गुरुवार 8 दिसंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-12-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 08/12/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum rūhānī āśhik hō - ēk māśhuk paramātmā K|kē , tumhē̃ ēk kō hī dil sē yād karnā hai , dil key|kī prīt ēk bāp sē rakhnī hai ' '

1Essence: Sweet children, you are spiritual lovers of the one Beloved, the Supreme Soul. 2Your hearts must only remember the One; let the love in your hearts be for the one Father.

Question

2Praśhna  : mahāvīr bachchō̃ key|kī sthiti aur puruṣhārth kyā hōgā - uskī niśhānī sunāō  ?

3Question: What is the stage and effort of mahavir children? 4What are their signs?

Answer

3Uttar  : vah yōg sē ātmā kō pavitra ( satōpradhān ) banānē kā puruṣhārth kartē rahē̃gē .

5Answer: Those souls continue to make effort to make themselves pure and satopradhan. 6They are not concerned about anything else.

4Unhē̃ bākī kōī bhī bāt key|kī parvāh nahī̃ hōgī . 5Unkī buddhi mē̃ rahēgā ki ab purānī duniyā sē naī duniyā mē̃ transfer hōnā hai .

7It remains in their intellects that they now have to be transferred from the old world to the new world.

6Vah vināśh sē ḍarē̃gē nahī̃ .

8They have no fear of destruction.

7Unkē dil K|kē andar rūhānī pyār key|kī āg rahēgī .

9They have the fire of spiritual love in their hearts.

8Vah puruṣhārth kartē-kartē rudra mālā kā dānā ban jāyēṅgē .

10By making effort, they become beads of the rosary of Rudra.

Song

9Gīt  : na vah hamsē judā hōṅgē …

11Song: Neither will He be separated from us nor will the love of our hearts break.

Murli

10Ōm śhānti .

12Om shanti.

11Iskō kahā jātā hai rūhānī pyār arthāt rūhō̃ kā rūhānī bāp kē sāth pyār .

13This is called spiritual love, that is, the spirits have love for the spiritual Father.

12Duniyā bhī us rūhānī bāp kō hī yād kartī hai ki hamkō duḥkh sē liberate karō yā duḥkh harō .

14The world also remembers that spiritual Father: “Liberate us from sorrow”, and,” Remove our sorrow”.

13Ab duḥkh harō K|kē pichhāṛī sukh karō bhī kahē̃gē .

15After saying, "Remove our sorrow", they also say, "Give us happiness."

14Sukh hai hī satyug ādi mē̃ tō jarūr kaliyug ant mē̃ duḥkh hōgā . 15Yah bātē̃ tum bachchē samajhtē hō .

16There is happiness at the beginning of the golden age and so there would surely be sorrow at the end of the iron age.

16Sārī duniyā tō nahī̃ jāntī hai . 17Tumhārē mē̃ bhī thōṛē haĩ .

17You children understand these things; no one in the whole world knows them.

18Kōṭō̃ mē̃ kōī kahā jātā hai nā .

18Among you too there are only a few.

19Yah hai rūhānī lav|love ātmāō̃ kā paramātmā kē sāth .

19It is said that there is a handful out of multimillions.

20Sārī duniyā kā māśhūk ēk hī paramātmā hai .

20This is spiritual love of souls for the Supreme Soul.

21Vah sabhī ātmāō̃ kā māśhūk hai , jiskō hī sab pukārtē haĩ .

21Only the one Supreme Soul is the Beloved of the whole world.

22Ātmāyē̃ tō chhōṭī-baṛī nahī̃ hōtī haĩ .

22He is the Beloved of all souls and everyone calls out to Him.

23Ab tum ātmāō̃ kā lav|love hō gayā hai ēk parampitā paramātmā kē sāth .

23Souls are not big or small. 24You souls now love the one Supreme Father, the Supreme Soul.

24Inkō rūhānī pyār kahā jātā hai .

25This is called spiritual love.

25Duniyā mē̃ vah āśhik māśhūk tō jismānī hōtē haĩ .

26In the world, those lovers and beloveds are physical.

26Unkā āpas mē̃ pyār bhī jismānī hōtā hai .

27Their love for one another is also physical love.

27Tumhārā tō rūhānī pyār hai .

28Your love is spiritual.

28Bāp hī ākar tumhārē duḥkh harkar sukh dētē haĩ .

29Only the Father comes and removes your sorrow and gives you happiness.

29Tumkō bahut sukh miltā hai phir duḥkh bhī bahut miltā hai .

30You receive a lot of happiness and you then also receive a lot of sorrow.

30Bāp kahtē haĩ - hē bachchē , ab tumhārā pyār mērē sāth huā hai kyōṅki tum jāntē hō bābā hamkō sukhdhām kā mālik banānē vālā hai .

31The Father says: O children, you now love Me because you know that Baba will make you into the masters of the land of happiness. 32He is the Bestower of Liberation and Liberation-in-Life.

31Mukti aur jīvanmukti kā dātā hai .

33The Father says: You may live in your own homes.

32Bāp kahtē haĩ tum rahō bhī bhal apnē-apnē ghar mē̃ , jaisē jismānī āśhik māśhuk bhī alag-alag apnē ghar mē̃ rahtē haĩ , yah bhī aisē hai .

34Just as bodily lovers live separately in their own homes, this too is like that. 35I come from a faraway land to teach you.

33Maĩ dūrdēśh sē ātā hū̃ tumkō paṛhānē .

36You called out to Me: O Purifier, come!

34Tumnē bulāyā hai ki hē patit-pāvan āō , hē duḥkh hartā sukh kartā ab āō .

37O Remover of Sorrow and Bestower of Happiness, come now! 38In fact, I come at My own time.

35Vāstav mē̃ ātā tō maĩ apnē time par hū̃ .

39It isn't that I come when you call Me.

36Aisē nahī̃ tumhārī pukār par ā jātā hū̃ . 37Maĩ ātā tab hū̃ jabki tumkō kaliyug sē satyug mē̃ chalnā hai vā manuṣhya sē dēvtā , bhraṣhṭāchārī sē śhrēṣhṭhāchārī bannā hai .

40I come when you have to go from the iron age to the golden age, when you have to change from human beings into deities and when you have to become elevated from corrupt. 41So, you now have spiritual love for the Father.

38Tō ab tumhārā bāp kē sāth rūhānī lav|love hai . 39Tumhārē andar rūhānī pyār key|kī āg lagī huī hai .

42You have the fire of spiritual love within you just as on the path of ignorance they have the fire of lust or anger.

40Jaisē agyān mē̃ kām-krōdh key|kī āg lagtī hai .

43You souls now love the Father. 44The world doesn't understand anything.

41Ab tum ātmāō̃ kā pyār hōtā hai bāp kē sāth .

45They say that God is omnipresent, that He is beyond name and form.

42Duniyā tō kuchh bhī samajhtī nahī̃ hai . 43Kah dētē paramātmā sarvavyāpī hai , nām rūp sē nyārā hai .

46On the one hand, they say that He is beyond name and form and, on the other hand, they say that He is omnipresent.

44Ēk taraph kahtē haĩ nām rūp sē nyārā , dūsrē taraph kahtē sarvavyāpī hai . 45Tō usmē̃ manuṣhya jānvar ādi sab ā gayē .

47So that also includes human beings and animals etc. 48You children now know that the Supreme Soul is the Beloved of souls. 49You have to love Him.

46Ab tum bachchē jāntē hō - ātmāō̃ kā māśhūk hai paramātmā , unsē prīt lagānī hai .

50You know that many calamities and also many different types of obstacles will come. 51Everyone faces obstacles.

47Yah tō jāntē haĩ āpdāyē̃ bahut āyēṅgī . 48Bhinn-bhinn prakār K|kē vighna bhī paṛē̃gē .

52This is not something new, although Baba is telling you completely new things for establishing of the new world.

49Vighna tō har ēk kō paṛtē haĩ .

53It is also written: Establishment takes place through Brahma.

50Yah kōī naī bāt nahī̃ hai kyōṅki naī duniyā kī sthāpanā kē liē bābā bilkul naī bātē̃ sunā rahā hai .

54However, no one understands the things of establishment or of destruction. 55What is it the establishment of?

51Likhā huā bhī hai brahmā dvārā sthāpanā . 52Parantu sthāpanā aur vināśh key|kī bāt kō kōī samajhtē nahī̃ haĩ .

56They say: God created the sacrificial fire of knowledge in which the horse was sacrificed for sovereignty.

53Sthāpanā kiskī  ? 54Kahtē haĩ rājasva aśhvamēdh gyān yagya rachā .

57The sacrificial fire was definitely created to attain self-sovereignty.

55Jarūr yagya rachā svarājya kē liē . 56Nar sē nārāyaṇ aur nārī sē lakṣhmī bannē kē liē rājyōg sikhātē haĩ .

58He teaches you Raja Yoga in order to change you from an ordinary man into Narayan and from an ordinary woman into Lakshmi.

57Achchhā phir uskī result kahā̃  ?

59So, what is the result of that?

58Yah hai naī bāt isliē manuṣhya mūnjhtē haĩ .

60This is something new. 61This is why people become confused.

59Gurū lōg tō kiskō mukti jīvanmukti dē na sakē .

62Gurus cannot grant anyone liberation or liberation-in-life.

60Yah bas gapōṛē lagāyē haĩ ki phalānā pār nirvāṇ gayā athavā vaikuṇṭhvāsī huā .

63They have all told lies when they said that so-and-so went to the land beyond, to Nirvana or became a resident of Vaikunth (heaven).

61Bābā nē samjhāyā hai dēlvāṛā mandir mē̃ ūpar vaikuṇṭha K|kē chitra dikhāyē haĩ , nīchē tapasyā K|kē .

64Baba has explained that they have shown Vaikunth on the ceiling in the Dilwala temple and them doing tapasya down below.

62Ab tumkō samajh milī hai ki yah bhārat hī vaikuṇṭha thā .

65You have now understood that this Bharat was Vaikunth.

63Kab thā , yah bhī tum hī jāntē hō .

66Only you know when it was that.

64Pujārī lōg kyā jānē̃  !

67What would worshippers know?

65Manuṣhya hī kauṛī jaisā , manuṣhya hī hīrē jaisā bantā hai . 66Āgē yah bātē̃ khyāl mē̃ bhī nahī̃ thī .

68It is human beings who become as worthless as shells and it is human beings who become as valuable as diamonds.

67Bāp nē batlāyā hai ki puruṣhārth kar ūñch pad pānā hai .

69Previously, you didn't even think of these things.

68Agar achchhā puruṣhārth karē̃gē tō naī rājdhānī mē̃ ūñch pad pāyēṅgē .

70The Father has told you that you have to make effort and claim a high status.

69Achchhā puruṣhārth karē̃gē tō achchhā pad milēgā .

71If you make effort well, you will claim a high status in the new kingdom.

70Tumhārē liē svarg kōī dūr nahī̃ hai .

72If you make effort well, you will claim a good status.

71Jaisē school mē̃ bachchē paṛhkar pās|pass hōtē haĩ tō ēk class sē dūsrē mē̃ transfer hōtē haĩ .

73Heaven is not far away for you. 74When students study and pass at school, they are transferred from one class to the next.

72Tum bhī transfer hōtē hō purānī duniyā sē naī duniyā mē̃ .

75You too are transferred from the old world to the new world.

73Tum jāntē hō ham puruṣhārth kartē-kartē jākar pahlē-pahlē rūdra mālā kā dānā banē̃gē .

76You know that, after making effort, we will then go and become beads of the rosary of Rudra.

74School mē̃ bhī pās|pass hōtē haĩ tō phir number-vār jākar baiṭhtē haĩ .

77In schools, when they pass, they are seated numberwise.

75Yahā̃ bhī tum bachchē jāntē hō ham paṛhtē haĩ phir ham ātmāyē̃ mūlvatan mē̃ chalē jāyēṅgē , phir naī duniyā mē̃ āyēṅgē .

78Here, too, you children know that you are studying and that you souls will then go to the incorporeal world. 79You will then go into the new world.

76Pichhāṛī mē̃ sabkō mālūm paṛēgā . 77Result pichhāṛī mē̃ nikalēgī .

80At the end, everyone will know; the results will be announced at the end.

78Jō mahāvīr hōṅgē vah kōī bhī bāt key|kī parvāh nahī̃ rakhē̃gē .

81Those who are mahavirs will not be concerned about anything.

79Jāntē haĩ vināśh tō hōnā hī hai . 80Ḍarnē key|kī bāt hī nahī̃ .

82They know that destruction has to take place and that there is nothing to be afraid of.

81Earthquake tō hōnī hī hai .

83Earthquakes have to take place.

82Tumkō tō jānā hai naī duniyā mē̃ . 83Jaisē student samajhtē haĩ ham dūsrē class mē̃ transfer hōṅgē .

84You have to go to the new world, just as students understand that they will be transferred to their next class.

84Ab hamārī ātmā paṛh rahī hai - parampitā paramātmā sē .

85You souls are now studying with the Supreme Father, the Supreme Soul.

85Tum sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kō jān gayē hō .

86You now know the beginning, the middle and the end of the world.

86Tum tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē , paṛhāī bhī final hō jāyēgī , phir ham pās|pass hōkar bābā kē pās pahũch jāyēṅgē .

87From tamopradhan you will become satopradhan. 88Your study will also end. 89We will then pass and go to Baba.

87Yah tō jāntē hō jō kalp pahlē huā hai ab vahī hōnā hai .

90You know that whatever happened in the previous cycle, the same has to happen now.

88Puruṣhārth tō bachchō̃ kō her|har bāt mē̃ karnā hī hai .

91You children have to make effort in every situation.

89Tum bachchē yōgbal sē apnē kō pavitra banā rahē hō .

92You children are purifying yourselves with the power of yoga.

90Yōg sē hī ātmā key|kī khād nikaltī hai . 91Hamkō pūrā-pūrā yōgī bannā hai .

93It is only by your having yoga that the alloy is removed from you souls.

92Ham ādhākalp K|kē āśhik haĩ .

94We have to become complete yogis.

93Abhī hamē̃ māśhūk milā hai .

95We have been lovers for half the cycle.

94Vah hamkō naī duniyā mē̃ jānē kē liē lāyak banā rahē haĩ .

96We have now found the Beloved. 97He is making us worthy of going to the new world.

95Karma bhī karnā hai .

98Actions also have to be performed.

96Yah sab kuchh kartē huē yād ēk hī bāp kō karnā hai .

99While doing everything, you have to remember the one Father alone.

97Tumhārī buddhi mē̃ hai - yōg sē ham apnē kō pavitra banā rahē haĩ . 98Yōg sē ātmā key|kī khād nikaltī hai , hamkō pūrā yōgī bannā hai .

100It is in your intellects that you are purifying yourselves with yoga; the alloy is being removed from souls with yoga. 101We have to become complete yogis.

99Ismē̃ hī baṛī pahalvānī chāhiē .

102It is in this that you need to be very brave.

100Āśhik-māśhūk apnā dhandhādhōrī bhī kartē haĩ aur māśhūk kō bhī yād kartē rahtē haĩ .

103Lovers and beloveds continue to go about their business and also continue to remember one another.

101Vah āśhik māśhūk vikār kē liē nahī̃ hōtē haĩ . 102Vah śharīr par āśhik hōtē haĩ tab unkā gāyan hai .

104That lover and beloved are not lovers because of vice; they have love for the body of one another and this is why they are remembered.

103Yah hai rūhānī āśhik māśhūk .

105These are the spiritual lovers and the Beloved.

104Tumnē ādhākalp mujhē pūrā yād kiyā hai .

106You have been remembering Me for half a cycle.

105Ab tumkō ākar milā hū̃ .

107I have now come and met you.

106Manuṣhya samajhtē haĩ bhagvān sē mukti milēgī .

108People think that they will receive liberation from God.

107Bāp kahtē haĩ tumhārē liē mukti sē jīvanmukti bhī attach hai .

109The Father says: For you, liberation-in-life is attached to liberation.

108Mukti mē̃ jākar phir jīvanmukti mē̃ jarūr āyēṅgē .

110You will go into liberation and then definitely go into liberation-in-life.

109Māyā K|kē bandhan sē chhūṭ jātē haĩ , phir ātē haĩ satōpradhān mē̃ .

111You become free from any bondage of Maya. 112You then go into the satopradhan stage.

110Pahlē sukh kē pīchhē duḥkh kā kāydā hai .

113It is a law that you experience happiness first and then sorrow.

111Sabkō satō rajō tamō mē̃ ānā hī hai .

114Everyone has to go through the stages of sato, rajo and tamo.

112Abhī tamōpradhān jaṛjaṛībhūt avasthā hai jhāṛ key|kī .

115It is now the tamopradhan, totally decayed stage of the tree.

113Ab unsē hī kalam lagānī hai .

116The sapling has to be planted from this.

114Daivī jhāṛ kā kalam lag rahā hai .

117The sapling of the deity tree is being planted.

115Vō lōg sapling banātē haĩ jhāṛō̃ ādi key|kī .

118Those people plant saplings of trees etc.

116Unkī ceremony kartē haĩ .

119They have those ceremonies.

117Tumhārī kyā ceremony hōgī  ?

120What ceremony would you have?

118Unkī hai jaṅgal key|kī ceremony .

121They have a ceremony for a forest.

119Tumhārī hai bahiśht key|kī ceremony .

122Your ceremony is for heaven.

120Tum kāṇṭō̃ kō fool|phūl banātē hō .

123You change thorns into flowers.

121Yah sārī saṅgam key|kī bāt hai .

124All of this applies to the confluence age.

122Ab pūrā-pūrā puruṣhārth karnā hai .

125You now have to make full effort.

123Nirantar yād kī hī kōśhiśh karnī hai .

126You have to make effort to have constant remembrance.

124Tumkō phāydā bahut hōgā .

127You will benefit a great deal.

125Achchhā varsā milēgā .

128You will receive a very good inheritance.

126Bāp kē sāth yōg athavā pūrā lav|love chāhiē .

129You need to have yoga, that is, full love for the Father.

127Unsē hī vikarma vināśh hōtē haĩ .

130It is through this that your sins will be absolved.

128Tumhārē mē̃ jō khād paṛī hai vō yōg sē hī nikaltī hai .

131Only by having yoga will the alloy that you have in you be removed.

129Sārā madār hai yād karnē par .

132Everything depends on your remembrance.

130Nahī̃ tō māyā vikarma karā dētī hai .

133Otherwise, Maya makes you perform sinful actions.

131Bāp kahtē haĩ jō kuchh vikarma kiyā hai . 132Vah bāp kē āgē rakh māphī māṅgnī hai .

134The Father says: Whatever sins you have committed, place them in front of the Father and ask for forgiveness.

133Bāp sammukh āyē haĩ tō tōbā bhar lō ( māphī lē lō ) .

135The Father has come in front of you personally.

134Tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ jō bāp kō pūrā lav|love kartē haĩ .

136Therefore, ask for forgiveness. 137It is numberwise with you as to who loves the Father fully.

135Lav|love karnē vālē hī bāp key|kī rāy par chaltē hōṅgē .

138Only those who love the Father follow His advice.

136Tum sab sītāō̃ kā rām ēk hī bāp hai .

139The Rama of all of you Sitas is the one Father.

137Tum tō samajh gayē hō ab aurō̃ kō samjhānā hai .

140You have understood and you now have to explain to others.

138Bākī bhakti tō ēk prakār key|kī dukāndārī hai .

141However, devotion is like a retail business.

139Yah kartē-kartē hī mar jāyēṅgē .

142While doing that, they will die.

140Laṛāīyā̃ lagē̃gī , vināśh hōgā . 141Phir tō kuchh kar bhī nahī̃ sakē̃gē .

143There will be war and destruction will take place and you won't be able to do anything then.

142Bhaktimārg bhī aisē hī khatm hō jāyēgā .

144The path of devotion will end just like that.

143Abhī tum bachchē bāp sē varsā lē rahē hō .

145You children are now claiming your inheritance from the Father.

144Bāp kahtē haĩ bachchē bhūlō nahī̃ .

146The Father says: Children, do not forget Me.

145Tum sabsē jāstī lovely ( pyārē ) hō .

147You are the most lovely.

146Tumkō hī sabsē ūñch pad miltā hai .

148You receive the highest status of all.

147Nahī̃ paṛhē̃gē tō pad bhī nahī̃ pāyēṅgē .

149If you don't study, you won’t receive a status.

148Bābā kahtē haĩ jō kuchh bīmārī ādi hōtī hai yah tumhārē hī karmō̃ kā hisāb-kitāb hai .

150Baba says: Whatever illness you have, all of that is a karmic account of your own actions.

149Tumkō tō paṛhnā aur paṛhānā hai .

151You have to study and teach others.

150Yah rājdhānī sthāpan hō rahī hai .

152A kingdom is being established.

151Ismē̃ garīb , sāhūkār , prajā , naukar , chākar ādi sab bannē haĩ .

153Poor and wealthy, maids and servants, subjects etc. are all being created here.

152Jō bādśhāh bantē haĩ jarūr unhōnnē achchhē karma kiyē haĩ .

154Those who become emperors would definitely have performed very good actions.

153Śhrīmat par chaltē haĩ tab achchhā pad pātē haĩ , baṛā bhārī school hai .

155It is when you follow shrimat that you receive a good status. 156This school is very important.

154Number-vār martabē haĩ . 155Kōī barrister lākh rūpayā kamātē haĩ , kōī barrister 500 bhī nahī̃ kamātē .

157Status is numberwise: some barristers earn a hundred thousand whereas other barristers wouldn't even earn five hundred.

156Kahē̃gē takdīr .

158That would be said to be their fortune.

157Paṛhāī pūrī nahī̃ paṛh saktē haĩ tō kahē̃gē drama anusār inkī takdīr aisī hai .

159If someone is unable to study fully, it would be said that, according to the drama, such is his fortune.

158Paṛhāī K|kē anusār hī pad pāyēṅgē .

160You will claim a status according to how you have studied.

159Āgē chalkar tumkō pūrā-pūrā sākṣhātkār hōtā rahēgā .

161As you progress further, you will have visions of everything.

160Kahē̃gē tumhārē ūpar itnī mēhnat key|kī phir tum paṛhē nahī̃ . 161Ab tō sajā khānī paṛēgī .

162You will be told: I made so much effort on you and yet you didn't study, so there will now have to be punishment.

162Janma-janmāntar key|kī sajāō̃ kā sākṣhātkār hōtā hai .

163You will have visions of the punishment of many births.

163Karmātīt avasthā mē̃ jānā hai tō pichhāṛī mē̃ sab sākṣhātkār kartē rahē̃gē . 164Aisē-aisē kiyā hai , uskī yah-yah sazā hai .

164You have to go into the karmateet stage and so, at the end, you will have visions of everything: You did that, and this is the punishment for it.

165Sazāō̃ kā bhī sākṣhātkār karātē haĩ .

165You are given visions of the punishment.

166Abhī tum jāntē hō ham ātmāyē̃ bachchē haĩ .

166You souls now know that you are the children.

167Bhakti mārg mē̃ māśhūk K|kē āśhik thē . 168Ab tō vah mil gayā hai .

167On the path of devotion you were lovers of the Beloved and you have now found Him.

169Is māśhūk sē kyā miltā hai  ?

168What do you receive from this Beloved?

170Ōhō  !

169Oho!

171Vah hamkō svarg kā mālik banātē haĩ .

170He is making us into the masters of heaven.

172Tum ab bāp aur varsē kō jān gayē hō , isliē bāp samjhātē haĩ kōī bhī milē tō samjhāō - tumkō dō bāp haĩ - ēk had kā , dūsrā bēhad kā .

171You now know the Father and the inheritance. 172This is why the Father says: Explain to any people you meet that they have two fathers: one is limited and the other is unlimited.

173Bēhad K|kē bāp sē 21 pīṛhī sukh kā varsā miltā hai .

173You receive the inheritance of happiness for 21 generations from the unlimited Father.

174Rāvaṇ K|kē rājya mē̃ duḥkh hī duḥkh hai isliē bābā kō yād kartē haĩ - hē duḥkh hartā sukh kartā āō .

174In Ravan’s kingdom, there is nothing but sorrow. 175This is why they remember Baba: O Remover of Sorrow and Bestower of Happiness, come!

175Kitnī sahaj bāt hai .

176This is something so easy.

176Sirph brahmā kā mukh dēkh manuṣhyō̃ kā māthā kharāb hō jātā hai .

177People’s heads get spoilt when they see the face of Brahma. 178Someone has to be Prajapita Brahma.

177Prajāpitā brahmā kōī tō hōgā nā .

179If not, then where would he come from?

178Nahī̃ tō kahā̃ sē lāyēṅgē . 179Be|B . K|kē . kā proof dēgē .

180The BKs give the proof (of the existence of Brahma).

180Ham be|B . K|kē . bāp kē pās baiṭhē haĩ .

181We BKs are sitting with the Father.

181Yah manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ hai tō prajāpitā brahmā bhī yahā̃ hī hōgā .

182This is the human world tree and so Prajapita Brahma would also be here.

182Bāp kahtē haĩ - māyā tumsē bahut laṛēgī .

183The Father says: Maya will fight you a great deal.

183Bāp kō yād karnē nahī̃ dēgī isliē khabardār rahnā .

184She will not allow you to remember the Father. 185Therefore, remain very cautious.

184Māyā tumhārā bāp sē mukh mōṛnē kā puruṣhārth karēgī .

186Maya will try to make you turn your face away from the Father.

185Parantu tumkō mōṛnā nahī̃ hai .

187However, you mustn't turn away.

186Tumhārē pair haĩ nark key|kī taraph aur mukh hai svarg key|kī taraph .

188Your feet are towards hell and your face is towards heaven.

187Ab vaikuṇṭha mē̃ jānā hai .

189You now have to go to Paradise.

188Achchhā  !

190Achcha.

189Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

191To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

190Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

192The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

191Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

193Essence for dharna:

1921 ) paṛhāī achchhī tarah paṛhnī aur paṛhānī hai .

194 1. Study and teach others very well.

193Sachchā āśhik ban ēk bāp sē rūhānī lav|love rakhnā hai .

195Become a true lover and have spiritual love for the Father.

194Kōī bhī vikarma nahī̃ karnē haĩ .

196Don't perform sinful actions.

1952 ) kōī bhī vighna yā āpdāyē̃ āyē̃ lēkin bāp sē mũh nahī̃ mōṛnā hai .

197 2. If there are any obstacles or calamities, do not turn your face away from the Father.

196Vighnō̃ kō pār kar pahalvān bannā hai .

198Become very brave and overcome any obstacles.

Blessing

197Vardān  : her|har ātmā kē prati pyār key|kī dr̥iṣhṭi , pyār key|kī bhāvnā rakhnē vālē bāp samān bhav

199Blessing: May you become equal to the Father and let your drishti and your feelings be full of love for all souls.

198Jaisē dvāpar sē āp lōgō̃ nē bāp kō anēk gāliyā̃ dī|the phir bhī bāp nē pyār kiyā .

200 From the copper age onwards, you have been insulting the Father so much and yet He only loved you.

199Tō follow father kar bāp samān banō .

201So, follow the Father and become equal to Him.

200Kaisī bhī ātmāyē̃ hō̃ lēkin apnī dr̥iṣhṭi , apnī bhāvnā pyār kī hō - iskō kahā jātā hai sarv K|kē pyārē .

202No matter what souls are like, let your drishti and your feelings be full of love. 203This is known as being loving to all.

201Kōī insult karē yā ghr̥iṇā sabkē prati pyār hō .

204Whether someone insults you or dislikes you, have love for everyone.

202Chāhē sambandhī kyā bhī kahē̃ , kyā bhī karē̃ lēkin āpkī bhāvnā śhuddha hō , sarv kē prati kalyāṇ kī hō - iskō kahtē haĩ bāp samān .

205No matter what your relatives may say or do, let your feelings be pure and benevolent for all. 206This is known as being equal to the Father.

Slogan

203Slōgan  : viśhēṣh ātmā vah hai jō viśhēṣhatāō̃ kō hī dēkhē aur unkā hī varṇan karē .

207Slogan: A special soul is one who only sees and speaks about specialities.

208*** Om Shanti ***