शुक्रवार 4 नवंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

004-11-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 04/11/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bāp kā pharmān hai svadarśhan chakra phirātē apnā buddhiyōg ēk bāp sē lagāō , issē vikarma vināśh hōṅgē , sir sē pāpō̃ kā bōjhā utar jāyēgā ' '

1Essence: Sweet children, the Father's direction is: Spin the discus of self-realisation and connect your intellects in yoga to the Father. 2By doing this, your sins will be absolved and your burden of sins will be removed from your head.

Question

2Praśhna  : is puruṣhōttam saṅgamyug key|kī viśhēṣhatāyē̃ kaun-kaun see|sī|C haĩ  ?

3Question: What are the specialities of this most elevated confluence age?

Answer

3Uttar  : yah saṅgamyug hī kalyāṇkārī yug hai - ismē̃ hī ātmā aur paramātmā kā sachchā mēlā lagtā hai jisē kumbha kā mēlā kahtē haĩ .

4Answer: 1. Only this confluence age is a beneficial age. 5It is in this age that the real meeting, which is also called the Kumbha Mela, the meeting of souls with the Supreme Soul, takes place. 62. It is only at this time that you become true Brahmins.

42 - is samay hī tum sachchē-sachchē brāhmaṇ bantē hō . 53 - is saṅgam par tum duḥkhdhām sē sukhdhām mē̃ jātē hō .

73. At this confluence age, you go from the land of sorrow to the land of happiness; you become liberated from sorrow.

6Duḥkhō̃ sē chhūṭtē hō . 74 - is samay tumhē̃ gyān sāgar bāp dvārā sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā pūrā gyān miltā hai .

84. At this time, you receive the full knowledge of the beginning, the middle and the end of the world from the Father, the Ocean of Knowledge.

8Naī duniyā kē liē nayā gyān bāp dētē haĩ .

9The Father gives you new knowledge for the new world.

95 - tum sānvarē sē gōrā bantē hō .

105. You become beautiful from ugly.

Song

10Gīt  : is pāp key|kī duniyā sē …

11Song: Take us away from this world of sin to a place of rest and comfort.

Murli

11Ōm śhānti .

12Om shanti.

12Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ nē gīt sunā aur bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ yah baiṭhā huā hai ki barōbar kaliyug pāp key|kī duniyā hai .

13You sweetest children heard the song, and it is in the intellects of you children that the iron age truly is the world of sin.

13Is samay sab pāp hī kartē rahtē haĩ .

14At this time, everyone continues to commit sin.

14Bāp ākar tum bachchō̃ kō kalp-kalp gati sadgati dētē haĩ , jab patit duniyā kō pāvan banānā hōtā hai tab patit-pāvan bāp ātē haĩ , ākar bachchō̃ kō āp samān banātē haĩ .

15The Father comes every cycle and grants you liberation and salvation. 16The Purifier Father comes when the impure world has to be made pure. 17He comes and makes you children equal to Himself.

15Bāp mē̃ kaun sā gyān hai  ?

18Which knowledge does the Father have?

16Sārē sr̥iṣhṭi chakra kā gyān hai .

19He has the knowledge of the whole cycle.

17Tum bachchē bhī is sr̥iṣhṭi chakra kō jāntē hō .

20You children also know this world cycle.

18Yah sārā chakra kaisē phirtā hai , yah bāp mē̃ gyān hai , isliē unkō gyān kā sāgar kahā jātā hai .

21The Father has the knowledge of how this whole cycle turns and that is why He is called the Ocean of Knowledge.

19Vahī patit-pāvan hai .

22He alone is the Purifier.

20Is chakra kō samajhnē sē , svadarśhan chakradhārī bannē sē tum phir svarg K|kē chakravartī rājā rānī bantē hō .

23By understanding this cycle and by becoming spinners of the discus of self-realisation, you once again become the kings and queens of heaven, rulers of the globe.

21Tō buddhi mē̃ sārā din yah chakra phirnā chahiē tō tumhārē vikarma vināśh hō jāyēṅgē .

24Therefore, your intellects should spin this discus throughout the whole day so that your sins can be absolved.

22Phir satyug mē̃ tō tum yah chakra nahī̃ phirāyēṅgē .

25Then, in the golden age, you won't spin this discus.

23Vahā̃ sva arthāt ātmā kō sr̥iṣhṭi chakra kā gyān nahī̃ hōtā .

26There, you, that is, you souls, do not have the knowledge of the world cycle.

24Na satyug mē̃ , na kaliyug mē̃ , yah gyān sirph saṅgamyug par tumkō miltā hai .

27Neither in the golden age nor in the iron age do souls have it. 28Only at the confluence age do you receive this knowledge.

25Saṅgam key|kī bahut mahimā hai .

29The confluence age is praised a lot.

26Kumbha kā mēlā kartē haĩ nā .

30They have kumbha melas.

27Vāstav mē̃ yah hai gyān sāgar aur nadiyō̃ kā mēlā arthāt param ātmā aur ātmāō̃ kā mēlā .

31In fact, it is the mela (meeting) of the Ocean of Knowledge and the rivers, that is, it is the meeting of the Supreme Soul with souls.

28Vah kumbha kā mēlā bhakti mārg kā hai .

32That kumbha mela belongs to the path of devotion.

29Yah ātmā aur paramātmā kā mēlā is suhāvanē kalyāṇkārī saṅgamyug par hī hōtā hai , jabki tum duḥkhō̃ sē chhūṭ sukh mē̃ jātē hō isliē bāp kō duḥkh hartā sukh kartā kahā jātā hai .

33This meeting of souls with the Supreme Soul only takes place at this beautiful, beneficial confluence age when you become liberated from sorrow and go into happiness. 34This is why the Father is called the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

30Ādhākalp sukh aur ādhākalp duḥkh chaltā hai .

35Happiness lasts for half a cycle and sorrow lasts for half a cycle.

31Din aur rāt ādhā-ādhā hai .

36Day and night are half and half.

32Makān bhī nayā purānā hōtā hai .

37Buildings too are new and old.

33Nayē ghar mē̃ sukh , purānē ghar mē̃ duḥkh hōtā hai .

38There is happiness in a new home and sorrow in an old home.

34Duniyā bhī naī aur purānī hōtī hai .

39The world too is new and old.

35Ādhākalp sukh rahtā hai phir madhya sē duḥkh śhurū hōtā hai .

40There is happiness for half a cycle and then sorrow begins in the middle.

36Duḥkh kē bād phir sukh hōtā hai .

41After sorrow, there is happiness again.

37Duḥkhdhām sē phir sukhdhām kaisē bantā hai , kaun banātē haĩ .

42How does the land of sorrow become the land of happiness? 43Who makes it that?

38Yah duniyā bhar mē̃ kōī nahī̃ jāntē .

44No one in the whole world knows this.

39Manuṣhya tō ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .

45Human beings are in total darkness.

40Satyug kō bahut lambā samay dē diyā hai .

46They have given the golden age a long duration.

41Agar satyug key|kī āyu baṛī hō tō ādmī kitnē hōnē chāhiē .

47If the duration of the golden age were that long, there would be so many people there!

42Vāpis tō kōī bhī jā nahī̃ saktē .

48Not a single person can go back home.

43Sabkō ikṭṭhā hōnā hī hai .

49Everyone has to get together here.

44Vāpis tō tab jāyē̃ jab bāp ākar ghar kā rāstā batāyē .

50Only when the Father comes and shows you the way to go home can you go back.

45Itnī sab ātmāō̃ kō bāp saṅgamyug par ākar pūrā rāstā batātē haĩ , tum jāntē hō ham 84 janmō̃ kā chakra lagākar āyē haĩ .

51The Father comes at the confluence age and shows all of these many souls the way to go home. 52You know that, having gone around the cycle of 84 births, you have now come here.

46Satyug , trētā mē̃ hamnē kitnē janma liyē haĩ , vahā̃ kitnē varṣh kaun-kaun rājya kartē haĩ .

53How many births you have taken in the golden and silver ages and who rules for how many years is all in your intellects.

47Sārā tumhārī buddhi mē̃ hai .

54In the golden age you are 16 celestial degrees full.

48Satyug mē̃ haĩ 16 kalā sampūrṇ , phir 14 kalā phir utartī kalā hōtī hai .

55Then, in the silver age, you are 14 degrees and it is then the stage of descent.

49Is samay bahut duḥkh hai .

56At this time there is a lot of sorrow.

50Duḥkh hōtā hī hai purānī duniyā mē̃ .

57There is only sorrow in the old world.

51Satyug kō naī duniyā , kaliyug kō purānī duniyā kahā jātā hai .

58The golden age is called the new world and the iron age is called the old world.

52Abhī hai saṅgam .

59It is now the confluence.

53Ab purānī duniyā kā vināśh hōtā hai , bāp naī duniyā banā rahē haĩ .

60The old world is now to finish. 61The Father is making the world new.

54Tum purānī duniyā sē nikal jāē nayē ghar mē̃ baiṭhē̃gē .

62You will leave the old world and then go and sit in the new home.

55Tum kahē̃gē ham nayē ghar kē liē puruṣhārth kar rahē haĩ ki ham naī duniyā mē̃ ūñch pad pāyē̃ .

63You say that you are making effort to go to the new home so that you can claim a high status in the new world.

56Bāp sirph kahtē haĩ mujhē yād karō aur kōī taklīph nahī̃ dētē .

64The Father says: Simply remember Me alone. 65He doesn't give you any other difficulty.

57Kaisē bhī time nikāl pharmān mānnā chāhiē .

66You should somehow make time and obey His instructions.

58Parantu māyā aisī hai jō pharmān mānnē nahī̃ dētī .

67However, Maya is such that she doesn't allow you to obey them.

59Bāp sē buddhiyōg lagānē nahī̃ dētī .

68She doesn't allow you to connect your intellects in yoga to the Father.

60Parantu tum bachchō̃ nē kalp pahlē bhī puruṣhārth kar is māyā rūpī rāvaṇ par jīt pāī hai tab tō satyug key|kī sthāpanā hōtī hai .

69You children made effort in the previous cycle too and gained victory over Maya, Ravan, and that was how the golden age was established.

61Jitnā jō madadgār bantā hai unkō utnā izāphā bhī miltā hai .

70To the extent that someone becomes a helper, accordingly, he or she receives a prize.

62Tō bachchō̃ kō yah knowledge mitr sambandhiyō̃ kō bhī dēnī hai .

71Therefore, you children also have to give this knowledge to your friends and relatives.

63Bāp kā pharmān hai ki mujhē yād karō kyōṅki ādhākalp K|kē vikarmō kā bōjhā sir par hai , unkō bhasma karnē kā kōī upāya nahī̃ sivāē yād K|kē .

72The Father's directions are: Remember Me! 73Each of you has a burden of sin of half a cycle on your head and there is no way to burn it other than by having remembrance.

64Bhal gaṅgā jamunā kō patit-pāvnī kahtē haĩ , samajhtē haĩ ham pāvan hō jāyēṅgē parantu pānī sē pāp kaisē kaṭē̃gē .

74People say that the Rivers Ganges and Jamuna are the Purifiers and they believe that they will be made pure by them. 75However, how can sins be cut away with water?

65Yah hai patit duniyā tab sab pukārtē haĩ hē patit-pāvan ākar satyug key|kī sthāpanā karō .

76This is the impure world and that is why everyone calls out: O Purifier, come and establish the golden age!

66Sō tō sivāē bāp K|kē kōī sthāpan kar na sakē .

77No one, apart from the Father, can establish it.

67Tō yah hai naī duniyā kē liē nayā gyān .

78Therefore, this is new knowledge for the new world.

68Dēnē vālā ēk hī bāp hai , śhrīkr̥iṣhṇa nē gyān nahī̃ diyā , śhrīkr̥iṣhṇa kō patit-pāvan nahī̃ kahā jātā .

79It is only the one Father who gives it. 80Krishna didn’t give knowledge. 81Krishna cannot be called the Purifier.

69Patit-pāvan tō ēk hī parampitā paramātmā hai , jō punarjanma rahit hai .

82Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Purifier and He is beyond rebirth.

70Tum jāntē hō - śhrīkr̥iṣhṇapurī kō hī viṣhṇupurī kahā jātā hai .

83You know that the land of Krishna is also called the land of Vishnu.

71Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī rājdhānī apnī , rādhē key|kī rājdhānī apnī phir unhō̃ key|kī āpas mē̃ sagāī hōtī hai .

84The kingdom of Krishna is separate from the kingdom of Radhe, and then the two of them become engaged.

72Rādhē kr̥iṣhṇa kōī bhāī bahan nahī̃ thē .

85Radhe and Krishna were not sister and brother.

73Bhāī bahan key|kī āpas mē̃ śhādī nahī̃ hōtī .

86Brother and sister would not marry one another.

74Ab tumhārī buddhi mē̃ yah bātē̃ ṭapaktī rahtī haĩ .

87These things now continue to trickle in your intellects.

75Pahlē yah nahī̃ jāntē thē .

88Previously, you didn't know this.

76Ab mālūm paṛā hai ki rādhē-kr̥iṣhṇa hī phir lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ . 77Svarg K|kē mahārājā aur mahārānī , prince aur princess rādhē kr̥iṣhṇa gāyē huē haĩ .

89You now know that it is Radhe and Krishna who become Lakshmi and Narayan, the empress and emperor of heaven. 90Krishna and Radhe are remembered as the prince and princess.

78Unhō̃ K|kē mā̃ bāp kā itnā uñchā martabā nahī̃ hai .

91Their parents don't have such a high status.

79Yah kyō̃ huā  ?

92Why is that?

80Kyōṅki unhō̃ K|kē mā̃ bāp cum|kam paṛhē huē haĩ .

93Because their parents studied less.

81Rādhē kr̥iṣhṇa kā jitnā nām hai , unhō̃ K|kē mā̃ bāp kā tō jaisē nām hai nahī̃ .

94The names of Radhe and Krishna are so well known, but it is as though their parents’ names are not even mentioned.

82Vāstav mē̃ jisnē janm diyā unhō̃ kā nām bahut hōnā chāhiē . 83Parantu nahī̃ , rādhē kr̥iṣhṇa sabsē ūñch haĩ .

95In fact, the names of those who gave birth to them should be very well known, but no, Radhe and Krishna are the highest of all.

84Unhō̃ kē ūpar tō kōī hai nahī̃ .

96There is no one higher than them.

85Rādhē kr̥iṣhṇa pahlē number mē̃ gayē haĩ phir pahlē number mē̃ mahārājā mahārānī bhī banē haĩ .

97Radhe and Krishna claim the first number and they become the first emperor and empress.

86Bhal janm mā̃ bāp sē liyā hai parantu nām unhō̃ kā ūñchā hai .

98Although they take birth through their parents, it is their names that are higher.

87Yah buddhi mē̃ achchhī tarah biṭhānā hai .

99This has to be made to sit very clearly in your intellects.

88Jabki tum yahā̃ baiṭhē hō tō yah svadarśhan chakra phirātē rahō .

100While you are sitting here, continue to spin the discus of self-realisation.

89Is chakra phirānē sē tumhārē pāp bhasma hōtē haĩ arthāt rāvaṇ kā sir kaṭtā hai .

101By spinning this discus, your sins are burnt away, that is, you cut off Ravan's head.

90Yah satyug , trētā . . . kā chakra hai nā .

102There is the cycle of the golden, silver, copper and iron ages.

91Ham pahlē sō dēvtā thē phir kṣhatriya , vaiśhya . . . . banē̃ .

103At first, we were deities and then we became warriors, merchants and shudras.

92Ab phir ham brāhmaṇ banē haĩ .

104We have now once again become Brahmins.

93Phir ham sō dēvtā banē̃gē .

105We will then become deities.

94Bābā nē ōm kā arth|earth alag samjhāyā hai , ham sō kā arth|earth alag hai .

106Baba has explained a different meaning for "Om" and a different meaning for "Hum so".

95Śhāstrō̃ mē̃ ēk hī kar diyā hai .

107In the scriptures, they have given the same meaning to both.

96Vah samajhtē haĩ ōm arthāt ham ātmā sō paramātmā . 97Paramātmā sō ātmā - yah hai ulṭā .

108They believe that “Om” means: “I, the soul, am the Supreme Soul and the Supreme Soul is the soul.”

98Bāp samjhātē haĩ ōm arthāt ham ātmā haĩ , parampitā paramātmā key|kī santān haĩ .

109That is wrong. 110The Father explains: “Om” means I am a soul, a child of the Supreme Father, the Supreme Soul.

99Maĩ bhagvān , yah kōī ōm kā arth|earth nahī̃ hai .

111"I am God" is not the meaning of "Om".

100Ham ātmā nirākār haĩ . 101Hamārā bāp bhī nirākār hai .

112I, the soul, am incorporeal and my Father is also incorporeal.

102Sākār śharīr kā bāp bhī sākār hai .

113The father of a corporeal body is corporeal.

103Ham paramātmā key|kī santān haĩ tō hamkō svarg key|kī rājdhānī jarūr chāhiē .

114I am a child of the Supreme Soul, and so I definitely need the kingdom of heaven.

104Bāp hamkō svarg kā varsā dēnē āyē haĩ .

115The Father has come to give us the inheritance of heaven.

105Rāvaṇ phir ādhākalp kē bād śhrāp dētē haĩ tō tum duḥkhī tamōpradhān ban jātē hō .

116After half the cycle, Ravan curses you and you therefore become unhappy and tamopradhan.

106Phir bāp ākar sukhī bannē kā var dētē haĩ . 107Aisē nahī̃ kahtē chiranjīvī bhav .

117Then, the Father comes and gives you a blessing to make you happy.

108Parantu kahtē haĩ mujhē yād karō tō is janm sahit jō bhī janm janmāntar K|kē pāp haĩ vah bhasma hō jāyēṅgē , iskō yōg agni kahā jātā hai .

118He doesn't say, “May you have a long life,” but He does say, “Remember Me and all of your sins of many births, including those of this birth, will be burnt away.” 119This is called the fire of yoga.

109Rāvaṇrājya mē̃ sabkō patit jarūr bannā hai .

120Everyone definitely has to become impure in Ravan’s kingdom.

110Patit aur pāvan ātmā bantī hai , paramātmā tō sadaiv pāvan hai , vah sabkō pāvan banātē haĩ .

121It is souls that become impure and pure. 122God is ever pure and He makes everyone pure.

111Patit banātē haĩ rāvaṇ .

123It is Ravan that makes you impure.

112Satyug mē̃ vikār hōtē nahī̃ .

124There are no vices in the golden age.

113Vah hai sampūrṇ nirvikārī duniyā , tab tō dēvtāō̃ kē āgē jākar gātē haĩ - āp sarvguṇ sampann . . . . . yah mahimā śhiv kē āgē nahī̃ gāyēṅgē .

125That is the completely viceless world and this is why people go in front of the deity idols and sing: You are full of all virtues. 126They don’t sing this praise in front of Shiva.

114Dēvtāyē̃ jō pāvan haĩ sō patit bantē haĩ , yah khēl hai .

127The deities who were pure then became impure. 128This is a game.

115Bāp sukhdhām banātē haĩ , śhiv kō bāp kahtē haĩ .

129The Father creates the land of happiness. 130Shiva is called the Father.

116Sāligrām alag haĩ , rudra yagya mē̃ ēk baṛā liṅg banātē haĩ , bākī chhōṭē-chhōṭē sāligrām banātē haĩ .

131Saligrams are separate. 132When they create a sacrificial fire of Rudra, they make one big lingam. 133All the rest are small saligrams.

117Ham ātmā 84 janma lētē haĩ , dūsrē dharm vālō̃ kē liē 84 janm nahī̃ kahē̃gē .

134We souls take 84 births. 135You wouldn't say that those of other religions take 84 births.

118Sikkh dharm vālē 500 varṣh mē̃ kitnē janm lētē hōṅgē  ?

136How many births would those of the Sikh religion take in 500 years?

119Ham kitnē lētē haĩ  ?

137How many births do we take?

120Yah bāp samjhātē haĩ , brāhmaṇō̃ key|kī hī chōṭī maśhhūr hai .

138The Father explains this. 139The topknot of Brahmins is very well known.

121Sachchē brāhmaṇ hōtē hī haĩ saṅgam par .

140Real Brahmins exist at the confluence age.

122Yah kalyāṇkārī yug hai .

141This is the beneficial age.

123Yahā̃ hī tum sabkā kalyāṇ hōtā hai .

142It is here that all of you are benefited.

124Rāvaṇ akalyāṇ kartē haĩ , bāp ākar kalyāṇ kartē haĩ .

143Ravan brings a loss and the Father comes and benefits you.

125Tō bāp key|kī mat par chal kalyāṇ karnā chāhiē nā .

144Therefore, you should follow the Father's directions and bring benefit.

126Śhrīmat śhiv bhagvānuvāch - śhivbābā janm nahī̃ lētē , vah pravēśh kartē haĩ .

145Shrimat are the versions of God Shiva. 146Shiv Baba doesn't take birth; He just enters someone else’s body.

127Janm tab kahē̃ jab pālnā lēvē̃ .

147Only if He also took sustenance could you say He takes birth.

128Vah kabhī pālnā nahī̃ lētē haĩ .

148He never takes any sustenance.

129Sirph kahtē haĩ mērī śhrīmat par chalō .

149He says: Simply follow My shrimat and become the masters of heaven.

130Svarg K|kē tum mālik banō .

150I have no desire to become that.

131Mujhē tō bannā nahī̃ hai , maĩ tō abhōktā hū̃ .

151I am Abhogta (beyond experience of the senses).

132Tō samajhnā chāhiē bābā ham ātmāō̃ kō samjhā rahē haĩ , ātmā hī samajhtī hai nā .

152Therefore, you souls should understand that Baba is explaining to you. 153It is souls that understand.

133Ātmā hī barrister , engineer bantī hai . 134Maĩ phalānā hū̃ .

154It is souls that become barristers or engineers: I am so-and-so.

135Ātmā nē kahā - ham dēvtā thē , phir ham 8 janm bād kṣhatriya banē , phir 12 janma liyē , phir maĩ patit bantā hū̃ .

155The soul said: I was a deity and, after taking eight births, I became a warrior. 156Then, I took 12 births and, after that, I continued to become impure.

136Ab bāp kahtē haĩ bachchē , ātma-abhimānī bhav .

157The Father says: Children, may you be soul conscious!

137Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

158These matters have to be understood.

138Ātmā kahtī hai ham satyug mē̃ thē tō mahān ātmā thē phir kaliyug mē̃ mahān pāp ātmā haĩ .

159The soul says: When I was in the golden age, I was a great soul. 160Then, in the iron age, I became a greatly sinful soul.

139Sabsē mahān tē mahān , mahān ātmā hai ēk paramātmā , jō sadaiv pavitra hai .

161The greatest of all great souls is the one Supreme Soul who is ever pure.

140Yahā̃ tō manuṣhya sadaiv pavitra rahtē nahī̃ .

162Here, human beings don't remain ever pure.

141Sadaiv pavitra tō sukhdhām mē̃ rahtē haĩ .

163It is only in the land of happiness that they always remain pure.

142Trētā mē̃ bhī kuchh kalā kam hōtī jātī haĩ .

164Even in the silver age, there are fewer degrees.

143Abhī hamārī chaṛhtī kalā hai . 144Ham svarg K|kē mālik bantē haĩ .

165It is now our stage of ascent and we are becoming the masters of heaven.

145Phir trētā mē̃ āyēṅgē tō 2 kalā kam hō jāyēṅgī phir dvāpar mē̃ 5 vikārō̃ kā grahaṇ lagnē sē kālē hōtē jātē haĩ .

166Then, when we go into the silver age, there will be two degrees fewer. 167Then, in the copper age, when there is the eclipse by the five vices, we continue to become ugly.

146Abhī bāp kahtē haĩ in 5 vikārō̃ kā dān dō tō grahaṇ utar jāyē , phir tum satyugī sampūrṇ dēvtā ban jāyēṅgē .

168The Father says: Now, donate those five vices and the eclipse will be removed and you will become golden-aged, perfect deities.

147Pahlē-pahlē dēh-abhimān chhōṛō , kām vikār kā dān dō .

169First of all, let go of body consciousness. 170Donate the vice of lust.

148Ant mē̃ ākar naṣhṭōmōhā bannā hōtā hai .

171At the end, you have to become destroyers of attachment.

149Abhī tum ātmāō̃ kō smr̥iti āī hai ki hamnē barōbar 84 janm bhōgē haĩ .

172You souls have now remembered that you truly have experienced 84 births.

150Dvāpar sē rāvaṇ nē śhrāpit kiyā hai , isliē sab duḥkhī haĩ .

173Ravan cursed you in the copper age and that is why everyone is unhappy.

151Kyā dvāpar K|kē rājā rānī ādi bīmār nahī̃ paṛtē hōṅgē  ?

174Would the kings and queens of the copper age not fall ill?

152Yah bhī duḥkh huā nā .

175That too is sorrow, is it not?

153Yah hai hī duḥkh key|kī duniyā , satyug hī hai sukhdhām .

176This is the world of sorrow. 177The golden age is the land of happiness.

154Tō bhagvān key|kī śhrīmat mānnī chāhiē nā .

178Therefore, obey God's shrimat.

155Bēhad K|kē bāp key|kī jō mat nahī̃ māntē unhē̃ mahān kapūt kahā jātā hai .

179Those who don't obey the directions of the unlimited Father are called greatly unworthy souls.

156Kapūt bachchē kō bāp sē kyā varsā milēgā  !

180What inheritance would unworthy children receive from the Father?

157Sapūt bachchē varsā bhī achchhā lētē haĩ .

181Worthy children claim a good inheritance.

158Jō khud pavitra ban aurō̃ kō pavitra banātē haĩ .

182They become pure themselves and enable others to become pure.

159Bēhad kā bāp ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ hē ātmāyē̃ kānō̃ sē suntī hō  ?

183The unlimited Father is teaching you souls: O souls, are you listening with your ears?

160Kahtē haĩ hā̃ bābā ham āpkī śhrīmat par chal jarūr śhrēṣhṭh banē̃gē .

184You say: Yes Baba. 185I will follow Your shrimat and definitely become elevated.

161Ūñch tē ūñch bhagvān hai tō jarūr pad bhī ūñch tē ūñch dēgē nā .

186Since God is the Highest on High, He would definitely also give you the highest-on-high status, would He not?

162Svarg kā varsā dētē haĩ ādhākalp kē liē .

187He gives you the inheritance of heaven for half a cycle.

163Laukik bāp sē tō had kā varsā miltā hai , alpkāl kā sukh .

188You receive a limited inheritance from a worldly father; that is temporary happiness.

164Kaliyug mē̃ hai kāg viṣhṭhā samān sukh isliē sannyāsī gharbār chhōṛ dētē haĩ .

189In the iron age, happiness is like the droppings of a crow and that is why sannyasis leave their homes.

165Vah gr̥ihastha dharm kō nahī̃ māntē haĩ .

190They don't believe in the household religion.

166Gr̥ihastha dharm satyug mē̃ hai nā .

191There is the household religion in the golden age.

167Tum jāntē hō is paṛhāī sē ham viṣhṇupurī mē̃ jātē haĩ uskē liē parampitā paramātmā hamkō paṛhā rahē haĩ .

192You know that, by studying this, you go to the land of Vishnu and that the Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching us for that.

168Bhaktō̃ kō patā hī nahī̃ hai ki bhagvān kaun hai , unkā kartavya kaun sā hai  ? 169Kaisē vah patit sē pāvan banātē haĩ  ?

193Devotees don't know who God is, what His task is or how He makes impure ones pure.

170Abhī tum pāvan ban rahē hō .

194You are now becoming pure.

171Duniyā us patit-pāvan bāp kō yād kar rahī hai .

195People of the world remember that Purifier Father.

172Abhī tum saṅgamyug par khaṛē hō , bākī sab kaliyug mē̃ haĩ .

196You are now standing at the confluence age. 197All the rest are in the iron age.

173Vah samajhtē haĩ ki kaliyug tō ajun bachchā hai .

198Those people believe that the iron age is still in its infancy.

174Tum jāntē hō ki kaliyug kā ab vināśh hōnē par hai .

199You know that the iron age is now about to be destroyed.

175Ab tumhē̃ satyug mē̃ jānā hai .

200You now have to go to the golden age.

176Bāp nē tumhē̃ smr̥iti dilāī hai - maĩ kalp-kalp tumkō varsā dētā hū̃ .

201The Father has reminded you: I give you the inheritance every cycle.

177Tō varsā pūrā lēnā chāhiē nā .

202Therefore, you should claim your full inheritance.

178Tō bāp aisē thōṛēhī kahtē haĩ ki yahā̃ baiṭh jāō .

203The Father doesn't tell you to just sit here.

179Bhal ghar gr̥ihastha mē̃ rahō sirph yah svadarśhan chakra phirātē rahō aur naṣhṭōmōhā hō jāō .

204You may live at home, but simply continue to spin the discus of self-realisation and become destroyers of attachment.

180Ēk śhivbābā dūsrā na kōī , ham jāntē haĩ ki ab hamārā nayā sambandh juṭ rahā hai , tō purānē mē̃ mamatva nahī̃ rahnā chāhiē .

205Belong to one Shiv Baba and none other. 206We know that we are now forging a new relationship, and so there shouldn’t be any attachment to the old ones.

181Naī duniyā , naī rājdhānī sē mamatva rakhnā hai .

207Have attachment to the new world and the new kingdom.

182Ab tō maut bilkul sir par savār hai .

208Death is now just over your heads.

183Taiyāriyā̃ hōtī rahtī haĩ .

209Preparations for that continue to be made.

184Satyug mē̃ akālē mr̥iityu hōtī nahī̃ .

210There is no untimely death in the golden age.

185Samay par ēk purānī khāl chhōṛ naī lē lētē haĩ .

211When it is the right time, you shed your old skins (bodies) and take other new ones.

186Achchhā  !

212Achcha.

187Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

213To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

188Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

214The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

189Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

215Essence for dharna:

1901 ) svadarśhan chakra phirātē pūrā-pūrā naṣhṭōmōhā bannā hai .

216 1. Spin the discus of self-realisation and become a complete destroyer of attachment.

191Maut sir par hai isliē sabsē mamatva nikāl dēnā hai .

217Death is just over your head. 218Therefore, remove your attachment from everyone.

1922 ) bāp sē varsā lēnē kē liē pūrā śhrīmat par chalnā hai .

219 2. In order to claim your inheritance from the Father, follow shrimat fully.

193Ātma-abhimānī ban sapūt bachchā bannā hai .

220Be soul conscious and become a worthy child.

Blessing

194Vardān  : man aur buddhi kō sadā sēvā mē̃ busy rakhnē vālē nirvighna sēvādhārī bhav

221Blessing: May you be a server free from obstacles by constantly keeping your mind and intellect busy doing service.

195Jō jitnā sēvā kā umaṅg-utsāh rakhtē haĩ utnā nirvighna rahtē haĩ kyōṅki sēvā mē̃ buddhi busy rahtī hai .

222 To the extent that you have zeal and enthusiasm for doing service, you accordingly stay free from obstacles, because your intellect keeps busy doing service.

196Khālī rahnē sē kisī aur kō ānē kā chance hai aur busy rahnē sē sahaj nirvighna ban jātē haĩ .

223If you keep it empty, there is a chance for something to enter, but by keeping yourself busy, you easily become free from obstacles.

197Man aur buddhi kō busy rakhnē kē liē uskā time-table banāō .

224In order to keep your mind and intellect busy, make a timetable for yourself.

198Sēvā vā svayã kē prati jō lakṣhya rakhtē hō us lakṣhya kō practical mē̃ lānē kē liē bīch-bīch mē̃ attention jarūr chāhiē .

225In order to put the aim you keep for yourself and for service into a practical form, you definitely need to pay attention every now and then.

199Attention kabhī tension mē̃ badlī|badalī na hō , jahā̃ tension hōtā hai vahā̃ muśhkil hō jātā hai .

226Do not let your attention change into tension. 227When there is tension, there is difficulty.

Slogan

200Slōgan  : sēvā sē jō duāyē̃ miltī haĩ - vahī tandarūst rahnē kā sādhan haĩ .

228Slogan: The blessings you receive from doing service are the way to stay healthy.

229*** Om Shanti ***