गुरुवार 14 जुलाई 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

014-07-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 14/07/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1Mīṭhē bachchē - «  sab saṅg tōṛ mujh ēk bāp sē yōg lagāō tō tum mērī purī mē̃ ā jāyēṅgē , ant matē sō gati hō jāyēgī ' '

1Essence: Sweet children, break away from everyone else and have yoga with Me alone, your father and you will come to My land and your final thoughts will lead you to your destination.

Question

2Praśhna  : jō silence key|kī avasthā mē̃ jānē kā puruṣhārth kartē haĩ , unhē̃ kyā achchhā nahī̃ lagtā  ?

2Question: What would those who make effort to stay in the stage of silence not like?

Answer

3Uttar  : unhē̃ ghaṛī kā āvāj bhī achchhā nahī̃ lagtā kyōṅki svadēśh ( inakārapōriyaral world ) mē̃ kōī bhī āvāj nahī̃ hai isliē tum vāṇī sē parē jānē kā puruṣhārth kartē hō .

3Answer: They would not even like the sound of a clock because there is no sound in your original world (the incorporeal world). 4This is why you make effort to go beyond sound. 5You have to become bodiless and stabilise in your original religion.

4Tumhē̃ aśharīrī hō apnē svadharm mē̃ ṭiknā hai . 5Bābā K|kē dēśh kō bābā sahit yād karnā hai .

6Together with remembering Baba, you have to remember Baba’s land.

Song

6Gīt  : bhaktō̃ key|kī phariyād sunō …

7Song: Listen to the complaint of the devotees!

Murli

7Bhagvānuvāch yah hai yōg āśhram , tum yahā̃ baiṭhē hō yōg kamānē - yah paramātmā tum ātmāō̃ sē in organs dvārā bāt kar rahē haĩ .

8Om shanti. 9God speaks: This is the yoga ashram and you are sitting here to accumulate yoga. 10The Supreme Soul is speaking to you souls through these organs.

8Tum ātmāyē̃ abhī kiskī yād mē̃ baiṭhē hō  ?

11In remembrance of whom are you souls now sitting?

9Ātmā kahtī haĩ aham ātmā tattvam , ham sab ātmāyē̃ us parampitā paramātmā key|kī yād mē̃ baiṭhē haĩ , yah yōg kisnē sikhāyā  ?

12The soul says: I am a soul and you are the same. 13All of us souls are sitting in remembrance of that Supreme Father, the Supreme Soul.

10Bhagvānuvāch maĩ sabhī ātmāō̃ kā pitā hū̃ athavā father hū̃ , maĩ is śharīr dvārā tumkō yōg sikhlānē K|kē liyē teacher banā hū̃ .

14Who taught this yoga? 15God speaks: I am the Father of all souls. 16I have become the Teacher in order to teach you yoga through this body. 17This is explained easily.

11Yah tō sahaj samjhātē haĩ kahtē haĩ jab jab ati dharm glāni hōtī hai tab maĩ ātā hū̃ , yah vahī kalp pahlē vālē mahāvākya ati sādhāraṇ śharīr dvārā repeat hō rahē haĩ .

18It is said that when there is extreme defamation of religion, it is then that I come. 19These are the same versions of the previous cycle and are being repeated through a very ordinary body.

12Kahtē haĩ kalp pahlē bhī yahī mahāvākya uchchārē thē jiskī gītā banī huī hai .

20It is said: These versions were spoken in the previous cycle too, and the Gita is written from these.

13Tō jab dharm glāni hōtī hai athavā anēk dharm āē upasthit hōtē haĩ aur dēvtā dharm kā ēkdam nām niśhān gum hō jātā hai , dēvtā dharm vālē apnē kō hindū kahlānē lag paṛtē haĩ .

21So, when there is defamation of religion and when many other religions are also present and the name and trace of the deity religion has completely disappeared, those of the deity religion begin to call themselves Hindus.

14Bhal pūjtē dēvtāō̃ kō haĩ lēkin kahlātē apnē kō hindū haĩ , jaisē dēvtā dharm kē badlē hindū dharm replace hō jātā hai , iskō kahtē haĩ dharm glāni .

22Although they worship the deities, they call themselves Hindus. 23It is as though the deity religion is replaced by the Hindu religion. 24This is known as defamation of religion.

15Jab vah ēk daivī dharm kā nām niśhān gum hō jātā hai uskē badalē|badlē anēk dharm , maṭh , pant nikal paṛtē haĩ .

25When the name and trace of that one deity religion disappears, many other religions, sects and cults emerge and replace it.

16Yah vahī kalp pahlē vālī gītā repeat hō rahī hai . . . yah bhagvānuvāch dūsrā tō kōī kah nahī̃ saktā .

26This is the same Gita of the previous cycle that is being repeated. 27No one else can speak these versions of God.

17Vahī ākar phir vahī gītā K|kē mahāvākya repeat kar rahē haĩ .

28That same One comes once again and repeats these same elevated versions of the Gita.

18Yah mahāvākya aur kōī śhāstrō̃ mē̃ nahī̃ haĩ .

29These elevated versions are not mentioned in any other scripture.

19Gītā mē̃ hai bhagvānuvāch , bhagvān khud samjhātē haĩ kahtē haĩ jab anēk dharm hō jātē haĩ , kaliyug key|kī ant ākar pahũchtī hai tab kalp K|kē saṅgam par maĩ ātā hū̃ kyōṅki kaliyug kō kahā jātā hai tamōpradhān , satyug hai satōpradhān .

30God’s versions are mentioned in the Gita. 31God Himself explains. 32He says: When there are many religions and it is the end of the iron age, I come at the confluence of the cycles because the iron age is said to be tamopradhan and the golden age is said to be satopradhan.

20Jahā̃ parampitā paramātmā kā god goddess rājya athavā dēvī dēvtāō̃ kā rājya chaltā hai .

33There, it is the kingdom of gods and goddesses that is, it is the kingdom ruled by deities.

21Vah bhī is hī stage par chaltā hai , vaikuṇṭha kōī dūsrī jagah nahī̃ hai .

34That too is on this stage. 35Vaikunth (Paradise) is not another place somewhere else.

22Is hī bhārat mē̃ dēvī dēvtāō̃ kā rājya thā jō ab prāyaḥ lōp hō gayā hai .

36There was the kingdom of deities in this same Bharat and it has now disappeared.

23Paramātmā kō kahtē haĩ god is knowledgeful , vah ēk hī gyān kā sāgar , ānand kā sāgar , sukh kā sāgar hai uskē sivāē aur kōī mē̃ godly gyān hai hī nahī̃ .

37It is said of the Supreme Soul: God is knowledge-full. 38He alone is the Ocean of Knowledge, the Ocean of Bliss and the Ocean of Happiness.

24Tō dūsrā kōī kō gyānī kaisē kah saktē haĩ  ?

39No one, apart from Him, has this Godly knowledge.

25Vah kahtē haĩ ki yah knowledge dēnē K|kē liyē mujhē hī ānā paṛtā hai .

40So, how can anyone else be called knowledgeable? 41He says: I have to come here to give this knowledge.

26Jab tak vah svayã ākar knowledge na dēvē tab tak kōī knowledgeful ban nahī̃ saktā .

42Until He Himself comes and gives this knowledge, no one can become knowledge-full.

27Is godly knowledge kō hī philosophy kahā jātā hai , jissē ātmā pāvan bantī hai .

43This Godly knowledge is called the philosophy through which souls are purified.

28Ab praśhna uṭhtā hai ki tum yahā̃ kisliē āyē hō  ?

44Now, the question arises: Why have you come here?

29Tum kalp pahlē muāphik phir sē āyē hō god sē godly knowledge prāpt kar pāvan bannē K|kē liyē .

45You have come here once again exactly as you did a cycle ago to receive Godly knowledge from God in order to be purified.

30Yah knowledge prāpt karnē K|kē liyē is godly school mē̃ jvāinṭa hōnā paṛēgā , dūsrā kōī tō godly knowledge dē nahī̃ saktā .

46In order to receive this knowledge, you will have to join this Godly school. 47No one else can give this Godly knowledge.

31Vō kahtē haĩ ham sabmē̃ godly knowledge hai , kaunsī knowledge hai  ?

48They say that all of us have Godly knowledge in us.

32Kah dētē īśhvar sarvavyāpī hai .

49Which knowledge is that?

33Lēkin paramātmā kahtē haĩ ki yah mithyā gyān hai , maĩ tō sarvavyāpī nahī̃ hū̃ .

50They say that God is omnipresent, but God says: That is false knowledge. 51I am not omnipresent.

34Maĩ tō jō hū̃ , jaisā hū̃ tum bachchō̃ kē āgē pratyakṣha hōtā hū̃ , jab tak maĩ apnā gyān svayã ākar na sunāū̃ tab tak mujhē kōī jān nahī̃ saktā aur na kōī mērē pās|pass pahũch saktā isliē mujhē ānā paṛtā hai aur maĩ ātā hū̃ kalp K|kē saṅgam par , bas .

52Whatever I am, however I am, I am revealed in front of you children. 53No one can know Me nor can anyone attain Me until I come and speak My knowledge to you. 54This is why I have to come and I come at the confluence of the cycles. 55That is all.

35Aur jab maĩ ātā hū̃ tab yah gyān dēnē vālē doctor of|off philosophy sādhū mahātmā bahut haĩ , vah bhī yahī gyān dētē haĩ ki ham sab paramātmā haĩ .

56When I come, there are many doctors of philosophy, holy men and great souls who give their knowledge. 57They all give knowledge, saying that they are God.

36Ab ēk taraph kahtē haĩ paramātmā ēk hai , dūsrē taraph unhō̃ key|kī anēk matē̃ ab kiskō mānnā chāhiē  ?

58On the one side, they say that God is one and on the other side, there are so many opinions of theirs; so whom should you believe?

37Unhō̃ kō god nē tō mat nahī̃ dī|the nā  !

59God has not given them directions, has He?

38Ēk taraph hai god key|kī ēk mat , dūsrē taraph itnī anēk matē̃ , tab paramātmā kahtā hai itnē sab anēk mat kō khalās kar ēk mat sthāpan karnē mujhē ānā paṛtā hai . 39Kalp kalp kā yah programme mērā anādi nūndhā huā hai .

60On the one side, there is the one direction from God and on the other side, there are so many directions and this is when God says: I have to come and finish all the many directions there are and establish the one direction.

40Dūsrē king ādi kā tō 8-10 din kā programme rakhtē haĩ lēkin paramātmā kā tō kalp kalp kā programme anādi gītā mē̃ nūndhā huā hai .

61This programme is eternally fixed for Me for every cycle. 62Other kings have a programme of perhaps eight to ten days, but God’s programme is of the Gita and eternally fixed for cycle after cycle.

41Brahmā K|kē gupta vēṣh mē̃ , brahmā tan mē̃ ākar kahtē haĩ ki maĩ vahī kr̥iṣhṇapurī sthāpan kartā hū̃ , jahā̃ hōlī|holy god goddess rājā rānī tathā prajā hōtē haĩ , tō vah sthāpan kar phir kr̥iṣhṇa K|kē rūp mē̃ vahā̃ janma lētē haĩ .

63He comes in an incognito way into the form of Brahma, in the body of Brahma, and says: I establish that same land of Krishna where the holy gods and goddesses, king, queen and subjects live. 64He establishes that and then he (Brahma) takes birth there in the form of Krishna.

42Yah tō bilkul sāph batā rahē haĩ bachchē , ab vahī gītā kā episode repeat hō rahā hai .

65He is telling you very clearly: Children, that same episode of the Gita is now repeating.

43Maut hai sāmnē isliyē sabhī saṅg tōṛ mujh ēk paramātmā sē yōg lagāō tō ant matē sō gatē hōgī , tum mērī purī mē̃ ā jāōgē .

66Death is just ahead and you must therefore break away from everyone else, have yoga with Me, the Supreme Soul, alone and your final thoughts will lead you to your destination and you will come to My land.

44Paramātmā is tan mē̃ baiṭh apnē bachchō̃ ātmāō̃ kō kahtā hai mīṭhē bachchē , maĩ apnē anādi programme pramāṇ āyā hū̃ .

67God sits in this body and says to His children, to you souls: Sweet children, I have now come according to My eternal programme. 68Destruction is just ahead.

45Ab vināśh sāmnē hai isliē mujh bāp sē yōg lagāō aur sabhī sambandhiyō̃ kō bhūl jāō athavā sab dīvē bujhākar ēk dīvā jagāō tō maĩ tumkō pāpō̃ sē mukt kar apnē pās|pass biṭhā dū̃gā .

69Therefore, have yoga with Me, your Father, and forget all other relatives, that is, extinguish all other lamps (deepaks) and ignite the one deepak and I will liberate you from your sins and make you sit with Me.

46Is tan dvārā svayã paramātmā bōl rahē haĩ , kaisā sahaj samjhātē haĩ , kahtē haĩ bhal ghar mē̃ jākar yōg lagāō , vāpas tō sabkō jānā hai , aisē tō nahī̃ ki sirph būṛhē jāyēṅgē , bachchē bach jāyēṅgē .

70God Himself is speaking through this body and explaining so easily. 71He says: You can have yoga and return home; everyone has to return home. 72It is not that only those who are old will return; all the children will remain here.

47Dēkhō , jāpān mē̃ bomb chhōṛā tō chhōṭē baṛē jānvar pañchhī sab mar gayē , yā sirph būṛhē mar gayē  ?

73Look, when the bomb was dropped on Japan, young, old, animals and birds were all killed.

48Vah tō chhōṭī rehearsal thī , abhī tō bahut ipruvamēnṭa hō rahī hai , dēkh rahē hō nā  !

74Or, was it just the old people who died? 75That was just a small rehearsal.

49Bombs taiyār haĩ , history repeat avaśhya hōgī .

76Now, many improvements are being made. 77You see that, do you not?

50Tō tum mujh paramātmā kō yād karō , dūsrā na kōī .

78The bombs are ready. 79History will definitely repeat.

51Jaisē mīrā kō ēk girdhar hī yād thā aur sab lōklāj kul key|kī maryādā chhōṛ dī , vaisē hī tum mujh paramātmā kō yād karō dūsrē jō māmā , chāchā yād paṛtē haĩ , uskā sannyās karō .

80So, remember Me, God, and no one else, just as Meera only remembered one Girdhar (Krishna). 81She renounced the opinion of society and her clan. 82You have to remember Me, God, in the same way. 83Renounce remembering your maternal and paternal uncles etc.

52Yah sab kaliyug K|kē bandhan hai .

84All of those bondages are of the iron age.

53Tum mērē sē yōg lagānē sē hī mērē sē mil saktē hō . 54Jab apnē kō bachchā samajhē̃ , bābā sē yōg lagāyē̃ tab vō khuśhī āvē lēkin ulṭā yōg lagātē tō vah khuśhī nahī̃ ātī .

85Only by having yoga with Me can you meet Me. 86When you consider yourself to be a child and have yoga with Baba, you will then have that happiness. 87However, if you have any wrong type of yoga, you cannot have that happiness.

55Yahā̃ bahut ātē haĩ kahtē haĩ hamārā man vaśh nahī̃ hōtā , vah ānand nahī̃ ātā .

88Many come here and say that they cannot control their minds or that they cannot experience bliss.

56Ab ānand kā sāgar tō paramātmā hai unsē yōg lagātē nahī̃ tō ānand kaisē āyēgā  !

89The Supreme Soul is the Ocean of Bliss, and so how could you experience bliss if you do not have yoga with Him?

57Past karmō̃ anusār sabkō apnī-apnī buddhi milī huī hai , ismē̃ paramātmā kyā karē  ?

90Everyone has received an intellect according to their past actions. 91What can God do about that?

58Paramātmā tō sabkō ikaṭṭhā paṛhātē haĩ , kōī tō yahā̃ hī paṛhkar phir paṛhānē lag paṛtē haĩ , kōī tō pahlī pōthī mē̃ hī mūnjhē huē haĩ tō yah bhī buddhi kā chamatkār hai , class mē̃ bhī kōī pahlā number ātē , kōī fail hōtē haĩ , kyō̃  ?

92God is teaching everyone at the same time. 93Some study here and then begin to teach at the same time. 94Some are just confused in the first lesson and so this too is a miracle of the intellect. 95In the same class, some claim a first number and others fail.

59Kyōṅki buddhi par sārā madār rahtā hai .

96Why? 97Because everything depends on your intellects.

60Ismē̃ paramātmā kyā karē  ?

98What can God do about that?

61Sabkī tīkṣhṇa buddhi karē tō sabhī pahlā number ā jāyē̃ .

99If He were to give a sharp intellect to everyone, everyone would claim number one.

62Jab kōī par grahachārī hōtī hai tō kitnī bhī davāī karō uskā asar nahī̃ hōtā , aur jab utarnē kā time ātā hai tō miṭṭī-capaṭī sē bhī bīmārī ṭhīk hō jātī hai .

100When there are bad omens over someone, then, no matter how much medicine you give him, it would have no effect; yet when it is time for the omens to be removed, the illness would then be cured with very little medicine.

63Tō jab samay āyēgā tō yah points bhī kiskī buddhi kō touch hō jāyēṅgī , abhī kaī nahī̃ suntē haĩ , āgē chal sunnē lag paṛē̃gē ismē̃ hamkō rāzī rahnā paṛtā hai .

101So, when the time comes, the intellects of some will be touched by these points. 102At the moment, some do not listen but, as you progress further, they will begin to listen. 103We have to remain content with this.

64Paramātmā K|kē ānē jānē , gyān sunānē key|kī gati hī nyārī hai .

104God’s coming and going and His method of giving you knowledge are unique. 105Second murli: Om shanti.

65Dūsrī murlī - ōm śhānti . 66Ghaṛī kā bhī āvāz nahī̃ chāhiē , kyōṅki abhī hamārī vānaprasth arthāt vāṇī sē parē avasthā hai .

106There mustn’t even be the sound of a clock because it is now our stage of retirement, that is, it is our stage of being beyond sound. 107We go beyond sound to the incorporeal world where souls reside.

67Ham vāṇī sē parē jātē haĩ incorporeal world jahā̃ ātmāyē̃ rahtī haĩ , vahā̃ vāṇī nahī̃ hai , supreme silence hai tō is silence avasthā mē̃ pahuñchnē kā puruṣhārth kartē haĩ isliē āvāz achchhā nahī̃ lagtā .

108There are no words there. 109There is supreme silence there. 110So, we are making effort to reach that stage of silence and we therefore do not like sound. 111There is no sound in that original land and we are therefore making effort to go into the stage of retirement, that is, the stage beyond sound.

68Us svadēśh mē̃ āvāz nahī̃ hōtā hai isliyē vānaprasth arthāt vāṇī sē parē jānē K|kē liyē ham puruṣhārth kartē haĩ .

112Retirement means to go to the land of nirvana where the souls of myself, you and the whole world reside.

69Vānaprasth kā arth|earth hī hai nirvāṇ dēśh mē̃ jānā .

113This corporeal world is the stage for us to play our parts.

70Jahā̃ ham tum aur sārī duniyā key|kī souls nivās kartī haĩ .

114However, we go and reside there in the sweet silence home without parts.

71Yah corporeal world tō hai part bajānē K|kē liyē stage . 72Bākī bigar part vahā̃ sweet silence home mē̃ jākar nivās kartē haĩ .

115This corporeal play takes place under the element of the sky whereas the world of us souls is the great element which is a world very far away.

73Yah sākār khēl chaltā hai ākāśh tatva mē̃ aur ātmāō̃ kā dēśh hai mahatatva , vah bahut dūr dēśh hai . 74Tō jō us silence dēśh sē yōg lagāē baiṭhtē haĩ , unkō ghaṛī kā āvāz bhī achchhā nahī̃ lagtā , iskō kahā jātā hai apnē aslī svadharm mē̃ ṭiknā athavā aśharīrī hō rahnā arthāt apnē bābā K|kē dēśh kō bābā sahit yād karnā kyōṅki apnā bābā hai us dūr dēśh kā rahnē vālā , vahā̃ sē ātā hai is parāyē dēśh mē̃ , parāyē dēśh mē̃ kyō̃ ātā hai  ? 75Apnī bādśhāhī sthāpan karnē aur gupta vēśh mē̃ ātā hai . 76Unkā part hai incognito , jaisē tumhārā yah purānā śharīr hai , aisē mujhē bhī purānē śharīr mē̃ pravēśh kar is purānī sr̥iṣhṭi kā vināśh aur naī daivī sr̥iṣhṭi key|kī sthāpanā karnē ānā paṛtā hai .

116Those who sit and have yoga with that world of silence do not like the sound of even a clock.

77Tō purānē ghar mē̃ jō āyēgā tō jarūr śharīr bhī purānā lēnā paṛēgā nā .

117This is known as being stable in your original religion of the self, that is, to remain bodiless.

78Yahā̃ nayā divya śharīr āyē kahā̃ sē , tō vō bhī hai inkā purānā tan , jis tan sē śhrīkr̥iṣhṇa key|kī rājdhānī sthāpan kartē haĩ .

118This means to remember the land of our Baba together with Baba because our Baba is the Resident of that faraway place. 119He comes from there into this foreign land.

79Tō inkē pās|pass jō ātē haĩ unkō pahlē sākṣhātkār bhī us vaikuṇṭha kā hōtā hai .

120Why does He come to the foreign land? 121He comes to establish His kingdom and He comes in an incognito form.

80Vaikuṇṭha key|kī bāl-līlā rās-līlā dēkhtē haĩ athavā viṣhṇu kā sākṣhātkār kartē haĩ kyōṅki agar supreme soul kā sākṣhātkār karāē tō vah samajh nahī̃ sakē̃gē ki yah kyā chīz hai kyōṅki us bāp kā tō kōī kō patā nahī̃ hai ki yah kōī paramātmā hai .

122His part is incognito. 123Just as your body is old, similarly, the Supreme Father, the Supreme Soul, says: I too have to enter this old body to destroy this old world and to establish the new deity world. 124Those who come into the old home will also definitely have to take old bodies.

81Bhal pūjā kartē haĩ lēkin jāntē kōī nahī̃ .

125How can there be new divine bodies here?

82Vō tō kahtē haĩ paramātmā sarvavyāpī hai , tō sab paramātmā hō gayē .

126So, that One is in this one’s old body and He establishes the kingdom of Shri Krishna through this body.

83Bākī śhivliṅg K|kē occupation kā tō kōī kō patā nahī̃ ki yah hamārā parampitā hai jō ākar sthāpanā vināśh pālnā karnē arth|earth tīn rūp dhāraṇ kartē haĩ . 84Vah tō isī samay ākar apnā occupation batātē haĩ aur kahtē haĩ jiskō vaikuṇṭha key|kī bādśhāhī kā vāris bannā hō vō yahā̃ ākar mērā bachchā banē̃ .

127So, whoever first comes to this one has a vision of Vaikunth (Paradise). 128You see the divine activities and dancing of Vaikunth, that is, you have visions of Vishnu because if you were to have a vision of the Supreme Soul, you would not be able to understand what that is because no one knows the Father or that He is God.

85Maĩ unkō sampūrṇ nirvikārī banāē apnī rājdhānī mē̃ lē jāūṅgā .

129Although people worship Him, no one knows Him. 130They say that God is omnipresent and that everyone is God.

86Yah ātā hī hai sabhī mailī souls kō pyūrīphāī banānē , issē prakr̥iti bhī pavitra ban jātī hai . 87Vahā̃ tō souls bhī pure tō pañch tatva bhī pure hōtē haĩ .

131No one knows the occupation of a Shiva lingam, that that is our Supreme Father who adopts three forms in order to carry out the three tasks of creation, sustenance and destruction. 132He comes at this time and tells us His occupation.

88Hai hī deity world tō phir kyā , is samay vah Deityism key|kī philōsôphī gum hō gayī hai .

133He says: Those who want to become heirs to the kingdom of Vaikunth should come to Me and become My children.

89Kōī kō patā nahī̃ ki deity world bhī yahā̃ thī .

134I will make them completely viceless and take them to My kingdom.

90Vō samajhtē haĩ ki ūpar ākāśh mē̃ kahā̃ dēvtāyē̃ rahtē haĩ lēkin unkē chitra yahā̃ haĩ , history yahā̃ hai tō jarūr yahā̃ hō gayē haĩ .

135He comes here to purify all the dirty souls; even matter becomes pure through this. 136There, the souls as well as the five elements are pure. 137That is the deity world and so what can you say?

91Yah duniyā tō sadā chaltī rahtī hai .

138At this time, the philosophy of deityism has disappeared.

92Pralay tō kab hōtī nahī̃ hai , jab vināśh hō jātā tō sabhī souls chalī jātī haĩ , bākī daivī dharm yahā̃ sthāpan hō jātā hai . 93Jaisē anāj hōtā hai tō sab nahī̃ khāyā jātā hai , bahut khāyā jātā hai thōṛā bahut bachāyā jātā hai , bōnē K|kē liyē .

139No one knows that the deity world existed here. 140They believe that the deities used to reside somewhere up in the sky, but their images are here, their history is here and so they must definitely have existed here. 141This world continues all the time; annihilation never takes place.

94Nahī̃ tō bīj kahā̃ sē āvē  ? 95Agar pralay hō jāyē tō anāj bhī khalās hō jāvē .

142When destruction takes place, all souls go back and the deity religion is established here.

96Phir bōnē K|kē liyē anāj kahā̃ sē āvē jō dūsrā nikalē̃ . 97Tō anāj bhī jaisē anādi hai hī tō manuṣhya bhī haĩ hī .

143When you have grain, you don’t eat all of it, you eat most of it but keep some behind for sowing again. 144Where else would you get the seeds from?

98Tō paramātmā jaisē kuchh bīj bachāē bākī sabkō lē jātē haĩ jissē phir sr̥iṣhṭi key|kī vr̥iddhi hōtī hai .

145If annihilation were to take place, then all the grain would also finish. 146Then, from where would you get grain to sow for the next crop?

99Bāp kahtē bhī haĩ ki maĩ anēk dharm vināśh kar ēk dharm sthāpan kartā hū̃ , aisē tō kahtē nahī̃ ki maĩ pralay kar dētā hū̃ .

147So, just as grains are eternal, so human beings are the same. 148So, it is as though God saves some seeds and takes everyone back home through which the world then grows.

100Yah sabkā antim janm hai phir mr̥ityulōk mē̃ kōī kā janm nahī̃ hōgā . 101Sab chalē jāyēṅgē .

149The Father also says: I destroy the innumerable religions and establish the one religion.

102Usmē̃ thōṛē bīj bach jātē haĩ jissē dhīrē-dhīrē baṛhkar trētā K|kē ant tak 33 krōṛ dēvī-dēvtāyē̃ hōtē haĩ .

150He doesn’t say that He brings about annihilation. 151This is the final birth of everyone and no one will then take birth in the land of death.

103Phir dūsrē dharm number-vār ātē jātē haĩ , unmē̃ bhī aisē hī dhīrē-dhīrē vr̥iddhi hōtī jātī hai , yah drama kā rāz bhī tumkō almighty bābā hī ākar batātē haĩ isliyē iskō kahā jātā hai godly knowledge .

152Everyone will return home and a few seeds will be left and they will gradually increase, then there will be 330 million gods and goddesses by the end of the silver age. 153Then the other religions continue to come, numberwise. 154They too continue to increase gradually.

104Dūsrā kahī̃ bhī yah knowledge tumkō nahī̃ milēgī . 105Bhal kitnā bhī ghūmō , kiskō is knowledge kā patā hī nahī̃ hai .

155It is Almighty Baba who comes and tells you the secrets of this drama and this is therefore called Godly knowledge.

106Vō bas , isī samay hī tumkō yahā̃ mil saktī hai .

156Nowhere else will you get this knowledge.

107Paramātmā yahā̃ daivī sijarā banā rahē haĩ , paramātmā kahtē haĩ agar tumhē̃ us royal gharānē mē̃ ānā hai tō apnā sab mērē havālē kar dō .

157No matter how much you tour around, no one has this knowledge. 158It is only here and at this time, when God is creating His deity genealogical tree that you can receive this knowledge.

108Tō maĩ usē pyurīphāī banāē vaikuṇṭha mē̃ return kar dūṅgā .

159God says: If you wish to come into My royal clan, then surrender everything to Me.

109Yah tō jāntē hō bābā abhī āyē haĩ phir kalp bād āyēṅgē .

160I will purify all and then return you to Vaikunth.

110Ghaṛī-ghaṛī tō nahī̃ āyēṅgē . 111Kahtē haĩ bachchē , ham āyē haĩ tumkō svachchha hōlī|holy banānē .

161You know that Baba has come at this time and that He will come again after a cycle. 162He will not come again and again.

112Viceless kō hī hōlī|holy kahā jātā hai .

163He says: Children, I have come to make you clean and holy.

113Bākī yah jō bīṛī , cigarette , śharāb ādi pītē rahtē haĩ , unkō hōlī|holy nahī̃ kah saktē .

164Those who are viceless are said to be holy. 165Those who continue to drink and smoke cannot be called holy.

114Tumkō tō bābā śhikṣhak bankar paṛhātē bhī haĩ , tō bāp bankar sambhāl bhī kartē haĩ .

166Baba becomes the Teacher and teaches you and He becomes the Father and looks after you.

115Tumkō insē double āśhīrvād miltī hai - gurū kī bhī tō bāp key|kī bhī , dōnō̃ kā varsā tum lē rahē hō .

167You receive double blessings, that is, blessings from that One from the Guru and from the Father. 168You are receiving the inheritance from both.

116Vō almighty bābā is tan dvārā tumhārī sthūl sūkṣhma parvariśh kartē rahtē haĩ isliē kahtē haĩ ki iskē havālē kar dō .

169That Almighty Baba is carrying out your physical and subtle sustenance through this body and He therefore says: Surrender yourselves to this One.

117Tō gyān amr̥it sē pavitra banāē apnē sāth lē calūṅgā .

170He will purify you with the nectar of knowledge and take you back.

118Isē hī kahā jātā hai jītē jī marnā lēkin yah tō bahut mīṭhā maut hai , jō apnē aslī bāp key|kī gōd mē̃ ā jātē haĩ .

171This is known as dying alive, but this is a very sweet death because you go into the lap of your true Father.

119Kitnā achchhā samjhāē kitnā samjhāyē̃ .

172He explains so well! 173How much more can He explain?

120Phir bhī kah dētē haĩ manmanābhav madhyājībhav .

174Even then, He finally says: Manmanabhav! 175Madhyajibhav!

121Achchhā  !

176Achcha.

122Mīṭhē mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt pitā bāpdādā kā yād pyār aur good morning .

177To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

123Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

178The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

124Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

179Essence for dharna:

1251 ) apnē aslī svadharm mē̃ ṭik aśharīrī ban bābā K|kē dēśh kō bābā sahit yād kartā hai .

180 1. Be bodiless and stabilise in your original religion, remember Baba in Baba’s home.

126Silence mē̃ rahnā hai .

181Remain silent.

1272 ) royal gharānē mē̃ ānē kē liē apnā sab kuchh bāp havālē kar pyurīphāī banānā hai .

182 2. In order to enter a royal clan, surrender everything to the Father and become as pure as the Father.

Blessing

128Vardān  : bāp dvārā prāpt huē sarv khajānō̃ kō kārya mē̃ lagākar baṛhānē vālē gyānī-yōgī tū ātmā bhav

183Blessing: May you be a gyani and yogi soul and use all the treasures you have been filled with by the Father and increase them.

129Bāpdādā nē bachchō̃ kō sarv khajānō̃ sē sampann banāyā hai lēkin jō samay par her|har khajānē kō kām mē̃ lagātē haĩ unkā khajānā sadā baṛhtā jātā hai .

184 BapDada has filled all of you children with all treasures, and it is when you use those treasures at the right time that those treasures continue to increase.

130Vē|way kabhī aisē nahī̃ kah saktē ki chāhtē tō nahī̃ thē lēkin hō gayā .

185You can never say “I didn’t want to do it, but it just happened”.

131Khajānō̃ sē sampann gyānī-yōgī tū ātmāyē̃ pahlē sōchtī haĩ phir kartī haĩ .

186Gyani and yogi souls who are full of all treasures first think and then act.

132Unhē̃ samay pramāṇ touch hōtā hai vē|way phir catch karkē practical mē̃ lātī haĩ .

187According to the time, they are touched with something which they catch and put into a practical form.

133Ēk second bhī karnē kē bād sōchā tō gyānī tū ātmā nahī̃ kahē̃gē .

188If you think even a second after doing something, you would not be called a gyani soul.

Slogan

134Slōgan  : svabhāv aur vichārō̃ mē̃ antar hōtē huē bhī snēh mē̃ antar nahī̃ hōnā chāhiē .

189Slogan: Even though there may be a difference in your natures and ideas, let there not be any difference in your love.

190*** Om Shanti ***