मंगलवार 8 नवंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-11-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 08/11/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārī rūhānī yātrā bahut gupta hai jō tumhē̃ buddhiyōg sē kartē rahnā hai , ismē̃ hī kamāī hai ' '

1Essence: Sweet children, your spiritual pilgrimage is very incognito. 2You have to continue to keep the yoga of your intellects on this pilgrimage. 3Only by doing this do you earn an income.

Question

2Praśhna  : yād kī yātrā par rahnē vālē bachchō̃ key|kī niśhānī kyā hōgī  ?

4Question: What are the signs of children who stay on the pilgrimage of remembrance?

Answer

3Uttar  : vah bahut gambhīr aur samajhdār hōṅgē .

5Answer: 1) They are very mature and sensible. 6They always remain peaceful. 72) They do not have any impure arrogance.

4Sadā śhāntchit rahē̃gē . 52 - unmē̃ aśhuddha ahaṅkār nahī̃ hōgā .

83) They do not like anything except having remembrance of the Father.

63 - unhē̃ sivāē ēk bāp kī yād K|kē aur kōī bhī bāt achchhī nahī̃ lagēgī .

94) They speak very little and very softly. 10They perform every action through signals.

74 - vah bahut cum|kam aur dhīrē bōlē̃gē .

11They do not speak or laugh loudly.

8Vah her|har kām īśhārē sē karē̃gē .

125) Their behaviour is very, very royal.

9Jōr sē bōlē̃gē vā hasēṅgē nahī̃ . 105 - unkī chalan bahut-bahut royal hōgī .

13They have the intoxication of being the children of God.

11Unhē̃ naśhā hōgā ki ham īśhvarīy santān haĩ .

146) They live with one another with a lot of love.

126 - āpas mē̃ bahut pyār sē rahē̃gē .

15They never become like salt water.

13Kabhī lūnpānī nahī̃ hōṅgē . 14Unkī vāchā bahut first class hōgī .

16Their way of speaking is very first class.

Song

15Gīt  : rāt K|kē rāhī …

17Song: O traveller of the night, do not become weary! 18The destination of dawn is not far off.

Murli

16Ōm śhānti .

19Om shanti.

17Bachchē jāntē haĩ ki ham rāt K|kē rāhī haĩ .

20You children know that you are travellers of the night.

18Parantu aisē nahī̃ ki tum kōī rātri kō hī buddhiyōg lagātē hō vā musāphirī par hō , nahī̃ .

21However, it is not that you connect your intellects in yoga only at night or that you travel at night; no.

19Yah tō bēhad key|kī bāt hai .

22This is an unlimited matter.

20Vō jismānī yātrā sirph din mē̃ hī hōtī hai . 21Rātri kō nahī̃ jātē haĩ .

23Those physical pilgrimages only take place during the day; they don't travel at night.

22Rātri kō tō sab sō jātē haĩ .

24At night, they all go to sleep.

23Is yātrā kō tō tum jānō athavā bāp jānē arthāt nirākār parampitā paramātmā jānē aur nirākārī ātmāyē̃ hī jānē̃ .

25You and the Father know this pilgrimage, that is, the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, and you incorporeal souls know it.

24Abhī parampitā paramātmā śharīr mē̃ baiṭh yah yātrā sikhlātē haĩ .

26At this moment, the Supreme Father, the Supreme Soul, is sitting in this body and teaching you this pilgrimage.

25Yah kabhī na kōī śhāstra mē̃ sunā , na kōī vidvān paṇḍit sikhlā saktē haĩ .

27Neither has anyone heard of this from the scriptures nor can any of the scholars or pundits teach it.

26Yah yātrā rāt kō bhī , amr̥itvēlē bhī her|har samay hō saktī hai .

28This pilgrimage can be undertaken at night or even at amrit vela; it can be at any time.

27Bhakta lōg savērē uṭhkar kōṭhrī mē̃ baiṭh jātē haĩ . 28Pūjā kartē haĩ .

29Devotees wake up in the morning and sit in their special little rooms and perform their worship.

29Tumkō bhī kahā jātā hai ki savērē yād kī yātrā achchhī hōgī .

30You are told that the pilgrimage of remembrance is also better in the early morning.

30Yah hai rūhānī yātrā .

31This is a spiritual pilgrimage.

31Bachchē dēhī-abhimānī banē haĩ .

32You children have become soul conscious.

32Ham ātmā haĩ , yah niśhchay karnā bhī māsī kā ghar nahī̃ hai .

33To have the faith that you are a soul is not like going to your aunty's home!

33Ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .

34You repeatedly forget this.

34Bahut bachchē haĩ jō is yātrā kō jāntē bhī nahī̃ haĩ . 35Buddhi mē̃ baiṭhtā hī nahī̃ hai .

35There are many who don't know this pilgrimage; it doesn't sit in their intellects.

36Agar yātrā par chalā huā hai tō nitya yātrā kartē rahē nā .

36Once they have started out on a pilgrimage, they should constantly remain on it.

37Yātrā mē̃ phir ṭhaharnā thōṛēhī hōtā hai .

37You don't stop when you are on a pilgrimage.

38Ṭhahar jātē haĩ arthāt yātrā karnē kā śhauk nahī̃ hai .

38To stop means that you don't have the interest to go on the pilgrimage.

39Tumhārī hai gupta yātrā , inkā varṇan kōī śhāstra mē̃ nahī̃ hai .

39Your pilgrimage is incognito. 40This is not mentioned in any of the scriptures.

40Jitnā yātrā par buddhi yōg rahēgā arthāt bāp kō yād kartē rahē̃gē utnā kamāī hōgī .

41The more your intellects stay in yoga on the pilgrimage and the more you continue to remember the Father, the more income you will earn.

41Buddhi kā yōg dauṛī pahantā hai - bāp kē pās , ismē̃ ātma-abhimānī bannā hai .

42Your intellects race in yoga to the Father. 43You have to become soul conscious for this.

42Ādhākalp tum dēh-abhimānī banē hō .

44You have been body conscious for half a cycle.

43Vah ādhākalp key|kī ādat tumkō is ēk janm mē̃ miṭānī hai athavā khatm karnī hai .

45You have to end that habit you have had for half the cycle in this one birth.

44Yah kōī vah satsaṅg nahī̃ hai śhāstra sunnē kā .

46This is not an ordinary spiritual gathering where you listen to scriptures.

45Tum baiṭhē hō apnē kō ātmā samajh bāp kō yād kartē hō .

47You are sitting here while considering yourselves to be souls and remembering the Father.

46Phir bāp key|kī mat par bhī chalnā hai , jō mat bābā brahmā dvārā dē rahē haĩ .

48Then, you also have to follow the Father's directions that He gives you through Brahma Baba.

47Phir lakṣhaṇ bhī achchhē rakhnē haĩ .

49You have to have very good qualities too.

48Śhaitānī lakṣhaṇ nahī̃ hōnē chāhiē .

50You mustn't have devilish traits.

49Usmē̃ bhī jō pahlā number aśhuddha ahaṅkār hai unkē bād sab aur vikār ātē haĩ .

51In that, the first number is impure arrogance and all other vices follow it.

50Tō apnē kō ātmā niśhchay karnā , yah abhyās baṛī mēhnat kā hai .

52So, the practice of having the faith that you are a soul requires great effort.

51Bahutō̃ sē yah mēhnat pahũchtī nahī̃ hai .

53Many are unable to make this effort.

52Kyō̃  ?

54Why?

53Takdīr mē̃ nahī̃ hai .

55It is not in their fortune.

54Is yātrā par rahnē vālē key|kī niśhānī kyā hōgī  ?

56What are the signs of those who stay on this pilgrimage?

55Vah baṛē gambhīr aur samajhdār rahtē haĩ .

57They are very mature and sensible.

56Ēk bāp kī yād K|kē sivāē unkō aur kōī bāt achchhī nahī̃ lagēgī .

58They don't like anything except having remembrance of the Father.

57Śhānti tō bahut lōg pasand kartē haĩ .

59Many people like silence.

58Sannyāsī lōg bhī ēkānt mē̃ jaṅgal ādi mē̃ jākar rahtē haĩ . 59Parantu vah tatva athavā brahm key|kī yād mē̃ rahtē haĩ .

60Sannyasis even go and stay in solitude in the forests, but they remain in remembrance of the brahm element.

60Vah yātrā tō hai jhūṭhī kyōṅki brahm athavā tatva kōī sarvśhaktimān bāp tō hai nahī̃ .

61That pilgrimage is false because the element of brahm is not the Almighty Authority Father.

61Ātmāō̃ kā bāp tō ēk hī nirākār parampitā paramātmā śhiv hai , jiskō sab ātmāyē̃ pukārtī haĩ .

62The Father of souls is only the one incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, to whom all souls call out.

62Ātmā aisē kab nahī̃ kahtī , hē brahm bābā , hē tatva bābā .

63A soul never says: O Brahm Baba! 64O Baba Element!

63Nahī̃ .

65No.

64Ātmā sadaiv kahtī hai hē parampitā paramātmā , unkā nām chāhiē .

66A soul always says: O Supreme Father, Supreme Soul! 67He has to have a name.

65Brahm tō mahatatva rahnē kā sthān hai .

68The element of brahm is the great element, a place of residence.

66Bāp kahtē haĩ brahm gyānī vā brahm yōgī kahnā yah bhram hai .

69The Father says: To say "brahm gyani" or "brahm yogi" is an illusion.

67Kōī nē kah diyā aur mān liyā .

70Someone said it and others accepted it.

68Bhakti mē̃ sab jhūṭhā rāstā batātē haĩ , isliē dēhī-abhimānī ban nahī̃ saktē .

71On the path of devotion, all the paths they show are false and this is why they cannot become soul conscious.

69Ātmā sō paramātmā kah diyā tō phir yōg kissē lagāyē̃ .

72They have said that each soul is the Supreme Soul and so with whom could they have yoga?

70Bāp kahtē haĩ yah sab mithyā gyān hai arthāt gyān hī nahī̃ hai .

73The Father says: All of that knowledge is false, that is, it is not knowledge at all.

71Gyān aur bhakti dō akṣhar ātē haĩ .

74There are the two terms: knowledge and devotion.

72Ādhākalp gyān aur ādhākalp bhakti chaltī hai .

75For half a cycle there is knowledge and for half a cycle there is devotion.

73Bāp ākar samjhātē haĩ ki in śhāstra ādi mē̃ bhakti kā hī varṇan hai .

76The Father comes and explains that there are only explanation of devotion in those scriptures. 77Knowledge is something different.

74Gyān alag chīz hai , ādhākalp gyān satyug trētā din .

78For half a cycle there is knowledge which means the golden and silver ages, the day.

75Ādhākalp bhakti yānī rāt dvāpar kaliyug .

79Then, for half a cycle there is devotion, that is, there is the night, the copper and iron ages.

76Aisī sahaj bātē̃ bhī vidvān āchārya nahī̃ jāntē .

80Even scholars and teachers don't know such easy things.

77Bilkul tākat nahī̃ rahī hai .

81They have no power left at all.

78Tum kahtē hō parampitā paramātmā hamkō paṛhātē haĩ .

82You say that the Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching you.

79Lōg tō kahtē haĩ ki paramātmā sarvavyāpī hai , paṛhāyēṅgē kaisē  ?

83Those people say that He is omnipresent. 84How would He teach you?

80Bahut māthā mārnā paṛtā hai .

85You have to beat your heads a great deal.

81Ēk bachchī nē samāchār likhā - ēk sēṭh nē praśhna pūchhā tum śhāstra paṛhī hō  ?

86A young girl wrote the news: A businessman asked her: Have you studied the scriptures?

82Usnē kahā paramātmā nē hamkō śhāstrō̃ kā sār samjhāyā hai .

87She replied: God has explained the essence of the scriptures to us. 88We have no other guru.

83Hamārā dūsrā gurū hai nahī̃ . 84Tō vah apnī tīk-tīk karnē lagā ki śhāstra jarūr paṛhnā chāhiē .

89So he began to give his own dictates, saying that one must definitely study the scriptures and do this and that.

85Yah karnā chāhiē . 86Vah suntī rahī .

90She just continued to listen to him.

87Parantu baṛē ādamiyō̃ kō samjhānē key|kī himmat chāhiē .

91However, you have to have courage in order to explain to eminent people.

88Kahnā chāhiē ki yah ṭhīk hai .

92Tell them: That is fine.

89Vēd śhāstra paṛhnā hai parantu bhagvānuvāch - ki inhē̃ paṛhnē sē mērē sāth kōī mil nahī̃ saktē , mukti-jīvanmukti pā nahī̃ saktē .

93We have to study the Vedas and scriptures, but the versions of God are: No one can meet Me by studying them. 94No one can attain liberation or liberation-in-life through those.

90Pahlī bāt yah samjhānī chāhiē - parampitā paramātmā kē sāth āpkā kyā sambandh hai  ?

95This is the first thing to explain. 96What is your connection with the Supreme Father, the Supreme Soul?

91Bhal āp nagar sēṭh hō sirph ēk bāt āpsē pūchhtē haĩ  ?

97Although you may be the mayor, I am just asking you one thing.

92Dēkhnā chāhiē kyā javāb dētē haĩ kyōṅki bāp kō sab bhūlē huē haĩ .

98Then, see what response he gives. 99Everyone has forgotten the Father.

93Tō pahlē parichay dēnā paṛē .

100Therefore, first of all, give His introduction.

94Parantu bachchē aisī-aisī bātē̃ bhūl jātē haĩ . 95Śhrīmat par chaltē nahī̃ .

101However, some children forget such things; they don't follow shrimat.

96Pahlē śhrīmat kahtī hai ki mujhē yād karō .

102The first shrimat says: Remember Me!

97Ēk ghaṇṭā ādhā ghaṇṭā sirph yād jarūr karō .

103Simply remember Me, even if it is for an hour or half an hour.

98Kaī bachchē sārē din mē̃ 5 minute bhī yād nahī̃ kartē .

104Some children don't remember Me for even five minutes.

99Yah sab lakṣhaṇō̃ sē patā lag jātā hai .

105All of this can be known from their qualities.

100Agar yād kartē hō tō chalan baṛī royal hōnī chāhiē .

106If they were remembering God, their behaviour would be very royal.

101Bachchō̃ nē rājāō̃ kō kab dēkhā nahī̃ hai . 102Yah bābā kā rath tō bahut anubhavī hai .

107You children have never seen kings, but this chariot of Baba's is very experienced; he knows everyone.

103Sabkō jāntē haĩ . 104Kōī zewar ādi lēnē hōṅgē tō mahārājā āyēgā - sirph hāth lagāyā aur gayē phir pōṭrī āpēhī bāt karē̃gē .

108When a Maharaja (great king) would want to buy a piece of jewellery, he would come to Baba, simply touch it and then leave and his secretary would then come and negotiate its purchase.

105Tō unhō̃ kā kitnā dabdabā rahtā hai .

109Therefore, they have so much protocol.

106Tum gupta hō parantu baṛā royalty sē chalnā chāhiē .

110You are incognito, but your behaviour should be very royal.

107Bilkul thōṛā bōlnā chāhiē .

111You should speak very little. 112Why?

108Kyō̃  ? 109Hamkō talkie sē sūkṣhma , sūkṣhma sē mūl mē̃ jānā hai .

113We have to go from ‘talkie’ to the subtle and from the subtle to the incorporeal world.

110Bhaktimārg mē̃ bahut raṛiyā̃ mārtē haĩ . 111Gīt gātē haĩ .

114On the path of devotion they cry out a great deal; they sing songs.

112Yahā̃ tumkō āvāj bilkul nahī̃ karnā chāhiē .

115Here, you mustn't make any sound at all.

113Andar mē̃ yah gyān hai ki ham ātmā haĩ .

116You have the knowledge inside you that you are souls.

114Yahā̃ bākī thōṛē rōz haĩ .

117Very few days remain here.

115Ab jānā hai .

118You now have to return home.

116Śhivbābā kitnā thōṛā bōltē haĩ sirph īśhārā dētē haĩ ki mujhē aur varsē kō yād karō .

119Shiv Baba speaks so little. 120He simply signals: Remember Me and your inheritance.

117Talk no evil , see no evil . . . bahut centres par achchhē-achchhē be|B . K|kē . itnā jōr sē bōlatē-hãsatē haĩ , bāt mat pūchhō .

121Talk no evil, see no evil… 122At many centres very good BKs speak and laugh so loudly, don't even ask!

118Bābā samjhātē rahtē haĩ .

123Baba continues to explain to you.

119Yahā̃ tumhārā kitnā lav|love chāhiē .

124You need to have so much love here.

120Satyug mē̃ śhēr gāy ikṭṭhā jal pītē haĩ .

125In the golden age, the lion and the lamb drink water together.

121Yahā̃ bahut pyār hōnā chāhiē .

126Here, there has to be a lot of love.

122Ham īśhvarīy santān haĩ , baṛī royal chalan chāhiē .

127We are God’s children and our behaviour has to be very royal.

123Ham parampitā paramātmā key|kī santān haĩ .

128We are the children of the Supreme Father, the Supreme Soul.

124Ham śhrīmat par chalkar bēhad kā varsā lē rahē haĩ .

129We are following shrimat and claiming our unlimited inheritance.

125Śhrīmat par nahī̃ chaltē tō kitnī dis-service kartē haĩ isliē time bahut lag jātā hai .

130If you don't follow shrimat, you do so much disservice. 131That is why it takes a lot of time.

126Vāchā baṛī first class hōnī chāhiē .

132Your way of speaking has to be very first class.

127School mē̃ bachchē number-vār hōtē haĩ .

133Children in schools are numberwise.

128Kōī tō bahut achchhā paṛhtē haĩ - kōī third class .

134Some study very well and some are third class.

129Garībō̃ key|kī lagan achchhī hōtī hai .

135Poor children have a lot of love.

13050 garīb āyēṅgē tō ēk sāhūkār .

136Fifty poor ones but only one wealthy one would come.

131Kyō̃  ?

137Why?

132Bābā hai garīb nivāz .

138Baba is the Lord of the Poor.

133Mama garīb thī . 134Parantu bābā sē āgē chalī gaī .

139Mama was poor, but she went ahead of Baba.

135Unhē̃ lift mil gaī .

140She received a lift.

136Bābā nē ismē̃ pravēśh kiyā - yah bhī lift hai .

141Baba entered this one – this too is a lift.

137Bachchō̃ kō dēhī-abhimānī bannā hai .

142You children have to become soul conscious.

138Lakṣhaṇ bhī sīkhnē haĩ , tab khuśhī kā pārā chaṛhēgā .

143You also have to learn manners. 144Only then will your mercury of happiness rise.

139Bāp kahtē haĩ tumkō sarvguṇ sampann 16 kalā sampūrṇ , sampūrṇ nirvikārī , pavitra ātmā bannā hai .

145The Father says: You have to become full of all virtues, 16 celestial degrees full, completely viceless, pure souls.

140Inkē pās|pass ātē hō tō śhivbābā kō yād karkē āō .

146When you come to this one, first remember Shiv Baba and then come.

141Tumkō yād karnā hai śhivbābā kō .

147You have to remember Shiv Baba.

142Yah tō gôvaṛē kā chhōrā thā .

148This one was a village urchin.

143Yah hai hī nidhankē , duḥkh dēnē vālē chhōkrō̃ key|kī duniyā . 144Chhō karē arthāt kyō̃ girē .

149This is the world of orphans, the world of chokre (boys) who cause sorrow. ‘Cho kire’ is translated (from Sindhi) as: Why have they fallen?

145Māyā nē girā diyā hai .

150Maya made them fall.

146Bābā kāraṇ batlātē haĩ ki tum bhāratvāsī svarg K|kē mālik thē .

151Baba tells you the reason: You people of Bharat were the masters of heaven.

147Phir girē kyō̃  ?

152So, why then did you fall?

148Mujh bāp kō bhūl gayē .

153You forgot Me, the Father.

149Ab mujhē yād karō tō chaṛh jāyēṅgē .

154Now, remember Me and you will be able to climb up.

150Mukhya bāt hai bāp kō yād karnā , gyān key|kī bātē̃ sunnī aur sunānī hai .

155The main thing is to remember the Father. 156Listen to and relate things of knowledge!

151Service karnī hai .

157Do service!

152Mama bhī service kartī thī .

158Mama also used to do service.

153Bābā jāstī nahī̃ jā saktē .

159Baba cannot go to many places.

154Bachchē kamāī kartē tō service karnē vālē hō gayē .

160Children earn an income and so they are the ones who do service.

155Bābā kō tō ēk jagah rahnā hai .

161Baba has to stay in one place.

156Sabkō yahā̃ ākar refresh hōnā hai .

162Everyone has to come here to be refreshed.

157Yahā̃ madhuban mē̃ jō ātē haĩ tō sāgar bābā bahut points dētē haĩ .

163Those who come to Madhuban receive many points from Baba, the Ocean.

158Phark hai nā .

164There is a difference.

159Bhal centres par achchhē-achchhē haĩ tō bhī yahā̃ ānā paṛtā hai .

165Even though there are very good children at the centres, they have to come here.

160Bābā achchhī tarah samjhātē haĩ .

166Baba explains very well.

161Bahut achchhē-achchhē bachchē bhī āpas mē̃ lūnpānī haĩ tō vah aurō̃ kō kyā sikhlāyēṅgē  ?

167Many very good children are like salt water with each other, and so what would they teach others?

162Āpas mē̃ bāt nahī̃ kartē , kitnā nām badnām kartē haĩ isliē bābā murlī chalātē haĩ ki kahā̃ bachchō̃ key|kī āṅkh khulē .

168They don't even speak to one another. 169They defame the name so much. 170Therefore, Baba speaks a murli so that perhaps the children's eyes can open.

163Parantu brāhmaṇiyā̃ āpas mē̃ miltī nahī̃ haĩ .

171However, some Brahmin teachers don't meet among themselves.

164Bāt nahī̃ kartī haĩ .

172They don't even speak to one another!

165Yah bahut baṛī mañjil hai .

173This is a very high destination.

166Bābā kahtē haĩ maĩ ātā hū̃ tumkō viśhva kā mālik banānē .

174Baba says: I come to make you into the masters of the world.

167Kōī hathiyār ādi nahī̃ .

175There are no weapons etc. here.

168Na kōī kharchē key|kī bāt hai .

176There is no question of expense either.

169Sirph bābā kō yād karō aur daivīguṇ dhāraṇ karō .

177Simply remember Baba and imbibe divine virtues.

170Āpas mē̃ bahut mīṭhā bōlō .

178Speak very sweetly among yourselves.

171Sabkō gyān key|kī bātē̃ sunāō .

179Give everyone points of knowledge.

172Tumhārā dhandhā hī yah hai .

180This is your only business.

173Gītā kā rahasya in chitrō̃ sē samjhānā hai .

181Explain the significance of the Gita with these pictures.

174Vah bhakti K|kē gīt gātē haĩ ki hē patit-pāvan āō , ākar K|kē pāvan banāō .

182Those people sing songs of devotion: O Purifier, come! 183Come and purify us!

175Gītā K|kē bhagvān nē ākar pāvan banāyā hai .

184The God of the Gita did come and He purified you.

176Tum jāntē hō gītā kā bhagvān hamkō phir sē nar sē nārāyaṇ , manuṣhya sē dēvtā banā rahē haĩ .

185You know that the God of the Gita is once again changing you ordinary humans into Narayan, from human beings into deities.

177Parantu apnē mē̃ guṇ tō dēkhō .

186However, examine the virtues in yourselves!

178Kōī-kōī kā jhūṭh tō jaisē number one dharm hai .

187For some, it is as though telling lies is their number one religion.

179Tum bachchō̃ kō bilkul bhī duḥkh nahī̃ dēnā chāhiē .

188You children must not cause the slightest sorrow.

180Kiskō duḥkh dētē haĩ tō jānvar sē bhī badtar haĩ .

189Those who cause sorrow for others are worse than animals.

181Mukh sē kuchh aur kahtē haĩ aur āpas mē̃ lūnpānī hōtē rahtē haĩ tō bahut dis-service kartē haĩ .

190They say one thing with their mouths but they live like salt water with one another and so they do a lot of disservice.

182Iskō hī māyā kā grahaṇ kahā jātā hai .

191This is said to be an eclipse of Maya.

183Kōī par grahachārī baiṭhtī hai tō glānī karnē lag paṛtē haĩ .

192When there are bad omens over some, they cause defamation.

184Kiskī grahachārī thōṛā samay chaltī hai , kiskī ant tak bhī utartī nahī̃ hai .

193The bad omens of some last for a short time whereas the bad omens of others are not removed until the end.

185Tō bachchō̃ kō service mē̃ lagā rahnā chāhiē .

194Therefore, children, you have to remain busy doing service.

186Bābā service bigar ham rah nahī̃ saktē .

195Baba, I cannot stay without doing service!

187Hamkō kahā̃ bhējō .

196Send me somewhere!

188Jō service hī nahī̃ jāntē tō unkō bābā thōṛēhī allow karē̃gē .

197Baba will not allow anyone who doesn’t know how to do service to go anywhere.

189Dēkhē̃gē inkō service kā śhauk hai  ?

198Baba will see whether someone has an interest in doing service.

190Kahtē haĩ bābā hamkō phalānī service kā śhauk hai tō bābā bhēj dētē haĩ .

199Some say: Baba, I have an interest in doing this particular type of service, and so Baba sends them there.

191Service bigar kyā pad pāyēṅgē .

200What status would you claim without doing service?

192Tumhārī service hī hai manuṣhya sē dēvtā banānā .

201Your service is to change human beings into deities.

193Pūchhnā hī yah hai ki parampitā paramātmā sē tumhārā kyā sambandh hai  ?

202You have to ask: What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?

194Bābā nē kurūkṣhētra vālō̃ kō direction diyē haĩ ki baṛē-baṛē board lagā dō .

203Baba has given a direction to those from Kurukshetra to put up big boards.

195Mēlē mē̃ yah poster jarūr lagā dō . 196Tō sabkā vichār chalēgā ki yah ṭhīk pūchhtē haĩ . 197Yah baṛī achchhī bāt hai .

204Definitely put up these posters at the fairs and everyone will think, “Yes, you are asking the right question and this is something good.”

198Vahā̃ paṇḍē lōg aisē haĩ jō māthā kharāb kar dētē haĩ .

205The guides there are such that they spoil your head.

199Dēkhā gayā hai - tīrthō̃ par bahut service nahī̃ hō saktī hai .

206It has been seen that not a lot of service can take place on pilgrimages.

200Bahut samajh bhī jātē haĩ phir kahtē haĩ ham agar yah gyān samjhānē lag paṛē tō hamārī kamāī chaṭ hō jāyēgī .

207Many understand this knowledge but then say: If we began to explain this knowledge, our income would end.

201Itnē sab followers kahē̃gē ki yah be|B . K|kē . par āśhik huā hai .

208So many of our followers would say that we have become attracted to the BKs.

202Ismē̃ baṛī samajh aur dūrādēśhī chāhiē .

209You need great wisdom and far-sightedness in this.

203Balihārī śhivbābā kī hai , unkī śhrīmat par chalnā hai .

210The greatness is of Shiv Baba. 211You have to follow His shrimat.

204Gyān mē̃ baṛī achchhī buddhi chāhiē .

212A very good intellect is needed for knowledge.

205Śhrīmat par chalnā chāhiē .

213You have to follow shrimat.

206Bahutō̃ kō ahaṅkār ā jātā hai ki mērē jaisā kōī hai nahī̃ .

214Many have arrogance and think that there is no one like them.

207Kōī tō aisē buddhū haĩ samajhtē haĩ ki brahmā bhī kyā hai  ?

215Some are such buddhus that they think, "Who is Brahma anyway?

208Jaisē ham jijñāsū haĩ , vaisē brahmā bhī jijñāsū hai .

216Just as I am a student, Brahma is also a student.

209Kōī point mē̃ ham tīkhē haĩ , kōī point mē̃ karkē brahmā tīkhā jāyēgā .

217I am clever in some points and perhaps Brahma would be clever in some points.”

210Arē mama bābā tō jarūr sabsē tīkhē hōṅgē .

218However, Mama and Baba must surely be the cleverest of all.

211Ham unhō̃ kā sāmnā kyō̃ kartē haĩ .

219Why do you oppose them? 220Many develop arrogance.

212Bahutō̃ kō ahaṅkār ā jātā hai . 213Bābā kahtē haĩ rāt K|kē rāhī thak mat jāō .

221Baba says: O traveller of the night, do not become weary!

214Bandarpanā chhōṛ dō .

222Let go of your monkey business!

215Nahī̃ tō phir sazāyē̃ khāyēṅgē .

223Otherwise, there will be punishment.

216Daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .

224You have to imbibe divine virtues.

217Kiskō bhī kabhī ulṭī mat nahī̃ dēnī chāhiē jō unkā buddhiyōg ṭūṭ paṛē .

225You must never give anyone wrong directions and break their intellects’ yoga.

218Dhūtiyā̃ ulṭī mat dētī haĩ .

226Those who gossip and tell tales give wrong directions.

219Yah bhī śhāstrō̃ mē̃ hai nā .

227This is also mentioned in the scriptures.

220Rām hai ēk , bākī sab haĩ sītāyē̃ .

228There is one Rama and all the rest are Sitas.

221Bachchō̃ key|kī chāl baṛī daivī hōnī chāhiē .

229The behaviour of you children has to be very divine.

222Achchhā  !

230Achcha.

223Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

231To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

224Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

232The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

225Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

233Essence for dharna:

2261 ) satya bāp satya banānē āyē haĩ isliē kabhī bhī jhūṭh nahī̃ bōlnā hai .

234 1. The true Father has come to make you truthful. 235Therefore, never tell lies.

227Sadā sachchē hōkar rahnā hai .

236Always remain honest and truthful.

228Kisī kō bhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .

237Never cause anyone sorrow.

2292 ) mukh sē gyān key|kī bātē̃ bōlnī haĩ .

238 2. Only speak about things of knowledge.

230Vāchā bahut first class rakhnī hai .

239Let your way of speaking be first class.

231Kisī kō bhī ulṭī mat dēkar dhūtī-panā nahī̃ karnā hai .

240Don't give anyone wrong directions and then tell tales.

Blessing

232Vardān  : companion kō combined rūp mē̃ anubhav karnē vālē smr̥iti svarūp bhav

241Blessing: May you experience your Companion to be combined with you and become an embodiment of remembrance.

233Kaī bachchō̃ nē bāp kō apnā companion tō banāyā hai lēkin companion kō combined rūp mē̃ anubhav karō , alag hō hī nahī̃ saktē , kiskī tākat nahī̃ jō mujh combined rūp kō alag kar sakē , aisā anubhav bār-bār smr̥iti mē̃ lātē-lātē smr̥iti svarūp ban jāyēṅgē .

242 Many children have made the Father their Companion. 243However, you have to experience the Companion to be combined with you, you cannot be separated. 244No one has the power to separate you from your combined form. 245Bring this experience into your awareness again and again and you will become an embodiment of remembrance.

234Jitnā combined rūp kā anubhav baṛhātē jāyēṅgē utnā brāhmaṇ jīvan bahut pyārī , manōrañjak anubhav hōgī .

246The more you continue to increase experiencing your combined form, the lovelier and entertaining you will find Brahmin life to be.

Slogan

235Slōgan  : dr̥iṛh saṅkalp key|kī belt bāndhī huī hō tō seat sē upset nahī̃ hō saktē .

247Slogan: If you tie the belt of determination, you will not get upset on your seat.

248*** Om Shanti ***