शनिवार 29 अक्टूबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

029-10-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 29/10/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - hīrē jaisā jīvan banānē vālē bāp kō bahut khuśhī-khuśhī sē yād karō tō junk nikal jāyēgī ' '

1Essence: Sweet children, remember with great happiness the Father who makes your life like a diamond and the rust on you will be removed.

Question

2Praśhna  : mālā kā dānā kaun banē̃gē , uskā puruṣhārth kyā hai  ?

2Question: Who will become beads of the rosary and what is the effort required for that?

Answer

3Uttar  : mālā kā dānā vahī banē̃gē jisē ant mē̃ kuchh bhī yād na paṛē .

3Answer: Those who do not remember anything at the end will become beads of the rosary. 4Such children who reach their karmateet stage will become beads of the rosary.

4Aisē bachchē jō karmātīt avasthā kō pāyēṅgē vahī mālā kā dānā banē̃gē .

5Those who are wealthy and have many factories etc. have to forget all of those.

5Kōī bahut dhanvān haĩ , anēk kārkhānē ādi haĩ … tō vah sab bhūlnā paṛē .

6There should be no attachment to anyone and no consciousness of “mine”.

6Kisī mē̃ bhī mamatva na rahē . 7Mērā-mērā na hō .

7Just consider everyone to be your brother (soul).

8Bas yah bhāī ( ātmā ) hai , yahī rūhānī connection hai aur kōī connection nahī̃ .

8There are only spiritual connections and no other connection.

9Aisē rūhānī connection rakhnē vālē , sab kuchh bhūlnē vālē bachchē hī mālā mē̃ ā saktē haĩ .

9Only the children who maintain such spiritual connections and forget everything else can become beads of the rosary.

Murli

10Ōm śhānti .

10Om shanti.

11Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ , yah tō jarūr pakkā niśhchay hō gayā hōgā ki ham ātmā haĩ aur paramātmā bāp K|kē bachchē haĩ , tō sabhī brothers hī haĩ .

11The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children. 12You definitely have the firm faith that we are souls, that we are the children of God, the Father. 13Therefore, all of us are brothers.

12Brothers kō bāp nē direction diyā hai ki mujh patit-pāvan bāp kō yād karō .

14The Father has given directions to the brothers: Remember Me, the Father, the Purifier.

13Tō yād kartē hō yā buddhi kā yōg kahā̃ aur jagah bhaṭaktā hai  ?

15So, do you have remembrance, or does your intellect’s yoga wander elsewhere?

14Māyā bhaṭkāyēgī jarūr , na chāhtē huē bhī tumhārī buddhi kahā̃ na kahā̃ bhāgtī rahēgī .

16Maya will definitely make it wander. 17Even against your conscious wish, your intellect will wander somewhere or other.

15Bachchō̃ K|kē andar chalnā chāhiē ki bābā nē hamkō sr̥iṣhṭi chakra kā gyān diyā hai , 84 janmō̃ key|kī kahānī paṛhāī hai .

18Internally, you children should think that Baba has given you the knowledge of the world cycle and taught you the story of 84 births.

16Yah 84 kā chakra pūrā huā hai .

19The cycle of 84 births is now complete.

17Ham phir sē ghar jātē haĩ , anēk bār ham yād kī yātrā sē pavitra ban karkē ghar gayē haĩ .

20We are to return home once again. 21We had become pure on the pilgrimage of remembrance and returned home innumerable times.

18Tumhārī buddhi mē̃ ātā hai ki ham sab bhāī haĩ , ismē̃ jism key|kī kōī bāt hī nahī̃ hai .

22It is now in your intellects that we are all brothers. 23There is no question of anything physical in this.

19Tum jism kō yād nahī̃ karō .

24Don’t remember anything physical.

20Sirph ham ātmā haĩ - ham hī pāvan , satōpradhān thē , ab patit banē haĩ tō hīrē jaisā jīvan banānē vālē bāp kō khuśhī sē yād karnā hai , jissē junk nikal jāyē .

25Simply remember that we are souls and that we were pure and satopradhan. 26We have now become impure. 27Therefore, remember with great happiness the Father who makes your lives like a diamond. 28By your doing this, the rust will be removed from you.

21Tō bāp samjhātē haĩ bachchē pahlē-pahlē apnē kō ātmā samjhō , yah bhī gyān hai phir bāp kō yād karō - yah hai vigyān kyōṅki ātmā kō gyān sē parē vigyān mē̃ , śhānt ghar mē̃ jānā hai .

29The Father explains: Children, first consider yourselves to be souls. 30This too is knowledge (gyan). 31Then, remember the Father. 32This is vigyan, because souls have to go beyond knowledge into vigyan; they have to go to the home of peace.

22Ātmā kā svadharm bhī śhānt hai aur ghar bhī śhānt hai .

33The original religion of souls is peace and their home is also one of peace.

23Tō pahlē hamkō vahā̃ pahuñchnē kā hai .

34First, we have to go there.

24Bābā bhī vahā̃ sē āyē huē haĩ .

35Baba has also come from there.

25Parantu manuṣhyō̃ kō in sab bātō̃ kā patā nahī̃ hai .

36However, human beings don’t know about these things.

26Yah pārlaukik bāp sanmukh baiṭh karkē samjhātē haĩ , bachchō̃ maĩ paramdhām sē tum bachchō̃ kē pās āyā huā hū̃ , drama K|kē plan anusār . 27Kyō̃ āyā hū̃  ?

37The Father from beyond sits here and personally explains to you: Children, according to the drama plan, I have come to you children from the supreme abode.

28Tumkō vāpas lē jānē K|kē liyē .

38Why have I come? 39To take you back.

29Abhī tum patit vikārī hō gayē hō .

40You have now become impure, vicious.

30Janma-janmāntar vikār sē hī paidā huē hō isliē bhraṣhṭāchārī kahā jātā hai .

41You have been taking birth through vice for birth after birth. 42This is why you are called corrupt.

31Tō ham bhraṣhṭāchārī sē śhrēṣhṭhāchārī kaisē banē̃ - yah bāp samjhātē haĩ , bachchē mujhē yād karō tō pavitra śhrēṣhṭhāchārī ban jāyēṅgē .

43The Father explains how we can become elevated from corrupt. 44Children, remember Me and you will become elevated and pure.

32Is yād mē̃ tum sabkuchh kar saktē hō . 33Aisē nahī̃ ki dhandhādhōrī nahī̃ kar saktē hō .

45You can do everything while having this remembrance; it is not that you can’t run your business.

34Bachchē , bāp sē pūchhtē haĩ bābā mālā K|kē dānē kaun banē̃gē  ?

46Some children ask the Father: Baba, who will become beads of the rosary?

35Bachchē , mālā kā dānā vahī banē̃gē jō karmātīt avasthā kō pāyēṅgē . 36Jiskō ant mē̃ kuchh bhī yād na paṛē .

47Children, those who reach their karmateet stage and who don’t remember anything else at the end will become beads of the rosary.

37Kōī bahut dhanvān haĩ , anēk kārkhānē ādi haĩ . . . tō vah sab bhūlnā paṛē .

48Those who are very wealthy and have many factories, etc. have to forget all of those.

38Tumhārē pās|pass tō kuchh bhī nahī̃ hai .

49You don’t have anything.

39Tum jāntē hō ham bāp K|kē bachchē haĩ , bhāī haĩ .

50You understand that we are the Father’s children, brothers.

40Hamārā kisī mē̃ bhī mamatva nahī̃ hai .

51We don’t have attachment to anyone.

41Mērā-mērā tō nahī̃ hai nā  !

52There is nothing that is “mine”.

42Bas yah bhāī hai , yahī connection hai aur kōī connection nahī̃ .

53There is only a connection with everyone as a brother and no other connection.

43Isē kahā jātā hai rūhānī connection .

54This is called spiritual connection.

44Itnī sārī āyu tō dēh hī yād I|āī|eye , ātmā tō kiskō yād hī nahī̃ I|āī|eye .

55Throughout our whole lifespan, only bodies have been remembered. 56No one remembered souls.

45Yah bhī drama banā huā hai , tō yah bātē̃ bāp samjhātē haĩ aur pāvan bannē kē liē puruṣhārth karātē haĩ .

57This too is predestined in the drama. 58The Father explains these things and enables you to make effort to become pure.

46Bābā tum bachchō̃ kō time tō dētē haĩ sirph 8 ghaṇṭā mujhē yād karō .

59Baba gives you children time. 60Simply remember Me for eight hours.

47Vah hai had key|kī service , yah hai sārē world key|kī service .

61That is limited service whereas this is service of the whole world.

48Jarūr khāyēṅgē , piyē̃gē , sōyēṅgē , ghūmē̃gē . . . . sārā din tō kōī yād bhī nahī̃ kar saktē .

62Certainly, you would eat, drink, sleep and move around. 63No one is able to have remembrance the whole day.

49Tum barōbar abhī bēhad key|kī service kartē hō .

64You are now definitely doing unlimited service.

50Jaisē bāp vichār sāgar manthan kartē haĩ , aisē tum bachchō̃ kō bhī manthan karnā sikhlātē haĩ , karan-karāvanhār hai nā , tō tumkō karkē hī sikhlātē haĩ .

65Just as the father churns the ocean of knowledge, so he teaches you children to churn in the same way. 66That One is Karankaravanhar and teaches you by demonstrating this to you.

51Puruṣhārth kartē-kartē tumhārī vijayī mālā ban jāyēgī .

67By your continuing to make effort, your rosary of victory will be created.

52Satyug trētā mē̃ jō bhī ātē haĩ vah vijayī hōtē haĩ .

68Whoever enters the golden and silver ages, they are victorious.

53Phir sab actors is nāṭak mē̃ part bajānē kē liē number-vār ātē haĩ .

69Then all the actors come, numberwise, onto this stage to play their parts in this drama.

54Sab ikaṭṭhē tō nahī̃ ā jāyēṅgē .

70Not everyone will come at the same time.

55Tum sabhī actors K|kē rahnē kā sthān brahm lōk hai , vahā̃ sē yahā̃ ā karkē śharīr lētē hō .

71The place of residence of all of you actors is the world of brahm. 72You come from there and adopt bodies.

56Yah sab bātē̃ bahut sahaj haĩ , jō tum bachchō̃ kō hī yād rahtī haĩ .

73All of these aspects are very easy. 74Only you children are able to remember them.

57Tumhārā ghar sweet home , silence home hai .

75Your home is the sweet home, the silence home.

58Dūsrā kōī bhī apnē ghar kō nahī̃ jāntā hai .

76No one else knows about their home.

59Vah tō kah dētē haĩ ham līn hō jāyēṅgē . 60Jaisē sāgar sē budbudā nikaltā hai phir usī mē̃ samā jātā hai , aisē ham bhī us brahm mē̃ līn hō jātē haĩ . . phir kah dētē haĩ jahā̃ dēkhō vahā̃ brahm hī brahm hai .

77They simply say that they will merge into the light, that, just as bubbles emerge from the ocean and they merge back into it, so they will also merge into that light (brahm) in the same way. 78Then, they say: Wherever we look, there is only light (brahm).

61Vō brahm kō hī īśhvar samajhtē haĩ isliē tumhārī bātē̃ unkī buddhi mē̃ baiṭhtī nahī̃ haĩ .

79They consider brahm to be God. 80This is why the things you say don’t sit in their intellects.

62Tum unkō ulṭā samajhē̃gē vō tumkō ulṭā samajhē̃gē kyōṅki unkā dharm hī apnā hai .

81You consider them to be wrong, but they consider you to be wrong because they have their own religion.

63Parantu tum jāntē hō sabhī ātmāyē̃ śhāntidhām mē̃ jarūr jāyēṅgī .

82However, you understand that all souls will definitely return to the land of peace.

64Bākī har ēk ātmā kō apnā-apnā part milā huā hai .

83All souls have received their own parts.

65Iskō hī tō wonder kahtē haĩ .

84This is called a wonder.

66Tum bachchē abhī kitnī mahīntā mē̃ jātē hō , ātmā kitnī chhōṭī hai , kaisē part bajātī hai .

85You children now have to go into great depth about how tiny souls are and how they play their parts.

67Tō yah gyān jaisē bāp kē pās hai , vah gyān kā sāgar hai , aisē tum bachchō̃ kē pās bhī hai , tum abhī aisē gyānvān bantē jātē hō . 68Vah haĩ bhaktivān , tum hō gyānvān .

86Just as the Father, who is the Ocean of Knowledge, has this knowledge, so you children also have it; you are becoming ones with knowledge.

69Bhaktivān mānā rāt K|kē rahnē vālē aur gyānvān mānā din K|kē rahnē vālē .

87They are ones with the knowledge of devotion, whereas you are ones with knowledge.

70Ādhākalp tum sukhdhām mē̃ rahtē hō , ādhākalp duḥkhdhām mē̃ rahtē hō , iskō kahā jātā hai dūrāndēśhī , tumhārī buddhi abhī bahut dūr-dūr jātī hai - ham ātmā sweet home , brahmāṇḍ K|kē rahnē vālē haĩ .

88Those with the knowledge of devotion are the ones who live in the night whereas to be those with knowledge means to be those who live in the day. 89For half a cycle, you live in the land of happiness and for half a cycle, you live in the land of sorrow.

71Bāp is manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai , kyōṅki vah knowledgeful hai , unkō jhāṛ key|kī knowledge hai .

90This is called being far-sighted. 91Your intellects now go very, very far. 92We souls are residents of the sweet home of Brahmand.

72Tum abhī śharīr kā bhān miṭānē K|kē liyē apnē kō ātmā samajhtē hō .

93The Father is the Seed of this human world tree because He is knowledge-full.

73Dūsrī kōī bhī chīz yād na āyē .

94He has the knowledge of the tree.

74Pūrā ātma-abhimānī ban jānā hai . 75Maĩ ātmā hū̃ , maĩ ātmā hū̃ , mērē pās|pass kuchh hai hī nahī̃ jō ātmā kō yād paṛē .

95Now, in order to end the consciousness of bodies, you consider yourselves to be souls. 96Nothing else should be remembered.

76Gāyā jātā hai antkāl jō jō simarē , tō agar kōī bhī chīz hōgī tō jarūr vah yād āyēgī .

97Become completely soul conscious: I am a soul, I am a soul and I have nothing that I, this soul, would have to remember.

77Yah vichār karnē key|kī bāt hai . 78Agar kuchh bhī hai , kōī mitr sambandhī ādi bhī haĩ tō yād āyēgā jarūr .

98It is said, “Whatever you remember at the end, that will lead you to your destination.” 99If you have anything, you would definitely remember that.

79Tumnē tō apnā sab kuchh śhivbābā kō dē diyā , phir aisē nahī̃ samjhō ki yah mērī chīz hai .

100This is something to think about. 101If you have anything, if you have friends and relatives etc., you would definitely remember them.

80Jab bābā kō dē diyā phir tumkō yād hī kyō̃ āyē , tum bhūl jāō .

102You have given everything you had to Shiv Baba. 103In that case, don’t consider anything to be yours.

81Agar vah yād paṛtā rahtā hai tō vō bhī pichhāṛī mē̃ nuksān kar dēgā .

104Why should you remember something, if you have given it to Baba with? 105You should forget it.

82Abhī tumkō yah sab naī-naī bātē̃ miltī haĩ .

106If you remember it, it will harm you in the future.

83Purānī kōī bhī chīz tumhārē pās|pass nahī̃ hai .

107You now receive these new points. 108You don’t have anything old with you.

84Jaisē purānī chījē̃ sab karnīghōr kō dē dētē haĩ nā . 85Aisē tum bhī apnā sab kuchh dē dētē hō phir yād nahī̃ ānī chāhiē .

109Just as all the old things (that belonged to a dead person) are given to a brahmin priest (karnighor), in the same way, you also give everything you have.

86Bas yahī yād rahē ki maĩ bhāī ( ātmā ) hū̃ , bābā kā bachchā hū̃ , mērē pās|pass kuchh bhī hai hī nahī̃ .

110Therefore, you should not remember them. 111Simply remember: I am a brother (soul). 112I am Baba’s child; I don’t have anything.

87Śharīr bhī nahī̃ hai .

113I don’t even have a body.

88Phir naī duniyā mē̃ sab naī chīzē̃ milē̃gī .

114Then, in the new world, everything you receive will be new.

89Vahā̃ tō hīrē javāharāt K|kē mahalō̃ mē̃ jāyēṅgē .

115You will go into palaces studded with diamonds there.

90Tō vah bhaviṣhya key|kī bāt huī .

116That is an aspect of the future.

91Bābā pūchhtē haĩ bachchē tum kyā banē̃gē , tō bachchē kahtē haĩ bābā ham tō nārāyaṇ banē̃gē .

117Baba asks: O children, what will you become? 118Children say: Baba we will become Narayan.

92Yah tō khuśhī key|kī bāt huī nā .

119This is an aspect of happiness.

93Parantu abhī jab kōī bhī purānī chīz yād na āyē tab mālā kā dānā banē̃gē .

120However, only when you don’t remember anything old will you become beads of the rosary.

94108 key|kī mālā tō rājāī kī hai .

121The rosary of 108 is that of kings.

95Mandirō̃ mē̃ phir 16108 key|kī bhī mālā rakhī hōtī hai . 96Tō mālā K|kē dānē bahut hī banē̃gē .

122In the temples they keep a rosary of 16,108. Many will become beads of the rosary.

97Jitnā jaldī āyēṅgē utnā sukh pāyēṅgē .

123The earlier you come, the more happiness you will receive.

98Jō pīchhē ātē haĩ unhōnnē itnā sukh nahī̃ pāyā hai , unkē liē thōṛā time sukh hai tō duḥkh bhī cum|kam hī pāyēṅgē .

124Those who come later do not receive as much happiness. 125They experience happiness for a shorter time and they experience less sorrow too.

99Tō bābā kahtē haĩ bachchē yah khyāl rakhō ki pichhāṛī mē̃ kuchh bhī yād na āyē .

126Baba says: Children, take care that you don’t remember anything at the end.

100Jō arpaṇ kiyā huā hai vah bhī yād nahī̃ ānā chāhiē .

127You shouldn’t even remember anything you have surrendered.

101Bāp kahtē haĩ maĩ aisī kōī chīz nahī̃ lētā hū̃ jō rah jāvē aur uskā vahā̃ bharkar dēnā paṛē , kyōṅki maĩ garīb nivāz hū̃ .

128Baba says: Because I am the Lord of the Poor, I don’t take such things that, if they are not used, I would still have to give the return of them there.

102Kaī haĩ jō dēkarkē phir jab kōī kāraṇ sē bhāgantī hō jātē haĩ tō māṅgnē lag paṛtē haĩ .

129There are some who give something and then, when they leave for any reason, they ask for it back.

103Māyā unkō ēkdam ḍas lētī hai .

130Maya bites them.

104Nahī̃ tō kahtē haĩ chāhē mārō chāhē pyār karō , yah mastānā tumhārā dar kabhī nahī̃ chhōṛēgā .

131There are some who say: Whether you beat me or love me, this intoxicated one will never leave Your door or forget You.

105Kabhī nahī̃ bhūlēgā . 106Tum bachchē yahā̃ nar sē nārāyaṇ bannē K|kē liyē āyē hō , tumhē̃ kitnā baṛā varsā miltā hai , phir yah kyō̃ kahtē hō ki ham dētē haĩ .

132You children have come here in order to become Narayan from ordinary humans. 133You receive such a huge inheritance! 134In that case, why do you say that you are giving something?

107Tum tō lētē hō nā .

135Rather, you take.

108Kaun kahtā hai tum kuchh dō .

136Who says that you have to give anything?

109Bākī kōī ēk paisā bhī dēgē tō vahā̃ unkē liē mahal ban jāyēgā .

137If someone gives even one paisa, a palace will be created for him there.

110Jaisē sudāmā nē chāval muṭṭhī dī|the . 111Tō bachchē sudāmā misal dāl chāval lē ātē haĩ , samajhtē haĩ ki hamkō mahal mil jāyēṅgē .

138Just as Sudama gave a handful of rice, so children bring rice and lentils like Sudama did. 139They think that they will receive a palace.

112Aisē bachchō̃ par bāp bahut khuśh hōtē haĩ vāh  !

140The Father is very pleased with such children: Wah!

113Inkē naī duniyā mē̃ mahal bannē vālē haĩ kyōṅki bahut pyār aur sadbhāvnā sē lē ātē haĩ .

141Palaces will be created for them in the new world because they bring things with love and good feelings. 142Oh!

114Ahō bhāgya aisē bachchō̃ kā , bahut ūñchā pad pāyēṅgē .

143It is such great fortune for such children! 144They will receive a very high status.

115Abhī drama K|kē plan anusār bābā aur tum bachchō̃ key|kī kadam-kadam vahī chāl chaltī hai jō kalp-kalp chalī hai .

145Now, according to the drama plan, every step of Baba and you children is taking place exactly as it did in the previous cycles.

116Tumhārē kadam-kadam mē̃ padam haĩ .

146There is fortune in your every step (kadam).

117Dēvtāō̃ K|kē pair mē̃ padam dikhātē haĩ tō iskā bhī kōī arth|earth hōgā nā .

147They show a lotus (padam) flower at the feet of the deities. 148Surely, that must have some meaning.

118Abhī tumhārī padamō̃ key|kī āmdanī hōtī rahtī hai .

149You now continue to earn an income of multimillions (padam) at every step.

119Tum bābā kē pās padmāpadampati bannē kē liē ātē hō .

150You have come to Baba to become multimillion times fortunate.

120Tō tum itnē mahān , mahān , mahān bhāgyaśhālī hō parantu usmē̃ bhī phir number-vār puruṣhārth anusār haĩ .

151You are very, very great and greatly fortunate but, numberwise, according to your efforts.

121Tumhārā puruṣhārth kalp-kalp vahī drama K|kē plan anusār chaltā hai , jaisēki drama tumkō puruṣhārth karātā rahtā hai .

152According to the drama plan, your efforts take place as they do every cycle. 153It is as though the drama is making you make effort.

122Īśhvar bhī drama K|kē anusār tumhē̃ mat dētē haĩ .

154God is also giving you directions according to the drama.

123Tō drama K|kē vaśh huē nā .

155Therefore, you are under the influence of the drama.

124Phir yah drama kiskē vaśh hai  ?

156What is the drama influenced by?

125Bachchē , drama anādi banā huā hai , yah kōī nahī̃ kah saktā hai ki drama kab banā  ? 126Yah tō chaltā hī rahtā hai .

157Children, the drama is eternally preordained. 158No one can say when the drama was created; it continues to be performed.

127Drama mē̃ number one mat miltī hai īśhvar key|kī isliē uskō kahā jātā hai - īśhvarīy mat , jō tumhē̃ dēvtā banātī hai aur manuṣhya key|kī mat chhī-chhī banātī hai .

159You receive number one directions from God in this drama. 160That is why it is said that God’s directions make you into deities, whereas the directions of human beings make you dirty.

128Īśhvarīy mat sē tum manuṣhya sē dēvtā bantē hō .

161God’s directions make you into deities from human beings.

129Phir 21 janmō̃ kē bād manuṣhya mat par manuṣhya ban jātē hō .

162After taking 21 births, you become human beings by following human beings’ directions.

130Abhī yah gītā kā episode saṅgamyug hai jabki duniyā badaltī hai .

163This is the Gita episode, the confluence age, when world transformation takes place.

131Tō yah bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hōnā chāhiē aur bachchō̃ kō bahut-bahut mīṭhā bannā chāhiē .

164This should sit in the intellects of you children. 165You children have to become very sweet; you have to interact with love.

132Pyār sē chalnā hōtā hai . 133Jō bachchē śhānt aur mīṭhē haĩ , unkā pad bhī ūñchā hōgā .

166The children who are sweet and peaceful will receive a high status. 167You have now received Godly intellects.

134Abhī tumhē̃ īśhvarīy buddhi milī hai , tum samajhtē hō ki ham bēhad K|kē bābā key|kī santān banē haĩ , bābā sē varsā lē rahē haĩ .

168You understand that you have become the children of the unlimited Father. 169You are claiming your inheritance from Baba.

135Tō athāh khuśhī hōnī chāhiē .

170Therefore, you should experience infinite happiness.

136Bāp kahtē haĩ bachchē svarg sē bhī yahā̃ tumhārā bahut-bahut ūñch pad hai .

171The Father says: Your status now is much higher than it is in the golden age.

137Bāp sirph tumkō paṛhātē haĩ .

172The Father only teaches you.

138Bhagvānuvāch , maĩ tumkō double sirtāj rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ , tō apnī takdīr par tumkō bahut khuśh rahnā chāhiē .

173God speaks: I am making you into kings of kings, those with a double crown. 174Therefore, you should be very happy with your fortune.

139Vāh  !

175Wah!

140Bābā ā karkē kyā hamārī takdīr banātē haĩ , jō patthar jaisē jīvan kō hīrē jaisā banā dētē haĩ  !

176Just look at the type of fortune Baba comes and creates for us! 177He makes our lives, which were like stone, into lives like diamonds!

141Achchhā  !

178Achcha.

142Mīṭhē mīṭhē sikīladhē rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp va dādā kā yād pyār aur good morning .

179To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

143Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

180The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

144Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

181Essence for dharna:

1451 ) ūñch pad pānē kē liē bahut-bahut śhāntchitt rahnā hai , mīṭhā bannā hai , sabkē sāth pyār sē chalnā hai .

182 1. In order to claim a high status, remain very peaceful and become sweet. 183Interact with everyone with love.

1462 ) jō kuchh bābā kō arpaṇ kar diyā , usē bhūl jānā hai , uskī yād bhī na āyē .

184 2. You have to forget whatever you have surrendered to Baba; it should not be remembered.

147Kabhī yah saṅkalp bhī na āyē ki ham bābā kō dētē haĩ .

185Never think that you are giving to Baba.

Blessing

148Vardān  : brāhmaṇ jīvan mē̃ kām mahāśhatru kē sāth uskē sarv sāthiyō̃ kō bhī vidāī dēnē vālē sampūrṇ pavitra bhav

186Blessing: May you bid farewell to lust, the greatest enemy of Brahmin life and also all of its companions and become completely pure.

149Brāhmaṇ jīvan mē̃ jaisē kām mahāśhatru kō jītnē kē liē viśhēṣh attention rakhtē hō , aisē uskē sabhī sāthiyō̃ kō bhī vidāī dō .

187 Just as you pay special attention in Brahmin life to conquer lust, the greatest enemy, in the same way, also bid farewell to its companions.

150Kaī bachchē krōdh mahābhūt kō tō bhagātē haĩ lēkin krōdh K|kē bāl-bachchō̃ sē thōṛī prīt rakhtē haĩ .

188Many children chase away anger, a great evil spirit, but they have a little love for the little children of anger.

151Jaisē chhōṭē bachchē achchhē lagtē haĩ aisē is krōdh K|kē bhī chhōṭē bachchē kabhī-kabhī pyārē lagtē haĩ , lēkin sampūrṇ pavitra tab kahē̃gē jab kōī bhī vikār kā aṅśh na rahē .

189Just as everyone loves little children, in the same way, everyone also loves the little children of anger. 190However, you can only be said to be completely pure when no trace of any vice remains in you.

152Aisā pakkā vrat lō|low tab kahē̃gē sachchē brāhmaṇ .

191Make such a firm vow for only then will you be said to be a true Brahmin.

Slogan

153Slōgan  : saṅgamyug key|kī mauj kā anubhav karnā hai tō māyā key|kī adhīnatā sē svatantr rahō .

192Slogan: In order to experience the pleasure of the confluence age, be free from the compulsion of Maya.

193*** Om Shanti ***