बुधवार 9 नवंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

009-11-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 09/11/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - bāp key|kī gati sadgati karnē key|kī mat vā rāy sabsē nyārī hai , isliē gātē haĩ tērī gat mat tum hī jānō , vah svayã apnī mat dētē haĩ 2Praśhna  : brahmākumār kumārī kahlānē K|kē adhikārī kaun  ? 3Unkā svabhāv kaisā hōgā  ? 4Uttar  : jō bāp samān mīṭhē aur pyārē haĩ , jō kabhī matbhēd mē̃ nahī̃ ātē , vahī brahmākumār kumārī kahlānē K|kē adhikārī haĩ .

1Essence: Sweet children, the Father's directions and advice for bringing about liberation and salvation are unique and this is why it is sung: Only You know Your ways and means.

5Be|B . K|kē . kā svabhāv bahut-bahut mīṭhā hōnā chāhiē .

2He Himself gives you His directions.

6Andar jarā bhī kaḍuvāpan athavā dēh-abhimān na hō .

3Question: Who have the right to be called Brahma Kumars and Kumaris?

7Gīt  : ōm namō śhivāē …

4What is their nature like? 5Answer: Those who are sweet and loving like the Father, who never have any conflict of opinion, have the right to be called Brahma Kumars and Kumaris. 6The nature of a BK should be very, very sweet. 7There shouldn't be the slightest bitterness or body consciousness inside him or her.

8Ōm śhānti . 9Sab centres K|kē nūrē ratnō̃ kō bēhad kā bāp samjhā rahē haĩ , centres vālē bachchē samajhē̃gē aur sun sakē̃gē ki bāp kyā samjhātē haĩ . 10Dēkhō , is duniyā mē̃ har ēk kō har ēk kē liē naphrat hai .

8Song: Salutations to Shiva. 9Om shanti.

11Gōrō̃ kō kālō̃ kē liē naphrat hai .

10The unlimited Father explains to all the lights of His eyes at all the centres.

12Samajhtē haĩ yah hamārē gānv sē nikal jāyē̃ itnī naphrat ātī hai .

11The children at the centres will be able to hear and understand what the Father explains.

13Itnē dharm vālē haĩ , sab ēk dō sē laṛtē jhagaṛtē rahtē haĩ . 14Yah hai hī rāvaṇ kā rājya , unkā ab ant hai .

12Look, in this world, everyone has dislike for everyone. 13There are people from so many religions; they all fight and quarrel with one another. 14This is Ravan's kingdom.

15Manuṣhya tō jāntē nahī̃ , pukārtē rahtē haĩ ki hē patit-pāvan , duḥkh hartā sukh kartā , hē liberator āō .

15It is now to end. 16People don't know this and they continue to call out: O Purifier, Remover of Sorrow and Bestower of Happiness, O Liberator, come!

16Duḥkh tō sabkō hai hī .

17Everyone has sorrow.

17Buddhi bhī kahtī hai ki inkō heaven tō nahī̃ kahē̃gē .

18The intellect says: This place cannot be called heaven.

18Svarg hī sabkō yād ātā hai , tō jarūr abhī nark hai .

19Everyone remembers heaven. 20So, it is surely now hell.

19Naī duniyā thī jarūr , phir vah śhānti kē bād sukh key|kī duniyā āyēgī jarūr .

21There definitely was the new world. 22After that peace, the world of happiness will definitely come.

20Vahā̃ is duḥkhdhām kā nām niśhān nahī̃ hōgā .

23There, there won't be any name or trace of this land of sorrow.

21Abhī phir sukh-śhānti kā nām niśhān nahī hai .

24There is now no name or trace of happiness or peace.

225 hazār varṣh pahlē sukhdhām thā .

25Five thousand years ago, there was the land of happiness.

23Bākī sab ātmāyē̃ śhāntidhām mē̃ rahtī thī .

26All the rest of the souls resided in the land of peace.

24Yah bhī tum ab samajhtē hō jabki tumkō parampitā paramātmā nē samjhāyā hai .

27You understand this now because the Supreme Father, the Supreme Soul, has explained it to you.

25Kahtē bhī haĩ śhal tumkō īśhvar samajh dēvē .

28It is said: May God give you sense!

26Aisē nahī̃ kahē̃gē ki brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar achchhī mat dē̃ .

29They wouldn’t say: Brahma, Vishnu, Shankar - give us good sense! 30They mention the name of God alone.

27Īśhvar kā hī nām lētē haĩ .

31So, there definitely is that one Being.

28Tō jarūr hai kōī . 29Is samay īśhvar nē hī mat dī|the hōgī aur sākār mē̃ hī ākar dī|the hōgī .

32Only at this time must God have given His directions and He must have given them by coming here and entering a corporeal form.

30Likhā huā hai śhrīmat bhagvānuvāch sirph nām kr̥iṣhṇa kā ḍāl diyā hai .

33It is written that shrimat is the versions of God, but they have put Krishna’s name.

31Vāstav mē̃ hai nirākār bhagvān key|kī mat .

34In fact, they are the directions of incorporeal God.

32Tō jarūr naī duniyā sthāpan huī hōgī . 33Bhagvān nē tō sārī duniyā mē̃ phērā nahī̃ lagāyā hōgā  ?

35Therefore, the new world must definitely have been established. 36God did not go around the whole world.

34Na sārī duniyā ā saktī hai . 35Na bhagvān sabkē pās|pass jā saktā hai .

37Neither can the whole world come to God, nor can He go to everyone.

36Na sab paramātmā K|kē sammukh hō saktē haĩ .

38Not everyone can come personally in front of God.

37Kitnē ḍhēr manuṣhya haĩ .

39There are so many human beings!

38Kōī baṛā ādmī ātā hai , unkō bhī kōī sab thōṛēhī dēkh sakē̃gē .

40When an eminent person comes, not everyone would be able to see him.

39Itnī sab manuṣhyātmāō̃ kō bāp ākar gati vā sadgati dētē haĩ .

41The Father comes and gives liberation and salvation to all of those human souls.

40Śhāntidhām aur sukhdhām alag-alag haĩ .

42The land of peace is separate from the land of happiness.

41Sukhdhām mē̃ aśhānti nahī̃ hōtī .

43There isn't any peacelessness in the land of happiness.

42Duḥkhdhām mē̃ phir śhānti nahī̃ hōtī .

44Then, in the land of sorrow, there isn't any peace.

43Yah sab bātē̃ bāp samjhātē haĩ , jō kōī śhāstra mē̃ nahī̃ hōṅgī .

45The Father explains all of these things. 46They are not mentioned in any of the scriptures.

44Bhagvān kō kahā jātā hai knowledgeful , vah sab kuchh jāntē haĩ .

47God is called knowledge-full: He knows everything.

45Unkī gati vā sadgati key|kī mat sabsē nyārī hai .

48His directions for liberation and salvation are unique.

46Gātē bhī haĩ hē prabhū tumharī gat mat tum hī jānō .

49It is sung: O God, only You know Your ways and means!

47Jab tum batāō tab hī ham jānē̃ .

50We can only know them when You tell us them.

48Tō jarūr unkō ānā paṛē , nahī̃ tō sadgati kaisē dē .

51Therefore, He surely has to come here. 52How else would He grant salvation?

49Sarv kā sadgati dātā aur sarv kā bāp vah hai .

53He is the Bestower of Salvation and the Father of all.

50Sab āpas mē̃ bhāī haĩ , na ki bāp hī bāp haĩ .

54All are brothers, they are not all fathers.

51Yah samajh key|kī bāt hai .

55This is something to be understood.

52Parantu āsurī mat nē jō sunāyā vah mān liyā . 53Sab āsurī mat K|kē adhīn haĩ .

56However, they have accepted whatever those with devilish dictates have told them.

54Tumhārē pās|pass ab kitnī rōśhnī hai .

57All are subservient to devilish dictates.

55Yah lakṣhmī-nārāyaṇ jō itnī ūñch sadgati kō pāyē huē haĩ , unhō̃ mē̃ bhī yah knowledge nahī̃ rahtī .

58You now have so much enlightenment. 59Even Lakshmi and Narayan, who attained such great salvation, didn’t have this knowledge.

56Trikāldarśhī bāp hai , un dvārā yah rājya pāyā hai .

60The Father is Trikaldarshi and you attained that kingdom from Him.

57Bāp kinhō̃ kō ākar trikāldarśhī banātē haĩ  ?

61Whom does the Father come and make trikaldarshi?

58Jarūr bachchō̃ kō hī banāyēṅgē .

62He surely makes the children that.

59Sagē bachchō̃ kō sikhāyēṅgē phir un dvārā aur sīkhē̃gē .

63He teaches the real children and others would learn from them.

60Bāp kā bachchā brahmā . 61Brahmā K|kē bachchē tum brāhmaṇ .

64Brahma is the Father's child and you Brahmins are the children of Brahma.

62Viṣhṇu vā śhaṅkar K|kē bachchē nahī̃ kahā jātā .

65“The children of Vishnu or Shankar” is not said.

63Gāyan hai prajāpitā brahmā tō yah brahmā bhī pitā , śhiv bhī pitā . 64Dōnō̃ bāp ṭhaharē .

66Prajapita Brahma is remembered. 67So, this Brahma is a father and Shiva is also the Father; both are fathers.

65Jarūr brahmā dvārā hī sr̥iṣhṭi rachē̃gē .

68The world would surely be created through Brahma.

66Gāyan bhī hai brahmā dvārā brāhmaṇō̃ key|kī sthāpanā .

69It is remembered that Brahmins were created through Brahma.

67Anēk dharm manuṣhyō̃ K|kē haĩ tō ēk dharm bhī manuṣhyō̃ kā thā . 68Manuṣhyō̃ key|kī bāt hai .

70There are now innumerable religions of human beings, but at one time there was only one religion of human beings.

69Jānvarō̃ key|kī tō hō na sakē .

71This refers to human beings; it cannot refer to animals.

70Bābā nē samjhāyā hai pahlā praśhna pūchhō ki patit-pāvan kaun  ?

72Baba has explained: The first question to ask them is: Who is the Purifier?

71Parampitā paramātmā yā gaṅgā jal  ? 72Ēk phaĩslā karō .

73Is it the Supreme Father, the Supreme Soul, or is it the water of the Ganges?

73Phir itnē mēlē ādi par jō bhaṭaktē haĩ , unsē chhūṭ jāyēṅgē .

74Make a decision! 75They will then be liberated from wandering to the melas etc.

74Kahtē haĩ patit-pāvan , tō buddhi ūpar jātī hai .

76They say: “Purifier!” and so their intellects go upwards.

75Patit-pāvnī gaṅgā kahnē sē phir buddhi pānī key|kī taraph chalī jātī hai .

77By saying that the Ganges is the Purifier, their intellects go to water.

76Gyān amr̥it nām sunā hai tō gaṅgājal kō amr̥it samajhtē haĩ .

78They have heard of the nectar of knowledge and so they consider the water of the Ganges to be nectar.

77Tō sabsē mukhya praśhna yah hai .

79Therefore, this is a most important question.

78Bābā yuktiyā̃ bahut batātē haĩ parantu kiskō yād bhī paṛē .

80Baba tells you many methods, but you should at least remember some of them!

79Bachchē likhtē haĩ bahut prabhāvit huā parantu buddhi mē̃ baiṭhā kuchh bhī nahī̃ .

81Children write that many people were impressed. 82However, nothing sits in their intellects.

80Sirph itnā samajhtē haĩ brahmākumāriyā̃ achchhā rāstā batātī haĩ .

83They just understand that the Brahma Kumaris show a very good path. 84As soon as they go back home, everything ends.

81Ghar gayē khalās isliē pradarśhanī mē̃ jab ātē haĩ tō ēk-ēk bāt par achchhī tarah samjhākar likhānā chāhiē .

85This is why, when people come to the exhibitions, you should explain each thing clearly and make them write it down.

82Saikṛō̃ ātē haĩ , kōī key|kī buddhi mē̃ ēk bāt bhī nahī̃ ṭhahartī .

86Hundreds of people come, but not even one thing sits in anyone's intellect.

83Bābā kē pās aisā samāchār nahī̃ ātā hai ki in-in mukhya bātō̃ par bhāṣhaṇ kiyā .

87Baba doesn't receive news that you gave lectures on these main topics. 88This is a school.

84Yah school hai , teacher pūchhtā hai tō student kō javāb dēnā paṛtā hai .

89Therefore, when a teacher asks a question, students have to reply.

85Tum teacher hōkar pūchhē̃gē tō javāb dēgē .

90If you asked them as a teacher, they would reply to you.

86Bachchē bahut khuśh hōtē haĩ .

91You children become very happy.

87Tum bachchē utartī kalā aur chaṛhtī kalā par bhī samjhātē hō .

92You children also have to explain about the stages of ascent and descent.

88Kōī mukti mē̃ gayē , kōī jīvanmukti mē̃ gayē , sabkā bhalā hō gayā .

93Some went into liberation and others went into liberation-in-life, and so everyone benefited.

89Sabkī chaṛhtī kalā hō gaī .

94It was the stage of ascent for everyone.

90Ab phir un satōpradhān satyug vālō̃ kō tamōpradhān mē̃ nīchē jarūr ānā hai .

95The satopradhan people who were in the golden age definitely had to come down to the tamopradhan stage.

91Tō yah bhī dikhānā paṛē ki dvāpar sē utartī kalā hōtī hai .

96Therefore, you should also show that there is the stage of descent from the copper age.

92Chaṛhtī kalā , utartī kalā kā bhī slide hai . 93Parantu bachchē samjhātē nahī̃ .

97You have a slide about the stage of ascent and the stage of descent, but some children don't explain that.

94Har ēk bāt pūchhnā chāhiē yah paṛhāī hai , teacher hōkar baiṭhnā chāhiē .

98You should ask them everything. 99This is a study and so you should sit there as a teacher.

95Bākī bhāṣhaṇ kiyā , stage pāṭrī banā , yah tō common hai .

100However, if you give a lecture and become a stage secretary, that is common.

96Yahā̃ tō har ēk bāt pūchhnī hai .

101Here, you have to ask everything.

97Sarv kā sadgati dātā , patit-pāvan bāp ēk hai vā sarvavyāpī hai  ?

102Is the Bestower of Salvation, the Purifier Father, One or is He omnipresent?

98Agar sarvavyāpī hai tō phir bāp kaisē ṭhaharā|ṭhahrā  ?

103If He is omnipresent, then tell me, how can He be the Father?

99Batāō , patit-pāvan , gyān kā sāgar gītā kā bhagvān hai yā śhrīkr̥iṣhṇa  ?

104Is the God of the Gita, the Purifier, the Ocean of Knowledge, or is it Shri Krishna?

100Bhagvān kiskō kahē̃gē  ?

105Whom would you call God?

101Jarūr nirākār kō kahē̃gē .

106It would surely be the incorporeal One.

102Is hisāb sē gītā khaṇḍan hō gaī .

107It was because of this that the Gita was falsified.

103Gītā māī|my bāp khaṇḍan tō sab śhāstra khaṇḍan hō gayē .

108When the Gita, the mother and father, become false, all the scriptures also become false.

104Tum siddhkar batāō ki sārī duniyā jhūṭhī hai , sab pattharbuddhi haĩ .

109You can prove to them that the whole world is false. 110All have stone intellects.

105Pārasbuddhi hōtē hī haĩ satyug mē̃ .

111Those with divine intellects only exist in the golden age.

106Pattharbuddhi haĩ tab tō bābā ākar pārasbuddhi banātē haĩ .

112It is because all now have stone intellects that Baba comes and makes them into those with divine intellects.

107Jō pārasbuddhi thē vahī ākar pattharbuddhi banē haĩ , jabki sr̥iṣhṭi kā bhī ant hai .

113Now that it is the end of the world, those who had divine intellects have become those with stone intellects.

108Bīch K|kē time mē̃ ham kah nahī̃ saktē ki tuchchh buddhi vā tamōpradhān haĩ .

114We cannot say of the middle period that we have degraded intellects or that we are tamopradhan.

109Pichhāṛī mē̃ sab tamōpradhān bantē haĩ .

115Everyone becomes tamopradhan by the end.

110Kriściyan dharm āyā tō aisē nahī̃ kahē̃gē ki tamōguṇī thē .

116When Christianity came, it couldn’t be said that they were tamoguni; no.

111Nahī̃ . 112Unkō bhī satō , rajō , tamō sē pās|pass karnā hai .

117They too have to pass through the stages of sato, rajo and tamo.

113Is samay sārā jhāḍ jaṛjaṛībhūt hai . 114Inkā vināśh hōnā hai .

118At this time, the whole tree has reached a state of total decay and has to be destroyed.

115Is par achchhī rīti bhāṣhaṇ karnā hai .

119You have to give a very good lecture on this.

116Aisē nahī̃ jō āyā sō bōl diyā .

120You mustn't just say whatever comes into your mind.

117Baṛē akṣharō̃ mē̃ yah pahēlī lagā dō , jō sab paṛhē̃ ki gītā kā bhagvān punarjanma rahit , gyān sāgar parampitā paramātmā yā śhrīkr̥iṣhṇa  ? 118Bhagvān nē hī gītā rachī aur patitō̃ kō pāvan banāyā .

121Write this riddle in big writing so that everyone can read it: Is the God of the Gita, the One who is free from rebirth, the Ocean of Knowledge, the Supreme Father, the Supreme Soul, or is it Shri Krishna?

119Yād bhī unkō kartē haĩ .

122God created the Gita and purified the impure.

120Ab kr̥iṣhṇa key|kī ātmā bhī pāvan ban rahī hai .

123People remember Him. 124The Krishna soul is now becoming pure.

121Is bāt kō uṭhātē nahī̃ haĩ .

125You don’t take up this topic.

1225 vikārō̃ K|kē dialogue bahut kartē haĩ .

126Many people have a dialogue about the five vices.

123Vihaṅg mārga key|kī service karnī chāhiē .

127You should do service at a fast speed.

124Apnē kō aklmand bahut samajhtē haĩ parantu khyāl karnā chāhiē ki aklmand kaisē hō saktē haĩ  ?

128Some consider themselves to be very clever, but you should think about how you can become clever.

125Abhī tō kachchē haĩ .

129As yet, you are still weak.

126Har ēk merchant , har ēk dharm vālō̃ kō tumhē̃ alag-alag nimantraṇ dēnā hai .

130You have to give individual invitations to all the merchants and those of all the different religions.

127Rāmakr̥iṣhṇa vālō̃ kā baṛā maṭh hai .

131The Ramakrishna Society is big.

128Harijan key|kī bhī association hai , unkē jō mukhya haĩ sabkō nimantraṇ dēkar bulānā chāhiē .

132Harijans (untouchables) also have an association. 133Give an invitation to their leaders and invite them here.

129Aisē kām karnē vālē kōī hō̃ jō ismē̃ lagē rahē̃ .

134There should be someone who does this type of work and stays busy doing that.

130Āpas mē̃ rāy karnī chāhiē .

135You have to discuss this among yourselves.

131Bāp śhrīmat dētē haĩ .

136The Father gives you shrimat.

132Mukhya probe key|kī bāt uṭhānī hai .

137You have to take up this main subject in the probe.

133Tum mātāō̃ kō achchhī tarah lalkār karnī chāhiē . 134Kamjōr nahī̃ bannā chāhiē .

138You mothers should challenge others very well and not become weak.

135Lēkin kaī brāhmaṇō̃ key|kī bhī āpas mē̃ nahī̃ bantī hai .

139However, some Brahmins too are not able to get on with one another.

136Matbhēd K|kē kāraṇ āpas mē̃ bāt bhī nahī kartē haĩ .

140Because of some difference of opinion, they don't even speak to one another!

137Dēh-abhimān bahut hai .

141They have a lot of body consciousness.

138Rāmrājya mē̃ jānē kē liē tō lāyak bannā paṛē nā .

142You have to become worthy of going to the kingdom of Rama.

139Yah hai īśhvarīy rājya , ismē̃ āsurī svabhāv vālē rah na sakē̃ .

143That is God’s kingdom. 144Those with devilish natures cannot stay there.

140Unkō be|B . K|kē . kahlānē kā bhī hak nahī̃ hai .

145They don't even have the right to be called BKs.

141Bāp kitnā mīṭhā pyārā hai , tō bāp samān bannā chāhiē .

146The Father is so sweet and lovely and so you should become like the Father.

142Kōī-kōī bachchē kitnē kaṛuvē ban paṛtē haĩ .

147Some children become so bitter.

143Bāp kahtē haĩ yah tō jaṅglī kāṇṭē haĩ .

148The Father says: Such ones are like wild thorns.

144Tō ēk-ēk bāt par achchhī tarah pūchhkar phir likhānā chāhiē .

149You should question them about everything individually and then make them write it down.

145Patit-pāvan paramātmā yā gaṅgā  ?

150Is the Supreme Soul or is the Ganges the Purifier?

146Sarv kā sadgati dātā parampitā paramātmā yā pānī key|kī gaṅgā  ?

151Is the Bestower of Salvation for All the Supreme Soul or is the water of the Ganges?

147Aisē chitra banānē chāhiē .

152You should make such pictures.

148Projector mē̃ bhī pahēliyā̃ ā saktī haĩ .

153You can also have such riddles in the projectors.

149Ab judge karō gītā kā bhagvān kaun  ?

154Now judge for yourself who the God of the Gita is!

150Bāp tō direction dētē haĩ .

155The Father gives you directions.

151Pahlī mūl bāt siddh karō .

156First of all, prove the main thing.

152Alpha kō jānā tō sab kuchh jān jāyēṅgē .

157If you know Alpha, you will come to know everything.

153Bīj kō jānnē sē jhāṛ kō jān jāyēṅgē .

158By knowing the Seed you will come to know the tree.

154Tum bachchō̃ kō bahut mēhnat karnī hai , sirph kahtē haĩ be|B . K|kē . bahut achchhī service kar rahī haĩ , manuṣhyō̃ kō lābh lēnā chāhiē . 155Ātā ēk bhī nahī̃ hai .

159You children have to make a lot of effort. 160People just say that the BKs do very good service. 161Therefore, people should take benefit from that, but not a single person comes.

156Achchhā  !

162Achcha.

157Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

163To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

158Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

164The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

159Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

165Essence for dharna:

1601 ) āpas mē̃ rāy kar vihaṅg mārg key|kī sēvā karnī hai .

166 1. Discuss among yourselves how to do service at a fast speed.

161Kabhī matbhēd mē̃ nahī̃ ānā hai .

167Never have any conflict of opinion.

1622 ) teacher ban sabhī kō alpha key|kī pahchān dēnī hai .

168 2. Become a teacher and give everyone the recognition of Alpha.

163Chaṛhtī kalā aur utartī kalā kā rāz samjhānā hai .

169Explain to everyone the significance of the stages of ascent and descent.

164Gyān key|kī pahēliyā̃ pūchhkar satyatā kō siddh karnā hai .

170Ask everyone riddles of knowledge and prove the truth.

165Vardān  : master dātā ban khuśhiyō̃ kā khajānā bāṇṭnē vālē sarv key|kī duāō̃ K|kē pātr bhav

171Blessing: May you become worthy of receiving everyone’s blessings by sharing the treasures of happiness as a master bestower.

166Vartamān samay sabhī kō avināśhī khuśhī key|kī āvaśhyaktā hai , sab khuśhī K|kē bhikhārī haĩ , āp dātā K|kē bachchē hō .

172 At the present time, everyone needs imperishable happiness. 173They are begging for happiness, whereas you are children of the Bestower.

167Dātā K|kē bachchō̃ kā kām hai dēnā .

174The duty of the children of the Bestower is to bestow.

168Jō bhī sambandh-sampark mē̃ āyē usē khuśhī dētē jāō .

175Continue to give happiness to whoever comes into contact or relationship with you.

169Kōī khālī na jāyē , itnā bharpūr rahō .

176Remain so full that no one goes away empty.

170Her|har samay dēkhō ki master dātā bankar kuchh dē rahā hū̃ yā sirph apnē mē̃ hī khuśh hū̃  !

177At every moment, check whether you are giving something as a master bestower or whether you are just happy with yourself.

171Jitnā dūsrō̃ kō dēgē utnā sabkī duāō̃ K|kē pātr banē̃gē aur yah duāyē̃ sahaj purūṣhārthī banā dē̃gī .

178The more you give to others, the more you will become worthy of receiving their blessings and these blessings will make you an easy effort-maker.

172Slōgan  : saṅgam key|kī prāptiyō̃ kō yād rakhō tō duḥkh va parēśhānī key|kī bātē̃ yād nahī̃ āyēṅgī . 173Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya 1741 - ōm raṭō mānā ōm japō , jis samay ham ōm śhabda kahtē haĩ tō ōm kahnē kā matlab yah nahī̃ ki ōm śhabda kā uchchāraṇ karnā hai sirph ōm kahnē sē kōī jīvan mē̃ phāydā nahī̃ . 175Parantu ōm K|kē arth|earth svarūp mē̃ sthit hōnā , us ōm K|kē arth|earth kō jānnē sē manuṣhya kō vō śhānti prāpt hōtī hai .

179Slogan: Remember the attainments of the confluence age and you will not remember things of sorrow or worry.

176Ab manuṣhya chāhtē tō avaśhya haĩ ki hamē̃ śhānti prāpt hō .

180*** Om Shanti *** 181Invaluable versions of Mateshwari. 1821)To chant “om” means to continue to chant the mantra of “om”.

177Us śhānti sthāpan K|kē liyē bahut sammēlan kartē haĩ parantu result aisē hī dikhāī dē rahī hai ki aur hī aśhānti duḥkh kā kāraṇ bantā rahtā hai kyōṅki mukhya kāraṇ hai ki manuṣhyātmā nē jab tak 5 vikārō̃ kō naṣhṭ nahī̃ kiyā hai tab tak duniyā par śhānti kadāchit hō nahī̃ saktī .

183When we says the word “om”, it does not mean that we have to speak out loudly the word “om”. 184There cannot be any benefit in life simply by saying “om”, but we do have to stabilise ourselves in the meaning of the word “om”. 185By knowing the meaning of the word “om”, people are able to attain that peace. 186People definitely want to have peace.

178Tō pahlē harēk manuṣhya kō apnē 5 vikārō̃ kō vaśh karnā hai aur apnī ātmā key|kī ḍōr paramātmā kē sāth jōṛnī hai tab hī śhānti sthāpan hōgī .

187They have many conferences to establish that peace, but the result seen of those is that there are more reasons for peacelessness and sorrow; the main reason is that, until human souls have destroyed the five vices, there can never be peace in the world.

179Tō manuṣhya apnē āpsē pūchhē mainnē apnē 5 vikārō̃ kō naṣhṭ kiyā hai  ? 180Unhō̃ kō jītnē kā prayatna kiyā hai  ?

188So, people first have to control their five vices and connect the string of their lives to God, for only then will peace be established.

181Agar kōī pūchhē tō ham apnē 5 vikārō̃ kō vaśh kaisē karē̃ , tō unhō̃ kō yah tarīkā batāyā jātā hai ki pahlē unhō̃ kō gyān aur yōg kā vāsdhūp lagāō aur sāth mē̃ parampitā paramātmā K|kē mahāvākya haĩ , mērē sāth buddhiyōg lagāē mērē bal kō lēkar mujh sarvśhakti-vān prabhu kō yād karnē sē vikār haṭtē rahē̃gē .

189So, people should ask themselves: Have I destroyed my five vices? 190Have I tried to conquer them? 191If people ask how they can control their five vices, they are shown this method: they first have to be given the incense of knowledge and yoga. 192Together with that, God’s elevated versions are: Connect the yoga of your intellect to Me, take power from Me, and remember Me, Prabhu, the Almighty Authority, and the vices will then continue to be removed.

182Ab itnī chāhiē sādhnā , jō khud paramātmā ākar hamē̃ sikhātē haĩ .

193There now has to be this much spiritual endeavour. 194God Himself comes and teaches us this.

1832 ) tumharī gat mat tum hī jānō . . . ab yah mahimā kiskī hai  ?

1952)Only God knows the ways and means to attain salvation from God.

184Kyōṅki paramātmā key|kī sadgati karnē key|kī jō mat hai vō tō paramātmā hī jāntā hai .

196“Only You know Your ways and means”. 197In whose memorial do they sing this praise?

185Manuṣhya nahī̃ jān saktā , manuṣhya key|kī sirph yah ichchhā rahtī hai ki hamkō sadā K|kē liyē sukh chāhiē , magar vō sukh kaisē milē  ?

198God alone knows His ways of granting salvation. 199People do not know. 200People simply want to have peace at all times, but how can they find that peace?

186Jab tak manuṣhya apnē 5 vikārō̃ kō bhasma kar karma akarma nahī̃ banāyē tab tak vō sukh mil nahī̃ saktā , kyōṅki karma akarma vikarma key|kī gati bahut gahan hai jiskō sivāē paramātmā K|kē aur kōī manuṣhya ātmā uskī gati kō nahī̃ jān saktā .

201Until people burn their five vices and make their actions neutral, they cannot receive that happiness because the philosophy of action, neutral action and sinful action is very deep and no human being can know this method. 202Only God knows it.

187Ab jab tak paramātmā nē vō gati nahī̃ sunāī hai tab tak manuṣhyō̃ kō jīvanmukti prāpt nahī̃ hō saktī , isliē manuṣhya kahtē haĩ tērī gat mat tum hī jānō .

203Until God comes and speaks about that liberation, till then humans cannot attain liberation-in-life. 204This is why people say: Only You know Your ways and means, that God has the directions to grant salvation to someone.

188Inkī sadgati karnē key|kī mat vō paramātmā kē pās hai .

205How do you make your actions neutral?

189Kaisē karmō̃ kō akarma banānā hai , yah śhikṣhā dēnā paramātmā kā kām hai . 190Bākī manuṣhyō̃ kō tō yah gyān nahī̃ , jis kāraṇ vō ulṭā kārya kartē rahtē haĩ , ab manuṣhya kā pahlā pharz hai apnē karmō̃ kō sudhārnā , tab hī manuṣhya jīvan kā pūrā lābh uṭhā sakē̃gē .

206It is God’s duty to give these teachings, but human beings don’t even have this knowledge due to which they continue to perform wrong actions. 207The first duty of human beings is to reform their actions, for only then will they be able to take the full benefit of a human life.

191Achchhā .

208Achcha.