शुक्रवार 8 जुलाई 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
008-07-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 08/07/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - vāhyāt ( vyarth ) bātō̃ mē̃ tumhē̃ apnā amūlya samay barbād nahī̃ karnā hai , bāp kī yād sē ābād hōnā hai ' '
1Essence: Sweet children, don't spend your invaluable time on wasteful matters. 2Become prosperous by having remembrance of the Father.
Question
2Praśhna : bāpdādā dōnō̃ hī niranhakārī ban bachchō̃ K|kē kalyāṇ kē liē kaun see|sī|C rāy dētē haĩ ?
3Question: What advice do both Bap and Dada humbly give the children for their benefit?
Answer
3Uttar : bachchē , sadaiv samjhō hamē̃ śhivbābā paṛhātē haĩ .
4Answer: Children, always be aware that Shiv Baba is teaching you. 5Although Brahma Baba also teaches you, you only benefit by having remembrance of Shiv Baba.
4Bhal brahmā bābā bhī tumhē̃ paṛhā saktē haĩ lēkin śhivbābā kō yād karnē mē̃ hī tumhārā kalyāṇ hai isliē yah dādā nirahaṅkārī ban kahtē haĩ maĩ tumhē̃ nahī̃ paṛhātā hū̃ .
6That is why this Dada is egoless and says: I do not teach you; only the one Father teaches you, so remember Him alone.
5Paṛhānē vālā ēk bāp hai , usē hī yād karō . 6Unkī yād sē hī tum vikarmājīt banē̃gē , vikarma vināśh hōṅgē . 7Mērī yād sē nahī̃ .
7Only by remembering Him, not me, will you become conquerors of sinful actions and your sins be absolved.
Murli
8Ōm śhānti .
8Om shanti.
9Ab bachchē sāmnē baiṭhē haĩ , bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ jarūr hōgā ki patit-pāvan parampitā paramātmā jō gyān kā sāgar hai vah is brahmā tan dvārā hamkō paṛhā rahē haĩ .
9You children are now sitting in front of the Father. 10It is definitely in the intellects of you children that the Purifier, the Supreme Father, the Supreme Soul, the Ocean of Knowledge, is teaching you through the body of Brahma.
10Buddhi tō pahlē jāyēgī apnē śhāntidhām mē̃ , phir āyēgī yahā̃ .
11Your intellects first go to your land of peace and then come down here.
11Śhivbābā āyē haĩ is brahmā tan mē̃ hamkō rājyōg sikhānē .
12Shiv Baba has come into the body of Brahma in order to teach you Raja Yoga.
12Student key|kī buddhi mē̃ yah hōgā nā ki hamkō kaun paṛhātē haĩ .
13The intellects of students are aware who is teaching them.
13School mē̃ jāyēṅgē tō samajhē̃gē nā ki phalānā teacher hamkō paṛhātē haĩ . 14Unkā nām bhī khyāl mē̃ rahtā hai . 15Ôkhō̃ sē dēkhtē bhī haĩ .
14When they go to school, they are aware that such and such a teacher is teaching them; they are aware of their names and they also see them with their eyes.
16Satsaṅg bhī kisam-kisam K|kē hōtē haĩ .
15There are various spiritual gatherings that take place.
17Vahā̃ kahē̃gē phalānā mahātmā hamkō phalānā śhāstra sunātē haĩ .
16There, they say that a particular mahatma (great soul) is relating such and such a scripture.
18Bhinn-bhinn anēkānēk śhāstra sunātē haĩ .
17They relate various scriptures.
19Janma-janmāntar aisē suntē hī āyē hō .
18You have been listening to them for birth after birth.
20Abhī tum yahā̃ baiṭhē-baiṭhē yād kartē hō śhivbābā kō .
19Now, while sitting here, you remember Shiv Baba.
21Tum samajhtē hō hamārā patit-pāvan bābā vah śhiv hai .
20You understand that your Baba, the Purifier, is Shiva.
22Vahī ākar brahmā dvārā hamkō paṛhātē haĩ .
21He now comes and teaches you through Brahma.
23Yah brahmā bhī paṛhātē haĩ .
22This Brahma is teaching you as well.
24Jab brahmākumār kumāriyā̃ bhī paṛhā saktē haĩ , tō kyā brahmā nahī̃ paṛhā saktē haĩ !
23If Brahma Kumars and Kumaris can teach you, can Brahma too not teach you?
25Phir bhī tum aisē hī samjhō ki hamkō śhivbābā hī paṛhātē haĩ , na ki brahmā .
24However, you must have the consciousness that Shiv Baba, not Brahma, is teaching you.
26Ismē̃ tumhārā bahut phāydā hōgā .
25There is benefit for you in this.
27Iskō hī nirahaṅkārīpanā kahā jātā hai .
26This is known as the stage of humility.
28Bāp aur dādā dōnō̃ hī niranhakārī haĩ .
27Bap and Dada are both egoless.
29Yah khud kahtē haĩ bhal maĩ bhī paṛhātā hū̃ parantu samjhō ki śhivbābā paṛhātē haĩ .
28This one, himself, says: Although I teach you, have the consciousness that Shiv Baba is teaching you.
30Jitnā śhivbābā kō yād karē̃gē utnā vikarmājīt bantē jāyēṅgē .
29The more you remember Shiv Baba, the more you will become conquerors of sinful actions.
31Hamēśhā samjhō ki śhivbābā patit-pāvan gyān kā sāgar hamkō paṛhātē haĩ .
30Always think that Shiv Baba, the Purifier, the Ocean of Knowledge, is teaching you.
32Jitnā hō sakē śhivbābā kō bhūlnā nahī̃ hai .
31As much as possible, do not forget Shiv Baba.
33Varsā bhī unsē hī pānā hai .
32You are to claim the inheritance from Him.
34Śhivbābā kahtē haĩ nirantar mujhē yād karō .
33Shiv Baba says: Constantly remember Me.
35Brahmā key|kī ātmā kō bhī kahtē haĩ tumkō mērē pās|pass ānā hai .
34He also tells the Brahma soul: You have to come to Me.
36Uṭhtē baiṭhtē mērē kō yād karnē kā puruṣhārth karō , ismē̃ kamāī bahut hai . 37Health bhī bahut achchhī milēgī .
35While sitting or moving, make effort to stay in remembrance. 36There is a great deal of income in this, and you will also have good health.
38Kabhī bhī time west|waste nahī̃ karō .
37Don't ever waste time.
39Hear no evil , talk no evil … sivāē gyān aur yōg K|kē kōī bhī vāhyāt bātē̃ nahī̃ karnī hai .
38Hear no evil, speak no evil, see no evil. 39Only speak of things of knowledge and yoga; do not speak of anything useless.
40Jismē̃ gyān cum|kam hai tō jarūr agyān hī hōgā .
40If there is no knowledge, there is definitely ignorance.
41Jharmuī jhagmuī kartē rahē̃gē . 42Aisī bātē̃ kabhī nahī̃ sunnā .
41They will continue to gossip, but you must never listen to such things.
43Jab aisē dēkhō ki vah vāhyāt bātē̃ sunātē haĩ tō samjhō yah hamārā duśhman hai .
42If anyone speaks about wasteful matters to you, understand that that one is your enemy.
44Phāltū bātē̃ sunākar time west|waste kartē haĩ .
43Time is wasted by listening to wasteful matters.
45Bāp kahtē haĩ aisī phāltū bātē̃ nahī̃ sunō .
44The Father says: Don't listen to such wasteful things.
46Kōī key|kī glānī karē̃gē , kōī kē liē kuchh bōlē̃gē .
45Some will defame others, and some will say wrong things about others.
47Kahē̃gē aisī bātē̃ kabhī nahī̃ sunnā , na kabhī sunānā .
46This is why you are told: Neither listen to nor speak of such things.
48Jismē̃ gyān nahī̃ hai vahī aisī bātē̃ sunākar aur hī nuksān kartē rahē̃gē isliē bār-bār samjhāyā jātā hai ki service mē̃ tatpar rahō .
47Those who do not have knowledge speak in that way and cause harm. 48This is why it is explained again and again: Keep busy doing service.
49In chitrō̃ par jitnā ēk dō kō samjhāyēṅgē utnā dhārṇā bhī hōgī .
49The more you explain these pictures to others, the more knowledge you will imbibe.
50Yahā̃ baiṭh chitra dēkhō - yah khyāl karō , yah śhivbābā hai , yah dādā hai . 51In dvārā hamkō varsā miltā hai . 52Phir is patit duniyā kā vināśh hō jāyēgā .
50While sitting here, look at these pictures and think: This is Shiv Baba and this is Dada; we receive the inheritance through this one and this impure world is then destroyed.
53Aisī-aisī bātē̃ kartē apnē kō bhī bahlā saktē hō .
51You can entertain yourself with such thoughts.
54Vah achchhā hōgā . 55Jharmuī jhagmuī key|kī tō pāp ātmā ban jāyēṅgē .
52This is better than gossiping, otherwise you become sinful souls.
56Bāp kahtē haĩ bachchē pāp ātmā nahī̃ bannā .
53The Father says: Children, do not become sinful souls.
57Duniyā kā samāchār , phalānī aisī hai , usnē yah kiyā , aisī bātē̃ jō suntē aur sunātē haĩ vah mupht samay barbād kartē haĩ .
54Those who listen to the news of the world and who relate such things as "So and so is like this", or, "They do this", waste time needlessly. 55You are becoming very prosperous.
58Tum tō bahut ābād hō rahē hō .
56You are becoming the masters of the world.
59Viśhva K|kē mālik ban rahē hō .
57Bharat was definitely very prosperous.
60Barōbar bhārat ābād thā .
58It has now become ruined.
61Ab barbād hai . 62Bāp dvārā ābād hō rahē hō .
59You are now becoming prosperous through the Father.
63Bāp aur sr̥iṣhṭi chakra kō yād karnā yah tō baṛā hī sahaj hai .
60It is very easy to remember the Father and the world cycle.
64Is saṅgamyug kā kōī kō patā nahī̃ hai .
61No one knows about this confluence age.
65Kaliyug mē̃ sab patit haĩ , satyug mē̃ sab pāvan thē .
62Everyone in the iron age is impure, whereas everyone in the golden age is pure.
66Bāp kahtē haĩ maĩ kalp-kalp K|kē saṅgamyug par ātā hū̃ , patitō̃ kō pāvan banānē .
63The Father says: I come at the confluence of every cycle in order to purify the impure ones.
67Ajāmil jaisē pāpī bhī haĩ .
64There are also sinners such as Ajamil.
68Yah hai hī pāp key|kī duniyā , ismē̃ kōī chain nahī̃ hai .
65This is a world of sin, a world without comfort.
69Vah puṇya ātmāō̃ key|kī chain pānē key|kī duniyā hai .
66The world of pure, charitable souls is a world of comfort.
70Yah bātē̃ kōī samjhā na sakē .
67No one else can explain these things.
71Kisī key|kī bhī buddhi mē̃ nahī̃ hai ki chain kahā̃ miltā hai .
68Where comfort can be attained is not in the intellect of anyone.
72Yah tum samjhātē hō ki sukhdhām mē̃ sukh miltā hai .
69You explain that there is happiness in the land of happiness.
73Yah hai hī duḥkhdhām . 74Bhal baṛē-baṛē mahal banākar baiṭhē hō parantu rāstā sārā patit banānē kā hī hai .
70This is a world of sorrow and, even though people have built huge palaces, all of those paths make you impure.
75Nahī̃ tō bhārat key|kī itnī utartī kalā kyō̃ hōtī .
71Otherwise, why would Bharat be in such a degraded state of degradation?
76Chaṛhtī kalā karnē vālā ēk hī bāp hai . 77Bākī sab girānē vālē haĩ , ismē̃ bahut samajh key|kī bāt hai . 78Andhaśhradhā key|kī kōī bāt nahī̃ hai .
72Only the one Father brings about the stage of ascent; all others make you fall. 73This has to be understood clearly; there is no question of blind faith.
79Teacher kahtē tumkō be|B . A . paṛhātē haĩ , tō jhūṭh thōṛēhī hō saktā .
74If a teacher says, “I teach you to become a BA”, it cannot be a lie.
80Yah bēhad kā bāp bhī kahtē haĩ maĩ tumkō sahaj rājyōg sikhākar rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .
75The unlimited Father says: I teach you easy Raja Yoga and make you into the kings of kings.
81Svarg kā rājā banātā hū̃ .
76I make you the kings of heaven.
82Svarg kā rājā aur nark kā rājā bannē mē̃ rāt din kā phark hai .
77The contrast between the kings of heaven and the kings of hell is like that of day and night.
83Nark mē̃ jō rājā rānī bantē haĩ , vah dān puṇya sē bantē haĩ . 84Alpkāl kā sukh miltā hai .
78Those who become kings and queens in hell do so by giving donations and performing charity; they receive temporary happiness.
85Aur svarg K|kē rājā rānī bantē haĩ paṛhāī sē .
79The kings and queens of heaven are created by them studying.
86Yah bhī tum jāntē hō - bābā kā plan kyā chal rahā hai . 87Sārī sr̥iṣhṭi jō duḥkhdhām hai , unkō sukhdhām , śhāntidhām banānā hai .
80You also understand what Baba's plan is: to change the entire world, the land of sorrow into a land of happiness and peace.
88Jāntē hō bhārat sukhdhām thā . 89Bākī sab ātmāyē̃ śhāntidhām mē̃ thī .
81You know that Bharat was the land of happiness and that, at that time, all other souls were in the land of peace.
90Abhī tō sab duḥkhdhām mē̃ haĩ . 91Phir śhāntidhām , sukhdhām mē̃ jānā hai .
82Everyone is now in the land of sorrow, but we will later go to the land of peace and then to the land of happiness.
92Jō rājyōg sīkhtē haĩ vahī sukhdhām mē̃ āyēṅgē , bākī hisāb-kitāb chuktū kar śhāntidhām mē̃ chalē jāyēṅgē .
83Those who study Raja Yoga are the ones who go to the land of happiness while all others will settle their karmic accounts and return to the land of peace.
93Śhāntidhām-sukhadhām kyā hai , yah duniyā mē̃ kiskō patā nahī̃ hai .
84No one in the world knows what the land of peace and the land of happiness are.
94Yah bābā bhī kahtē haĩ ham nahī̃ jāntē thē .
85This Baba says: I too did not know.
95Jō khud mālik thā vah bhūl gayā hai , tō bākī manuṣhya kyā jāntē hōṅgē .
86The one who was himself the master had forgotten, and so what would anyone else know?
96Drama anusār sabkō girnā hī hai .
87According to the drama, all have to descend.
97Ab phir chaṛhnē kā samay hai .
88It is now the time to ascend once again.
98Bāp kahtē haĩ maĩ āyā hī hū̃ sabkō sukhdhām , śhāntidhām lē chalnē .
89The Father says: I have come to take everyone back to the land of peace and send them to the land of happiness.
99Tumhārē pās|pass bahut āyēṅgē , kahē̃gē man kō śhānti chāhiē .
90Many will come to you. 91They will say: We want peace of mind!
100Sukhdhām kā vārtālāp tō kōī karnē vālā hai nahī̃ .
92No one can talk about the land of happiness.
101Sannyāsī tō nivr̥itti mārg vālē haĩ , vah tō kabhī sukh kā rāstā batā nahī̃ saktē .
93Sannyasis belong to the path of isolation, so they can never show anyone the path to happiness.
102Tō jaisē bāp kō taras paṛtā hai ki inhō̃ kō sukhdhām śhāntidhām mē̃ lē jāū̃ . 103Bachchō̃ kō bhī ānā chāhiē ki bāp kā parichay dēnā hai .
94Just as the Father has mercy by taking these souls to the land of peace and the land of happiness, in the same way, you children should feel that you have to give the Father's introduction.
104Bāp sē jarūr bhāratvāsiyō̃ kō varsā milnā chāhiē .
95The people of Bharat should definitely receive the inheritance from the Father.
105Ham nark mē̃ kyō̃ haĩ , ham hī svarg mē̃ thē . 106Ab nark mē̃ haĩ .
96Why are we in hell? 97We were the ones in heaven and we are now in hell.
107Parantu in bātō̃ kō bilkul hī samajh nahī̃ saktē haĩ .
98However, people do not understand these things at all.
108Māyā nē buddhi kā tālā bilkul hī band kar diyā hai , jō itnī sahaj bāt bhī samajh nahī̃ saktē haĩ .
99Maya has locked their intellects so completely that they are not even able to understand such an easy thing.
109Bhagvān jab svarg kā rachayitā hai tō jarūr ham svarg K|kē mālik hōnē chāhiē .
100Since God is the Creator of heaven, surely we should be the masters of heaven.
110Ab nahī̃ haĩ kyōṅki rāvaṇrājya hai .
101We are no longer that because it is the kingdom of Ravan.
111Is rāvaṇ rājya kā vināśh tō ab hōnā hī hai . 112Inkē liē vahī mahābhārat laṛāī sāmnē khaṛī hai .
102This kingdom of Ravan is now about to be destroyed and the same Mahabharat War is standing just ahead for this.
113Baṛā sahaj hai . 114Parantu jab kiskī buddhi mē̃ baiṭhē . 115Buddhi mē̃ na baiṭhnē K|kē kāraṇ āpas mē̃ jharmuī jhagmuī bahut kartē haĩ .
103It is very easy when this sits in their intellects, but, because it does not sit in their intellects, they keep gossiping among themselves and wasting time.
116Time barbād kartē haĩ .
104You must not allow yourselves to listen to such things.
117Aisī bātē̃ kānō̃ sē kabhī nahī̃ sunnā . 118Tum apnī paṛhāī mē̃ tatpar rahō , tab hī pad milēgā .
105You must remain busy with your studies, for only then will you claim a high status. 106Good students in a school study very well.
119Pāṭhśhālā mē̃ jō achchhē student hōtē haĩ vah bahut achchhī rīti paṛhtē haĩ .
107During the days of their examinations, they especially go into solitude to study in order not to fail.
120Imtahān K|kē dinō̃ mē̃ khās ēkānt mē̃ jākar paṛhtē haĩ ki kahā̃ nā-pass na hō jāē̃ .
108Those who fail continue to stumble. 109The Father says: As much as possible, stay in remembrance of the one Father.
121Nā-pass hōnē vālē dhakkē khātē rahē̃gē . 122Bāp kahtē haĩ jitnā hō sakē ēk bāp kī yād mē̃ rahō .
110As soon as a girl gets engaged to her future bridegroom, that becomes imprinted.
123Sajnī key|kī sājan sē sagāī huī aur bas chhāp lagī . 124Acchā-āj śhādī key|kī , kal pati mar gayā .
111Achcha, if, a woman gets married today and her husband dies tomorrow, she continues to remember him for the rest of her life.
125Sārī āyu uskō yād kartī rahēgī .
112However, those husbands make you impure.
126Ab vah tō patit banānē vālē haĩ , bāp kahtē haĩ maĩ tumkō svarg kā mālik banātā hū̃ .
113The Father says: I make you into the masters of heaven, so how much should you remember such a Father?
127Tō aisē bāp kō kitnā yād karnā chāhiē . 128Māyā tumhārā yōg tōṛnē key|kī bahut kōśhiśh karēgī , parantu tumkō bahādur rahnā hai . 129Saṅkalp bahut tūphān lāyēṅgē .
114Maya will try very hard to break your yoga, but you must be very courageous. 115Your thoughts will bring many storms that would not have come even when you didn’t have knowledge.
130Jō agyān kāl mē̃ bhī nahī̃ ātē thē , jaisē vaidya lōg kahtē haĩ - insē ḍarnā nahī̃ hai . 131Aisē nahī̃ ḍarkar jāē dūsrī davāī karō .
116Herbalists say that all the sickness will emerge but you must not be afraid; you must not be afraid and start taking some other medicine; no.
132Nahī̃ . 133Bābā bhī kahtē haĩ - ḍarnā nahī̃ hai .
117Baba also says: Do not be afraid.
134Mansā K|kē tūphān bahut āyēṅgē lēkin karmēndriyō̃ sē kōī vikarma nahī̃ karnā .
118Many storms will enter your minds, but do not perform sinful actions with your sense organs.
135Ēk dō kō gyān sunākar kalyāṇ karnā . 136Bābā bahut samjhātē haĩ ki tum apnī mastī mē̃ mast rahō .
119Speak knowledge to one another and bring benefit to one another. 120Baba explains: You must remain intoxicated.
137Ghar mē̃ gītā pāṭhśhālā khōlō .
121Open a Gita pathshala in your home.
138Charity begins at home .
122Charity begins at home.
139Bachchō̃ kō bhī svarg kā mālik banāō .
123Enable your children to become the masters of heaven.
140Bāp strī kō , bachchō̃ kō rachtē haĩ sukh kē liē .
124A man takes a wife and creates children with her in order to give them happiness.
141Tum bhī jāntē hō ham bhaviṣhya kē liē kamāī kartē haĩ . 142Tō kyō̃ nahī̃ strī bachchō̃ ādi kō bhī karāyē̃ .
125You also understand that you are earning an income for the future, so why not enable your wife and children to do the same?
143Unkō ghaṛī-ghaṛī bōlō dhandhā dhōrī bhal karō , sirph bāp kō yād kartē rahō .
126Tell them again and again: By all means, continue with your business etc., but simply continue to remember the Father.
144Yah practice aisī paṛ jāē jō pichhāṛī mē̃ vināśh K|kē samay ēk bābā key|kī hī yād rahē .
127This practice should be instilled to such an extent that, at the end, at the time of destruction, only one Baba is remembered.
145Bāp kahtē haĩ - tum sab abhī vānaprasth avasthā mē̃ hō .
128The Father says: All of you are now in your stage of retirement.
146Sabkō mērē pās|pass ānā hai .
129Everyone has to go back with Me.
147Ham āyē haĩ lē jānē kē liē .
130I have come to take you back.
148Tumhārē paṅkh ṭūṭē huē haĩ .
131Your wings are broken.
149Sannyāsī tō brahm tatva kō yād karē̃gē , vah bāp kō yād kar na sakē̃ .
132Sannyasis cannot remember the Father; they remember the brahm element.
150Hā̃ jō dēvtā dharm vālā hōgā vah mānēgā aur śhivbābā kō yād karnē lag paṛēgā .
133Yes, those who belong to the deity religion will accept all of this and begin to remember Shiv Baba.
151Brāhmaṇ bannē bigar dēvtā tō ban na sakē̃ .
134You cannot become a deity without first becoming a Brahmin.
152Varṇō̃ key|kī bājōlī hai nā .
135This is the somersault of the different castes.
153Śhūdra varṇa K|kē thē . 154Ab brahmā dvārā brāhmaṇ ban dādē kā varsā pā rahē haĩ .
136You belonged to the shudra clan, but you have now become Brahmins through Brahma and are claiming the inheritance from the Grandfather.
155Śhūdra sē brāhmaṇ banē haĩ . 156Phir ham naī duniyā K|kē mālik ban jāyēṅgē .
137You have changed from shudras into Brahmins, and you will later become the masters of the new world.
157Brāhmaṇ haĩ sabsē ūñch . 158Brāhmaṇō̃ key|kī chōṭī hai nā .
138Brahmins are the most elevated; Brahmins are the topknot.
159Ham bājōlī khēltē haĩ .
139We play the game of somersaulting.
160Ismē̃ 84 janm kā gyān second mē̃ miltā hai .
140We receive this knowledge of 84 births in a second.
161Jaisē bājōlī khēltē-khēltē tīrthō̃ par jātē haĩ , itnā mahatva rahtā hai . 162Baṛī bhāvnā sē jātē haĩ .
141They go on pilgrimages while playing the game of somersaulting. 142They give so much importance to that; they go with such feelings.
163Ājkal tō tīrthō̃ par bhī śharāb ādi pītē haĩ . 164Ādat hōtī hai tō chhipākar jēb mē̃ bottle lē jātē haĩ .
143However, nowadays, they drink alcohol, etc., and, even when they go on a pilgrimage, they hide a bottle in their pocket out of habit.
165Bābā sab bātō̃ kā anubhavī hai .
144Baba has experienced all of those things.
166Rath bhī bābā nē pūrā anubhavī liyā hai .
145Baba has taken a completely experienced chariot.
167Inkō bhī bāp kahtē haĩ , tumnē bahut gurū kiyē haĩ , satsaṅg kiyē haĩ . 168Parantu ab vah sab bhūl jāō . 169Abhī jō maĩ sunātā hū̃ , vah sunō .
146The Father says to this one: You have adopted many gurus and attended many spiritual gatherings but now forget everything; now listen to what I am telling you.
170Bhagvān nē arjun kō kahā , rath tō vāstav mē̃ yah hai .
147God spoke to Arjuna, but this is in fact the chariot.
171Rath mē̃ rathī hai śhivbābā .
148Shiv Baba is the Charioteer in the chariot.
172Tum sab arjun hō gayē .
149All of you are Arjuna.
173Bākī ghōṛē gāṛī key|kī tō bāt hī nahī̃ . 174Na sēnā key|kī kōī bāt hai .
150However, there is no question of horses and chariots, nor is there any question of an army.
175Vah hai bhaktimārg . 176Yah hai gyān mārg .
151That is the path of devotion and this is the path of knowledge.
177Bhakti key|kī department hī alag hai .
152The department of devotion is completely separate.
178Gyān dēnē vālā ēk bāp hai , bākī tō sab bhagat haĩ .
153Only the one Father gives knowledge; all others are devotees.
179Sārī duniyā K|kē jō bhī manuṣhya haĩ sabkī ātmā kahtī hai ō god father .
154Souls of all human beings of the world say: O God the Father!
180Ātmāyē̃ samajhtī haĩ , vahī ātmāō̃ kā bāp hai .
155Souls understand that He is the Father of souls.
181Jāntī bhī haĩ hamārā laukik father bhī hai . 182Phir kyō̃ nahī̃ heavenly god father kō yād kartē haĩ .
156They know that they have a lokik father, so why do they not remember Heavenly God, the Father?
183Sirph duḥkh K|kē samay kyō̃ yād kartē hō .
157Why do they only remember Him at a time of sorrow?
184Bāp kahtē haĩ maĩ itnā sukh śhānti dētā hū̃ , jō phir duḥkh mē̃ mujhē hī yād kartē hō .
158The Father says: I give so much happiness and peace that I am the one who is remembered at times of sorrow.
185Tō āpas mē̃ tumkō yah gyān key|kī bātē̃ karnī haĩ .
159So, you should talk about things of knowledge among yourselves.
186Mitr sambandhiyō̃ kē pās athavā officers kē pās bhī jānā hai , sabsē tailuk rakhnā hai .
160You must also go to your friends, relatives and officers. 161Stay in connection with everyone.
187Baṛī yukti sē unkō gyān ratnō̃ kā dān bhī dēnā hai .
162You must give them the donation of the jewels of knowledge with great tact.
188Śhādī mē̃ bhī jānā hai tō sēvā arth|earth .
163You should also go to weddings for the sake of doing service.
189Tum gupta ahiṃsak sēnā hō , tumhē̃ kisī bhī prakār key|kī hiṅsā nahī̃ karnī hai .
164You are the incognito, non-violent army. 165You cannot commit any kind of violence; you must not cause sorrow.
190Duḥkh nahī̃ dēnā hai . 191Achchhā ! 192Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
166Achcha. 167To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love and remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
193Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
168The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
194Dhārṇā kē liē mukhya sār :
169Essence for dharna:
1951 ) ūñch pad pānē kē liē apnī paṛhāī mē̃ tatpar rahnā hai .
170 1. In order to claim a high status, remain busy with your studies.
196Jharmuī jhagmuī key|kī vyarth bātē̃ nahī̃ sunnī hai .
171Don't listen to wasteful things.
197Apnā samay vyarth nahī̃ gavānā hai .
172Do not waste your time.
1982 ) ēk dō kō gyān sunākar kalyāṇ karnā hai .
173 2. Give knowledge and bring benefit to one another.
199Kabhī bhī mansā tūphānō̃ K|kē vaśh hō karmēndriyō̃ sē kōī vikarma nahī̃ karnā hai .
174Do not perform any sinful actions with your sense organs under the influence of your mind’s storms.
Blessing
200Vardān : sarv śhaktiyō̃ rūpī birth right kō her|har samay kārya mē̃ lagānē vālē master sarvśhaktimān bhav
175Blessing: May you use your birthright of all powers all the time and for all tasks as a master almighty authority.
201Sarv śhaktiyā̃ bāp kā khajānā haĩ aur us khajānē par bachchō̃ kā adhikār hai .
176 All the powers are the Father’s treasures and you children have all rights to them.
202Adhikār vālē kō jaisē bhī chalāō vaisē vah chalēgā .
177Become who has a right can use those things as he wishes.
203Aisē hī sarvśhaktiyā̃ jab adhikār mē̃ hōṅgī tab number one vijayī ban sakē̃gē .
178In the same way, when you have a right over all powers, you will be able to be a number one victorious soul.
204Tō check karō ki her|har śhakti samay par kām mē̃ ātī hai !
179So, check whether every power is useful at a time of need.
205Her|har paristhiti mē̃ adhikār sē śhakti kō use karō .
180Use your powers in every situation with a right.
206Bahutkāl sē śhaktiyō̃ rūpī rachnā kō kārya mē̃ lagānē kā abhyās hō tab kahē̃gē master sarvśhaktimān .
181When you practise over a long period of time using the powers that are your creation, you will be called a master almighty authority.
Slogan
207Slōgan : kōī bhī mahān kārya sabhī K|kē umaṅg aur utsāh sē hī sambhav hai .
182Slogan: A great task is only possible with everyone’s zeal and enthusiasm.
183*** Om Shanti ***