रविवार 17 जुलाई 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
017-07-22 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 11-12-91 madhuban
0 17/07/22 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 11/12/1991
1Satyatā key|kī sabhyatā hī real royalty hai
1Manners of reality (truth) are real royalty.
2Āj bāpdādā apnē śhrēṣhṭh parivār arthāt apnē royal family kō dēkh rahē haĩ .
2Today, BapDada is seeing His elevated family, that is, He is seeing His royal family.
3Sārē kalp mē̃ sabsē royal āp śhrēṣhṭh ātmāē̃ hī hō .
3Throughout the entire cycle, you elevated souls are the most royal souls.
4Anādi ātmik svarūp mē̃ bhī sabsē śhrēṣhṭh royal ātmāyē̃ hō aur ādi svarūp dēv ātmāō̃ K|kē rūp mē̃ bhī royal rājya adhikārī royal family hō .
4In your eternal form of souls, you are the most elevated royal souls, and in your original form, in the form of the deity souls, you are also royal; - the royal family who have a right to the royal kingdom.
5Pūjya rūp mē̃ bhī āp dēv ātmāō̃ key|kī kitnī royalty sē pūjā hōtī rahtī hai aur kisī bhī anya dharm ātmā vā rājanītik ātmāō̃ key|kī aisī royal pūjā nahī̃ hōtī .
5In your worthy of worship form, you deity souls are worshipped with so much royalty. 6None of the souls of other religions and no political leaders are worshipped in such a royal way.
6Tō tīnō̃ rūpō̃ mē̃ - anādi , ādi aur pūjya svarūp aisē royal aur kōī bhī nahī̃ haĩ kyōṅki āp ātmāō̃ key|kī purity key|kī hī royalty hai .
7In all three forms - the eternal, the original and the worthy of worship form – no one is as royal as you, because you souls have the royalty of purity.
7Aisē sampūrṇ pavitra aur kōī bhī ātmā sārē kalp mē̃ na hī banī hai , na banēgī .
8Neither has there been nor will there be such completely pure souls in the entire cycle.
8Yah purity key|kī hī viśhēṣhtā hai isliē sirph dēv ātmāō̃ kē āgē hī yah mahimā gātē haĩ ki āp sampūrṇ nirvikārī hō , aur kisī bhī dharm ātmāō̃ key|kī mahimā mē̃ aisī mahimā nahī̃ gāī jātī hai .
9This is the speciality of purity. 10This is why people only sing this praise in front of the deity souls: You are completely viceless. 11They do not sing this praise for the righteous souls of any other religion.
9Sirph dēv ātmāō̃ K|kē śhrēṣhṭh kīrti arthāt śhrēṣhṭh pavitratā kā hī kīrtan hōtā hai .
12People just sing praise of the elevated actions (kirti) of the deity souls, that is, they only praise their elevated purity.
10Aur kōī bhī dharm mē̃ kīrtan nahī̃ hōtā hai .
13There is no singing of praise (kirtan – singing devotional songs) in any other religion.
11Sājō̃ aur bājō̃ sē kīrtan kā rivāj dēv ātmāō̃ mē̃ hī hai vā saṅgamyug K|kē śhakti svarūp mē̃ hai .
14The system of singing with the sound of instruments playing music is just for the deity souls and the shaktis of the confluence age.
12Yah sampūrṇ pavitratā K|kē vidhi key|kī siddhi hai , isliē āp jaisī rūhānī royalty aur kisī ātmā key|kī nahī̃ hai .
15This is the attainment of the method of complete purity. 16This is why no other soul has such spiritual royalty as yours.
13Tō check karō - aisē purity key|kī royalty kahā̃ tak āī hai ?
17Check to what extent you have imbibed such royalty of purity.
14Rūhānī royalty key|kī sabsē śhrēṣhṭh niśhānī hai - royalty arthāt reality arthāt satyatā . 15Jaisē ātmā kā anādi svarūp sat hai .
18The most elevated sign of spiritual royalty, that is, of reality, is truth, just as the original form of souls is truth.
16Sat arthāt avināśhī aur satya hai .
19Truth means imperishable as well as truth.
17Jaisē bāp key|kī mahimā viśhēṣh yahī gātē rahtē haĩ - satyam śhivam sundaram .
20You especially sing praise of the Father as the Truth, the Benefactor and the Most Beautiful One.
18Satya hī śhiv hai vā god is truth ( satya hī bhagvān hai ) kahā jātā hai .
21It is said: Shiva is the Truth, God is Truth.
19Tō bāp key|kī mahimā satya arthāt satyatā kī hai .
22So the praise of the Father is the Truth, that of the truth.
20Aisē royalty arthāt reality - satyatā jarā bhī banāvṭī yā milāvaṭī na hō .
23In the same way, royalty means reality. 24Truth is never made up or mixed up with anything.
21Chāhē bōl mē̃ , chāhē karma mē̃ , chāhē sambandh-sampark mē̃ milāvaṭ yā banāvaṭ nahī̃ hō .
25Whether in words, actions or relationships and connections, there is nothing made up or mixed up.
22Jiskō sādhāraṇ bhāṣhā mē̃ bāpdādā kahtē haĩ - sachchāī .
26In plain language, BapDada calls this honesty.
23Royal ātmāō̃ key|kī vr̥itti , dr̥iṣhṭi , bōl aur chalan sab ēk satya hōgī .
27Royal souls are those whose attitude, vision, words and activities will all be true.
24Aisē nahī̃ ki vr̥itti mē̃ ēk bāt hō aur bōl mē̃ dūsrā banāvṭī bhāv hō .
28It isn't that they would have one thing in their attitude and some other mixed intention in their words.
25Iskō royalty vā reality nahī̃ kahā jātā hai .
29That is not called royalty or reality.
26Ājkal bāpdādā bachchō̃ key|kī līlā dēkhtē bhī haĩ aur suntē bhī haĩ .
30BapDada sees and hears the wonderful activities of the children nowadays.
27Kaī bachchē bāt kō milānē aur banānē mē̃ bahut hōśhiyār haĩ kyōṅki dvāpar sē milāvaṭ aur banāvaṭ key|kī kathāyē̃ bahut sunī haĩ .
31Many children are very clever at making up stories and mixing things. 32Why? 33Because they have been listening to many stories that have been made up and mixed up since the copper age.
28Tō is brāhmaṇ jīvan mē̃ bhī vah saṅskār emerge kar lētē haĩ .
34So they allow that sanskar to emerge even in their Brahmin life.
29Aisī achchhē rūp sē bāt banā lētē haĩ jō jhūṭh kō bilkul sampūrṇ satya banā dētē haĩ aur satya kō jhūṭh siddh kar dētē haĩ .
35They make up a story with such a beautiful form that they make something completely false true and they prove the truth to be false.
30Iskō kahā jātā hai - andar ēk , bāhar dūsrā .
36This is called being one thing internally and something else externally.
31Tō kyā yah reality hai ?
37So, would you call this royalty?
32Royalty hai ?
38Is this reality?
33Nahī̃ hai nā .
39Is this royalty?
34Tō aisē pavitratā key|kī royalty arthāt reality .
40It is not. 41The royalty of such purity is reality.
35Yah royalty key|kī niśhānī hai .
42This is one sign of royalty.
36Agar yah niśhānī nahī̃ hai tō samjhō purity key|kī royalty nahī̃ āī hai vā percentage mē̃ āī hai , sampūrṇ nahī̃ hai .
43If you do not have this sign, then understand that you do not have the royalty of purity yet, or that you only have it to a certain percentage, not fully.
37Reality key|kī dūsrī niśhānī bāpdādā sadā sunātē rahtē haĩ - sach tō biṭhō nach .
44The second sign of reality that BapDada constantly tells you about is that, when there is truth, the soul continues to dance.
38Sachchī ātmāyē̃ sadā khuśhī mē̃ nāchtī rahē̃gī .
45True souls will constantly continue to dance in happiness.
39Kabhī khuśhī cum|kam , kabhī khuśhī jyādā , aisā nahī̃ hōgā .
46Their happiness will not be less at some times and greater at other times.
40Din pratidin , her|har samay aur khuśhī baṛhtī rahēgī .
47Day by day, at every moment, their happiness continues to increase.
41Reality key|kī niśhānī hai - sadā khuśhī mē̃ nāchnā .
48This sign of reality is that they constantly dance in happiness.
42Nain chain kahtē hō nā , royalty kā arth|earth bhī hai chitt sē bhī aur nain chain sē bhī sadā harṣhit . 43Sirph bāhar sē harṣhitmukh nahī̃ , lēkin chitt mē̃ bhī harṣhit .
49You speak of the eyes and the features. 50So, then, the meaning of royalty is that you will be constantly cheerful in your hearts and also in your features - not just external cheerfulness, but cheerfulness even in your heart.
44Harṣhit chitt harṣhit mukh , dōnō̃ harṣhit hō̃ .
51A cheerful heart and a cheerful face - both should be cheerful.
45Kaī bār aisē bhī hōtā hai ki andar chitt mē̃ khuśhī nahī̃ hōtī lēkin bāharamukh mē̃ samay pramāṇ khuśhnumā ban karkē dikhātē haĩ .
52It often happens that your heart is not cheerful, but at the time of having to be extroverted, you show a smiling face.
46Iskō alpkāl kā harṣhitmukh kahē̃gē , lēkin harṣhit chitt , harṣhit mukh avināśhī hō .
53This is called being cheerful temporarily, but you should have a permanently cheerful heart and a cheerful face.
47Tō pavitratā key|kī reality royalty arthāt avināśhī chitt aur mukh harṣhit hō̃ .
54The royalty and reality of purity means that your heart is imperishable and your face is cheerful all the time.
48Check karō - dūsrē kō check karnē nahī̃ lag jānā , apnē kō check karnā hai .
55Check yourself; do not begin to check others, but check yourself.
49Aisī royal ātmā bāpdādā kō aur sarv brāhmaṇ parivār kō ati pyārī hōtī hai .
56Such royal souls are much loved by BapDada and the entire Brahmin family.
50Real pyārī ātmā key|kī viśhēṣhtā kyā hōtī hai ?
57What is the speciality of a really loved soul?
51Kyōṅki ājkal K|kē rīti-rasam pramāṇ jō bahut pyārā lagtā hai tō pyārē K|kē taraph na chāhtē huē bhī ākarṣhit hō jātē haĩ .
58According to the systems of today, you become attracted by someone for whom you have a lot of love.
52Jiskō āp lōg apnī bhāṣhā mē̃ attachment kahtē hō kyōṅki pyārā hai tō attachment tō hōgī nā .
59In your language, you call this attachment. 60Because you have love for that one there will be attachment, will there not?
53Lēkin real aur royal pyār key|kī niśhānī hai - vō jitnā hī pyārā hōgā utnā hī nyārā bhī hōgā isliē vah na svayã extra attachment mē̃ āyēgā , na dūsrā uskī attachment mē̃ āyēgā .
61However, if someone is truly loved, the sign of such real and royal love is that the more love you have, the more detached you will be. 62Therefore, neither that one himself develops extra attachment, nor do others develop attachment for that one.
54Iskō kahā jātā hai real pyār , sampūrṇ pyār .
63This is known as real love, perfect love.
55Vah harṣhit rahēgā , ākarṣhit bhī hōgā parantu had key|kī ākarṣhaṇ karnē vālā nahī̃ .
64That soul will be cheerful and will also attract others, but will not attract others in a limited way.
56Tō real aur royal key|kī niśhānī kyā huī ?
65So, what is the sign of someone who is real and royal?
57Ati pyārā aur ati nyārā .
66He has deep love and great detachment.
58Royalty key|kī aur viśhēṣhtā hai us ātmā mē̃ kabhī kisī bhī prakār K|kē , chāhē sthūl , chāhē sūkṣhma , māṅgnē K|kē saṅskār nahī̃ hōṅgē kyōṅki royal ātmā sadā sampann bharpūr rahtī hai .
67Another speciality of royalty is that that soul will not have the sanskar of asking for anything, whether physical or subtle. 68Why is that? 69A royal soul is always completely full.
59Ēk bharpūrtā bāhar key|kī hōtī hai sthūl vastuō̃ sē , sthūl sādhanō̃ sē bharpūrtā . 60Aur dūsrī hōtī hai man key|kī bharpūrtā .
70One is to be full externally, full of physical things, full of physical facilities, and the other is to be full in the mind.
61Jō man sē bharpūr rahtā hai uskē pās|pass sthūl vastu yā sādhan nahī̃ bhī hō phir bhī man bharpūr hōnē K|kē kāraṇ vō kabhī apnē mē̃ kamī mahsūs nahī̃ karēgā . 62Nā mē̃ bhī hā̃ kā anubhav karēgā .
71Someone who is full in the mind will never feel he is lacking anything, even if he is not full of physical things or facilities, because his mind is full. 72Even if something is not there, he will experience it to be there.
63Aur jiskā man bharpūr nahī̃ hōtā vah ātmā bāhar sē kitnī bhī vastu aur sādhan sē bharpūr hōtē bhī vah kabhī bhī apnē kō bharpūr nahī̃ samajhēgā .
73However, no matter how full a soul may be with physical things and facilities, if his mind is not full he will never consider himself to be full.
64Aisī ātmā sadā ichchhā K|kē kāraṇ ' chāhiē chāhiē ' kā gīt gātī rahēgī .
74Even though that soul has everything, he will never consider himself to be full.
65Her|har bāt mē̃ yē hōnā chāhiē , yē karnā chāhiē , yē milnā chāhiē , yē badalnā chāhiē … her|har samay yahī gīt gātē rahē̃gē . 66Aur man sē bharpūr ātmā sadā yahī gīt gātī rahēgī sab pā liyā , prāpt hō gayā , yē hōnā chāhiē , yē karnā chāhiē , yē chāhiē chāhiē bhī royal māṅgnē K|kē saṅskār haĩ .
75Because of his desires such a soul constantly sings the song, “I want, I want”. 76At all times, that soul sings the song, “This should happen, that should be done, that should be received, this should change.” 77That soul constantly sings these songs, whereas a soul who is full in the mind constantly sings the song, “I have found; I have attained.”
67Bēhad key|kī sēvā prati sōchnā ki yē hōnā chāhiē , yē karnā chāhiē , vah alag bāt hai lēkin sva key|kī had K|kē prāpti arth|earth chāhiē chāhiē yē royal māṅgnā hai .
78To say, “This should happen”, “This should be done”, are the sanskars of royal asking. 79One is to think for the sake of unlimited service, where you think, "This should happen”, “This should be done".
68Nām chāhiē , mān chāhiē , śhān chāhiē , pyār chāhiē , pūchhnā chāhiē - yē sab had key|kī bātē̃ haĩ . 69Royal ātmā mē̃ māṅgnē kā aṅśh mātra bhī saṅskār nahī̃ hōtā hai .
80To think about wanting something for the unlimited, for the sake of service is a different matter from having the thought of wanting some limited attainment for the self which is royal asking.
70Samjhā - royalty kyā hōtī hai ? 71Tapasyā K|kē chart mē̃ yah sab check karnā , aisē nahī̃ , mainnē kisī kō gālī nahī̃ dī|the , krōdh nahī̃ kiyā , nahī̃ , yah sab bātē̃ check karnā .
81The desire for name, the desire for respect, the desire for honour, the desire for love, to want to be consulted; all of those are limited matters. 82A royal soul does not even have a trace of the sanskar of asking.
72Phir prize lēnā .
83Do you understand what royalty is?
73Tapasyā kā arth|earth hī hai - sampūrṇ pavitra bannā .
84In your chart of tapasya, check all of this.
74Tō pavitratā key|kī personality , pavitratā key|kī royalty kahā̃ tak practical mē̃ rahī hai , yah check karnā hai .
85Don't just check, “I did not insult anyone, I did not get angry”, but check all of these things, and then claim a prize.
75Iskō kahē̃gē tapasvīrāj . 76Samjhā - royalty kyā hai ?
86The meaning of tapasya is to become completely pure.
77Royal ātmā kā chēhrā aur chalan dōnō̃ hī satyatā key|kī sabhyatā anubhav karāyēṅgē .
87Check to what extent your personality of purity and your royalty of purity are practical.
78Vaisē bhī royal ātmāō̃ kō sabhyatā key|kī dēvī kahā jātā hai .
88Such souls are known as tapaswi-raj (royal tapaswis). 89Do you understand what royalty is?
79Unkā bōlnā , dēkhnā , chalnā , khānā-pīnā , uṭhnā-baiṭhnā , her|har karma mē̃ sabhyatā satyatā svataḥ hī dikhāī dēgī .
90Both the face and the activity of a royal soul will give the experience of the manners of truth. 91In any case, royal souls are known as goddesses of manners.
80Aisē nahī̃ ki maĩ tō satya kō siddh kar rahā hū̃ aur sabhyatā hō hī nahī̃ . 81Kaī bachchē kahtē haĩ vaisē krōdh nahī̃ ātā hai , lēkin kōī jhūṭh bōltā hai tō krōdh ā jātā hai .
92Their speaking, their walking, their eating and drinking, sitting and standing, their every action will automatically reveal the manners (sabhyata) and the truth (satyata). 93It should not be that you prove the truth, and yet you do not have any manners.
82Usnē jhūṭh bōlā , āpnē krōdh sē bōlā tō dōnō̃ mē̃ right kaun ?
94Many children say, “I don't normally get angry, but when someone tells lies, I get angry.”
83Satyatā kō siddha karnē vālā sadā sabhyatā vālā hōgā .
95Someone tells lies and you speak with anger; who is right out of the two?
84Kaī chaturāī kartē haĩ , kahē̃gē ham krōdh nahī̃ kartē haĩ , hamārā āvāj hī baṛā hai , āvāj hī aisā tēj hai .
96Those who prove the truth will always have manners. 97Some are very clever and say: “I don't get angry, but my voice is loud, my voice is sharp.”
85Science K|kē sādhanō̃ sē āvāj kō cum|kam aur jyādā kar saktē haĩ nā , tō kyā silence key|kī power sē apnē āvāj key|kī gati kō dhīmī yā tēj nahī̃ kar saktē hō ?
98With the instruments of science, one can reduce or increase the sound. 99So can you not, with the power of silence, reduce or raise your sound?
86Issē tō yē tape record aur yē mike achchhā hai jō āvāj cum|kam jyādā tō kar saktē hō .
100Your tape recorder and mike are better than you in that their sound can be reduced or increased.
87Tō yē check karō ki satyatā kē sāth sabhyatā bhī hai ?
101So check this. 102Along with the truth, are there manners?
88Agar sabhyatā nahī̃ tō satyatā nahī̃ .
103If there aren't any manners, there is no truth.
89Tō purity key|kī royalty sadā pratyakṣha rūp mē̃ dikhāī dē .
104Let the royalty of purity be constantly visible externally.
90Aisē nahī̃ , andar mē̃ tō royalty hai , bāhar dēkhnē mē̃ nahī̃ ātī .
105It would not be that you have royalty internally and that is not visible externally.
91Agar andar hai tō bāhar mē̃ jarūr dikhāī dēgī .
106If it is inside, it would definitely be visible outside.
92Satyatā key|kī royalty kō kōī chhipā nahī̃ saktā .
107No one can hide the royalty of truth.
93Ismē̃ gupta nahī̃ rahnā hai .
108Do not remain incognito in this.
94Kaī kahtē haĩ gupta puruṣhārthī haĩ isīliē gupta rahtē haĩ .
109Some say that they remain incognito because they are incognito effort-makers.
95Lēkin jaisē sūrya kō kōī chhipā nahī̃ saktā , satyatā K|kē sūrya kō kōī chhipā nahī̃ saktā . 96Na kōī kāraṇ chhipā saktā hai , na kōī vyakti .
110However, just as no one can hide the sun, so no one can hide the sun of truth, nor can any reason or individual hide it.
97Satya sadā hī satya hai .
111The truth is always the truth.
98Satyatā key|kī śhakti sabsē mahān hai .
112The power of truth is the greatest power of all.
99Satyatā siddha karnē sē siddha nahī̃ hōtī .
113Truth cannot be proved by trying to prove it.
100Satyatā key|kī śhakti kō svataḥ hī siddha hōnē key|kī siddhi prāpt hōtī hai .
114The power of truth automatically has the attainment of being proved.
101Satyatā kō agar kōī siddha karnē chāhtā hai tō vah siddha jidda hō jātā hai , isliē satyatā svayã hī siddha hōtī hī hai . 102Uskō siddha karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai .
115If anyone tries to prove the truth, then that proving becomes stubbornness. 116Therefore, truth is self-evident; there is no need to prove it. 117Do you understand?
103Samjhā . 104Tapasyā varṣh mē̃ kyā dikhānā hai ?
118What do you have to show in the Year of Tapasya?
105Purity key|kī personality aur royalty .
119The personality and the royalty of purity.
106Achchhā !
120Achcha.
107Dēśh-vidēśh K|kē taraph sē sabhī bachchō̃ K|kē patra , yādpyār puruṣhārth K|kē , sēvā K|kē samāchār aur dil key|kī rūhrihān sab bāpdādā kē pās pahũch rahī hai , pahũch gaī hai .
121The letters, the love and remembrance of effort, the service news and the spiritual conversations of the heart of all the children from this land and abroad have reached and are reaching BapDada.
108Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō nām sahit yād pyār dē rahē haĩ .
122BapDada gives love and remembrance to all the children personally by name.
109Har ēk samajhē pahlē hamārī yād kyōṅki bāpdādā yādpyār kā respond avyakt rūp sē tō usī ghaṛī dē hī dētē haĩ .
123Each of you should think that you have been remembered first, because BapDada gives the response of love and remembrance in the avyakt form at that same moment.
110Lēkin phir bhī sākār vidhi sē svayã bhī sākār mē̃ patra likhtē haĩ yā yādpyār bhējtē tō bāpdādā bhī sākār vidhi pramāṇ sākār rūp mē̃ bhī return yādpyār dē rahē haĩ .
124However, using the corporeal way, you write a corporeal letter, that is, you send love and remembrance. 125This is why BapDada gives love and remembrance in return in a corporeal way.
111Bāpdādā jāntē haĩ ki chārō̃ ōr umaṅg-utsāh tapasyā kā aur mansā vibration dvārā sēvā kā , achchhā hai aur rahēgā .
126BapDada knows that there is and there will be very good zeal and enthusiasm everywhere for tapasya and service through vibrations of your minds.
112Abhī aur bhī āgē guhya rāzyukt bātō̃ kō sāmnē rakh puruṣhārth kō , sēvā kō mahīn aur mahān banātē chalō .
127Now, keep even deeper aspects filled with significance in front of you, and continue to make your efforts and service deeper and greater.
113Sabhī bachchō̃ kō , jō sammukh baiṭhē haĩ vā ākār svarūp sē bāp K|kē sammukh haĩ , aisē sarv sammukh arthāt sadā sāth rahnē vālē nayanō̃ mē̃ , mukh mē̃ , man mē̃ sadā bachchō̃ K|kē bāp haĩ aur bāp K|kē bachchē haĩ . 114Aisē sadā yād mē̃ samāyē huē śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sadā purity K|kē reality aur royalty mē̃ rahnē vālī ātmāē̃ , sadā man sē sampann bharpūr rahnē vālī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 115Party sē mulākāt
128All the children who are personally sitting in front of Baba now, or who are in front of the Father in the subtle form, all such children who are constantly in front of BapDada, that is, who are constantly with the Father, remain in His eyes, on His lips and in His mind, and the Father remains in their eyes, on their lips and in their minds. 129To such elevated souls who are merged in remembrance, to the souls who constantly stay in the reality and royalty of purity, to the souls who remain constantly full and complete in their minds, BapDada's love, remembrance and namaste.
116Apnē kō padmāpadam bhāgyavān ātmāyē̃ anubhav kartē hō !
130Meeting groups: 131Do you experience yourselves to be multimillion times fortunate souls?
117Itnā śhrēṣhṭh bhāgya sārē kalp mē̃ kisī bhī ātmā kā nahī̃ hai .
132No other souls have such elevated fortune in the whole cycle.
118Chāhē kitnē bhī nāmīgrāmī ātmāyē̃ hō̃ , lēkin āpkē bhāgya kē āgē unhō̃ kā bhāgya kyā hai ?
133No matter how well known souls are, what is their fortune compared to your fortune?
119Vah hai alpkāl kā bhāgya aur brāhmaṇ ātmāō̃ kā hai - avināśhī bhāgya .
134Theirs is temporary fortune and you Brahmin souls have imperishable fortune.
120Sirph is ēk janm kā nahī̃ hai , janm-janm kā hai .
135It is not just for this one birth, but for birth after birth.
121Bāp kā bannā arthāt bhāgya kā varsā adhikār mē̃ milnā .
136To belong to the Father means to receive the inheritance of fortune as a right.
122Tō adhikār tō mil gayā nā .
137So, you have received your right, have you not?
123Bachchā arthāt adhikār , varsā .
138To be a child means to have a right, an inheritance.
124Adhikār kā naśhā hai ki utartā chaṛhtā hai ?
139Do you have the intoxication of a right or does it go up and down?
125Ādhākalp tō nīchē hī utarē , abhī kyā karnā hai ?
140You have been coming down for half a cycle, so what do you want to do now?
126Chalnā hai , chaṛhnā hai yā uṛnā hai ?
141Do you want to walk, climb up or fly?
127Uṛnē vālī chīj bīch mē̃ kabhī ruktī nahī̃ .
142Something that flies does not stop anywhere in the middle.
128Rukē̃gē tō nīchē āyēṅgē .
143If you stop, you will come down.
129Thōṛē sē samay mē̃ bhī rukē̃gē phir uṛē̃gē tō mañjil par kaisē pahũchēṅgē ?
144If you stop even for a short time and then fly, how would you reach your destination?
130Isliē uṛtē rahō .
145Therefore, continue to fly.
131Lēkin sadā uṛēgā kaun ?
146However, who can continue to fly all the time?
132Jō halkā hōgā .
147Those who are light.
133Tō halkē hō nā ?
148So, you are light, are you not?
134Yā tan kā , man kā , sambandh kā bōjh hai ?
149Or, do you have a burden of your body, mind or relationships?
135Agar bōjh nahī̃ hai tō ruktē kyō̃ haĩ ?
150If you do not have any burden, why do you stop?
136Jō bōjh vālī chīj hai vō nīchē ātī hai aur jō halkī hōtī hai vah sadā ūpar rahtī hai .
151Something with a burden comes down and something light always stays up above.
137Āp sab tō double light hō nā ?
152All of you are double light, are you not?
Blessing
138Vardān : mērē pan key|kī khōṭ kō samāpt kar bharpūrtā kā anubhav karnē vālē sampūrṇ trustee bhav
153Blessing: May you be a complete trustee and finish the weakness of any consciousness of “mine” and experience fullness.
139Yadi bāp key|kī śhrīmat pramāṇ nimitt bankar rahō tō na mērī pravr̥itti hai , na mērā centre hai .
154 If you live as an instrument according to the Father’s shrimat, then you neither have, “my family” nor, “my centre”.
140Pravr̥itti mē̃ hō tō bhī trustee hō , centre par hō tō bhī bāp K|kē centre haĩ na ki mērē , isliē sadā śhiv bāp key|kī bhaṇḍārī hai , brahmā bāp kā bhaṇḍārā hai - is smr̥iti sē bharpūrtā kā anubhav karē̃gē .
155You are a trustee while living with your family and while at a centre, it is the Father’s centre, not “mine”. 156Therefore, it is always a treasure-store (bhandari) of Father Shiva and a bhandara (kitchen) of Father Brahma. 157By having this awareness, you will experience fullness.
141Mērā pan lāyā tō bhaṇḍārā va bhaṇḍārī mē̃ barakkat nahī̃ hōgī .
158If you have any consciousness of “mine”, there won’t be anything left in the Bhandara or the Bhandari.
142Kisī bhī kārya mē̃ agar kōī khōṭ arthāt kamī hai tō iskā kāraṇ bāp key|kī bajāē mērēpan key|kī khōṭ arthāt aśhuddhi mix hai .
159If there is anything lacking in any task, the reason for it is that you have the consciousness of “mine”, instead of it being the Father’s, that is, impurity is mixed with it.
Slogan
143Slōgan : bāp samān bannā hai tō samajhnā , chāhnā aur karnā - tīnō̃ kō samān banāō .
160Slogan: In order to become equal to the Father, make all three - your understanding, your desires and your doing - equal.
144Sūchnā : āj mās kā tīsrā ravivār hai , sabhī rājyōgī tapasvī bhāī bahinē̃ sāyã 6 . 30 sē 7 . 30 bajē tak , viśhēṣh yōg abhyās K|kē samay master sarvśhaktivān K|kē śhaktiśhālī svarūp mē̃ sthit hō sarv śhaktiyō̃ kā mahādān karē̃ .
161*** Om Shanti *** Notice: Today is the Third Sunday of the month and all Raj yogi tapaswi brothers and sisters especially practise meditation from 6.30 – 7.30 pm with the awareness: Be stable in the powerful form of being a master almighty authority and give the great donation of all powers.
145Duḥkhiyō̃ key|kī pukār sunē̃ , upkār karē̃ .
162Listen to the call of those who are unhappy and uplift them.