गुरुवार 24 नवंबर 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
024-11-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 24/11/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ śhrīmat par pūrā-pūrā dhyān dēnā hai , bāp kā pharmān hai bachchē mujhē yād karō aur knowledge kō dhāraṇ kar dūsrō̃ key|kī sēvā karō ' '
1Essence: Sweet children, you have to pay full attention to shrimat. 2The Father's orders are: Children, remember Me, imbibe knowledge and serve others.
Question
2Praśhna : bābā bachchō̃ key|kī unnati kē liē kaun see|sī|C rāy bahut achchhī dētē haĩ ?
3Question: What very good advice does Baba give you children for your progress?
Answer
3Uttar : mīṭhē bachchē , apnā hisāb-kitāb ( pōtāmēl ) rakhō .
4Answer: Sweet children, keep your account. 5At amrit vela remember the Father with love. 6Don't sit in remembrance out of compulsion.
4Amr̥itvēlē pyār sē yād karō , lāchārī yād mē̃ nahī̃ baiṭhō , śhrīmat par dēhī-abhimānī ban pūrā-pūrā merciful banō tō bahut achchhī unnati hōtī rahēgī .
7Follow shrimat and become soul conscious and become completely merciful and you will continue to make very good progress.
Question
5Praśhna : yād mē̃ vighna rūp kaun bantā hai ? 6Uttar : past mē̃ jō vikarma kiyē huē haĩ , vahī yād mē̃ baiṭhnē samay vighna rūp bantē haĩ .
8Question: What becomes an obstacle in your having remembrance? 9Answer: The sinful actions you performed in the past become an obstacle when you sit in remembrance.
7Tum bachchē yād mē̃ bāp kā āhvān kartē hō , māyā bhulānē key|kī kōśhiśh kartī hai .
10You children invoke the Father with your remembrance and Maya tries to make you forget.
8Tum yād kā chart rakhō , mēhnat karō tō mālā mē̃ pirō jāyēṅgē .
11You have to keep a chart of remembrance.
9Gīt : tū pyār kā sāgar hai …
12Make effort and you will be threaded in the rosary. 13Song: You are the Ocean of Love. 14We thirst for one drop!
10Ōm śhānti .
15Om shanti.
11Yahā̃ jab baiṭhtē hō tō bābā key|kī yād mē̃ baiṭhnā hai .
16When you sit here, you have to sit in remembrance of Baba.
12Māyā bahutō̃ kō yād karnē nahī̃ dētī kyōṅki dēh-abhimān hai .
17Maya doesn't allow many of you to stay in remembrance because you have body consciousness.
13Kōī kō mitr sambandhī , kōī kō khān-pān ādi kyā-kyā yād ātā rahtā hai .
18Some remember their friends and relatives, some remember food and drink; you remember so many things.
14Yahā̃ jab ākar baiṭhtē hō tō bāp kā āhvān karnā chāhiē .
19When you come and sit here, you should invoke the Father.
15Jaisē jab lakṣhmī key|kī pūjā hōtī hai tō lakṣhmī kā āhvān kartē haĩ .
20For instance, when they worship Lakshmi, they are invoking her.
16Lakṣhmī kōī ātī nahī̃ hai .
21It isn't that Lakshmi actually comes.
17Yahā̃ bhī kahā jātā hai tum bāp kō yād karō athavā āhvān karō , bāt ēk hī hai .
22Here, you are told to remember the Father, that is, to invoke Him; they are both the same thing.
18Yād sē vikarma vināśh hōṅgē .
23Your sins will be absolved by having remembrance.
19Dhārṇā nahī̃ hō saktī hai kyōṅki vikarma bahut haĩ .
24You are unable to imbibe virtues because you have committed many sins.
20Bāp kō bhī yād nahī̃ kar saktē haĩ .
25You are still unable to have remembrance of the Father.
21Jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā vikarmājīt , nirōgī banē̃gē .
26The more you remember the Father, the more you will become conquerors of sin and free from disease.
22Hai bahut sahaj . 23Parantu māyā athavā past K|kē vikarma sāmnē ātē haĩ jō yād mē̃ vighna ḍāltē haĩ .
27It is very easy, but Maya, that is, the sins of the past, appear in front of you and creates an obstacle in your having remembrance.
24Bāp kahtē haĩ tumnē hī ādhākalp ayathārtha rīti sē yād kiyā .
28The Father says: You have been remembering Me inaccurately for half the cycle.
25Abhī tō tum practical mē̃ āhvān kartē hō kyōṅki tum jāntē hō ki bābā āyā huā hai .
29Now, you invoke Me in a practical way because you know that Baba has come.
26Parantu yah yād kī ādat pakkī hō jānī chāhiē .
30However, this habit of remembrance should become firm.
27Tumkō ever nirōgī bannē kē liē avināśhī surgeon davāī dētē haĩ ki mujhē yād karō phir tum mērē sē ākar milē̃gē .
31The eternal Surgeon gives you the medicine to become ever free from disease: Remember Me, and you will come and meet Me.
28Mērē dvārā mērē kō yād karnē sē hī tum mērā varsā pāyēṅgē .
32By remembering Me through Me, you will receive the inheritance from Me.
29Bāp aur sweet home kō yād karnā hai , jahā̃ jānā hai , vah buddhi mē̃ rahtā hai .
33Remember the Father and the sweet home. 34The place where you have to go remains in your intellects.
30Bāp vahā̃ sē ākar sachchā paigām dētē haĩ aur kōī bhī īśhvarīy paigām nahī̃ dētē .
35The Father comes from there and gives you the true message. 36No one else gives God’s message.
31Vah tō yahā̃ stage par part bajānē ātē haĩ aur īśhvar kō bhūl jātē haĩ .
37They come here on to the stage to play their parts and they forget God.
32Lakṣhmī-nārāyaṇ yahā̃ ātē haĩ tō īśhvar kā patā nahī̃ rahtā .
38When Lakshmi and Narayan come here, they are not aware of God.
33Unkō bhī paigambar nahī̃ kah saktē .
39They cannot be called messengers.
34Yah tō manuṣhyō̃ nē nām lagā diyē haĩ .
40It was human beings who gave them that name.
35Vah ātē hī haĩ part bajānē .
41They come here to play their parts.
36Vah yād kaisē karē̃gē ?
42How would they remember Him?
37Unkō part bajātē-bajātē patit bannā hī hai , phir ant mē̃ patit sē pāvan bannā hai .
43They have to become impure while playing their parts, and then, at the end, they have to become pure from impure.
38Vah tō bāp hī ākar banātē haĩ .
44Only the Father comes and makes them that.
39Bāp kī yād sē hī pāvan bannā hai .
45You have to become pure by having remembrance of the Father.
40Bāp kahtē haĩ bachchē mērē pās|pass pāvan banānē kā ēk hī upāya hai . 41Dēh sahit jō bhī dēh K|kē sambandh haĩ unkō bhūl jānā hai .
46The Father says: Children, I only have one method to purify you: forget all your bodily relations including your bodies.
42Tum jāntē hō mujh ātmā kō bāp kō yād karnē kā pharmān milā huā hai .
47You souls know that you have been ordered to remember the Father.
43Us par chalnē vālē kō hī pharmānvardār kahā jātā hai .
48Only those who follow these orders are called obedient.
44Jō cum|kam yād kartē haĩ , vah cum|kam farmānvardār .
49Those who remember Him less are said to be less obedient.
45Farmānvardār pad bhī ūñchā pātē haĩ .
50Those who are obedient also claim a high status.
46Bābā kā ēk farmān hai yād karō , dūsrā hai knowledge kō dhāraṇ karō .
51Baba's first order is to remember Him and the second order is to imbibe knowledge.
47Yād nahī̃ karē̃gē tō sazāyē̃ bahut khānī paṛēgī .
52If you don't remember Me, you will have to experience a lot of punishment.
48Svadarśhan chakra phirātē rahē̃gē tō dhan bahut milēgā .
53If you continue to spin the discus of self-realisation you will receive a lot of wealth.
49Bhagvānuvāch , mērē dvārā mujhē bhī jānō aur sr̥iṣhṭi chakra K|kē ādi-madhy-ant kō bhī jānō .
54God speaks: Know Me through Me and also know the beginning, the middle and the end of the world cycle.
50Yah dō bātē̃ mukhya haĩ jis par dhyān dēnā hai .
55These are the two main things to which you have to pay attention.
51Śhrīmat par pūrā dhyān dēgē tō ūñch pad pāyēṅgē phir merciful bannā hai , sabkō rāstā batānā hai , sabkā kalyāṇ karnā hai .
56If you pay full attention to shrimat you will claim a high status. 57Then, you also have to become merciful. 58Show everyone the path!
52Mitr sambandhiyō̃ ādi kō bhī sachchī yātrā par lē jānē key|kī yukti rachnī hai .
59Benefit everyone! 60Also create a method to take your friends and relations on the true pilgrimage.
53Vah hai jismānī yātrā , yah hai rūhānī yātrā .
61Those pilgrimages are physical whereas this pilgrimage is spiritual.
54Yah spiritual knowledge kōī kē pās nahī̃ hai .
62No one has this spiritual knowledge.
55Vah hai sab śhāstrō̃ key|kī philosophy .
63All of that is the philosophy of the scriptures.
56Yah hai rūhānī knowledge , supreme rūh yah knowledge dētē haĩ rūhō̃ kō .
64This is spiritual knowledge. 65Only the Supreme Spirit gives this knowledge to the spirits.
57Rūhō̃ kō hī vāpis lē jānā hai .
66He has to take all spirits back home.
58Amr̥itvēlē jab ākar baiṭhtē haĩ , kōī tō lāchārī ākar baiṭhtē haĩ . 59Unhō̃ kō apnī unnati kā kuchh bhī khyāl nahī̃ hai .
67When some come at amrit vela and sit here, they sit here under compulsion; they are not concerned about their progress at all.
60Bachchō̃ mē̃ dēh-abhimān bahut hai .
68Some children have a lot of body consciousness.
61Dēhī-abhimānī hō tō merciful ban śhrīmat par chalē̃ .
69If they were to become soul conscious, they would become merciful and also follow shrimat.
62Bāp kahtē haĩ apnā chart likhō - kitnā samay yād kartē haĩ ?
70The Father says: Write your chart as to how long you remember the Father.
63Āgē chart rakhtē thē .
71Previously, you used to keep a chart.
64Achchhā bābā kō na bhējō apnē pās|pass tō rakhō .
72OK, you don't have to send it to Baba, but at least keep it with yourself.
65Apnī śhakla dēkhnī hai .
73You have to look at your own face.
66Ham lakṣhmī kō varnē lāyak banē haĩ ?
74Have I become worthy of marrying Lakshmi?
67Vyāpārī lōg apnā pōtāmēl rakhtē haĩ .
75Businessmen keep their accounts.
68Kōī-kōī sārē din key|kī dincharyā rakhtē haĩ .
76Some even write their whole daily timetable.
69Hobby hōtī hai likhnē key|kī .
77They have a hobby of writing that.
70Yah bābā bahut achchhī rāy dētē haĩ ki apnā hisāb-kitāb rakhō . 71Kitnā samay yād kiyā ? 72Kitnā samay kiskō samjhāyā ?
78This Baba gives you very good advice on how to keep your accounts of how long you remembered Baba and for how long you explained to someone.
73Aisā chart rakhē̃ tō bahut unnati hō jāyē .
79If you keep such a chart, you would make a great deal of progress.
74Bābā mama kō tō nahī̃ likhnā hai .
80Baba and Mama don't have to write it.
75Mālā K|kē dānē jō bantē haĩ unhō̃ kō puruṣhārth bahut karnā hai , bābā nē kahā brāhmaṇō̃ key|kī mālā abhī nahī̃ ban saktī , ant mē̃ banē̃gī , jab rudra key|kī mālā banē̃gī .
81Those who become beads of the rosary have to make a lot of effort. 82Baba has said that a rosary of Brahmins cannot be created at this time; it will be created at the end when the rosary of Rudra is created.
76Brāhmaṇō̃ key|kī mālā tō badaltī rahtī hai .
83The rosary of Brahmins continues to change.
77Āj 3-4 number mē̃ haĩ , kal last 16108 mē̃ chalē jātē haĩ . 78Kōī girtē haĩ tō bilkul durgati kō pā lētē haĩ .
84Today, someone may be in the third or fourth number and tomorrow he will end up in the last number of 16,108. When some fall, they go into total degradation.
79Mālā sē tō gayē , prajā mē̃ bhī chaṇḍāl jākar bantē haĩ .
85They come out of the rosary and become cremators within the subjects.
80Agar mālā mē̃ pirōnā hai tō mēhnat karō .
86If you want to be threaded in the rosary, make effort.
81Bābā sabkē liē bahut achchhī rāy dētē haĩ .
87Baba gives everyone very good advice.
82Bhal gūṅgā hō , kōī kō bhī īśhārē sē bābā key|kī yād dilā saktē haĩ .
88Even if someone is dumb, he can tell others through signals to remember Baba.
83Andhē , lūlē kaisē bhī hō̃ - tandarūst sē bhī jyādā ūñch pad pā saktē haĩ . 84Second mē̃ jīvanmukti gāī huī hai .
89Even if some people are blind or crippled, they can claim a higher status than those who are perfectly healthy. ‘Liberation-in-life in a second’ has been remembered.
85Bābā kā banā aur varsā mil gayā . 86Unmē̃ number-vār pad haĩ .
90As soon as you belong to Baba, you receive the inheritance.
87Bachchā paidā huā , varsē K|kē hakdār ban gayā .
91There is a numberwise status in that.
88Yahā̃ tum hō males bachchē . 89Bāp sē varsē kā hak lēnā hai .
92As soon as a son is born, he claims a right to his inheritance.
90Sārā madār puruṣhārth par hai .
93Here, all of you are male children.
91Phir kahtē haĩ kalp pahlē bhī hār khāī hōgī . 92Boxing hai nā .
94You have to claim your right to the inheritance from the Father.
93Pāṇḍavō̃ kī thī māyā rāvaṇ kē sāth laṛāī .
95Everything depends on your efforts.
94Kōī tō purūṣhārth kar viśhva K|kē mālik double sirtāj bantē haĩ .
96Such children then say: I must have been defeated in the previous cycle.
95Kōī phir prajā mē̃ bhī naukar chākar bantē haĩ .
97This is boxing. 98The Pandavas battled with Maya, Ravan.
96Sabhī yahā̃ paṛh rahē haĩ . 97Rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
99Some make effort and become the double-crowned masters of the world.
98Attention āgē vālē dānō̃ taraph jāyēgā .
100Some become the maids and servants of the subjects.
998 dānē kaisē chal rahē haĩ . 100Purūṣhārth sē mālūm paṛ jātā hai .
101Everyone is studying here; a kingdom is being established.
101Aisē nahī̃ antaryāmī hai , sabkī dil kō jāntē haĩ .
102Everyone's attention would be drawn to the beads who are at the front.
102Nahī̃ , jānī-jānanahār arthāt knowledgeful hai .
103How the eight beads are moving along can be known from their efforts.
103Sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kō jāntē haĩ . 104Bākī ēk-ēk K|kē dil kō thōṛēhī read karē̃gē .
104Don't think that God is Antaryami (One who knows the secrets within everyone) and that He therefore knows what is in everyone's heart; no.
105Mujhē thought reader samjhā hai .
105“Janijananhar” means being knowledge-full.
106Vāstav mē̃ maĩ jānī jānanhār arthāt knowledgeful hū̃ . 107Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant key|kī mērē pās|pass knowledge hai .
106He knows the beginning, the middle and the end of the world, but He wouldn’t sit and read what is in the heart of each one.
108Yah chakra phir sē kaisē repeat hōtā hai .
107People think that I am a thought reader.
109Maĩ us repetition K|kē rāz kō jāntā hū̃ .
108In fact, I am Janijananhar, that is, I am knowledge-full.
110Vah sab rāz tum bachchō̃ kō samjhātā hū̃ . 111Har ēk samajh saktē haĩ ki paramātmā kaun hai aur kitnī service kartē haĩ !
109I have the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world and how this cycle repeats again.
112Bākī bābā ēk-ēk key|kī dil kō jānnē kā dhandhā nahī̃ kartā hai .
110I know the secret of that repetition and I explain all of these secrets to you children.
113Vah chaitanya manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bīj , knowledgeful hai . 114Jānī jānanhār akṣhar bahut purānā hai .
111Each one of you can understand who God is and how much service He does but it isn't that Baba does the business of knowing what is in each one's heart.
115Ham tō jō knowledge jāntā hū̃ vah tumkō paṛhātā hū̃ .
112He is the living Seed of the human world tree and so He is knowledge-full.
116Bākī tum kyā-kyā kartē hō vah sārā din baiṭh dēkhū̃gā kyā ?
113The word ‘Janijananhar’ is very old. 114Whatever knowledge I have, I teach you that.
117Maĩ tō sahaj rājyōg gyān sikhlānē ātā hū̃ .
115However, would I sit and watch what you do throughout the whole day?
118Bābā kahtē haĩ bachchē tō bahut haĩ , bachchē hī patra ādi likhtē haĩ aur maĩ bhī bachchō̃ kē āgē hī pratyakṣha hōtā hū̃ .
116I come just to teach you easy Raja Yoga and knowledge. 117Baba says: There are many children. 118Children write letters and I am revealed in front of My children.
119Phir vah sagā hai vā lagā hai - sō phir maĩ samajh saktā hū̃ .
119I can then understand whether that child is a real one or a stepchild.
120Har ēk key|kī paṛhāī hai .
120This is each one's study.
121Śhrīmat par sabhī kō act mē̃ ānā hai .
121Each one has to act according to shrimat.
122Kalyāṇkārī bannā hai .
122You have to become benevolent.
123Tum jāntē hō brahspati kō vr̥ikṣhapati ḍē|day bhī kahā jātā hai .
123You know that the day of Jupiter (Thursday) is also called the day of the Seed of the tree.
124Vr̥ikṣhapati sōmnāth bhī ṭhaharā|ṭhahrā , śhiv bhī ṭhaharā|ṭhahrā .
124The Seed of the tree is called Somnath and also Shiva.
125Bachchō̃ kō bahut karkē guruvār K|kē din school mē̃ biṭhātē haĩ .
125Generally, children are admitted to school on a Thursday. 126They even adopt gurus.
126Gurū bhī kartē haĩ .
127Somnath, the Father, teaches you.
127Tumkō sōmnāth bāp paṛhātē haĩ .
128Somnath is also called Rudra.
128Rūdra bhī sōmnāth kō kahtē haĩ . 129Kahtē haĩ rūdra gyān yagya rachā .
129It is said that He created the sacrificial fire of the knowledge of Rudra.
130Yah ēk hī yagya chaltā hai , jismē̃ sārī purānī duniyā key|kī sāmagrī svāhā hōnī hai .
130This is the only sacrificial fire that continues in which everything of the whole old world is sacrificed.
131Tatva bhī uthal pāthal mē̃ ā jātē haĩ .
131Even the elements go into upheaval.
132Sab ismē̃ svāhā huē haĩ .
132Everything is sacrificed into it.
133Sāmnē mahābhārat laṛāī khaṛī hai .
133The Mahabharat War is just in front of you.
134Yah sab śhānti kē liē yagya rachtē haĩ , parantu material yagya sē śhānti hō na sakē .
134People have sacrificial fires for peace, but there cannot be peace through those material sacrificial fires.
135Is yagya sē vināśh jvālā pragaṭ hōtī hai .
135The flames of destruction emerge from this sacrificial fire.
136Yah bhraṣhṭāchārī duniyā ismē̃ svāhā hōnē vālī hai .
136This corrupt world is to be sacrificed into it.
137Yah sab bachchō̃ kō dēkhnā hai .
137You children have to see all of this.
138Dēkhnē vālē baṛē mahāvīr chāhiē .
138Those who see this have to be great mahavirs.
139Manuṣhya tō hāy-hāy karē̃gē .
139People will cry out in distress.
140Tumhārē liē likhā huā hai - miruā maut malūkā śhikār . . . satyug mē̃ bahut thōṛē manuṣhya thē , ēk dharm thā .
140For you, it is written: There is happiness for the hunter and death for the prey. 141In the golden age there were very few human beings; there was just the one religion.
141Ab kaliyug K|kē ant mē̃ dēkhō kitnē manuṣhya haĩ ? 142Kitnē dharm haĩ ?
142Now, at the end of the iron age, look how many human beings there are and how many religions there are!
143Yah sab dharm kahā̃ tak chalē̃gē ? 144Satyug jarūr ānā hai .
143For how long will all of these innumerable religions continue?
145Ab satyug key|kī sthāpanā kaun karē̃gē ?
144The golden age definitely has to come.
146Rachtā bāp hī karē̃gē .
145Now, who will establish the golden age?
147Kaliyug kā vināśh bhī sāmnē khaṛā hai .
146Only the Father, the Creator, will do that.
148Tum bhūl gayē hō ki gītā kā bhagvān kaun hai ?
147The destruction of the iron age is in front of you.
149Bhagvān nē svarg key|kī sthāpanā key|kī , ismē̃ laṛāī kī kōī bāt nahī̃ .
148You also forgot who the God of the Gita is. 149God established heaven, but there was no question of a war in that.
150Usnē māyā par jīt pahnāī hai .
150He enabled us to conquer Maya.
151Is rāz kō na samajh unhōnnē asur aur dēvtāō̃ key|kī laṛāī dikhāī hai .
151Because of not understanding this secret, they have shown a war between devils and deities.
152Vah tō hōtī nahī̃ .
152That doesn't really take place.
153Tum bachchō̃ kō bāp dvārā jō past , present , future key|kī knowledge milī hai , yah svadarśhan chakra tumkō phirānā hai .
153You children have received the knowledge of the past, present and future from the Father, and you have to spin that discus of self-realisation.
154Bāp aur rachnā kō yād karnā hai .
154You have to remember the Father and the creation.
155Kitnī sahaj bāt hai .
155This is something so easy!
156Gīt : tū pyār kā sāgar hai - āj bābā nē likhā hai , tum ocean of|off knowledge , ocean of|off bliss likhtē hō bākī ocean of|off lav|love bhī jarūr likhnā hai .
156Song: You are the Ocean of Love. 157Baba says today: you write: You are the Ocean of Knowledge and the Ocean of Bliss, but you also have to write the ‘Ocean of Love’.
157Bāp key|kī mahimā bahut hai .
158There is a lot of praise of the Father.
158Parantu sarvavyāpī kahnē sē bāp key|kī mahimā gum kar dī hai .
159However, by saying that He is omnipresent, they have lost the praise of the Father.
159Śhrīkr̥iṣhṇa kē liē bhī likhā hai 16108 rāniyā̃ thī . . . janmāṣhṭamī K|kē din śhrīkr̥iṣhṇa kō jhūlē mē̃ jhulātē haĩ .
160They have written of Krishna that he had 16,108 queens. 161On the day of Janamashtmi, they swing Krishna in a cradle.
160Parantu kiskō bhī patā nahī̃ ki śhrīkr̥iṣhṇa hī śhrīnārāyaṇ bantē haĩ . 161Rādhē phir lakṣhmī bantī hai .
162However, no one knows that Krishna becomes Narayan and that Radhe becomes Lakshmi.
162Lakṣhmī hī phir jagat ambā bantī hai , yah kōī nahī̃ jāntē .
163Lakshmi then becomes Jagadamba. 164No one knows this.
163Ab bāp kahtē haĩ mērē kō jānnē sē tum sab kuchh jān jāyēṅgē .
165The Father says: By knowing Me, you will come to know everything.
164Parantu jō dēhī-abhimānī nahī̃ bantē unkō dhārṇā bhī nahī̃ hōtī hai .
166However, those who don't become soul conscious are unable to imbibe anything.
165Ādhā kalp tō dēh-abhimān chalā hai .
167There has been body consciousness for half a cycle.
166Satyug mē̃ bhī paramātmā kā gyān nahī̃ rahtā hai .
168Even in the golden age you don't have any knowledge of God.
167Yahā̃ part bajānē ātē haĩ aur paramātmā kō bhūl jātē haĩ .
169You come here to play your parts and you forget God.
168Yah tō samajhtē haĩ ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .
170You understand that souls shed bodies and take others.
169Parantu vahā̃ duḥkh key|kī bāt nahī̃ .
171However, there is no question of sorrow there.
170Yah paramātmā key|kī mahimā hai . 171Gyān kā sāgar , prēm kā sāgar . . . ēk bū̃d hai man-manābhav , madhyājībhav .
172The praise of God is: The Ocean of Knowledge, the Ocean of Love… 173The one drop is: “Manmanabhav, Madhyajibhav”.
172Yah milnē sē ham viṣhay sāgar sē kṣhīr sāgar mē̃ chalē jātē haĩ .
174By receiving this, we go from an ocean of poison to an ocean of milk.
173Svarg mē̃ ghī dūdh key|kī nadiyā̃ bahtī haĩ .
175Rivers of milk and ghee flow in heaven.
174Yah sab mahimā hai . 175Bākī ghī dūdh key|kī nadī thōṛēhī hō saktī hai .
176All of that is its praise, because there cannot be rivers of ghee and milk.
176Yah bhī tum jāntē hō svarg kiskō kahā jātā hai .
177You know what heaven is. 178Although there are models in Ajmer, they don't know anything.
177Bhal ajmēr mē̃ model hai parantu jāntē kuchh nahī̃ .
179Anyone you explain to will instantly be able to understand.
178Tum kōī kō samjhāō tō jhaṭ samajh jāyēṅgē .
180The dancing etc. is just like playing and having entertainment.
179Bākī yah rās-vilās tō khēl kūd hai . 180Jaisē bābā kē pās ādi-madhy-ant kā gyān hai tō tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ phirnā chāhiē .
181Just as Baba has the knowledge of the beginning, the middle and the end, so it should also spin in the intellects of you children.
181Bāp key|kī mahimā accurate sunānī hai .
182You have to relate accurate praise of the Father.
182Unkī mahimā aparamapār hai .
183His praise is limitless.
183Sab ēk jaisē nahī̃ hō saktē .
184Not everyone can be the same.
184Har ēk kō apnā-apnā part milā huā hai .
185Each one has received his or her own part.
185Pope kā bhī agar drama anusār part hōgā tō milēgā .
186If, according to the drama, the Pope has that part, he will receive it.
186Agar dūsrā hōgā tō phir āgē chal-kar dēkhē̃gē .
187If he has another part, then we shall see that in the future.
187Jō divya dr̥iṣhṭi sē dikhāyā thā , vah sab in āṅkhō̃ sē dēkhē̃gē .
188Whatever you were shown in divine visions, you will actually see that with your eyes.
188Viṣhṇu kā sākṣhātkār kiyā hai .
189You have had visions of Vishnu.
189Vahā̃ bhī practical jāyēṅgē .
190You will also go there in a practical way.
190Phir sākṣhātkār hōnā band hō jātā hai . 191Satyug trētā mē̃ na sākṣhātkār , na bhakti .
191You will then stop having visions; there are neither visions nor devotion in the golden and silver ages.
192Phir bhakti mārg sē yah sab bātē̃ śhurū hōtī haĩ .
192These things then begin again on the path of devotion.
193Kitnī achchhī-achchhī bātē̃ bābā samjhātē haĩ . 194Jō phir bachchō̃ kō aurō̃ kō samjhānī haĩ . 195Bahanō̃ bhāiyō̃ ākar bāp sē varsā lō|low .
193Baba explains such good things which you children then have to explain to others: Brothers and sisters, come and claim your inheritance from the Father.
196Us gyān sē paramātmā kō sarvavyāpī kah mahimā gum kar dī hai aur glānī kar dī hai .
194Without knowledge, they have said that God is omnipresent and made His praise disappear. 195They have even defamed Him.
197Tum bachchē yathārth mahimā kō jāntē hō .
196You children know His accurate praise.
198Achchhā !
197Achcha.
199Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
198To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
200Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
199The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
201Dhārṇā kē liē mukhya sār :
200Essence for dharna:
2021 ) her|har act śhrīmat par karnī hai .
201 1. Perform each act according to shrimat.
203Sabkā kalyāṇkārī merciful ban sēvā karnī hai .
202Serve everyone as a benevolent and merciful soul.
2042 ) yād kī ādat pakkī ḍālnī hai .
203 2. Instil the firm habit of having remembrance.
205Yād mē̃ baiṭhnē samay kōī bhī mitr sambandhī , khān-pān ādi yād na āyē , iskā attention rakhnā hai .
204At the time of sitting in remembrance, pay attention that you don’t remember any of your friends or relatives or food and drink etc.
206Yād kā chart rakhnā hai .
205Maintain a chart of remembrance.
Blessing
207Vardān : knowledgeful ban vyarth kō samajhnē , miṭānē aur parivartan karnē vālē natural yōgī bhav
206Blessing: May you be a knowledge-full natural yogi and thereby understand, finish and transform all waste.
208Natural yōgī bannē kē liē man aur buddhi kō vyarth sē bilkul free rakhō .
207 In order to become a natural yogi, keep your mind and intellect completely free from all waste.
209Iskē liē knowledgeful K|kē sāth-sāth powerful banō .
208For this, as well as being knowledge-full, also become powerful.
210Bhalē knowledge K|kē ādhār par samajhtē hō ki yē wrong hai , yē right hai , yē aisā hai lēkin andar vah samāō nahī̃ .
209On the basis of knowledge, you can understand what is right and what is wrong and what something is like. 210However, you must not merge that inside yourself.
211Gyān arthāt samajh aur samajhdār uskō kahā jātā hai jisē samajhnā bhī ātā hō , miṭānā aur parivartan karnā bhī ātā hō .
211Knowledge means understanding and someone who knows how to understand, how to finish and how to transform is considered to be sensible.
212Tō jab vyarth vr̥itti , vyarth vibration svāhā karō tab kahē̃gē natural yōgī .
212So, when you sacrifice your wasteful attitude and wasteful vibrations, you will be called a natural yogi.
Slogan
213Slōgan : vyarth sē bēparvāh rahō , maryādāō̃ mē̃ nahī̃ .
213Slogan: Be careless about all waste, but not about the codes of conduct.
214*** Om Shanti ***