बुधवार 7 दिसंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

007-12-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 07/12/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhē̃ achchhē saṅskār dhāraṇ kar patitō̃ kō pāvan banānē key|kī service karnī hai , andhō̃ key|kī lāṭhī bannā hai ' '

1Essence: Sweet children, imbibe good sanskars and serve to make impure ones pure. 2Become sticks for the blind.

Question

2Praśhna  : pichhāṛī K|kē samay kaun see|sī|C avasthā ānī hai  ?

3Question: What stage will you have in the final period?

Answer

3Uttar  : pichhāṛī K|kē samay nirantar rūhānī yātrā kartē rahē̃gē .

4Answer: In the final period you will constantly be on this spiritual pilgrimage. 5You will have visions while just sitting down somewhere.

4Baiṭhē-baiṭhē sākṣhātkār hōṅgē . 5Bāp aur varsā yād ātā rahēgā .

6You will continue to remember the Father and your inheritance.

6Vaikuṇṭha dēkhtē rahē̃gē , bas abhī ham yah prālabdh pāyēṅgē .

7You will continue to see heaven: “We will soon receive this reward!”

7Harṣhit hōtē rahē̃gē .

8You will remain cheerful.

8Parantu achchhā puruṣhārth nahī̃ kiyā tō pachhtānā bhī hōgā .

9However, if you haven't made good effort, there will be repentance.

9Sazāō̃ kā bhī sākṣhātkār karē̃gē .

10There will also be visions of punishment.

Song

10Gīt  : rāt K|kē rāhī …

11Song: O traveller of the night, do not become weary! 12The destination of dawn is not far off.

Murli

11Ōm śhānti .

13Om shanti.

12Yah hai rūhānī yātrā .

14This is a spiritual pilgrimage.

13Sabsē jāstī mahatva is rūhānī yātrā kā hai .

15This spiritual pilgrimage has the greatest importance.

14Yah hai īśhvarīy bhāṣhā athavā bhāṣhaṇ .

16This is Godly language, it is a lecture.

15Tum bhī bhāṣhaṇ kartē hō nā .

17You too give lectures.

16Bāp kahtē haĩ - sabsē jāstī tō maĩ bhāṣhaṇ kartā hū̃ kyōṅki maĩ gyān kā sāgar hū̃ aur phir patit-pāvan sadgatidātā hū̃ .

18The Father says: I give the most lectures because I am the Ocean of Knowledge and I am also the Purifier and the Bestower of Salvation.

17Gyān sē sadgati hōtī hai .

19Salvation is received through knowledge.

18Bāp kahtē haĩ - vāstav mē̃ mērā nām bhī ēk hī hai .

20The Father says: In fact, I only have one name.

19Gyān kā sāgar aur sadgati dātā tō ēk kō hī kahē̃gē .

21Only the One is called the Ocean of Knowledge and the Bestower of Salvation.

20Bahutō̃ kō tō nahī̃ kah saktē .

22There cannot be many who are called this.

21Dūsrē manuṣhya yah bhī samajhtē haĩ ki yah drama hai .

23Other people understand that this is a drama.

22Chakra bhī dikhātē haĩ . 23Parantu chakra key|kī āyu bhinn-bhinn dikhātē haĩ .

24They still show a cycle, but they have shown various durations for it.

24Chakra kā bhī gyān chāhiē .

25Knowledge of the cycle is also required.

25Lākhō̃ varṣh kah dēnē sē kōī bāt kā vichār bhī nahī̃ kar saktē .

26By saying that it has a duration of hundreds of thousands of years, they are unable to think about anything.

26Bāp kō kahtē haĩ sarv kā sadgati dātā , liberator .

27The Father is called the Bestower of Salvation for All and the Liberator.

27Itnī ātmāyē̃ jō ūpar sē āī haĩ , pahlē yahā̃ nahī̃ thī phir jarūr nahī̃ hōṅgī .

28So many souls that have come from up above were not here before and they will definitely not remain here.

28Tō itnē sabkō kaun ākar vāpis lē jāyēṅgē .

29So, who will come and take all of them back?

29Guide tō hai hī ēk parampitā paramātmā .

30Only the one Supreme Father, the Supreme Soul, is the Guide.

30Guide arthāt jō āgē rāstā dikhātā chalē .

31A guide means someone who leads the way.

31Gātē bhī haĩ patit-pāvan , guide hai . 32Sarv kā sadgati dātā hai .

32They sing that He is the Purifier, the Guide and the Bestower of Salvation for All.

33Gurū hōtā hī hai gati karnē vālā .

33A guru is one who gives liberation.

34Gurū kō āgē , followers kō pīchhē rakhā jātā hai .

34A guru is kept at the front and the followers follow behind him.

35Yahā̃ aisī bāt nahī̃ hai .

35It is not like that here.

36Yahā̃ tō bāp kahtē haĩ bachchē tum āgē chalō kyōṅki gaūśhālā bhī hai nā .

36Here, the Father says: Children, you go ahead of Me because this is also a cowshed.

37Gaūō̃ K|kē pīchhē-pīchhē gvālā rahtā hai , nahī̃ tō gaūē̃ idhar-udhar chalī jāyē̃ .

37The cowherd remains behind the cows. 38Otherwise, the cows would wander off somewhere.

38Bāp bhī pichhāṛī mē̃ rahtē haĩ .

39The Father too stays behind you.

39Ājkal bhagat lōg samajhtē haĩ - āgē mahātmā jī hō̃ .

40Nowadays, devotees think that their mahatma should be at the front.

40Unsē āgē jānā bēijjatī samajhtē haĩ .

41They consider it to be disrespectful to go ahead of him.

41Bābā kahē̃gē bachchē tum āgē hō .

42Baba says: Children, you are at the front.

42Bāp kō tō pichhāṛī mē̃ sārī nazar karnī paṛtī hai ki kōī khā na jāyē .

43The Father has to keep an eye on everything from the rear so that no one can eat you up.

43Misāl hai nā śhēr rē śhēr . . parantu śhēr thā nahī̃ .

44There is the example of the boy who cried wolf, but there was no wolf.

44Tumhārē liē bhī kahtē haĩ ki yah be|B . K|kē . tō kahtī haĩ vināśh hōgā , hōtā nahī̃ hai .

45Similarly, people say about you that the BKs are saying that destruction will take place, but it doesn't happen.

45Parantu hōnā tō jarūr hai .

46However, it definitely will happen.

46Āgē chal manuṣhya samajh jāyēṅgē barōbar vināśh kā samay hai .

47As you progress further, people will understand that this truly is the time for destruction.

47Tum bachchē jāntē hō vināśh kisliē hai  ?

48You children know why there will be destruction.

48Duniyā kō kuchh mālūm nahī̃ .

49The world doesn't know anything about this.

49Achchhā mahābhārat laṛāī kē bād kyā huā  ?

50OK, what happened after the Mahabharat War?

50Kiskō patā nahī̃ .

51No one knows.

51Tum bachchē bhī number-vār puruṣhārth anusār jāntē hō .

52You children also know, numberwise, according to the efforts you make.

52Hamkō bābā key|kī madad hai .

53We have Baba's help.

53Tum jāntē hō bābā āyā hai patitō̃ kō pāvan banānē .

54You know that Baba has come to purify the impure.

54Tō bachchō̃ kō bhī yahī service kar ūñch pad pānā hai , patitō̃ kō pāvan banānā hai . 55Andhō̃ kī lāṭhī bannā hai .

55So you children also have to do this service and claim a high status: you have to purify the impure and become sticks for the blind.

56Rāstā batāyā jātā hai , alpha aur bē kā .

56You are shown the path to Alpha and beta.

57Bas phir paṛhāī bahut sahaj hai .

57The study then becomes very easy.

58Jhāṛ sāmnē khaṛā hai .

58The tree is standing just in front of you.

59Trimūrti tō number one hai śhiv kē sāth .

59The picture of the Trimurti, with Shiva in it, is number one.

60Trimūrti maśhhūr hai .

60The Trimurti is very well known.

61Śhiv paramātmā tō unsē bhī ūñch hai .

61Shiva, the Supreme Soul, is higher than they are.

62Vah tō phir bhī sūkṣhma hai .

62Those are subtle beings.

63Unsē ūñch hai paramātmā . 64Parantu unkā nām , rūp , dēśh , kāl kuchh bhī nahī̃ jāntē . 65Tum bachchē bhī pahlē nahī̃ jāntē thē .

63The Supreme Soul is higher than they are, but people don't know His name, form, land or time; nor did you children know this at first.

66Din-pratidin sab kuchh samjhāyā jā rahā hai .

64Day by day, everything is being explained to you.

67Abhī tum samajh chukē hō ham ātmā haĩ .

65You have now understood that you are souls.

68Saṅskār ātmā mē̃ bhartē haĩ .

66Sanskars are recorded in souls.

69Achchhē vā burē saṅskār ātmā mē̃ haĩ .

67Good and bad sanskars are in souls.

70Is samay achchhē saṅskār bahut cum|kam haĩ .

68At this time, there are very few good sanskars.

71Bākī haĩ burē girnē K|kē saṅskār .

69The rest are bad sanskars that make you fall.

72Is samay kōī K|kē bhī achchhē saṅskār nahī̃ kahē̃gē .

70At this time, it wouldn't be said that anyone has good sanskars.

73Jabki hai hī rāvaṇrājya .

71This is Ravan’s kingdom.

74Māyāvī duniyā mē̃ bhī kōī achchhē , kōī burē tō hōtē hī haĩ .

72In this world of Maya, some people are good and others are bad.

75Kōī pāp kartē hōṅgē tō kahē̃gē inkē saṅskār achchhē nahī̃ haĩ .

73If someone commits a sin, it would be said: That one's sanskars are not good.

76Burē saṅskār vālē achchhē saṅskār vālē dēvtāō̃ kē āgē jākar unkī mahimā gātē haĩ .

74Those with bad sanskars go in front of the idols of the deities who had good sanskars and sing their praise.

77Bhārat bilkul achchhē saṅskār vālā thā .

75Bharat had completely good sanskars.

78Ab burē saṅskār vālā hai .

76It now has bad sanskars.

79Manuṣhya kō yah bhī patā nahī̃ hai .

77People don't even know this.

80Bāp samjhātē haĩ jō ūpar sē naī ātmāyē̃ ātī haĩ , pahlē achchhē saṅskār vālī hōtī haĩ phir burī hō jātī haĩ .

78The Father explains that new souls who came down from up above had good sanskars at first; they then became bad.

81Phir unhō̃ kō hī tamōpradhān sē satōpradhān jarūr hōnā hai .

79They are the ones who have to become satopradhan from tamopradhan.

82Bhārat K|kē hī chitra sāmnē haĩ .

80The picture of Bharat is in front of you.

83Burē saṅskār vālē baiṭh dēvtāō̃ kā varṇan kartē haĩ kyōṅki vah haĩ daivīguṇ vālē .

81Those who have bad sanskars sit and speak about the deities because they had divine virtues.

84Yah haĩ āsurī guṇ vālē .

82Those people have devilish traits.

85Samajhtē bhī haĩ vikār mē̃ jānā āsurī svabhāv hai isliē sannyāsī bhāg jātē haĩ .

83They understand that it is devilish nature to indulge in vice. 84That is why sannyasis run away.

86Phir kahtē haĩ maĩ phalānē sannyāsī kā followers hū̃ .

85People then say: I am a follower of such-and-such a sannyasi.

87Parantu sab tō follow kartē nahī̃ .

86However, not everyone follows them.

88Tum jāntē hō yah dēvī-dēvtā pavitra pravr̥itti mārg K|kē thē , vahī ab apavitr banē haĩ .

87You know that those deities belonged to the pure family path. 88They are the ones who have now become impure.

89Bāp samjhātē haĩ - tumnē pūrē 84 janma liē haĩ .

89The Father explains: You have taken the full 84 births.

90Daivī duniyā aur āsurī duniyā gāī jātī hai .

90The deity world and the devilish world have been remembered.

91Abhī tum samajhtē hō rāvaṇ K|kē kāraṇ hī itnā duḥkh huā hai .

91You now understand that it is because of Ravan that there has been so much sorrow.

92Bāp sammukh samjhātē haĩ tum hī pūjya thē sō ab pujārī banē hō .

92The Father explains to you face to face that you were worthy of worship and that you have now become worshippers.

93Phir maĩ ākar pūjya banātā hū̃ .

93I have now come to make you worthy of worship.

94Bāp tō sadā pūjya hai brahmā kō ever pūjya nahī̃ kahē̃gē .

94The Father is ever worthy of worship. 95Brahma cannot be called ever worthy of worship.

95Ever pūjya ēk bāp hī hai jō kahtē haĩ maĩ ākar tumkō 21 janmō̃ kē liē pūjya banātā hū̃ .

96Only the one Father who is ever worthy of worship says: I come and make you worthy of worship for 21 births. 97There are so many goddesses.

96Bahut ḍhēr K|kē ḍhēr dēviyā̃ haĩ .

98Many of you together made Bharat pure.

97Tum bahutō̃ nē milkar bhārat kō pāvan banāyā hai .

99Your intellects now have first-class knowledge of how the world cycle turns.

98Ab tumhārī buddhi mē̃ first-class knowledge hai ki sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai .

100The Father alone tells you all the secrets and takes you on the spiritual pilgrimage with Him.

99Bāp hī sārā rāz samjhākar apnē sāth rūhānī yātrā par lē jātē haĩ .

101He is the spiritual Father, the Father of souls. 102It is in praise of Him that they sing: O Purifier, come!

100Vah hai spiritual father , ātmāō̃ kā bāp .

103Many people do believe that it is souls that become impure.

101Unkī hī mahimā gātē haĩ - hē patit-pāvan āō .

104Some don't understand this. 105Good and bad sanskars are in souls.

102Bahut manuṣhya samajhtē haĩ ki ātmā patit hōtī hai .

106It is souls that take sorrow. 107The Father says: Children, do service.

103Kaī phir nahī̃ bhī samajhtē haĩ .

108Make sinful souls pure and charitable.

104Burē vā achchhē saṅskār ātmā mē̃ hī haĩ , ātmā hī duḥkh uṭhātī hai . 105Tō bāp samjhātē haĩ bachchē service karō .

109The praise of Bharat is that there aren't as many charitable souls anywhere else as there are in Bharat.

106Pāp ātmāō̃ kō pāvan puṇya ātmā banāō . 107Bhārat kā gāyan hai ki bhārat jaisā puṇya ātmā kōī nahī̃ .

110It is in Bharat that people sacrifice themselves to Shiva, but they don't understand the meaning of that.

108Śhiv par bali bhī bhārat mē̃ chaṛhtē haĩ parantu arth|earth nahī̃ samajhtē .

111They believe that they will go to the land of Shiva, the land of liberation.

109Samajhtē thē ham śhivpurī muktidhām mē̃ chalē jāyēṅgē .

112It isn't that they receive liberation in a second.

110Aisē nahī̃ ki second mē̃ unhō̃ kō mukti miltī hai . 111Hā̃ jō pāp kiyē huē haĩ unsē mukti miltī hai .

113Yes, they are liberated from the sins they have committed but none of them can go back to the sweet home.

112Bākī vāpis sweet home mē̃ tō kōī jā nahī̃ saktē .

114The sweet home is the home of the Mother and Father.

113Sweet home hai māt-pitā kā ghar .

115People don't know anything at all.

114Manuṣhya tō kuchh bhī jāntē nahī̃ .

116They simply speak of God with blind faith.

115Andhaśhradhā sē sirph īśhvar kah dētē haĩ .

117If God is One, then why do they speak of the Mother and Father?

116Jab īśhvar ēk hai phir māt-pitā kyō̃ kahtē hō  ?

118He is the Creator and so there would surely also be the Mother.

117Vah hai rachtā tō jarūr mātā bhī hōgī , nahī̃ tō rachnā kaisē hō  ? 118Tum māt-pitā ham bālak tērē . . . . tō bālak jismānī ṭhaharē nā .

119How else would He create creation? 120“You are the Mother and Father and we are Your children.” 121Therefore, the children are physical.

119Śhiv-bābā brahmā mukh dvārā tumkō apnā banātē haĩ , inmē̃ pravēśh kar adopt kartē haĩ .

122Shiv Baba makes you belong to Him through the mouth of Brahma. 123He enters this one and adopts you.

120Abhī tum bāp dvārā sammukh sun rahē hō .

124You are now listening to the Father face to face.

121Phir 5 hajār varṣh kē bād sunē̃gē .

125You will then listen to Him again after 5000 years.

122Abhī jō tum likh rahē hō vah sab khatm hō jāyēgā .

126Everything that you now write will end.

123Phir yah bātē̃ batāyē kaun  ?

127Then, who will tell you these things?

124Samjhō kōī nīchē sē purānē kāgaj ādi nikaltē haĩ , jissē śhāstra baiṭh banātē haĩ phir bhī bhakti mārg vālē vahī śhāstra nikalē̃gē .

128For example, sometimes old papers are dug up from which they make scriptures. 129Then the same scriptures of the path of devotion will emerge again; they are not created anew.

125Kōī nayē nahī̃ banāyē haĩ . 126Drama plan anusār nīchē sē vahī nikalē hōṅgē .

130According to the drama plan, the same scriptures emerge from down below.

127Gītā , bhāgavat , mahābhārat , rāmāyaṇ ādi phir bhī vahī banē̃gē .

131There will be the same Gita, Bhagawad, Mahabharata, Ramayana, etc.

128Svarg key|kī sāmagrī bhī vahī bannī hai jō kalp āgē thī .

132There will be the same things in heaven as there were in the previous cycle.

129Ham abhī samajhtē haĩ svarg mē̃ jākar aisē-aisē mahal banāyēṅgē .

133We now understand that we will go to heaven and build such palaces.

130Tum bachchō̃ kō sthāī khuśhī rahnī chāhiē . 131Ham jākar prince banē̃gē .

134You children should have the permanent happiness that you will go and become princes.

132Agar niśhchay nahī̃ hai tō school mē̃ jaisā bēsamajh baiṭhā hō .

135If you don't have faith, that is like sitting in a school but not understanding anything.

133Yahā̃ bhī agar knowledge samajhkar kiskō samjhātē nahī̃ tō bēsamajh huē nā .

136Here, too, if you understand the knowledge but are unable to explain to others, you would be called senseless.

134Rājāyē̃ tō bannē haĩ phir kōī sūryavanśhī mē̃ banē̃gē kōī chandravanśhī mē̃ .

137There will be kings, but some will be the sun dynasty and others will be the moon dynasty.

135Paṛhāī mē̃ bahut-bahut fark paṛ jātā hai .

138There is a lot of difference in how you study.

136Bāp tō achchhī rīti samjhātē rahtē haĩ . 137Bachchō̃ kō achchhī rīti puruṣhārth karnā paṛē .

139The Father continues to explain to you very well: Children, you have to make effort very well.

138Bāp aur kyā karē̃gē  ?

140What else would the Father do?

139Samjhāyēṅgē rūhānī yātrā par rahō .

141He would explain that you should remain on this spiritual pilgrimage.

140Aur kuchh nahī̃ samjhā saktē hō tō chitrō̃ par samjhāō .

142If you are unable to explain anything else, then simply explain the pictures.

141Yah bhī dēkhtē hō jinkō samjhātē haĩ vah tīkhē hō jātē haĩ .

143It has been seen that those to whom you explain these things go ahead.

142Aur dharm vālē bhī ātē haĩ .

144Those of other religions also come.

143Bābā nē sākṣhātkār tō pahlē hī karāyē haĩ ki yah Abraham|ibrāham , bauddh , Christ bhī āyēṅgē .

145Baba has already granted visions of Abraham, Buddha and Christ coming.

144Yah sab samajhnē key|kī bātē̃ bilkul hī sahaj haĩ .

146All of these things are very easy to understand.

145Sr̥iṣhṭi chakra kō samajhnā bahut sahaj hai .

147It is very easy to understand the world cycle.

146Muśhkil bāt hai - bāp kī yād mē̃ rahnā . 147Pavitra bhī ban jāyē̃ .

148The difficult thing is to stay in remembrance of the Father and to become pure.

148Difficult hai rūhānī yātrā , jismē̃ thak jātē haĩ .

149It is the spiritual pilgrimage in which you become tired that is difficult.

149Agar sārā din yād ṭhahar jāyē phir tō karmātīt avasthā hī hō jāyē .

150If you stayed in remembrance throughout the whole day, you would reach your karmateet stage.

150School mē̃ pās|pass tō tab hōṅgē jab result nikalēgī .

151At school you pass when your results are announced.

151Mukhya hai rūhānī yātrā key|kī bāt .

152The main thing is the pilgrimage of remembrance.

152Rūhānī yātrā , yah akṣhar bahut achchhā hai .

153The term ‘spiritual pilgrimage’ is very good.

153Yōg mē̃ hī mēhnat hai .

154There is effort required for yoga.

154Haṭhyōg sikhlānē vālē tō bahut haĩ parantu yah hai rūhānī yōg .

155There are many who teach hatha yoga, but this is spiritual yoga.

155Tumhārē sivāē kōī samjhā nahī̃ saktē .

156No one, apart from you, can explain this.

156Is rājyōg sē hī manuṣhya patit sē pāvan hō saktē haĩ .

157It is only by having this Raja Yoga that people can become pure from impure.

157Yah yōg bābā aur tum bachchē hī sikhlā saktē hō .

158Only Baba and you children can teach this yoga.

158Bāhar mē̃ jab sabhī sunē̃gē tō kahē̃gē ki hamārā yōg ṭhīk hai aur sabhī jhūṭhē yōg haĩ . 159Bāhar mē̃ bhī bachchō̃ kō jānā tō hai nā .

159When all the people outside hear these things, they will say that our yoga is right and that all the other types of yoga are false.

160Is yōg kō kōī jāntē nahī̃ haĩ .

160You children have to go out there. 161No one knows this yoga.

161Uskā nām hī hai haṭhyōg .

162Their yoga is called hatha yoga.

162Yah hai rājyōg .

163This is Raja Yoga.

163Bhagvānuvāch , maĩ tumkō rājyōg sikhlātā hū̃ , vah haṭhyōg manuṣhya sikhātē haĩ .

164God speaks: I teach you Raja Yoga whereas human beings teach hatha yoga.

164Ab bhagvān kaun  ?

165Now, who is God?

165Śhrīkr̥iṣhṇa nē tō yōg sē itnā pad pāyā .

166Krishna claimed such a high status by having yoga.

166Bhagvān tō ūñchē tē ūñch nirākār hai .

167God is the highest-on-high, incorporeal One.

167Tō bīj aur jhāṛ kā gyān bahut sahaj hai .

168The knowledge of the Seed and the tree is very easy.

168Bākī yād mē̃ nahī̃ rah saktē .

169However, they are unable to stay in remembrance.

169Jhāṛ ādi kā rāz bahut sahaj hai kiskō samjhānā .

170It is very easy to explain the secrets of the tree to anyone.

170Bachchē bahut achchhī rīti samjhātē bhī haĩ , bākī yōg mē̃ mēhnat hai .

171Some children explain this very well, but it requires effort to stay in yoga.

171Ghaṛī-ghaṛī ēk dō kō sāvadhānī dētē rahē̃ tō bhī ahō bhāgya .

172If you repeatedly continue to caution one another, that too is your great fortune.

172Samajhtē haĩ sahaj bhī hai tō muśhkil bhī hai .

173You understand that this is easy and also difficult.

173Bahut fail hōtē haĩ isliē kahtē haĩ hamkō yōg mē̃ biṭhāō , hamkō śhānti pasand ātī hai .

174Many fail in this. 175Therefore, they say, “Let us sit in yoga; we would like to remain in peace”, because they have heard of peace.

174Śhānti kā nām sunā hai nā . 175Kōī kahtē haĩ nēṣhṭhā mē̃ hamkō śhānti miltī hai .

176Some say that they experience peace when they have specially conducted meditation.

176Yah bhī gapōṛā hai .

177That is a lie.

177Ādhā ghaṇṭā yōg mē̃ baiṭhkar chalē gayē vah kōī śhānti nahī̃ , vah alpkāl kī hō gaī .

178To sit in yoga for half an hour and then go away is not real peace. 179That is just temporary peace.

178Śhānti tab mil saktī hai jab gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē pavitra ban rūhānī yātrā par rahē̃ .

180Only when you live at home with your family, remain pure and stay on the spiritual pilgrimage can you receive peace.

179Office mē̃ baiṭhē , ghar mē̃ baiṭhē yātrā kartē rahē .

181You can continue on this pilgrimage while sitting in your office or at home.

180Jō avasthā tumhārī pichhāṛī mē̃ ānī hai .

182You will have that stage at the end.

181Baiṭhē-baiṭhē sākṣhātkār kartē rahē̃gē . 182Bāp aur varsā yād ātā rahēgā .

183You will continue to have visions while just sitting down somewhere.

183Vaikuṇṭha dēkhtē rahē̃gē . 184Bas abhī ham yah prālabdh pāyēṅgē .

184You will continue to remember the Father and your inheritance.

185Pichhāṛī mē̃ bahut sākṣhātkār hōṅgē , pachhtānā bhī yahā̃ hōgā .

185You will continue to see Paradise: “We will now receive this reward”. 186You will have many visions at the end.

186Jab dēkhē̃gē phalānē-phalānē kyā bantē haĩ , ham kyā bantē haĩ .

187It is here that there will be repentance when you see what so-and-so has become and what you have become.

187Sajāyē̃ bhī bahut khāyēṅgē .

188There will also be a lot of punishment.

188Bāp kahē̃gē ham tō tumkō samjhātē rahē . 189Tumnē samjhā nahī̃ .

189The Father will say: I continued to explain to you, but you didn't understand.

190Sivāē proof kiskō sazā nahī̃ mil saktī .

190No one can receive punishment without proof.

191Sākṣhātkār karākar phir sazā dētē haĩ .

191Punishment will be given after you are granted those visions.

192Tō bachchō̃ kō achchhī rīti samjhāyā jātā hai .

192So, everything is explained to you children very well.

193Abhī puruṣhārth nahī̃ karē̃gē tō kalp-kalp aisā hī ḍhīlā puruṣhārth hōgā .

193If you don't make effort well now, you will make effort in the same slack way every cycle.

194Abhī tum samajh saktē hō hamsē phalānē ūñch pad pāyēṅgē , service kā bahut śhauk hai .

194You can understand that so-and-so can claim a higher status than you because he has a lot of interest in doing service.

195Kōī āyē tō rāstā batāyē̃ . 196Itnā harṣh rahtā hai .

195He is eager to show the path to anyone who comes.

197Ḍūbē huē kō pār karānā hai , tairnē vālē jō hōtē haĩ vah jhaṭ kūd paṛtē haĩ , gātē haĩ naīyā mērī pār lagā dō .

196He has so much happiness to take across those who are drowning. 197Those who know how to swim dive in instantly to save someone. 198It is sung: Take my boat across.

198Bāp hamkō sachchā rāstā batā rahē haĩ .

199The Father is showing us the true path.

199Hamkō pharmān milā hai kōī bhī āyē tō unkō apnā lakṣhya batānā hai .

200We have received the order to explain our aim to anyone who comes here.

200Bākī yah śhāstra ādi sab bhakti cult K|kē haĩ .

201However, all the scriptures etc. belong to the cults of devotion.

201Patit-pāvan ēk bāp hī hai jō ākar gītā gyān sunātē haĩ .

202The Purifier is only the one Father who comes and gives you the knowledge of the Gita.

202Śhrī-śhrī 108 yah rūdra arthāt śhiv nirākār key|kī mālā hai .

203The rosary of Shri Shri 108 is the rosary of Rudra, that is, of incorporeal Shiva.

203Nirākār ākar paṛhātē haĩ .

204The Incorporeal comes here and teaches us.

204Yah kōī śhāstra kā gyān nahī̃ hai .

205This is not the knowledge of any scriptures.

205Hamkō tō bāp gyān sunātē haĩ .

206The Father is speaking knowledge to us.

206Mahimā hī bāp kī hai .

207There is praise of the Father.

207Gyān kā sāgar vah hai .

208He is the Ocean of Knowledge.

208Aisā samjhānā chāhiē jō vah kōī bāt bīch mē̃ kar na sakē .

209Explain in such a way that they are unable to interrupt.

209Ham bēhad K|kē bāp sē paṛhtē haĩ .

210We are studying with the unlimited Father.

210Sarv kā sadgati dātā vah bāp hai .

211That Father is the Bestower of Salvation for all.

211Is par jōr dēnā chāhiē .

212You should emphasise this.

212Nahī̃ samajhtē tō chhōṛ dō . 213Bōlō , tum dēvtā dharm K|kē hī nahī̃ hō .

213If they don't understand it, then leave them and tell them: You are not souls of the deity religion.

214Yah rāstā chhōṛ dō .

214Leave this path.

215Parantu samjhānē key|kī himmat chāhiē .

215However, you need courage to tell them.

216Sannyāsī bhī kōī-kōī ā jātē haĩ .

216Even some sannyasis come here.

217Āgē chal vr̥iddhi kō pāyēṅgē .

217As you progress further, there will be expansion.

218Kumbha mēlē par kitnē ḍhēr ātē haĩ snān karnē .

218So many people go to bathe in the Ganges at the Kumbha Mela.

219Din-pratidin bhakti bhī tamōpradhān hōtī jātī hai .

219Day by day, devotion continues to become tamopradhan.

220Iskō fall of pomp kahā jātā hai .

220This is called the Fall of Pomp.

221Yah bhī ēk khēl hai , jismē̃ dikhātē haĩ duniyā vināśh kaisē hōtī hai .

221There is also a play in which they show how the world was destroyed.

222Abhī unkī pomp hai .

222It is now their pomp.

223Tum bachchō̃ kō sadaiv naśhā rahnā chāhiē ki bābā hamkō paṛhātē haĩ .

223You children should always have the intoxication that Baba is teaching you.

224Bābā hamkō sukhdhām kā rāstā batātē haĩ .

224Baba is showing us the path to the land of happiness.

225Agar ham aurō̃ kō rāstā na batāyē̃ tō bachchē kaisē kahlāyē̃ .

225If we don't show the path to others, how can we be called children?

226Ulṭī chalan sē ijjat ganvā dētē haĩ .

226By behaving wrongly we lose our honour.

227Bahut bachchē samajhtē haĩ ham pāp kartē haĩ , bāp kō mālūm thōṛēhī paṛtā hai .

227Many children think that the Father doesn’t know about it when they commit sin.

228Arē bhakti mārg mē̃ bhī mujhē sab mālūm paṛtā hai tab tō tumkō phal miltā hai .

228Oh! but even on the path of devotion I am aware of everything and this is why you receive the fruit of it.

229Bāp kō tō taras paṛtā hai - bachchē abhī tak chhipākar bhūlē̃ kartē rahtē haĩ .

229The Father feels compassion because, even now, some children hide things and continue to make mistakes.

230Samajhtē nahī̃ .

230They don't understand.

231Achchhā  !

231Achcha.

232Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

232To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

233Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

233The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

234Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

234Essence for dharna:

2351 ) rūhānī yātrā par rahnē kē liē ēk dō kō sāvdhān kartē rahnā hai .

235 1. In order to stay on the spiritual pilgrimage, continue to caution one another.

236Karmātīt avasthā mē̃ jānē kē liē sārā din yād mē̃ rahnē key|kī mēhnat karnī hai .

236In order to reach the karmateet stage, make effort to stay in remembrance throughout the day.

2372 ) kōī bhī ulṭī chalan nahī̃ chalnī hai .

237 2. Don't have any wrong behaviour.

238Sabkō sukhdhām kā rāstā batānā hai .

238Show everyone the path to the land of happiness.

239Service kā śhauk rakhnā hai .

239Have an interest in doing service.

Blessing

240Vardān  : saṅkalp sē bhī mērēpan key|kī mail kō samāpt kar bōjh sē halkā rahnē vālē phariśhtā bhav

240Blessing: May you finish the dirt of any consciousness of “mine” even in your thoughts and become an angel who stays light of any burden.

241Mērēpan kā vistār hī bōjh hai .

241 The expansion of the consciousness of “mine” is a burden.

242Kōī bhī mērā pan , mērā svabhāv , mērā saṅskār , mērī nature , kuchh bhī mērā hai tō bōjh hai aur bōjh vālā uṛ nahī̃ saktā , phariśhtā ban nahī̃ saktā .

242When there is any consciousness of “mine” such as “My swabhav (nature), my sanskars, my nature”, it is a burden and those who have a burden cannot fly, they cannot become angels.

243Saṅkalp mē̃ bhī mērē pan kā bhān āyā tō samjhō mailē hō gayē . 244Kisī bhī chīz par mail chaṛh jāē tō mail kā bōjh hō jāyēgā .

243If you have any consciousness of “mine”, even in your thoughts, you should understand that you have become dirty. 244Anything covered with dirt would be burdened with dirt.

245Tō sab bōjh bāp havālē kar mērēpan key|kī mail kō samāpt karō tō phariśhtā ban jāyēṅgē .

245So, hand over all your burdens to the Father, finish the dirt of the consciousness of “mine” and you will become an angel.

Slogan

246Slōgan  : her|har paristhiti mē̃ full pass hōnē vālē hī master sarvśhaktimān haĩ .

246Slogan: Those who pass fully in every situation are master almighty authorities.

247*** Om Shanti ***