are engaged.

175Jab tak unkē ghar jāyē̃ tab tak bhal tum sab kartavya kartē rahō , lēkin buddhi sē bāp kō bhūlō nahī̃ .

157Until you go to His home, continue to perform actions, but don’t allow your intellects to forget the Father.

176Achchhā  !

158Achcha.

177Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

159To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father; BapDada.

178Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

160The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

179Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

161Essence for dharna:

1801 ) sajāō̃ sē chhūṭnē kē liē apnē sab hisāb-kitāb chuktū karnē haĩ .

162 1. In order to become free from punishment, settle all your accounts.

181Sachchē bāp sē kuchh bhī chhipānā nahī̃ hai .

163Don't hide anything from the true Father.

182Jhūṭh kapaṭ kā tyāg karnā hai .

164Renounce telling lies and cheating.

183Yād kī yātrā mē̃ rahnā hai .

165Stay on the pilgrimage of remembrance.

1842 ) jaisē bāp apkāriyō̃ par bhī upkār kartē haĩ aisē sab par upkār karnā hai .

166 2. Just as the Father brings benefit to even those who harm you, in the same way, bring benefit to everyone.

185Sabkō bāp kā satya parichay dēnā hai .

167Give everyone the Father's true introduction.

186Vardān  : īśhvarīy saṅskārō̃ kō kārya mē̃ lagākar saphal karnē vālē saphaltā mūrt bhav 187Jō bachchē apnē īśhvarīy saṅskārō̃ kō kārya mē̃ lagātē haĩ unkē vyarth saṅkalp svataḥ khatm hō jātē haĩ . 188Saphal karnā mānā bachānā yā baṛhānā . 189Aisē nahī̃ purānē saṅskār hī use kartē rahō aur īśhvarīy saṅskārō̃ kō buddhi K|kē locker mē̃ rakh dō , jaisē kaīyō̃ key|kī ādat hōtī hai achchhī chījē̃ vā paisē bank athavā alamāriyō̃ mē̃ rakhnē key|kī , purānī vastuō̃ sē pyār hōtā hai , vahī use kartē rahtē .

168Blessing: May you make your Godly sanskars fruitful by using them and become embodiments of success.

190Yahā̃ aisē nahī̃ karnā , yahā̃ tō mansā sē , vāṇī sē , śhaktiśhālī vr̥itti sē apnā sab kuchh saphal karō tō saphaltāmūrt ban jāyēṅgē .

169 The children who use their Godly sanskars in the task finish their waste thoughts automatically. 170To make something fruitful means to save it or increase it.

191Slōgan  : «  bāp aur maĩ ' ' yah chhatrachhāyā sāth hai tō kōī bhī vighna ṭhahar nahī̃ saktā .

171It shouldn’t be that you continue to use your old sanskars and keep your Godly sanskars in the locker of your intellect.

192Sabhī brāhmaṇ bachchō̃ prati viśhēṣh attention - paramātma mahāvākya

172Many of you have the habit of keeping good things in your cupboards and you money in banks.

193Ēk bal ēk bharōsā arthāt sadā niśhchay hō ki jō sākār key|kī murlī hai , vahī murlī hai jō madhuban sē śhrīmat miltī hai vahī śhrīmat hai , bāp sivāy madhuban K|kē aur kahī̃ mil nahī̃ saktā .

173They have love for old things and continue to use them all the time. 174Do not do that here. 175Here, you have to make everything worthwhile with your thoughts, words and powerful attitude and you will then become an embodiment of success.

194Sadā ēk bāp key|kī paṛhāī mē̃ niśhchay hō .

176Slogan: “The Father and I”.

195Madhuban sē jō paṛhāī kā pāṭh jātā vahī paṛhāī hai , dūsrī kōī paṛhāī nahī̃ . 196Agar kahā̃ bhōg ādi K|kē samay sandēśhī dvārā bābā kā part chaltā hai tō yah bilkul wrong hai , yah bhī māyā hai , iskō ēk bal ēk bharōsā nahī̃ kahē̃gē . 197Madhuban sē jō murlī ātī hai us par dhyān dō nahī̃ tō aur rāstē par chalē jāyēṅgē . 198Madhuban mē̃ hī bābā key|kī murlī chaltī hai , madhuban mē̃ hī bābā ātē haĩ isliē harēk bachchā yah sāvadhānī rakhē , nahī̃ tō māyā dhōkhā dē dēgī .

177When you have this canopy of protection with you, no obstacle can stay in front of you.

178*** Om Shanti ***