रविवार 30 अक्टूबर 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
030-10-22 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 21-11-92 madhuban
0 30/10/22 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 21/11/1992
1Karmō̃ key|kī guhya gati K|kē gyātā banō
1Be knowledgeable about the deep philosophy of karma.
2Āj sarv khajānō̃ K|kē dēnē vālē bāp sarv bachchō̃ K|kē jamā kā khātā dēkh rahē thē .
2Today, the Father, the One who gives all the treasures, is seeing the accounts of accumulation of all the children.
3Khajānē tō sarv bachchō̃ kō akhuṭ milē haĩ aur sarv kō ēk jaisā , ēk dvārā sarv khajānē milē haĩ .
3All the children have received infinite treasures and have all received the same treasures from the same One.
4Ēk khajānā nahī̃ lēkin anēk khajānē prāpt huē haĩ .
4It isn't just one treasure; you have received many treasures.
5Phir bhī jamā kā khātā har ēk kā alag-alag hai .
5Nevertheless, each one's account of accumulation is different.
6Kōī nē sarv khajānē achchhī rīti jamā kiyē haĩ aur kaiyō̃ nē yathā śhakti jamā kiyā hai .
6Some have accumulated all the treasures very well and others have accumulated them according to their own capacity.
7Aur jitnā jamā kiyā hai utnā hī chalan aur chēhrē mē̃ vah rūhānī naśhā dikhāī dētā hai , jamā karnē kā rūhānī phakhur anubhav hōtā hai .
7Whatever has been accumulated can be seen by the spiritual intoxication on their faces and in their behaviour. 8You experience the spiritual intoxication of having accumulated them.
8Rūhānī phakhur key|kī pahlī niśhānī yahī hai ki jitnā phakhur hai utnā bēphikr bādśhāh key|kī jhalak unkē her|har karma mē̃ dikhāī dētī hai kyōṅki jahā̃ rūhānī phakhur hai vahā̃ kōī phikra nahī̃ rah saktā .
9The first sign of spiritual intoxication is that the sparkle of being a carefree emperor can be seen by the spiritual intoxication you have in your every action. 10This is because, where there is spiritual intoxication, there cannot be any worry.
9Yah phakhur aur phikra dōnō̃ ēk samay , ēk sāth nahī̃ rah saktē haĩ . 10Jaisē rōśhnī aur andhkār sāth nahī̃ rah saktē haĩ .
11This intoxication and worry cannot both remain simultaneously, just as light and darkness cannot exist at the same time.
11Bēphikr bādśhāh key|kī viśhēṣhtā vah sadā praśhnachitta kē bajāē prasannchitt rahtē haĩ . 12Her|har karma mē̃ sva K|kē sambandh mē̃ vā sarv K|kē sambandh mē̃ vā prakr̥iti K|kē bhī sambandh mē̃ kisī bhī samay , kisī bhī bāt mē̃ saṅkalp-mātra bhī question mark nahī̃ hōgā ki ' yah aisā kyō̃ ' vā ' yah kyā hō rahā hai ' , ' aisā bhī hōtā hai kyā ' ?
12The speciality of a carefree emperor is that, instead of constantly being an embodiment of questions, such a person remains happy. 13In every action, in relation to himself, in relation to others and in relation to nature, at no time does he have a question mark in any situation, even in thought: "Why is this like this? 14What is this happening?
13Prasannchitt ātmā K|kē saṅkalp mē̃ her|har karma kō kartē , dēkhtē , suntē , sōchtē yahī rahtā hai ki jō hō rahā hai vah mērē liē achchhā hai aur sadā achchhā hī hōnā hai .
15Does this happen too?" 16For a satisfied soul, in every thought and while doing everything, while seeing, hearing and thinking, he is aware: “Whatever is happening is good for me, and whatever happens will always be good”.
14Praśhnachitta ātmā ' kyā ' , ' kyō̃ ' , ' aisā ' , ' vaisā ' is uljhan mē̃ svayã kō bēphikr sē phikra mē̃ lē ātī hai .
17Instead of being carefree, a soul who is an embodiment of questions and asks "What?”, “Why?”, “How?” and “Like this?", remains confused and worried.
15Aur bēphikr ātmā burāī kō bhī achchhāī mē̃ parivartan kar lētī , isliē vah sadā prasann rahtī .
18Souls who are carefree change that which is bad into good, and this is why they remain constantly satisfied.
16Ājkal K|kē science K|kē sādhan sē bhī jō vēsṭ-kharāb māl hōtā hai , uskō parivartan kar achchhī chīz banā dētē haĩ .
19Nowadays, methods of science can transform waste, something bad, into something good.
17Tō prasannchitt ātmā silence key|kī śhakti sē chāhē bāt burī hō , sambandh burē anubhav hōtē hō̃ , lēkin vah burāī kō achchhāī mē̃ parivartan kar svayã mē̃ bhī dhāraṇ karēgī aur dūsrē kō bhī apnī śhubh bhāvnā K|kē śhrēṣhṭh saṅkalp sē burāī kō badal achchhāī dhāraṇ karnē key|kī śhakti dēgī .
20So, souls who are embodiments of satisfaction will, with the power of silence, transform a bad situation or relationship that is not experienced to be good into something good and imbibe it (accept it) in themselves. 21Using the elevated thoughts of their good wishes, they will give others the power to change anything bad into something good and imbibe it.
18Kaī bachchē sōchtē haĩ , kahtē haĩ ki « jab hai hī burī vā ġalat bāt , tō ġalat kō ġalat tō kahnā hī paṛēgā nā !
22Some children think and say: When something is bad anyway, or when it is a mistake, then a mistake has to be called a mistake.
19Vā ġalat kō ġalat tō samajhnā hī paṛēgā nā !
23Or, a mistake has to be acknowledged as a mistake.
20' ' lēkin ġalat kō ġalat samajhnā yah samajhnē K|kē hisāb sē samjhā .
24You only have to acknowledge it as a mistake.
21Vah right aur wrong samajhnā , jānnā alag bāt hai lēkin knowledgeful rūp sē jānnē vālē samajhnē kē bād svayã mē̃ kisī bhī ātmā key|kī burāī kō burāī K|kē rūp mē̃ apnī buddhi mē̃ dhāraṇ nahī̃ karē̃gē .
25To understand the different between right and wrong is a separate thing, but the intellects of those who are knowledgeable and know this, having understood it, would never imbibe that which is bad about any soul as being bad.
22Tō samajhnā alag chīj hai , samajhnē tak right hai . 23Lēkin svayã mē̃ vā apnē chit par , apnī buddhi mē̃ , apnī vr̥itti mē̃ , apnī vāṇī mē̃ dūsrē key|kī burāī kō burāī K|kē rūp mē̃ dhāraṇ nahī̃ karnā hai , samānā nahī̃ hai .
26So, to understand something is a different matter; it is right as far as understanding goes, but you must not imbibe or give room in yourself - in your heart, in your intellect, in your attitude or in your words - that which is bad about others.
24Tō samajhnā aur dhāraṇ karnā ismē̃ antar hai .
27Therefore, there is a difference between understanding it and imbibing it.
25Apnē kō bachānē kē liē yah kah dētē haĩ ki yah hai hī wrong , wrong kō tō wrong kahnā paṛēgā nā .
28In order to justify yourself, you say, "This is wrong”. 29You have to say “it is wrong about something that is wrong."
26Lēkin samajhdār kā kām kyā hōtā hai ?
30However, what is the task of sensible ones?
27Samajhdār agar samajhtā hai ki yah burī chīz hai , tō kyā burī samajhtē huē apnē pās|pass jamā karēgā ?
31If those who are sensible understand that something is bad, having understood it as something bad, would they accumulate it in themselves?
28Apnē pās|pass achchhī rīti sambhāl kar rakhēgā ?
32Would they keep it very carefully with themselves?
29Chhōṛ dēgā nā .
33They would let go of it, would they not?
30Yā jamā karnā hī samajhdārī hai ?
34Or, is it sensible to accumulate it?
31Yah samajhdārī hai ?
35Is this being sensible?
32Aur sōchō , agar burī bāt vā burī chalan kō svayã mē̃ dhāraṇ kar liyā , tō kyā āpkī buddhi , vr̥itti , vāṇī sadā sampūrṇ svachchha mānī jāyēgī ?
36Just think, if you imbibe something bad or someone's bad behaviour in yourself, would your intellect, your attitude and your words always be considered to be completely clean and pure?
33Agar jarā bhī kōī defect vā dāg rah jātā hai , kichṛā rah jātā hai tō defect vālā kabhī perfect nahī̃ kahlā saktā , prasannchitt nahī̃ rah saktā .
37If the slightest defect remains, if a flaw or some rubbish remains, such a person with defects cannot be called perfect. 38Such a soul cannot remain an embodiment of happiness.
34Agar kōī key|kī burāī chitt par hai , tō uskā chitt sadā prasannchitt nahī̃ rah saktā aur chitt par dhāraṇ kī huī bātē̃ vāṇī mē̃ jarūr āyēṅgī , chāhē ēk kē āgē varṇan karē , chāhē anēk kē āgē varṇan karē .
39If something bad about someone is in your heart, your heart cannot remain constantly happy. 40That which has been imbibed by your heart will definitely come out in words, whether it is spoken in front of one or whether it is spoken in front of many.
35Lēkin karmō̃ kī gati kā guhya rahasya sadā sāmnē rakhō .
41Constantly keep the deep significance of the philosophy of karma in front of you.
36Agar kisī key|kī bhī burāī vā ġalat bāt chitt par rakhnē kē sāth varṇan kartē hō , tō yah vyarth varṇan aisā hī hai jaisē kōī gumbaz mē̃ āvāz kartā hai tō vah apnā hī āvāz aur hī baṛē rūp mē̃ badal apnē pās|pass hī ātā hai .
42If you talk about anyone's defects or anyone's mistakes from your heart, that wasteful talk is such that it will echo back. 43Your own sound then comes back to you louder. 44Have you ever tried making a sound in a vacuum?
37Gumbaz mē̃ āvāj karkē dēkhā hai ?
45(It echoes back to you.)
38Tō agar kisī key|kī burāī karnē K|kē , ġalat kō ġalat phailānē K|kē saṅskār haĩ , jiskō āp lōg ādat kahtē hō , tō āj āp kiskī glāni kartē hō aur apnē kō baṛā samajhdār , galatī|galtī sē dūr samajhkar varṇan kartē hō , lēkin yah pakkā niyam hai athavā karmō̃ key|kī philosophy hai ki āj āpnē kiskī glāni key|kī aur kal āpkī kōī dugunī glāni karēgā kyōṅki yah ġalat bātē̃ itnī fast gati sē phailtī haĩ jaisē kōī viśhēṣh bīmārī K|kē germs ( jīvāṇu ) bahut jaldī phailtē haĩ aur phailtē huē germs jiskī glāni key|kī vahā̃ tak pahũchtē jarūr haĩ .
46If you have a sanskar, which you call a habit, of speaking badly of someone or of spreading someone’s mistake as a mistake, then today, at the time you are defaming someone, you speak while considering yourself to be very sensible; you consider yourself to be beyond making mistakes. 47However, it is a very powerful law of the philosophy of karma that, if you defame someone today, then someone else will defame you twice as much tomorrow, because these things of mistakes spread at a very fast speed. 48It is like the germs of some diseases that spread very quickly; while the germs are spreading they reach the person who is being defamed.
39Āpnē ēk glāni key|kī hōgī aur vah āpkō ġalat siddha karnē kē liē āpkī das glāni karē̃gē .
49You may have defamed someone once, but in order to prove you wrong, he or he will say ten defamatory things about you.
40Tō result kyā huī ?
50So, what is the result then?
41Karmō̃ kī gati kyā huī ?
51What is the philosophy of karma?
42Lauṭ kar kahā̃ I|āī|eye ?
52Where did it come back to?
43Agar āpkō śhubh bhāvnā hai us ātmā kō ṭhīk karnē key|kī , tō ġalat bāt śhubh bhāvnā K|kē svarūp mē̃ viśhēṣh nimitt sthān par dē saktē hō , phailānā wrong hai .
53If you have the good wishes to put that soul right, then you can speak with good wishes about whatever is wrong in the right place. 54It is wrong to spread it.
44Kaī kahtē haĩ hamnē kiskō kahā nahī̃ , lēkin vō kah rahē thē tō mainnē bhī hā̃ mē̃ hā̃ kar diyā , bōlā nahī̃ .
55Some say: I didn't tell anyone, but the other person was speaking about it, so I only agreed with it, but I didn't really speak about it.
45Āpkē bhakti-mārg K|kē śhāstrō̃ mē̃ bhī varṇan hai ki burā kām kiyā nahī̃ lēkin dēkhā bhī , sāth bhī diyā tō vah pāp hai .
56It is also mentioned in your scriptures of the path of devotion, that you may not have done anything bad, but if you saw it happening, if you were associated with it, then that is a sin.
46' hā̃ ' mē̃ ' hā̃ ' milānā , yah bhī karmō̃ kī gati K|kē pramāṇ pāp mē̃ bhāgī bannā hai .
57According to the philosophy of karma, to agree with something also means to share in the sin.
47Vartamān samay karmō̃ kī gati K|kē gyān mē̃ bahut easy hō gayē haĩ .
58At the present time, you have become very easy with the knowledge of the philosophy of karma.
48Lēkin yah chhōṭē-chhōṭē sūkṣhma pāp śhrēṣhṭh sampūrṇ sthiti mē̃ vighna rūp bantē haĩ .
59However, these small, subtle sins take on the form of an obstruction to your reaching your elevated, perfect stage.
49Easy bannē key|kī niśhāniyā̃ kyā haĩ ?
60What are the signs of becoming easy?
50Vah sadā aisā hī sōchtē-samajhtē ki yah tō aur bhī kartē haĩ , yah tō ājkal chaltā hī hai .
61Such souls always think and understand: "Others also do it anyway; nowadays, these things happen anyway."
51Yā tō apnē āpkō halkā karnē kē liē yahī kahē̃gē ki mainnē hansī mē̃ kahā , mērā bhāv nahī̃ thā , aisē hī bōl diyā .
62Then, in order to lighten themselves, they say, "I just said it as a joke, and this was not my intention. 63I said it just like that."
52Yah vidhi sampūrṇ siddhi kō prāpt hōnē mē̃ sūkṣhma vighna ban jātā hai isliē gyān tō bahut mil gayā hai , rachtā aur rachnā K|kē gyān kō sunnā , varṇan karnā bahut spaṣhṭ hō gayā hai . 53Lēkin karmō̃ key|kī guhya gati kā gyān buddhi mē̃ sadā spaṣhṭ nahī̃ rahtā , isliē easy hō jātē haĩ .
64So this method becomes a subtle obstruction to your achieving your full result. 65You have received a lot of knowledge. 66The listening and speaking of the knowledge of the Creator and creation have become very clear, but the knowledge of the deep philosophy of karma does not always remain clear in your intellects, and this is how you become easy.
54Kaī bachchō̃ key|kī apnē prati bhī complain hōtī hai ki jaisē bāp kahtē haĩ , bāp bachchō̃ mē̃ jō śhrēṣhṭh āśhāē̃ rakhtē haĩ , jō chāhtē haĩ , jitnā chāhtē haĩ utnā nahī̃ hai .
67Some children complain about themselves while having a heart-to-heart conversation: The Father says that He has elevated hopes in the children, but the children are not what and how He wishes them to be.
55Iskā kāraṇ kyā hai ?
68What is the reason for this?
56Yē ati sūkṣhma vyarth karma buddhi kō , man kō ūñchā anubhav karnē nahī̃ dētē .
69Very subtle, wasteful actions do not allow their intellects and minds to have elevated experiences.
57Yōg lagānē baiṭhtē haĩ lēkin kāphī samay yuddha mē̃ chalā jātā , vyarth kō miṭāē samarth bannē mē̃ samay chalā jātā hai isliē kyā karnā chāhiē ?
70You sit in order to have yoga, but a lot of time is spent battling. 71You spend it removing the wasteful and becoming powerful. 72So, what should you do?
58Jitnā ūñchā bantē haĩ , tō ūñchāī mē̃ attention bhī ūñchā rakhnā paṛtā hai .
73The more elevated you become, the more attention you have to pay. 74You must enjoy Brahmin life.
59Brāhmaṇ jīvan key|kī mauj mē̃ rahnā hai . 60Mauj mē̃ rahnē kā arth|earth yah nahī̃ ki jō āyā vah kiyā , mast rahā .
75However, the meaning of enjoyment is not that you can do whatever you feel like and remain carefree.
61Yah alpkāl K|kē sukh key|kī mauj vā alpkāl K|kē sambandh-sampark key|kī mauj sadākāl key|kī prasannchitt sthiti sē bhinn hai .
76That pleasure of temporary happiness with words, that pleasure of temporary relationships and connections is different from the stage of being an eternal embodiment of happiness.
62Isī kō mauj nahī̃ samajhnā .
77Do not consider that to be pleasure.
63Jō āyā vah bōlā , jō āyā vah kiyā ham tō mauj mē̃ rahtē haĩ .
78"We say whatever we want, we do whatever we want, we are in pleasure."
64Alpkāl K|kē manamaujī nahī̃ banō . 65Sadākāl key|kī rūhānī mauj mē̃ rahō .
79Do not become those who experience pleasure for a temporary period by pleasing yourselves.
66Yahī yathārth brāhmaṇ jīvan hai .
80Remain in eternal, spiritual pleasure.
67Mauj mē̃ bhī rahō aur karmō̃ kī gati K|kē gyātā bhī rahō .
81This is accurate Brahmin life. 82Enjoy yourself, but be knowledgeable about the philosophy of karma.
68Tab hī jō chāhtē hō , jaisē chāhtē hō vaisē anubhav kartē rahē̃gē .
83Only then will you experience what you want to, as you want to. 84Do you understand what you have to do?
69Samjhā ? 70Karmō̃ key|kī guhya gati K|kē gyātā banō .
85Be knowledgeable about the deep philosophy of karma.
71Phir khajānō̃ K|kē jamā kī result sunāyēṅgē .
86Baba will then tell you the result of the treasures that will have been accumulated.
72Achchhā !
87Achcha.
73Chārō̃ ōr K|kē phikra sē phārig bēphikr bādśhāh ātmāō̃ kō , sadā prasannchitt viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā svayã prati aur sarv ātmāō̃ prati śhrēṣhṭh parivartan śhakti kō karma mē̃ lānē vālē karmayōgī ātmāō̃ kō , sadā rachtā-rachnā K|kē gyātā aur karm-philosophy K|kē bhī gyātā - aisē gyān-svarūp ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād , pyār aur namastē .
88To the souls everywhere who are free from worry and are carefree emperors, to the special souls who remain constant embodiments of happiness, to the karma yogi souls who constantly use the elevated power of transformation for themselves and others, to those who constantly have the knowledge of the Creator and His creation and the philosophy of karma, to the souls who are embodiments of knowledge, BapDada's love, remembrance and namaste.
74Dādiyō̃ kē sāth mulākāt
89BapDada speaking to the Dadis:
75Vartamān samay kis bāt key|kī āvaśhyaktā hai ?
90What is essential at the present time?
76Karmō̃ key|kī guhya gati kā gyān merge hō gayā hai , isliē albēlāpan hai .
91The knowledge of the deep philosophy of karma has become merged.
77Puruṣhārthī bhī haĩ lēkin puruṣhārth mē̃ albēlāpan ā jātā hai isliē abhī iskī āvaśhyaktā hai .
92This is why there is carelessness. 93Souls are effort-makers, but there is carelessness in their efforts.
78Bāpdādā sabhī key|kī result kō dēkhtē haĩ .
94This is why this is essential at the moment.
79Jō chal rahā hai vō achchhā hai .
95BapDada sees everyone’s result.
80Lēkin abhī achchhē tē achchhā bannā hī hai .
96Whatever is happening is good, but you now have to become the best.
81Busy rahnā paṛtā hai nā .
97You have to keep busy, do you not?
82Jyādā samay busy kismē̃ rahnā paṛtā hai ?
98In what do you have to keep busy for a longer period?
83Kis bāt mē̃ jyādā samay dēnā paṛtā hai ?
99What do you have to give a lot of time to?
84Chāhē āp lōgō̃ key|kī apnī sthiti nyārī aur pyārī hai , lēkin samay tō dēnā paṛtā hai .
100Even if the stage of all of you may be detached and loving, you still have to give some time to this.
85Tō yahī samay powerful śhaktiśhālī light house , might house ban vibrations phailānē mē̃ jāyē tō kyā hō jāyēgā ?
101If this time were to be used in spreading the powerful vibrations of a lighthouse and might-house, what would happen?
86Saṅgaṭhit rūp mē̃ yahī vātāvaraṇ hō , aur kōī bāt hī nahī̃ hō tō kyā vibration viśhva mē̃ yā prakr̥iti tak pahũchēgā ?
102Let there be this atmosphere collectively. 103Let there not be anything else. 104Would the vibrations reach the world and nature then?
87Abhī tō sabhī lōg intjār kar rahē haĩ ki kab hamārē rachtā vā master rachtā sampann yā sampūrṇ ban ham lōgō̃ sē apnī svāgat karātē .
105Now, everyone is waiting in anticipation: "When will our creators and master creators become complete and perfect and allow us to welcome them?"
88Prakr̥iti bhī tō svāgat karēgī nā .
106Nature will also welcome you, will it not?
89Tō vah saphaltā key|kī mālā sē svāgat karē vō din ānā hī hai .
107The day will come when it will welcome you with a garland of success.
90Jab saphaltā K|kē bājē bajē̃gē tab pratyakṣhatā K|kē bājē bajē̃gē .
108When the bugles of success play, the bugles of revelation will also play.
91Bajnē tō haĩ hī nā .
109They have to play anyway.
92Achchhā ! 93Dādī chandramaṇi jī sēvā par jānē key|kī chhuṭṭī lē rahī haĩ
110Dadi Chandermani taking leave from BapDada to go on service.
94All-round bannā hī śhrēṣhṭh sēvā hai .
111To be an all-rounder is to do elevated service.
95Achchhā hai , chakkar lagātē rahō .
112It is good that you continue to tour around.
96Chakkar lagānē kā part bachchō̃ kā hī hai .
113It is in the children’s parts to tour around.
97Bāp tō avyakt rūp mē̃ lagā saktē haĩ .
114The Father can only tour around in the avyakt form.
98Sākār rūp mē̃ bhī chakkar lagānē kā part bāp kā nahī̃ rahā , bachchō̃ kā hī thā .
115In the sakar form also, it wasn’t in the Father’s part to tour around, it was the children’s.
99Achchhā !
116Achcha.
100Avyakt bāpdādā key|kī personal mulākāt - vijayī mālā mē̃ ānē K|kē liyē tīvr puruṣhārthī banō
117BapDada meeting groups personally. 118In order to be part of the rosary of victory become intense effort-makers.
101Sadā tīvr puruṣhārthī ātmāē̃ haĩ aisē anubhav kartē hō ?
119Do you constantly experience yourselves to be intense effort-makers?
102Jab brāhmaṇ banē tō puruṣhārthī tō haĩ hī .
120Since you have become Brahmins, you are effort-makers anyway.
103Tīvr puruṣhārthī haĩ vā sirph puruṣhārthī haĩ ?
121Are you intense effort-makers or just effort-makers?
104Sunnē aur sunānē vālē kō puruṣhārthī kahē̃gē yā tīvr puruṣhārthī kahē̃gē ?
122Would you call those who just listen and speak effort-makers or intense effort-makers?
105Sunnā aur sunānā , uskē bād kyā hōtā hai ?
123What happens after listening and speaking to others?
106Tīvr puruṣhārthī kiskō kahē̃gē - sunnē vālē kō yā bannē vālē kō ?
124Whom would you call an intense effort-maker: one who listens or one who becomes that?
107Jō mālā kā 16108 vā̃ number hai vah bhī suntā aur sunātā tō hai hī .
125The 16,108th bead of that rosary also listens and speaks to others.
108Nahī̃ tō mālā mē̃ kaisē āyēgā .
126How else would that bead enter that rosary?
109Lēkin 108 key|kī mālā mē̃ kaun āyēṅgē ?
127However, who will come into the rosary of 108?
110108 key|kī mālā kā nām hai vijayī mālā .
128The rosary of 108 is called the rosary of victory.
11116000 vālī mālā kā nām vijayī mālā nahī̃ hai .
129The rosary of 16,000 is not called the rosary of victory.
112Tō sunnā aur sunānā , yah majority kartē haĩ .
130So, the majority listens and speaks to others.
113Lēkin sunā aur banā iskō kahā jātā hai tīvr puruṣhārthī .
131However, it is someone who listens and then becomes that who is said to be an intense effort-maker.
114Tīvr puruṣhārthī 108 haĩ aur puruṣhārthī 16108 haĩ .
132There are 108 intense effort-makers and 16,108 effort-makers.
115Tō apnē āpkō check karō ki tīvr puruṣhārthī haĩ yā puruṣhārthī haĩ ?
133So, check yourself: Am I an intense effort-maker or an effort-maker?
116Jō haĩ , jaisā haĩ vah majority apnē āpkō jān saktē haĩ .
134The majority of you can know yourselves as to what you are and how you are.
117Kōī thōṛē aisē haĩ jō apnē kō nahī̃ bhī jāntē haĩ , wrong kō right samajhkar bhī chaltē jātē haĩ .
135There are a few who do not know themselves, and they move along considering wrong to be right.
118Majority apnē man mē̃ apnē āpkō satya jāntē haĩ ki maĩ kaun hū̃ ?
136The majority of you truly know yourselves as to who you are.
119Isliē sadā apnē kō dēkhō , dūsrē kō nahī̃ .
137This is why you must always look at your own self, not at others.
120Apnē puruṣhārth kō check karō aur tīvr puruṣhārth mē̃ change karō .
138Check your efforts and change them into intense effort.
121Nahī̃ tō final samay ānē par change nahī̃ kar sakē̃gē . 122Us samay paṛhāī kā samay samāpt hōnē par , imtahān K|kē samay paṛhāī kā chance nahī̃ miltā .
139You won’t be able to change them in the final moments; that will be the time of finishing your studies. 140You don’t get a chance to study at the time of an examination.
123Agar kōī student samajhē - ēk praśhna kā uttar nahī̃ ātā hai , kitāb sē paṛhkar uttar dē dē̃ tō right hōgā yā wrong hōgā ?
141If a student thinks that because he doesn’t know the answer to a particular question, he can look it up in the book and then answer the question; would that be right or wrong?
124Tō us samay apnē kō change nahī̃ kar sakē̃gē .
142So, you won’t be able to change yourselves at that time.
125Jō hai , jaisā hai , vaisē hī prālabdh prāpt kar lē̃gē .
143You will attain a reward according to what you are and how you are.
126Lēkin abhī chance hai .
144However, you do have a chance now.
127Abhī too late kā board nahī̃ lagā hai , late|lēṭ kā lagā hai .
145The board of “Too late” has not yet been put up; the board of “late” has been put up.
128Late|lēṭ hō gayē lēkin too late nahī̃ isliē phir bhī margin hai .
146It is late, but it is not too late. 147Therefore, there is still a margin.
129Kaī student 6 mās mē̃ bhī pass with honour hō jātē haĩ agar sahī puruṣhārth kartē haĩ tō .
148Some students are able to pass with honours by studying for only six months if they make the right effort.
130Lēkin samay samāpt hōnē kē bād kuchh nahī̃ kar saktē .
149However, when the time is over, you won’t be able to do anything.
131Bāp bhī rahm karnā chāhē tō bhī nahī̃ kar saktē .
150Even if the Father wants to have mercy, He cannot do so.
132Chalō , yah achchhā hai , iskō marks dē dō yah bāp kar saktā hai ?
151OK, this one is good, give him some marks: would the Father be able to do that?
133Isliē abhī sē check karō aur change karō .
152Therefore, check and change yourselves from now.
134Albēlāpan chhōṛ dō . 135Ṭhīk haĩ , chal rahē haĩ , pahũch jāyēṅgē yah albēlāpan hai .
153Let go of carelessness: “It is fine, I am moving alone, I will reach there.” 154That is carelessness.
136Albēlē kō is samay tō mauj lagtī hai .
155Those who are careless are probably enjoying themselves at this time.
137Jō albēlā hōtā hai usē kōī phikra nahī̃ hōtā hai , vah ārām kō hī sabkuchh samajhtā hai .
156Those who are careless don’t have any worries. 157They consider their comfort to be everything.
138Tō albēlāpan nahī̃ rakhnā . 139Sadā alert !
158So, do not have any carelessness.
140Pāṇḍav sēnā hō nā .
159Remain constantly alert.
141Sēnā albēlī rahtī hai yā alert rahtī hai ?
160You are the Pandava Army. 161Is an army careless or alert?
142Sēnā mānā alert , sāvdhān , khabardār rahnē vālē .
162An army means being alert, cautious, on their guard.
143Albēlā rahnē vālē kō sēnā kā sainik nahī̃ kahā jāyēgā .
163Those who remain careless are not considered to be soldiers of an army.
144Tō albēlāpan nahī̃ , attention !
164So, no carelessness, but attention.
145Lēkin attention bhī natural vidhi ban jāyē .
165However, let attention also be your natural way.
146Kaī attention kā bhī tension rakhtē haĩ .
166Some have the tension of paying attention.
147Tension key|kī life sadā tō nahī̃ chal saktī .
167A life of tension cannot continue all the time.
148Tension key|kī life thōṛā samay chalēgī , natural nahī̃ chalēgī .
168A life of tension would continue for a short time; it would not be natural.
149Tō attention rakhnā hai lēkin ' natural attention ' ādat ban jāyē . 150Jaisē vismr̥iti key|kī ādat ban gaī thī nā .
169So, you have to pay attention but let ‘natural attention’ become your habit, just as you had created the habit of forgetting.
151Nahī̃ chāhtē bhī hō jātā hai .
170Even against your conscious wish, it would happen.
152Tō yah ādat ban gaī nā , natural hō gaī nā .
171So, that was a habit that was created, was it not? 172It became natural, did it not?
153Aisē smr̥itisvarūp rahnē key|kī ādat hō jāyē , attention key|kī ādat hō jāyē isliē kahā jātā hai ādat sē manuṣhyātmā majbūr hō jātī hai .
173In the same way, now have the habit of being an embodiment of remembrance, the habit of paying attention. 174This is why it is said that human beings are compelled by their habits.
154Na chāhtē bhī hō jātā hai iskō kahtē haĩ majbūr .
175Something happens even against their conscious wish. 176This is known as being compelled.
155Tō aisē tīvr puruṣhārthī banē hō ?
177So, have you become such intense effort-makers?
156Tīvr puruṣhārthī arthāt vijayī .
178An intense effort-maker means to be victorious.
157Tabhī mālā mē̃ ā saktē haĩ .
179Only then can you become part of the rosary.
158Bahutkāl kā abhyās chāhiē .
180This practice is required over a long period of time.
159Sadaiv alert mānā sadā ever ready !
181To be constantly alert means to be constantly ever-ready.
160Āpkō kyā niśhchay hai vināśh K|kē samay tak rahē̃gē yā pahlē bhī jā saktē haĩ ?
182What faith do you have? 183That you will stay till destruction or that you can even go earlier?
161Pahlē bhī jā saktē haĩ nā isliē ever ready .
184You could also go earlier, could you not? 185Therefore, be ever-ready.
162Vināśh āpkā intjār karē , āp vināśh kā intjār nahī̃ karō .
186Destruction should wait for you; you should not wait for destruction.
163Vah rachnā hai , āp rachtā hō .
187That is the creation and you are the creators.
164Sadā ever ready .
188So, always be ever-ready!
165Kyā samjhā ?
189What did you understand?
166Attention rakhnā .
190Pay attention!
167Jō bhī kamī mahsūs hō usē bahut jaldī sē jaldī samāpt karō .
191Whatever weaknesses you feel you have, remove them very quickly. 192To become complete means to finish weaknesses.
168Sampann bannā arthāt kamjōrī kō khatm karnā . 169Aisē nahī̃ yahā̃ āyē tō yahā̃ K|kē , vahā̃ gayē tō vahā̃ K|kē .
193Let it not be that, when you come here, you become like those here and that when you go there, you become like those there.
170Sabhī tīvr puruṣhārthī bankar jānā .
194All of you must return as intense effort-makers.
171Achchhā !
195Achcha.
Blessing
172Vardān : viśhva sē andhkār kō miṭākar rōśhnī dēnē vālē master gyān sūrya bhav
196Blessing: May you be a master sun of knowledge who removes darkness from the world and brings light.
173Master gyān sūrya vah haĩ jō viśhva sē andhkār kō miṭākar rōśhnī dēnē vālē haĩ .
197 A master sun of knowledge is one who removes darkness from the world and brings light.
174Vah svayã bhī prakāśh svarūp , light-might rūp haĩ aur dūsrō̃ kō bhī light-might dēnē vālē haĩ .
198Such a soul is an embodiment of light, a form of light and might and also gives light and might to others.
175Jahā̃ sadā rōśhnī hōtī hai vahā̃ andhkār kā savāl hī nahī̃ , andhkār hō hī nahī̃ saktā .
199Where there is constant light, there is no question of darkness; there cannot be darkness there.
176Jō viśhva kō rōśhnī dēnē vālē haĩ vah svayã andhkār mē̃ nahī̃ rah saktē .
200Those who give light to the world can never be in darkness themselves.
177Sampūrṇ pavitratā arthāt rōśhnī .
201Complete purity means light.
178Unkē pās|pass andhkār arthāt vikārō̃ kā aṅśh bhī nahī̃ rah saktā .
202Such souls have no darkness; they have no trace of vice.
Slogan
179Slōgan : svabhāv , saṅskār , sambandh-sampark mē̃ light rahnā hī milansār bannā hai .
203Slogan: To be light in your nature, sanskars, relationships and connections means to be harmonious.
204*** Om Shanti ***