गुरुवार 13 अक्टूबर 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
013-10-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 13/10/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - ab tumhārī dil mē̃ khuśhī key|kī śhahnāī bajnī chāhiē kyōṅki bāp āyē haĩ hāth mē̃ hāth dēkar sāth lē jānē , ab tumhārē sukh K|kē din āyē ki āyē ' '
1Essence: Sweet children, bugles (shehnai - musical instrument specially played on happy occasions) of happiness should now play in your hearts because the Father has come to put His hand in your hands and take you back with Him. 2Your days of happiness are now about to come.
Question
2Praśhna : abhī nayē jhāṛ kā kalam lag rahā hai isliē kaun see|sī|C khabardārī avaśhya rakhnī hai ?
3Question: Now that the sapling of the new tree is being planted, what should you definitely be cautious about?
Answer
3Uttar : nayē jhāṛ kō tūphān bahut lagtē haĩ .
4Answer: Many storms come to a new tree. 5Such storms come that all the flowers and fruit fall. 6Here, too, the sapling of the new tree that is being planted will be shaken with great force by Maya.
4Aisē-aisē tūphān ātē haĩ jō sab fool|phūl phal ādi gir jātē haĩ .
7Many storms will come. 8Maya will make your intellects have doubts.
5Yahā̃ bhī tumhārē nayē jhāṛ kā jō kalam lag rahā hai usē bhī māyā jōr sē hilāyēgī . 6Anēk tūphān āyēṅgē .
9If there isn’t remembrance of the Father in your intellect, you wilt and fall.
7Māyā sanśhaybuddhi banā dēgī . 8Buddhi mē̃ bāp kī yād nahī̃ hōgī tō murjhā jāyēṅgē , gir bhī paṛē̃gē isliē bābā kahtē bachchē māyā sē bachnē kē liē mukh mē̃ muhalarā ḍāl dō arthāt dhandhā ādi bhal karō lēkin buddhi sē bāp kō yād kartē rahō .
10This is why Baba says: Children, in order to be safe from Maya, put a bead in your mouth, that is, do your business etc., but continue to remember the Father in your intellect.
9Yahī hai mēhnat .
11This requires effort.
Song
10Gīt : ōm namō śhivāē …
12Song: Salutations to Shiva.
Murli
11Ōm śhānti .
13Om shanti.
12Tum bachchō̃ kō achchhī tarah niśhchay hō gayā hai ki bābā ākar naī duniyā rachtē haĩ jō ham patit haĩ unkō pāvan banānē .
14You children have great faith that Baba comes to make the world new and to purify us who are impure.
13Aisē nahī̃ ki sr̥iṣhṭi hai nahī̃ aur bāp ākar rachtē haĩ .
15It isn’t that the world doesn’t exist and that the Father comes and creates it.
14Bāp kō bulātē haĩ ki ham jō patit haĩ unkō ākar pāvan banāō .
16You call out to the Father to come and purify you all because you are impure.
15Duniyā tō hai hī .
17The world exists anyway.
16Bākī purānī kō naī kartē haĩ .
18He makes the old world new.
17Yah gyān manuṣhyō̃ kē liē hai , jānvarō̃ kē liē nahī̃ hai kyōṅki manuṣhya paṛhkar martabā pātē haĩ .
19This knowledge is for human beings, not for animals, because human beings study and claim a status.
18Abhī jō duḥkh dēnē key|kī sāmagrī hai , ismē̃ sab ā gayē - dēh , dēh K|kē dharm ādi .
20Now, the paraphernalia that causes sorrow includes everything –bodies, bodily religions etc.
19Tō bāp is duḥkh key|kī sāmagrī kō sukh kā banātē haĩ tab bāp nē kahā hai maĩ duḥkhdhām kō sukhdhām banātā hū̃ , maĩ hū̃ hī duḥkhhartā sukhkartā .
21The Father changes this paraphernalia of sorrow into happiness and that is why the Father has said: I make this land of sorrow into the land of happiness. 22I am the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
20Ab tumhārē andar śhahnāī bajnī chāhiē ki hamārē sukh K|kē din sāmnē ā rahē haĩ .
23Bugles of happiness should now play inside you because your days of happiness are coming in front of you.
21Jāntē hō ki bāp kalp kē bād miltē haĩ aur kōī aisē kiskē liē nahī̃ kahtē .
24You know that you meet the Father after a cycle. 25No one can say this of anyone else.
22Bhagvān ātē hī haĩ bhaktō̃ key|kī sadgati karnē .
26God comes to grant salvation to the devotees.
23Apnē sāth hāth mē̃ hāth dēkar lē chaltā hū̃ .
27I put My hand in your hands and take you back with Me.
24Aisē nahī̃ ki sukhdhām mē̃ jākar tumkō chhōṛtā hū̃ .
28It isn’t that I take you to the land of happiness and leave you.
25Nahī̃ , is samay K|kē purūṣhārth anusār āpēhī jākar prālabdh bhōgtē hō .
29No, according to the efforts you make at this time, you automatically go and experience your reward there.
26Jitnā jō aurō̃ kō samjhātē haĩ utnā unkō drama pakkā hō jātā hai .
30The more you explain to others, the more the drama continues to become firm for them.
27Manuṣhya kōī drama dēkhkar ātē haĩ tō kuchh din tak pakkā hō jātā hai .
31When people have seen a drama (film), it remains very clear for them for a few days.
28Tō tumkō yah bhī pakkā hō jātā hai kyōṅki yah bēhad kā drama hai .
32So, this too becomes firm for you because this is an unlimited drama.
29Satyug sē lēkar is samay tak drama buddhi mē̃ hai .
33You have the drama from the golden age until this time in your intellects.
30Centre par ātē haĩ tō sāvadhānī miltī hai . 31Tō yah yād ā jātā hai .
34When you go to the centres, you are cautioned and so you remember this.
32Yahā̃ bhī baiṭhē hō tō yād hai . 33Sr̥iṣhṭi tō bēhad kā drama hai .
35Even while you are sitting here, you remember that the world is an unlimited drama.
34Parantu hai second kā kām .
36However, this is a matter of just a second.
35Samjhātē haĩ tō jhaṭ drama buddhi mē̃ ā jātā hai .
37When it is explained, this drama quickly enters your intellects.
36Jāntē haĩ ki kaun-kaun ākar dharm sthāpan kartē haĩ .
38You know who comes and establishes the dharma (religion).
37Mūlvatan kō yād karnā bhī second kā kām hai .
39To remember the incorporeal world is also a matter of just a second.
38Dūsrā number hai sūkṣhmavatan .
40The second number is the subtle region.
39Tō vahā̃ bhī kōī baṛī bāt nahī̃ hai kyōṅki vahā̃ bhī sirph brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar dikhāyā hai .
41There, too, it is not a big thing because only Brahma, Vishnu and Shankar are shown there.
40Vah bhī jhaṭ buddhi mē̃ ā jātā hai .
42That also quickly enters your intellects.
41Phir hai sthūlvatan .
43Then, there is the physical world.
42Ismē̃ 4 yugō̃ kā chakra ā jātā hai .
44The cycle of four ages is included in that.
43Yah hai bāp key|kī rachnā , aisē nahī̃ ki sirph tum svarg kō yād kartē hō .
45This is the Father’s creation. 46It isn’t that you only remember heaven; no.
44Nahī̃ , svarg sē lēkar kaliyug ant tak kā tumhārī buddhi mē̃ rāz hai tō tumkō aurō̃ kō bhī samjhānā hai .
47Your intellects have the secrets of the drama from heaven until the end of the iron age. 48Therefore, you have to explain to others.
45Yah jhāḍ aur gōlē ( sr̥iṣhṭi chakra ) kā chitra sabkē ghar mē̃ rahnā chāhiē . 46Jō kōī āvē unkō baiṭh samjhānā chāhiē .
49All of you should have these pictures of the tree and the cycle in your homes and you should then explain to anyone who comes.
47Merciful aur mahādānī bannā hai iskō avināśhī gyān ratna kahā jātā hai .
50You have to become merciful and great donors. 51These are called the imperishable jewels of knowledge.
48Is samay tum bhaviṣhya kē liē dhanvān banō .
52It is at this time that you become wealthy for the future.
49Bāp samjhātē haĩ bachchē ab tak tumnē jō kuchh paṛhā aur sunā hai un sabkō bhūl jāō .
53The Father Himself now says: Forget everything you have studied and heard until now.
50Manuṣhya marnē samay sab kuchh bhūl jātē haĩ nā .
54When a person dies, he forgets everything.
51Tō yahā̃ bhī tum jītē jī martē hō .
55So, here, too, you die alive.
52Tō bāp kahtē haĩ maĩ naī duniyā kē liē jō bātē̃ sunātā hū̃ vahī yād karō . 53Abhī ham amarlōk mē̃ jātē haĩ aur amarnāth dvārā amarkathā sun rahē hai .
56The Father says: Only remember whatever I tell you about the new world. 57We are now to go to the land of immortality and are listening to the story of immortality from the Lord of Immortality.
54Kōī pūchhtē haĩ mr̥ityulōk kab śhurū hōtā hai ? 55Bōlō , jab rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai .
58When someone asks you when the land of death begins, tell him it begins when Ravan’s kingdom begins.
56Amarlōk kab śhurū hōtā hai ?
59When does the land of immortality begin?
57Jab rāmrājya śhurū hōtā hai .
60It begins when the kingdom of Rama begins.
58Bhakti key|kī sāmagrī tō aisē phailī hai jaisē jhāṛ phailā huā hō .
61The paraphernalia of devotion has spread just as a tree spreads.
59Ab nayē jhāṛ kā kalam lag rahā hai tō aisē jhāṛ kō māyā K|kē tūphān dēkhō kitnē lagtē haĩ .
62The sapling of the new tree is now being planted. 63Therefore, just see how such a new tree experiences so many storms of Maya.
60Jab tūphān lagtā hai tō bagīchē mē̃ jākar dēkhō kitnē phal fool|phūl girē huē hōtē haĩ .
64When a storm come, go into the garden and see how many flowers and fruit have fallen.
61Thōṛē bach jātē haĩ .
65A few remain safe.
62Yahā̃ bhī aisē hai ki māyā K|kē tūphān ānē sē aur bābā key|kī yād na rahnē sē murjhā jātē haĩ . 63Kōī tō gir paṛtē haĩ .
66It is the same here; when there are storms of Maya, you wilt because of not staying in remembrance of Baba; some just fall.
64Hātamtāī kā khēl hai nā ki mukh mē̃ muhalarā ḍāltē thē .
67There is the game of ‘Hatamtai’ in which they put a bead in their mouths.
65Agar buddhi mē̃ bābā yād hō tō māyā kā asar nahī̃ hōtā hai .
68If you keep Baba in your intellects, you won’t be affected by Maya.
66Bābā yah thōṛēhī kahtē haĩ ki dhandhā ādi na karō .
69Baba doesn’t tell you not to do any business etc.
67Dhandhā ādi kartē bāp kō yād karō - ismē̃ mēhnat hai .
70While doing your business, remember the Father. 71This requires effort.
68Rājāī lēnā , kōī cum|kam bāt hai kyā !
72It is not a small thing to claim a kingdom!
69Kōī had key|kī rājāī lētē haĩ tō bhī kitnī mēhnat karnī paṛtī hai .
73When someone claims a limited kingdom, he has to make so much effort.
70Yah tō satyug key|kī rājāī lētē hō .
74However, here, you are claiming a kingdom of the golden age.
71Mēhnat jarūr karnī paṛē .
75Therefore, you surely have to make effort.
72Paramātmā kō gyān kā sāgar kahā jātā hai , jānī jānanhār nahī̃ .
76God is called the Ocean of Knowledge, not Janijananhar (One who knows everything inside each one).
73Jānī-jānanahār mānā thought reader , yānī andar kō jānnē vālā .
77Janijananhar means a thought reader, that is, someone who knows what is inside each of you.
74Vāstav mē̃ yah bhī ēk riddhi-siddhi hai , ussē prāpti kuchh nahī̃ .
78In fact, that too is an occult power. 79There is no attainment from that.
75Agar ulṭā bhī laṭak jāyē̃ tō bhī prāpti kuchh nahī̃ .
80If you are dangling upside-down, there is no attainment in that either.
76Ājkal tō āg sē bhī pār kartē haĩ .
81Nowadays, people even walk on fire.
77Ēk sannyāsī thā usnē āg sē pār kiyā .
82There was a sannyasi who walked on fire.
78Sunā hai sītā nē āg sē pār kiyā tō yah bhī āg sē pār kartē haĩ .
83They heard that Sita had to go through fire and so they also do that.
79Ab yah sab dant kathāyē̃ haĩ .
84All of those are tall stories.
80Vah kah dētē śhāstra anādi haĩ .
85They say that the scriptures are eternal.
81Kab sē ?
86Since when?
82Tārīkh tō kōī hai nahī̃ .
87There is no date for them.
83Dūsrē dharmō̃ key|kī tārīkh hai , ussē hisāb lagāyā jā saktā hai .
88There are dates for all the other religions and you can make those calculations.
84Jaisē kahtē haĩ Christ K|kē 3000 varṣh pahlē bhārat heaven thā .
89For instance, they say that 3000 years before Christ, Bharat was heaven.
85Parantu heaven mē̃ kyā thā , yah nahī̃ jāntē .
90However, they don’t know what existed in heaven.
86Jhāṛ kā rāz tumhārī buddhi mē̃ hai .
91You have the secrets of the tree in your intellects.
87Tum varṇan kar saktē hō ki is vr̥ikṣha kā foundation kaisē lagā , phir kaisē vr̥iddhi kō pāyā .
92You can speak about how the foundation of this tree was laid and how it then grew.
88Jab flower vase ( phūldān ) banātē haĩ , tō ūpar mē̃ fool|phūl banātē haĩ .
93When a flower vase is arranged, the flowers are placed at the top.
89Yah bhī aisē hai .
94It is the same here.
90Pahlē dēvī-dēvtā dharm kā tanā thā . 91Pīchhē yah sab dharm tanē sē nikaltē haĩ arthāt unkī prajā kā flower dikhātē haĩ .
95First of all, there is the trunk of the deity religion and then all the religions emerge from the trunk, that is, they show the flowers of their people.
92Ab vichār karō har ēk dharm jab ātā hai tō phūlō̃ kā bagīchā thā .
96Just think about it: when each religion come into existence, it is a garden of flowers.
93Girtī kalā pīchhē ātī hai arthāt pahlē golden , silver , copper ab iron mē̃ haĩ . 94Paṛhāī tumhārī buddhi mē̃ hōnī chāhiē .
97The stage of falling comes later; that is, there is first the golden, then the silver, then the copper and now you are in the iron age.
95Knowledgeful bāp baiṭh vr̥ikṣha aur drama kā full knowledge dētē haĩ . 96Is kāraṇ paramātmā kō gyān kā sāgar , bījrūp kahā jātā hai .
98You should have this study in your intellects. 99The knowledge-full Father sits here and gives you the full knowledge of the tree and the drama.
97Yah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai jō ūpar mē̃ rahtā hai .
100That is why God is called the Ocean of Knowledge and the Seed.
98Jō incorporeal world ātmāō̃ kī hai , unkō brahmāṇḍ , brahm lōk kahtē haĩ .
101He is the Seed of the human world tree and He resides up above.
99Jahā̃ ātmāyē̃ aṇḍē misal rahtī haĩ . 100Sākṣhātkār bhī kartē haĩ ātmā bindī rūp hai .
102The incorporeal world of souls is called Brahmand, brahm lok, where egg-shaped souls live.
101Jaisē firefly ( jugnū ) jab ikaṭṭhē uṛtē haĩ tō jagmag hōtī hai , parantu vah light cum|kam hai .
103You even have visions of a soul in the form of a point. 104When fireflies all fly together they sparkle, but that light is still less.
102Tō ātmāyē̃ bhī ikaṭṭhī uṛē̃gī .
105So, souls will also all fly together.
103Is chhōṭī see|sī|C bindī mē̃ 84 janmō̃ kā part bharā huā hai .
106Such a tiny point has a part of 84 births recorded within him.
104Bābā tumkō sārē drama kā sākṣhātkār karātē haĩ . 105Jis drama K|kē andar ātmā actor hai aur actors kō is drama kā patā nahī̃ hai .
107Baba gives you a vision of the whole drama in which souls are actors, yet the actors don’t know about this drama.
106Tumkō yād karnā hai ēk bābā kō , dūsrā knowledge kō .
108You first have to remember Baba and then the knowledge.
107Gyān tō second kā bahut simple hai .
109The knowledge is for a second and very simple.
108Parantu gyān śhurū kab sē huā , vistār karnā paṛtā hai kyōṅki bhūl jātā hai .
110However, when did it begin? 111Because you forget, you have to go into expansion.
109Māyā K|kē vighna bhī paṛtē haĩ .
112There are many obstacles of Maya.
110Śhārīrik bīmārī ā jātī hai .
113There is even physical illness.
111Āgē kabhī bukhār nahī̃ huā hōgā , gyān mē̃ ānē kē bād bukhār hō jātā hai tō sanśhay paṛ jātā hai ki gyān mē̃ tō bandhan khalās hōnē chāhiē .
114Previously, you would never have had fever but if, after coming into knowledge, you have a fever, you develop doubts, because you think that, after coming into knowledge, all your bondages should end.
112Parantu bābā tō kah dētē yah bīmārī aur āyēṅgī , hisāb-kitāb bhī chuktū karnā hai .
115However, Baba says: These illnesses will come even more strongly. 116You have to settle your karmic accounts.
113Bhakti mē̃ manuṣhya 9 ratnō̃ key|kī aṅgūṭhī pahantē haĩ .
117People in devotion wear a ring of nine jewels.
114Bīch mē̃ valuable ratna lagātē haĩ . 115Ājūbājū cum|kam kīmat vālē .
118They have a valuable jewel in the centre and around it less valuable jewels.
116Kōī ratna hajār vālā hōtā hai , kōī 100 vālā . . . . . . bābā kahtē haĩ ki yah hīrē jaisī amūlya jīvan hai .
119Some jewels cost 1000 rupees and others cost 100. Baba says: This life of yours is as valuable as a diamond.
117Tō sūryavanśhī mē̃ janma lēnā chāhiē .
120Therefore, you should take birth in the sun dynasty.
118Satyug kā mahārājā , mahārānī aur trētā K|kē ant kā rājā rānī kitnā fark hōgā .
121There will be so much difference between the empress and emperor of the golden age and the kings and queens at the end of the silver age.
119Yah drama key|kī kahānī aurō̃ kō bhī samjhānī hai . 120Āō tō ham āpkō samjhāyē̃ ki 5 hajār varṣh pahlē ēk bahut achchhā dēvtāō̃ kā rājya thā .
122You also have to explain this story of the drama to others: “Come inside and we will explain to you how 5000 years ago there was a beautiful kingdom of deities.
121Unhōnnē yah pad kaisē pāyā !
123How did they attain their status?
122Lakṣhmī-nārāyaṇ jō satyug key|kī rājāī lētē haĩ , unhō̃ K|kē 84 janmō̃ key|kī history-geography sunāyē̃ .
124We will tell you the story of the history and geography of the 84 births of Lakshmi and Narayan and how they ruled the kingdom in the golden age.”
123Aisē-aisē temptation ( pralōbhan ) dēkar unhō̃ kō andar lē ānā chāhiē .
125You should offer such temptation to people and bring them inside.
124Second key|kī kahānī hai . 125Parantu hai padamō̃ key|kī .
126It is a story of just a second, but it is worth multimillions.
126Kahā̃ bhī tum jā saktē hō .
127You can go anywhere.
127College mē̃ , university mē̃ , hospital mē̃ jāō tō kahnā chāhiē ki tum kitnā bīmār paṛtē hō .
128Go to colleges, universities and hospitals and tell them: “You fall ill so much.
128Ham āpkō aisī davāī dēgē jō 21 janm bīmār hī nahī̃ paṛē̃gē .
129We will give you such medicine that you will not fall ill for 21 births.
129Āpnē sunā hai ki paramātmā nē kahā hai manmanābhav .
130You must have heard that God said: Manmanabhav!
130Tum bāp kō yād karē̃gē tō vikarma vināśh hōṅgē aur kōī nayē vikarma hōṅgē hī nahī̃ .
131If you remember the Father, your sins will be absolved and you will not commit any further sins.
131Tum ever healthy , wealthy ban jāyēṅgē .
132You will then become ever healthy and wealthy.
132Āō tō ham parampitā paramātmā key|kī biography batāyē̃ .
133Come and we will tell you the biography of the Supreme Father, the Supreme Soul.
133Paramātmā kō sarvavyāpī kahnā kōī yah biography thōṛēhī hai .
134To say that God is omnipresent is not His biography.”
134Aisē-aisē samjhānā chāhiē .
135You should explain in this way. 136Achcha.
135Achchhā - āj tō bhōg hai .
137Today is the day for offering bhog.
136Gīt : dhartī kō ākāśh pukārē . . . iskō kahā jātā hai purānī jhūṭhī duniyā .
138(Song: The sky calls out to the earth). 139This world is called old and false.
137Iskō raurav nark kahā jātā hai .
140It is called the extreme depths of hell.
138Gīt bhī achchhā hai ki ānā hī hōgā , prēm key|kī duniyā mē̃ .
141The song is also good in that it says: He has to come here, into this world of love.
139Sūkṣhmavatan mē̃ bhī prēm hai nā .
142There is also love in the subtle region.
140Dēkhō , dhyān mē̃ khuśhī-khuśhī jātē haĩ .
143People go into trance in great happiness.
141Satyug mē̃ bhī sukh hai , yahā̃ tō kuchh nahī̃ hai .
144In the golden age, there is happiness. 145Here, there is nothing.
142Tō is duniyā sē vairāgya ānā chāhiē .
146Therefore, you should have disinterest in this old world.
143Sannyāsiyō̃ kā tō hai had kā vairāgya . 144Tumhārā tō hai bēhad kā vairāgya .
147Sannyasis have limited disinterest, whereas your disinterest is unlimited.
145Tumhē̃ tō sārī duniyā kō bhulānā hai .
148You have to forget the whole world.
146Bābā nē bāmbē mē̃ ēk patra likhā thā .
149Baba wrote a letter to Bombay.
147Bābā sirph bāmbē vālō̃ kō hī nahī̃ kahtē parantu sab centres vālō̃ kē liē bābā key|kī rāy nikaltī hai .
150Baba doesn’t just tell the children of Bombay, but Baba advises the children at all the centres.
148Tumkō bhāṣhaṇ karnā hōtā hai subah aur śhām kō .
151You have to give lectures in the mornings and evenings.
149Tō har ēk śhahar mē̃ baṛē-baṛē hall|hāl tō hōtē hī haĩ aur bahutō̃ K|kē mitr-sambandhī bhī hōtē haĩ , tō advertise karnī hai ki hamkō parampitā paramātmā kā parichay dēnā hai . 150Tāki sabhī paramātmā sē apnā birthright lē sakē̃ .
152In every city they have big halls, and many of you have friends and relatives. 153Therefore, you have to advertise that you want to give the introduction of the Supreme Father, the Supreme Soul, so that everyone can claim their birthright from God.
151Hamkō sirph ḍēṛh ghaṇṭā subah , ḍēṛh ghaṇṭā śhām kē liē hall|hāl chāhiē .
154We want the hall for only an hour and a half in the morning and an hour and a half in the evening.
152Kōī haṅgāmā nahī̃ hōgā , bājā-gājā nahī̃ .
155We won’t make any trouble. 156There won’t be any bands or harmoniums etc.
153Tō kōī vājib kirāyē par dēvē tō ham lē saktē haĩ .
157If anyone were to offer this, we could rent it.
154Area kō bhī dēkhnā hai , ghar kō bhī dēkhnā hai ki achchhā hai .
158You also have to look at the area. 159You have to see that the building is good too.
155Achchhā ādmī hōgā tō achchhē jigyāsuō̃ kō lēkar āyēgā .
160A good person would bring good seekers with him.
156Aisē-aisē 4-5 jagah bhāṣhaṇ karnā chāhiē .
161You should hold lectures in four or five such places.
157Baṛē-baṛē śhaharō̃ mē̃ agar first floor na milē tō second floor , nahī̃ tō lāchārī hālat mē̃ third floor bhī lē saktē hō .
162In big cities, if you can’t get the first floor, take the second floor. 163Otherwise, in desperate circumstances, you can also take the third floor.
158Aisē hī gānv-gānv mē̃ bhī .
164Do the same in villages.
159Jaisā gānv hō . 160Bhalē kōī chhōṭā makān hō .
165According to the village, it may even be a small building.
161Pūrā makān tō chāhiē nahī̃ . 162Sirph 3 pair pr̥ithvī chāhiē .
166You don’t need a whole building; you just need three feet of land.
163Sabkō apnē sambandhiyō̃ sē bāt kartē rahnā chāhiē tō kōī na kōī dē dēgē .
167All of you should continue to speak to your relatives and someone or other will offer this to you.
164Tō aisē centres khōltē rahnā chāhiē .
168So, continue to open centres in this way.
165Kōī tō kirāyā bhī nahī̃ lē̃gē .
169Some won’t even take rent from you.
166Aur kōī lētē-lētē agar tīr lag gayā tō vah bhī lēnā band kar dēgē .
170While taking rent from you, if they are shot by an arrow, they would stop taking anything from you.
167Jō viśhālbuddhi hōṅgē vah achchhā samajhkar dhāraṇ karē̃gē .
171Those who have broad intellects will be able to understand and imbibe this very well.
168Jinkī viśhālbuddhi hai , unkō mahārathī kahā jātā hai . 169Vah tō ēk dō K|kē pichhāṛī centres khōltē jāyēṅgē .
172Those who have broad intellects are called maharathis: they will continue to open centres, one after another.
170Bachchē jāntē haĩ ki ham apnā rājya śhrīmat par gupta hī gupta sthāpan kar rahē haĩ .
173You children know that you are establishing your kingdom in an incognito way by following shrimat. 174No one else can know how you are establishing it.
171Aur kōī jān nahī̃ saktē ki kaisē sthāpan kartē haĩ ?
175You simply have to remain pure. 176Baba has said: Maya has caused you sorrow.
172Bas pavitra rahnā hai .
177Therefore, let go of her.
173Tō bābā nē kahā hai ki māyā nē duḥkh diyā hai , iskō chhōṛō .
178Become those who conquer Maya and thereby become conquerors of the world.
174Māyā jītē jagat-jīt banō .
179It is not a question of conquering your minds.
175Man kō jītnē key|kī bāt nahī̃ .
180Minds stay peaceful in the land of peace.
176Man tō śhānt , śhāntidhām mē̃ rahtā hai .
181Here, you have bodies and so they cannot stay quiet.
177Yahā̃ śharīr hai tō śhānt rah na sakē .
182So the supreme abode is the land of peace.
178Tō śhānti-dhām hai paramdhām . 179Yahā̃ samjhānī miltī hai tō chintan bhī chaltā rahē . 180Vahā̃ centre par āyā , kathā sunī aur dhandhē mē̃ lag gayē khalās .
183Here, (in Madhuban) you are given an explanation and so you think about it. 184There, someone would to go a centre, listen to the talk and then become busy in his work and everything would end.
181Yahā̃ tājā-tājā rahtā hai isliē bachchē refresh hōnē kē liē ātē haĩ .
185Here, everything stays fresh and this is why you children come here to be refreshed.
182Duniyā vālō̃ key|kī buddhi mē̃ nahī̃ rahtā ki bhārat paramātmā kā birth place ( janm-sthān ) hai .
186It doesn’t remain in the intellects of people of the world that Bharat is the birthplace of God.
183Yahā̃ sunnē sē tumkō naśhā rahtā hai ki ham śharīr chhōṛ amarlōk mē̃ jāyēṅgē .
187Here, when you hear that you will shed your bodies and go to the land of immortality you become intoxicated.
184Satyug mē̃ yah nahī̃ hōgā ki phalānā mar gayā .
188In the golden age, you won’t say that so-and-so has died; no.
185Nahī̃ , jab purānā chōlā chhōṛē̃gē , nayā lē̃gē tō khuśhī hōgī nā .
189When someone sheds an old costume, he takes a new one and stays happy.
186Bājā bajēgā .
190Bands will play.
187Achchhā !
191Achcha.
188Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
192To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
189Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
193The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
190Dhārṇā kē liē mukhya sār :
194Essence for dharna:
1911 ) is bēhad key|kī duniyā sē vairāgya rakh isē buddhi sē bhūlnā hai .
195 1. Have disinterest in this unlimited world and remove it from your intellect.
192Avināśhī gyān ratna dhāraṇ kar bhaviṣhya kē liē dhanvān bannā hai .
196Imbibe the imperishable jewels of knowledge and become wealthy for the future.
1932 ) naī duniyā kē liē bāp jō bātē̃ sunātē haĩ vah yād rakhnī hai .
197 2. Only remember things of the new world that the Father tells you.
194Bākī sab paṛhā huā bhūl jānā hai , aisā jītē jī marnā hai .
198Forget everything else you have studied. 199Die alive in this way.
Blessing
195Vardān : kalyāṇkārī yug mē̃ svayã kā aur sarv kā kalyāṇ karnē vālē prakr̥itijīt , māyājīt bhav
200Blessing: May you be a conqueror of matter and a conqueror of Maya and bring benefit to yourself and everyone else in this benevolent age.
196Is kalyāṇkārī yug mē̃ , kalyāṇkārī bāp K|kē sāth-sāth āp bachchē bhī kalyāṇkārī hō .
201 In this benevolent age, you children are also benevolent with the Benevolent Father.
197Āpkī challenge hai ki ham viśhva parivartak haĩ .
202Your challenge is: We are world transformers.
198Duniyā vālō̃ kō sirph vināśh dikhāī dētā isliē samajhtē haĩ - yah akalyāṇ kā samay hai lēkin āpkē sāmnē vināśh kē sāth sthāpanā bhī spaṣhṭ hai aur man mē̃ yahī śhubh bhāvnā hai ki ab sarv kā kalyāṇ hō .
203People of the world can only see destruction and this is why they think that this is a time of non-benevolence. 204However, together with destruction, you also see establishment clearly in front of you, and so you have the good wishes in your mind of bringing benefit to everyone.
199Manuṣhyātmāyē̃ tō kyā prakr̥iti kā bhī kalyāṇ karnē vālē hī prakr̥itijīt , māyājīt kahlātē haĩ , unkē liē prakr̥iti sukhdāī ban jātī hai .
205Let alone being benevolent to human souls, you are also benevolent to matter and so you are called conquerors of matter and conquerors of Maya. 206Matter becomes a bestower of happiness for you.
Slogan
200Slōgan : nyārē-pyārē hōkar karma karnē vālē hī saṅkalpō̃ par second mē̃ fullstop lagā saktē haĩ .
207Slogan: Only those who act while detached and loving are able to put a full stop to their thoughts in a second.
208*** Om Shanti ***