शुक्रवार 9 दिसंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

009-12-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 09/12/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum karmakṣhētra par āyē hō part bajānē , tumhē̃ karma jarūr karnē haĩ , ātmā kā svadharm śhānti hai , isliē śhānti nahī̃ māṅgnī hai , svadharm mē̃ ṭiknā hai ' '

1Essence: Sweet children, you have come on to the field of action to play your parts. 2You definitely have to act. 3The original religion of souls is peace. 4Therefore, you mustn't ask for peace but must remain stable in your original religion.

Question

2Praśhna  : banē banāyē drama kō jāntē huē bhī bāp tumhē̃ kaun see|sī|C bāt nahī̃ batlātē  ? 3Kāraṇ kyā  ?

5Question: While knowing the predestined drama, what does the Father not tell you? 6What is the reason for that?

Answer

4Uttar  : bāp jāntē haĩ - kal kyā hōnē vālā hai tō bhī batāyēṅgē nahī̃ .

7Answer: Although the Father knows what is to happen tomorrow, He doesn’t tell you. 8It isn't that He would tell you today that an earthquake is to take place tomorrow. 9If He were to tell you this, the drama wouldn't be real.

5Aisē nahī̃ kal earthquake hōgī - yah āj hī batā dē̃ .

10You have to observe everything as detached observers.

6Agar batlā dē̃ tō drama real na rahē . 7Tumhē̃ sab kuchh sākṣhī hōkar dēkhnā hai .

11If you were to know in advance, you would forget to have remembrance of the Father at that time.

8Agar pahlē sē hī patā hō tō us samay tumhē̃ bāp kī yād bhī bhūl jāyēgī .

12In order to see the final scenes, you have to become mahavirs.

9Pichhāṛī key|kī scene dēkhnē kē liē tumhē̃ mahāvīr bannā hai .

13You have to remain unshakeable and immovable.

10Achal-aḍōl rahnā hai . 11Bāp kī yād mē̃ śharīr chhōṛē̃ , iskē liē paripakva avasthā banānī hai .

14In order to shed your bodies while in remembrance of the Father, you have to make your stage very strong.

Murli

12Ōm śhānti .

15Om shanti.

13Ōm śhānti kā arth|earth bachchō̃ kō samjhāyā hai .

16The meaning of ‘Om shanti’ has been explained to you children.

14Manuṣhya kahtē haĩ man key|kī śhānti chāhiē , vah kaisē milē  ?

17People say that they want peace of mind. 18How can we receive that?

15Is par śhāyad ēk kitāb chhapī huī hai .

19Perhaps there is a book written about it.

16Bāp nē bachchō̃ kō samjhāyā hai , tum bhī kahtē hō ōm śhānti .

20The Father has explained to you children. 21You also say: Om shanti.

17Ab iskā arth|earth kyā hai  ?

22What is the meaning of that?

18Kōī tō ōm kā arth|earth bhagvān samajhtē haĩ .

23Some think that the meaning of ‘Om’ is God.

19Bāp bhī kahtē haĩ ōm śhānti .

24The Father too says: Om shanti.

20Ōm arthāt aham ( maĩ ātmā ) .

25Om means ‘I’. 26(I, the soul).

21Pīchhē phir kahtē haĩ mērā śharīr .

27Afterwards, you say: My body.

22Tō ātmā khud hī kahtī hai ōm śhānti .

28So the soul himself says: Om shanti.

23Mērā svadharm hai hī śhānt aur rahnē kā sthān bhī nirvāṇdhām , śhāntidhām hai .

29My original religion is peace and my residence is the land of nirvana, the land of peace.

24Ātmā khud apnā parichay dētī hai ki maĩ śhānt svarūp hū̃ phir pūchhnē key|kī darkār hī nahī̃ rahtī ki man key|kī śhānti kaisē milē  ?

30The soul himself gives his own introduction: I am an embodiment of peace. 31In that case, there is no need to ask how there can be peace of mind.

25Bāp bhī kahtē haĩ - ōm śhānti .

32The Father also says: Om shanti.

26Maĩ bhī param ātmā hū̃ , tum sab bachchō̃ kā bāp hū̃ .

33I am the Supreme Soul, the Father of all you children.

27Śhāntidhām mē̃ rahnē vālā hū̃ .

34I too am the Resident of the land of peace.

28Tum ātmāō̃ nē yahā̃ śharīr dhāraṇ kiyā hai part bajānē .

35You souls have adopted bodies here in order to play your parts.

29Phir man key|kī śhānti kā tō praśhna hī nahī̃ uṭh saktā .

36Therefore, the question of peace of mind cannot arise.

30Ōm kā arth|earth bhī kōī nahī̃ jāntā , isliē dhakkē khātē rahtē haĩ - man key|kī śhānti kē liē .

37No one understands the meaning of ‘Om’ and this is why they continue to wander around searching for peace of mind.

31Ātmā jab aśharīrī hai tō hai hī śhānt .

38When a soul is bodiless, he is peaceful.

32Śharīr mē̃ ānē sē karmēndriyā̃ jarūr kām karē̃gī .

39When he enters a body, the physical organs will definitely start to function.

33Karmakṣhētra par jarūr kām karnā paṛtā hai tō śhānti par kōī kitāb banānē key|kī darkār nahī̃ .

40You definitely have to work on the field of action. 41So there is no need to write a book about peace.

34Yah tō second key|kī bāt hai samajhnē key|kī .

42It is a matter of a second to understand this.

35Ātmā khud hī kahtī hai ōm śhānti .

43The soul himself says: Om shanti.

36Bākī kyā chāhiē  ?

44So what else do you need?

37Kahā̃ sē śhānti āyēgī  ?

45Where would peace come from?

38Ātmā kā dēśh śhāntidhām hai .

46The land of souls is the land of peace.

39Abhī tō vahā̃ jākar baiṭhē̃gē nahī̃ .

47You will not go and sit there now.

40Part jarūr bajānā hai .

48You definitely have to play your parts.

41Vaisē hī parampitā paramātmā sē jīvanmukti pānē kē liē kōī kitāb ādi key|kī darkār nahī̃ .

49In the same way, there is no need for a book in order to claim liberation-in-life from the Supreme Father, the Supreme Soul.

42Yah tō second key|kī bāt hai .

50This is a matter of a second.

43Kitāb bhakti mārg mē̃ banātē haĩ , na ki gyān mārg mē̃ .

51They write books on the path of devotion, not on the path of knowledge.

44Phir bhī bāhar vālō̃ kō samjhānē kē liē reality key|kī jō samjhānī hai - sachchē man key|kī śhānti par , sachchī gītā par likhnā paṛtā hai .

52Nevertheless, in order to explain to the people outside, you have to write the real explanation of ‘True Peace of Mind’ and ‘The True Gita’.

45Nahī̃ tō buddhi kahtī hai - apnē kō ātmā niśhchay karō , sukhdhām aur śhāntidhām kō yād karō tō ant matī sō gati hō jāyēgī .

53Otherwise, the intellect says: Consider yourself to be a soul and remember the land of peace and the land of happiness and your final thoughts will lead you to your destination.

46Bākī yahā̃ thōṛēhī man key|kī śhānti hō saktī hai .

54However, there cannot be peace of mind here.

47Śhāntidhām tō hai nirvāṇdhām , jahā̃ bāp bhī rahtē haĩ aur ham ātmāyē̃ bhī rahtī haĩ .

55The land of peace is the land of nirvana, where the Father and we souls reside. 56They speak of the rosary of Rudra.

48Rūdra mālā bhī kahtē haĩ tō rūdra gyān yagya bhī ēk hī hai .

57So there is only the one sacrificial fire of the knowledge of Rudra.

49Gyān sāgar bāp hī yah gyān sunā saktē haĩ .

58Only the Father, the Ocean of Knowledge, can narrate this knowledge.

50Bākī gyān tō bahut prakār kā hai .

59However, there are many types of knowledge.

51Science kā bhī gyān , kārīgarī kā bhī gyān hōtā hai . 52Parantu vah hai vyavahār key|kī bātē̃ .

60There is knowledge of science, knowledge of various skills, but that is in respect of interaction.

53Gyān sē manuṣhya bahut aklmand bantē haĩ .

61People become very clever with knowledge.

54Abhī tum bachchō̃ kō sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant key|kī knowledge milī hai .

62You children have now received the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.

55Yah pāṭhśhālā hai , yahā̃ paṛhāyā jātā hai .

63This is a study place and you are taught here.

56Bāp hai gyān kā sāgar , unkō sab knowledge hai .

64The Father is the Ocean of Knowledge and He has all the knowledge.

57Sab vēd-śhāstra ādi kō jāntē haĩ .

65He knows all the Vedas and scriptures.

58Wrong-right , jhūṭh-sach kyā hai , vah maĩ samjhātā hū̃ .

66Only I explain what is wrong and what is right; what is true and what is false.

59Ab batāō sach kyā hai  ?

67Now, tell Me what is the truth?

60Sarvavyāpī kahnā yah sach hai  ?

68Is it true to say that God is omnipresent?

61Maĩ tō tumhārā bāp hū̃ .

69I am your Father.

62Sarvavyāpī sē tō kōī gyān mil na sakē .

70You could not receive any knowledge from someone who is omnipresent.

63Puruṣhārth hō na sakē .

71You couldn’t then make effort.

64Sarvavyāpī hōkar kyā karē  ?

72What would He do if He were omnipresent?

65Khud mālik hai , bhagvān tō kabhī patit hōtā nahī̃ .

73He Himself is the Master. 74God never becomes impure.

66Vah tō jab chāhē tō vāpis chalā jāē .

75He can depart whenever He wants.

67Yahā̃ tō patit haĩ isliē vāpis kōī jā na sakē .

76Here, souls are impure and this is why no one can go back home.

68Patit bannē sē sārā gyān uṛ jātā hai , buddhi malīn hō jātī hai .

77All the knowledge disappears when you become impure; your intellects become dirty.

69Yōg nahī̃ lagtā , yād mē̃ vighna paṛ jātē haĩ isliē kōī bhī pāp karma nahī̃ karnā chāhiē .

78You’re unable to have yoga. 79There are obstacles in remembrance. 80Therefore, you mustn't perform sinful actions.

70Yād bhī jarūr karnā hai .

81You definitely do have to remember the Father.

71Bāp K|kē bigar purānē pāp kaṭ nahī̃ saktē .

82Your past sins cannot be cut away without the Father.

72Aisē nahī̃ haridvār mē̃ rahnē sē kōī pāp kaṭ saktē haĩ , nahī̃ .

83It isn't that your sins will be cut away by your living at Haridwar; no.

73Pāp tō kartē rahtē haĩ .

84People continue to commit sin.

74Sādhū-santō̃ kō agar patā hōtā ki hamārā ghar śhāntidhām hai tō vahā̃ sē hōkar ātē .

85If the sages and holy men knew that their home was the land of peace, they would go there and come back.

75Bābā tumkō sab sākṣhātkār karātē haĩ .

86Baba gives you visions of everything.

76Gōyā tum hōkar āyē hō .

87That is, you have been there.

77Bhakti mārg mē̃ bhī sākṣhātkār hōtā hai - divya dr̥iṣhṭi sē .

88On the path of devotion too, people have visions through divine insight.

78Tum jab satyug mē̃ hō tō in āṅkhō̃ sē lakṣhmī-nārāyaṇ kō dēkhē̃gē . 79Vah bhī tumkō dēkhē̃gē .

89When you are in the golden age, you will see Lakshmi and Narayan with your physical eyes; they will also see you.

80Abhī sākṣhātkār mē̃ dēkhtē hō .

90Now you see them in visions.

81Bābā kē pās divyadr̥iṣhṭi key|kī chābī hai , vah aur kiskō mil na sakē .

91Baba has the key to divine vision. 92No one else can have that.

82Bābā nē samjhāyā hai yah chābī maĩ kiskō bhī nahī̃ dētā hū̃ .

93Baba has explained that He doesn't give this key to anyone else.

83Inkī ēvaj mē̃ maĩ phir svarg kī rājāī nahī̃ kartā hū̃ .

94In return, I don't rule the kingdom of heaven.

84Tarājū equal rakhtē haĩ .

95He keeps the balance equal.

85Tum viśhva K|kē mālik bantē hō , maĩ nahī̃ bantā hū̃ .

96You become the masters of the world. 97I don't become that.

86Bhakti mārg mē̃ jō sākṣhātkār kartē haĩ vah bhī mūrti mē̃ thōṛēhī tākat hai .

98On the path of devotion, when they have visions, that idol doesn't have any power.

87Bābā kahtē haĩ - maĩ manōkāmanā pūrṇ karnē kē liē sākṣhātkār karātā hū̃ .

99Baba says: I give them visions in order to fulfil their desires.

88Gaṇēśh , hanūmān ādi jiskī pūjā kartē haĩ tō sākṣhātkār maĩ karātā hū̃ .

100Whoever they worship, Ganesh or Hanuman, etc., it is I who grant them a vision of that one.

89Parantu vō lōg samajhtē haĩ paramātmā sabmē̃ haĩ isliē mujhē sarvavyāpī kah diyā , ulṭā gyān lē liyā .

101However, those people think that God is in everyone and this is why they say that I am omnipresent. 102They have taken knowledge wrongly.

90Vāstav mē̃ sab brothers haĩ . 91Sabmē̃ ātmā hai .

103In fact, all are brothers; there is a soul in each one.

92Sab father tō hō na sakē̃ .

104Not everyone can be the Father.

93Sabhī ātmāyē̃ pukārtī haĩ hē god father rahm karō , tō sab bachchē hō gayē .

105All souls call out: O God, the Father, have mercy! 106So, all are the children.

94Bachchē bāp sē varsā lētē haĩ tō dēh kā abhimān chhōṛnā paṛē .

107When children claim their inheritance from the Father, they have to renounce the arrogance of the body.

95Bas maĩ ātmā bāp sē varsā lē rahī hū̃ .

108I, this soul, am claiming my inheritance from the Father.

96Ātmā kō male|mail|mēl vā female nahī̃ kahtē .

109That is all! 110A soul cannot be called male or female.

97Bhal chōlā female kā hai parantu yah kahnā ṭhīk hai ki varsā lē rahā hū̃ .

111Although he may have the costume of a female, it is right to say: I am claiming my inheritance.

98Bāp sē varsā lēnē kā sabkō hak hai .

112Everyone has a right to claim his inheritance from the Father.

99Maĩ kriściyan hū̃ , maĩ phalānā hū̃ .

113"I am a Christian, I am so-and-so" are all religions of the body.

100Yah sab śharīr K|kē dharm haĩ . 101Ātmā ēk hī hai .

114There is just a soul; it is the body that changes.

102Śharīr badaltā hai , tab kahtē haĩ yah musalmān hai , yah hindū hai .

115That is why it is said: This one is a Muslim; this one is a Hindu.

103Ātmā kā nām nahī̃ badaltā , śharīr kā badaltā hai .

116The name soul does not change; the names of bodies change.

104Bāp tō hai hī patit-pāvan , gyān kā sāgar .

117The Father is the Purifier, the Ocean of Knowledge.

105Bāp key|kī mahimā alag hō jātī hai .

118The praise of the Father is separate.

106Vah śhānti kā sāgar , gyān kā sāgar hai .

119He is the Ocean of Peace and the Ocean of Knowledge.

107Unkē sāth yōg lagānē sē ham śhāntidhām chalē jāyēṅgē , sō bhī abhī .

120By having yoga with Him, we will go to the land of peace. 121That will be at this time.

108Aisā yōg kabhī kōī lagā nahī̃ saktē .

122No one else can ever have such yoga.

109Tum śhāntidhām kō jāntē hō . 110Bākī yād śhivbābā kō kartē hō .

123You know the land of peace, but you remember Shiv Baba.

111Sannyāsī kahtē haĩ ham brahm gyānī haĩ .

124Sannyasis say that they are those who have knowledge of the brahm element.

112Brahm sē yōg lagātē haĩ parantu unsē vikarma vināśh nahī̃ hō saktē . 113Vō yōg hī wrong hai .

125They have yoga with the brahm element, but sins cannot be absolved by them doing that; that yoga is wrong.

114Brahm arthāt rahnē kā sthān .

126Brahm is a place of residence.

115Brahm gyānī athavā tatva gyānī bāt ēk hī hai .

127Whether you say "brahm gyani" or "tattwa gyani" it is the same thing.

116Bāp kahtē haĩ yah inhō̃ kā bhram hai .

128The Father says: This is their illusion.

117Patit-pāvan brahm nahī̃ hō saktā .

129Brahma cannot be the Purifier.

118Ātmāō̃ kā bāp śhiv hai , unkō hī patit-pāvan kahā jātā hai .

130The Father of souls is Shiva. 131He alone can be called the Purifier.

119Bākī vāpis tō kōī jā nahī̃ saktē .

132However, no one can return home.

120Sabhī kō satōpradhān sē tamōpradhān bannā hī hai .

133Everyone has to become tamopradhan from satopradhan.

121Jabki pahlā number śhrī nārāyaṇ hī bantā hai tō aur sabhī bhī jarūr tamōpradhān banē̃gē . 122Punarjanma lētē āyēṅgē .

134When the first number Shri Narayan becomes this, everyone else would also surely become tamopradhan; they would continue to take rebirth.

123Yah bhī buddhi mē̃ rakhā jātā hai .

135This should also be kept in your intellect.

124Tum jāntē hō har ēk dharm vālē kitnē janm lētē hōṅgē  ?

136You know how many births those of all the other religions take.

125Dēvtāō̃ kō kahē̃gē pūrē 84 janma lētē haĩ .

137It is said of the deities that they take the full 84 births.

126Aurō̃ K|kē janm accurate nahī̃ batā saktē .

138You cannot tell accurately about the births of others.

127Kōī hisāb karē tō nikāl saktē haĩ . 128Parantu jarūrat nahī̃ hai .

139If you were to calculate it, you could tell, but there is no need.

129Hamārā apnē puruṣhārth sē kām hai aur jāstī bātō̃ mē̃ nahī̃ jānā hai .

140We are only concerned with our own efforts; we mustn't get involved with other matters.

130Tumkō mukti , jīvanmukti chāhiē tō manmanābhav .

141If you want liberation and liberation-in-life, then become “Manmanabhav”.

131Maĩ hū̃ hī patit-pāvan , ākar rājyōg sikhlātā hū̃ .

142I am the Purifier. 143I come and teach you Raja Yoga.

132Patit-pāvan jarūr kaliyug ant mē̃ āyēgā , nā ki dvāpar mē̃ .

144The Purifier would definitely come at the end of the iron age, not in the copper age.

133Sirph śhivrātri likhnē sē arth|earth nahī̃ nikaltā hai .

145There is no meaning to your just writing “Shiv Ratri”.

134Trimūrti śhivrātri likhnā chāhiē .

146You should write ‘Trimurti Shiv Ratri’.

135Bhakti mē̃ ghōr andhiyārā hai tab kahtē haĩ gyān sūrya pragaṭā … jarūr kaliyug kā ant hōgā .

147There is extreme darkness in devotion and this is why they say, “When the Sun of Knowledge rises..."

136Rōśhnī hai satyug mē̃ . 137Bāp jarūr saṅgam par āyēgā .

148It would definitely be at the end of the iron age.

138Sab patit banē̃ tab tō bāp ākar pāvan banāyē kyōṅki sabkā connection hai nā .

149There is enlightenment in the golden age. 150The Father would definitely come at the confluence age.

139Bahut sannyāsī lōg bhī kahtē haĩ man key|kī śhānti kaisē hōgī . 140Ātmā kā svadharm hī śhānt hai .

151It is only when everyone has become impure that the Father comes and purifies you, because everyone has a connection.

141Jaisē bhāratvāsī dēvī-dēvatāō̃ kō bhūlē huē haĩ , vaisē ātmā bhī apnē svadharm kō bhūlī huī hai .

152Many sannyasis also ask: How can there be peace of mind? 153The original religion of souls is peace.

142Ātmā hī jāntī hai - mujhē rāvaṇ nē aśhānt kiyā hai . 143Yah gyān abhī milā hai .

154Just as the people of Bharat have forgotten the deities, in the same way, souls have forgotten their original religion.

144Yahā̃ tō śhānti kabhī mil nahī̃ saktī .

155The soul knows that Ravan has made him peaceless.

145Śhānti-dhām mē̃ hī śhānti mil saktī hai .

156You received this knowledge at this time.

146Vahā̃ tō sabkō jānā hai .

157You can never receive peace here.

147Ham śhāntidhām mē̃ jāyēṅgē phir āyēṅgē sukhdhām mē̃ .

158Peace can only be received in the land of peace. 159Everyone has to go there.

148Dūsrē dharm vālō̃ kō śhānti adhik miltī hai , hamkō sukh adhik miltā hai .

160We will go to the land of peace and then go to the land of happiness.

149Unhō̃ kō na itnā sukh , na duḥkh milēgā . 150Yah haĩ detail key|kī bātē̃ .

161Those of other religions receive a lot of peace and we receive a lot of happiness.

151Kōī nē lakṣhya kō achchhī rīti pakaṛ liyā hai , vah bhī kāphī hai .

162They do not receive as much happiness or as much sorrow. 163These are detailed matters.

152Ghar mē̃ rahtē bāp aur varsē kō yād kartē rahō .

164Some have a very clear aim, that is enough.

153Parantu prajā nahī̃ banā sakē̃gē . 154Jō prajā banāyēṅgē vahī rājā-rānī , mālik banē̃gē .

165While living at home, continue to remember the Father and the inheritance. 166However, you won't be able to create subjects.

155Mēhnat hai nā . 156Projector par samjhānā sahaj hai .

167Those who create subjects will become kings, queens and masters.

157Baṛē-baṛē ādamiyō̃ kō nimantraṇ dē unhō̃ kō samjhānā chāhiē .

168This requires effort. 169It is easy to explain using projectors.

158Tum bachchē bahutō̃ kā kalyāṇ kar saktē hō .

170Invite eminent people and explain to them. 171You children can benefit many.

159Yah bhī nayē tarīkē nikal rahē haĩ .

172Many new methods are being invented.

160Aṅgrējī mē̃ bhī projector slides vilāyat mē̃ jākar dikhlā saktē hō .

173You can also create projector slides in English and show them to people abroad.

161Yah gōlā ādi jab dēkhē̃gē tō samajhē̃gē ki yah hai bhārat key|kī philosophy .

174When they see this cycle etc., they will think that this is the philosophy of Bharat.

162Yah knowledge bāp hī dē saktē haĩ .

175Only the Father can give this knowledge.

163Yah hai rūhānī gyān .

176This is spiritual knowledge.

164Rūh sē hī rūhānī gyān miltā hai .

177Only from the Spirit do you receive spiritual knowledge.

165Sachchē doctor of|off philosophy bhī tum hō .

178You are real doctors of philosophy.

166Bāp hai rūhānī surgeon .

179The Father is the spiritual Surgeon.

167Rūhō̃ kō injection lagātē haĩ .

180He injects the spirits.

168Tumhārā hai sab gupta .

181Everything of yours is incognito.

169Vō lōg tō baiṭh śhāstra ādi paṛhtē haĩ tō unhō̃ kā bahut mān hōtā hai .

182Those people sit and read the scriptures, etc. and so they are given a lot of regard.

170Vah rūhō̃ kō patit samajhtē nahī̃ , nirlēp kah dētē haĩ .

183They don't consider souls to be impure. 184They say that souls are immune.

171Tō sachchī-sachchī knowledge tum hī dē saktē hō .

185Therefore, only you can give true knowledge.

172Yah bhī samjhāyā hai vah hai had kā sannyās , tumhārā hai bēhad kā sannyās , jō bēhad kā bāp hī sikhlātē haĩ .

186It has also been explained that that renunciation is limited, whereas your renunciation is unlimited and only the unlimited Father explains it to you.

173Vah hai haṭhyōg , yah hai rājyōg .

187That is hatha yoga and this is Raja Yoga.

174Vō haṭhyōg sē karmēndriyō̃ kō vaśh karnē chāhtē haĩ .

188Those people try to control their physical senses with hatha yoga.

175Tum rājyōg sē karmēndriyō̃ kō vaśh kartē hō .

189You control your physical senses with Raja Yoga.

176Bahut fark hai .

190There is a lot of difference.

177Ab bāp dvārā tum knowledgeful bantē jā rahē hō .

191You now continue to become knowledge-full through the Father.

178Parantu banē̃gē number-vār puruṣhārth anusār .

192However, you will become that numberwise, according to the efforts you make.

179Aisē bāp kē sāth kitnā lav|love rahnā chāhiē .

193How much love you should have for such a Father!

180Yah hai gupta lav|love .

194This love is incognito.

181Ātmā bhī gupta hai .

195The soul is incognito.

182Ātmā jāntī hai ki hamkō bābā milā hai .

196The soul knows that he has found the Father.

183Duḥkh sē chhuṛā rahē haĩ .

197He is liberating you from sorrow.

184Bābā āpnē tō kamāl kī hai .

198Baba, You have performed wonders!

185Kalp-kalp āp hamkō gyān dētē hō phir ham bhūl jātē haĩ .

199You come and give us knowledge every cycle and then we forget it.

186Bāp kahtē haĩ - hā̃ bachchē , hamnē tō kahā thā yah gyān prāyaḥlōp hō jāyēgā .

200The Father says: Yes, children, I told you that this knowledge would disappear. 201This knowledge will not remain in the golden age.

187Satyug mē̃ yah knowledge nahī̃ rahēgī . 188Yah sab drama banā huā hai .

202There cannot be the slightest difference in this whole drama that is created.

189Zarā bhī phark nahī̃ paṛ saktā .

203This drama is predestined.

190Banā banāyā drama hai , jō kuchh hōtā hai sākṣhī hōkar dēkhtē chalō .

204Whatever happens, continue to observe it as detached observers. 205Destruction has to take place.

191Vināśh hōnā hai , sthāpanā hōnī hai , sākṣhī hōkar dēkhnā hai .

206Establishment has to take place. 207Continue to observe that with detachment.

192Samjhō kal earthquake hōtī hai tō aisē nahī̃ maĩ batāūṅgā ki yah hōnā hai .

208For instance, if an earthquake is to happen tomorrow, it isn't that I would tell you in advance what is going to happen.

193Phir tō sab prabandh kar lē̃ .

209In that case, you would make all arrangements.

194Sākṣhī hōkar dēkhtē chalō .

210Continue to observe everything as detached observers.

195Mūl bāt hai mujhē yād karō .

211The main thing is: Remember Me.

196Nahī̃ tō mujhē bhī bhūl jāyēṅgē .

212Otherwise, you would even forget Me.

197Tum bachchō̃ kō mahāvīr bannā hai .

213You children have to become mahavirs.

198Mahāvīr-mahāvīrnī kō god of|off knowledge , goddess of knowledge kahā jātā hai .

214Mahavirs and mahavirnis (female mahavirs) are called gods of knowledge and goddesses of knowledge.

199God hī yōg sikhlāē mahāvīr banātē haĩ .

215God alone teaches you yoga and makes you into mahavirs.

200Pichhāṛī mē̃ jab earthquake ādi hōṅgī us samay mahāvīrpanā chāhiē .

216At the end, at the time when earthquakes take place, you will need to be mahavirs.

201Abhī tō tum puruṣhārthī hō .

217At present you are effort-makers.

202Achal-aḍōl rahnā paṛē aur sāth-sāth bābā key|kī yād mē̃ marē̃ tō bahut achchhā .

218You have to remain unshakeable and immovable. 219Together with that, if you die while in remembrance of Baba, that would be very good.

203Jō gyān mē̃ achal-aḍōl hōṅgē vah baiṭhē-baiṭhē śharīr chhōṛē̃gē . 204Phir karmātīt avasthā mē̃ jākar service karē̃gē .

220Those who are unshakeable and immovable in knowledge will shed their bodies while just sitting somewhere and then go and serve through their karmateet stage.

205Bachchō̃ kō paripakva avasthā mē̃ śharīr chhōṛ sūkṣhmavatan mē̃ jākar phir naī duniyā mē̃ ānā hai .

221You children have to shed your bodies in a firm stage and go to the subtle region and then go down into the new world.

206Achchhā  !

222Achcha.

207Bachchō̃ kō sadaiv apnā chart dēkhnā hai jō ham bābā sē pūrā varsā pāyē̃ .

223You children always have to check your charts in order to claim your full inheritance from Baba.

208Kōī bhī bāt K|kē sanśhay mē̃ ākar paṛhāī kabhī nahī̃ chhōṛnī chāhiē .

224You mustn't develop doubt about anything and thereby stop studying.

209Bābā bār-bār kahtē haĩ - mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

225Baba repeatedly tells you: Remember Me and your sins will be absolved.

210Achchhā  !

226Achcha.

211Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

227To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

212Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

228The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

213Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

229Essence for dharna:

2141 ) kisī bhī bāt mē̃ sanśhaybuddhi ban paṛhāī nahī̃ chhōṛnī hai .

230 1. Don't develop doubt about anything and thereby stop studying.

215Apnī sthiti achal , aḍōl banānī hai .

231Make your stage unshakeable and immovable.

216Ēk bāp sē sachchā lav|love rakhnā hai .

232Have true love for the one Father.

2172 ) apnā time vistār key|kī bātō̃ mē̃ west|waste nahī̃ karnā hai .

233 2. Don’t waste your time on detailed matters.

218Buddhi kisī bhī karma mē̃ malīn na hō , iskā pūrā dhyān rakhnā hai .

234Pay full attention to your intellect not becoming dirty through any action.

Blessing

219Vardān  : mansā-vāchā-karmaṇā aur sambandh-sampark mē̃ pavitratā key|kī dhārṇā dvārā parampūjya ātmā bhav

235Blessing: May you be a supremely worthy of worship soul who has the inculcation of purity in your thoughts, words, actions, relationships and connections.

220Pavitratā sirph brahmcharya nahī̃ lēkin mansā saṅkalp mē̃ bhī kisī kē prati negative saṅkalp nahī̃ hō , bōl mē̃ bhī kōī aisē śhabda na nikalē̃ , sambandh-sampark bhī sabsē achchhā hō , kisī mē̃ jarā bhī apavitratā khaṇḍit na hō tab kahē̃gē pūjya ātmā .

236 Purity is not just celibacy, but it is not able to have any negative thoughts for anyone in your mind. 237Do not speak any such words, but have good relationships and connections with everyone. 238Do not let your purity be broken in any of those things, and you would then be said to be worthy of worship.

221Tō pavitratā K|kē foundation kō check karō .

239So, check your foundation of purity.

222Sadā smr̥iti mē̃ rahē ki maĩ param pavitra pūjya ātmā is śharīr rūpī mandir mē̃ virājmān hū̃ , kōī bhī vyarth saṅkalp mandir mē̃ pravēśh kar nahī̃ saktā .

240Remain constantly aware of being a supremely worthy-of-worship soul present in that temple”. 241No waste thoughts can enter a temple.

Slogan

223Slōgan  : apnē bhaviṣhya kō spaṣhṭ dēkhnē vā jānnē kē liē sampūrṇtā key|kī sthiti mē̃ sthit rahō .

242Slogan: In order to see clearly and to know your future, remain stable in your stage of perfection.

243*** Om Shanti ***