गुरुवार 6 अक्टूबर 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-10-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 06/10/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - zarā bhī ġaphlat key|kī tō māyā aisā hap kar lēgī jō īśhvarīy saṅg sē bhī dūr chalē jāyēṅgē , isliē apnī sambhāl karō , khabardār rahō ' '
1Essence: Sweet children, if you make the slightest mistake, Maya will swallow you in such a way that you will move away from God’s company. 2Therefore, look after yourselves and be cautious.
Question
2Praśhna : is īśhvarīy class mē̃ baiṭhnē kā kāydā kaun sā hai ?
3Question: What are the rules for sitting in God’s class?
Answer
3Uttar : is class mē̃ vahī baiṭh saktā hai jisnē bāp kō yathārth pahchānā hai .
4Answer: Only those who have recognised the Father accurately can sit in this class. 5Those who sit here have to have unadulterated remembrance.
4Yahā̃ baiṭhnē vālō̃ key|kī avyabhichārī yād chāhiē . 5Agar yahā̃ baiṭhē aurō̃ kō yād kartē rahē tō vah vāyumaṇḍal kō kharāb kartē haĩ .
6If, while sitting here, you continue to remember others, that will spoil the atmosphere; it is also a great disservice.
6Yah bhī bahut baṛī disservice hai . 7Yahā̃ K|kē kāydē kaṛē hōnē K|kē kāraṇ tumhārī vr̥iddhi kam hōtī hai .
7Because the rules here are very strict, there isn't that much expansion.
Question
8Praśhna : kis ēk bāt sē bachchō̃ key|kī avasthā kā patā paṛtā hai ? 9Uttar : is rōgī bhōgī duniyā mē̃ kabhī kōī paper ātā aur rōnē lagtē tō avasthā kā patā paṛ jātā . 10Tumhē̃ rōnē key|kī manā hai .
8Question: From which one thing can you tell what the stage of the children is? 9Answer: In this diseased world of sensual pleasures, when you face a test paper and begin to cry, one can tell what your stage is.
11Gīt : mukhṛā dēkh lē prāṇī …
10You are forbidden to cry. 11Song: Look at your face in the mirror of your heart!
12Ōm śhānti .
12Om shanti.
13Yah kisnē kahā prāṇī athavā ātmā , kahtē haĩ nā inkē prāṇ nikal gayē .
13Who said ‘prani’ (life force) or ‘soul’? 14They say that the life force has left him.
14Tō ātmā nikal gaī nā .
15So the soul has left.
15Tō prāṇ ātmā kō kahē̃gē , na ki śharīr kō .
16So the soul, and not the body, is said to be the life force.
16Bāp ātmāō̃ sē pūchhtē haĩ - pāp ātmā hō vā puṇya ātmā hō ?
17The Father asks you souls: Are you sinful souls or charitable souls?
17Sabhī apnē kō patit tō māntē haĩ .
18All of you believe yourselves to be impure.
18Tō bāp kahtē haĩ ki apnī ātmā sē pūchhō ki hamnē kaun-kaun sē pāp kiyē haĩ ? 19Kab kiyē haĩ ?
19The Father says: Ask yourself, the soul: What sins have I committed?
20Pāp ātmā tō sabhī haĩ nā .
20When did I commit them?
21Parantu number-vār tō hōtē hī haĩ .
21All are sinful souls but it is numberwise.
22Tō number-vār puṇya ātmā kaun haĩ ?
22So, who are the numberwise charitable souls?
23Number one pāp ātmā kaun hai ?
23Who is the number one sinful soul?
24Bhārat pāvan thā , ab patit hai .
24Bharat was pure, but it is now impure.
25Āj sabhī manuṣhya mātra māyā K|kē gulām ban gayē haĩ .
25Today, all human beings have become slaves of Maya.
26Ādhākalp māyā K|kē gulām bantē haĩ , phir māyā kō gulām banātē haĩ , tab unhō̃ kō puṇya ātmā kahā jātā hai .
26They become slaves of Maya for half a cycle and then they make Maya a slave and it is then that they are called charitable souls.
27Lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhagvān-bhagvatī kahā jātā hai .
27Lakshmi and Narayan are called a goddess and god.
28Vah ab kahā̃ gayē ?
28Where have they gone now?
29Satyug mē̃ sirph lakṣhmī-nārāyaṇ tō nahī̃ thē , parantu unkī pūrī dynasty thī .
29There weren't just Lakshmi and Narayan in the golden age, for there was their whole dynasty.
30Us samay K|kē bhārat kō pāvan kahā jātā thā . 31Vahā̃ daivī guṇ vālē manuṣhya thē .
30The Bharat of that time is called pure; there were human beings with divine virtues there.
32Kahtē haĩ sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ . . . tō puṇya ātmā ṭhaharē nā .
31It is said: Full of all virtues, 16 celestial degrees full. 32Therefore, they were charitable souls.
33Phir kahtē haĩ ahiṃsā paramōdharmaḥ .
33It is then also said that their supreme religion is that of non-violence.
34Tō vah ahiṃsak bhī thē .
34So they were also non-violent.
35Hiṅsā K|kē dō arth|earth haĩ - hiṅsā mānā kiskā ghāt karnā , mārnā .
35There are two meanings of violence. 36Violence means to kill or beat someone.
36Ghāt bhī dō prakār kā hōtā hai .
37There are also two types of killing.
37Ēk kām kaṭārī sē mārnā , dūsrā kiskō krōdh sē mārnā .
38One is to kill with the sword of lust and the other is to kill someone out of anger.
38Yah bhī hiṅsā hai .
39That too is violence.
39Is samay sab pāp ātmā haĩ .
40At this time all are sinful souls.
40Kahtē haĩ nā mujh nirguṇ hārē mē̃ kōī guṇ nāhī .
41People say: I am without virtue; I have no virtues.
41Tō number-vār hōtē haĩ nā .
42They are numberwise, aren’t they?
42Parantu haĩ pāp ātmā , tō jab bāp ātā hai tō bāp kō pahchānnā chāhiē .
43However, they are sinful souls. 44Therefore, when the Father comes, they should recognise Him.
43Kahtē haĩ - parampitā , tō unkō kōī pitā nahī̃ , vah sabkā pitā hai , vah sabkā teacher hai .
45You speak of the Supreme Father. 46He doesn't have a father, but He is the Father of all. 47He is the Teacher of all.
44Parampitā jō paramdhām mē̃ rahtē haĩ , unkō kōī bāp nahī̃ hai .
48The Supreme Father who resides in the supreme abode doesn't have a father of His own.
45Bākī sabkā bāp hōtā hai .
49Everyone else has a father.
46Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā bhī bāp hai .
50Even Brahma, Vishnu and Shankar have the Father.
47Kahtē haĩ śhivāē namaḥ tō bāp huā nā .
51It is said: Salutations to Shiva, and so He is the Father, is He not?
48Bāp punarjanma mē̃ nahī̃ ātē haĩ .
52The Father doesn't enter rebirth, but He does take birth once in a cycle.
49Parantu vah kalp mē̃ ēk bār janma lētē haĩ .
53People speak of Shiv Jayanti (the birthday of Shiv) and so that is His birthday.
50Kahtē haĩ śhiv jayantī , tō janm huā nā .
54Those who study the scriptures don't know how Shiv takes birth.
51Śhāstravādī tō nahī̃ jāntē haĩ śhiv kaisē janma lētē haĩ ?
55They speak of Shiv Ratri (night of Shiv), but which night is it?
52Kahtē haĩ śhivrātri , rātri kaun see|sī|C ?
56People stumble in the night because of the darkness.
53Rātri mē̃ manuṣhya andhkār vaśh dhakkā khātē haĩ phir bhakti mārg mē̃ bhī kahtē haĩ gaṅgā snān karō .
57Then, on the path of devotion, they ask people to bathe in the Ganges, to go on pilgrimage to the four places, to do this….
54Chār dhām key|kī yātrā karō , yah karō .
58So, all of that is stumbling. 59This is the night.
55Tō dhakkē huē nā . 56Yah hō gaī rāt .
60The golden and silver ages are the day.
57Satyug trētā hai din . 58Satyug mē̃ hai sukh .
61There is happiness in the golden age.
59Vahā̃ paramātmā kō yād karnē key|kī darkār nahī̃ .
62There is no need to remember God there.
60Kahtē haĩ duḥkh mē̃ simraṇ sab karē̃ , tō bhakta bāp kā simraṇ kartē haĩ , sādhnā kartē haĩ tō patit ṭhaharē nā .
63It is said that everyone remembers God at times of sorrow. 64Therefore, devotees remember God and make spiritual endeavour, they are impure.
61Tō patit bhārat kō hī kahē̃gē kyōṅki bhārat hī pāvan thā .
65Bharat is said to be impure because it is Bharat that was pure.
62Jab dēvī-dēvtā dharm thā , pavitra ātmāyē̃ thē .
66When there was the deity religion, souls were pure.
63Satyug mē̃ aur dharm hōtē nahī̃ .
67There are no other religions in the golden age.
64Bākī aur dharm key|kī jō patit ātmāyē̃ haĩ vah sajāyē̃ khākar paramdhām mē̃ rahtī haĩ . 65Satyug mē̃ ātī nahī̃ .
68All the impure souls of the other religions experience punishment and then stay in the supreme abode; they don't enter the golden age.
66Satyug mē̃ sukh-śhānti-sampatti sab thī .
69There was happiness, peace and prosperity in the golden age.
67Vahā̃ hai hī prālabdh .
70There is only the reward there.
68Yahā̃ tum bachchō̃ key|kī abhī hai ēk mat .
71Here, you children now follow one direction.
69Vahā̃ ēk ghar mē̃ haĩ anēk mat .
72There, in one home, you have many different directions.
70Bāp gaṇēśh kō yād karēgā tō bachchā hanūmān kō , tō anēk mat huī nā .
73The father would be remembering Ganesh and the children would be remembering Hanuman and so those are many directions.
71Yahā̃ bāp sē bachchō̃ kō varsā miltā hai .
74Here, you children receive your inheritance from the Father.
72Aisē tō kiskō bhī bābā kah dētē haĩ .
75In fact, anyone can be called ‘Baba’.
73Gāndhī bhī bāpū thā nā - parantu sabkā bāp nahī̃ thā .
76Gandhiji was also Bapu, but he wasn't the father of everyone.
74Yah hai bēhad kā bāp .
77That One is the unlimited Father.
75Bāp ākar jañjīrō̃ sē chhuṛātē haĩ .
78The Father comes and liberates you from your chains.
76Bhakti key|kī bhī jañjīrē̃ haĩ .
79There are even chains of devotion.
77Yah samajhtē thōṛēhī hai ki ham patit haĩ .
80They don't understand that they are impure.
78Patitō̃ kō pāvan banānē vālā ēk bāp hai .
81Only the one Father makes impure ones pure.
79Tum ēk satya bāp kō māntē hō .
82You believe in the one true Father.
80Aur satsaṅg mē̃ jāō tō kōī manā nahī̃ karē̃gē .
83No one stops you when you go to other spiritual gatherings.
81Yahā̃ tō bilkul manā kī jātī hai . 82Jab tak bāp kō nahī̃ jānā hai tab tak class mē̃ nahī̃ baiṭh saktē kyōṅki jab tak yād nahī̃ tab tak lāyak nahī̃ .
84Here, you are absolutely forbidden: you cannot sit in class until you know the Father, because you are not worthy until you have that remembrance.
83Māyā nālāyak banā dētī hai .
85Maya makes you unworthy.
84Kahtē haĩ mujh nirguṇ hārē mē̃ kōī guṇ nāhī .
86It is said: I am without virtue; I have no virtues.
85Yah sab gātē haĩ . 86Gōyā sab patit haĩ .
87Everyone sings this, which means that everyone is impure.
87Brahmā viṣhṇu śhaṅkar kō bhī gālī dētē haĩ .
88They even insult Brahma, Vishnu and Shankar.
88Unhō̃ key|kī jaisī dr̥iṣhṭi vaisī sr̥iṣhṭi dikhāī paṛtī hai .
89As is their vision, so the world they see.
89Agar yahā̃ kōī baiṭhkar bhī aurō̃ kō yād kartā rahē tō vah vyabhichārī yād hō gaī nā .
90If someone sitting here continues to remember other beings, that is adulterated remembrance.
90Bhal yād pūrī rīti ṭhahartī nahī̃ hai kyōṅki māyā buddhiyōg tōṛ dētī hai . 91Phir bhī bāp tumhē̃ buddhiyōg lagānā sikhlātē haĩ .
91Although there isn't that firm remembrance because Maya breaks your intellect's yoga, the Father nevertheless teaches you how to connect your intellects in yoga to Him.
92Ant mē̃ tumhārī yād ṭhahar jāyēgī .
92At the end, your remembrance will become firm.
93Tab ant kē liē gāyan hai ki atīndriya sukh pūchhnā hō tō gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō .
93This is why it is remembered of the final moments, “If you want to know about supersensuous joy, ask the gopes and gopis.”
94Yah sansthā isliē vr̥iddhi kō nahī̃ pātī kyōṅki yahā̃ K|kē kāydē kaṛē haĩ .
94This institution isn't growing that much because the rules here are very strict.
95Jab tak bāp kō nahī̃ jānā hai tab tak class mē̃ baiṭh nahī̃ saktē kyōṅki yahā̃ avyabhichārī yād chāhiē .
95Until you know the Father, you cannot sit in class because there has to be unadulterated remembrance here.
96Kōī sachkhaṇḍ kā mālik nahī̃ banā saktā hai .
96No one else can make you into a master of the land of truth.
97Tum sachkhaṇḍ K|kē mālik bāp dvārā bantē hō .
97You are made into the masters of the land of truth by the Father.
98Ab tō jhūṭh khaṇḍ hai , kahtē haĩ nā - jhūṭhī kāyā , jhūṭhī māyā . . . ādhākalp aisē hī chaltā hai .
98It is now the land of falsehood. 99It is said: The body is false, Maya is false and the whole world is false. 100It continues like this for half a cycle.
99Samjhō bāp gyān mē̃ ātā hai tō rachnā kō bhī pāvan banānā paṛē .
101For instance, when a father comes onto the path of knowledge, he also has to make his creation become pure.
100Agar bachchē pavitra nahī̃ banē̃ tō kapūt ṭhaharē .
102If the children don't become pure, they are disobedient.
101Ghar mē̃ agar ēk pavitra banē , dūsrā na banē̃ tō jhagaṛā hō paṛtā hai isliē manuṣhyō̃ kā hr̥iday vidīraṇ hōtā hai .
103In a household, if one of them becomes pure but the other one doesn’t, there is fighting and quarrelling. 104This is why the hearts of people shrink.
102Yahā̃ suntē tō achchhā-achchhā kahtē haĩ parantu phir bāhar gayā tō phir vaisē hī ban paṛtē .
105When people listen to this here, they say that it is good but, as soon as they go outside, they become as they were before.
103Samajhtē haĩ - sannyāsī tō kahtē haĩ gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē pavitra hō nahī̃ saktē .
106They believe what the sannyasis say, that it is not possible to live at home with one’s family and still remain pure.
104Tō ham kaisē rah sakē̃gē .
107So, they ask how we can do that.
105Parantu yahā̃ tō pratigyā karnī paṛtī hai .
108However, here, you have to make a promise.
106Bachchē bhī kahtē haĩ ham pavitra banē̃gē .
109Even the children say that they will become pure.
107Ādhākalp tō hamnē pukārā hai ki sadgati dātā āō .
110For half a cycle, we have been calling out: O Bestower of Salvation, come!
108Tō ab vah āyē haĩ .
111So, He has now come.
109Tō ab unkī mānē̃gē yā bhalā kisī dūsrē key|kī mānē̃gē !
112Now, will you listen to Him or to someone else?
110Bāp kahtē haĩ agar nahī̃ mānē̃gē tō satyug mē̃ kaisē chal sakē̃gē .
113The Father says: If you don't listen to Me, how would you go to the golden age?
111Agar bāp kā bachchā nahī̃ tō kapūt ṭhaharē nā , phir ṭhahar nahī̃ sakē̃gē .
114If you are not a child of the Father, you are unworthy and you won't be able to stay here.
112Unkā rahnā muśhkil hō paṛēgā .
115It will be difficult for such a person to stay here.
113Hans aur bagulē hō gayē , ikaṭṭhē kaisē rah sakē̃gē .
116Since they are then like a swan and a stork, how can they live together?
114Achchhā kahā̃ strī pavitra bantī . 115Pati pavitra nahī̃ bantā tō strī pukārtī hai .
117Sometimes, the wife remains pure and the husband doesn't and so the wife calls out.
116Bāp kahtē haĩ bachchē , tumkō sahan karnā paṛēgā .
118The Father says: Children, you will have to tolerate a great deal.
117Achchhā jākar kām karō , bartan māñjō .
119OK, you can go out to work. 120Go and wash dishes!
118Rōṭī ṭukṛā hī tō chāhiē nā .
121All you want is a piece of chapatti.
119Vikār mē̃ jānē sē tō bartan māñjnā achchhā hai nā .
122It is better to wash dishes than to indulge in vice.
120Bachchī kō laukik bāp bhī asylum nahī̃ dētē haĩ .
123Even a physical father doesn't give asylum to his daughters.
121Vah bhī kahē̃gē hamnē tērā hāth isliē bāndhā hai , vikār mē̃ jānā paṛē .
124He would say: We have tied your hands to him for this and so you will have to indulge in vice.
122Parantu pārlaukik bāp kahtē haĩ dē dān tō chhūṭē grahaṇ .
125However, the parlokik Father says: Make a donation and the bad omens will be removed.
1235 vikārō̃ kā dān dō tō grahaṇ utarē . 124Chandramā muāphik 16 kalā sampūrṇ ban jāyēṅgē .
126Give the donation of the five vices so that the omens can be removed and you will then become 16 celestial degrees full, like the moon.
125Śhrīkr̥iṣhṇa 16 kalā sampūrṇ hai nā .
127Shri Krishna was 16 celestial degrees full.
126Abhī no|know kalā .
128Now, there are no degrees.
127Abhī tō sab patit haĩ .
129Now, all are impure.
128Kahtē haĩ nā - ham patit haĩ phir kahō ki tum narkvāsī hō , tō bigaṛtē haĩ .
130People say that they are impure, but if you then tell them that they are residents of hell, they become upset.
129Is samay yathā rājā tathā prajā sab patit haĩ .
131At this time, the king, queen and subjects are all impure.
130Satyug hai śhrēṣhṭhāchārī .
132The golden age is an elevated world.
131Satyug mē̃ kōī rōtā nahī̃ .
133No one cries in the golden age.
132Tō tumkō yahā̃ bhī rōnē kā hukm nahī̃ .
134Therefore, here, too, you have no right to cry.
133Rōtē hō gōyā avasthā key|kī kamī hai .
135When you cry, it means that something is lacking in your stage.
134Jab bāp 21 janmō̃ key|kī bādśhāhī dētē haĩ .
136Since the Father is giving you sovereignty for 21 births, what is the need to cry?
135Phir rōnē key|kī kyā darkār hai , parantu yah bhūl jātē hō .
137However, you forget this. 138This is a world of disease, a world in which people indulge in sensual pleasures.
136Yah rōgī duniyā hai , bhōgī duniyā hai . 137Satyug nirōgī , yōgī duniyā hai .
139The golden age is a world that is free from disease (nirogi) and a world of yogis.
138Yahā̃ tō bāp kō yād karnā hai .
140Here, you have to remember the Father.
139Yād nahī̃ kartē tō disservice kartē hō kyōṅki vāyumaṇḍal kharāb karē̃gē .
141If you don't remember Him, you are doing disservice because you then spoil the atmosphere.
140Yahā̃ tō sab haĩ hī patit .
142Here, all are impure.
141Tō patit kō dān karnē sē tō pāvan ban na sakē̃ .
143You cannot become pure by donating to the impure.
142Patit kō diyā tō vah kām hī patit karē̃gē .
144If you give something to impure ones, they will do something impure with it.
143Yahā̃ tō patitō̃ kā patitō̃ kē sāth vyavahār hai .
145Here, impure ones interact with impure ones.
144Vahā̃ tō pāvan kā pāvan kē sāth vyavahār hōgā .
146There, pure ones will interact with those who are pure.
145Vyabhichārī akṣhar tō burā hai nā .
147The word ‘adulterated’ is very bad.
146Pahlē bhakti bhī avyabhichārī thī . 147Śhiv key|kī hī pūjā kartē thē .
148At first, even devotion was unadulterated: they used to worship only Shiva.
148Pīchhē dēvtāō̃ key|kī bhakti śhurū key|kī , pīchhē rajōguṇī bhakti kahā jātā hai .
149Then, later, they began to worship the deity idols and devotion is then said to be rajoguni.
149Abhī tō manuṣhyō̃ key|kī pūjā karnē lag paṛē haĩ . 150Sannyāsiyō̃ K|kē charaṇ dhōkar pītē haĩ .
150People have now even started to worship human beings; they even wash the feet of sannyasis and drink that water.
151Manuṣhyō̃ key|kī pūjā kō bhūt pūjā kahā jātā hai arthāt 5 tatvō̃ K|kē banē huē śharīr key|kī pūjā .
151The worship of human beings is said to be the worship of the elements, that is, it is the worship of bodies made of the five elements.
152Samajhtē kuchh bhī nahī̃ .
152They don't understand anything.
153Tab kahā jātā hai andhē key|kī aulād andhē .
153This is why it is said that the children of the blind are blind.
154Tum hō sajjē key|kī aulād sajjē .
154You are the children of the One who can see and so you can all see.
155Tō vah andhērē mē̃ dhakkē khātē rahtē haĩ .
155Those people continue to stumble around in the darkness.
156Kahtē haĩ gurū brahmā , gurū viṣhṇu , gurū śhaṅkar . . . yah bhī kahnā wrong hai .
156It is said: Guru Brahma, Guru Vishnu, Guru Shankar. 157It is wrong to say this.
157Viṣhṇu tō hai satyug mē̃ rahnē vālā .
158Vishnu is the one who lives in the golden age.
158Vah tō apnī prālabdh bhōgtē haĩ .
159He experiences his own reward.
159Bākī hai brahmā gurū , vah bhī tab jab is tan mē̃ bāp āyē .
160Then, there is also Guru Brahma, but that is when the Father enters his body.
160Jab tak bāp nahī̃ ātē haĩ tab tak yah bhī kis kām K|kē .
161Until the Father comes, of what use is this one?
161Bēhad kā bāp kahtē haĩ jō mērī śhrīmat par chaltā hai vahī mērā sapūt bachchā hai .
162The unlimited Father says: My worthy children are the ones who follow My shrimat.
162Jaisē government ordinance nikāltī hai , aisē yah pāṇḍav government bhī ordinance nikāltī hai ki pavitra banē̃gē tō pavitra duniyā K|kē mālik banē̃gē .
163Just as the Government issues an ordinance, in the same way, this Pandava Government has also issued an ordinance: If you become pure you will become the masters of the pure world.
163Tō bāp kahtē haĩ ki dēh sahit dēh K|kē sab sambandh bhūl māmēkam yād karō , is śharīr sē buddhiyōg tuṛvātē haĩ aur ātmā key|kī paramātmā sē sagāī karātē haĩ .
164Therefore, the Father says: Forget your bodies including all bodily relations and constantly remember Me alone. 165He makes you break your intellects’ yoga away from those bodies and engages you soul to the Supreme Soul.
164Tō bāp kō yād karnā chāhiē aur śharīr sē bhī mamatva nikālnā hai .
166So you should remember the Father and also remove your attachment from bodies.
165Mōhjīt key|kī ēk kahānī hai nā , tō tumkō bhī mōhjīt bannā hai .
167There is the story of the king who conquered attachment, and so you also have to become conquerors of attachment.
166Yah hai yuddha kā maidān , is yuddha mē̃ jarā bhī gaphlat key|kī tō māyā hap kar lētī hai .
168This is a battlefield. 169If you make the slightest mistake in this battle, Maya will swallow you.
167Kahtē haĩ ki gaj kō grāh ( magarmachchh ) nē pakaṛā .
170It is said that the alligator caught the elephant.
168Kōī aisī bāt nahī̃ ki gaj arthāt hāthī kōī pānī mē̃ gayā , grāh nē pakaṛ liyā .
171It isn't that an elephant went into the water and the alligator caught it.
169Nahī̃ , yah yahā̃ key|kī bāt hai .
172No, this applies here to this time.
170Achchhē-achchhē mahārathī haĩ , bahutō̃ kō samjhātē bhī haĩ , centres bhī sambhāltē haĩ .
173There are very good maharathis who explain to many and also look after centres.
171Agar unhōnnē bhī jarā gaphlat key|kī tō māyā hap kar lētī hai .
174If they make the slightest mistake, Maya swallows them.
172Aisā hap kartī hai jō bāp K|kē saṅg sē hī bhagā lē jātī hai .
175She swallows them in such a way that she makes them run away from the Father's company.
173Purānī duniyā mē̃ chalē jātē haĩ isliē baṛī sambhāl rakhnī paṛtī hai kyōṅki māyā sē boxing hai .
176They then go into the old world. 177This is why you have to remain very cautious because it is boxing with Maya.
174Aur yah bilkul samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
178These matters have to be very clearly understood.
175Sirph sat-sat karnē key|kī bāt nahī̃ hai .
179It is not just a matter of saying, "It’s true, it’s true.”
176Sat-sat tō bhakti mārg mē̃ kartē haĩ ki phalānā nāk sē paidā huā , yah bhī sat , hanūmān pavan sē paidā huā , hā̃ jī satya .
180It is on the path of devotion that they say, It’s true, it’s true. 181So-and-so was born from a nose and that is true! 182Hanuman was the born from the wind, and that is true!”
177Vah tō sab haĩ bhakti mārg key|kī bātē̃ .
183All of those stories belong to the path of devotion.
178Yahā̃ tō gyān key|kī bātē̃ haĩ jō dhāraṇ karnā hai .
184Here, it is things of knowledge that you have to imbibe.
179Māyā sē yuddha karnī hai .
185You have to battle with Maya.
180Agar bāp kā bankar kōī pāp karma kiyā tō aur hī sau guṇā daṇḍ milēgā .
186If, after belonging to the Father, you perform any sinful action, there will be one hundred-fold punishment.
181Tō bābā bahut khabardār kartē haĩ .
187Therefore, Baba cautions you a great deal.
182Dēkhō , ab tō bāpdādā sammukh baiṭh paṛhā rahē haĩ .
188Look, BapDada is now sitting personally in front of you and teaching you.
183Ab yah thōḍēhī kahē̃gē hē bhagvān .
189This one would not now say: O God!
184Nahī̃ .
190No.
185Śhivbābā kā bachchā ēk brahmā hai phir brahmā sō viṣhṇu bantē haĩ .
191Brahma is the son of Shiv Baba and then, from Brahma, he becomes Vishnu.
186Achchhā !
192Achcha.
187Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
193To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
188Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
194The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
189Dhārṇā kē liē mukhya sār :
195Essence for dharna:
1901 ) chandramā samān 16 kalā sampann bannē kē liē 5 vikārō̃ kā pūrā dān dē grahaṇ sē mukt hō jānā hai .
196 1. In order to become 16 celestial degrees full like the moon, make a complete donation of the five vices and become liberated from bad omens.
1912 ) bāp kā bankar kōī pāp karma nahī̃ karnā hai .
197 2. After belonging to the Father, don't perform any sinful actions.
192Śharīr sē bhī mamatva nikāl mōhjīt ban jānā hai .
198Remove your attachment from bodies and become a conqueror of attachment.
Blessing
193Vardān : apnī śhrēṣhṭh dr̥iṣhṭi , vr̥itti dvārā sr̥iṣhṭi kā parivartan karnē vālē viśhva K|kē ādhārmūrt bhav
199Blessing: May you be an image of support for the world and transform the world with your elevated vision and attitude.
194Āp bachchē viśhva key|kī sarv ātmāō̃ K|kē ādhārmūrt hō .
200 You children are images of support for all the souls of the world.
195Āpkī śhrēṣhṭh vr̥itti sē viśhva kā vātāvaraṇ parivartan hō rahā hai , āpkī pavitra dr̥iṣhṭi sē viśhva key|kī ātmāyē̃ aur prakr̥iti dōnō̃ pavitra ban rahī haĩ .
201The atmosphere of the world is being transformed with your elevated attitude. 202The souls of the world as well as matter are all becoming pure through your pure vision.
196Āpkī dr̥iṣhṭi sē sr̥iṣhṭi badal rahī hai .
203The world is changing through your vision.
197Āpkē śhrēṣhṭh karmō sē śhrēṣhṭhāchārī duniyā ban rahī hai , aisī jimmēvārī kā tāj pahannē vālē āp bachchē hī bhaviṣhya K|kē tājdhārī bantē hō .
204This world is becoming an elevated world through your elevated actions. 205Only you children wear a crown of such responsibility and become crowned in the future.
Slogan
198Slōgan : nyārē aur adhikārī bankar karma karō tō kōī bhī bandhan apnē bandhan mē̃ bāndh nahī̃ saktā .
206Slogan: Perform actions while detached and with right and no bond will be able to bind you.
207*** Om Shanti ***