गुरुवार 17 नवंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

017-11-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 17/11/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1Mīṭhē bachchē - tumhē̃ jitnā bābā kahnē sē sukh feel hōtā hai , utnā bhaktō̃ kō bhagvān vā īśhvar kahnē sē nahī̃ feel hō saktā .

1Essence: Sweet children, devotees cannot feel as much happiness when they say "Bhagwan" or "Ishwar" as you feel when you say "Baba".

Question

2Praśhna  : lōbh K|kē vaśh laukik bachchō̃ key|kī bhāvnā kyā hōtī jō tumhārī nahī̃ hō saktī  ?

2Question: What desires do worldly children have due to greed, which you children cannot have?

Answer

3Uttar  : laukik bachchē jō lōbhī hōtē vah sōchtē haĩ ki kab bāp marē tō property K|kē ham mālik banē̃ . 4Tum bachchē bēhad K|kē bāp kē prati aisā kabhī sōch hī nahī̃ saktē kyōṅki bāp tō hai hī aśharīrī .

3Answer: Worldly children who are greedy think when their father will die so that they can become the masters of his property. 4You children can never have such thoughts about the unlimited Father because the Father is bodiless.

5Yahā̃ tumkō avināśhī bāp sē avināśhī varsā miltā hai .

5Here, you receive the imperishable inheritance from the eternal Father.

Song

6Gīt  : mukhṛā dēkh lē prāṇī …

6Song: Look at your face in the mirror of your heart!

Murli

7Ōm śhānti .

7Om shanti.

8Ōm śhānti .

8Om shanti.

9Jab dō bārī kahē̃ tō ēk bābā kahtē haĩ , ēk dādā kahtē haĩ .

9When it is said twice, first it is Baba saying it and the second time it is Dada saying it.

10Ēk kō ātmā , dūsrē kō param ātmā kahā jātā hai arthāt paramdhām mē̃ nivās karnē vālē haĩ isliē unkō param ātmā ( paramātmā ) kahā jātā hai .

10One is called a soul and the other is called the Supreme Soul, that is, the One who resides in the supreme abode. 11That is why He is called the Supreme Soul (Paramatma).

11Ab ātmā aur paramātmā kā sambandh kyā hai  ?

12What is the relationship between souls and the Supreme Soul?

12Ēk bāp aur anēk bachchē haĩ .

13The Father is one whereas the children are innumerable.

13Manuṣhya jab pukārtē haĩ tō aṅgrējī mē̃ bhī kahtē haĩ ō god father .

14When human beings call out in English, they say, "O God, the Father".

14Tō pitā huā nā .

15Therefore, He is the Father.

15Sirph paramātmā vā prabhu , īśhvar ādi kahnē sē itnā mazā nahī̃ ātā .

16By simply saying "Paramatma”, “Prabhu” or “Ishwar” there isn't as much pleasure.

16Bāp kahnē sē sukh miltā hai .

17By saying "Father" you receive happiness.

17Pārlaukik bāp hai hī sukh dēnē vālā tab tō bhakti mārg mē̃ itnā yād kartē haĩ .

18The Father from beyond is the One who gives you happiness and that is why He is remembered so much on the path of devotion.

18God father arthāt vah hamārā pitā hai .

19God, the Father, means He is our Father.

19Yah bhī kahtē haĩ ham sab brothers haĩ .

20It is said: We are all brothers.

20Brotherhood kahtē haĩ .

21It is also called a brotherhood.

21Yah bhāratvāsī jab kahtē haĩ ham sab bhāī haĩ tō ātmā key|kī taraph dhyān nahī̃ jātā . 22Dēh-abhimān mē̃ chalē jātē haĩ .

22When the people of Bharat say that they are all brothers, their attention is not drawn to souls; it is drawn to body consciousness.

23Yah samajhtē nahī̃ ki ham ātmāyē̃ āpas mē̃ bhāī haĩ .

23They don't understand that they are souls who are brothers.

24Ham sabkā bāp ēk hai .

24The Father of all of us is One.

25Agar paramātmā sarvavyāpī hōtā tō bhāī-bhāī nahī̃ kahtē .

25If God were omnipresent, you wouldn't say that you are brothers.

26Ātmā hī samajhkar bhāī-bhāī kahtē haĩ .

26It is only when you consider yourselves to be souls that you say you are brothers.

27Abhī tum bachchē bāp K|kē sammukh baiṭhē hō aur bāp tumkō paṛhātē haĩ .

27You children are now sitting personally in front of the Father and He is teaching you.

28Ab ātmā kahtī hai hamkō bāp milā hai .

28You souls say: We have now found the Father.

29Bāp milā gōyā sab kuchh milā . 30Bāp dvārā varsā miltā hai .

29You have found the Father, which means that you have found everything.

31Bachchā paidā huā aur samajhtē haĩ vāris āyā .

30You receive the inheritance from the Father.

32Bābā kahnē sē hī bachchē kā vārispanā siddha hō jātā hai .

31As soon as a son is born, it is understood that an heir is born.

33Aksar karkē bachchiyā̃ mā̃ , mā̃ kahtī haĩ .

32As soon as the child says "baba" it proves that he is an heir.

34Mā̃ taraph jāstī lav|love rahtā hai .

33Generally, daughters say "ma, ma".

35Bachchā hōgā tō bā , bā kahtā rahēgā .

34They have more love for their mother. 35A son would say "ba, ba".

36Bachchē kā bāp key|kī taraph lav|love jātā hai , mā̃ sē varsā nahī̃ mil saktā .

36A son would have more love for his father. 37An inheritance cannot be received from the mother.

37Bāp sē varsā miltā hai .

38An inheritance is received from the father.

38Ab yahā̃ tō tum sab ātmāyē̃ bhāī hō .

39Here, all of you souls are brothers.

39Tum har ēk bāp sē varsā lē rahē hō .

40All of you are claiming your inheritance from the Father.

40Bāp key|kī śhrīmat hai har ēk apnē kō bāp kā bachchā samajh aur sabkō bāp kā parichay dētē rahē̃ aur sr̥iṣhṭi chakra kā rāz bhī samjhāyē̃ .

41The Father's shrimat is: Each one of you has to consider yourself to be a child of the Father and continue to give everyone the Father's introduction and also explain the secrets of the world cycle.

41Bāp sē hī svarg kā varsā miltā hai .

42Only from the Father do you receive the inheritance of heaven.

42Bēhad kā bāp kahtē haĩ tum svargvāsī thē phir tum narkvāsī kaisē banē̃ , 84 janmō̃ kā chakra kaisē lagāyā - yah hai detail key|kī bātē̃ .

43The unlimited Father says: You were residents of heaven, so how did you become residents of hell? 44How did you go around the cycle of 84 births? 45These are matters of detail.

43Bākī bāp nē pahchān tō dī hai aur bāp sē jarūr satyug kā varsā milēgā . 44Achchhā kiskō milā huā hai  ?

46However, the Father has given you recognition of Himself and you will definitely receive the inheritance of the golden age from the Father.

45Yah lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra khaṛē haĩ . 46Inhō̃ kō bāp kā varsā milā thā phir kahā̃ gayā  ?

47Achcha, who received it? 48There is that picture of Lakshmi and Narayan; they received the Father's inheritance. 49So, where did it go?

47Yah hai chakra key|kī bāt .

50This is a matter of the cycle.

48Tumkō abhī satyug kā varsā miltā hai phir punarjanma lētē-lētē 84 janm tō bhōgnē hī haĩ .

51You are now receiving the inheritance of the golden age and you will then definitely have to take rebirth and take 84 births.

49Ab tumkō number-vār puruṣhārth anusār 84 kā chakra buddhi mē̃ hai aur yah bhī niśhchay hai ki hamārā antim janm hai .

52You now have the cycle of 84 births in your intellects, numberwise, according to the efforts you make and you also have the faith that this is your last birth.

5084 janmō̃ kā chakra lagākar pūrā kiyā hai .

53You have been around the cycle of 84 births and completed it.

51Ab tum jāyēṅgē tō tumhārē pīchhē sab chalē jāyēṅgē .

54Now, when you go back, everyone else will follow you back.

52Tum bachchē tō bāp sē apnā varsā pā chukē hō , rājyōg sīkh chukē hō .

55You children have already claimed your inheritance from the Father. 56You have already learnt Raja Yoga.

53Tō tum jāntē hō ham phir naī duniyā mē̃ rājya karnē āyēṅgē .

57Therefore, you know that you will come back to rule in the new world.

54Phir yah sab itnē dharm vahā̃ hōṅgē nahī̃ , sab vāpis chalē jāyēṅgē .

58At that time, none of those religions etc. will exist there; everyone will have gone back.

55Phir pahlē-pahlē hamkō yānī Deityism kō ānā hai .

59Then we, who belong to deityism, have to come first.

56Ham śhūdra kul K|kē thē , ab brāhmaṇ kul K|kē banē haĩ .

60We belonged to the shudra clan and we now belong to the Brahmin clan.

57Phir sūryavanśhī , chandravanśhī kul K|kē banē̃gē .

61We will then belong to the sun and moon-dynasty clans.

58Ham brāhmaṇ kul , sūryavanśhī kul aur chandravanśhī kul K|kē tīnō̃ varsē ēk hī bāp sē lē rahē haĩ .

62We are claiming our inheritance of the Brahmin, sun and moon dynasty clans - all three clans - from the one Father.

59Satyug trētā mē̃ kōī dharm sthāpan karnē ātā hī nahī̃ hai .

63No one comes in the golden and silver ages to establish a religion.

60Bhārat kā ēk hī dharm rahtā hai .

64There is just the one religion of Bharat at that time.

61Pīchhē bāhar vālē islāmī , bauddhī ādi ātē haĩ .

65Then, those of Islam and the Buddhists come later. 66Bharat is a very ancient land.

62Bhārat bahut prāchīn dēśh hai .

67At first, there are just the deities.

63Pahlē dēvī-dēvtā hī thē , abhī aur dharmō̃ mē̃ convert hō gayē haĩ .

68They have now been converted to other religions. 69There are so many different languages.

64Kitnī bhinn-bhinn bhāṣhāyē̃ haĩ .

70The Europeans have different languages.

65Jaisē european haĩ tō America key|kī bhāṣhā alag , France key|kī alag . 66Haĩ tō sab kriściyan lōg .

71Americans have their own language and the French have their own language, even though all of them are Christians.

67Vaisē chīn key|kī dēkhō .

72Similarly, look at the Chinese.

68Ēk hī bauddh dharm K|kē haĩ , parantu chīn key|kī bhāṣhā aur , jāpān key|kī bhāṣhā aur .

73They all belong to the one Buddhist religion, but the language of the Chinese is different from that of the Japanese.

69Haĩ tō sab bauddh parantu vr̥iddhi hō jānē sē alag-alag hō jātē haĩ .

74They all belong to the Buddhist religion, but when growth takes place, they all become separate.

70Āpas mē̃ duśhman bhī ban jātē haĩ , bhārat kā duśhman kōī nahī̃ hai .

75They even have enmity for each other. 76Bharat has no enemies.

71Yah tō dūsrē dharm vālē ākar laṛtē haĩ .

77It is those of other religions who come and fight here.

72Āpas mē̃ phūṭ ḍāl bhārat kō bhī laṛā dētē haĩ , nahī̃ tō bhāratvāsiyō̃ key|kī āpas mē̃ laṛāī aisē kabhī huī nahī̃ hai .

78They create conflict amongst the people of Bharat and make them fight. 79Otherwise, war never took place between the people of Bharat.

73Dūsrō̃ nē laṛāyā , lōbh K|kē kāraṇ .

80It was others who made them fight because of greed.

74Yah bhī khēl hai .

81This too is a play.

75Bhāratvāsī yah bhī bhūl gayē haĩ ki ham hī viśhva K|kē mālik thē . 76Hamkō bāp nē rājya diyā thā .

82The people of Bharat have forgotten that they were the masters of the world and that the Father had given them the kingdom.

77Satyug mē̃ yah knowledge rahtī nahī̃ ki yah rājya hamnē kaisē pāyā .

83In the golden age you don't have any knowledge of how you claimed your kingdom.

78Abhī tum jāntē hō ham yah rājya kaisē pā rahē haĩ .

84You now know how you are claiming that kingdom.

79Yah bāp baiṭh samjhātē haĩ . 80Hai bhī bahut sahaj .

85This Father sits here and explains to you.

81Parantu manuṣhyō̃ key|kī buddhi kō aisā tālā lagā huā hai jō yah nahī̃ jāntē ki in lakṣhmī-nārāyaṇ kō rājya kisnē aur kab diyā  ?

86It is very easy, but people's intellects are locked in such a way that they don't even know who gave Lakshmi and Narayan their kingdom or when. 87They don’t even know how many children they had.

82Inhō̃ K|kē bachchē kitnē huē , kuchh nahī̃ jāntē .

88In the golden age it was the kingdom of Lakshmi and Narayan.

83Satyug mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .

89How long is the duration of the golden age?

84Satyug key|kī āyu kitnī hai  ?

90They say that it is hundreds of thousands of years old.

85Kah dētē lākhō̃ varṣh phir lākhō̃ varṣh mē̃ gaddiyā̃ kitnī huī  ?

91Then, how many dynasties were there in those hundreds of thousands of years?

86Vr̥iddhi kitnī huī hōgī  ?

92How much expansion took place?

87Kitnē mahārājā mahārānī hōṅgē .

93How many emperors and empresses would there have been?

88Lākhō̃ varṣh mē̃ tō anginat hō jāē̃ .

94In hundreds of thousands of years, there would have been countless rulers.

89Lākhō̃ varṣh satyug K|kē , phir trētā K|kē lākhō̃ varṣh , kaliyug K|kē bhī abhī 40 hajār varṣh aur kah dētē haĩ .

95A hundred thousand years of the golden age and then hundreds of thousands of years of the silver age and they say that even the iron age has to last for another 40,000 years.

90In bātō̃ mē̃ kiskī buddhi nahī̃ chaltī .

96No one's intellect works on these things.

91Itnī lambī āyu dē dī hai .

97They have given them all such a long duration.

92Creator , director , samay ādi sabkā mālūm hōnā chāhiē .

98You should know the Creator, Director and the duration etc.

93Parantu kiskō bhī patā nahī̃ hai .

99However, no one knows this.

94Kahtē haĩ Christ sē 3 hajār varṣh pahlē bhārat svarg thā . 95God goddess kā rājya thā .

100It is said that 3,000 years before Christ, Bharat become heaven and that it used to be a kingdom of gods and goddesses.

96Kitnā varṣh chalā , kaisē chalā  ?

101How many years did it last and how did it continue?

97Yah kuchh bhī jāntē nahī̃ .

102They don't know any of this.

98Agar rādhē-kr̥iṣhṇa satyug K|kē prince princess haĩ tō unhōnnē bhī kōī dvārā pad pāyā hōgā  ?

103If Radhe and Krishna were the prince and princess of the golden age, they must have received their status from someone.

99Agar śhrīkr̥iṣhṇa nē gītā sunāī tō kab  ?

104If Krishna narrated the Gita, then when did he do that?

100Yah sab bātē̃ bāp hī samjhātē haĩ .

105Only the Father explains all of these things.

101School mē̃ pahlē alpha bē paṛhāyā jātā hai .

106At school, you are first taught alpha and beta.

102Phir dhīrē-dhīrē baṛā imtahān pās|pass kartē haĩ .

107Then, you gradually pass higher examinations.

103Tō alpha bē key|kī paṛhāī aur pichhāṛī key|kī paṛhāī mē̃ kitnā fark hōgā .

108So, there is so much difference between the study of alpha and beta and the studies later on.

104Yahā̃ bhī aisē hai .

109It is the same here.

105Jitnā pahlē samjhātē thē , ussē sahaj abhī samjhātē haĩ , ussē jāstī āgē samjhāyēṅgē .

110What is explained to you now is even easier than that which was explained to you earlier. 111As you progress further, even easier things will be explained to you.

106Kōī nayā ātā hai tō pahlē unsē form bharāyā jātā hai , phir samjhātē haĩ .

112When a new person comes, he is first asked to fill in a form and everything is then explained to him.

107Parampitā paramātmā kē sāth āpkā kyā sambandh hai  ?

113He is asked: What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?

108Jarūr sabkā bāp huā nā .

114He is definitely the Father of all.

109In bātō̃ kō samajhnē vālē hī samajhtē haĩ .

115Only those who are to understand these things will understand them.

110Jab tak haḍḍī niśhchay hō ki bēhad K|kē bāp sē varsā lēnā hai .

116It is only when they have deep faith in their bones that they can claim their inheritance from the unlimited Father.

111Bāp svarg rachtē haĩ tō jarūr svarg kā varsā dēgē .

117The Father creates heaven. 118Therefore, He would definitely give you the inheritance of heaven.

112Yah unhō̃ key|kī buddhi mē̃ baiṭhēgā - jinhōnnē kalp pahlē niśhchay kiyā hōgā .

119These things will sit in the intellects of those who had faith in the previous cycle.

113Tum dēkhtē hō kaī bachchē savērē uṭh nahī̃ saktē .

120You can see how some children are unable to wake up in the morning.

11410-15 varṣh mēhnat kartē āyē haĩ tō bhī samay par uṭh nahī̃ saktē .

121They have been making effort for 10 to 15 years and, in spite of that, they are unable to wake up on time.

115Kam sē kam 3-4 bajē uṭhō .

122At least wake up at 3.00 or 4.00 am!

116Bhakta lōg bhī savērē uṭhkar dhyān kartē haĩ .

123Even devotees wake up early and sit in meditation.

117Jāp kartē haĩ hanumān kā , śhiv kā . 118Parantu unsē kōī phāydā nahī̃ .

124They chant something in the name of Hanuman or Shiva, but there is no benefit in that.

119Bhal karkē kōī K|kē lakṣhaṇ achchhē hōtē haĩ parantu unsē kōī kō mukti-jīvanmukti nahī̃ mil saktī hai .

125Although some develop a good character by doing that, they cannot receive liberation or liberation-in-life through that.

120Utartī kalā hōtī hai .

126It is their stage of descent.

121Lakṣhmī-nārāyaṇ jō satyug mē̃ rājya kartē thē . 122Vah bhī dūsrē tīsrē janm mē̃ nīchē ātē jātē haĩ , utartī kalā hōtī jātī hai .

127Lakshmi and Narayan, who used to rule in the golden age, then continued to come down in their second and third births etc. 128It continued to be their stage of descent.

123Ādhākalp pūrā hōgā tō vām mārg mē̃ chalē jāyēṅgē . 124Phir bhaktimārg śhurū hōgā , kitnē ḍhēr mandir bantē haĩ .

129Then, when half the cycle was over, they went onto the path of sin and the path of devotion began. 130So many temples were built.

125Abhī bhī kitnē mandir haĩ .

131Even now, there are so many temples.

126Kōī ṭūṭ bhī gayē haĩ .

132Some have even been demolished.

127Vām mārg mē̃ jānē K|kē chitra bhī haĩ .

133There are the images of their going onto the path of sin.

128Dress dēvtāō̃ kī paṛī hai .

134They are wearing the costume of deities.

129Vāstav mē̃ dress unhō̃ key|kī alag thī . 130Pīchhē badaltī āī hai .

135In fact, their dress was different and it continued to change later.

131Kōī key|kī pāg kaisī , kōī key|kī kaisī , kōī kā tāj kaisā , alag-alag tāj pahannē kā bhī alag-alag namūnā hōtā hai .

136Some would have one type of turban and others would have another type. 137Some would have one type of crown and others another type.

132Sūryavanśhī rājāyē̃ jō haĩ unkī paharvāis apnī-apnī hōtī hai . 133Yah phalānē key|kī pagṛī hai .

138The way the crowns were worn was also different. 139The style of dress of the sun-dynasty kings was their own.

134Bābā nē sākṣhātkār bhī kiyā hai .

140That is the turban of so-and-so. 141Baba has had visions.

135Dvārikādhīś key|kī ṭēṛhī pagṛī thī .

142Dwarikadhish (an emperor) wore his turban at an angle.

136Yah sab drama ādi sē ant tak jō kuchh hō rahā hai , vah phir bhī aisē hī hōgā .

143The whole drama that takes place will repeat in the same way from the beginning to the end.

137Phir vām mārg mē̃ jāyēṅgē , sabkā matbhēd hō jāyēgā .

144You will go onto the path of sin and there will be differences of opinion between everyone.

138Rasam-rivāj alag hō jāyēgā . 139Sūryavanśhī alag , chandravanśhiyō̃ kā alag . . . . yah banā banāyā khēl hai jō phir repeat hōnā hai .

145The customs and systems will be different; those of the sun dynasty will be different from those of the moon dynasty. 146This play is predestined and has to repeat.

140Tum jāntē hō ham bhī bēhad K|kē bāp sē phir sē gati sadgati kō pātē haĩ .

147You know that you are the ones who are to receive liberation and salvation from the unlimited Father once again.

141Purānī duniyā kā vināśh hōnā hai .

148The old world has to be destroyed.

142Bēhad kā bāp rājyōg sikhlā rahē haĩ .

149The unlimited Father is teaching you Raja Yoga.

143Yah duniyā nahī̃ jāntī ki rājyōg sikhātē haĩ .

150The world doesn't know that He is teaching us Raja Yoga.

144Tum bachchē achchhī rīti jāntē hō aur tumhārā bāp sē lav|love hai .

151You children know this very well and you also love the Father.

145Sabkā ēk jaisā tō hō nahī̃ saktā .

152Not everyone can have the same love.

146Agyān mē̃ bhī sabkā ēk jaisā lav|love nahī̃ hōtā .

153Even on the path of ignorance, not everyone has the same love.

147Kōī lōbh vaśh kahtē haĩ bāp marē tō property milē . . yahā̃ śhivbābā kā śharīr tō hai nahī̃ .

154Out of greed, some say: Let my father die so that I can receive his property. 155Here, Shiv Baba doesn't have a body.

148Bābā tō avināśhī hai .

156Baba is imperishable.

149Yah śharīr loan par liyā hai .

157He has taken this body on loan.

150Tum jāntē hō hamnē pūrē 84 janma liē haĩ .

158You know that you have taken the full 84 births.

151Bābā tō punarjanma nahī̃ lētē , is śharīr mē̃ pravēśh kar ātē haĩ .

159Baba doesn't take rebirth. 160When He comes, He enters this body.

152Nahī̃ tō kyā lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē tan mē̃ āyē  ?

161Otherwise, should He enter the body of Lakshmi or Narayan?

153Vah tō haĩ hī pāvan duniyā K|kē mālik .

162However, they are masters of the pure world.

154Yah tō hai hī patit duniyā , patit śharīr kyōṅki viṣh sē paidā hōtē haĩ .

163This is an impure world and an impure body because it has been created out of poison.

155Bābā kalp pahlē muāphik kahtē haĩ maĩ sādhāraṇ tan mē̃ pravēśh kartā hū̃ . 156Mujhē jarūr anubhavī rath chāhiē .

164Baba tells you in exactly the same way as He did in the previous cycle: I enter an ordinary body.

157Kōī achchhē actor hōtē haĩ tō unkō achchhā inām miltā hai .

165I definitely need an experienced chariot. 166Good actors receive good prizes.

158Yah bhī bābā kā rath gāyā huā hai .

167This chariot of Baba’s has also been remembered.

159Brahmā dvārā sthāpanā , brahmā kō būṛhā bhī dikhātē haĩ .

168It is said that establishment takes place through Brahma. 169They have portrayed Brahma as old.

160Prajāpitā brahmā , viṣhṇu aur śhaṅkar kā rūp hī alag hai .

170The forms of Prajapita Brahma, Vishnu and Shankar are all different.

161Brahmā kā rūp bilkul ṭhīk hai .

171The form of Brahma is absolutely accurate.

162Bāp nē hī inkā nām rakhā hai prajāpitā brahmā , isnē pūrē 84 janma liē haĩ .

172The Father has named this one Prajapita Brahma. 173He has taken the full 84 births.

163Tum bhī kahē̃gē ham sabnē pūrē 84 janma liē haĩ tab pahlē-pahlē bāp sē milē haĩ .

174You would say that all of you have also taken the full 84 births. 175This is why you have come and met the Father first.

164Hamārī rājāī phir sē sthāpan hō rahī hai .

176Our kingdom is being established once again.

165Samjhānā bhī paṛtā hai hē parampitā paramātmā , hē bhagvān .

177You also have to explain: You say, "Supreme Father, Supreme Soul! 178O God!"

166Tō bhagvān jarūr bāp kō samajhnā chāhiē .

179Therefore, the Father must surely be considered to be God.

167Parantu manuṣhyō̃ key|kī samajh mē̃ nahī̃ ātā hai ki sabhī ātmāō̃ kā bāp nirākār hai .

180However, people are unable to understand that the Father of all souls is the incorporeal One.

168Pitā hai tab tō bhakti mārg mē̃ sab yād kartē haĩ .

181It is because He is the Father that everyone remembers Him on the path of devotion.

169Ātmāō̃ kō sukh milā thā tab duḥkh mē̃ yād kartē haĩ .

182It is because souls received happiness that they remember Him in times of sorrow.

170Tum bhī ādhākalp bāp kō yād kartē āyē hō .

183You too have been remembering the Father for half a cycle.

171Śhurū-śhurū mē̃ hī sōmnāth kā mandir bantā hai .

184The Somnath Temple is built at the beginning (of devotion).

172Tō jarūr bāp kō hī yād karē̃gē .

185Therefore they would definitely remember the Father.

173Jāntē haĩ yah bāp kā mandir hai .

186You know that that is the Father's temple.

174Bāp nē hī varsā diyā hai .

187The Father Himself gave you the inheritance.

175Tō pahlē-pahlē mandir bhī bāp kā banā hai .

188Therefore, they first of all built a temple to the Father.

176Tum abhī bāp K|kē vāris banē hō .

189You have now become the Father's heirs.

177Bāp viśhva kā rachayitā hai . 178Unsē hī varsā miltā hai .

190The Father is the Creator of the world.

179Bākī jō bhī haĩ unhōnnē kyā kiyā  ?

191Only from Him do you receive that inheritance.

180Ham unkī pūjā kyō̃ kartē haĩ  ?

192What did all the rest do? 193Why do we worship them?

18184 janm vah lētē haĩ .

194They take 84 births.

182Parantu bhakti bhī vyabhichārī hōnī hī hai .

195However, devotion also has to become adulterated.

183Ādhākalp kē liē sāmagrī chāhiē .

196All the paraphernalia of devotion is required for half the cycle.

184Satyug trētā mē̃ sāmagrī key|kī darkār nahī̃ hōtī .

197There is no need for that paraphernalia in the golden and silver ages.

185Yah sab buddhi mē̃ dhāraṇ karnā hai .

198All of this has to be imbibed by your intellects.

186Vāstav mē̃ kuchh bhī likhnē key|kī darkār nahī̃ hai .

199In fact, there is no need to write anything down.

187Agar solvent buddhi haĩ tō jhaṭ dhārṇā hō jātī hai .

200If your intellect is solvent, you are able to imbibe very quickly.

188Bākī kiskō sunānē liē notes lētē haĩ .

201However, you take notes in order to relate it to others.

189Kitābē̃ ādi rakhnē key|kī jarūrat nahī̃ .

202There is also no need to keep books etc.

190Hamārē kitāb pichhāṛī mē̃ kaun paṛhēgā  ?

203Who would study our books later on?

191Aurō̃ K|kē śhāstra tō pichhāṛī mē̃ chalē ātē haĩ .

204The scriptures of others continue after them.

192Paṛhnē vālē haĩ .

205There are people who read them.

193Tumkō tō paṛhnā hī nahī̃ hai , prālabdh mil gaī .

206You don't have to study any of that; you will have received your reward.

194Ādhākalp tō śhāstra ādi key|kī kōī bāt nahī̃ .

207There is nothing of any of the scriptures for half a cycle.

195Yah gyān prāyaḥlōp hō jātā hai .

208This knowledge disappears.

196Śhāstra sab khatm hō jātē haĩ .

209All the scriptures are destroyed.

197Pahlē sabkō yah samjhāō ki tumkō dō bāp haĩ .

210First of all, explain to everyone that you have two fathers.

198Jismānī bāp tō hai , vah bhī us bāp kō yād kartē haĩ .

211You have your physical fathers and they too remember that Father.

199Gāyā jātā hai - duḥkh mē̃ simraṇ sab karē̃ . . . yah bhārat key|kī bāt hai .

212It is remembered that everyone remembers God in times of sorrow. 213This applies to Bharat.

200Bāp bhī bhārat mē̃ ātē haĩ . 201Śhiv jayantī ātī hai .

214The Father only comes in Bharat; there is the birthday of Shiva.

202Tum kahē̃gē ham apnē bāp kā phalānā janm manā rahē haĩ .

215You would also say that you are celebrating such-and-such a birthday of your Father.

203Bhal pūchhē̃ brahmākumār kumāriyā̃ haĩ tō jarūr bāp āyā hōgā .

216Since there are Brahma Kumars and Kumaris, the Father must definitely have come.

204Yah hai śhiv kā gyān yagya . 205Tō brāhmaṇ jarūr chāhiē .

217This is the sacrificial fire of the knowledge of Shiva.

206Brahmā kahā̃ sē āyā  ?

218So Brahmins are definitely needed.

207Brahmā kō adopt kiyā phir bachchē paidā hōtē haĩ tō bhī inkē mukh kamal sē rachtē haĩ .

219Where did Brahma come from? 220Brahma is adopted and then, when children are born, they are created through his lotus lips.

208Pahlē sabkō bāp kā parichay dēnā hai .

221First of all, give everyone the Father's introduction.

209Achchhā  !

222Achcha.

210Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

223To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

211Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

224The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

212Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

225Essence for dharna:

2131 ) savērē-savērē uṭhkar bāp kō pyār sē yād karnē key|kī ādat pakkī ḍālnī hai .

226 1. Wake up early in the morning and instil the firm habit of remembering the Father with a lot of love.

214Kam sē kam 3-4 bajē jarūr uṭhnā hai .

227Wake up at least 3.00 am or 4.00 am.

2152 ) bēhad bāp sē sachchā lav|love rakhnā hai .

228 2. Have true love for the unlimited Father.

216Śhrīmat par chal pūrā varsā lēnā hai .

229Follow shrimat and claim your full inheritance.

Blessing

217Vardān  : companion kē sāth dvārā sadā manōrañjan kā anubhav karnē vālē combined rūpdhārī bhav

230Blessing: May you constantly experience entertainment with the company of the Companion by having a combined form.

218Jab bhī akēlēpan kā anubhav hō tō us samay bindū rūp kō yād nahī̃ karō .

231 When you feel lonely, do not remember the Point form at that time.

219Vah muśhkil hōgā , ussē bōr hō jāyēṅgē .

232That would be difficult and you would become bored.

220Us samay apnē ramaṇīk anubhavō̃ key|kī kahānī kō smr̥iti mē̃ lāō , apnē svamān key|kī , prāptiyō̃ key|kī list sāmnē lāō .

233At that time, become aware of your entertaining and playful experiences. 234Remember a list of things of your self-respect and attainments.

221Sirph dimāg sē yād nahī̃ karō lēkin dil sē companion kē sāth combined ban sarv sambandhō̃ K|kē snēh kā ras anubhav karō - yahī manmanābhav hai aur yah manmanābhav hōnā hī manōrañjan hai .

235Do not just remember Baba with your head, but stay combined with your heart with the Companion form and experience the sweetness of love of all relationships. 236This is “Manmanabhav” and to be “Manmanabhav” is to have a form of entertainment.

Slogan

222Slōgan  : bāp key|kī śhrīmat pramāṇ jī-hāzir kartē rahō tō sarvśhaktiyō̃ kā adhikār mil jāyēgā .

237Slogan: Continue to say “Ji Hazir” (present, my Lord) according to the Father’s shrimat and you will receive the right of all powers.

238*** Om Shanti ***