शनिवार 3 दिसंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

003-12-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 03/12/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - ab kaliyug key|kī rāt pūrī hō rahī hai , navyug banānē bāp āyā hai , isliē tum jāgō , bāp kī yād sē apnē vikarma vināśh karō ' '

1Essence: Sweet children, the night of the iron age is now coming to an end. 2The Father has come to create the new age. 3Therefore, awaken and have your sins absolved with remembrance of the Father.

Question

2Praśhna  : jin bachchō̃ key|kī buddhi satōpradhān bantī jātī hai , unkī niśhānī kyā hōgī  ?

4Question: What are the signs of children whose intellects continue to become satopradhan?

Answer

3Uttar  : unhē̃ dūsrō̃ kō āp samān banānē K|kē khyāl ātē rahē̃gē .

5Answer: They continue to have thoughts of making others equal to themselves. 6They continue to create methods to benefit themselves and others.

4Vah apnā aur dūsrō̃ kā kalyāṇ karnē key|kī yuktiyā̃ rachtē rahē̃gē . 5Din-rāt service mē̃ lagē rahē̃gē .

7They remain engaged in doing service day and night.

Question

6Praśhna  : tum bachchō̃ kō baṛē tē baṛī kaun see|sī|C kārōbār milī huī hai  ?

8Question: What is the biggest task that you children have received?

7Uttar  : sārī duniyā kō bāp kā parichay dēnē key|kī kārōbār bahut baṛī hai .

9Answer: The task of giving the Father's message to the whole world is huge. 10No soul should be left out of receiving the Father's introduction. 11Day and night, continue to think about how to blow the conch shell and explain to others.

8Kōī bhī ātmā bāp K|kē parichay binā rah na jāyē .

12Song: Awaken! 13O brides, awaken!

9Rāt-din chintan chaltā rahē ki kaisē kiskō samjhāyē̃ , śhaṅkhdhvani karē̃ . 10Gīt  : jāg sajniyā̃ jāg …

14The new age is about to come.

11Ōm śhānti .

15Om shanti.

12Yah kisnē jagāyā  ?

16Who woke you up?

13Sajnī kahnē vālā kaun hai  ?

17Who is it who is saying ‘brides’?

14Bachchē jō samajhtē haĩ ki bēhad kā bāp ēk hī hai , jiskā aslī nām śhiv hai .

18You children understand that the unlimited Father is only One and that His real name is Shiva.

15Bākī jō anēk nām rakhē haĩ vah sab haĩ bhakti mārg K|kē .

19All the other names given are names from the path of devotion.

16Right nām ēk hī śhiv hai .

20The only right name is Shiva.

17Jayanti bhī manātē haĩ vah hō gaī paramātma jayanti .

21People celebrate His birthday, that is, God's birthday.

18Gātē bhī hai nirākār śhiv jayantī .

22The birthday of incorporeal Shiva is also remembered.

19Ātmā kō jab śharīr miltā hai tab us śharīr kā nām paṛtā hai aur śhiv tō ātmā kā hī nām hai .

23When a soul takes a body, the body is given a name. 24Shiva is the name of that Soul.

20Uskō kahā jātā hai supreme soul .

25He is called the Supreme Soul.

21Soul kā nām kyā hai  ?

26What is the name of that Soul?

22Nām gāyā huā hai śhiv .

27The name that is remembered is Shiva.

23Gāyā bhī jātā hai śhiv jayantī .

28Shiva Jayanti (birthday) is also remembered.

24Ātmā key|kī jayantī nahī̃ kahē̃gē .

29You would not say, “The birthday of souls”.

25Gītā kā bhagvān tō śhiv nirākār hai - śhrīkr̥iṣhṇa śharīr kā nām hai , dēhdhārī hai nā .

30The God of the Gita is incorporeal Shiva. 31Shri Krishna is the name of a body because he is a bodily being.

26Yah tō śhivbābā hī ākar sajaniyō̃ kō jagātē haĩ aur apnī pahchān bhī dētē haĩ ki maĩ āyā hū̃ naī duniyā banānē .

32It is Shiv Baba who comes and awakens the brides and gives His introduction and says: I have come to make the world new.

27Ab māmēkam yād karō .

33Now, constantly remember Me alone.

28Māyā par jīt pānī hai .

34You have to conquer Maya.

29Bābā kō kahtē bhī haĩ patit-pāvan .

35Baba is also called the Purifier.

30Dēvtāyē̃ jō pāvan thē , abhī patit banē haĩ , isliē sabhī pukārtē haĩ ki hē patit-pāvan āō , ākar hamē̃ liberate karō .

36Deities were pure and have now become impure. 37This is why everyone calls out: O Purifier, come! 38Come and liberate us.

31Kissē  ?

39From what?

32Māyā rāvaṇ sē athavā śhaitān sē .

40From Maya, Ravan, or the devil.

33Manuṣhyō̃ kō yah samajh mē̃ nahī̃ ātā hai ki abhī chalnā hai .

41People are unable to understand that they now have to return.

34Nav-yug , satyug ab āyā ki āyā .

42The new age, the golden age, is now about to come.

35Gīt mē̃ bhī kahtē haĩ navyug , vah hai pavitra duniyā .

43The new age is also mentioned in the song. 44That is the pure world.

36Bāp ātē hī haĩ patit sē pāvan banānē kē liē .

45The Father only comes to purify the impure.

37Naī duniyā kō nayā yug athavā satyug kahā jātā hai .

46The new world is called the new age or the golden age.

38Yah hai kaliyug purānī duniyā .

47This is the iron age, the old world.

39Kumbhakaraṇ key|kī nīnd mē̃ sab sōyē huē haĩ , unkō ākar jagātē haĩ .

48All are sleeping in the sleep of Kumbhakarna; Baba comes and awakens them.

40Māyā nē agyān andhkār key|kī rāt mē̃ sabkō sulā diyā hai .

49Maya has put everyone to sleep in the dark night of ignorance.

41Ab bāp kahtē haĩ bachchē kumbhakaraṇ key|kī nīnd sē jāgō .

50The Father now says: Children, awaken from the sleep of Kumbhakarna.

42Abhī is purānī duniyā kā ant hai , maut sāmnē khaṛā huā hai .

51It is now the end of this old world. 52Death is just ahead.

43Ab rāt pūrī hōtī hai , din ānā hai isliē tum jāgō .

53The night is now coming to an end and the day is to come. 54Therefore, awaken!

44Tum samajhtē hō bābā āyā huā hai .

55You understand that Baba has come.

45Ham bhī ghōr andhiyārē mē̃ sōyē paṛē thē , ab bābā āyā hai rāt kō din banānē .

56We too were sleeping in extreme darkness. 57Baba has now come to change the night into day.

46Bābā kahtē haĩ maĩ tumhārē liē din arthāt navyug banānē āyā hū̃ .

58Baba says: I have come to bring the day, that is, the new age, for you.

47Ab mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē kyōṅki is samay sab patit haĩ .

59Now remember Me and your sins will be absolved. 60Because all are impure at this time, everyone says: Liberate us from this Ravan!

48Sab kahtē haĩ hamkō is rāvaṇ sē liberate karō .

61No one understands when the kingdom of the devil began.

49Yah kōī samajhtē nahī̃ haĩ ki śhaitān kā rājya kab sē śhurū hōtā hai .

62The Father comes and frees you from the claws of Ravan. 63How?

50Bāp ākar rāvaṇ K|kē chambē sē chhuṛātē haĩ , kaisē  ?

64Only when the Father comes can He tell you this.

51Yah tō bāp hī jab āyē tab ākar sunāyē , tab phir anubhav sē ham kiskō samjhā sakē̃ .

65We can then explain to others from our experience. 66Everyone has to become impure while coming down.

52Sabkō nīchē utartē-utartē patit bannā hī hai , mujh patit-pāvan kō ānā hī hai saṅgam par .

67I, the Purifier, have to come at the confluence age. 68Human beings of the world are in extreme darkness.

53Duniyā K|kē manuṣhya tō ghōr andhiyārē mē̃ haĩ . 54Samajhtē haĩ kaliyug key|kī āyu lākhō̃ varṣh paṛī hai kyōṅki śhāstrō̃ mē̃ ulṭā likh diyā hai .

69They believe that hundreds of thousands of years of the iron age still remain because those wrong things have been mentioned in the scriptures.

55Ab daivī yug key|kī sthāpanā hōnī hai .

70The divine age is now to be established.

56Dōzak kō bahiśht banānē vālā bāp hī hai .

71It is only the Father who changes the extreme depths of hell into heaven.

57Bāp kōī dōzak thōṛēhī rachē̃gē .

72The Father would not create extreme depths of hell.

58Bachchō̃ kō ab yah pakkā niśhchay hai ki bābā hamkō paṛhātē haĩ .

73You children now have the firm faith that Baba is teaching us.

59Bahut samay sē paṛhātē rahtē haĩ .

74He has been teaching us for a long time.

60Ab trimūrti śhivjayantī ānē vālī hai .

75Trimurti Shiva Jayanti is now going to come.

61Likhnā hai śhivjayantī sō gītā jayantī .

76You have to write: Shiva Jayanti is also the Gita Jayanti.

62Śhrīkr̥iṣhṇa jayantī jab manātē haĩ tab gītā jayantī nahī̃ manātē haĩ .

77When they celebrate Shri Krishna Jayanti, they don’t celebrate the Gita Jayanti.

63Śhrīkr̥iṣhṇa tō chhōṭā bachchā hai , jab vah baṛā hō tab gītā sunāyē .

78Krishna is a small child. 79Only when he grows older could he relate the Gita.

64Trimūrti śhiv jayantī mānā hī gītā jayantī .

80Trimurti Shiva Jayanti means the Gita Jayanti.

65Yah bahut samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

81These matters have to be understood well.

66Vō lōg gītā jayantī kō alag kar dētē haĩ kyōṅki samajhtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa tō chhōṭā bachchā hai , vah janmatē hī gītā kaisē sunāyēgā .

82Those people have separated the Gita Jayanti because they believe that Krishna is a small child; how could he relate the Gita?

67Tum bachchō̃ kō hī bāp baiṭh rājyōg sikhlā rahē haĩ . 68Yah bhī gāyā huā hai - second mē̃ jīvanmukti .

83The Father teaches Raja Yoga to only you children. ‘Liberation-in-life in a second’ is also remembered.

69Barrister K|kē school mē̃ baiṭhā tō bairisṭarī paṛhnē lag paṛtē , usmē̃ aim object hai - maĩ barrister banū̃gā .

84When you sit in a school to become a barrister, you study how to become a barrister. 85The aim and objective there is for you to become a barrister.

70Bākī usmē̃ ūñch pad pānā yah phir paṛhāī par madār hai .

86However, to claim a high status in that then depends on how you study.

71Kōī phir achchhā paṛhtē haĩ tō ūñch pad pātē haĩ .

87Those who study well claim a high status.

72Nahī̃ paṛhtē haĩ tō pad bhī cum|kam , sārā madār hai paṛhāī par .

88If they don't study, they receive a low status. 89Everything depends on studying.

73Tum yahā̃ manuṣhya sē dēvtā bannē āyē hō .

90You have come here to change from human beings into deities.

74Parantu dēvtāō̃ mē̃ bhī number-vār martabē haĩ .

91However, among the deities too, the status is numberwise.

75Kōī first class , kōī second class , kōī third class .

92Some are first class, some are second class and others are third class.

76Yah sab gupta bātē̃ haĩ .

93All of these things are incognito.

77Kōī key|kī buddhi mē̃ ā nahī̃ saktī . 78Kaisē ham apnā rājya sthāpan kar rahē haĩ .

94How we are establishing our kingdom cannot enter the intellect of anyone else.

79Mahābhārat laṛāī bhī lagnē vālī hai .

95The Mahabharat War is about to take place.

80Parantu pāṇḍav sampradāy tō laṛtē nahī̃ .

96However, the Pandava community will not fight.

81Asur aur kaurav sapradāy āpas mē̃ laṛ jhagaṛkar khatm hō jātē haĩ .

97The devilish and the Kaurava communities will fight among themselves and be destroyed.

82Tō ab tum bachchō̃ kō puruṣhārth karnā hai .

98Therefore, you children now have to make effort.

83Samjhānā bhī hai - bābā samay prati samay direction dētē rahtē haĩ .

99You also have to explain. 100Baba continues to give you directions from time to time.

84Nirākār parampitā paramātmā rājyōg kaisē sikhlāyēṅgē  ?

101How would the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, teach you Raja Yoga?

85Jarūr śharīr mē̃ āyēṅgē .

102He would surely enter a body.

86Bāp śhrīmat dē rahē haĩ - bachchē tumkō yād kī yātrā par rahnā hai .

103The Father is now giving you shrimat: Children, you have to stay on the pilgrimage of remembrance.

87Mujhē yād karō .

104Remember Me.

88Yah hai yōg agni , jissē vikarma vināśh hōṅgē .

105This is the fire of yoga through which your sins will be absolved.

89Din-pratidin tumkō achchhī-achchhī points miltī rahtī haĩ .

106Day by day, you continue to receive many good points.

90Patit-pāvan key|kī point bhī achchhī hai .

107The point about the Purifier too is good.

91Patit-pāvan bāp kō bulātē bhī haĩ phir gaṅgā mē̃ jākar snān kartē haĩ .

108People call out to the Purifier Father and then they go and bathe in the Ganges.

92Tum likh bhī saktē hō baṛē-baṛē akṣharō̃ mē̃ ki patit-pāvan tō parampitā paramātmā kō kahā jātā hai .

109You can write in big lettering: The Supreme Father, the Supreme Soul, is called the Purifier.

93Gyān kā sāgar bhī vahī hai .

110He is also the Ocean of Knowledge.

94Sārī duniyā kō pāvan banātē haĩ .

111He purifies the whole world.

95Sārī duniyā kā question hai nā .

112It is a question of the whole world.

96Duniyā pāvan kaisē banē  ?

113How can the world become pure?

97Gaṅgā , jamunā ādi yah nadiyā̃ tō chalī ātī haĩ .

114The Ganges and Jamuna rivers have always existed.

98Abhī kaliyug kā samay hai tō kuchh gaṛbaṛ hōtī hai .

115It is now the time of the iron age, so there are problems.

99Satyug mē̃ phir sab nadiyā̃ apnē ṭhikānē par ā jāyēṅgī .

116In the golden age the rivers will flow properly.

100Parantu insē pāvan tō kōī bantē nahī̃ .

117However, no one becomes pure by bathing in them.

101Bahut clear karkē samjhānā hai .

118You have to explain this very clearly.

102Parchē bhī bāṇṭnē haĩ .

119You also have to distribute leaflets.

103Vah bhī ādmī-ādmī dēkhkar dēnā hai .

120You have to distribute them on seeing each individual.

104Mukhya dō tīn points jarūr samjhānī haĩ .

121You definitely have to explain two or three main points.

105Vāstav mē̃ is samay sab patit vikārī haĩ . 106Sabkī utartī kalā hai .

122In fact, at this time, all are impure and vicious; it is everyone's stage of descent.

107Gurūnānak nē bhī kahā hai ki mūt palītī kapaṛ . . . bhārat kō śhrēṣhṭhāchārī tō bannā hī hai .

123Guru Nanak said that God washed the dirty, impure clothes. 124Bharat definitely has to become elevated.

108Iskō bhraṣhṭāchārī kahē̃gē , śhrēṣhṭhāchārī sirph dēvtāyē̃ haĩ .

125This is called the corrupt world. 126Only the deities were elevated beings.

109Is samay aur kōī ban na sakē kyōṅki māyā kā rājya hai nā .

127At this time, no one can become that because it is Maya's kingdom.

110Hā̃ , bākī bhakti kā sukh miltā hai .

128However, they do receive the happiness of their devotion.

111Yahā̃ rachnā bhī kōī yōgbal sē nahī̃ hōtī hai , vikār sē paidāis hōtī hai .

129Here, a creation is not created with the power of yoga. 130A creation takes place through vice.

112Pahlē thōṛē hōtē haĩ phir vr̥iddhi hōnē sē āpas mē̃ laṛtē haĩ .

131At first, there are few people and, when there is growth, they fight among themselves.

113Har ēk kō pahlē sukh phir duḥkh dēkhnā hai .

132Everyone first has to experience happiness and then sorrow.

114Yah manuṣhyō̃ key|kī bāt hai .

133This applies to human beings.

115Satyug mē̃ manuṣhya sukhī haĩ tō jānvar ādi bhī sukhī rahtē haĩ .

134In the golden age, human beings are happy and so the animals etc. are also happy.

116Tō bāp samjhātē haĩ aisē-aisē likhō .

135The Father explains: Write this and this!

117Trimūrti śhiv jayantī sō śhrīmat bhagavat gītā jayantī .

136Trimurti Shiva Jayanti is also the Shrimad Bhagawad Gita Jayanti.

118Phir samjhānā bhī hai , jō samajhtē haĩ unhō̃ key|kī dil hōtī hai ki yah bātē̃ dūsrō̃ kō bhī samjhāyē̃ .

137You then also have to explain it. 138Those who understand these things want to explain them to others.

119Samjhānē bigar vr̥iddhi kaisē hōgī .

139How can there be expansion unless you explain to them?

120Drama anusār jinkā jō part hai samajhnē aur samjhānē kā vah apnā part bajātē haĩ .

140According to the drama, whatever part each of you has of understanding and explaining, you are playing that part.

121Bhakti kā part bhī din-pratidin jōr hōtā jātā hai .

141The part of devotion is becoming more and more powerful day by day.

122Gāyā bhī huā hai jab bhambhōr kō āg lagtī hai tab ôkh khultī hai .

142It is remembered that people's eyes open when the haystack is set on fire.

123Tum bachchō̃ kō śhaṅkhdhvani karnī hai .

143You children have to blow the conch shell.

124Rāt-din chintan chalnā chāhiē - kaisē kiskō samjhāyē̃ .

144Day and night, you should think about how to explain to others.

125Sārī duniyā kō bāp kā parichay dēnā , kitnī baṛī kārōbār hai .

145You have to give the Father's introduction to the whole world. 146This is such a big task!

126Duniyā kitnī baṛī hai .

147The world is so big!

127Bahut dharm , bahut khaṇḍ haĩ .

148There are many religions and many lands.

128Satyug mē̃ ēk hī dharm hōtā hai phir vr̥iddhi kō pātē haĩ .

149In the golden age, there is just the one religion and then expansion continues to take place.

129Yah bhī samajhtē hō - prajāpitā brahmā dvārā hī brāhmaṇ paidā hōtē haĩ .

150You understand that it is only through Prajapita Brahma that Brahmins are created.

130Brāhmaṇ varṇa bhī nahī̃ dikhātē haĩ tō paidā karnē vālā bhī nahī̃ dikhātē haĩ .

151They neither show the Brahmin clan nor the One who creates it.

131Tō yah samjhānā hai kaurav aur pāṇḍav dikhātē haĩ .

152You have to explain that they only show the Kauravas and the Pandavas.

132Tum hō brāhmaṇ .

153You are Brahmins.

133Prajāpitā brahmākumār kumāriyā̃ haĩ tō prajāpitā jarūr chāhiē , jissē bhinn-bhinn birādariyā̃ paidā hōtī haĩ .

154There are the Prajapita Brahma Kumars and Kumaris and so Prajapita is also definitely needed through whom the different lineages emerge.

134Dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra dikhātē haĩ . 135Bākī saṅgamyugī brāhmaṇō̃ kō gum kar diyā hai .

155They show the deities, warriors, merchants and shudras, but they have omitted the confluence-aged Brahmins.

136Gāyan bhī kartē haĩ trimūrti brahmā , parantu trimūrti brahmā kā arth|earth nahī̃ nikaltā .

156They remember “Trimurti Brahma”, but there is no meaning to “Trimurti Brahma”.

137Unhō̃ kō dēnē vālā kaun  ?

157Who can explain to them?

138Tum samajhtē hō nirākār bāp nē brahmā mukh dvārā baiṭh samjhāyā hai .

158You understand that the incorporeal Father sat and explained to us through the mouth of Brahma.

139Brahmā K|kē mukh kamal sē bachchē paidā hōtē haĩ .

159Children are born through the lotus lips of Brahma.

140Jab tumkō sunāyē̃ tab brahmā bhī sunē .

160When He speaks to you, Brahma also hears.

141Tum na hōtē tō śhiv-bābā kyā kartē .

161If you didn't exist, what would Shiv Baba do?

142Ēk kō tō nahī̃ sunāyā jātā hai .

162All of these things are not spoken to just one.

143Śhāstrō̃ mē̃ ēk arjun kā nām likh diyā hai .

163In the scriptures, they have mentioned the name of only one Arjuna.

144Tō jis samay jō point nikaltī hai , us samay usī service mē̃ lagnā chāhiē .

164Whatever point emerges at any time, you should busy yourselves in doing that service at that time.

145Tumhē̃ her|har bāt bahut clear karkē samjhāī jātī hai .

165Everything is explained to you very clearly.

146Parantu yōg mē̃ rahē̃ , pāvan banē̃ - yah mēhnat hai .

166However, it requires effort to stay in yoga and become pure.

147Viṣh chhōṛnā , kitnī mēhnat hai .

167It requires so much effort to renounce poison.

148Viṣh par hī jhagaṛā|jhagṛā hōtā hai .

168It is because of poison that there is fighting.

149Tō bachchō̃ kō service par yah attention dēnā hai ki paṛhkar paṛhānā hai .

169Therefore, you children have to pay attention to doing service, that is, you have to study and then teach others.

150Is service mē̃ hī kalyāṇ hai .

170Only in doing this service is there benefit.

151Ōnā rahnā chāhiē .

171You should have this concern.

152Jō nayē ātē haĩ , unsē form bharānē vālē bahut tīkhē chāhiē .

172Those who ask the new ones to fill in a form have to be very clever.

153Form bharānē samay yah bhī pūchhō tum sādhnā kartē hō , muktidhām jānē chāhtē hō nā .

173At the time of them filling in the form, ask them: You are making spiritual endeavour. 174Do you want to go to the land of liberation?

154Muktidhām kā mālik tō ēk hī parampitā paramātmā hai , vah bāp hī ākar pāvan banātē haĩ .

175Only the one Supreme Father, the Supreme Soul, is the Master of the land of liberation. 176That Father comes and purifies us.

155Yah snān ādi tō bhārat mē̃ hī kartē haĩ aur dharmō̃ mē̃ nahī̃ kartē .

177The bathing etc. only take place in Bharat; they don't do that in any other religion.

156Vah phir apnē dharm sthāpak kē āgē māthā ṭēktē haĩ , fool|phūl chaṛhātē haĩ .

178Those people bow their heads in front of the leaders of their religion and offer them flowers.

157Mahimā gātē haĩ .

179They sing their praise.

158Unhō̃ kō yah tō mālūm hī nahī̃ hai ki patit-pāvan ēk hī bāp hai .

180They don't even know that the Purifier is only the one Father.

159Abhī Christmas mē̃ Christ kā kitnā manātē haĩ .

181Now, at Christmas, people celebrate Christ so much.

160Phir bhī god father kō yād kartē haĩ , kahtē haĩ ō god father , unkō pukārtē haĩ .

182However, people still remember: God, the Father. 183They call out to Him.

161Unhō̃ kō bhī ( christians kō bhī ) yah knowledge milēgī .

184They (Christians) too will receive this knowledge.

162Bābā tō kahtē rahtē haĩ ki chitra banāō tō vilāyat mē̃ bhī bhēj dē̃ .

185Baba continues to tell you: Make these pictures so that they can also be sent abroad.

163Bēhad sr̥iṣhṭi K|kē kalyāṇ kē liē buddhi chalnī chāhiē .

186Your intellects should work for the benefit of the unlimited world.

164Bābā key|kī buddhi chaltī rahtī hai .

187Baba's intellect continues to work all the time.

165In chitrō̃ kā kadra bahut thōṛō̃ kō hai .

188Very few value these pictures.

166Bāp nē divya dr̥iṣhṭi dvārā yah banāyē haĩ .

189The Father had them made through a divine vision.

167Kitnā regard hōnā chāhiē , insē tō bahut bhārī first class service hōtī hai .

190There should be so much regard for them; very important, first-class service takes place through them.

168Drama anusār kōī nikalē̃gē jō chitra ādi banāyēṅgē .

191According to the drama, some will emerge who will make these pictures.

169Āgē chalkar aisē buddhivān bachchē nikalē̃gē jō sēvā mē̃ naī-naī invention kartē rahē̃gē , jisē dēkhtē hī dil khuśh hō jāē .

192As you progress further, such intelligent ones will emerge, they will continue to invent new ways of doing service so that people will become happy on seeing them.

170Aṅgrējī tō sab taraph phailī huī hai , bhāṣhāyē̃ kitnī ḍhēr haĩ .

193English has spread everywhere. 194There are so many languages.

171Sab dēśhō̃ mē̃ aṅgrējī vālē jarūr hōṅgē isliē bābā bhī aṅgrējī aur hindī kō uṭhātē haĩ .

195There must be English-speaking people in every country. 196This is why Baba also takes up English as well as Hindi.

172Ākhrīn sab bhāṣhāō̃ mē̃ nikalēgā .

197Eventually, these things will emerge in all languages.

173Kiskō bhī samjhānā hai bahut sahaj .

198It is very easy to explain to anyone.

174Parantu dēkhā jātā hai kiskī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtā tō vah kyā kām karē̃gē  !

199However, when it doesn't sit in someone's intellect, it is seen what that person would do.

175Dhan hai aur dān nahī̃ kartē haĩ tō unkō manhūs kahā jātā hai .

200Those who have wealth and don’t donate any are called misers.

176Ēk kān sē suntē haĩ , dūsrē sē nikāl dētē haĩ .

201They hear through one ear and let it out through the other.

177Har ēk kō apnī unnati kā khyāl jarūr hōnā chāhiē .

202Each one of you definitely has to be concerned for your own progress.

178Saṅg K|kē raṅg mē̃ nahī̃ ānā hai .

203You must not be coloured by company.

179Service mē̃ busy rahnā hai , nahī̃ tō baṛā bhārī ghāṭā paṛ jāyēgā .

204Remain busy doing service. 205Otherwise, there will be a great loss.

180Apnī unnati kē liē kōśhiśh jarūr karnā chāhiē .

206You must definitely try to make progress for yourself.

181Bābā maĩ jākar bahutō̃ kō āp samān banānē key|kī service kartī hū̃ , aisē-aisē khyāl ānē chāhiē .

207"Baba, I will go and do the service of making many others equal to myself." 208You should have such thoughts.

182Unkō kahā jātā hai satōpradhān buddhi .

209Such ones are called those with satopradhan intellects.

183Tamōpradhān buddhi na apnā , na dūsrō̃ kā khyāl kartē haĩ , unkō bēsamajh kahā jātā hai .

210Those who have tamopradhan intellects neither benefit themselves nor others. 211They are called senseless.

184Satōpradhān buddhi samajhdār haĩ .

212Someone with a satopradhan intellect is sensible.

185Hisāb-kitāb bhī kōī-kōī kā bahut kaṛā rahtā hai . 186Samajhtē huē bhī phansē huē haĩ .

213Some have very severe karmic accounts. 214Even though they understand everything, they remain trapped.

187Is samay tō rāt din service mē̃ lagā rahnā chāhiē .

215At this time you have to remain busy doing service day and night.

188Khud key|kī hī kamāī hai .

216This is an income for yourselves.

189Mujhē bāp sē pūrā varsā lēnā hai .

217I have to claim the full inheritance from the Father.

190Nahī̃ tō kalp-kalp kā ghāṭā paṛ jāyēgā .

218Otherwise, there will be a loss every cycle.

191Pahlē apnā kalyāṇ karē̃gē tab dūsrō̃ kā bhī kar sakē̃gē .

219First of all, benefit yourselves and you will then be able to benefit others.

192Achchhā  !

220Achcha.

193Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

221To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

194Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

222The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

195Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

223Essence for dharna:

1961 ) gyān dhan dān karnē mē̃ manhūs nahī̃ bannā hai .

224 1. Don’t be miserly in donating the wealth of knowledge.

197Apnī aur dūsrō̃ key|kī unnati kē liē yuktiyā̃ nikālnī haĩ .

225Create methods for your own benefit and also the benefit of others.

1982 ) manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī paṛhāī paṛhnī aur paṛhānī hai .

226 2. Study and teach others this study of changing from human beings into deities.

199Service aur paṛhāī par pūrā attention dēnā hai .

227Pay full attention to doing service and to studying.

200Kaṛē hisāb-kitāb kō yōgbal sē chuktū karnā hai .

228Settle your severe karmic accounts with the power of yoga.

Blessing

201Vardān  : yād aur sēvā dvārā apnē bhāgya key|kī rēkhā śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh banānē vālē bhāgyavān bhav

229Blessing: May you be fortunate and make your line of fortune most elevated by having remembrance and doing service.

202Brāhmaṇō̃ key|kī janm-patrī mē̃ tīnō̃ hī kāl achchhē sē achchhē haĩ .

230 All three aspects of time are the best of all in the horoscope of Brahmins.

203Jō huā vah bhī achchhā aur jō hō rahā hai vō aur achchhā aur jō hōnē vālā hai vah bahut-bahut achchhā .

231Whatever happened was good, whatever is happening is good and whatever is going to happen will be the best of all.

204Sabhī K|kē mastak par śhrēṣhṭh takdīr key|kī lakīr khīñchī huī hai , sirph yād aur sēvā mē̃ sadā busy rahō .

232The line of elevated fortune is drawn on each one’s forehead, but you now simply have to stay busy having remembrance and doing service.

205Yah dōnō̃ aisē natural hō̃ jaisē śharīr mē̃ śhvāṅs natural hai .

233Let both of these be as natural as you naturally breathe.

206Bhāgya vidhātā bāp nē yād aur sēvā key|kī yah vidhi aisī dī hai jissē jō jitnā chāhē utnā apnā śhrēṣhṭh bhāgya banā saktē haĩ .

234The Father, the Bestower of Fortune has shown you such a method of having remembrance and doing service that you can make your fortune as elevated as you want.

Slogan

207Slōgan  : santuṣhṭatā key|kī seat par baiṭhkar paristhitiyō̃ kā khēl dēkhnā hī santuṣhṭamaṇi bannā hai .

235Slogan: To observe the games of situations while seated on the seat of contentment is to be a jewel of contentment.

236*** Om Shanti ***