सोमवार 14 नवंबर 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
014-11-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 14/11/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - śhrīmat par chal svachchha śhuddha ban dhārṇā kar phir yuktiyukt sēvā karnī hai , ahaṅkār mē̃ nahī̃ ānā hai , śhuddha ghamaṇḍ mē̃ rahnā hai ' '
1Essence: Sweet children, follow shrimat, become pure and clean, imbibe this knowledge and then do yuktiyukt service.
2Praśhna : kis ēk bāt K|kē kāraṇ bāp kō itnī baṛī knowledge dēnī paṛtī hai ?
2Don't become arrogant but maintain your pure pride.
3Uttar : gītā K|kē rachayitā nirākār parampitā paramātmā kō siddha karnē kē liē bāp tumhē̃ itnī baṛī knowledge dētē haĩ .
3Question: Due to which one aspect does the Father have to give you such great knowledge?
4Sabsē baṛī bhūl yahī hai jō gītā mē̃ patit-pāvan bāp kī jagah śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍālā hai , isī bāt kō siddh karnā hai .
4Answer: The Father gives you such great knowledge in order to prove that the creator of the Gita is the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.
5Iskē liē bhinn-bhinn yuktiyā̃ rachnī hai . 6Bāp key|kī māhimā aur śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā alag-alag batānī hai .
5The biggest mistake they have made is that they have put Shri Krishna’s name in the Gita instead of the Father’s, the Purifier.
7Gīt : marnā tērī galī mē̃ …
6You have to prove this. 7You have to create various methods for this. 8Show the difference between the praise of the Father and that of Shri Krishna. 9Song: To live in Your lane and to die in Your lane.
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Bachchō̃ nē gīt sunā , kahtē haĩ āyē haĩ tērē dar par jītē jī marnē kē liē .
11You children heard the song. 12It says: I have come to Your door to die alive.
10Kiskē dar par ?
13Whose door have you come to?
11Phir bhī yahī bāt nikaltī ki agar gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa kō kahē̃ tō yah sab bātē̃ hō na sakē̃ .
14The same things come up. 15If Shri Krishna were the God of the Gita, as they say, these things couldn’t take place.
12Vah hai satyug kā prince .
16He is the prince of the golden age.
13Gītā śhrīkr̥iṣhṇa nē nahī̃ sunāī .
17Krishna didn’t speak the Gita.
14Gītā parampitā paramātmā nē sunāī .
18The Supreme Father, the Supreme Soul, spoke the Gita.
15Sārā madār is bāt par hai .
19Everything depends on this.
16Ēk bāt kō samajh jāē̃ tō bhārat K|kē jō itnē śhāstra haĩ - sab jhūṭhē siddha hō jāē̃ .
20If they understood this one thing, all the religious scriptures of Bharat would then be proved to be false.
17Yah haĩ sab bhaktimārg K|kē , inmē̃ karmakānḍa tīrtha yātrā , jap-tap ādi key|kī kahāniyā̃ likhī huī haĩ .
21All of those things are of the path of devotion. 22There are stories of physical rituals, going on pilgrimages, chanting and tapasya etc. written in them.
18Bhakti mārg mē̃ tum itnī mēhnat kartē āyē hō , vah tō darkār nahī̃ .
23You have been making so much effort on the path of devotion. 24There is no need for any of that.
19Yah tō second key|kī bāt hai .
25This is a matter of just a second.
20Sirph yah ēk bāt siddha karnē kē liē bhī bāp kō kitnī knowledge dēnī paṛtī hai .
26The Father has to give you so much knowledge just to prove this one thing.
21Prāchīn knowledge jō bhagvān nē hī dī hai , vahī knowledge hai .
27This is the same ancient knowledge that God alone gave.
22Sārī bāt gītā par hai .
28Everything depends on the Gita.
23Parampitā paramātmā nē hī ākar dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā arth|earth sahaj rājyōg aur gyān sikhlāyā hai , jō ab prāyaḥlōp hai .
29The Supreme Father, the Supreme Soul, came Himself and taught easy Raja Yoga and knowledge for the establishment of the deity religion. 30That has now disappeared.
24Manuṣhya samajhtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa phir ākar gītā sunāyēgā .
31People think that Krishna will come once again and speak the Gita.
25Parantu ab tumkō yah achchhī tarah siddh karnā hai ki gītā parampitā paramātmā nē , jō gyān kā sāgar hai , usnē sunāī hai .
32However, you now have to prove very clearly that the Supreme Father, the Supreme Soul, who is the Ocean of Knowledge, spoke this Gita.
26Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā aur parampitā paramātmā key|kī mahimā alag-alag hai .
33The praise of Krishna is separate from the praise of the Supreme Father, the Supreme Soul.
27Vah hai satyug kā prince , jisnē sahaj rājyōg sē rājya-bhāgya pāyā hai .
34He is the prince of the golden age and he gained his fortune of the kingdom by studying easy Raja Yoga.
28Paṛhtē samay nām rūp aur hai phir jab rājya pāyā hai tab aur hai .
35His name and form when he is studying are different from when he attains his fortune of the kingdom.
29Pahlē patit hai phir pāvan banā hai , yah siddh kar batānā hai .
36You have to prove that he was at first impure and that he then became pure.
30Patit-pāvan śhrīkr̥iṣhṇa kō kabhī nahī̃ kahē̃gē .
37Krishna can never be called the Purifier.
31Patit-pāvan hai hī ēk bāp .
38The Purifier is only the one Father.
32Ab vahī śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā jō kālī arthāt śhyām ban gaī hai . 33Ab phir sē patit-pāvan dvārā rājyōg sīkh bhaviṣhya pāvan duniyā kā prince ban rahī hai .
39The same Shri Krishna soul that has become ugly is now once again studying Raja Yoga from the Purifier and will become the prince of the future pure world.
34Yah siddh kar samjhānē mē̃ yuktiyā̃ chāhiē .
40You need methods to explain and prove this.
35Foreigners kō siddhkar batānā hai .
41You have to prove this to foreigners.
36Number one hai hī gītā sarvśhāstramaī śhrīmat bhagavat gītā mātā .
42The Gita is the number one jewel of all scriptures, the mother of all scriptures.
37Ab mātā kō janm kisnē diyā ?
43Who gave birth to the mother?
38Bāp hī mātā kō adopt kartē haĩ .
44The Father Himself adopts the mother.
39Aisē nahī̃ kahē̃gē ki Christ nē Bible kō adopt kiyā .
45It would not be said that Christ adopted the Bible.
40Christ nē jō śhikṣhā dī|the unkā Bible banākar paṛhtē rahtē haĩ .
46People made the Bible out of the teachings that Christ gave and they continue to study it.
41Ab gītā key|kī śhikṣhā kisnē dī|the jō pustak banākar paṛhtē rahtē haĩ .
47However, who gave the teachings of the Gita which people made into a book and continue to study it?
42Yah kiskō patā nahī̃ aur sabkē śhāstrō̃ kā patā hai .
48No one knows. 49They know about all the other scriptures.
43Yah jō sahaj rājyōg key|kī śhikṣhā hai vah kisnē dī|the , yah siddh karnā hai .
50You have to prove who it was who gave the teachings of this easy Raja Yoga.
44Duniyā tō din-pratidin tamōpradhān hōtī jātī hai .
51The world continues to become tamopradhan day by day.
45Yah sab khyālāt svachchha buddhi mē̃ hī baiṭh saktē haĩ .
52All of these thoughts can only remain in a pure and clean intellect.
46Jō śhrīmat par nahī̃ chaltē unkō dhārṇā bhī nahī̃ hō saktī .
53Those who don't follow shrimat are unable to imbibe knowledge.
47Śhrīmat kahēgī tum bilkul samjhā nahī̃ saktē hō .
54Shrimat says: You cannot explain anything at all.
48Bābā phaṭ sē kah dēgē - mukhya bāt yah hai ki gītā kā bhagvān parampitā paramātmā hai .
55Baba instantly tells you. 56The main thing to prove is that the God of the Gita is the Supreme Father, the Supreme Soul.
49Vahī patit-pāvan hai .
57He alone is the Purifier.
50Manuṣhya tō sarvavyāpī kah dētē haĩ vā brahm tatva kah dētē .
58People say that He is omnipresent, or they say that He is the brahm element.
51Jō ātā hai vah kah dētē haĩ - bigar samajh .
59Without understanding anything, they continue to say whatever enters their minds.
52Bhūl sārī gītā sē nikalī hai , jō gītā kā rachayitā śhrīkr̥iṣhṇa kō kah diyā hai .
60The whole mistake has been made in the Gita by them calling Krishna the Creator of the Gita.
53Tō samjhānē kē liē yuktiyā̃ rachnī paṛē .
61So you have to create methods to explain this.
54Guptā jī kō bhī kahtē thē ki banāras mē̃ yah siddhkar samjhāō ki gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ .
62Baba used to tell Guptaji: Explain and prove to people in Benares that the God of the Gita is not Shri Krishna.
55Ab dēhlī mē̃ sammēlan hōtā hai .
63Conferences now take place in Delhi.
56Sab religious manuṣhyō̃ kō bulā rahē haĩ kyā upāya karē̃ jō śhānti hō jāē ?
64They are inviting all religious people to discuss what they can do for there to be peace.
57Ab śhānti sthāpan karnā inkē hāth mē̃ tō hai nahī̃ .
65However, it is not in their hands to establish peace.
58Kahtē bhī haĩ patit-pāvan āō .
66They say: O Purifier come!
59Phir yah patit kaisē śhānti sthāpan kar saktē ? 60Jabki bulātē rahtē haĩ .
67Therefore, since they continue to call out, how can impure ones establish peace?
61Parantu patit-pāvan kō jāntē nahī̃ .
68They don’t know the Purifier.
62Kah dētē haĩ raghupati rāghō rājārām . 63Vah tō hai nahī̃ .
69They say that He is Rama, the king of the warrior clan, but Rama isn't that.
64Jhūṭhā bulāvā kartē haĩ , jāntē kuchh bhī nahī̃ .
70They call out to him inaccurately; they don't know anything.
65Ab yah kaun jākar batāyē .
71Who would go and explain this to them?
66Baṛē achchhē bachchē chāhiē .
72Very good children are needed.
67Aisē bahut haĩ jō apnē kō bahut gyānī samajhtē haĩ . 68Parantu hai kuchh bhī nahī̃ .
73There are many who consider themselves to be very knowledgeable, but they are nothing at all.
69Misāl hai chūhē kō milī haldī key|kī gāṇṭh . . number-vār haĩ .
74There is the example of the mouse who found a piece of tumeric and thought he was a big grocer.
70Ismē̃ baṛī yukti chāhiē , jissē siddha hō jāē - gītā bhagvān nē rachī hai .
75It is numberwise. 76You need great tact in this because it can be proved through this that God created the Gita.
71Vah kah dētē kōī bhī hō , haĩ tō sab bhagvān .
77They say: Whoever it is, all are God.
72Bābā kahtē haĩ - bhagvānuvāch , maĩ us śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā , jō 84 janm pūrē kar antim janm mē̃ hai , unkō adopt kar brahmā banāē un dvārā gītā gyān dētā hū̃ .
78Baba says: God speaks: I adopt that Shri Krishna soul who takes the full 84 births and is now in his last birth. 79I name him Brahma and give you the knowledge of the Gita through him.
73Vah brahmā phir is sahaj rājyōg sē first prince satyug kā ban jātā hai .
80Through this easy Raja Yoga, that Brahma then becomes the first prince of the golden age.
74Yah samjhānī aur kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ hai .
81This explanation is not in the intellect of anyone else.
75Tum bachchō̃ mē̃ bhī yathārth rīti abhī vah śhuddha ghamaṇḍ āyā nahī̃ hai .
82Among you children too, your intellects don’t have that pure pride accurately.
76Itnī pradarśhanī ādi kartē haĩ - ajun siddha nahī̃ kartē .
83You hold so many exhibitions etc. and yet you haven't proved this.
77Pahlē yah bhūl siddhkar batānī hai ki śhrīmat bhagavat gītā hai sab śhāstrō̃ key|kī māī|my bāp .
84First correct this mistake and explain how the Shrimad Bhagawad Gita is the mother and father of all scriptures.
78Uskā rachayitā kaun thā ?
85Who was its creator?
79Jaisē Christ nē Bible kō janm diyā . 80Vah hai kriściyan dharm kā śhāstra .
86Christ gave birth to the Bible and that is the scripture of Christianity.
81Achchhā Bible kā bāp kaun ?
87Achcha, who is the Father of the Bible?
82Christ .
88Christ.
83Unkō māī|my bāp nahī̃ kahē̃gē .
89He is not called the mother and father.
84Mother key|kī tō vahā̃ bāt nahī̃ .
90There is no question of a mother there.
85Yah tō yahā̃ mātā pitā hai .
91It is here that you have the mother and father.
86Kriściyan nē rīs kī hai śhrīkr̥iṣhṇa K|kē dharm sē .
92Christians have competed with the Krishna religion.
87Vah Christ kō mānnē vālē haĩ .
93Those people believe in Christ.
88Ab gītā kisnē sunāī ?
94Who spoke the Gita?
89Ussē kaun sā dharm sthāpan huā ?
95Which religion was established through it?
90Yah kōī nahī̃ jāntē .
96No one knows these things.
91Kabhī nahī̃ kahtē ki patit-pāvan parampitā paramātmā nē yagya rachā .
97They would never say that the Purifier, the Supreme Father, the Supreme Soul, created this sacrificial fire.
92Gōlē K|kē chitra sē samajh sakē̃gē ki barōbar parampitā paramātmā nē gyān diyā hai .
98You can understand from the picture of the cycle that the Supreme Father, the Supreme Soul, truly did give this knowledge.
93Rādhē-kr̥iṣhṇa tō satyug mē̃ baiṭhē haĩ , unhōnnē apnē kō gyān nahī̃ diyā .
99Radhe and Krishna live in the golden age; they didn't give themselves knowledge.
94Gyān dēnē vālā dūsrā chāhiē .
100There has to be someone else who can give knowledge.
95Kōī nē tō uskō pās|pass karāyā hōgā nā .
101Someone must have helped them pass.
96Yah rājāī prāpt karnē kā gyān kisnē diyā ?
102Who gave the knowledge for the attainment of a kingdom?
97Kismat āpēhī tō nahī̃ bantī .
103Fortune is not made by itself.
98Kismat banānē vālā bāp yā teacher hōtā hai .
104It is a father or a teacher who makes your fortune.
99Gurū tō gati dētē , parantu gati sadgati kā bhī kōī arth|earth nahī̃ samajhtē .
105A guru gives salvation, but no one understands the meaning of liberation or salvation.
100Sadgati pravr̥itti mārg vālō̃ key|kī hōtī hai .
106There is salvation for those on the family path.
101Gati mānā sab bāp kē pās jātē haĩ .
107Liberation means everyone comes to the Father.
102Yah bātē̃ kōī samajhtē nahī̃ haĩ .
108No one understands these things.
103Vah tō bhakti K|kē baṛē-baṛē dukān khōl baiṭhē haĩ .
109They have opened great big shops of devotion.
104Sachchē gyān kā ēk bhī dukān nahī̃ . 105Sab haĩ bhakti K|kē .
110There isn't a single shop of real knowledge; all of them are shops of devotion.
106Bāp kahtē haĩ yah vēd śhāstra ādi sab bhakti mārg kī sāmagrī hai .
111The Father says: All the Vedas and scriptures etc. are the paraphernalia of devotion.
107Yah jap tap ādi karnē sē maĩ nahī̃ miltā hū̃ .
112You cannot attain Me by chanting, doing tapasya etc.
108Maĩ tō bachchō̃ kō gyān dēkar pāvan banātā hū̃ .
113I give you children knowledge and I purify you.
109Sārē sr̥iṣhṭi key|kī sadgati kartā hū̃ .
114I grant salvation to the whole world.
110Via gati mē̃ jākar sadgati mē̃ ānā hai .
115You have to go via liberation into salvation.
111Sab tō satyug mē̃ nahī̃ āyēṅgē , yah drama banā huā hai .
116Not everyone will go to the golden age. 117This drama is predestined.
112Jō kalp pahlē tumkō sikhāyā thā , jō chitra banāyē thē , vah ab bhī banvā rahē haĩ .
118Whatever you were taught in the previous cycle and whatever pictures were made, they are being made now too.
113Yah jō baṛī bhūl hai , vah siddha hō jāē phir yukti sē chitra banāyēṅgē .
119Once this big mistake is corrected you can tactfully make these pictures.
114Kahtē haĩ 3 dharmō key|kī ṭāṅgō̃ par sr̥iṣhṭi khaṛī hai .
120They say that the world is standing on the legs of three religions.
115Ēk dēvtā dharm key|kī ṭāṅg ṭūṭī huī hai , isliē hiltī rahtī hai .
121The leg of the deity religion is broken and this is why the world continues to shake.
116Pahlē ēk ṭāṅg par sr̥iṣhṭi baṛī first class rahtī .
122At first, the world remained first class standing on just one leg.
117Ēk hī dharm thā , jiskō advait rājya kahā jātā hai .
123There was just the one religion, which was called the undivided kingdom.
118Phir vah ēk ṭāṅg gum hō 3 ṭāṅgē nikalī haĩ , jismē̃ kuchh bhī tākat nahī̃ rahtī .
124That one leg was then lost and three other legs emerged. 125They have no strength at all.
119Āpas mē̃ hī laṛāī jhagaṛā|jhagṛā chaltā rahtā hai .
126Fighting and quarrelling continue amongst them.
120Dhanī kō jāntē hī nahī̃ . 121Nidhankē ban paṛē haĩ .
127They don't know the Master at all and have become orphans.
122Samjhānē key|kī baṛī yukti chāhiē .
128You need great tact to explain to others.
123Pradarśhanī mē̃ bhī mukhya yah bāt samjhānī hai ki gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ , parampitā paramātmā hai , jiskā birth place bhārat hai .
129The main thing to explain at the exhibitions is that the God of the Gita is not Shri Krishna but the Supreme Father, the Supreme Soul, whose birthplace is in Bharat.
124Śhrīkr̥iṣhṇa hai sākār , vah hai nirākār .
130Krishna is corporeal whereas He is incorporeal.
125Unkī mahimā alag hai .
131His praise is separate.
126Aisē yukti sē cartoon banānā chāhiē jō siddha hō jāē ki gītā paramātmā nē gāī aur śhrīkr̥iṣhṇa kō aisā banāyā .
132Make cartoons with such cleverness that you can prove that the Supreme Soul spoke the Gita and made Krishna become what he was.
127Kahtē haĩ brahmā kā din gyān aur brahmā kī rāt bhakti . 128Abhī hai rāt .
133It is said that the day of Brahma is knowledge and that the night of Brahma is devotion; it is now the night.
129Satyug sthāpan karnē vālā kaun ?
134Who establishes the golden age?
130Brahmā āyā kahā̃ sē ?
135Where did Brahma come from?
131Sūkṣhmavatan mē̃ bhī kahā̃ sē āyā ?
136Where did he come from even in the subtle region?
132Prajāpitā brahmā kō paramātmā adopt kartē haĩ .
137The Supreme Father, the Supreme Soul, adopts Prajapita Brahma.
133Parampitā paramātmā hī pahlē-pahlē sūkṣhma sr̥iṣhṭi rachtē haĩ .
138The Supreme Father, the Supreme Soul, first of all creates the subtle world.
134Vahā̃ brahmā dikhātē haĩ .
139They have shown Brahma there.
135Vahā̃ prajāpitā hōtā nahī̃ .
140There is no Father of People there.
136Prajāpitā brahmā kahā̃ sē āyā ?
141Where did Prajapita Brahma come from?
137Yah bātē̃ kōī samajh na sakē̃ .
142No one can understand these things.
138Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē antim janm mē̃ inkō parampitā paramātmā nē apnā rath banāyā hai .
143In the last birth of Krishna, the Supreme Father, the Supreme Soul, made him His chariot.
139Yah kiskī buddhi mē̃ nahī̃ hai .
144This is not in anyone's intellect.
140Yah baṛā bhārī class hai .
145This is a very important class.
141Teacher jāntē haĩ yah student kaun sā hai ? 142Tō kyā bāp nahī̃ samajhtē hōṅgē ?
146A teacher knows what a student is like, so would his father not know?
143Yah bēhad K|kē bāp kā bēhad kā class hai .
147This is an unlimited class of the unlimited Father.
144Yahā̃ key|kī bāt hī nirālī hai .
148Everything here is unique.
145Śhāstrō̃ mē̃ pralay dikhā-kar rōlā kar diyā hai .
149In the scriptures, they have shown annihilation and confused everything.
146Tum jāntē hō śhrīkr̥iṣhṇa nē gītā nahī̃ sunāī .
150You know that Krishna did not speak the Gita.
147Usnē tō gītā kā gyān sunkar rājya pad pāyā hai .
151He just listened to the knowledge of the Gita and attained the royal status.
148Tumkō siddh kar batānā hai - gītā kā bhagvān nirākār śhiv hai , unkē guṇ yah haĩ .
152You have to prove that the God of the Gita is incorporeal Shiva and that these are His virtues.
149Is bhūl K|kē kāraṇ hī bhārat kauṛī jaisā banā hai .
153Bharat became like a shell because of this mistake.
150Abhī paramāpitā paramātmā nē gyān kā kalaṣh mātāō̃ par rakhā hai .
154The Supreme Father, the Supreme Soul, has now placed the urn of knowledge on the mothers.
151Mātāyē̃ hī svarg kā dvār khōltī haĩ .
155It is the mothers who open the gates to heaven.
152Yah sab bātē̃ note kar samjhānī chāhiē .
156Note down all of these things and explain them to others.
153Bhakti vāstav mē̃ gr̥ihasthiyō̃ kē liē hai .
157Devotion is in fact for householders.
154Yē hai pravr̥itti mārg kā sahaj rājyōg .
158This is easy Raja Yoga for the family path.
155Ham siddh kar samjhānē kē liē āyē haĩ .
159We have come here to prove this to you.
156Bachchō̃ kō yuktiyukt kām karnā hai .
160You children have to do everything very tactfully.
157Bachchō̃ kō hī bāp kā show karnā hai .
161You children have to show (reveal) the Father.
158Sadaiv harṣhit mukh , achal , sthēriyam , mast rahnā hai , āgē chalkar aisē bachchē nikaltē jarūr haĩ .
162Always stay cheerful, unshakeable, stable and intoxicated. 163As you progress further, such children will definitely emerge.
159Brahmākumār kumārī vah jō 21 janm kē liē bāp sē varsā dilāyē .
164A Brahma Kumar or Kumari is one who enables others to receive the inheritance for 21 births from the Father.
160Kumāriyō̃ key|kī mahimā bhārī hai , mukhya mama hai .
165There is great praise of the kumaris. 166Mama is the main one.
161Vah gyān sūrya hai , yah hai gupta mama ( brahmā ) .
167That one is the Sun of Knowledge and this one (Brahma) is the incognito Mama.
162Is rāz kō muśhkil hī kōī samajhtē haĩ .
168Hardly anyone understands this secret.
163Mandir bhī us mama K|kē haĩ .
169Temples have been created to that Mama too.
164Is gupta būṛhī mama kā kōī mandir nahī̃ .
170There is no temple to this incognito old Mama.
165Yah mātā-pitā combined hai .
171We are the mother and Father in a combined form.
166Śhrīkr̥iṣhṇa tō satyug kā prince hai .
172Krishna is the prince of the golden age.
167Gītā K|kē bhagvān key|kī mahimā alag hai .
173The praise of the God of the Gita is separate.
168Vah patit-pāvan , liberator , guide hai .
174He is the Purifier, the Liberator and the Guide.
169Tō paramātmā key|kī mahimā bilkul alag hai . 170Ēk kaisē hō saktē .
175Therefore, the praise of the Supreme Father, the Supreme Soul, is completely separate.
171Mukhya bāt hī yah hai ki gītā kisnē sunāī ?
176How could they be the same? 177The main thing is: Who spoke the Gita?
172Vēd śhāstra ādi sab gītā K|kē bāl bachchē haĩ aur sab bhakti key|kī sāmagrī hai , gyān mārg mē̃ kuchh hōtā nahī̃ .
178The Vedas and scriptures etc. are all children of the Gita. 179All the rest is the paraphernalia of devotion. 180Nothing like that happens on the path of knowledge.
173Achchhā !
181Achcha.
174Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
182To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
175Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
183The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
176Dhārṇā kē liē mukhya sār :
184Essence for dharna:
1771 ) her|har kām bahut yuktiyukt karnā hai .
185 1. Perform every task very tactfully.
178Harṣhitmukh , achal , sthir aur gyān key|kī mastī mē̃ rahkar bāp kā show karnā hai .
186Show (reveal) the Father by remaining cheerful, unshakeable and stable in the intoxication of knowledge.
1792 ) gyān key|kī naī aur nirālī bātē̃ siddh karnī hai .
187 2. Prove the new and unique things of knowledge.
180Vardān : śhānti key|kī śhakti dvārā asambhav kō sambhav karnē vālē yōgī tū ātmā bhav
188Blessing: May you be a yogi soul and makes the impossible possible with the power of silence. 189 The power of silence is the most elevated power; all the other powers have emerged from this one power. 190Even the power of science has emerged from this power of silence.
181Śhānti key|kī śhakti sarvaśhrēṣhṭha śhakti hai .
191With the power of silence, you can make the impossible possible.
182Aur sabhī śhaktiyā̃ isī ēk śhakti sē nikalī haĩ .
192What the world says is impossible is easily possible for you yogi souls.
183Science key|kī śhakti bhī isī śhānti key|kī śhakti sē nikalī hai . 184Śhānti key|kī śhakti dvārā asambhav kō bhī sambhav kar saktē hō .
193They say that God is very elevated and brighter than a thousand suns, but from your experience you say “We have attained Him and have become merged in the Ocean of Love with our power of silence.”
185Jisē duniyā vālē asambhav kahtē vah āp yōgī tū ātmā bachchō̃ kē liē sahaj sambhav hai . 186Vah kahē̃gē paramātmā tō bahut ūñchā hajārō̃ sūryō sē tējōmay hai , lēkin āp apnē anubhav sē kahtē - hamnē tō usē pā liyā , śhānti key|kī śhakti sē snēh K|kē sāgar mē̃ samā gayē . 187Slōgan : nimitt ban nirmāṇ kā kārya karnē vālē hī sachchē sēvādhārī haĩ . 188Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya
194Slogan: Those who become instruments and carry out the task of renewal are true servers.
1891 ) ātmā aur paramātmā alag rahē bahukāl sundar mēlā kar diyā jab satgurū milā dalāl . . . jab apan yah śhabda kahtē haĩ tō uskā yathārth arth|earth hai ki ātmā , paramātmā sē bahutkāl sē bichhuṛ gaī hai .
195*** Om Shanti *** 196Invaluable versions of Mateshwari. 197The contrast between souls and the Supreme Soul. 198Souls and the Supreme Soul remained separated for a long time and a beautiful meeting took place when souls found the Agent.
190Bahutkāl kā arth|earth hai bahut samay sē ātmā paramātmā sē bichhuṛ gaī hai , tō yah śhabda sābit ( siddha ) kartē haĩ ki ātmā aur paramātmā alag-alag dō chīz haĩ , dōnō̃ mē̃ āntarik bhēd hai parantu duniyāvī manuṣhyō̃ kō pahchān na hōnē K|kē kāraṇ vō is śhabda kā arth|earth aisā hī nikāltē haĩ ki maĩ ātmā hī paramātmā hū̃ , parantu ātmā kē ūpar māyā kā āvaraṇ chaṛhā huā hōnē K|kē kāraṇ apnē aslī svarūp kō bhūl gayē haĩ , jab vō māyā kā āvaraṇ utar jāyēgā phir ātmā vahī paramātmā hai .
199When we say these words, the accurate meaning of them is that souls became separated from the Supreme Soul for a long period of time. 200“A long period” means that souls became separated for a long time. 201These words prove that souls and the Supreme Soul are separate identities. 202They have an internal difference but, because worldly people do not recognise this, they say that the meaning of these words is: “I, the soul, am the Supreme Soul.”
191Tō vō ātmā kō alag is matlab sē kahtē haĩ aur dūsrē lōg phir is matlab sē kahtē haĩ ki maĩ ātmā sō paramātmā hū̃ parantu ātmā apnē āpkō bhūlnē K|kē kāraṇ duḥkhī ban paṛī hai .
203However, due to the veil of Maya they have forgotten their original form. 204Then, when the veil Maya comes off then souls are like the Supreme Soul. 205Some people say that a soul is separate in this way and other people say that a soul is separate with the meaning of “I, the soul, am the Supreme Soul”.
192Jab ātmā phir apnē āpkō pahchān kar śhuddha bantī hai tō phir ātmā paramātmā mē̃ mil ēk hī hō jāyēṅgē .
206However, because souls have forgotten themselves, they have become unhappy. 207Only when souls recognise themselves and become pure, will those souls attain the Supreme Soul.
193Tō vō ātmā kō alag is arth|earth sē kahtē haĩ parantu apan tō jāntē haĩ ki ātmā paramātmā dōnō̃ alag chīz hai .
208They say that souls are separate in this way, but we know that both souls and the Supreme Soul have separate identities.
194Na ātmā , paramātmā hō saktī aur na ātmā paramātmā mē̃ mil ēk hō saktī hai aur na phir paramātmā kē ūpar āvaraṇ chaṛh saktā hai .
209Neither can a soul be the Supreme Soul nor can a soul merge into the Supreme Soul and become one. 210There can be no veil on God.
1952 ) vāstav mē̃ harēk manuṣhya key|kī yah chāhnā avaśhya rahtī hai ki hamkō man key|kī śhānti prāpt hō jāvē isliē anēk prayatna kartē āyē haĩ magar man kō śhānti ab tak prāpt nahī̃ huī , iskā yathārth kāraṇ kyā hai ?
211Only by breaking the karmic bondages can there be peace of mind, that is, can you attain the stage of liberation-in-life. 212In fact, each human being definitely has a desire to attain peace of mind and this is why they have been trying so many things, but they have not as yet been able to attain peace of mind.
196Ab pahlē tō yah sōch chalnā jarūrī hai ki man K|kē aśhānti key|kī pahlī jaṛ kyā hai ?
213What is the real reason for this? 214First, it is necessary to think what the main root of peacelessness in the mind is.
197Man key|kī aśhānti kā mukhya kāraṇ hai - karmbandhan mē̃ phansnā .
215The main reason for peacelessness in the mind is that you are trapped by some karmic bondage.
198Jab tak manuṣhya in pañch vikārō̃ K|kē karmbandhan sē nahī̃ chhūṭē haĩ tab tak manuṣhya aśhānti sē chhūṭ nahī̃ saktē .
216Until human beings become free from the karmic bondages of the five vices, they cannot become free from peacelessness.
199Jab karmbandhan ṭūṭ jātā hai tab man key|kī śhānti arthāt jīvanmukt sthiti kō prāpt kar saktē haĩ .
217When karmic bondages break, you can then have peace of mind, that is, you can achieve your stage of liberation-in-life.
200Ab sōch karnā hai - yah karmbandhan ṭūṭē kaisē ?
218You now have to think about how to break those karmic bondages.
201Aur usē chhuṭkārā dēnē vālā kaun hai ?
219Who is it that can free you from those?
202Yah tō ham jāntē haĩ kōī bhī manuṣhya ātmā kisī bhī manuṣhya ātmā kō chhuṭkārā dē nahī̃ saktī .
220We know that no human soul can give this freedom to another human soul. 221It is only the one Supreme Soul who can settle the accounts of karmic bondages.
203Yah karmbandhan kā hisāb-kitāb tōṛnē vālā sirph ēk paramātmā hai , vahī ākar is gyān yōgbal sē karmbandhan sē chhuṛātē haĩ isliē hī paramātmā kō sukh dātā kahā jātā hai .
222He Himself comes and liberates us from karmic bondage with the powers of knowledge and yoga. 223This is why God, the Supreme Soul, is called the Bestower of Happiness.
204Jab tak pahlē yah gyān nahī̃ hai ki maĩ ātmā hū̃ , asul mē̃ maĩ kiskī santān hū̃ , mērā aslī guṇ kyā hai ? 205Jab yah buddhi mē̃ ā jāē tab hī karmbandhan ṭūṭē .
224Unless you first know that you are a soul, whose child you truly are and what your original virtues are, only when this enters your intellect, can you break your karmic bondages.
206Ab yah knowledge hamē̃ paramātmā dvārā hī prāpt hōtī hai gōyā paramātmā dvārā hī karmbandhan ṭūṭtē haĩ .
225We only receive this knowledge from God, which means that it is only through the Supreme Soul that our karmic bondages are going to break.
207Ōm śhānti .
226Om shanti.