शुक्रवार 28 अक्टूबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

028-10-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban 1 «  mīṭhē bachchē - bhōlānāth bāp ēk hai jō tumhārī jhōlī gyān ratnō̃ sē bhartē haĩ , vahī kalpa vr̥ikṣha kā bījrūp hai , unkī bhēṇṭ aur kissē kar nahī̃ saktē ' ' 2Praśhna  : bahut bachchē bāp kō bhī ṭhagnē key|kī kōśhiśh kartē haĩ , kaisē aur kyō̃  ? 3Uttar  : bāp kō yathārth na pahchānnē K|kē kāraṇ bhūl karkē bhī chhipātē haĩ , sach nahī̃ batātē haĩ , sabhā mē̃ chhipkar baiṭh jātē haĩ .

0 28/10/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

4Unhē̃ patā hī nahī̃ ki dharmarāj bābā sab kuchh jāntā hai . 5Yah bhī sajāō̃ kō cum|kam karnē key|kī yukti hai ki sachchē bābā kō sach sunāō .

1Essence: Sweet children, the Father, the Innocent Lord, is the only One who fills your aprons with jewels of knowledge. 2He alone is the Seed of the kalpa tree.

6Gīt  : bhōlēnāth sē nirālā …

3He cannot be compared to anyone else. 4Question: How and why do many children try to deceive the Father? 5Answer: Because of not recognising the Father accurately, they make mistakes and then hide them.

7Ōm śhānti .

6They don’t tell Baba the truth.

8Bachchē samajh gayē haĩ ki bhōlānāth sadā śhiv kō kahā jātā hai .

7They secretly sit in the gathering. 8They don’t realize that Dharamraj Baba knows everything.

9Śhiv bhōlā bhaṇḍārī . 10Śhaṅkar kō bhōlānāth nahī̃ kahē̃gē .

9To tell the true Baba the truth is also a way to reduce punishment.

11Na aur kōī kō gyān sāgar kah saktē haĩ . 12Bāp kahtē haĩ maĩ hī ākar bachchō̃ kō ādi-madhy-ant key|kī knowledge athavā gyān sunātā hū̃ . 13Tō ēk hī gyān kā sāgar ṭhaharā|ṭhahrā , na śhaṅkar , na avyakt brahmā . 14Avyakt brahmā tō sūkṣhmavatan mē̃ rahtā hai .

10Song: No one is unique like the Innocent Lord.

15Bahut is bāt mē̃ mūñjhtē haĩ ki dādā kō bhagvān brahmā kyō̃ kahtē haĩ  ?

11Om shanti. 12You children have understood that Shiva is always called the Innocent Lord, Shiva, the Innocent Treasurer.

16Lēkin avyakt brahmā kō bhī bhagvān nahī̃ kah saktē .

13Shankar cannot be called the Innocent Lord nor can anyone else be called the Ocean of Knowledge.

17Ab bāp samjhātē haĩ ki maĩ hī tumhārā pārlaukik pitā hū̃ .

14The Father says: I alone come and give you children knowledge of the beginning, the middle and the end.

18Parlōk na svarg kō , na nark kō kahē̃gē .

15So, there is only the One who is the Ocean of Knowledge.

19Parlōk hai parē tē parē lōk , jahā̃ ātmāyē̃ nivās kartī haĩ isliē unkō kahtē haĩ parampriya pārlaukik parampitā kyōṅki vah parlōk mē̃ rahnē vālē haĩ .

16It is neither Shankar nor avyakt Brahma. 17Avyakt Brahma resides in the subtle region. 18Many are confused about why Dada is called God Brahma. 19However, even avyakt Brahma cannot be called God.

20Bhakti-mārg vālē bhī prārthanā karē̃gē tō āṅkhē ūpar jarūr jāyēṅgī .

20The Father now explains: I alone am your parlokik Father. 21Parlok (the world beyond) is neither heaven nor hell.

21Tō bāp samjhātē haĩ ki maĩ sārē kalpa vr̥ikṣha kā bījrūp hū̃ .

22Parlok, where souls reside, is the land that is completely beyond everything.

22Ēk śhiv K|kē sivāy kiskō bhī creator nahī̃ kah saktē .

23Why that One is called the supremely beloved, parlokik Supreme Soul is because He resides in parlok.

23Vahī ēk creator hai bākī sab unkī creation haĩ .

24When people on the path of devotion pray to God, they definitely raise their eyes.

24Ab creator hī creation kō varsā dētē haĩ .

25The Father explains: I am the Seed of the whole kalpa tree.

25Sab kahtē haĩ hamkō īśhvar nē athavā khudā nē paidā kiyā hai .

26No one, apart from Shiva, can be called the Creator. 27He alone is the Creator and all the rest are His creation.

26Tō us ēk īśhvar kō sab father kahē̃gē .

28It is the Creator who gives the inheritance to His creation.

27Gāndhī kō tō father nahī̃ kahē̃gē .

29Everyone says that God or Khuda created them.

28Bēhad kā rachtā bāp ēk hī hai .

30So, everyone would call that God the Father.

29Vahī samjhātē haĩ ki maĩ tumhārā pārlaukik parampitā hū̃ .

31They would not call Gandhi the Father. 32The unlimited Father, the Creator, is only the One.

30Bākī ātmāyē̃ tō sab ēk jaisī haĩ , kōī baṛī chhōṭī nahī̃ hōtī .

33He Himself explains: I am your parlokik Supreme Father. 34All souls are the same; they are neither smaller nor larger.

31Jaisē gyān sūrya , gyān chandramā , gyān sitārē . . tō us sūrya chānd key|kī size mē̃ tō phark hai lēkin ātmāō̃ kā size ēk jaisē hai .

35There are the Sun of Knowledge, the moon of knowledge and the stars of knowledge. 36There is a difference between the sizes of the physical sun and moon, but the size of all souls is the same.

32Bābā kahtē haĩ maĩ kōī size mē̃ baṛā nahī̃ hū̃ lēkin paramdhām kā rahnē vālā hū̃ isliē mujhē param ātmā kahtē haĩ .

37Baba says: I am no bigger in size but, because I reside in the supreme abode, I am called the Supreme Soul.

33Paramātmā mē̃ hī sārā gyān hai .

38The Supreme Soul has all the knowledge.

34Vah kahtē haĩ jaisē maĩ aśharīrī hū̃ vaisē ātmā bhī kuchh samay paramdhām mē̃ aśharīrī rahtī hai .

39He says: Just as I am bodiless, in the same way, you souls are also bodiless and reside in the supreme abode for a short while.

35Bākī stage par jāstī samay rahtī hai .

40However, you stay on the stage for a longer time.

36Tō jaisē tum ātmā sitārē sadr̥iśhya hō vaisē maĩ bhī hū̃ .

41Just as you souls are like stars, I too am the same.

37Agar maĩ baṛā hōtā tō is śharīr mē̃ fit nahī̃ hōtā .

42If I were any bigger, I wouldn’t fit in this body.

38Jaisē aur sabhī ātmāyē̃ part bajānē ātī haĩ , vaisē maĩ bhī ātā hū̃ .

43Just as all souls come here to play their parts, I too come in the same way.

39Bābā kā bhakti-mārg sē part śhurū hōtā hai .

44Baba's part begins when the path of devotion begins.

40Satyug trētā mē̃ tō part hī nahī̃ .

45He doesn't have a part in the golden or silver age.

41Ab khud ākar hamkō pūrā varsā dētē haĩ .

46He Himself has now come to give us our full inheritance.

42Apnē sē bhī dō rattī ūpar lē jātē haĩ .

47He raises us up a few steps even higher than Himself.

43Hamkō brahmāṇḍ aur sr̥iṣhṭi dōnō̃ kā mālik banātē haĩ .

48He makes us into the masters of both Brahmand and the world.

44Yah tō har ēk bāp kā farj hōtā hai bachchō̃ kō lāyak banānā , kitnī sēvā kartē haĩ .

49It is the duty of every father to make his children worthy. 50Parents serve their children so much.

45Kōī K|kē 7 bachchē hōtē haĩ , kōī doctor , engineer , vakīl bantā hai tō bāp phūlā nahī̃ samātā .

51When parents have seven children and some become doctors, engineers, lawyers etc., the parents can't contain their happiness.

46Lōg bhī unkī sarāhnā kartē haĩ ki bāp nē sab bachchō̃ kō paṛhākar lāyak banāyā hai .

52People would praise the father for how he had his children educated and made them worthy.

47Parantu sab ēk jaisē tō nahī̃ bantē .

53However, not all can be the same.

48Kōī kyā bantā , kōī kyā .

54Some become one thing and others become something else.

49Vaisē bābā kahtē haĩ maĩ tumkō kitnā lāyak banātā hū̃ .

55Baba says: I make you so worthy! 56Look what that Baba is like!

50Yah bābā dēkhō kaisā hai  !

57He doesn't have a physical name or form.

51Iskā sthūl nām rūp kōī hai nahī̃ .

58He enters the body of someone else and teaches us.

52Dūsrē K|kē tan mē̃ pravēśh kar paṛhātē haĩ .

59This study place exists identically as it did in the previous cycle.

53Yah hūbahū kalp pahlē vālī pāṭhśhālā hai , tō jarūr gītā K|kē bhagvān nē gītā pāṭhśhālā banāī hai . 54Jahā̃ sabkō gyān ghās , gyān amr̥it khilāyā hai .

60Therefore, the God of the Gita definitely created the Gita pathshala where He fed everyone the grass of knowledge, the nectar of knowledge.

55Kōī kahtē śhrīkr̥iṣhṇa key|kī gaūśhālā , kōī kahtē brahmā key|kī .

61Some speak of the cowshed of Krishna. 62Others speak of the cowshed of Brahma.

56Lēkin hai kyā , jō śhivbābā kō śharīr na hōnē kāraṇ brahmā sē milā diyā hai .

63However, it is just because Shiv Baba doesn't have a body that they have mixed Him up with Brahma.

57Bākī śhrīkr̥iṣhṇa kō tō gaū pālnē key|kī darkār nahī̃ .

64There is no need for Krishna to graze cows.

58Śhrīkr̥iṣhṇa kō patit-pāvan nahī̃ kahtē .

65Krishna is not called the Purifier.

59Gāndhī bhī gītā kō uṭhāē mukh sē sītārām uchchārtē rahtē thē kyōṅki vah rām , kr̥iṣhṇa , kachchh-machchh sabmē̃ bhagvān māntē haĩ .

66Gandhiji would take up the Gita or chant the names of Sita Rama because he believed that God was in Rama, Krishna and in the fish and the alligator etc.

60Pahlē ham bhī aisē samajhtē thē .

67Previously, we used to think in the same way.

61Hamārā bhī buddhi kā tālā band thā .

68The locks on our intellects, too, were closed.

62Ab bāp nē ākar jagāyā .

69The Father has now come and awakened us.

63Sabhī kō kabra sē nikāl vāpis lē jātē haĩ , machchharō̃ K|kē sadr̥iśhya .

70He removes everyone from the graveyard and takes everyone back, like mosquitos.

64Phir utartē dhīrē-dhīrē apnē samay par haĩ .

71They then gradually come down at their own time.

65Tumkō bāp samjhātē haĩ ki mujh ēk kō yād karō .

72The Father explains: Remember Me alone.

66Student kō bhī bāp teacher yād rahtā hai .

73Even students remember their father and teacher.

67Tumkō tō bāp paṛhātē haĩ .

74The Father is teaching you.

68Yahī tumhārā gurū bhī hai .

75He is also your Guru.

69Tīnō̃ kā hī force hai .

76There is the force of all three.

70Phir bhī aisē bāp kō bhūl jātē hō  !

77In spite of that, you forget such a Father.

71Aisē bhī ( full-caste kahlānē vālē ) bachchē haĩ - jō 5 minute bhī yād nahī̃ kartē haĩ .

78There are some children who call themselves full caste but who don't remember the Father for even five minutes.

72Tab kahtē haĩ ahō mam māyā maĩ bachchō̃ kā tālā khōltā hū̃ , tum band kar dētī hō .

79This is why it is said: O Maya, I open the locks on the children and you then lock them again!

73Jarā bhī vikār mē̃ gayā tō buddhi kā tālā lock up hō jātā hai .

80If you indulge in vice even slightly, the locks on your intellects become locked.

74Phir bhī sach sunānē sē sazā kam hō jātī hai .

81Nevertheless, telling the truth does reduce your punishment.

75Agar āpēhī jākar judge kō apnā dōṣh batāyē tō cum|kam sajā dēgē .

82If you voluntarily confess to the judge, the punishment will be reduced.

76Bābā bhī aisē kartē haĩ , agar kōī burā kām kar chhipātā hai tō uskō kaṛī sajā miltī hai .

83Baba does the same thing. 84If someone does something bad and hides it, there is severe punishment for that.

77Tō dharmarāj sē kuchh chhipānā nahī̃ chāhiē .

85Therefore, you mustn't hide anything from Dharamraj.

78Aisē bahut haĩ jō vikār mē̃ jākar phir chhipkar sabhā mē̃ baiṭh jātē haĩ lēkin dharmarāj sē kyā chhipā saktē haĩ  ?

86There are many who indulge in vice and then come secretly and sit in the gathering. 87However, can they hide anything from Dharamraj?

79Niśhchay nahī̃ hai tō aisē bāp kō bhī ṭhagnē key|kī kōśhiśh kartē haĩ .

88When they don't have faith, they try to deceive such a Father.

80Lēkin sākār kō bhal ṭhag lē̃ , nirākār bābā tō sab jāntē haĩ , tumhē̃ is tan sē śhikṣhā bhī vahī dē rahē haĩ .

89They may deceive the corporeal one, but incorporeal Baba knows everything. 90He is the One who is giving you teachings through this body.

81Tumsē bahut pūchhtē haĩ ki dādā K|kē tan mē̃ paramātmā kaisē ātē haĩ  ?

91Many people ask you how God enters the body of Dada. 92He was a householder; he had children etc.

82Yah tō gr̥ihasthī thā .

93Why does God enter him?

83Bāl bachchē thē , ismē̃ kaisē ātē haĩ , kyō̃ nahī̃ kōī sādhū sant K|kē tan mē̃ ātē haĩ  ?

94Why doesn't God enter the body of a sage or holy man? 95However, God has to purify the impure.

84Lēkin paramātmā kō tō patitō̃ kō pāvan banānā hai .

96He is making worshippers worthy of worship. 97This is like doing a somersault.

85Jō pujārī sē pūjya banā rahē haĩ , yē bhī jaisē bājōlī khēltē haĩ .

98Brahmins become deities, then warriors, merchants and shudras etc.

86Brāhmaṇ hī dēvtā phir kṣhatriya , vaiśhya . . . . yah varṇa bhī bhārat mē̃ haĩ .

99These clans are in Bharat. 100These clans don't exist anywhere else.

87Aur kahā̃ varṇa nahī̃ .

101I have now spoken for 15 minutes.

88Ab mainē̃ 15 minute bhāṣhaṇ kiyā .

102You can also explain in the same way.

89Aisē tum bhī samjhā saktē hō .

103Baba tells you everything directly.

90Bābā karkē direct bāt kartē haĩ .

104You would say that Shiv Baba explains in this way.

91Tum kahē̃gē śhivbābā aisē samjhātē haĩ śhiv alag hai , śhaṅkar alag hai - yah bhī sāph-sāph samjhānā hai .

105Also explain to them that Shiva is distinct from Shankar. 106You have to explain this very clearly.

92Yah hai bābā kā parichay dēnā .

107This is giving Baba’s introduction.

93Jab government kā kitāb nikaltā hai - who is who .

108The Government has the book ‘Who’s Who’ printed.

94Vaisē hī who is who preordinate drama .

109Similarly, who is who in the preordained drama?

95Ham kahē̃gē ūñchē tē ūñchā śhivbābā phir brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar phir lakṣhmī-nārāyaṇ , rām-sītā phir dharm sthāpan karnē vālē .

110We would say that the Highest on High is Shiv Baba, then Brahma, Vishnu and Shankar, then Lakshmi and Narayan, then Rama and Sita and then the founders of religions.

96Is rīti duniyā purānī hōtī jātī hai .

111The world continues to become old in this way.

97Tum dēvtāyē̃ vāmmārg mē̃ chalē jātē hō .

112You deities go onto the path of sin.

98Ab bāp ākar jagātē haĩ kahtē haĩ sab mērē havālē kar dō aur mērī mat par chalō .

113The Father now comes and awakens you. 114He says: Surrender everything to Me and follow My directions.

99Śhrīmat tō unkī kahē̃gē .

115The directions He gives are His shrimat.

100Bākī lakṣhmī-nārāyaṇ , sītā-rām , jinkō yād kartē vah sab vāmmārg mē̃ chalē gayē aur kaun śhrīmat dē saktā hai .

116Lakshmi and Narayan and Rama and Sita, whom people remember, went onto the path of sin. 117Who else could give shrimat?

101Bhaktō̃ key|kī manōkāmanā bhī bābā hī pūrī kartē , bhal kōī kachchh-machchh mē̃ bhāvnā rakhē tō unkī bhī bhāvnā maĩ pūrī kartā hū̃ .

118It is Baba who fulfils the desires of the devotees. 119Even though the devotional feelings of some are for a fish or an alligator etc., I fulfil their desires.

102Uskā arth|earth yah nikālā hai ki kachchh-machchh sabmē̃ bhagvān hai .

120They have taken this to mean that God is in a fish and an alligator etc.

103Bābā bahut rāz samjhātē haĩ . 104Lēkin samajhnē vālē number-vār haĩ tō pad bhī number-vār haĩ .

121Baba explains to you many secrets but those who understand it are numberwise and so their status also becomes numberwise.

105Yē deity kingdom sthāpan hō rahī hai , dharm nahī̃ .

122The deity kingdom, not a religion, is being established.

106Dharm tō dūsrē dharm vālē sthāpan kartē haĩ .

123Religions are established by those of other religions.

107Śhivbābā tō brahmā dvārā rājāō̃ kā rājā banātē haĩ .

124Shiv Baba makes you into the kings of kings through Brahma.

108Rājāō̃ kā rājā kā arth|earth bhī tumkō samjhāyā hai .

125The meaning of ‘kings of kings’ has been explained to you.

109Tumkō vikārī rājāyē̃ pūjtē haĩ , tō kitnā baṛā pad tumkō miltā hai .

126The kings who indulge in vice worship you. 127Therefore, you receive such a high status!

110Bābā key|kī mīṭhī-mīṭhī bātē̃ tumkō bahut achchhī lagtī haĩ parantu phir uṭhkar chāy pī|P tō naśhā kam hō jātā hai .

128You very much enjoy the sweet things that Baba tells you, but, as soon as you get up from here and drink tea, your intoxication decreases.

111Gānv mē̃ gayē tō ēkdam utar jātā hai .

129By the time you reach your village, it has completely finished.

112Yahā̃ tō jaisē tum śhivbābā K|kē ghar mē̃ baiṭhē hō .

130Here, it is as though you are sitting in Shiv Baba's home.

113Vahā̃ bahut fark paṛ jātā hai .

131There is a lot of difference there.

114Jaisē pati jab pardeśh jātē haĩ tō patni āṅsū bahātī hai .

132When someone's husband goes abroad, she sheds tears.

115Vah tō kōī sukh dētē nahī̃ , yah bābā tō tumhē̃ kitnā sukh dētē haĩ , tō inkō chhōṛnē mē̃ bhī rōnā ātā hai  !

133He doesn't give real happiness; this Baba gives you so much happiness. 134Therefore, when you have to leave Him you cry.

116Bahut kahtē haĩ ham yahā̃ hī baiṭh jāyē̃ .

135Many say that they just want to stay here.

117Phir āpkē bāl bachchē kahā̃ jāyēṅgē  ?

136So, where would your children go?

118Kahtē haĩ āp sambhālō .

137They say: You look after them!

119Ham kitnō̃ K|kē bachchē sambhālē̃gē  !

138How many people's children would I look after?

120Lēkin ṭhaharō , serviceable banō tō tumhārē bachchō̃ kā bhī prabandh hō jāyēgā .

139However, if you wait and become serviceable, arrangements will be made for your children.

121Śhurū mē̃ thōṛē thē tō unkē bachchē sambhālē , ab kitnē haĩ .

140In the beginning, there were very few and so Baba looked after their children.

122Unhō̃ K|kē bachchē baiṭh sambhālē̃ , unsē kōī gum hō jāyē tō kahē̃gē hamārā bachchā gum kar diyā .

141However, there are now so many of their children to look after. 142Then, if one of them were lost, they would blame Baba for losing their child.

123Jiskō sambhālnē rakhē̃ - vah bhī kahē̃gē ham aurō̃ kā karmbandhan kyō̃ sambhālē̃ . 124Achchhā phir tō ēk hī śhiv bachchē kō sambhālō tō vah tumhārē bachchē sambhālē̃gē . 125Bākī aisē bābā kō kabhī phārkatī mat dēnā .

143The one who was appointed to look after children would also ask: Why should I look after the karmic bondages of someone else? 144OK, just look after the one Child Shiva and He will look after your children, but you must never divorce Baba.

126Aisē bahutō̃ nē phārkatī dī hai . 127Unhō̃ kō mūrkhō̃ K|kē avatār kahē̃ .

145Many children have divorced Baba in this way; they are called incarnations of fools.

128Bhal kōī brahmākumār kumārī sē rūṭh jāō lēkin śhivbābā sē kabhī nahī̃ rūṭhnā .

146Even if you sulk with some Brahma Kumars and Kumaris, you must never sulk with Shiv Baba.

129Vah tō tumkō rājya-bhāgya dēnē āyā hai .

147He has come to give you your fortune of the kingdom.

130Achchhā  !

148Achcha.

131Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

149To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

132Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

150The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

133Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

151Essence for dharna:

1341 ) apnā sab kuchh bāp havālē kar pūrā śhrīmat par chalnā hai .

152 1. Surrender everything you have to the Father and follow shrimat fully.

135Kōī bhī burā kām karkē chhipānā nahī̃ hai , judge kō sach batānē sē sajā kam hō jāyēgī .

153Do not perform any bad action and then hide it. 154By telling the truth to the judge, your punishment will be reduced.

1362 ) bāp sē kabhī rūṭhnā nahī̃ hai , serviceable bannā hai .

155 2. Never sulk with the Father. 156Become serviceable.

137Apnē karmbandhan svayã kāṇṭnē haĩ .

157You yourself have to cut your bondages of karma.

138Vardān  : saṅgamyug key|kī her|har ghaṛī kō utsav K|kē rūp mē̃ manānē vālē sadā umaṅg-utsāh sampann bhav

158Blessing: May you be constantly full of zeal and enthusiasm and celebrate every moment of the confluence age as a festival.

139Kōī bhī utsav , umaṅg utsāh kē liē manātē haĩ .

159 Any festival is celebrated to bring zeal and enthusiasm.

140Āp brāhmaṇ bachchō̃ key|kī jīvan hī utsāh bharī jīvan hai .

160The lives of you Brahmin children are lives full of enthusiasm.

141Jaisē is śharīr mē̃ śhvāṅs hai tō jīvan hai aisē brāhmaṇ jīvan kā śhvāṅs hī umaṅg-utsāh hai .

161Just as there is life in this body when there is breath, in the same way, the breath of Brahmin life is zeal and enthusiasm.

142Isliē saṅgamyug key|kī her|har ghaṛī utsav hai .

162This is why every moment of the confluence age is a festival.

143Lēkin śhvāṅs key|kī gati sadā ēkras , normal hōnī chāhiē .

163However, the speed of your breathing has to be constant and normal.

144Agar śhvāṅs key|kī gati bahut tēj hō jāē yā slow hō jāē tō yathārth jīvan nahī̃ kahī jāyēgī .

164If your breathing becomes very fast or very slow, you would not be said to have a normal life.

145Tō check karō ki brāhmaṇ jīvan K|kē umaṅg-utsāh key|kī gati normal arthāt ēkras hai  !

165So, check whether the speed of zeal and enthusiasm of your Brahmin life is normal, that is, constant.

146Slōgan  : sarv śhaktiyō̃ K|kē khajānē sē sampann rahnā - yahī brāhmaṇ svarūp key|kī viśhēṣhtā hai . 147Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya 1481 ) yah jō manuṣhya gīt gātē haĩ ō gītā K|kē bhagvān apnā vachan nibhānē ā jāō . 149Ab vō svayã gītā kā bhagvān apnā kalp pahlē vālā vachan pālan karnē K|kē liyē āyā hai aur kahtē haĩ hē bachchē , jab bhārat par ati dharm glāni hōtī hai tab maĩ isī samay apnā anjām pālan karnē ( vāydā nibhānē ) K|kē liyē avaśhya ātā hū̃ , ab mērē ānē kā yah matlab nahī̃ ki maĩ kōī yugē yugē ātā hū̃ .

166Slogan: To remain full of the treasures of all powers is the speciality of being a Brahmin.

150Sabhī yugō̃ mē̃ tō kōī dharm glāni nahī̃ hōtī , dharm glāni hōtī hī hai kaliyug mē̃ , tō mānō paramātmā kaliyug K|kē samay ātā hai .

167*** Om Shanti *** 168Invaluable versions of Mateshwari. 169The time of God’s predestined programme of coming. 170People sing the song, “O God of the Gita, come to fulfil Your promise.”

151Aur kaliyug phir kalp kalp ātā hai tō mānō maĩ kalp kalp ātā hū̃ . 152Kalp mē̃ phir chār yug haĩ , iskō hī kalp kahtē haĩ .

171Now, the God of the Gita has come Himself to fulfil His promise of the previous cycle and He says: O children, when there is extreme defamation of religion in Bharat, it is definitely at that time that I come to fulfil the promise I made.

153Ādhākalp satyug trētā mē̃ satōguṇ satōpradhān hai , vahā̃ paramātmā K|kē ānē key|kī kōī jarūrat nahī̃ .

172My coming does not mean that I come in every age. 173Defamation of religion does not take place in all ages. 174Defamation of religion only takes place in the iron age.

154Aur phir tīsrā dvāpar yug sē tō phir dūsrē dharmō̃ key|kī śhurūāt hai , us samay bhī ati dharm glāni nahī̃ hai issē siddha hai ki paramātmā tīnō̃ yugō̃ mē̃ tō ātā hī nahī̃ hai , bākī rahā kaliyug , uskē ant mē̃ ati dharm glāni hōtī hai .

175Therefore, you have to understand that God comes at the time of the iron age. 176The iron age comes every cycle and you have to understand that I come every cycle. 177There are four ages in a cycle; this is known as a kalpa. 178For half a cycle, in the golden and silver ages, it is satoguni and satopradhan; there is no need for God to come then.

155Usī samay paramātmā āē adharm vināśh kar sat dharm key|kī sthāpanā kartā hai .

179Then, from the third age, the copper age, it is the beginning of all other religions.

156Agar dvāpar mē̃ āyā huā hōtā tō phir dvāpar kē bād tō ab satyug hōnā chāhiē phir kaliyug kyō̃  ?

180At that time too, there isn’t extreme defamation of religion. 181This shows that God does not come in those three ages.

157Aisē tō nahī̃ kahē̃gē paramātmā nē ghōr kaliyug key|kī sthāpanā key|kī , ab yah tō bāt nahī̃ hō saktī isliē paramātmā kahtē haĩ maĩ ēk hū̃ aur ēk hī bār āē adharm kā vināśh kar , kaliyug kā vināśh kar satyug key|kī sthāpanā kartā hū̃ tō mērē ānē kā samay saṅgamyug hai .

182There remains the iron age and extreme defamation of religion takes place at the end of this age. 183God comes at this time, destroys irreligiousness and establishes the religion of truth. 184If He had come in the copper age, then, after the copper age, there would have been the golden age. 185So, why is it the iron age now?

1582 ) ab yah tō ham jāntē haĩ ki manuṣhya ātmā key|kī kismat banānē vālā kaun hai aur kismat bigāṛnē vālā kaun hai  ? 159Ham aisē nahī̃ kahē̃gē ki kismat banānē vālā , bigāṛnē vālā vahī paramātmā hai .

186It wouldn’t be said that God came and established the extreme iron age. 187This cannot be the case and this is why God says: I am the One and I only come once and to destroy irreligiousness and the iron age and establish the golden age. 188So, the time of My coming is the confluence age.

160Bākī yah jarūr hai ki kismat kō banānē vālā paramātmā hai aur kismat kō bigāṛnē vālā khud manuṣhya hai .

1892) It is God who creates kismet (fortune) and human beings who spoil their own kismet (fortune). 190We know who it is that creates the fortune of human souls and who spoils their fortune.

161Ab yah kismat banē kaisē  ? 162Aur phir girē kaisē  ? 163Is par samjhāyā jātā hai .

191We would not say that it is God Himself who creates fortune and who also spoils our fortune.

164Manuṣhya jab apnē kō jāntē haĩ aur pavitra bantē haĩ tō phir sē vō bigaṛī huī takdīr kō banā lētē haĩ .

192It is definitely God who creates our fortune and human beings themselves who spoil their fortune. 193How can this fortune be created and how did we fall down?

165Ab jab ham bigaṛī huī takdīr kahtē haĩ tō issē sābit hai kōī samay apnī takdīr banī huī thī , jō phir bigaṛ gaī hai .

194All of this is explained. 195When people know themselves and become pure, they then once again have the fortune created that they had spoilt.

166Ab vahī phir bigaṛī takdīr kō paramātmā khud ākar banātē haĩ . 167Ab kōī kahē paramātmā khud tō nirākār hai vō takdīr kō kaisē banāyēgā  ?

196When we speak of the fortune that is spoilt, it shows that our fortune was created at some point and that it has now become spoilt. 197So, God Himself comes and makes our fortune that had been spoilt.

168Is par samjhāyā jātā hai , nirākār paramātmā kaisē apnē sākār brahmā tan dvārā , avināśhī knowledge dvārā hamārī bigaṛī huī takdīr kō banātē haĩ .

198Some say that God Himself is incorporeal, and they ask how can He create our fortune? 199It is explained as to how incorporeal God comes and, through the physical body of Brahma, gives imperishable knowledge, creates our fortune which had been spoilt.

169Ab yah knowledge dēnā paramātmā kā kām hai , bākī manuṣhya ātmāyē̃ ēk dō key|kī takdīr kō nahī̃ jagā saktī haĩ .

200It is God’s duty to give us this knowledge. 201However, human beings cannot awaken the fortune of one another.

170Takdīr kō jagānē vālā ēk hī paramātmā hai tabhī tō unhō̃ kā yādgār mandir kāyam hai . 171Achchhā .

202It is God alone who awakens everyone’s fortune and this is why the temple of His memorial is there for all time.

172Ōm śhānti .

203Achcha.