बुधवार 15 जून 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

015-06-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 15/06/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yah tum sabkī vānaprasth avasthā hai , vāpas ghar jānā hai isliē bāp aur ghar kō yād karō , pāvan banō , sab khātē khalās karō ' '

1Essence: Sweet children, it is now the stage of retirement for all of you. 2You now have to return home. 3Therefore, remember the Father and the home. 4Become pure and finish all your accounts.

Question

2Praśhna  : bāp hī bachchō̃ kō kaun sā dhīraj dētē haĩ  ?

5Question: What patience does the Father give you children?

Answer

3Uttar  : bachchē , abhī is rudra gyān yagya mē̃ anēk prakār K|kē vighna paṛtē haĩ , parantu dhīraj dharō , jab tumhārā prabhāv nikalēgā , ḍhēr K|kē ḍhēr ānē lagē̃gē phir sab tumhārē āgē ākar māthā jhukāyēṅgē .

6Answer: Children, there will be many varieties of obstacle in this sacrificial fire of the knowledge of Rudra. 7However, you have to have patience. 8When your influence spreads, countless people will come and they will all bow their heads in front of you. 9The bonds of those in bondage will then finish.

4Bāndhēliyō̃ K|kē bandhan khalās hō jāyēṅgē . 5Jitnā tum bāp kō yād karē̃gē , bandhan ṭūṭtē jāyēṅgē . 6Tum vikarmājīt bantē jāyēṅgē .

10The more you remember the Father, the more your bonds will continue to break and you will become conquerors of sinful actions.

Song

7Gīt  : bhōlēnāth sē nirālā …

11Song: No one is unique like the Innocent Lord.

Murli

8Ōm śhānti .

12Om shanti.

9Bhōlānāth sadaiv śhiv kō hī kahtē haĩ , śhiv-śhaṅkar kā bhēd tō achchhī tarah sē samjhā hī hai .

13This title, Bholanath (Innocent Lord), always refers to Shiva. 14You have now clearly understood the contrast between Shiva and Shankar.

10Śhiv tō ūñch tē ūñch mūlvatan mē̃ rahtē haĩ . 11Śhaṅkar tō hai sūkṣhmavatanvāsī , unkō bhagvān kaisē kah saktē haĩ .

15Shiva resides in the highest-on-high incorporeal region, whereas Shankar is a resident of the subtle region; how can he be called God?

12Ūñch tē ūñch rahnē vālā hai ēk bāp .

16Only the one Father resides in the highest-on-high place.

13Phir dūsrē tabkē mē̃ haĩ 3 dēvtāyē̃ .

17Then, on the next floor, there are the three deities.

14Vah hai bāp , ūñch tē ūñch nirākār . 15Śhaṅkar tō ākārī hai .

18He is the Father, the highest-on-high, incorporeal One, whereas Shankar has a subtle form.

16Śhiv hai bhōlānāth , gyān kā sāgar .

19Shiva is the Innocent Lord, the Ocean of Knowledge.

17Śhaṅkar kō gyān kā sāgar kah nahī̃ saktē .

20Shankar cannot be called the Ocean of Knowledge.

18Tum bachchē jāntē hō śhivbābā bhōlānāth ākar hamārī jhōlī bhartē haĩ .

21You children now understand that Shiv Baba, the Innocent Lord, has come to fill your aprons.

19Ādi madhya ant kā rāz batā rahē haĩ .

22He explains the secret of the beginning, the middle and the end.

20Rachtā aur rachnā kā rāz bahut simple hai . 21Baṛē-baṛē r̥iṣhi muni ādi bhī in sahaj bātō̃ kō jān nahī̃ saktē haĩ .

23The secret of the Creator and creation are very simple, yet even the great rishis and munis did not know these easy things.

22Jab vah rajōguṇī hī nahī̃ jāntē thē tō tamōguṇī phir kaisē jānē̃gē . 23Tō abhī tum bachchē bāp K|kē sammukh baiṭhē hō .

24Since those who were rajoguni (the middling level of purity) did not understand these things, how can those who are tamoguni (impure ones) understand?

24Bāp amarkathā sunā rahē haĩ . 25Yah tō bachchō̃ kō niśhchay hai barōbar hamārā bābā ( śhivbābā ) sachchī-sachchī amarkathā sunā rahē haĩ , ismē̃ kōī sanśhay nahī̃ hōnā chāhiē .

25You children are now personally sitting in front of the Father and He is telling you the story of immortality. 26You children have the faith that our Baba, Shiv Baba, is telling us the true story of immortality. 27There should be no doubt about this.

26Kōī bhī manuṣhya hamkō yah nahī̃ sunā rahē haĩ .

28It is not a human being who is telling us this story.

27Bhōlānāth hai śhivbābā , kahtē haĩ mujhē apnā śharīr nahī̃ hai .

29The Innocent Lord is Shiv Baba. 30He says: I do not have a body of My own.

28Maĩ hū̃ nirākār , pūjā bhī mujh nirākār key|kī hī kartē haĩ .

31I am incorporeal and people worship Me in My incorporeal form.

29Śhiv jayantī bhī manātē haĩ , ab bāp tō janm maraṇ rahit hai .

32They celebrate the birthday of Shiva. 33The Father is beyond birth and death.

30Vah hai bhōlānāth . 31Jarūr ākar sabhī key|kī jhōlī bharēgā .

34He is the Innocent Lord, the One who will come and definitely fill everyone's apron.

32Kaisē bharēgā , yah tum bachchē hī samajhtē hō .

35However, only you children understand how He fills your aprons.

33Avināśhī gyān ratnō̃ key|kī jhōlī bhartē haĩ .

36He fills your aprons with the imperishable jewels of knowledge.

34Yahī knowledge hai , gyān sāgar ākar gyān dētē haĩ .

37This is the knowledge that the Ocean of Knowledge comes to give you.

35Gītā tō vahī ēk hī hai parantu saṅskr̥it śhlōk tō haĩ nahī̃ .

38There is only the one Gita and there are no verses in Sanskrit.

36Bhōlī mātāyē̃ saṅskr̥it ādi sē kyā jānē̃  !

39What would innocent women know about Sanskrit?

37Unhō̃ kē liē hī bhōlānāth bābā ātē haĩ .

40Innocent Baba only comes for them.

38Yah mātāyē̃ tō bichārī ghar K|kē kām mē̃ hī rahtī haĩ . 39Yah tō abhī fashion paṛā hai jō naukrī kartī haĩ .

41Women simply used to stay at home and be engaged in their housework, but it has now become the fashion for them to have a job.

40Tō bābā ab bachchō̃ kō ūñch tē ūñch paṛhāī paṛhā rahē haĩ , jō bilkul kuchh bhī nahī̃ paṛhē thē unhō̃ par pahlē-pahlē kalaṣh rakhtē haĩ paṛhāī kā .

42Baba has now come to teach you the most elevated of all studies. 43Those who haven’t studied anything are the ones who first receive the urn of the study of knowledge.

41Yū̃ tō bhaktiyā̃ , sītāyē̃ sab haĩ . 42Rām āyē haĩ rāvaṇ key|kī laṅkā sē mukt karnē arthāt duḥkh sē mukt karnē .

44In fact, all of you are devotees or Sitas, and Rama has come to liberate all souls from the Lanka of Ravan, that is, to liberate all souls from sorrow.

43Phir tō bāp kē sāth ghar hī jāyēṅgē aur kahā̃ jāyēṅgē .

45You will then return home with the Father. 46Where else would you go?

44Yād bhī ghar kō kartē haĩ , ham duḥkh sē mukti pāvē̃ .

47Everyone has been remembering the home, saying: We want to be liberated from sorrow.

45Bachchē jāntē haĩ bīch mē̃ kiskō mukti mil nahī̃ saktī . 46Sabkō tamōpradhān bannā hī hai .

48You children understand that no one can receive liberation in the middle of the drama; everyone has to become tamopradhan.

47Mukhya jō foundation hai vah jal jātā hai , vah dharm hī prāyaḥ lōp hō jātā hai .

49The main foundation burns away; that religion itself disappears and only some of its images remain.

48Bākī kuchh prāyaḥ chitra ādi jākar rahtē haĩ . 49Lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra bhī gum hō jāē tō yādgār kaisē milēgā  ?

50If the images of Lakshmi and Narayan were also to disappear, how could you find their memorials?

50Barōbar jāntē haĩ dēvī-dēvtāyē̃ rājya kartē thē .

51You know the deities used to rule and that their images still remain.

51Unhō̃ K|kē chitra bhī abhī tak haĩ .

52You children have to explain all of these things.

52Bachchō̃ kō is par samjhānā hai . 53Tum jāntē hō lakṣhmī-nārāyaṇ bachpan mē̃ prince princess , rādhē kr̥iṣhṇa thē . 54Phir mahārājā mahārānī banē haĩ . 55Vah haĩ hī satyug K|kē mālik .

53You understand that Lakshmi and Narayan in their childhood were the prince and princess, Radhe and Krishna and they later became the emperor and empress; they became the masters of the golden age.

56Dēvtāyē̃ kabhī patit duniyā mē̃ pair nahī̃ dhar saktē .

54The feet of the deities cannot even touch the impure world.

57Śhrīkr̥iṣhṇa tō hai hī vaikuṇṭha kā prince . 58Vah tō gītā sunā na sakē .

55Shri Krishna is a prince of Vaikunth; he cannot speak the knowledge of the Gita.

59Bhūl bhī kitnī bhārī kar dī hai .

56So, there has been such a big mistake!

60Kr̥iṣhṇa kō bhagvān kahā nahī̃ jā saktā . 61Vah tō manuṣhya hai , dēvī-dēvtā dharm kā hai .

57Krishna cannot be called God; he is a human being who belongs to the original deity religion.

62Vāstav mē̃ dēvtāyē̃ brahmā viṣhṇu śhaṅkar tō sūkṣhmavatan mē̃ hī rahtē haĩ , yahā̃ manuṣhya rahtē haĩ .

58In fact, the deities Brahma, Vishnu and Shankar live in the subtle region, whereas here, there are human beings.

63Manuṣhya kō sūkṣhmavatan vāsī nahī̃ kah saktē haĩ , brahmā dēvtāē namaḥ , viṣhṇu dēvtāē namaḥ kah dētē haĩ nā .

59Humans cannot be called residents of the subtle region. 60They say, "Salutations to the deity Brahma and the deity Vishnu".

64Vah hai dēvī-dēvtā dharm .

61That is the deity religion.

65Śhrī lakṣhmī dēvī , śhrī nārāyaṇ dēvtā .

62They speak of goddess Lakshmi and god Shri Narayan.

66Manuṣhya kō hī 84 janma lēnē paṛtē haĩ .

63Human beings take 84 births.

67Abhī tum bachchē jāntē hō asul mē̃ ham dēvtā dharm K|kē thē , vah dharm bahut sukh dēnē vālā hai .

64You children know that you originally belonged to the deity religion; that religion used to give so much happiness.

68Yah kōī kah na sakē - vahā̃ ham kyō̃ nahī̃  !

65No one can ask: Why were we not there?

69Yah tō jāntē hō nā ki vahā̃ ēk hī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā phir bākī aur dharm number-vār ātē haĩ .

66You know there was originally the one original eternal deity religion and that the other religions then came, numberwise.

70Yah tum bachchē samjhā saktē hō .

67You children can explain all of these things.

71Yah anādi banā banāyā khēl hai . 72Usmē̃ phir satyug hōgā .

68This is an eternal, predestined play, and so the golden age has to come again.

73Bhārat mē̃ hī hōnā hai kyōṅki bhārat hī avināśhī khaṇḍ hai .

69This only happens in Bharat because Bharat is an eternal land and it is never destroyed.

74Iskā vināśh nahī̃ hōtā hai .

70You have to explain all of these things.

75Yah bhī samjhānā paṛtā hai .

71The Father's birth takes place here.

76Bāp kā janm bhī yahā̃ hōtā hai , unkā hai divya janm jō manuṣhyō̃ sadr̥iśhya nahī̃ hai .

72His birth is divine; it is not like that of human beings. 73The Father has come to take you away.

77Bāp āyē haĩ nikālnē . 78Abhī tum sirph bāp aur ghar kō yād karō .

74So, simply remember the Father and the home and you will enter that kingdom.

79Phir tum rājdhānī mē̃ ā jāyēgē . 80Yah tō āsurī rājasthān hai , bāp lē jātē haĩ daivī rājasthān mē̃ .

75This is the devilish Rajasthan (land of kings), and the Father takes you to the divine Rajasthan. 76He doesn't give you any difficulty at all.

81Aur kōī taklīph nahī̃ dētē sirph bāp aur varsē kō yād karnā hai .

77You simply have to remember the Father and the inheritance. 78This is the silent chant.

82Yah hai ajapājāp … mukh sē kuchh bhī kahnā nahī̃ hai .

79You don't need to say anything with your lips.

83Sūkṣhma mē̃ bhī kuchh kahnā nahī̃ hai .

80You don't need to repeat anything in a subtle way internally.

84Silence mē̃ bāp kō yād karnā hai , ghar baiṭhē .

81Just remember the Father in silence while sitting at home.

85Bāndhēliyā̃ bhī ghar baiṭhē suntī haĩ . 86Chhuṭṭī nahī̃ miltī hai .

82The children who are in bondage also hear these things while sitting at home.

87Hā̃ ghar baiṭhē sirph pavitra rahnē key|kī kōśhiśh karō .

83They don't have the freedom to come here.

88Bōlō , hamkō svapn mē̃ direction miltē haĩ pavitra banō .

84So, yes, stay at home and try to remain pure. 85Say: I received directions in my dreams to become pure.

89Abhī maut sāmnē khaṛā hai .

86Death is now just ahead.

90Tum abhī vānaprasth avasthā mē̃ hō .

87You are all now in the stage of retirement.

91Vānaprasth mē̃ kabhī vikār kā khyāl thōṛēhī hōtā hai .

88When people reach the stage of retirement, they don’t have any thought of vice.

92Abhī bāp sārī duniyā kē liē kahtē haĩ , sabhī key|kī vānaprasth avasthā hai .

89The Father says: It is now the stage of retirement for the whole world.

93Sabhī kō vāpas jānā hai tō ghar kō yād karnā hai .

90Everyone has to return home, and so remember the home.

94Phir ānā bhī bhārat mē̃ hai .

91You will then have to return to Bharat.

95Mukh tō ghar key|kī taraph hī hōgā nā .

92Your faces would be turned towards the home.

96Bachchō̃ kō aur kōī taklīph nahī̃ dī jātī hai , baṛā sahaj hai .

93You children are not given any difficulty. 94It is very easy.

97Ghar mē̃ baiṭh bhal bhōjan banāō , śhivbābā key|kī yād mē̃ .

95Even when preparing food at home, do it while in remembrance of Shiv Baba.

98Ghar mē̃ bhōjan banātē hō tō pati yād rahtā hai nā .

96Normally, when someone is at home cooking food, she remembers her husband.

99Bāp kahtē haĩ yah tō patiyō̃ kā pati hai .

97The Father says: This one is the Husband of all husbands.

100Unkō yād karō jissē 21 janmō̃ kē liē varsā miltā hai .

98Remember the One from whom you receive the inheritance for 21 births.

101Achchhā kōī kō chhuṭṭī nahī̃ miltī hai . 102Vahā̃ bhī rah bāp aur varsē kō yād karō .

99Achcha, if any one of you does not have the freedom to come here, then stay at home and just simply remember the Father and the inheritance.

103Apnā tō tum chhuṭkārā kar lō .

100You have to find a method to free yourself.

104Bāp sē pūrā varsā lē saktē hō .

101You can claim your full inheritance from the Father.

105Dhīrē-dhīrē tō chhuṭkārā milnā hī hai .

102Gradually, you will become free.

106Hā̃ rūdra gyān yagya mē̃ vighna bhī jarūr paṛnē haĩ .

103Yes, there will definitely be obstacles in the sacrificial fire of the knowledge of Rudra.

107Ākhrīn jab tumhārā prabhāv nikalēgā tō tumhārē charaṇō̃ mē̃ māthā ṭēktē rahē̃gē .

104When your influence finally spreads, people will come to bow down to you. 105However, there are also obstacles that interfere.

108Vighna tō paṛtē hī rahē̃gē .

106Have patience! 107Do not become impatient!

109Ismē̃ dhairya dharnā hai , utāvalā nahī̃ hōnā hai . 110Ghar baiṭhē pati ādi mitr sambandhiyō̃ kō ēk hī bāt samjhāō ki bāp kā pharmān hai mujhē yād karō , varsā lō|low .

108While sitting at home, explain one thing to your husband and to your friends and relatives. 109Tell them the instructions of the Father: Remember Me and claim your inheritance!

111Kr̥iṣhṇa tō hō nahī̃ saktā .

110It cannot be Krishna who says these things.

112Bāp kō hī yād karnā hai .

111It is the Father who has to be remembered.

113Bāp kā hī parichay dēnā hai , jō sab jān jāē̃ ki hamārā bābā śhivbābā hai .

112Give them the Father's introduction so everyone comes to know our Baba is Shiv Baba.

114Vah bhī abhī yād achchhī rah saktī hai .

113You are now able to have very good remembrance.

115Thōṛē samay kē liē yah bandhan mārpīṭ ādi hai .

114This bondage of violence etc. will just last for a short while.

116Āgē chal yah sab band hō jāyēṅgē .

115As you go further, all of these things will end.

117Kōī-kōī bīmārī hōtī hai jō jhaṭ chhūṭ jātī hai . 118Kōī varṣh dō tak bhī chaltī hai .

116Some illnesses are cured instantly, whereas others continue for even one or two years.

119Ismē̃ bhī upāya yahī hai , bābā kō yād kartē-kartē bandhan chhūṭ jāyēṅgē isliē her|har bāt mē̃ dhīraj chāhiē .

117Therefore, there is only one solution here: continue to remember the Father and all your bonds will end. 118This is why you must have patience in every situation.

120Bāp kahtē haĩ jitnā tum yād karē̃gē utnā vikarma vināśh hōṅgē . 121Buddhi ṭūṭtī jāyēgī . 122Yah vikarmō K|kē bhī bandhan haĩ .

119The Father says: The more you remember Me, the more your sins will be absolved and the more your intellects will continue to break out of all bonds.

123Vikār kō hī number one vikarma kahā jātā hai .

120There is also the bondage of sins and lust is the number one sin.

124Abhī tum vikarmājīt bantē hō .

121You are now becoming conquerors of sin.

125Vikarmājīt yād sē hī banā jātā hai .

122It is by having remembrance that you can become conquerors of sin.

126Sabhī khātē khalās hō jāyēṅgē , phir sukh kā khātā śhurū hōgā .

123When all your accounts have been settled, the account of happiness will begin.

127Vyāpāriyō̃ kē liē tō bahut sahaj hai . 128Samajhtē haĩ ki purānā khātā khalās kar phir nayā śhurū karnā hai .

124It is very easy for those in business, because they understand the old account has to finish and the new one will then begin.

129Yād kartē rahē̃gē tō jamā hōtā jāyēgā .

125Continue to have remembrance and your profit will accumulate.

130Yād nahī̃ karē̃gē tō jamā kaisē hōgā  ?

126If you don’t have remembrance, how can you accumulate?

131Yah bhī vyāpār hai nā .

127This too is a business.

132Bāp tō kōī taklīph nahī̃ dētē haĩ .

128The Father does not cause you any difficulty at all.

133Dhakkā ādi kuchh bhī khānē kā nahī̃ hai .

129You don't have to go out stumbling anywhere.

134Vō tō janma-janmāntar khātē hī āyē haĩ .

130You have been stumbling around for birth after birth.

135Abhī satya bāp kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .

131The true Father is now explaining to you so well.

136God hī satya batlātē haĩ . 137Bākī tō sab hai jhūṭh .

132Only God can tell you the truth; everything else is false.

138Contrast dēkhō - bābā kyā samjhātē haĩ aur manuṣhya kyā samjhātē haĩ .

133Just look at the contrast between what Baba explains and what humans explain!

139Yah hai drama . 140Phir bhī aisē hī hōgā .

134This is the drama and the same things will happen again.

141Abhī tum jāntē hō ham sadgati kō pātē haĩ - śhrīmat par chalnē sē .

135You now understand that you attain salvation by following shrimat.

142Nahī̃ tō itnā ūñch pad nahī̃ milēgā .

136Otherwise, you would not claim such a high status.

143Tum nimitt bantē hō svarg mē̃ jānē̃ , vahā̃ kōī vikarma hōtā nahī̃ . 144Yahā̃ vikarma hōtā hai tō sajā bhī bhōgnī paṛtī hai .

137You become the instruments for going to heaven. 138There is no sin there, whereas there is sin here, and this is why there is the punishment of suffering.

145Jō śhrīmat par nahī̃ chaltē haĩ unkō bhī kyā kahā jāē  ?

139Therefore, what can those who do not follow shrimat be called?

146Nāstik .

140Atheists!

147Bhal jāntē haĩ bābā āstik banātē haĩ . 148Parantu phir bhī agar unkī mat par na chalē tō nāstik ṭhaharē nā .

141Even though they know that Baba is making them into theists, when they don't follow His directions, it means they are atheists.

149Jāntē bhī haĩ śhivbābā key|kī śhrīmat par hī chalnā hai , parantu jāntē huē bhī na chalē̃ tō unkō kyā kahē̃gē  !

142They understand they have to follow the shrimat of Shiv Baba. 143If a soul still doesn't follow, what can be said?

150Śhrīmat hai śhrēṣhṭh bannē key|kī .

144Shrimat is given in order to elevate you.

151Sabsē ūñch tē ūñch vah satgurū hai .

145The Satguru is the One who is the Highest on High.

152Bāp baiṭh bachchō̃ kō sammukh samjhātē haĩ .

146The Father sits here face to face and explains to you children.

153Kalp-kalp samjhāyā thā .

147He has explained to you every cycle.

154Bākī śhāstra tō sab bhakti mārg K|kē haĩ .

148The scriptures etc., belong to the path of devotion.

155Anēk ḍhēr K|kē ḍhēr śhāstra haĩ .

149There are countless scriptures.

156Śhāstrō̃ key|kī bhī bahut ijjat rakhtē haĩ .

150People give so much respect to the scriptures.

157Jaisē śhāstrō̃ kō parikramā dētē haĩ , vaisē chitrō̃ kō bhī parikramā dilātē haĩ .

151Just as they take the scriptures around a city, so they also take the images around a city.

158Ab bābā kahtē haĩ in sabhī kō bhūl jāō .

152Now, Baba says: Forget all of those things.

159Ēkdam bindū ( zero ) ban jāō .

153Just become a point.

160Bindī lagā dō , aur kōī bātē̃ sunō nahī̃ .

154Simply put a dot to everything. 155Do not listen to anything at all.

161Hear no evil , see no evil , talk no evil .

156Hear no evil, see no evil, talk no evil!

162Ēk bāp K|kē sivāē dūsrē kōī key|kī bāt mat sunō .

157Do not listen to anything except the things the Father tells you.

163Aśharīrī ban jāō , aur sab kuchh bhūl jāō .

158Become bodiless and continue to forget everything else.

164Tum ātmāyē̃ śharīr sāth suntī hō .

159You souls are now listening through your bodies.

165Bāp ākar brahmā dvārā samjhātē haĩ . 166Bachchō̃ kō sadgati kā mārg batlātē haĩ .

160The Father comes and explains to you through Brahma and shows you children the path to salvation.

167Bhal pahlē bhī kitnē yatn kiyē , parantu mukti jīvanmukti kōī chakra nahī̃ sakē .

161No matter how many different methods you tried before, you souls were not able to attain liberation or liberation-in-life.

168Kalp key|kī āyu hī lambī kar dī hai .

162They have even made the span of the cycle so long.

169Jinkī takdīr mē̃ hōgā tō sunēgā .

163If it is in their fortunes, they will hear these things.

170Takdīr mē̃ nahī̃ hai tō ā na sakē .

164If it is not in their fortunes, then they are not able to come.

171Yahā̃ bhī takdīr key|kī bāt hai .

165So, here, too, it is a question of fortune.

172Bāp samjhātē kitnā sahaj hai , kōī kahtē haĩ hamārā mukh nahī̃ khultā hai .

166The Father explains so easily and yet some say: We are not able to speak about these things.

173Arē itnī sahaj bāt hai bāp aur varsē kō yād karō .

167Yet it is so easy! 168Just simply remember the Father and the inheritance!

174Unkō hī saṅskr̥it mē̃ kahtē haĩ manmanābhav .

169In Sanskrit, they have referred to this as ‘Manmanabhav’.

175Śhivbābā hai sabhī ātmāō̃ kā bāp .

170Shiv Baba is the Father of all souls.

176Kr̥iṣhṇa kō bāp nahī̃ kah saktē .

171Krishna cannot be called the Father.

177Brahmā bhī bāp hai sārī prajā kā .

172Brahma is the father of all people.

178Ātmāō̃ kā bāp baṛā yā prajā kā bāp baṛā  ?

173Who is greater: the Father of souls or the father of people?

179Baṛē bābā kō yād karnē sē prālabdh svarg kā varsā milēgā .

174By remembering the senior Baba, you will receive the reward of the inheritance of heaven.

180Āgē tumhārē pās|pass bahut āyēṅgē .

175As time goes by, many will come to you.

181Jāyēṅgē kahā̃  ?

176Where else can they go?

182Ātē rahē̃gē . 183Jahā̃ bahut lōg jātē haĩ tō ēk dō kō dēkh bahut ghus paṛtē haĩ .

177Therefore, they will continue to come here. 178When many people go to a particular place, others who see them go there too.

184Tumhārē mē̃ bhī vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē .

179There will continue to be expansion among you too.

185Vighna kitnē bhī āyē̃ , un khiṭpiṭ sē pās|pass hōkar apnī rājdhānī tō sthāpan karnī hī hai .

180No matter how many obstacles come, you have to go beyond that conflict and establish your own kingdom.

186Rāmrājya sthāpan kar rahē haĩ .

181The kingdom of Rama is now being established.

187Rāmrājya hai naī duniyā .

182The kingdom of Rama is the new world.

188Tum jāntē hō ham apnē hī tan-man-dhan sē bhārat kō svarg banā rahē haĩ śhrīmat par .

183You know that you are using your bodies, minds and wealth for making Bharat into heaven on the basis of shrimat.

189Kōī sē pahlē tum yah pūchhō parampitā paramātmā sē tumhārā kyā sambandh hai  ?

184The first thing to ask souls is: What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?

190Prajāpitā brahmā sē kyā sambandh hai  ?

185What is your relationship with Prajapita Brahma?

191Yah hai bēhad kā bāp . 192Phir haĩ birādriyā̃ . 193Ēk sē hī nikalī huī haĩ nā .

186That is the unlimited Father, and then there are all the different genealogical trees; they must have all started from one.

194Parampitā paramātmā nē prajāpitā brahmā dvārā sr̥iṣhṭi rachī hai arthāt patit sē pāvan banāyā hai .

187The Supreme Father, the Supreme Soul, created the world through Prajapita Brahma, that is, He changed souls from impure to pure.

195Duniyā kuchh bhī nahī̃ jāntī ham sō pūjya , ham sō pujārī … gātē haĩ parantu vah phir bhagvān kē liē kah dētē haĩ .

188The world doesn't understand anything; they say: We were worthy of worship and we then became worshippers. 189However, they say this, referring to God.

196Agar bhagvān hī pujārī banē tō phir kaun pūjya banāvē . . yah pūchhnā chāhiē .

190If God also became a worshipper, who would make you souls worthy of worship? 191Ask them this question.

197Bachchō̃ kō ham sō kā arth|earth samjhāyā hai . 198Ham sō śhūdra thē , ab ham sō dēvtā ban rahē haĩ .

192The meaning of ‘hum so’ has been explained to you children. ‘Hum so’ means: we were shudras and are now becoming deities.

199Chakra kō tō yād kar saktē hō nā  !

193You can remember the cycle, can you not?

200Gāyā bhī jātā hai father shows son , phir son shows father .

194It has been said: Father shows son and then son shows Father.

201Achchhā  !

195Achcha.

202Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

196To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

203Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

197The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

204Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

198Essence for dharna:

2051 ) hōśhiyār vyāpārī ban purānē sab khātē khalās kar sukh kā khātā śhurū karnā hai .

199 1. Become a clever businessman, finish all the old accounts and begin the new account of happiness.

206Yād mē̃ rah vikarmō K|kē bandhan kāṭnē haĩ .

200Stay in remembrance and cut away the bonds of sin.

207Dhīraj dharnā hai , utāvalā nahī̃ hōnā hai .

201Be patient and do not rush.

2082 ) ghar mē̃ baiṭh bhōjan banātē , her|har karma kartē bāp kī yād mē̃ rahnā hai .

202 2. While preparing food at home and performing every action, stay in remembrance of the Father.

209Bāp jō avināśhī gyān ratna dētē haĩ . 210Unsē apnī jhōlī bhar dūsrō̃ kō dān karnā hai .

203Fill your apron with the imperishable jewels of knowledge the Father gives you and donate them to others.

Blessing

211Vardān  : sākṣhī ban māyā K|kē khēl kō manōrañjan samajhkar dēkhnē vālē master rachayitā bhav

204Blessing: May you be a master creator and as a detached observer sees any games of Maya as entertainment.

212Māyā kitnē bhī raṅg dikhāyē , maĩ māyāpati hū̃ , māyā rachnā hai , maĩ master rachayitā hū̃ - is smr̥iti sē māyā kā khēl dēkhō , khēl mē̃ hār nahī̃ khāō .

205 No matter how many colours Maya shows you, observe the games of Maya with this awareness: “I am the Lord of Maya, Maya is the creation and I am a master creator”. 206Do not be defeated in the games.

213Sākṣhī bankar manōrañjan samajhkar dēkhtē chalō tō first number mē̃ ā jāyēṅgē .

207Be a detached observer and continue to see the games as entertainment and you will then claim a first number.

214Unkē liē māyā key|kī kōī samasyā , samasyā nahī̃ lagēgī .

208For such souls, any problem from Maya will not seem like a problem; there won’t be any questions.

215Kōī question nahī̃ hōgā . 216Sadā sākṣhī aur sadā bāp kē sāth key|kī smr̥iti sē vijayī ban jāyēṅgē .

209Constantly be a detached observer and remain aware of the Father’s constant company and you will become victorious.

Slogan

217Slōgan  : man kō śhītal , buddhi kō merciful aur mukh kō mr̥du ( mīṭhā ) banāō .

210Slogan: Make your mind cool, your intellect merciful and your mouth sweet.

211*** Om Shanti ***