मंगलवार 6 दिसंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

006-12-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 06/12/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - 3 bāp kā rāz sabkō kahānī misal sunāō , jab tak bēhad bāp kō pahchānkar pāvan nahī̃ banē haĩ tab tak varsā mil nahī saktā ' '

1Essence: Sweet children, tell everyone the secret of the three fathers in the form of a story. 2You cannot receive your inheritance until you recognise the unlimited Father and become pure.

Question

2Praśhna  : bābā bilkul hī nayā hai , usnē tumkō apnā kaun sā nayā parichay diyā hai  ?

3Question: Baba is completely new. 4What new introduction of Himself has He given you?

Answer

3Uttar  : bābā kō manuṣhyō̃ nē hajārō̃ sūrya sē tējōmay kahā lēkin bābā kahtā maĩ tō bindī hū̃ .

5Answer: Human beings have said that Baba is brighter than a thousand suns.

4Tō nayā bābā huā nā .

6However, Baba says: I am a point.

5Pahlē agar bindī kā sākṣhātkār hōtā tō kōī māntā hī nahī̃ isliē jaisī jiskī bhāvnā hōtī hai unhē̃ vaisā hī sākṣhātkār hō jātā hai .

7Therefore, Baba is new. 8If you first had a vision of a point, no one would believe that. 9This is why everyone receives a vision according to their belief and devotion.

Song

6Gīt  : ōm namō śhivāē …

10Song: Salutations to Shiva.

Murli

7Ōm śhānti .

11Om shanti.

8Nirākār bhagvānuvāch , sirph bhagvānuvāch kahnē sē kr̥iṣhṇa kā nām yād ā jātā hai kyōṅki ājkal bhagvān sab hō paṛē haĩ isliē nirākār śhiv bhagvānuvāch kahtē haĩ .

12Incorporeal God speaks. 13If, “God speaks”, is simply said, they would remember the name of Krishna, because nowadays everyone calls him God. 14Therefore, it is said: Incorporeal God Shiva speaks.

9God father kahā jātā hai .

15It is said: God, the Father.

10Nirākār bhagvānuvāch , kiskē prati  ?

16To whom does incorporeal God speak?

11Nirākār bachchō̃ , rūhō̃ prati .

17To the incorporeal children, the spirits.

12Rūhānī bhagvānuvāch vā īśhvar vāch yah akṣhar śhōbhtā nahī̃ hai .

18It doesn't seem right to say “Spiritual God speaks” or “Ishwar speaks.”

13Nirākār bhagvānuvāch śhōbhtā hai .

19It seems right to say “Incorporeal God speaks.”

14Ab ghaṛī-ghaṛī tō nahī̃ kahē̃gē .

20He wouldn’t say this again and again.

15Yah hai bahut gupta .

21He is very incognito.

16Inkā chitra nikal na sakē .

22A picture cannot be taken of Him.

17Bindī banākar bhagvānuvāch likhē̃ tō kōī mānē̃gē nahī̃ .

23If you made a point and wrote, “God speaks”, no one would believe it.

18Bhagvān K|kē yathārth nām , rūp , dēśh , kāl kō kōī jāntē hī nahī̃ .

24No one knows the accurate name, form, place or time of God.

19Agar bāp kō jān jāyē̃ tō rachnā kō bhī jān jāyē̃ .

25If they were to know the Father, they would also know the creation.

20Parantu na jānnā hī unhō̃ kā drama mē̃ nūndhā huā hai , tab tō phir bāp ākar apnī pahchān dē .

26However, it is fixed in the drama for them not to know this. 27It is only then that the Father can come again and give His introduction.

21Bāp kahtē haĩ jab mērā part hōtā hai patitō̃ kō pāvan banānē kā , tab hī ākar maĩ apnī pahchān dētā hū̃ .

28The Father says: It is only when it is in My part to purify the impure that I come and give My own introduction.

22Purānī duniyā kō nayā banātā hū̃ .

29I make the old world new.

23Purānī duniyā mē̃ rahnē vālē manuṣhya naī duniyā mē̃ rahnē vālē manuṣhyō̃ kō pūjtē haĩ .

30People who live in the old world worship the people who used to live in the new world.

24Tum bachchō̃ kō samjhānā hai .

31You children have to explain this.

25Jabki r̥iṣhi-muni ādi sab kahtē haĩ ham rachtā aur rachnā kō nahī̃ jāntē phir tumnē kahā̃ sē jānā .

32Since the rishis and munis all say that they don't know the Creator or creation, how could you know?

26Agar tum bāp kō , rachnā kō jāntē hō tō hamkō knowledge dō .

33If you know the Father and creation, then give us that knowledge.

27Kabhī kōī kō dē nahī̃ saktē .

34They can never give that knowledge to anyone.

28Varsā dē na sakē̃ .

35They cannot give the inheritance.

29Tum bachchō̃ kō bāp sē varsā mil rahā hai .

36You children are receiving your inheritance from the Father.

30Tum jāntē hō bēhad kā bāp āyā huā hai , naī duniyā kā varsā athavā sukh dēnē .

37You know that the unlimited Father has come to give you the inheritance of the new world, that is, to give you happiness.

31Tō jarūr duḥkh khatm hō jāyēgā .

38Therefore, sorrow will definitely end.

32Vah hai sukhdhām , yah hai duḥkhdhām .

39That is a land of happiness and this is a land of sorrow.

33Ab is duḥkhdhām kā vināśh hōnā hai .

40This land of sorrow is now to be destroyed.

34Naī duniyā hī ab purānī huī hai , phir naī ban jāyēgī .

41The new world has now become old and it will then become new.

35Naī duniyā kō satyug , purānī duniyā kō kaliyug kahā jātā hai .

42The new world is called the golden age and the old world is called the iron age.

36Naī duniyā mē̃ jarūr manuṣhya thōṛē hōnē chāhiē .

43There would surely be few human beings in the new world.

37Satyug mē̃ ēk hī dharm thā .

44In the golden age, there was just the one religion.

38Is samay tō anēk dharm haĩ , duḥkh bhī hai .

45At this time, there are innumerable religions and there is also sorrow.

39Sukh sē duḥkh , duḥkh sē phir sukh hōtā hai .

46There is sorrow after happiness and happiness after sorrow.

40Yah khēl banā huā hai .

47This play is predestined.

41Duḥkh kaun dētē haĩ , yah kiskō patā hī nahī̃ hai .

48No one knows who causes you sorrow. 49Ravan is called Maya.

42Rāvaṇ kō māyā kahā jātā hai .

50Wealth is not Maya.

43Dhan kō māyā nahī̃ kahā jātā hai . 44Vikārī manuṣhya jāntē haĩ ki dēvtāyē̃ nirvikārī haĩ .

51Vicious human beings who have the intoxication of the vices know that the deities were viceless.

45Parantu unhō̃ kō vikārō̃ kā naśhā chaṛhā huā hai .

52The deities have the intoxication of being viceless. 53There are no impure beings there.

46Dēvtāō̃ kō hai nirvikārīpanē kā naśhā . 47Vahā̃ apavitr kōī hōtē nahī̃ haĩ .

54Only at the confluence age is the secret of purity explained to you children.

48Saṅgam par hī tum bachchō̃ kō pavitratā kā rāz samjhāyā jātā hai .

55You then have to explain this to others. 56The Father would not sit and explain to the whole world.

49Tumkō phir aurō̃ kō samjhānā hai .

57It is you children who have to explain to others.

50Bāp tō sārī duniyā kō baiṭh samjhāyēgā nahī̃ .

58However, many methods are needed to explain to them.

51Bachchō̃ kō hī samjhānā hai parantu samjhānē key|kī baṛī yukti chāhiē .

59Tell everyone that Bharat was heaven, the new world, and that it has now become old.

52Sabkō batāō , bhārat jō svarg naī duniyā thī , vah ab purānī hō gaī hai .

60Only the Father is the Creator and He Himself says: I establish the new world through Brahma.

53Rachayitā tō bāp hī hai .

61I adopt you children.

54Vah khud kahtē haĩ maĩ brahmā dvārā naī duniyā kī sthāpanā kartā hū̃ . 55Bachchō̃ kō adopt kartā hū̃ . 56Brahmā kā nām hī prajāpitā hai .

62Brahma’s name is Prajapita. 63Therefore, He would definitely have to adopt so many of you children, just as sannyasis adopt their followers.

57Tō jarūr itnē bachchō̃ kō adopt hī karē̃gē .

64A husband adopts a wife, saying: You are mine.

58Jaisē sannyāsī followers kō adopt kartē haĩ .

65Here, you too say: Shiv Baba, I belong to You.

59Puruṣh , strī kō adopt kartē haĩ ki tum mērī hō .

66Whilst sitting at home, many are touched in this way. 67What do they then say?

60Yahā̃ bhī tum kahtē hō śhivbābā maĩ āpkā hū̃ . 61Ghar baiṭhē bhī bahutō̃ kō touch hō jātā hai phir kyā kahtē haĩ  ?

68Baba, although I have not seen You because I am in bondage and I cannot come to You, I still belong to You.

62Ki bhal bābā hamnē āpkō dēkhā nahī̃ haĩ kyōṅki bandhan mē̃ hū̃ - ā nahī̃ saktī parantu maĩ hū̃ āpkī .

69You do definitely have to become pure. 70Impure ones cannot go into liberation or liberation-in-life. 71Impure ones call out: Come and purify us!

63Pavitra tō jarūr bannā paṛē .

72You children should explain that Bharat was heaven.

64Patit mukti-jīvanmukti mē̃ jā nahī̃ saktē . 65Patit pukārtē haĩ ki āō ākar pāvan banāō .

73Lakshmi and Narayan were the masters of heaven and so there must definitely have been their dynasty.

66Tum bachchō̃ kō samjhānā chāhiē ki bhārat svarg thā .

74There was the new kingdom in the new world, but that doesn't exist now.

67Yah lakṣhmī-nārāyaṇ svarg K|kē mālik thē , jarūr dynasty chalī hōgī .

75There are all the other innumerable religions, but the deity religion doesn't exist any more.

68Naī duniyā mē̃ nayā rājya thā , ab vah nahī̃ hai . 69Aur anēk dharm haĩ , dēvtā dharm hai nahī̃ .

76For how long will this old world continue? 77Those people say that the duration of the golden age is hundreds of thousands of years.

70Yah purānī duniyā kab tak chalēgī  ?

78There is also praise of the Great War.

71Vah satyug kō lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ . 72Mahābhārī laṛāī kā bhī gāyan hai .

79When there was a little conflict some time ago, they said that that was the time of the Mahabharat War.

73Bīch mē̃ thōṛī khiṭpiṭ huī thī tō kahtē thē mahābhārat laṛāī kā samay hai .

80They have shown the war of the Yadavas and how they destroyed themselves with missiles.

74Yādavō̃ key|kī laṛāī bhī dikhātē haĩ ki mūsalō̃ dvārā apnā vināśh kiyā . 75Kabhī likhtē haĩ pāṇḍavō̃ aur kauravō̃ key|kī yuddha , kabhī likhtē haĩ asur aur dēvtāō̃ key|kī .

81Sometimes, they write that there was a war between the Pandavas and the Kauravas and sometimes they write there was a war between the devils and the deities.

76Āsurī duniyā kē bād phauran daivī duniyā hai .

82Immediately after the devilish world, there is the deity world.

77Vah patit , yah pāvan . 78Pāvan dēvtā kaisē laṛē̃gē  ?

83These are impure and those are pure and so how could the pure deities fight?

79Vah haĩ satyug mē̃ , yah kaliyug mē̃ dōnō̃ key|kī laṛāī kaisē hō saktī hai .

84They exist in the golden age whereas these exist in the iron age. 85So, how could the two of them fight?

80Dēvtāyē̃ ahiṃsak , asur hiṃsak .

86Deities are non-violent and devils are violent.

81Dēvtāyē̃ nark mē̃ kaisē āyēṅgē .

87How could deities enter hell?

82Abhī tum saṅgam par hō , naī duniyā sthāpan hōtī hai .

88You are now at the confluence age. 89The new world is being established.

83Uskē liē tum puruṣhārth kar rahē hō .

90You are making effort for that.

84Dō bāp kā rāz bhī kahānī misal samjhānā chāhiē .

91You should also explain the secrets of the two fathers in the form of a story.

85Satyug mē̃ hai ēk bāp .

92In the golden age, there is just one father.

86Bēhad K|kē bāp kō yād kartē hī nahī̃ kyōṅki sukhdhām hai .

93They don't remember the unlimited Father because that is a land of happiness.

87Dvāparyug mē̃ haĩ dō bāp .

94In the copper age you have two fathers.

88Laukik bāp hōtē bhī pārlaukik bāp kō yād kartē haĩ .

95Even while having their worldly fathers, they remember the Father from beyond this world.

89Ātmā hī apnē bāp kō yād kartī hai kyōṅki ātmā hī duḥkh sahan kartī hai .

96It is souls that remember their Father because it is souls who experience sorrow.

90Puṇya ātmā , pāp ātmā .

97There are sinful souls and charitable souls.

91Ātmā hī suntī hai .

98It is souls that listen.

92Saṅskār ātmā mē̃ haĩ .

99Sanskars are in souls.

93Jinmē̃ daivī saṅskār nahī̃ haĩ , vah daivī saṅskār vālō̃ kā gāyan kartē haĩ .

100Those who don't have divine sanskars praise those who had divine sanskars.

94Gāyā bhī jātā hai āpēhī pūjya āpēhī pujārī .

101It is remembered: You were worthy of worship and you are worshippers.

95Pujārī bantē haĩ tō gātē haĩ mujh nirguṇ hārē mē̃ . . . unmē̃ guṇ haĩ hamārē mē̃ nahī̃ haĩ . 96Pūjya sō pujārī .

102When you become worshippers, you sing: I am without virtue; I am virtueless. 103You have virtues; we have no virtues. 104Those who were worthy of worship then became worshippers.

97Tum hī pūjya sō dēvtā thē , phir tum hī pujārī banē hō .

105You were worthy-of-worship deities and you yourselves then became worshippers.

9884 janma liē haĩ .

106You have taken 84 births.

99Ādhākalp pūjya ādhākalp pujārī . 100Hisāb samjhānā paṛē .

107For half a cycle, you are worthy of worship and then, for half a cycle, you are worshippers.

101Dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra . . . . is samay ham brāhmaṇ haĩ . 102Be|B . K|kē . haĩ . 103Is samay hamkō 3 bāp hō jātē haĩ .

108This account has to be explained. 109There are deities, warriors, merchants and shudras and, at this time, we are Brahmins; we are BKs.

104Laukik bāp , nirākār pārlaukik bāp , tīsrā phir prajāpitā brahmā . 105Jis dvārā ham brāhmaṇō̃ kō paṛhātē haĩ .

110At this time we all have three fathers: a physical father, the incorporeal Father from beyond and the third one is Prajapita Brahma through whom He teaches us Brahmins.

106Prajāpitā nām tō sunā hai nā .

111You have heard the name, “Prajapita Brahma”, have you not?

107Brahmā dvārā rachtē haĩ .

112Creation takes place through Brahma.

108Tum bhī brāhmaṇ hō .

113You too are Brahmins.

109Tum bhī bāp kō yād karō .

114You too should remember the Father.

110Bāp kahtē haĩ maĩ āyā hū̃ - tumkō vāpis lē jānē .

115The Father says: I have come to take you back.

111Nirākār bāp ātmāō̃ sē bāt kartē haĩ .

116The incorporeal Father speaks to you souls.

112Tum kahtē bhī hō ham ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ .

117You even say: I shed a body and take another one.

113Śharīr kā nām rūp badal jātā hai . 114Ātmā tō ēk hī hai .

118The names and forms of bodies change, but souls stay the same.

115Bāp kā nām bhī ēk hī śhiv hai .

119The name of the Father also stays just the same, Shiva.

116Unkō śharīr tō hai nahī̃ .

120He doesn't have a body.

117Yah point bhī note karnī chāhiē . 118Phir jaisā ādmī vaisā hī samjhānā hai .

121You should note these points down and explain them according to the person in front of you.

119Ham be|B . K|kē . dādē sē varsā lē rahē haĩ .

122We BKs are claiming our inheritance from our Grandfather.

120Vahī rājyōg aur gyān key|kī knowledge dētē haĩ .

123He is teaching us Raja Yoga and giving us knowledge.

121Manuṣhya sē dēvtā bannā , yah bhī knowledge hai .

124To change from human beings into deities is also an aspect of knowledge.

122Knowledge miltī hai saṅgam par . 123Jissē phir naī duniyā mē̃ varsā pātē haĩ .

125It is at the confluence age that you receive this knowledge through which you will claim your inheritance in the new world.

124Patit duniyā mē̃ ākar pāvan duniyā sthāpan kartē haĩ .

126He comes into an impure world and establishes a pure world.

125Abhī bāp āyā hai ghar lē jānē .

127The Father has now come to take you back home.

126Drama anusār sabkō ghar jānā hai phir pahlē sūryavanśhī , phir chandravanśhī , phir vaiśhya , śhūdra vãnśhī ban jātē haĩ .

128According to the drama, everyone has to return home. 129First of all, there is the sun dynasty and then the moon dynasty. 130They then become merchants and then shudras.

127Vah hai nirākār ātmāō̃ kā jhāṛ , yah hai sākārī manuṣhyō̃ kā jhāṛ .

131That is the tree of incorporeal souls. 132This is the tree of corporeal human beings.

128Brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra . . . ismē̃ sārā virāṭ rūp ā jātā hai .

133There are the Brahmins, deities, warriors, merchants and shudras: the whole of the variety-form image is included in this.

129Brāhmaṇ vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .

134The number of Brahmins continues to grow.

130Rūdra mālā aur viṣhṇu key|kī mālā banēgī .

135The rosaries of Rudra and Vishnu will be created.

131Brahmā key|kī mālā nahī̃ kah saktē kyōṅki badaltē rahtē haĩ isliē rūdra mālā pūjī jātī hai .

136There cannot be a rosary of Brahma because Brahmins keep changing. 137This is why the rosary of Rudra is worshipped.

132Yah haĩ naī-naī bātē̃ .

138These are new things.

133Yah bātē̃ kōī key|kī buddhi mē̃ jarā bhī nahī̃ haĩ .

139These things are not in the intellect of anyone else at all.

134Kalp key|kī āyu lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ , isliē tumhārī bātē̃ sabkō naī lagtī haĩ . 135Naī duniyā kē liē naī chīz miltī hai .

140They have said that the duration of each cycle is hundreds of thousands of years and this is why everyone feels that everything you say is new.

136Bābā bhī vāstav mē̃ nayā hai .

141You receive new things for the new world.

137Vah tō kahtē haĩ nām-rūp sē nyārā hai yā tō kah dētē haĩ hajārō̃ sūrya sē tējōmay hai .

142Baba is also, in fact, new. 143Those people say that He is beyond name and form or they say that He is brighter than a thousand suns.

138Sō tō jarūr jaisī bhāvnā hōgī vaisā sākṣhātkār hōgā .

144They receive visions according to their beliefs and devotion.

139Bindī kā sākṣhātkār hō tō kōī mānē hī nahī̃ .

145If they were to have a vision of a point, none of them would believe it.

140Yah sab bātē̃ naī hōnē kāraṇ mūnjhtē haĩ .

146Because all of these things are new, they all become confused.

141Jō yahā̃ K|kē hōṅgē , unkī hī sapling lagēgī .

147The sapling will be planted of only those who belong here.

142Tum bachchō̃ nē ab achchhī tarah samjhā hai tō pārlaukik bāp kē liē bhī samjhānā hai .

148You children have now understood very clearly and so you also have to explain about the Father from beyond.

143Tum ādhākalp sē unkō yād kartē āyē hō .

149For half a cycle you have been remembering Him.

144Sukh dēnē vālē kō hī yād kiyā jātā hai .

150You only remember those who give you happiness.

145Rāvaṇ sabkā duśhman hai , tab tō unkō jalātē haĩ .

151Ravan is everyone's enemy and this is why they burn his effigy.

146Pūchhō - rāvaṇ kō jalātē kitnā samay huā  ? 147Bōlē̃gē anādi .

152Ask them: For how long have you been burning an effigy of Ravan?

148Unhō̃ kō yah mālūm hī nahī̃ rāvaṇ kab sē ātā hai .

153They would reply that they have been doing this eternally.

149Satyug mē̃ tō rāvaṇ hōtā nahī̃ .

154They don't even know when Ravan comes.

150Bhārat kā sabsē purānā duśhman rāvaṇ hai .

155Ravan doesn't exist in the golden age.

151Rūh kō patit banānē vālā hai .

156Ravan is the oldest enemy of Bharat.

152Ātmā kā duśhman kaun  ? 153Rāvaṇ .

157He is the one who makes the spirits impure.

154Ātmā kē sāth śharīr bhī hai .

158Who is the enemy of souls? 159Ravan.

155Tō dōnō̃ kā duśhman kaun hō gayā  ?

160Together with souls, there are also bodies.

156 ( rāvaṇ ) rāvaṇ mē̃ ātmā hai  ?

161So, who is the enemy of both? 162(Ravan.)

157Rāvaṇ kyā chīz hai  ?

163Is there a soul in Ravan?

158Bas vikār haĩ .

164What is Ravan?

159Aisē nahī̃ ki rāvaṇ mē̃ bhī ātmā hai .

165He is the vices. 166It isn't that there is a soul in Ravan.

160Rāvaṇ 5 vikārō̃ kō kahā jātā hai .

167The five vices are called Ravan.

161Ātmā mē̃ hī 5 vikār haĩ , jiskā putlā banātē haĩ .

168The five vices are in souls and they make an effigy of those.

162Tum jāntē hō abhī hai duḥkh phir sukh mē̃ jānā hai tō jarūr bāp ākar lē jāyēṅgē .

169You know that there is now sorrow and that you then have to go into happiness. 170Therefore, the Father would surely come and take you there.

163Vahī patit-pāvan hai .

171He alone is the Purifier.

164Jaisē dūsrī ātmā ātī hai vaisē yah bhī ātē haĩ .

172Just as other souls come, similarly He too comes.

165Śhrādh khilātē haĩ tō ātmā kō bulātē haĩ .

173When they feed a departed soul, they invoke that soul.

166Brāhmaṇ kō hī apnē bāp key|kī ātmā samajh sab kuchh kartē haĩ . 167Samajhtē haĩ vah ātmā ātī hai .

174They consider him to be the soul of their father, and they invite a brahmin priest to do everything.

168Ātmā bōltī hai . 169Hā̃ inkā ānā nyārā hai .

175They believe that that soul comes and speaks.

170Yah hai bhagvān kā rath .

176Yes, this One's coming is unique.

171Bhāgīrath kahtē haĩ .

177This is the chariot of God.

172Pānī key|kī bāt nahī̃ , yah hai sārī gyān key|kī bāt .

178He is also called Bhagirath (the lucky chariot).

173Bāp samjhātē haĩ maĩ sādhāraṇ tan mē̃ pravēśh kartā hū̃ , inkā nām brahmā rakhā hai .

179It is not a question of water; all of this is a matter of knowledge.

174Inkō adopt nahī̃ kartā hū̃ . 175Inmē̃ pravēśh kartā hū̃ phir tumkō adopt kartā hū̃ .

180The Father explains: I enter an ordinary body and name this one Brahma.

176Tum kahtē hō śhivbābā maĩ āpkā hū̃ .

181I don't adopt him. 182I enter him and then adopt you.

177Tumhārā buddhiyōg ūpar chalā jātā hai kyōṅki bābā khud kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

183You say: Shiv Baba, I belong to You. 184Your intellects’ yoga goes up above, because Baba Himself says: Remember Me and your sins will be absolved.

178Is yātrā par rahō .

185Stay on this pilgrimage.

179Samjhō , yah bābā kahā̃ jātā hai tō yād śhiv-bābā kō karnā hai .

186For instance, even if this Baba goes somewhere, you still have to remember Shiv Baba.

180Śhivbābā is rath mē̃ dēhlī gayā , kānpur gayā . . . buddhi mē̃ śhivbābā key|kī yād rahē .

187Shiv Baba went to Delhi and Kanpur in this chariot. 188Let there be the remembrance of Shiv Baba in your intellects.

181Nīchē nahī̃ rahnā hai , buddhi ūpar rahē .

189You mustn't stay down below.

182Ātmā , paramātmā bāp kō yād karē .

190Your intellects should remain up above.

183Bāp kahtē mērā rahnē kā sthān tō vahā̃ ūpar hai .

191Souls remember the Father, the Supreme Soul.

184Hamārē pichhāṛī yahā̃ nahī̃ bhaṭaknā hai .

192The Father says: My residence is up above.

185Tum mujhē bhī vahā̃ yād karō .

193You mustn't wander around after Me here.

186Tum ātmāyē̃ bhī bāp kē sāth rahnē vālī hō .

194Remember Me up there. 195You souls also reside there with the Father.

187Aisē nahī̃ bābā kā sthān alag , tumhārā alag hai , nahī̃ .

196It isn't that the Father's residence is separate from yours; no.

188Yah bātē̃ buddhi mē̃ biṭhānī hai .

197Make these things sit in your intellects.

189Ēk-ēk kō alag jaisē tum karāchī mē̃ samjhātē thē vaisē achchhā rahtā hai .

198You should explain to each one individually, just as you used to explain in Karachi. 199That is better.

190Ikaṭṭhē ēk dō K|kē vibration ṭhaharnē nahī̃ dētē haĩ .

200When you explain to many together, the vibrations of one another don’t allow them to stay.

191Bhakti bhī ēkānt mē̃ kartē haĩ .

201Devotion is performed in solitude.

192Yah paṛhāī bhī ēkānt mē̃ karnī hai .

202This study too should be studied in solitude.

193Pahlē bāp kā parichay dēnā hai .

203First of all give the Father's introduction.

194Bāp patit-pāvan hai , un dvārā ham pāvan ban rahē haĩ .

204The Father is the Purifier and we are becoming pure through Him.

195Bāp kahtē haĩ - bachchē yah antim janm pāvan banē̃gē tō viśhva K|kē mālik banē̃gē .

205The Father says: Children, if you become pure in this final birth, you will become the masters of the world.

196Kitnī baṛī kamāī hai .

206This is such a big income.

197Bāp kahtē haĩ - dhandhā ādi bhal karō sirph mujhē yād karō , pāvan banō tō yōgbal sē tumhārī khād nikal jāyēgī .

207The Father says: You may do your business etc. but simply remember Me. 208Become pure and the alloy will be removed with the power of yoga; you will become satopradhan.

198Tum satōpradhān ban jāyēṅgē , ēkras karmātīt avasthā ban jāyēgī .

209Your stage will become constant, stable and karmateet.

199Buddhi mē̃ gyān kā simraṇ kartē rahō .

210Your intellects should continue to churn this knowledge.

200Mitr-sambandhiyō̃ kō bhī yah samjhātē rahō .

211Continue to explain to your friends and relatives too.

201Kalp pahlē bhī tumkō aisē samjhāyā thā .

212This was explained to you in this way in the previous cycle too.

202Kōī naī bāt nahī̃ hai .

213This is not a new thing.

203Kalp-kalp bābā ākar hamkō samjhātē haĩ ham phir duniyā vālō̃ kō samjhātē haĩ .

214Baba comes and explains to us every cycle and we then explain to the people of the world.

204Bhārat barōbar svarg thā phir banēgā .

215Bharat was truly heaven and it will become that once again.

205Yah chakra phirtā rahtā hai .

216This cycle continues to turn.

206Satyug kō lākhō̃ varṣh kaisē hō saktē haĩ .

217How could the golden age last for hundreds of thousands of years?

207Itnī ādamśhumārī kahā̃ hai phir tō anginat hō jāyē̃ .

218There isn't even that much population, because there would then be countless people.

2084 yug haĩ , har ēk yug key|kī āyu 1250 varṣh hai .

219There are four ages and the duration of each age is 1,250 years.

209Jaisē tumnē samjhā hai vaisē samjhātē rahē̃gē .

220You will continue to explain just as you yourselves have understood.

210Jhāṛ key|kī vr̥iddhi hōtī rahēgī .

221The tree will continue to grow.

211Kabhī grahachārī baiṭhtī hai phir utartī jātī hai .

222Sometimes, there are bad omens, and they are then removed.

212Bāp kahtē haĩ - samjhānā bahut sahaj hai . 213Alpha bē .

223The Father explains: It is very easy to explain Alpha and beta.

214Mūl bāt hai yād kī yātrā .

224The main thing is the pilgrimage of remembrance.

215Mēhnat bhī hai .

225Effort must be made for that.

216Kalp kē bād yah yād kā dhandhā miltā hai , parantu hai gupta .

226You are given this business of having remembrance after a cycle, but it is incognito.

217Yah muśhkil subject hai .

227This is a difficult subject.

218Alpha kō yād karnā , alpha kō hī bhūlē hō . 219Bhagvān kō kōī jāntē nahī̃ .

228You have to remember Alpha because it is Alpha that you have forgotten. 229No one knows God.

220Gāyā bhī jātā hai satgurū bigar ghōr andhiyārā .

230It is remembered that there is extreme darkness without the Satguru.

221Sōjharē mē̃ ēk hī satgurū lē jātē haĩ .

231Only the one Satguru takes you into the light.

222Achchhā  !

232Achcha.

223Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

233To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

224Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

234The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

225Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

235Essence for dharna:

2261 ) yōgbal sē ātmā kō satōpradhān banākar ēkras karmātīt avasthā tak pahuñchnā hai .

236 1. Make your soul satopradhan with the power of yoga and attain a constant, stable, karmateet stage.

227Yād kī gupta mēhnat karnī hai , ēkānt mē̃ paṛhāī karnī hai .

237Make incognito effort for having remembrance and also study in solitude.

2282 ) bāp sē mukti-jīvanmukti kā varsā lēnē kē liē is antim janm mē̃ pavitra jarūr bannā hai .

238 2. In order to claim the inheritance of liberation and liberation-in-life, you definitely do have to become pure in this final birth.

Blessing

229Vardān  : ēk «  point ' ' śhabda key|kī smr̥iti sē man-buddhi kō negative K|kē prabhāv sē bachānē vālē number one vijayī bhav

239Blessing: May you save your mind and intellect from any negative influence by remaining aware of the one word “point” and become a number one victorious soul.

230Vartamān samay viśhēṣh māyā kā prabhāv man mē̃ negative bhāv aur bhāvnā paidā karnē vā yathārth mahsūstā kō samāpt karnē kā chal rahā hai isliē pahlē sē hī safety kā sādhan apnāō .

240 At present, Maya’s influence creates negative feelings and intentions in your mind and finishes true realisation. 241Therefore, adopt a method of safety in advance.

231Iskā viśhēṣh sādhan hai sirph ēk «  point ' ' śhabda .

242The special method for this is simply to use the one word “point”.

232Kōī bhī saṅkalp , bōl vā karma vyarth hai tō usē point lagā dō tab number one vijayī ban sakē̃gē .

243If there are any wasteful thoughts, words or actions, then just put a point and you will be able to become a number one victorious soul.

233Māyā K|kē svarūpō̃ kō pahchānō , season kō pahchānō aur svayã kō safe kar lō .

244Recognise the forms of Maya, recognise the season, and keep yourself safe.

Slogan

234Slōgan  : saṅgam par jinhē̃ sēvā kā śhrēṣhṭh bhāgya prāpt hai vahī padmāpadam bhāgyavān haĩ .

245Slogan: Those who have received the elevated fortune of serving at the confluence age are multimillion times fortunate.

246*** Om Shanti ***