शुक्रवार 11 नवंबर 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
011-11-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 11/11/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp jō sadā sukh dētē haĩ , rōz paṛhātē haĩ , gyān khajānā dētē haĩ , aisē bāp kō tum bhūlō mat , śhrīmat par sadā chaltē rahō ' '
1Essence: Sweet children, don't forget the Father who gives you constant happiness, teaches you every day and gives you treasures of knowledge. 2Constantly continue to follow shrimat.
Question
2Praśhna : bāp key|kī jādūgarī kaun see|sī|C hai jō manuṣhya nahī̃ kar saktē haĩ ?
3Question: What is the Father's magic that human beings cannot perform?
Answer
3Uttar : kāṇṭō̃ K|kē is jaṅgal kō badalkar sundar phūlō̃ kā bagīchā banā dēnā , patit manuṣhyō̃ kō pāvan dēvtā banā dēnā - yah jādūgarī bāp kī hai .
4Answer: To change this forest of thorns into a beautiful garden of flowers and to make impure human beings into pure deities is the magic of the Father and not any human being. 5The Father alone is the greatest Social Worker.
4Kisī manuṣhya key|kī nahī̃ . 5Bāp hī sabsē baṛā social worker hai jō patit śharīr , patit duniyā mē̃ ākar sārī patit duniyā kō pāvan banātē haĩ .
6He enters an impure body in the impure world and makes the whole impure world pure.
Song
6Gīt : bachpan K|kē din bhulā na dēnā …
7Song: Do not forget the days of your childhood!
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Bachchō̃ nē apnē liē gīt sunā .
9You children heard the song that was sung to you.
9Tum hō māt-pitā K|kē kṣhīr ( mīṭhē ) bachchē .
10You are the sweet children of the Mother and Father.
10Bāp kṣhīr bachchō̃ kō kahtē haĩ ki mama bābā kahkar kal bhūl na jānā .
11The Father tells you sweet children: After saying "Mama, Baba", don't forget them tomorrow.
11Agar bhūlē tō varsā ganvā dēgē . 12Parantu bachchē suntē huē bhī bhūl jātē haĩ .
12If you forget them, you lose your inheritance, but some children forget this, even though they hear Baba saying it.
13Tō bhī bāp sahaj rāstā batātē haĩ .
13Nevertheless, the Father shows you an easy path.
14Gharbār , gr̥ihasth-vyavahār ādi kuchh bhī chhuṛātē nahī̃ haĩ .
14He doesn’t make you leave your homes or the family path.
15Kahtē haĩ gr̥ihasthī hō , chāhē bachelor ( kumār ) hō sirph śhrīmat par chalnē kā puruṣhārth karō .
15He says: Whether you are householders, or even if you are bachelors, simply make effort to follow shrimat.
16Aisē bāp kō kabhī bhūl na jāō .
16Never forget such a Father.
17Bāp ulhanā dētē haĩ ki kōī-kōī bachchē mama bābā kahkar phir kabhī apnā samāchār bhī nahī̃ dētē haĩ .
17The Father complains that some children say "Mama and Baba" and then never even write their news to Baba.
18Bāp sē svarg kī bādśhāhī lētē haĩ phir unkō bhūl jātē haĩ aur nark key|kī jāydād dēnē vālē bāp kō bahut khuśhī sē chiṭṭhī likhtē haĩ , chiṭṭhī na āyē tō mā̃ bāp bhī mūnjh jātē haĩ , sōchtē haĩ patā nahī̃ bīmār hai kyā ?
18You claim the sovereignty of heaven from the Father and you then forget Him, whereas you very happily write a letter to the father who gives you the property of hell. 19If a letter doesn’t come, the parents get worried and think that perhaps you are ill.
19Tō bēhad kā bāp bhī aisē samajhtē haĩ ki patā nahī̃ bachchō̃ kā kyā hall|hāl hai ?
20So, the unlimited Father also thinks: I don’t know what the condition of the children is.
20Intzār hōtā hai nā .
21He waits for their letters.
21Vō laukik bachchē tō duḥkh dēnē vālē bhī nikal paṛtē haĩ , tō bhī unsē mōh nahī̃ jātā .
22Worldly children even cause sorrow and yet attachment is not removed from them.
22Yahā̃ phir wonder dēkhō jis bāp kō kahtē haĩ tum māt-pitā . . . sāmnē bhī baiṭhē haĩ .
23Here, look at the wonder of the One you call the Mother and Father and who is sitting in front of you!
23Yū̃ tō sab bachchē murlī dvārā bhī sunē̃gē .
24In fact, all the children will hear Him through the murlis.
24Bāp jāntē haĩ number-vār puruṣhārth anusār kitnē sapūt haĩ , kitnē kapūt haĩ .
25The Father knows how many children are worthy and how many are unworthy, numberwise, according to the efforts they make.
25Bābā mama kahkar phir bhī chhōṛ dētē haĩ .
26Even after saying "Mama, Baba" they leave Him.
26Gīt bhī kahtā hai aisē bāp kō kyō̃ bhūl jātē hō ?
27The song also says: Why do you forget such a Father?
27Aisē bāp kō rōz chiṭṭhī likhnī chāhiē .
28You should write a letter to such a Father every day.
28Bāp bhī rōz khazānā dētē haĩ . 29Rōz paṛhātē bhī haĩ , pyār bhī dētē haĩ .
29The Father gives you treasures every day; He teaches you every day. 30He also gives you love.
30Bāp , teacher , satgurū tīnō̃ hī haĩ .
31He is the Father, Teacher and Satguru.
31Laukik bāp kō tō bachchē chiṭṭhī likhtē haĩ .
32He is all three. 33Children write letters to their physical fathers.
32Gurū kō bhī yād kartē haĩ . 33Parantu jō sadā sukh dēnē vālā , sachkhaṇḍ kā mālik banānē vālā bāp hai unkō bhūl jātē haĩ .
34Some of you still remember your gurus, but you forget the Father who gives constant happiness and makes you into the masters of the land of truth.
34Chiṭṭhī bhī nahī̃ likhtē haĩ .
35You don’t even write a letter to Him.
35Bāp kō phikar rahtā hai ki kyā huā ? 36Māyā nē mār ḍālā vā vikār mē̃ ḍhakēl diyā .
36The Father is worried about what has happened: Has Maya killed you or pushed you into vice?
37Bābā tō murlī mē̃ hī bachchō̃ kō sāvdhān karē̃gē nā .
37Baba would caution you children in a murli.
38Bābā rāy dēgē ki aisē-aisē apnē kō bachātē rahō kyōṅki yah hai bāp kā sabsē baṛā bachchā . 39Sabsē āgē chal rahā hai .
38Baba would advise you: Continue to protect yourself in this way. 39This one is the Father’s eldest child and is moving ahead of everyone else.
40Inkē pās|pass sab prakār K|kē tūphān ādi ātē haĩ .
40This one experiences all sorts of storms. 41He is called Mahavir, Hanuman.
41Mahāvīr , hanūmān inkō hī kahē̃gē . 42Āgē rūstam hōnē K|kē kāraṇ māyā bhī rūstam hō pahlē insē hī laṛēgī .
42Because a powerful one is standing at the front, Maya would also become powerful and fight with that one first.
43Bābā kahtē haĩ tumkō jō tūphān ātē haĩ vah pahlē mujhē āyēṅgē .
43Baba says: Whatever storms you experience, I experience them first.
44Jō bābā anubhav bhī batātē haĩ .
44Baba even shares his experiences of this.
45Tum kahē̃gē bābā āpkō tūphān kaisē āyēṅgē ?
45You would say: Baba, how would you experience storms?
46Āp tō bujurg hō .
46You are elderly.
47Bābā kahtē haĩ hamārē pās|pass sab ātē haĩ .
47Baba says: Everything comes to me.
48Nahī̃ tō ham tumkō sāvdhān kaisē karē̃ ?
48How else would I be able to caution you?
49Parantu bachchē bābā kō batātē hī nahī̃ haĩ .
49However, some children don't tell Baba.
50Tūphān mē̃ ghuṭkā khākar ḍūb mar jātē haĩ .
50They choke in the storms and die and destroy their status.
51Apnā pad bhraṣhṭa kar dētē haĩ isliē bāp kahtē haĩ ēk dō kō yād dilātē rahō - bābā kō patra tō likhō .
51This is why the Father says: Continue to remind one another. 52At least write a letter to Baba!
52Her|har bāt mē̃ ēk dō kō sāvdhān karō .
53Caution one another in every aspect.
53Māyā baṛī tīkhī hai . 54Ghūsā mār dētī hai .
54Maya is very clever; she punches you.
55Tum bachchē sārī duniyā K|kē sachchē social workers hō .
55You children are the true social workers of the whole world.
56Vah had K|kē social worker had key|kī sēvā kartē haĩ , yah bāp tō sārī duniyā kā social worker hai .
56Those people are limited social workers who do limited service. 57This Father is the Social Worker for the whole world.
57Sārī patit duniyā kō pāvan banānā yah bāp kē ūpar hai .
58It is up to the Father to make the whole impure world pure.
58Bāp kō hī bulātē haĩ .
59You call out to the Father.
59Aisē bāp kō bāp kah phir bachchē bhūl jātē haĩ .
60You children call such a Father ‘Father’ and you then forget Him!
60Yah gīt bhī kōī kā touch kiyā huā hai . 61Jaisē kōī-kōī śhāstra bhī achchhē banē huē haĩ jō manuṣhya apnē pās|pass rakhtē haĩ .
61This song has been composed by someone who was especially touched, just as some very good scriptures have been created, which people keep with themselves.
62Yahā̃ tō śhāstra , chitra ādi kuchh bhī nahī̃ haĩ .
62Here, there are no scriptures or pictures etc.
63Yah chitra bhī apnē hī banāyē huē haĩ .
63These pictures have been made by us.
64Vah sab chitra haĩ sanśhaybuddhi banānē vālē . 65Yah chitra haĩ niśhchaybuddhi banānē vālē .
64All of those other pictures make your intellects develop doubt whereas all of these pictures make your intellects have faith.
66Duniyā kō tō yah mālūm hī nahī̃ ki bhārat svarg thā .
65The world doesn't know that Bharat was heaven.
67Bhārat kā kitnā mān hai .
66They have so much regard for Bharat.
68Yahā̃ hī śhivbābā ātē haĩ .
67It is here that Shiv Baba comes.
69Śhiv kō bābā kahtē haĩ phir hai brahmā bābā .
68You call Shiva ‘Baba’ and then there is Brahma Baba.
70Viṣhṇu kō bābā nahī̃ kahē̃gē .
69You wouldn't call Vishnu ‘Baba’.
71Yah bhī tum bachchē jāntē hō .
70You children know these things.
72Duniyā K|kē manuṣhya tō kahtē haĩ hē patit-pāvan āō , ham patit haĩ ākar pāvan banāō .
71People of the world say: O Purifier, come! 72We are impure, so come and purify us!
73Parantu yah nahī̃ jāntē ki vah patit sē pāvan kaisē banāyēṅgē .
73However, they don't know how He would make impure ones pure or where He would take them.
74Kahā̃ lē jāyēṅgē ? 75Bas tōtē K|kē muāphik bōltē haĩ . 76Bigar arth|earth kuchh bhī nahī̃ jāntē .
74They simply continue to speak like parrots without understanding the meaning of what they say. 75O!
77Arē god father kahtē hō , father mānā property aur kiskō father nahī̃ kahā jātā .
76You simply say: God, the Father. 77A Father means property, no one else can be called the Father.
78Viṣhṇu aur śhaṅkar kō bhī father nahī̃ kah saktē , tō aur kisī kō kaisē kahē̃gē .
78Neither Vishnu nor Shankar can be called Father, so how can anyone else be called that?
79Sab samajhtē haĩ ki god father nirākār hī hai .
79Everyone understands that it is the incorporeal One who is God, the Father.
80Ātmā is dēh mē̃ ākar pukārtī hai ō god father .
80A soul enters this body and calls out: O God, the Father!
81Bāp ākar dēhī-abhimānī banātē haĩ .
81The Father comes and makes you soul conscious.
82Tum bāp kō kahtē hō bābā hamkō pāvan banāō aur pāvan duniyā mē̃ lē chalō .
82You say to the Father: Baba, make us pure and take us to the pure world.
83Śhivbābā ātē haĩ - bhārat mē̃ pavitra pravr̥itti mārg banānē .
83Shiv Baba enters Bharat in order to create the pure family path.
84Bāp kahtē haĩ tum pravr̥itti mārg vālē pāvan thē .
84The Father says: You, who belonged to the family path, were pure.
85Tum hī chāhtē hō ham pāvan banē̃ .
85You have the desire to become pure.
86Svarg kō yād kartē hō .
86You remember heaven.
87Vaikuṇṭha kahnē sē śhrīkr̥iṣhṇa yād ātā hai .
87When you speak of Paradise, you remember Krishna.
88Yah nahī̃ samajhtē ki pravr̥itti mārg K|kē mahārājā-mahārānī , lakṣhmī-nārāyaṇ kō yād karē̃ .
88You don't think that you should remember the empress and emperor Lakshmi and Narayan of the family path.
89Ab manuṣhya chāhtē haĩ śhānti .
89People now want peace.
90Yah sārī duniyā kā question hai .
90This is a question of the whole world.
91Uskī javābdārī bāp kē ūpar hai .
91The responsibility for this is with the Father.
92Jab bhārat nark hō jātā hai tō uskō svarg banānē bāp hī ātē haĩ .
92When Bharat becomes hell, the Father comes to make it into heaven.
93Nark phir kaun banātē , kab banātē haĩ ? 94Yah kōī nahī̃ jāntē haĩ .
93No one knows who then makes it into hell or when.
95Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō svargvāsī banātā hū̃ .
94The Father says: I make you into residents of heaven.
96Sweet world mē̃ lē jāē phir tumkō sweet bādśhāhī mē̃ bhēj dēgē .
95I take you to the sweet world and then send you to the sweet sovereignty.
97Aisē bāp sē tō rāt din paṛhkar pūrā varsā lēnā chāhiē .
96You should study with such a Father day and night and claim your full inheritance.
98Vāstav mē̃ rāt din kōī paṛhāyā nahī̃ jātā hai .
97In fact, no one is taught day and night.
99Bābā kahtē haĩ savērē aur rāt kō ēk ghaṇṭā regular paṛhō .
98The Father says: Study regularly every day for an hour in the morning and an hour in the evening.
100Savērē kā samay tō sabkō miltā hai .
99Everyone has time in the morning.
101Ēk second key|kī bāt hai .
100It is a matter of a second.
102Sirph bābā aur varsē kō yād karnā hai .
101You simply have to remember Baba and the inheritance.
103Phir bhī tum bhūl jātē hō . 104Phir kahtē hō bābā ham kyā karē̃ - yād bhī baṛī sahaj hai .
102Nevertheless, you forget Him and you then say: Baba, what can I do? 103Remembrance is very easy.
105Sr̥iṣhṭi chakra kā gyān bhī baṛā sahaj hai .
104The knowledge of the world cycle is also very easy.
106Yah hai pāp ātmāō̃ kī duniyā , tumkō puṇya key|kī duniyā mē̃ jānā hai .
105This is the world of sinful souls. 106You have to go to the world of charitable souls.
107Śhivbābā kō yād karō .
107Remember Shiv Baba.
108Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahnē vālō̃ kē liē bhī bahut sahaj hai .
108This is also very easy for those who live at home with their families.
109Tō bāp bachchō̃ kō jarūr yād kartē haĩ . 110Phalānē key|kī kabhī chiṭṭhī nahī̃ ātī hai , kyā hō gayā hai ?
109The Father definitely remembers you children: I haven’t received a letter from so-and-so. 110What has happened to him?
111Vā jab sāmnē ātē haĩ tō pūchhtā hū̃ - kyā bēhōśh tō nahī̃ hō gayē thē ?
111Then, when the child comes in front of Him, He asks: You didn't become unconscious, did you?
112Bāp kē sāth itnā lav|love nahī̃ , pāī paisā kamānē vālē mē̃ lav|love chalā jātā hai .
112You don't have that much love for the Father and your love is drawn to someone who only earns a few pennies.
113Bābā kō samāchār dēnā chāhiē , bābā ham jītē haĩ , khuśh haĩ . 114Aurō̃ kō bhī parichay dētē rahtē haĩ .
113You should give your news to Baba and tell Him that you are still alive and happy and that you are continuing to give the Father's introduction to others.
115Bābā tō rōz murlī mē̃ yād-pyār bhējtē haĩ .
114Baba sends love and remembrance in a murli every day.
116Bākī ēk-ēk kā nām tō nahī̃ likh saktē haĩ , tō bachchō̃ kō bhī apnā samāchār dēnā chāhiē .
115However, He cannot write the name of each one. 116Therefore, you children should also give your news.
117Is samay sārī duniyā kā mũh kālā hō gayā hai .
117At this time, the face of everyone in the world has become dirty.
118Unkō bābā ākar gōrā banātē haĩ .
118Baba comes and makes them beautiful.
119Bābā bhārat kā mũh phēr dētē haĩ .
119Baba comes and changes the faces of Bharat.
120Kāṇṭō̃ K|kē jaṅgal kō phūlō̃ kā bagīchā banātē haĩ .
120He changes the forest of thorns into a garden of flowers.
121Kaisā jādūgar hai , svarg K|kē bagīchē mē̃ bhārat hī hōtā hai .
121He is such a Magician. 122In the garden of heaven, there is just Bharat.
122Vahā̃ yah patā nahī̃ rahtā ki hamārē pīchhē aur kaun-kaun ānē vālē haĩ .
123There, you are not aware of who is going to come after you.
123Samajhtē haĩ bas ham hī viśhva K|kē mālik haĩ .
124There, you feel that only you are the masters of the world.
124Satyug kō kahā jātā hai garden of|off allāh .
125The golden age is called the garden of Allah.
125Phir jaṅgal kōī god nahī̃ banātē .
126It isn't that God creates a jungle.
126Vah tō rāvaṇ banātē haĩ .
127It is Ravan who creates that.
127Rāvaṇ purānā duśhman hai , jiskō kōī nahī̃ jāntē haĩ .
128Ravan is the old enemy whom no one knows.
128Bābā pūchhtē haĩ tum kiskī santān hō ?
129Baba asks: Whose children are you?
129Bābā ham brahmā K|kē bachchē haĩ , śhivbābā K|kē pōtrē haĩ .
130Baba, we are the children of Brahma and the grandchildren of Shiv Baba.
130Śhivbābā brahmā dvārā varsā dētē haĩ .
131Shiv Baba gives you the inheritance through Brahma.
131Brahmā dvārā svarg key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .
132He is establishing heaven through Brahma.
132Tum bābā K|kē bachchē banē hī hō varsā lēnē kē liē .
133You have become Baba's children in order to claim your inheritance.
133Bābā kahtē haĩ yād rakhnā , bhūlnā nahī̃ .
134Baba says: Remember this! 135Don't forget it!
134Kahtē haĩ bābā ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .
136You say: Baba, I repeatedly forget You. 137Oh!
135Arē tumkō jō narkvāsī banātē haĩ unkō yād kartē hō aur svargvāsī banānē vālē bāp kō bhūl jātē hō ?
138So you remember the one who makes you into residents of hell and you forget the Father who makes you into residents of heaven!
136Bāp kō nahī̃ bhūlē̃gē tō varsē kō bhī nahī̃ bhūlē̃gē .
139If you don't forget the Father, you won't even forget your inheritance.
137Is samay tō bābā hāzir nāzir hai .
140At this time Baba is ever present in front of you.
138Kahtē bhī haĩ hāzirāhazūr . . . vah bhī gupta hai .
141It is said: The Lord is present everywhere.
139Aisē nahī̃ kahē̃gē ki ham unkō dēkhtē haĩ .
142He is incognito. 143You cannot say that you can see Him.
140Ātmā gupta tō bāp bhī gupta .
144Souls are incognito and the Father is also incognito.
141Ātmā śharīr mē̃ ākar bōltī hai , mujhē bhī śharīr chāhiē .
145A soul enters a body and speaks. 146I too need a body.
142Nahī̃ tō āū̃ kaisē ?
147How else would I come?
143Garbh mē̃ āū̃ tō garbh jēl mē̃ ānā paṛē .
148If I entered a womb, I would have to enter the jail of a womb.
144Maĩ garbh jēl mē̃ kyō̃ āū̃ , mainnē kaun sā gunāh kiyā hai ?
149Why should I enter the jail of a womb? 150What crime have I committed?
145Garbh mahal tō hōtā hai svarg mē̃ .
151The palace of a womb exists in heaven.
146Ham svarg mē̃ ākar kyā karē̃gē ?
152What would I do if I entered heaven?
147Svarg kā mālik tō tum bachchō̃ kō hī banātā hū̃ .
153I only make you children into the masters of heaven.
148Yahā̃ sammukh baiṭh-kar sunnē sē sabkō majā ātā hai .
154By sitting here personally and listening to Baba, all of you enjoy yourselves a great deal.
149Yahā̃ sē bāhar jānē sē sab kuchh bhūl jātē haĩ .
155As soon as you leave here, you forget everything.
15021 janmō̃ key|kī rājāī lēnā aur sādhāraṇ prajā mē̃ pad pānā fark tō bahut hai nā . 151Bhīl lōg rōṭlā khātē haĩ .
156There is a lot of difference between claiming a kingdom for 21 births and claiming a status among the ordinary subjects.
152Sāhūkār māl khātē haĩ . 153Fark hai martabē kā .
157Natives only eat thick chappatis whereas wealthy people eat rich food.
154Parantu duḥkhī tō dōnō̃ hī hōtē haĩ .
158There is a difference in the status.
155Svarg mē̃ phir sab sukhī hōtē haĩ , parantu martabā number-vār hai .
159Here, however, both are unhappy. 160In heaven, all are happy, but their status is numberwise.
156Hamkō puruṣhārth karkē ūñch pad pānā hai .
161You have to make effort and claim a high status.
157Mammā-bābā kō follow karnā hai .
162You have to follow Mama and Baba.
158Is samay śhrīmat miltī hai .
163You are receiving shrimat at this time.
159Tō māt-pitā kō follow karnā paṛē .
164Therefore, you have to follow the mother and father.
160Māt-pitā tō sākār mē̃ chāhiē .
165The mother and father have to exist in corporeal forms.
161Śhivbābā kō tō puruṣhārth karnā nahī̃ hai .
166Shiv Baba doesn't have to make effort.
162Mama bābā puruṣhārth kar 21 janmō̃ kā rājya bhāgya lētē haĩ .
167Mama and Baba make effort and claim their fortune of the kingdom for 21 births.
163Phir jō achchhā puruṣhārth kartē haĩ , vah gaddī par baiṭhtē haĩ .
168Then, those who make good effort will be seated on the throne. 169Eight pass with honours.
1648 pass with honour hōtē haĩ .
170You should be one of them.
165Unmē̃ ānā chāhiē . 166Unmē̃ nahī̃ tō 108 mē̃ āō . 167Margin tō 16108 key|kī bhī hai .
171If not that, then at least in the 108. There is also a margin for the 16,108. The rosary of 16,108 is very long.
16816108 key|kī bahut baṛī mālā hōtī hai .
172They sit and pull the beads of that rosary.
169Unkō baiṭh khīñchtē haĩ . 170Yahā̃ mālā japnē key|kī bāt nahī̃ hai .
173Here, there is no question of turning the beads of a rosary.
171Bāp tō kahtē haĩ follow karō .
174The Father says: Follow Me!
172Yah brahmā būṛhā paṛhkar pās|pass hō number one mē̃ jātā hai .
175This old Brahma studies and passes with the first number.
173Mama javān bhī number one mē̃ jātī hai .
176Mama who was young also claimed number one.
174Tō tum puruṣhārth kyō̃ nahī̃ kartē hō .
177So, why do you not make effort?
175Ġaphlat kyō̃ kartē hō ?
178Why do you make mistakes?
176Bāp kō patra bhī nahī̃ likhtē , yād bhī nahī̃ kartē haĩ .
179You don't write a letter to the Father and you don't even remember Him!
177Praṇ bhī kar jātē haĩ parantu bāhar gayē khalās .
180You make a promise and then, as soon as you go outside, everything finishes.
178Ham kah bhī dētē haĩ - tum bāhar jānē sē bhūl jāyēṅgē .
181I even tell you that you will forget everything as soon as you go outside.
179Kahtē haĩ bābā ham nahī̃ bhūlē̃gē . 180Phir bhūl jātē haĩ .
182You say: Baba, we will not forget You, and then you forget.
181Wonder hai nā .
183It is a wonder.
182Yah hai bilkul naī paṛhāī jō kōī śhāstra mē̃ nahī̃ hai .
184This study is completely new and it is not in any of the scriptures.
183Kōī samajh nahī̃ saktē .
185No one can understand it.
184Ab bābā nē dr̥iṣhṭi dī hai - is antim janm mē̃ .
186Baba has now given you drishti in this last birth.
185Bābā sunātē haĩ - ham gītā bhī paṛhtē thē .
187This Baba tells you that he used to study the Gita.
186Nārāyaṇ kā bhī pūjan kartē thē .
188I also used to worship Narayan.
187Gaddī par bhī nārāyaṇ kā chitra rakhtē thē ( history sunānā ) lakṣhmī kō kaisē mukt kar diyā .
189I would place a picture of Narayan on the gaddi and then I liberated Lakshmi (from massaging the feet of Narayan).
188Duniyā vālō̃ sē baṛā yukti sē chalnā paṛtā hai .
190You have to interact with people in the world very tactfully.
189Tum bhī gupta rīti bābā kā parichay dētē rahō ki bāp aur varsē kō yād karō .
191Continue to give Baba's introduction in an incognito way: Remember the Father and the inheritance.
190Svarg K|kē haĩ dēvī-dēvtā , isliē lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra banāyā hai .
192The deities are in heaven and that is why the picture of Lakshmi and Narayan was created.
191Pahlē trimūrti nahī̃ ḍālā thā kyōṅki brahmā kō dēkh bigaṛ jātē haĩ .
193The picture of the Trimurti was not used at first because people used to get upset when they saw a picture of Brahma.
192Parantu brahmā bigar kām kaisē hō .
194However, how would anything get done without Brahma?
193Be|B . K|kē . bāp kō nahī̃ dēkhē̃gē tō kām kaisē hōgā ?
195If the BKs don't see their father, how would anything get done?
194Bāp kahtē haĩ gītā mē̃ likhā huā hai - manmanābhav , madhyājī bhav .
196The Father says: It is written in the Gita: “Manmanabhav, madhyajibhav”.
195Chāhē mukti kā vā jīvan mukti kā dōnō̃ varsā maĩ dē saktā hū̃ aur kōī nahī̃ .
197Whether it is liberation or liberation-in-life, only I, and no one else, can give you the inheritance of both of these.
196Bahut samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
198These matters have to be understood very well.
197Amr̥itvēlē uṭhkar vichār sāgar manthan karnā hai jarūr .
199Definitely wake up at amrit vela and churn the ocean of knowledge.
198Din mē̃ bhal kām karō parantu amr̥itvēlē 4 bajē sē 5 bajē tak baiṭhkar yād karō tō bahut sukh feel hōgā .
200You may do your work during the day, but at amrit vela, from 4.00 am to 5.00 am, sit in remembrance and you will feel a lot of happiness.
199Bābā sweet home sē ham bachchō̃ kō paṛhānē ātē haĩ , phir chalē jātē haĩ .
201Baba comes from the sweet home in order to teach us children and then goes away again.
200Kahtē haĩ mujhē yād karō tō khād nikalēgī .
202He says: Remember Me, and the alloy will be removed.
201Jab sachchā sōnā ban jāyēṅgē tab pass with honour hōṅgē .
203When you have become real gold, you will pass with honours.
202Agar ūñch pad pānā hai tō puruṣhārth sē kyā nahī̃ hō saktā hai ?
204If you want to claim a high status, what cannot be achieved by making effort?
203Bāp phir bhī kahtē haĩ - is īśhvarīy bachpan kō nahī̃ bhūlnā .
205Nevertheless, the Father says: Don't forget this Godly childhood.
204Aisē bāp kō ghaṛī-ghaṛī yād karnā chāhiē .
206You should remember such a Father again and again.
205Yād sē tum kañchan bantē hō .
207By having this remembrance you become pure.
206Achchhā !
208Achcha.
207Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
209To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
208Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
210The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
209Dhārṇā kē liē mukhya sār :
211Essence for dharna:
2101 ) kisī bhī prakār key|kī ġaphlat nahī̃ karnī hai .
212 1. Don't make any type of mistake.
211Ēk dō kō sāvdhān kar , bāp kī yād dilāē unnati kō pānā hai .
213Caution one another, remind one another of the Father and continue to make progress.
212Apnē īśhvarīy bachpan kō bhūlnā nahī̃ hai .
214Don't forget your Godly childhood.
2132 ) māt-pitā kō follow kartē rahnā hai .
215 2. Continue to follow the mother and father.
214Māyā K|kē tūphānō̃ sē ḍarnā nahī̃ hai .
216Don't be afraid of the storms of Maya.
215Amr̥itvēlē bāp kī yād mē̃ baiṭhkar sukh kā anubhav karnā hai .
217Sit in remembrance of the Father at amrit vela and experience happiness.
Blessing
216Vardān : dr̥iṛhtā kī śhakti sē saphaltā prāpt karnē vālē , prayōgśhālī , trikāldarśhī bhav
218Blessing: May you be a trikaldarshi soul who experiments and achieves success with the power of determination.
217Bāpdādā kā vardān hai-jahā̃ dr̥iṛhtā hai vahā̃ saphaltā hai .
219 BapDada’s blessing is: Where there is determination, there is success.
218Tō dr̥iṛhtā sē kōī bhī guṇ vā śhakti K|kē prayōg kā programme banāō aur pahlē svayã mē̃ santuṣhṭatā kā anubhav karō .
220So, make whatever programme you want with the determination to experiment with any virtue or power. 221First of all, experience contentment in yourself.
219Dr̥iṛh saṅkalp hō ki « mujhē karnā hī hai ' ' .
222Have the determined thought: “I have to do this.”
220Dūsrō̃ K|kē albēlēpan kā prabhāv nahī̃ paṛnā chāhiē .
223Do not be influenced by the carelessness of others.
221Trikāldarśhī pan key|kī sthiti K|kē āsan par baiṭh-kar jaisā samay vaisī vidhi sē pahlē svayã siddhi svarūp banō , tab prayōgśhālī ātmāō̃ kā powerful saṅgaṭhan taiyār hōgā aur us saṅgaṭhan key|kī kiraṇē̃ bahut kārya karkē dikhāyēṅgī .
224Sit on the seat of a Trikaldarshi. 225First of all, become an embodiment of success by using this method according to the time and then, a powerful gathering of souls who experiment will be ready and with the rays of this gathering, you will be able to accomplish a lot of tasks.
Slogan
222Slōgan : sarv key|kī duāyē̃ prāpt karnē vālē hī santuṣhṭamaṇi haĩ .
226Slogan: Those who receive everyone’s blessings are jewels of contentment.
227*** Om Shanti ***