बुधवार 16 नवंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

016-11-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 16/11/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1Mīṭhē bachchē - kōī bhī dēhdhārī kō yād karnē sē mukti-jīvanmukti nahī̃ mil saktī , bāp hī tumhē̃ direct yah varsā dētē haĩ

1Essence: Sweet children, you cannot receive liberation or liberation-in-life by remembering bodily beings. 2It is the Father Himself who gives you this inheritance directly.

Question

2Praśhna  : bāp kā bannē kē bād bhī māyā kin bachchō̃ kō apnī ōr ghasīṭ lētī hai  ?

3Question: Which children does Maya drag to herself even after they belong to the Father?

Answer

3Uttar  : jinkā buddhiyōg purānē sambandhiyō̃ mē̃ bhaṭaktā hai , pūrā gyān nahī̃ hai yā kōī purānī ādat hai , aisē bachchō̃ kō māyā apnī ōr ghasīṭ lētī hai .

4Answer: Those whose yoga of the intellects wander to their old relationships, those who don’t have full knowledge and who still have old habits; Maya drags such children to herself. 5The company outside is very bad and completely destroys you.

4Bāhar kā saṅg bhī bahut kharāb hai , jō khatm kar dētā hai .

6The company you keep very soon affects you.

5Saṅg kā asar bahut jaldī lagtā hai , isliē bābā kahtē bachchē ēk bāp kē sāth buddhiyōg rakhō .

7This is why Baba says: Children, connect your intellects in yoga to the one Father.

6Bāp kō hī follow karō .

8Only follow the Father.

7Kōī bhī dēhdhārī mē̃ pyār nahī̃ rakhō .

9Don't love any bodily being.

Song

8Gīt  : tumhē̃ pākē hamnē …

10Song: Having found You, we have found everything. 11The earth, the sky all belong to us!

Murli

9Ōm śhānti .

12Om shanti.

10Mīṭhē-mīṭhē bachchē jāntē haĩ ki abhī bēhad K|kē bāp sē hamē̃ varsā mil rahā hai .

13You sweetest children know that you are now receiving your inheritance from the unlimited Father.

11Yah bahut samajhnē key|kī bāt hai .

14This is something you have to understand very well.

12Kahāvat hai parampitā paramātmā sabhī dharm sthāpakō̃ kō bhēj dētē haĩ - apnā-apnā dharm sthāpan karnē kē liē .

15It is said: The Supreme Father, the Supreme Soul, sends all the founders of religions to establish their own religions.

13Tō vah ākar dharm sthāpan kartē haĩ .

16So, they come and establish their religions.

14Aisē nahī̃ ki vah kōī kō varsā dētē haĩ .

17It isn't that they give anyone an inheritance; no.

15Nahī̃ . 16Varsē key|kī bāt hī nahī̃ nikaltī .

18There is no question of an inheritance there.

17Varsā dēnē vālā ēk bāp hai .

19It is only the one Father who gives you your inheritance.

18Christ key|kī ātmā kōī sabhī kā bāp thōṛēhī hai , jō varsā dēgī .

20The Christ soul is not the Father of everyone that he would give the inheritance.

19Vah tō kriściyan kā bhī bāp nahī̃ jō varsā dēvē . 20Bhalā vah kaunsā varsā dēgē  ?

21He is not even the father of Christians that he could give an inheritance.

21Praśhna uṭhtā hai . 22Aur varsā kiskō dēgē  ?

22The question arises: Which inheritance would he give and to whom?

23Vah tō dharm sthāpan karnē ātē haĩ .

23He (Christ) comes to establish a religion.

24Unkē pīchhē dūsrē kriściyan dharm key|kī ātmāyē̃ ātī jātī haĩ .

24All the other souls of the Christian religion continue to follow him down.

25Varsē key|kī bāt hī nahī̃ .

25There is no question of an inheritance.

26Bāp sē varsā lēnā hōtā hai .

26You have to receive your inheritance from the Father.

27Samjhō Abraham|ibrāham , buddha , Christ ādi āyē .

27For instance, Abraham, Buddha and Christ came. 28What did they do?

28Unhōnnē kyā kiyā  ? 29Kiskō varsā diyā  ?

29Did they give an inheritance to anyone?

30Nahī̃ .

30No.

31Varsā dēnā bāp kā hī kām hai .

31It is the Father's duty to give the inheritance.

32Vah tō khud ātē haĩ .

32He comes here Himself.

33Ātmāyē̃ ātī jātī , vr̥iddhi kō pātī rahtī haĩ .

33Souls continue to come down here and expansion continues to take place.

34Varsā hamēśhā creator sē miltā hai .

34An inheritance is always received from a creator.

35Creator ēk hai laukik bāp , dūsrā hai pārlaukik bāp .

35One creator is a worldly father and the other is the Father from beyond this world.

36Yah dhāraṇ karnē key|kī bātē̃ haĩ .

36These things have to be imbibed.

37Dhārṇā bhī unhō̃ kō hōgī jō aurō̃ kō dān kartē hōṅgē .

37Only those who donate to others are able to imbibe these things.

38Abhī bēhad kā bāp sab bachchō̃ kō varsā dēnē āyē haĩ .

38The unlimited Father has now come to give all the children the inheritance.

39Bēhad kā bāp hī bachchō̃ kō bēhad kā varsā dētē haĩ .

39Only the unlimited Father gives the children the unlimited inheritance.

40Kriściyan , islāmī , bauddhī ādi sabkā bāp ēk hai .

40The Father of the Christians, the Buddhists and those of Islam is the same.

41Sab god father kahtē haĩ .

41Everyone calls Him God, the Father.

42Christ nē bhī kahā hai god father .

42Christ also spoke of God, the Father.

43Father kō kabhī bhūltē nahī̃ haĩ .

43No one ever forgets the Father.

44God father ēk hī nirākār kō kahā jātā hai .

44Only the one incorporeal One is called God, the Father.

45Sab nirākār ātmāō̃ kā bāp ēk hī hai .

45The Father of all incorporeal souls is One.

46Dharm sthāpakō̃ kā bhī vah nirākār ēk bāp hai , unsē hī varsā miltā hai .

46That incorporeal Father is also the Father of all the founders of religions. 47Only from Him is the inheritance received.

47Sab god father kahkar pukārtē haĩ .

48Everyone calls out to Him: God, the Father.

48Ēk bhārat hī hai jismē̃ kahtē haĩ - īśhvar sarvavyāpī hai .

49It is in Bharat alone that they say that God is omnipresent.

49Bhārat sē hī aur sabhī sarvavyāpī kahnā sīkhē haĩ .

50It is from Bharat that everyone else learns to say that God is omnipresent.

50Agar īśhvar sarvavyāpī hai phir īśhvar kō yād kyō̃ kartē hō  ?

51If God is omnipresent, why do they remember God?

51Sādhū lōg sādhnā vā prārthanā kiskī kartē haĩ  ?

52For whom do sages make spiritual endeavour and to whom do they pray?

52Bāp tō pūchhē̃gē nā .

53The Father would ask this, would He not?

53Creator sabkā ēk hai , vahī patit-pāvan hai .

54The Creator of all is One. 55He alone is the Purifier.

54Satyug mē̃ sabhī pāvan hī hōtē haĩ , phir patit kaisē bantē haĩ  ?

56In the golden age, everyone is pure. 57Then, how do they become impure?

55Likhā huā hai - dēvtāyē̃ hī vām mārg mē̃ jātē haĩ .

58It is written that the deities went on to the path of sin.

56Ab phir pāvan duniyā ban rahī hai .

59The pure world is now being created once again.

57Dvāpar ādi sē patit duniyā śhurū hōtī hai .

60The impure world begins in the copper age.

58Īśhvarīy rājya aur āsurī rājya ādhā-ādhā hai .

61The Godly kingdom and the devilish kingdom last for half a cycle each.

59Bhārat key|kī hī bāt hai .

62This is a matter of Bharat alone.

60Rāvaṇ kō bhārat mē̃ hī jalātē haĩ .

63It is in Bharat alone that people burn an effigy of Ravan.

61Tō bābā nē samjhāyā hai aur dharm sthāpak kiskō bhī varsā nahī̃ dētē haĩ .

64So, Baba has explained that none of the other founders of religions give an inheritance to anyone else.

62Bākī dharm sthāpan kartē haĩ , isliē unkō yād kartē haĩ .

65They establish a religion and so they are remembered.

63Bākī Christ kō , brahmā kō , viṣhṇu kō vā śhaṅkar kō yād karnē athavā unkī prārthanā karnē sē vah kuchh bhī nahī̃ dē saktē .

66Although you remember Christ, Brahma, Vishnu or Shankar or pray to them, they cannot give you anything. 67Only the one Father is the Bestower.

64Dēnē vālā bāp hī hai .

68He personally has to come here.

65Unkō sammukh ānā paṛtā hai .

69No one believes that God comes in Krishna.

66Śhrīkr̥iṣhṇa mē̃ paramātmā ātē haĩ - aisā kōī bhī māntē nahī̃ haĩ .

70The Father says: I only come once to give you souls your inheritance.

67Bāp kahtē haĩ maĩ tum ātmāō̃ kō varsā dēnē ēk hī time par ātā hū̃ .

71The Father gives the inheritance to you children.

68Varsā bāp bachchō̃ kō dētē haĩ .

72Only the two are called Baba.

69Bābā dō kō hī kahā jātā hai - ēk śharīr kā bābā , dūsrā ātmāō̃ kā bābā , aur kōī bābā hō nahī̃ saktā .

73One is the Baba of the body and the other is the Baba of souls; no one else can be Baba.

70Tumkō is bābā arthāt prajāpitā brahmā sē varsā mil nahī̃ saktā .

74You cannot receive the inheritance from this Baba, that is, from Prajapita Brahma.

71Varsā ēk śhivbābā sē miltā hai , brahmā bhī varsā unsē lētē haĩ .

75Only from Shiv Baba do you receive the inheritance. 76Brahma also claims his inheritance from Him.

72Vah sarv K|kē sadgati dātā haĩ .

77He is the Bestower of Salvation for All.

73Sarv K|kē mukti-jīvanmukti dātā haĩ isliē pahlē-pahlē kōī kō bhī bāp kā parichay dēnā paṛē .

78He is the Bestower of Liberation and Liberation-in-Life for All. 79This is why anyone who comes has to be given the Father's introduction first of all.

74Bhal kōī bujurg kō bhī bābā vā pitā jī kah dētē haĩ .

80Even though an elderly man is called Baba or Pitaji, he is not really a father.

75Parantu bāp hai nahī̃ . 76Bāp ēk laukik , dūsrā pārlaukik hī hōtā hai .

81There are only worldly fathers and the Father from beyond this world.

77Yah brahmā bhī jismānī bāp hai . 78Tum bachchō̃ kō adopt kartē haĩ .

82This Brahma is also a physical father; he adopts you children.

79Bhal tum brahmā kō bābā kahtē hō parantu varsā tō unsē miltā hai nā .

83Although you call Brahma ‘Baba’, you receive the inheritance from that One.

80Kaun sā varsā  ?

84Which inheritance?

81Sadgati kā .

85That of salvation.

82Durgati vā jīvanbandh sē tō sab chhūṭtē haĩ .

86Everyone is liberated from degradation and a life of bondage.

83Is samay bhārat khās , sārī duniyā ām rāvaṇ K|kē bandhan mē̃ hai .

87At this time, Bharat in particular and the whole world in general is in bondage to Ravan.

84Ātmāyē̃ jō pahlē-pahlē ātī haĩ tō pahlē jīvanmukt phir jīvanbandh bantī haĩ .

88When shuls come they experience liberation-in-life first and then they experience bondage-in-life.

85Pahlē sukh phir duḥkh bhōgnā hai .

89They have to experience happiness first and then sorrow.

86Yah buddhi mē̃ biṭhānā chāhiē .

90This should be made to sit in your intellects.

87Kōī bhī dēhdhārī kō yād karnē sē mukti-jīvan-mukti mil nahī̃ saktī .

91You cannot receive liberation or liberation-in-life by remembering any bodily being.

88Messenger lōg bhī kiskō varsā dētē nahī̃ haĩ .

92Even messengers don't give anyone the inheritance.

89Mukti-jīvanmukti kā varsā bāp hī ākar dētē haĩ .

93Only the Father comes and gives you the inheritance of liberation and liberation-in-life.

90Parantu kinkō direct , kinkō indirect .

94However, some receive it directly and others receive it indirectly.

91Tum bachchō̃ K|kē sammukh hī bāp hōtā hai .

95The Father is personally only in front of you children.

92Din-pratidin tum dēkhē̃gē - bābā madhuban sē bāhar kahā̃ jāyēṅgē nahī̃ .

96Day by day, you will see that Baba won’t go anywhere outside Madhuban.

93Is purānī duniyā mē̃ rakhā hī kyā hai .

97What does this old world have to offer?

94Śhivbābā kahtē haĩ hamkō svarg mē̃ jānē athavā svarg kō dēkhnē key|kī bhī khuśhī nahī̃ hai tō bākī is duniyā mē̃ kahā̃ jāyēṅgē .

98Shiv Baba says: I don't even have the happiness of going to heaven or of even seeing heaven. 99So, where would I go in this world?

95Mērā part hī aisā hai , patit duniyā mē̃ ātā hū̃ .

100Such is My part! 101I enter the impure world.

967 wonders of|off world kahtē haĩ , parantu unmē̃ kōī svarg batātē nahī̃ .

102They speak of the seven wonders of the world, but they don't show heaven in that.

97Svarg tō pīchhē ātā hai .

103Heaven comes into existence later.

98Mujhē patit duniyā , patit śharīr mē̃ parāyē rājya mē̃ ānā paṛtā hai .

104I have to enter the impure world and enter an impure body in a foreign kingdom.

99Gātē bhī haĩ dūrdēśh K|kē rahnē vālā . . . iskā arth|earth tum bachchē hī samajh saktē hō .

105It is sung: The Resident of the faraway land. 106Only you children can understand the meaning of this.

100Abhī ham purūṣhārth kartē haĩ phir apnē dēśh mē̃ āyēṅgē .

107We are now making effort and we will then come back into our own land.

101Achchhā dvāpar kē bād jō ātmāyē̃ āyēṅgī , vah tō parāyē rājya arthāt rāvaṇ rājya mē̃ āyēṅgī .

108OK, the souls who come down from the copper age onwards will enter the foreign kingdom, that is, into the kingdom of Ravan.

102Pāvan rājya mē̃ tō nahī̃ āyēṅgī .

109They will not enter the pure kingdom.

103Unhō̃ kā thōṛā sukh , thōṛā duḥkh kā part hai .

110Their parts are those of a little happiness and a little sorrow.

104Tum satyug sē lēkar full sukh dēkhtē hō .

111You experience full happiness from the golden age onwards.

105Har ēk kō apnā-apnā part milā huā hai .

112Each one has received his or her own part.

106Bāp tum bachchō̃ kō baiṭh rāz samjhātē haĩ ki maĩ kaisē dēvī-dēvtā dharm sthāpan kartā hū̃ , ismē̃ sukh hī sukh hai aur uskē liē tumkō lāyak banātā hū̃ .

113The Father sits here and explains to you children the secrets of how He establishes the deity religion. 114There is nothing but happiness in that and I make you worthy of it.

107Tum samajhtē hō ham svarg K|kē mālik thē phir māyā nē pūrā nā lāyak banāyā hai .

115You understand that you were the masters of heaven and that Maya then made you completely unworthy.

108Bāp kahtē haĩ abhī tum kitnē bēsamajh ban paṛē hō , nārad key|kī kahānī hai nā .

116The Father says: You have now become so senseless! 117There is the story of Narad.

109Tum samajh saktē hō - bhagat jhāñjh bajānē vālā lakṣhmī kō kaisē varēgā  ? 110Jab tak rājyōg sīkh pavitra na banē .

118You can understand how a devotee who plays a musical instrument could not possibly marry Lakshmi until he had studied Raja Yoga and become pure.

111Bhal śharīr tō sabkē bhraṣhṭāchārī haĩ kyōṅki bhraṣhṭāchār sē paidā hōtē haĩ .

119The body of everyone is corrupt because it is created through corruption.

112Tum tō mukh vaṅśhāvalī hō .

120You are the mouth-born creation.

113Yah baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

121These matters have to be understood.

114Yah rachtā aur rachnā key|kī knowledge bāp khud hī ākar dētē haĩ .

122The Father Himself comes and gives you the knowledge of the Creator and creation.

115Sab points kōī samajh bhī nahī̃ sakē̃gē .

123No one would be able to understand all the points.

116Yahā̃ sē bāhar gayē - kōī kā saṅg milā aur khatm .

124As soon as you leave here and go into someone’s bad company, everything ends.

117Kahā bhī jātā hai saṅg tārē kusaṅg bōrē . . . bhal yahā̃ bhī baiṭhē haĩ parantu pūrā buddhiyōg nahī̃ hai .

125It is said: Good company takes you across and bad company drowns you. 126Although you are sitting here, the intellect’s yoga of some of you is not completely here.

118Gyān nahī̃ hai tō saṅgdōṣh mē̃ gir paṛtē haĩ .

127Because they don't have knowledge, they fall due to the influence of bad company.

119Kōī bhī kisī mē̃ ādat hai tō unkā saṅg karnē sē vah asar jhaṭ paṛ jātā hai .

128If you keep the company of anyone who has a bad habit, you very soon become affected.

120Yahā̃ hai bābā kā saṅg .

129Here, you have Baba's company.

121Phir jō bāp kō follow kar aurō̃ kā bhī uddhār kartē haĩ , vahī ūñch pad pātē haĩ .

130Those who follow the Father and also uplift others claim a high status.

122Kaī nayē-nayē bachchē kahtē haĩ bābā ham naukrī ādi chhōṛ is service mē̃ lag jāyē̃  ?

131Many new children say: Baba, can I leave my job and become occupied in this service?

123Bābā kahtē haĩ - āgē chal māyā nāk sē aisē pakaṛēgī jō bāt mat pūchhō .

132Baba says: As you progress further, Maya will catch hold of you by the nose in such a way, don't even ask!

124Anubhav kahtā hai - aisē bahutō̃ nē chhōṛā phir chalē gayē .

133Experience says: Many left in this way and then left Baba.

125Īśhvarīy janm tō liyā phir māyā nē ghasīṭ liyā .

134They took a Godly birth, but then Maya dragged them away.

126Baṛē achchhē-achchhē bachchō̃ kō māyā ēk ghūsā lagāē bēhōśh kar dētī hai , jinkā buddhiyōg bāhar bhaṭaktā rahtā hai , purānē sambandhiyō̃ ādi mē̃ isliē bābā kahtē haĩ dēhdhāriyō̃ sē buddhiyōg jāstī mat rakhō .

135Maya punches very good children just once and makes them unconscious. 136They are the children whose intellects’ yoga wanders outside to their old relations. 137This is why Baba says: Don't keep your intellects connected in yoga to bodily beings too much.

127Is bābā sē bhī bhal tumhārā kitnā bhī pyār hai tō bhī insē buddhiyōg mat lagāō .

138No matter how much love you have for this Baba, you must not connect your intellects in yoga with him.

128Bāp kō yād nahī̃ karē̃gē tō vikarma vināśh nahī̃ hōṅgē .

139If you don't remember the Father, your sins cannot be absolved.

129Kōī bhī śharīrdhārī mē̃ pyār mat rakhō .

140Don't love any bodily beings.

130Satsaṅgō̃ mē̃ sab śharīrdhārī hī sunātē haĩ .

141At other spiritual gatherings, it is bodily beings who relate everything.

131Kōī mahātmā kā nām lētē haĩ .

142Some mention the name of another great soul.

132Aisē thōṛēhī kahtē haĩ ki parampitā paramātmā śhiv hamkō paṛhātē haĩ .

143They don't say that the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, is teaching them.

133Bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ - is rachnā kā chaitanya bīj maĩ hū̃ .

144The Father sits here and explains to you children: I am the Living Seed of this creation.

134Mujhē sārē jhāṛ key|kī knowledge hai .

145I have the knowledge of the whole tree.

135Vah tō jaṛ bīj hai .

146Those seeds are non-living.

136Chaitanya hōtā tō sunātā .

147If they were living, they would also speak.

137Mujh bīj mē̃ jarūr jhāṛ K|kē ādi-madhy-ant key|kī knowledge hōgī .

148I, the Seed, surely have the knowledge of the beginning, middle and end of the tree.

138Yah hai bēhad key|kī bāt .

149This is a matter of the unlimited.

139Is samay tamōpradhān rājya hai , tō uskā bhabhkā jarūr hōgā .

150At this time, the kingdom is tamopradhan, and so there would definitely be the splendour of that.

140Kitnē baṛē-baṛē nām rakhātē haĩ - gyānēśhvar , gaṅgēśvarānand . . . lēkin ānand tō kōī kō mil nahī̃ saktā .

151They give themselves such big names: Gyaneshwar, Gangeshwarananda etc. 152However, no one can receive anand (bliss).

141Sannyāsī khud kahtē haĩ sukh kāg viṣhṭā samān hai .

153Sannyasis themselves say that happiness is like the droppings of a crow.

142Lēkin svarg kā nām bhūltē nahī̃ haĩ .

154However, they don't forget the name of heaven.

143Kahtē haĩ phalānā svarg padhārā phir pitrō̃ kō bulātē haĩ .

155They say that so-and-so went to heaven and then they invoke that departed spirit.

144Ātmā kōī mē̃ pravēśh kar bōltī hai .

156That soul enters someone and speaks.

145Parantu ātmā kaisē ātī hai , kōī nahī̃ jāntē .

157However, no one knows how that soul comes.

146Śharīr dūsrē kā hai , khāyēgī bhī unkī ātmā .

158The body is someone else’s and it is that one's soul that eats.

147Unkē pēṭ mē̃ paṛēgā . 148Hā̃ bākī vāsanā vah lētī hai . 149Śhivbābā tō hai hī abhōktā .

159The food would go into the stomach of that one (whose body is being used), but that other soul would take the fragrance.

150Kuchh khātē nahī̃ . 151Mama key|kī ātmā ātī hai tō khātī hai .

160Shiv Baba is Abhogta (beyond the effect of experience). 161He doesn't eat anything.

152Pitra bhī ātē haĩ tō khātē haĩ , yah bātē̃ samajhnē kī haĩ .

162When the soul of Mama comes, she eats. 163When departed spirits come, they eat.

153Tō sivāē ēk K|kē kiskō bābā nahī̃ kahā jātā , insē kyā varsā mil saktā  ?

164These matters have to be understood. 165So, no one, apart from the one Father, can be called Baba.

154Kuchh nahī̃ mil sakēgā .

166What inheritance can you receive from them?

155Christ nē varsā diyā hai kyā  ?

167You won't be able to receive anything.

156Unhōnnē tō laṛāī kar rājāī sthāpan kī hai .

168Did Christ give an inheritance? 169They established a kingdom by fighting.

157Kriściyan lōgō̃ nē laṛāī kī .

170It is the Christians who battled.

158Jab dhan key|kī vr̥iddhi hō , dhan ikaṭṭhā hō tab rājāī chal sakē .

171Only when wealth has been accumulated can a kingdom be run.

159Aisē thōṛēhī hai ki kriściyan nē rājāī dī|the .

172It isn't that Christians gave the kingdom.

160Rājāī apnē purūṣhārth sē drama plan anusār miltī hai aisē kahē̃gē , bākī manuṣhya kiskō kuchh dē nahī̃ saktē .

173You would say that the kingdom is received according to the drama plan, according to the effort you make. 174However, human beings cannot give anything to human beings.

161Agar dētē haĩ tō alpkāl kā sukh .

175If they do give something, that is only temporary happiness.

162Abhī tō tamōpradhān haĩ .

176Now they are all tamopradhan.

163Māyā kā bahut zōr hai , ab māyā sē yuddha karnā hai .

177Maya has a lot of force. 178You now have to battle with Maya.

164Māyā jītē jagatjīt , manuṣhya śhānti mē̃ rahnē kē liē kitnā māthā mārtē haĩ .

179Those who conquer Maya conquer the world. 180People beat their heads so much in order to stay in peace.

165Man aisē thōṛēhī śhānt hō saktā hai .

181Your minds cannot become peaceful just like that.

166Yah tō kuchh sīkhtē haĩ jō hypnotise ādi kar unconscious kar dētē haĩ .

182It is just that they learn something and they make people unconscious by hypnotising them.

167Mēhnat lagtī hai , kiskī tō brain hī kharāb hō jātī hai .

183This requires effort. 184Some people's brains also become spoilt.

168Bāp kahtē haĩ agar kōī karmbandhan mē̃ athavā mitr sambandhī ādi mē̃ buddhi jātī rahēgī tō vikarma vināśh nahī̃ hōṅgē .

185The Father says: If your intellects continue to be pulled by karmic bondages or by your friends and relatives, your sins will not be absolved.

169Dēhdhārī sē buddhi kō haṭānā hai .

186Your intellects have to be removed from bodily beings.

170Sabkō bhūl jāō , āp muyē mar gaī duniyā .

187Forget everyone! 188When you die, the world is dead for you.

171Duniyā kō yād kartē hō tō tumkō daṇḍ paṛtā hai .

189When you remember the world, punishment is received for that.

172Tum kahtē hō ki bābā ham mar chukē haĩ .

190You say: Baba, I have died. 191I now belong to You.

173Ham āpkē haĩ tō phir mitr sambandhī ādi taraph buddhi kyō̃ jātī hai  ?

192So, why are your intellects pulled to your friends and relatives?

174Gōyā tum marē nahī̃ hō  ! 175Bāp K|kē banē nahī̃ hō  !

193It means that you have not died, that you don't belong to the Father.

176Bahut haĩ jinkō rāt-din karmbandhan kā hī chintan rahtā hai .

194There are many who are worried day and night about their karmic bondages.

177Yād mē̃ baiṭhtē bhī vahī saṅkalp ātē rahtē haĩ .

195Even when they sit and have remembrance, they continue to have those thoughts.

178Yahā̃ bābā key|kī gōd mē̃ rahtē tō mar chukē nā .

196When you stay in Baba's lap here, it means you have died.

179Tō buddhiyōg kahā̃ jānā nahī̃ chāhiē .

197So your intellects yoga should not go anywhere else.

180Sannyāsī tō gharbār chhōṛtē haĩ , gōyā mar gayē .

198Sannyasis leave their homes and families which means that they have died.

181Agar yād paṛtā rahēgā tō yōg mē̃ kaisē rahē̃gē .

199If they continued to remember them, how would they be able to stay in yoga?

182Kōī phir ghar mē̃ lauṭ bhī ātē haĩ .

200Some even return home again.

183Kōī pakkē hōtē haĩ , bilkul yād bhī nahī̃ kartē .

201Some are very firm and they therefore don't remember anyone at all.

184Tum bachchō̃ key|kī bhī buddhi agar bāhar jātī rahtī hai tō ūñch pad pā na sakē̃ .

202If the intellects of you children continue to wander outside, you cannot claim a high status.

185Bachchē banē hō tō follow father pūrā karnā chāhiē .

203Since you have become children, you have to follow the Father completely.

186Kuchh bhī mōh nahī̃ jānā chāhiē .

204There should not be any attachment at all.

187Parantu takdīr mē̃ nahī̃ hai tō markar bhī us taraph chalē jātē haĩ .

205However, if it isn't in their fortune, they go to the other side even after they have died.

1885 pratiśhat buddhi yahā̃ hai , 95 pratiśhat buddhi bāhar hai , bhaṭaktī rahtī hai nā . 189Na idhar K|kē , na udhar K|kē .

206Only 5% of their intellects is here, 95% of their intellects is outside. 207They continue to wander everywhere; they neither belong here nor there.

190Bāp K|kē banē phir buddhi hī khatm . 191Mar gayē .

208Once you belong to the Father, your intellects are finished; they have died.

192Is bēhad K|kē sannyās mē̃ virlā hī kōī ā saktā hai .

209Scarcely anyone is able to have this unlimited renunciation.

193Mālā kā dānā bhī vahī ban saktā hai .

210Only they are the ones who can become beads of the rosary.

194Yah tō takdīr hai .

211This is fortune.

195Yahā̃ jō ākar rahtē haĩ - unhō̃ kō mēhnat nahī̃ lagnī chāhiē .

212Those who come and stay here should not find anything difficult here.

196Parantu dēkhā jātā hai ki yahā̃ vālō̃ kō jāstī mēhnat lagtī hai .

213However, it is seen that those who stay here find it more difficult.

197Bāhar mē̃ rahnē vālē baṛē tīkhē chalē jātē haĩ .

214Those who live outside go ahead very fast.

198Kisī mē̃ mōh nahī̃ jātā .

215They don't have attachment to anyone.

199Samajhtē haĩ kahā̃ yah bandhan chhūṭē tō service mē̃ lag jāyē̃ .

216They feel: Let me become free from this bondage so that I can occupy myself in doing service.

200Vah bhī dēkhnā paṛtā hai - gyān mē̃ pakkē haĩ  ?

217However, it has to be seen whether they are strong in knowledge.

201Agar kachchē hōṅgē aur pati mar gayā tō jaisē jakhma par namak paṛ jātā hai .

218If someone is weak and her husband dies, it is like putting salt on a wound.

202Jab tak achchhī rīti nahī̃ marē haĩ tō jaisē jakhma par namak paṛtā rahtā hai .

219Until you have died completely, it is like putting salt on a wound. 220Therefore, here, you just say "Baba" and that’s all!

203Yahā̃ tō bābā kahā , bas . 204Bābā K|kē ban gayē .

221You belong to Baba and all your old relationships are broken.

205Purānā sambandh chhūṭā . 206Vah jānē̃ uskē karma jānē̃ .

222That person is responsible for himself and his own actions.

207Ham kyā jānē̃ .

223Why should I be concerned?

208Itnī uchhal hōnī chāhiē .

224There should be that much enthusiasm.

209Aisē bahut thōṛē haĩ .

225There are very few like this.

210Bāp milā bas aur kiskī parvāh nahī̃ , itnī himmat chāhiē .

226When you find the Father, that’s it! 227You are then not concerned about anyone else.

211Sachchī dil hō , śhrīmat par chaltā rahē tō kōī bhī rōk nahī̃ saktē haĩ .

228You need this much courage. 229You should have an honest heart. 230If you continue to follow shrimat, no one can stop you.

212Pavitra bannē mē̃ kōī vighna ḍāl nahī̃ saktē .

231No one can obstruct you from becoming pure.

213Achchhā  !

232Achcha.

214Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

233To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

215Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

234The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

216Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

235Essence for dharna:

2171 ) karmabandhanō̃ K|kē chintan mē̃ nahī̃ rahnā hai .

236 1. Do not have unnecessary thoughts about your karmic bondages.

218Buddhi kō dēh-dhāriyō̃ sē haṭānā hai .

237Remove your intellect from bodily beings.

219Bēhad kā sannyās karnā hai .

238Have unlimited renunciation.

2202 ) bandhanō̃ sē chhūṭnē kē liē pūrā-pūrā naṣhṭōmōhā bannā hai .

239 2. In order to become free from bondage, become a complete destroyer of attachment.

221Sachchī dil rakhnī hai .

240Have an honest heart.

222Gyān mē̃ majbūt ( pakkā ) aur himmatvān bannā hai .

241Become strong and courageous in knowledge.

Blessing

223Vardān  : bāp kē sāth kā anubhav kar mēhnat kō mōhabbat mē̃ badalnē vālē paramātma snēhī bhav

242Blessing: May you be loving to God and transform hard work into love by experiencing the Father’s company.

224Bāpdādā bachchō̃ kō apnē snēh aur sahyōg key|kī gōdī mē̃ biṭhākar mañjil par lē jā rahē haĩ .

243 BapDada seats His children in His lap of love and co-operation and takes them to their destination.

225Āp bachchē sirph paramātma snēhī ban gōd mē̃ samāyē rahō tō mēhnat , mōhabbat mē̃ badal jāyēgī .

244You children have to be loving to God and remain merged in His lap and hard work will then be transformed into love.

226Lavlīn hō her|har kārya karō .

245Do all your tasks while merged in love.

227Bāpdādā her|har samay sarv sambandhō̃ sē āpkē sāth haĩ .

246BapDada is with you at all times and in all relationships.

228Sēvā mē̃ sāthī hai aur sthiti mē̃ sāth haĩ .

247He is your Companion in doing service and with you in your stage.

229Sarv sambandhō̃ sē sāth nibhānē key|kī offer kartē haĩ , āp sirph paramātma snēhī banō aur jaisā samay vaisē sambandh sē sāth rahō tō akēlāpan feel nahī̃ hōgā .

248He is offering to fulfil the responsibility of all relationships. 249You simply have to be loving to God and have a relationship with Him according to the time and you will not feel alone.

Slogan

230Slōgan  : sva-unnati aur sēvā kā balance hī saphaltā kā sādhan hai .

250Slogan: A balance of self-progress and service is the means of success.

251*** Om Shanti ***